/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, December 9, 2011

UP TET 2011 Advertisement chalanged, Allahabad Highcourt Questioning with State Government- Uttar Pradesh

टीईटी परीक्षा विज्ञापन को चुनौती, राज्य सरकार से जवाब तलब (UPTET Advertisement chalanged, Allahabad Highcourt Questioning with State Government- Uttar Pradesh)

इलाहाबाद : इलाहाबाद हाईकोर्ट ने शिक्षक पात्रता परीक्षा 2011 के विज्ञापन को चुनौती देने वाली याचिका पर राज्य सरकार व अन्य से जवाब मांगा है।
यह आदेश न्यायमूर्ति सुधीर अग्रवाल ने सरिता शुक्ल व अन्य की याचिका पर दिया है। याचिका में कहा गया है कि टीईटी फार्म के उस प्रावधान को चुनौती दी गई है। इसमें अभ्यर्थियों के लिए केवल पांच जिलों से फार्म भर सकते हैं। यह मांग की गई कि अभ्यर्थियों को प्रदेश के समस्त जिलों से या गृह जनपद से फार्म भरने की अनुमति दी जाए।
News : Jagran (9.12.11)
*****************************************
why candidates can apply only for 5 district and not for entire UP/Hometown.
*********************************
JOIN UPTET ONLY BLOG - http://joinuptet.blogspot.com/

70 comments:

  1. yadi 75 district se form dale gaye to 37500 rs hoga.kam se kam is pr b to dhyan do.2008 me 100 rs ka draft manga gaya tha

    ReplyDelete
  2. Ha rajes je thek kaha apne100 rupey he hone chaiye aur bank ka chalan bnana chaiye dd me to prob hoti hai yar

    ReplyDelete
  3. Hi i am gaurav..i got 117 science genral....5 districts me kitani merit gayi hai ye kaise pata chalega???? Manlijiye mera kushinagar ho gaya per mujhe mirzapur lena hai magar wahan ki merit baad me nikali to?? Pahle hume 1st priority choose karne diya jay..

    ReplyDelete
  4. cutoff har jile ki ek saath jari ki jayegi

    ReplyDelete
  5. MERIT LIST OF VSIC MURAITHI LAWANA KUNDA PRATAPGARH
    1st Uvaish 126
    2nd Amit 124
    3rd Sharda 113
    4rth Sudhanshu 108
    5th V.K.Shrivastav 100
    6th Ramsurat 67
    7th Rekha 58
    Congract UVAISH JI for getting 1st position in Vijay Singh Inter College Muraithi Lawana Bhawanigang Kunad Pratapgarh(U.P.)

    ReplyDelete
  6. Halafnama stamp paper me jo manga gaya hai wo abhi banwana hai ya baad me?? Usme kya kya likhna hoga??? Vigyapti me likha hai ki 19 dec ke baad ka koi bhi certificate manya nahi hoga? Kya halafnama banvaliya jay..

    ReplyDelete
  7. मुस्कान जी कृपया बताएँ कि स्टाम्प पर क्या लिखा जाएगा तथा यह किसके नाम से होगा ।

    ReplyDelete
  8. do u hv any idea wht is d merit list of saharanpur and panchsheel nagar.

    ReplyDelete
  9. allahabad court judgement- Now candidates can apply in more than 5 districts.

    ReplyDelete
  10. allahabad court judgement- Now candidates can apply in more than 5 districts.

    ReplyDelete
  11. aakhir court jane wale ye kyo bhool jate h k merit k liye state level ka prayas kare

    ReplyDelete
  12. dear all,selection tet merit base hi hona chahiyae.

    ReplyDelete
  13. court ne kya advertisment par rok lagai h ya bharti par.pls koi to btao.

    ReplyDelete
  14. court ka tet decision aa gaya hai.

    ReplyDelete
  15. court ne advt. par rok laga de.

    ReplyDelete
  16. abhi news ke hisab se to adv. radd kar diya hai 72000 bharti par bhi rok laga di hai

    ReplyDelete
  17. rajesh soni g piryas to sab karte hai par kabhi result bhi 5 bar revised hota hai

    ReplyDelete
  18. TET KI PARISHA RADD HO GAYI KYA NEWS PE DIKHA RAHE HAIN

    ReplyDelete
  19. tet pariksa radd nahi hui. vigyapan par rok laga di hai

    ReplyDelete
  20. dear all pls tell me i completed all forms i submit or wait and what about certificates i:e Grad,BEd is it complsary in front of Diet selection comitte.pls tell me.

