/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, January 26, 2012

UPTET Lucknow News : TET Marksheet / Certificate Distribution from 6th

टीईटी प्रमाण पत्रों का वितरण 6 से
 
(UPTET Lucknow News : TET Marksheet / Certificate Distribution from 6th)
 
लखनऊ। अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) के सफल अभ्यर्थियों के प्रमाण पत्र वितरण की तिथि में परिवर्तन किया गया है। सभी प्रमाण पत्र छह फरवरी से उपलब्ध कराए जाएंगे। इससे पहले वितरण प्रक्रिया को 27 जनवरी से शुरू किए जाने की घोषणा की गई थी। यह जानकारी संयुक्त शिक्षा निदेशक विकास श्रीवास्तव ने दी। उन्होंने बताया कि राजधानी के राजकीय जुबली इंटर कॉलेज को प्रमाण पत्र वितरण केंद्र बनाया गया है। लखनऊ मंडल से टीईटी में शामिल होने वाले अभ्यर्थियों के प्रमाण पत्र यहीं से उपलब्ध कराए जाएंगे।
News : Amar Ujala
 
 

39 comments:

  1. everthing is going to according to gov,they wanted to delay this mattar willing

    ReplyDelete
  2. mera lucknow ke TET pass student se request hai ki please ek jut hokar aage bharti ke bare me soche kyonki ab TET certificates 6 feb ko milenge. Yani ki sarkar lagta hai sab kuch tay karke baity hai ki bharti/ counseling April se pahle nahi karni. Isliye mai aapse sarkar ke uper dabav banane ke liye request kar raha hoon kyonki baithe-2 kuch nahi hoga. please aage ki ranniti tay kare.Please mere saath jude aur bhagidar bane apne bhavisya ko aazadi se jeene ke liye.
    SANDEEP KUMAR YADAV
    A TET MERIT SUPPORTER

    ReplyDelete
  3. TET Merit Supporter Group
    sandeep kumar yadav-8574351790-lucknow.

    ReplyDelete
  4. Mr.said please apni bakwas band karen. Agar aap itne chintit hai to kuch kyo nahi karte. Please do something.

    ReplyDelete
  5. dear frnds happy republic day
    dosto kal court main samay kam hone ke karan sunwai nahi ho saki ab shayad next week hogi.
    Ye amar ujala agra main likha hai.
    Muskan ji plz update kijiye.
    Gaurav (UP POLICE & OBC 116&111)

    ReplyDelete
  6. @said
    aap kewal faltu ki baat katen hain. padhe likhe hosiyaar honge , kuch dimag lagakr bola karo, aisi baaten padh kr aap ko koi hoshiyar nahi kahega
    meri baat buri kagi ho to sorry, lekhn mujhe nahi lagta meri baton ka aap pr koi asaq hoga sorry again

    ReplyDelete
  7. Muskan Ji
    or Naved Ji
    please see amar ujala-Kanpur-banda epaper sanskaran Page No.14
    Please updated the Screen-in Front....

    ReplyDelete
  8. Mr.arun sharma urf mr.educated and mr. Sandeep kumar sachchai kadwi hoti hai,aap logo ko mirchi kyo lag gai,
    aap logo ko lag raha hai ki jo apka favour kare wo sahi hai aur jo against bole wo galat hai,
    aap logon ne kiya kya aaj tak?ek choti si information tak nahi hai,aur sangathan me saikdo log apna contact no.display karte ho

    ReplyDelete
  9. Mere form to wapas nahi aaye leking speed post track karne par 'not available' bata raha hai k jaha se post kiya hai bas usi ka nam dikha raha hai. Iska kyj matlab hua? Plz koi batae

    ReplyDelete
  10. Mere form to wapas nahi aaye leking speed post track karne par 'not available' bata raha hai k jaha se post kiya hai bas usi ka nam dikha raha hai. Iska kyj matlab hua? Plz koi batae

    ReplyDelete
  11. Rajneesh shukla ji aap tension mat lijiye ye sabhi ke sath ho raha hai,1.25 corore form ka status update karna karna dak vibhag ke liye muskil ka kam hai,aur u.p.ke kai head post offices par abhi bhi net connectivity uplabadh nahi hai,isliye status upadate nahi hai.

    ReplyDelete
  12. AMARUJALA NEWS LINK

    http://epaper.amarujala.com/pdf/2012/01/26/20120126a_014145.pdf

    ReplyDelete
  13. Govt only want to delay this process.......
    And you can also see that on 1FEB decision........
    NOW We Are Only VOTE BANK for every Political party.........
    Aur iske jimmedar bhi hum self hain.....
    Hum inko apna NETA chunte hain.........
    No body can change this system without us.......

    ReplyDelete
  14. Gov. Ki mansha clear hai vo bharti delay karna chahti hai. Isliye kahi marksheet 6 feb. Se to kahi 21 feb. Se milenge. Latke rahoge gov. Ko vote karoge aur phir wo logo ka khoon chusenge.

