/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, December 16, 2011

UP TET 2011 : Single Form / Statewise Merit demanded instead of district wise merit


संयुक्त मेरिट बनाने की मांग

( UPTET : Single Form / Statewise Merit demanded instead of district wise DIET merit)

इलाहाबाद : आदर्श शिक्षक वेलफेयर एसोसिएशन के वरिष्ठ पदाधिकारियों की बैठक शुक्रवार को हुई। इसमें टीईटी परीक्षा, बढ़ती ठंड से होने वाली दिक्कत सहित शिक्षकों की अनेक समस्या पर चर्चा की गई। अध्यक्षता कर रहे प्रदेश अध्यक्ष रुद्र प्रभाकर मिश्र ने कहा कि यूपी टीईटी के आधार पर परिषदीय विद्यालयों में राज्यस्तर पर टीईटी व शैक्षिक योग्यता की संयुक्त मेरिट बनाकर एक फार्म भरवाना सर्वहित में होगा
उन्होंने कहा कि संशोधित विज्ञापन में सभी वर्गो के 50 प्रतिशत अंक पाने वाले टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को सहायक अध्यापक पद पर चयन के लिए आधार माना जाए। इसके साथ बढ़ती ठंड को देखते हुए परिषदीय विद्यालयों का समय साढ़े दस बजे से करने की मांग की गई। संचालन डॉ. एसपी सिंह ने किया। इस दौरान नीरज बाबू मिश्र, भारत भूषण मिश्र, मयंकधर मिश्र, सुरेंद्र पांडेय, डॉ. गीता रंजन, प्रीति सेठ, डॉ. अशोक तिवारी, नागेंद्र नाथ श्रीवास्तव आदि मौजूद थे।
News : Jagran ( 16.12.11)
***********************************
Adarsh Shokshak Welfare Association (Uttar Pradesh ) demanded : Joint Statewise single TET (Teacher Eligibility Test) merit should be taken for selection of Primary teacher.
And revised advertsiement of PRT should include 50% marks for pass criteria for all categories for Assistant Teacher selection in UP.
JOIN UPTET ONLY BLOG - http://joinuptet.blogspot.com/

27 comments:

  1. KYON FALTU KI KAHANI KAR REHE HO....... EK NE ( SARITA SHUKLA ) KAHANI RACHI AUR 3 TO 4 DIN CHALE GAYE.......... AB ISS SE SABAK LEKAR CHUPCHAP GOVT. KO APNA KAM KARNE DO........ AGAR KAM NO. HAIN TO PHIR MEHNAT KARO....... UNGLI NAHI

    ReplyDelete
  2. Dost baat to sahi kah rahe ho ye log uptet jaisa easy exam to paas na kar paaye par dusro ke liya bhi rasta band karne mai bhi koi kasar nahi chodenge in logo ko sivay ungli karne ke kuch nahi aata bhagwan ne en logo ko chunkar banaya hai ye apne jivan me sivay galat kaam ke koi nek kaam nahi kar sakte

    ReplyDelete
  3. pahele kya neend me the to ab state vise merit banane ko keha rahe ho tet ka exam pass nahi kar paye ab ungli kar rahe bewkoof .

    ReplyDelete
  4. Ye sadak chap padadhikari hote hai bhai inki to adat hi hoti hai jaha dekha mauka baner chapva ke khade ho gaye aur karne lage faltu bate vaise in logon ka B.Ed. Tet se door door ka nata nahi hai .

    ReplyDelete
  5. Aap ekdam thik kahte hai dost yahi log koi kam thik se nahi hone dete janhit ka theka lekar ghoomte hain.

    ReplyDelete
  6. agar sarkar ne itni jaldbazi a ki hoti to koi bhi tesion nahi hoti

    ReplyDelete
  7. hi i m gen male arts candidate got 116. maine lakhimpur, moradabad, bareilly, saharanpur, shahajanpur se apply kiya hai kya mera 200 seats wali diet mein no a skta hai

    ReplyDelete
  8. high school intermediate mein number kam hain jo fudak rahe ho .

    tet + total mein padne likhne walon ko takleef nahi honi chahiye .back ground kharab hai to fudak sakte ho.

    rajsthan = main eaxam(b.ed+BTC +tet 20% )

    uttarakhand = total acedmic + tet

    ye sab other states ke haal hain select wahi hoga jo tet pass hai aur back graound sahi hai ek do number tet mein kam jyada hone se chayan errorness hai jabki tet saikshik ahartaon mein kewal ek saikshik aharta hai .

    ReplyDelete
  9. Bhayi logo Jinke TET main kam nuber ayen hai wo pareshan na hon. Ye govt sab bharti ka natak kar rahi hai, ise bharti se koye matlab nahi hai na karna chahti hai. Chunav tak kisi tarah issue rakhna chahti hai jaise UP ko char hisse main batne ka ye bhi ek chunave mudda hai, aise bharti bhi ak chunavi mudda hai aur kuch nahi, Ye high court case sab Govt ka hi kiya hua hai

    ReplyDelete
  10. mere bhai hm to kahte hai ab i.a.s. Ka exam nai lena chahiye 10th,10+2 and graduation ki merit jod ke niyukti deni chahiye.aur har extra qualification pe extra marks milne chahiye.hai na...

    ReplyDelete
  11. Yadi sarkar chahti to chand samay me bharti krwa sakti hai lekin yeh sab eska chunavi natak hai.

    ReplyDelete
  12. ab kya hoga up tet ka future

    ReplyDelete
  13. ye naya prastav se to kabhi bhee teachers ka appointment nahi ho pane ka bcoz jab log draft leker kaam nahi kar rahe to vo log free main kya kaam karenge aap khud samaz sakte hai .vigapti kab aayegi pata nahi ..............