    ReplyDelete
  21. Ab niukti academic merit par hogi

    ReplyDelete
  22. hi guys pls tell me i post form or wait and also tell me for certificates of Grad,BEd are essentials or not.pls tell me science+Gen+Male+105 i hope or not if yes pls suggest me.

    ReplyDelete
  23. Academic merit par hi niyukti sahi hoga kyoki tet exam puri tarah se sahi nahi hua hai,isme marks me abhi tak sansodhan ho raha hai,ab niyukti agar tet merit par hoti hai to hame bhi court jana chahiye

    ReplyDelete
  24. Www.uptet2011.com pe aaj fir se result update leka aaraha hai

    ReplyDelete
  25. Merit tet +graduation base hone chaiye
    Dono logo ke+ladae khatam ho gayege

    ReplyDelete
  26. Vigyapan vahi hai par 5 jilo ki badhyata khatm kar dee gayi hai. H. C. Ke dwara ab sansodhit vigyapan niklega. Prakriya chalti rahegi.

    ReplyDelete
  27. Sahi kaha yaar tumne,
    jab koi rupaye dekar apne Acedamic merit zyada kar sakta hai to wo T.E.T. me bhi aisa kar sakta hai..Aur kiya bhi hai isme koi shaq nahi hai yaar!
    Ya to Acedmic merit par bharti ho ya fir se tet ka exam karya jaye jo bar bar shanshodhan kar k result na ghoshit karta ho..

    ReplyDelete
  28. Jo log tet merit ke favor me nahi hai vo sabi merit me keval 83 to 90 tak hi kar paye hai. Kyonki kahi jugad nahi lag paya tha.

    ReplyDelete
  29. X ji ap sahi kah rahe hai kintu unhe ye yad rakhna chahye ki position ko dekhte huve pass mark ke samkach valon ko bhi hone ke ache chanc hai. So kam merit vale bhi mayus na ho.insa allah sab theek ho jayega.

    ReplyDelete
  30. YAAR YE SAB BATE CHODO....PHLE YE SOCHO KI HAM LOGO K PAS LAST DATE 1 JAN 2012 HAI..AB YE COURT K DECISIN HAM LOGO K LIYE PARESANI NA KAHDA KAR DE..JIS PAR BHI MERIT BANAO LEKIN JALDI BANAO...PTA NAHI YE LOG COURT JAKAR HUM LOGO K FUTURE KYO BARBAD KAR RAHE HAI...EK TO 3 SAAL BAD VACCANCY AAYI HAI US PAR ITNA HUNGAMA...JB TIME BEET JAYEGA TB PACHTAYEGE...STATE GOV. TO CHATI HI HAI K KOI BAWAL HOTA RAHE TO USKA PAISA BACH JAYEGA....AUR HUM LOG USKA SATH DE RAHE HAI..AB AGAR HAR JILE SE APPLY KAREGE TO BHT TIME LAGEGA..AB TO KEWAL STATE LEVEL PAR MERIT BANE TABHI KCH HO SAKTA HAI...BHAIYO REALLY TIME BAHUT KAM HAI..MERIT B.ED(THEORY)+GRADUATION PAR BANE...YA HIGHSCHOOL K 10%+INTER(20%)+GRADUATION(40)%+B.ED (THEORY) K GUNANK +TET K GUNANK...

    ReplyDelete
  31. Agr vacancy cance huyi to na jane kitne log sucide kr lenge. Aur in sab ki jimmdar state govrnment or high court rahega. Bhaiyo, hume ab kuch krna hoga. Nhi to bahut late ho jayege. Aag lga to saalo ko jo vacancy ko cancel krne ki soch rhe h chahe wo TET m fail huye haramkhor ho, ya state govnment or high court. Hum unki aisi taisi kr dege. Agr hume hmara huq ni milega, to khoon ki holiya kheli jayegi. Hr hr mahadev.

    ReplyDelete
  32. i am totally agree with you amit. the government and court are just killing our time and trying to ruin our future. this is a golden opportunity and we cant let it go!!! hame ek hokar aawaz uthani chahiye.

    ReplyDelete
  33. high court wahi log gaye honge jo lagbhag fail hain. hame to 5 jile hi jyada lag rahe hain , inhe aur chahiye. ye paas candidates ki job nahi lagne dena chahte hain. inka 1 hi rule hai nakhelenge na khelne denge ham khel bigadenge.jyada paise hanin to 100 jilo se bharo bas spare us!!!