    ReplyDelete
  15. Ab to lagta hai ki july se pehle kuchch nahi hoga thanx govt. Agar ye shikhsha mitra ka faisla hota to wo log ab tak dharne pe baith gaye hote aur govt. Se jawab bhi mang lete
    hum sirf apas me ladte rahenge aur ant me jhujhuna pakad me ayega aur jindagi bhar usi ko bajayenge. Bcz b all sikhandi.
    Yadi ap sab log ye jante hai ki sab vote bank ka khel khela ja raha hai to hum log chunav ka bahishkar kyo nahi karte.
    Sab jante huye bhi hum log wait & wait kar rahe hai.
    Yadi mera comment bura laga ho to sorry lekin ye sachchai hai.
    Aur ise jhutlaya nahi ja sakta.

    ReplyDelete
  16. Govt bhi hamse banti hai to yadi govt. Hamare liye karya nahi karti hum logo ki jindagi jhand hai kya koi log kuchch karoge ya mai ye samjhu ki hum tet passed wakai me bekar hai.

    ReplyDelete
  17. Manoj ji kya kar rahe hai ap log sangathan banake yese kuchch nahi hoga yadi anna dharne pe baith sakte hai to hum log kyo nahi baith sakte kya ap hum govt. Se jawab mangne layak bhi nahi.

    ReplyDelete
  18. Kya mai galat kah raha hu akhir kab tak hum chup chap baithe rahenge.

    ReplyDelete
  19. UP TET WALO THODA SHIKSHA MITRA SE SABAK LEKE AGE BADHO.
    Mera comment bura lage to sorry.
    Sirf muskan aur naved se jankari lene se kam nahi chalne wala ,


    ye hakikat hai ki tet pass bekar hai kyoki wo tet fail walo ka mukabla nahi kar pa rahe hai to teacher kya ghanta banege


    thoda to sabak lo aur kuchch karo govt. Se rti ke jariye is masle per jawab manga ja sakta hai. Maine rti dal diya hai . Ab ap kya wait karenge.



    Plz bura mat mano thoda meri bato par vichar kar apne comment de.
    I m waiting.
    Thank
    anand tiwari
    09013345756
    tet marks gen/ph 108

    ReplyDelete
  20. MUSKAN JI, THE TIME SHOWN WITH COMENTS IS ABOUT 14 HOURS EARLIER THEN THE REAL TIME. IT IS HAPENING SO FOR LAST FEW DAYS. SOME OF US INFORMED YOU EARLIER ALSO. KINDLY FIND OUT WHY IT IS HAPENING SO. ONLY YOU CAN SOLVE THIS ABSURDITY. THANKYOU

    ReplyDelete
  21. McChandji, When you write comment here then put date & time also.
    Then I will told u.
    Here is everything correct and whoever also if facing similar probs.

    ReplyDelete
  22. I heard retirement age (earlier in some news ) can increase upto 62 ears. If this happen then it is very bad to Unemployed, Govt should decrease retirment age ,coz So many youths facing job problems.

    MNC Companies take their employee directly from campus recruitment to use youth power efficiently.

    ReplyDelete
  23. Earlier retirment age was 58, which was good to unemployed.
    Now population increasing day by day and no check on this.
    And Govt. jobs are decreasing, contactual employees are everywhere.
    Where will youth go.
    MNC/IT Companies are really did a good work to engage crores of employees. But our country going to depend on other countries.
    Recently American president says he opposed outsourcing of jobs.
    Govt. should be prepared for it.

    ReplyDelete
  24. News Source : http://www.deccanchronicle.com/hyderabad/babus-retirement-age-set-go-225
    --------------
    This news was old and no decision arrive on that which is a good sign.

    ReplyDelete
  25. MUSKAN JI, U R RIGHT THE TIME MAY BE CRECTLY SHOWN THERE BUT ON INTERNET TIME SHOWN FOR MY JUST LAST COMENT IS 26 JAN 2012 12.27 AM.

    ReplyDelete
  26. MUSKAN JI KINDLY CHECK IT ON SOME NORMAL COMP./MOBILE OTHER THAN YOUR SYSTEM. PERHEPS THE PROBLEM MAY BE IDENTIFIED.

    ReplyDelete
  27. tet ke paksh mein jo bhi log hain unhe kam se kam ek jagah bath kar sangthan ki sakti dikhani chaiye. sabhi logon ko tay tarikh par lucknow mein milna chaiye yeh hamri ladai ki shuraat hogi aur netratav hamere beech se hi apne apne hi mil jayega.SANGHE SHAKTI KALYUGE.
    Hamare virodhi sanghtit hain aur hum nahi vo log kam hai aur hum jyada phir haar ka to sawal hi nahi bus apne haq ke liye hame uth kar hasil karna hoga phir koi bhi gov ho hame hamara haq mil kar rahega.

    ReplyDelete
  28. doston kya court mein jaldi sunvai ke liye yachika nahi dali ja sakti hai. yeh to sarasar annay hai koi bhi apne swarth ke liye court chala jae aur kam ruk jaye kam se kam court ko yeh to dhyan rakhana hi chaiye ki isse ek ya do nahi balki 250000 logon ke jeevan ka sawal hai mein yeh nahi kahta ki jaldibaji mein koi faisla le liya jaye balki balki sawdhanipurvak nirnay liya jae na ki case ko talte rahi jae .

