/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, December 24, 2011

UPTET : 400 forged marksheets trapped in Primary Teacher selection in UP

शिक्षक चयन में पकड़े गए चार सौ फर्जी अंक पत्र 
(UPTET : 400 forged marksheets trapped in Primary Teacher selection in UP)

212 comments:

  1. Hello friends,
    aaj maine jaunpur diet ke principal se khud bat ki.unhone kaha ki sasan ke aadeshanusar hi tet ki merit ke avrohi kram par bharti hogi,aur 11 january tak hame cd ki ek copy sasan ko bhi bhejni hai,maine unse court ke order ke bad jari huye naye sasnadesh ke bare me bhi pucha to unhone bataya ki wo chayan prakriya ki detail, tet merit ki detail ki cd ki copy sasan ko bhi bhejne se sambandhit hai.
    Unhone ye bhi bataya ki aaj yani 25 dec.tak sasan se academic merit banane ka koi adesh nahi aaya hai

    ReplyDelete
  2. Hi Frindz, Merit to TET se hi banni chahiye, Jo academic merit ki baat kar rahe hain unhe ye sonchna chahiye ki wo kiska paksha le rahe hain, ye paroksha roop se CBSC aur Kuch bhrast uni/college se academic holder walon ka paksha le rahe hain. Jinke actual main academic record achhe hain wo bhi in Frazi Marksheet wale, bhrast university/college wale ye cbsc bord walon se mukabla nahi kar payenge. Dosto(Academic Merit Wale) ye batao ki UP Board. Gurukul and Sampurna Uni main kya ek jaise mulyankan hota hai, Jab har jagah alag-alag % mark diye jate hain to fir Academic Merit se selection nahi ho sakta, TET ek common exam tha mulyankan ek tha chahe Sampurna Nand UNI ho Chahe CBSC bord ka condidate ho chahe P BORD ka sabke liye barabar mauke the isliye Merit TET based hi Hogi. Dosto compitition fair wahin hota hain jaha sabhi ko mauke barabar ke ho. Kisi ko talwar aur kisi ko Pistal de kar comptition/mukabala nahi karaya jata. Han dono ko talwar ya pistal dekar mukabla ho sakta hain, means barabar ke mauke dekar. Ek sampuran Nand Uni ke condidate ke academic record and ek up bord codidate ke academic record ko compare nahi kiya ja sakta, ise tarah ek CBSC borad ke academic record aur ek up bord ke academic record ko compare nahi kiya ja sakta, ise tarah ek govt collage student ke academic record aur ek private collage ke student ke academic record ko compare nahi kiya ja sakta. Nahi to yahi hoga ki academic record main to avvaul per actual quality main fail, the best example, 200 Academic Merit holder 162 condidate failed in so easy TET exam. Jo 200 academic merit holader the we ya to B.Tech private collage se the ya Gurukul se the ya Sampurna Nand Uni se the.

    ReplyDelete
  3. Jinke marksheet/digree fargi payee jay unhe sada ke liye disqualify kar diya jay aur unpe mukadma bhi kar diya jay 420see ka. Frindz koye bhi frazi marksheet/digree mat lagana, nahi to lene ke dene pad jayenge. Is bar Basic siksha parishad bahut alert hai, kyouki last time VBTC main jam kar farjiwada hua tha.

    ReplyDelete
  4. muskan ji kya ye vacancy chunav ki wajah se latak toh nahi jayegi?

    ReplyDelete
  5. friends chunav aachar sanhita lagoo hone se shikshak vacancies par kya effect hoga? kisi ko kuch maaloom ho toh batao.

    ReplyDelete
  6. Saale ANUJ tu bhi lagta hai fail ho gaya hai ya phir 90 number pa ke paas hua hai, tabhi tu fad-fada raha hai, yadi tune pahle itni mehnat ki thi to 'EK CHOTE SE TET EXAME' me teri hawa kyun nikal gai...

    ReplyDelete
  7. sir/ madom jo bhi ho jiska manna hai ki cbsc board walo ko hi jab dena chahiye kyu ki up bord ka koie arosa nahi hai? mere khayaal se sabse bhrast to centarl me hi hai.........

    ReplyDelete
  8. Hello boys nd apki sisters...
    ye TET ka drama the end ho gya he....ab kuch nhi hoga....ye sab mayawati ne vote bank k liye kiya tha...

    ReplyDelete
  9. Golmaal he bhai sab golmaal he...
    up tet ki ye tedi chaal he...

    ReplyDelete
  10. Hi All UP-TET Exam phir se hona chayie ,High court ko dekhna chayie itni saari galti or froud hone per prikria ko cencell kar dena chahye ,Meri High Court se Anurodh hai ki Teacher pariksa dubara se kaye aur isko kharige kare

    ReplyDelete
  11. kis base pe babegi madam merit or kb tak ??

    ReplyDelete
  12. mere to bus TET m 97 marks h GEN m hu mera kuch chance h kya ??

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।