    ReplyDelete
  34. Mera state government highcourt se nivedan hai ki kuch haramkhoro ke liye 72000 Longo ke jindige se na khelen. Aur bharti prakriya ko jare rahnee den. Agr barti prakriya rooke to jane kitne log suside karange jane kitne log pagal ho jayenge jiske sari jummedari state government aur highcourt ke hogi. Bhayee longo sadko pe utarne aur andolan ke liye taiyar raho. Koye ek din nischit kar ke sabi log Allahabad chalo aur dikha do apne taquat.

    ReplyDelete
  35. i am really unable to sleep. this up government and its decisions!!!
    now this courts decision!!!
    everything is turning out be immmmmpossible.
    phle to tet ka paper itna super low standard tha. phir usko hamne jaise taise satisfactory marks se clear kiya. ab rahu ki tarah ye court ka decision. god please bless us!!!

    ReplyDelete
  36. Mughe lag raha hai, ye govt ke chal hai, usne paisa le liya, bharti ka bas bahana hain. Govt chahte hi nahi ki bharti ho, berojgar longo ko sapne dikha ke paise anth liye, bus court and NCTE ka bahana bana kar apne hanth kheech lege. Bhayee mera court jane walon se bhi nivedan hain ki unhe bhi kuch nahi milega. State govt ki kahile ke karan ye bharti 31-DEC-11 dead line khatm ho jayege aur sab B.Ed wale takte rah jayenge.

    ReplyDelete
  37. agar government ne 31st december tak recruitment complete nahi kiya to wo hi 72000 loge ke barbad future ke liye responsible hogi. this government has lack of strong decision making !!!

    ReplyDelete
  38. plz tell me, what should i do now,,,mene abhi tak form post nhi kiye hain,,if i delay it may become late,,,i'm confused.

    ReplyDelete
  39. Tet ke marit banana the to sede rank dekar state level pe marit bante usse sabhe ke pease bach jate

    ReplyDelete
  40. samajh nahi pa rahi hoon ki form dalna hai ya nahi, vecency cencel ho gayi hai ya isi vecency main 5 se jyada jilon main avedan kar sakte hain please koi to batao bahut confusion ho raha hai kuch murkh logo ki bajah se hum sabhi students ko paresani utani pad rahi hai,apna paisa or keemti samay hamne dono barbad kiya lekin lagta hai kuch hasil hone wala nahi...............nirbal ko na sataiye jaki moti hayyyyyyyyyy

    ReplyDelete
  41. TET PARIKSHA RADD HO GAYEE HAI

    ReplyDelete
  42. HI MERE 113 MARKS HAIN GENERAL ARTS ME KOI CHANCE HAI KYA ?? PLZ BATAIYE

    ReplyDelete
  43. dosto aap k hisab se obc nerit kahan tak gir sakti hai bareily mondal main

    ReplyDelete
  44. mere hisab se to state lebil par merit banna chayye aur merit se hi jilo ka chunav hona chayye

    ReplyDelete
  45. YADI 3000 RS KISI GARIB BALAK KE PAS UPLABDH NAHI HO TO KYA ............ USKA LIFE TO BARBAD HI HAI. GOVT. KO IS PAR VICHAR KARNA CHAHIYE MUFT SIKSA KE SATH SATH MUFT NAUKARI KI BHI BYAVASTHA KARNI CHAHIYA....YANI FORM BHARNA NIHSULK HONA CHAHIYE....KAM SE KAM JO JARURAT MAND HAI UNKE LIYE TO HONA HI CHAHIYE....

    ReplyDelete
  46. Mere 135 number tet main hain. Science main Budaun main kya chance hain. Kitne jilon main farm daaloon. Help me

    ReplyDelete
  47. yarr ye batao ki b.ed. ki net se nikli marksheet maanya hogi ki nahi batao .mere tet me 114 no.hai aur 71% b.ed. me hai.

    ReplyDelete
  48. bhaiyo dekho tet walo ko state govt kitna pareshan kr rhi ha..koi mjhe ye bataye ki agar kisi ka 5 jilon me ho jata hai to wo join to ek hi jila karega lkin baki 4 jilon ki seats ka kya hoga .... kya phir se khali seaton ke liye bharti hogi mjhe to kuch dal me kala lag rha ha ye log bas 500 rupey lekar paise anth rhe ha in logon ko sadak ke beech me khada kar ke jaan se maar dena chahiye jo log bed walon ke sath mazak kar rhe ha

    ReplyDelete
  49. madam mayawati ji yadi aap vastav mein adhik se adhik candidates ko labh pahuchana chahti hain to pls merit ko state level par banakar turant 31 dec 2011 tak hi fu and final karne ki kripya karen pls pls pls............... pls.......