    ReplyDelete
  29. Any one know about Mirzapur mandal. TET ke certificate kab se milenge?? Please sendmail to gopal1783@gmail.com

    ReplyDelete
  30. Jin-jin logo ne case file kiya hai,ek din unhe afsosh jarur hoga.
    aakhir God sab dekh raha hai........

    ReplyDelete
  31. Sandip sujit ji stay k khilaf yachica double bench me dali ja sakti hai, lekin uske liye sanghthan aur paisa bhi chahiye. Aur yaha sabko tet ne kangal kar diya hai. Aur blog par aap kisi se paise mangiye to apki khair nahi, jaise advocate inka uncle hai jo free me case ladega.

    ReplyDelete
  32. Muft ki advice sab denge ki aap case khud kyo nahi ladte?
    Jaise 72825 ki sailery keval apko milegi.

    ReplyDelete
  33. Humne tet me samay aur dhan dono barbad kiya hoga. Yadi 10000 log 100 rupee de to aap khud soch li jiye 10,00,000 me aap supreme court tak case lad sakte hai.
    Lekin aap paise mangte hai to aap beiman kahe jayenge.

    ReplyDelete
  34. pahle b.ed. wale satra wise bharti ke karan bate they purane kahte they ki satrawise ho jabki naye wale iska virodh karte they ab tet pass ladke high merit aur low merit wale aapas mai ladte hai pahle bhi b.ed. wale bekar they ab tet pass berojgar sadko pe ghumenge ladiye jam ke ladiye aapas mai nahi balki gov. se apna haq mangiye milkar

    ReplyDelete
  35. pahle b.ed. wale satra wise bharti ke karan bate they purane kahte they ki satrawise ho jabki naye wale iska virodh karte they ab tet pass ladke high merit aur low merit wale aapas mai ladte hai pahle bhi b.ed. wale bekar they ab tet pass berojgar sadko pe ghumenge ladiye jam ke ladiye aapas mai nahi balki gov. se apna haq mangiye milkar

    ReplyDelete
  36. mera lucknow mandal h mane prt rol no 07035146 and elementary 07082208 h me lucknow mandal ke aas paas rahne waalo se ye puchana chahta hu ke is roll no ke marksheet kis date ko milenge.

    ReplyDelete
  37. mera lucknow mandal h mane prt rol no 07035146 and elementary 07082208 h me lucknow mandal ke aas paas rahne waalo se ye puchana chahta hu ke is roll no ke marksheet kis date ko milenge.

    ReplyDelete
  38. muskan ji..muzhe ek baat samazh nahi aa rahi ki lkw mein itne bade aandolan ko media coverage kyu nahi mil rahi..yahan jaane kitno ki jaan daav par lagi hai..aur ye media wale(chahe wo print ho ya audio/video) puri tarah chup hai...aisa kyu???????

    balki print media k kuch bade news paper(hindustaan,amarujala etc) ne to had hi kar di..inke column ko padhne par lagta hai ki ye khud TET k against hain..inhone hi TET ko jayada badnaam kiya..jabki exam bilkul fair hua tha..haan baad mein sanjay mohan jaise logo ne gadbadi karne ki koshish ki..jo shayad kar bhi nahi paaye..lekin kar sakte the..usse pehle hi arrest ho gaye..bus issi baat ko ye media walon ne itni hawa di ki jaise aajtak isse bada koi bura kaam hua hi na ho iss UP mein..muzhe to lagta hai ki in reporters k apne bhi TET failure hain..tabhi to ye apni duty bhulkar kuch bhi likhne par aamada hain...
    mein in media walon se poochta hoon ki UP Board mein har saal khule-aam nakal hoti hai ..log theke par nakal karate hain..iss samay bhi joron par chal rahi...kya ye UP Board ke papers cancel ho jayenge...nahiiiiiii..kabhi nahi...bus TET ko cancel karna hai inhe.....chaahe kuch bhi likhna pade
    .....
    aur kya kahu iss media walon k baare mein..ye to bus bade-2 celebrity ko lekar baith jate hai..unki history batane lagte hai..kabhi sallu,kabhi katrina,kabhi saif..to kabhi karina...kab karenge shaadi????..bus issi mein lage rehte hai...inse ye poocho isse desh ka bhala hoga kya???????
    in nachaniyo ne hi to desh ka beda gark kiya hua hai.. new generation ki to aadhi jindagai inhe dekne aur sunne mein hi nikal jaati hai..

    kul milakar mein ye kehna chata hoon ki kya media apni duty sahi tarike se nibha raha hai....
    no doubt ki media ki wajah se bahut se acche kaam hue hain..lekin kaam acche hi hone chahiye..bura thoda bhi nahi karo..jayada acche karne ka matlab ye nahi ki thoda bura bhi kar sakte ho..ye galat hoga..aur jab galat hoga to ungli bhi uthegi.....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।