    ReplyDelete
  14. Friends agar aap ko lagta hai ki sanyukt merit banni chahiye to iske liye highcourt me writ daliye,aur uptet exam me hui gadbadiyo ke bare me jayada se jayada evidence collect kijiye...jis tarah se lagbhag 15 se jayada bar result me sansodhan hua hai,har sansodhan ki evidence collect kijiye...kyoki jo court me case dale gaye hai usme evidence collect nahi kiye gaye hai,isliye wo radd ho gaye hai

    ReplyDelete
  15. MYSELF SHWETA SHUKLA,I BELONG TO GENERAL CATEGORY FROM SCIENCE GROUP,& I SECURED 105 MARKS IN UPTET 2011,WHT R MY CHANCES FOR SELECTION. I FILL THE FORMS FROM SITAPUR,LAKHIMPUR,SHAHJAHANPUR,HARDOI& BAHERAICH. PLEASE HELP ME

    ReplyDelete
  16. myself gunjan shukla,i also belong to general category from science group,& i secured 102 marks in uptet,wht are my chances in prt recruitment

    ReplyDelete
  17. PLEASE DOWNLOAD REVISED AD. DATED 17.12.2011 ON UP PRIMARY TEACHER RECRUITMENT 2011 ON RELATED SITES

    ReplyDelete
  18. PLEASE DOWNLOAD REVISED AD. DATED 17.12.2011 ON UP PRIMARY TEACHER 2011 RECRUITMENT ON RELATED SITES

    ReplyDelete
  19. sabhi tet pass candidate dhyan dain
    kya antar hai sabhi jagah form dalne ke option main aur state level par uptet pass ke form bhare bina counseling karane main.

    1. state level par counseling karne par koi form dalne ke aavasyakta nahi hai.
    jabki ab sabhi ko 1 se lekar 30-35 tak form dalne pad rahein hain.

    2. state level par yadi form hi nahi bharvaya jaye to time nahi lagega aur tet result correct hone ke bad sidhe counseling ki prakriya suru ho sakti hai.

    jabki ab 1 candidate ka form dalne ka average 15 tak ja sakta hai aur 15 form matlab 15*270806= 406290 form sabhi diet ka total. form ko alag kar feed karne main lagne wala samya 15 din se jyada.

    3 state level par sirf ek draft banakar lao aur counseling ke time par jis district main join karna hai jama kar do.

    jabki ab draft ke photo copy lagakar sabhi jagah alag alag avedan karna.

    4. state level par counseling karne se samya nahi lagega galti ki sambhavana bahoot hi kam.
    jabki abhi samya to lagega hi sath hi kisi bhi kimat pat mistake kiye bina bharti prakriya nahi ho payegi.

    5. state level par counseling se paisa, main power, time,ki bachat.

    jabki is prakriya main candidate se laker, bank, daak vibhag, DIETs, SELECTORS, SARKAR, sabhi ko proboms.

    6. State level Counseling se NCTE ki jo DEAD LINE 1 JAN 2012 di hai usse pahle bharti prakriya poorn ho jayegi.

    jabki is prakriya se kisi bhi halat main ye bharti time par nahi ho payegi.

    7. sarkar ko koi nayi vigayapti main dimag lagane ki jaroorat nahi.

    8. state level par 1 counseling process main hi bharti prakriya poori ho jayegi.

    jabki vartmaan prakriya se kam se kam 8 se 10 bar marit banani pad sakti hai.

    9. state level par ek hi baar aur ek hi jagah par counseling main jana padega

    jabki is prakriya main ek candidate ko ek din ya do din main 5 se 10 jagah counseling ke liye bulaya ja sakta hai.

    total harasment hai is prakriya main
    so bina form sidhe state level par tet pass candidate ko counseling ke liye bulao
    bina tension bharti karo.

    7597947237

    ReplyDelete
  20. kya koee batao ye sab latkhor posting karenge ya nhi ...........ya phir chunav bhar ka paisa jama kar liya aur jai ram ji ki.......

    ReplyDelete
  21. bakwas. sanyukt merrit bekar ke bat hai. jo aise vichar rakh rahe hain unke janane wole ke nakal se meritt high hogi isliye. why not come into field and do competition. uptet merrit is the best way of selection. satish

    ReplyDelete
  22. MYSELF RADHIKA VAISH,I BELONG TO GENERAL CATEGORY FROM SCIENCE GROUP,& I SECURED 103 MARKS IN UPTET 2011,WHT R MY CHANCES FOR SELECTION. I FILL THE FORMS FROM SITAPUR,LAKHIMPUR,SHAHJAHANPUR,BUDAUN, MORADABAD, KASHIRAM NAGAR, BHEEMNAGAR. PLEASE HELP ME

    ReplyDelete
  23. uptet ke merit tet ke adhar pe hi banani chahiye .......... crying over a spilt milk is the work of children not of budaaus ...... jab wpadna likna nahi ata to kar bete bardan maja better option ... jo tet main pas nhi ho ske vo bachho ko kya padayenge

    ReplyDelete
  24. jab aap high school se b.ed. tak 80 % tak number la sakte ho to tet me bhi la sakte tah

    ReplyDelete
  25. sab bakwash hai merit tet se hi banegi.don't worry.

    ReplyDelete
  26. satendra u r rite. now a days i am away from net.tell me what is going in uptet.

    ReplyDelete
  27. satish bhai ab to 1 feb. ka intjaar karo.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।