    ReplyDelete
  50. madam ji pls do as early as possible about teachers recruitment. thanks and regards......

    ReplyDelete
  51. kya u.p. government 1 jan 2012 tak bharti Prakriya puri karawa payegi ?

    ReplyDelete
  52. What about TET 2nd Paper, how much time we have to wait for job

    ReplyDelete
  53. SIRF TIME PASS HO RAHA HAI. SAMAJH ME NAHI AATA KI KYA KIYA JAYE ? MAINE ABHI TAK FORM POST NAHI KIYA HAI. AAJ SUNNE ME AAYA HAI KI LAST DATE BADH GAI HAI 22 DEC TAK KE LIYE. KYA YE SACH HAI? DRAFFT BANANE ME BANK WALE BHI KAM NATAK NAHI KAR RAHE HAI.KOI TO BATAO SACH KYA HAI ?

    ReplyDelete
  54. main kevel itna khena chata hun ,ki agar in logon(high court jane baleya khen fail marka aur ye sarkar) ke bajha se vacancy rukte hai to state level hum sabhi logon ko ek saath haala bolana hai .agar 2 lac bhi saath honge to ye sarkar aur high court ko to chaupt kar hi sakte hain.......baki best of luck

    ReplyDelete
  55. dont take tension friends.....aap log jo tet me paas hue hein sab teachers banenge....sarkar chahti he ki jaldi appointment kar diya jaye...before 31 dec 2011.......agar jyada time laga to back date me joining hogi......badhai ho sab logo ko jto tet me pass hue hein.....arvind bsnl 9350220624

    ReplyDelete
  56. सं. नाम पदनाम मोबाइल नम्बर फोन नम्बर
    1 डा० धर्म सिंह सैनी मा० मंत्री, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9453004011 0522-2237114/2239085
    2 श्री अनिल संत सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 0522-2238220
    Fax-2238054
    3 श्रीमती अनीता श्री मेश्राम विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9454411780 0522-2214017
    0522-2235609

    4 श्री ज्ञान सिंह विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9454412642 0522-2238526
    0522-2213486

    5 श्री हरेन्द्र वीर सिंह विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 9415704222 0522-2238093
    0522-2213483

    6 श्री विशेष सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश 0522-2238118
    7 श्री संयुक्त सचिव, बेसिक शिक्षा विभाग, उत्तर प्रदेश -
    8 श्री दिनेश चन्द्र कनौजिया शिक्षा निदेशक (बेसिक) 9415021592 0522-2780412,2780391
    9 श्रीमती ममता श्रीवास्तव अपर शिक्षा निदेशक (शिविर) 0522-2780392
    10 डा. अवध नरेश शर्मा संयुक्त शिक्षा निदेशक (बेसिक) 9415360507 0522-2780391
    11 श्रीमती शशि किरण त्रिपाठी उप शिक्षा निदेशक (प्राइमरी)

    ReplyDelete
  57. es naukari me kewal tet ke no. se marit bana kya sahi hai. mera manana hai ke ye galat prakriya hai kyu kikesi bhi student ka mulyankan kewal ek paper se nahi keya ja sakata. eske leye sabhi education ko samel karna chahiye yahi sahi mulyankan hai.
    to aap batye ke kon se prakriya chalege

    ReplyDelete
  58. sarkar apna bhala chahti student ka nahi. es prakriya ke baat he nerali hai.
    tet ke aadhar par teacher banane hai aur abhi tak tet ka result he sansodhit nahi ho paya hai.
    sabhi kah rahe hai ke tet ka paper saral aaya hai. yadi etna saral tha to paper banane bala gadha tha jeske answer abhi tak nahi bhej paye. teen bar result denepar bhi sahi result nahi de sake. paper banane me question bhi galat, answer seet galat,teacher ki begyapti galat,chayan ke prakriya bhi galat hai.
    kya board me sabhe murkha hai ya paise khane wale. en galteyon ka kya karan hai.

    ReplyDelete
  59. TET ki koi nayi news batao yaro.......

    ReplyDelete
  60. TET ki koi nayi news batao yaro.......

    ReplyDelete
  61. B.Ed. entrance Exam. ki tarah se T.E.T. ki bhi counselling state level par rank ke anusaar karai jaaye .

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।