/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, January 31, 2012

UPTET : Recruitment of Teacher in UP should be based on TET Merit and start at the earliest

टीईटी की मेरिट के आधार पर जल्द हो शिक्षक भर्ती
(UPTET : Recruitment of Teacher in UP should be based on TET Merit and start at the earliest)

वरिष्ठ संवाददाता, इलाहाबाद : माध्यमिक शिक्षा परिषद द्वारा आयोजित शिक्षक पात्रता परीक्षा ( टीईटी) सफल अभ्यर्थियों ने सरकार के खिलाफ मोर्चा खोल दिया है। टीईटी उत्तीर्ण एकता संघर्ष मोर्चा के बैनर तले अभ्यर्थियों ने सरकार पर सहायक अध्यापकों की भर्ती प्रक्रिया जानबूझकर लटकाने का आरोप लगाया और सरकार के खिलाफ विधानसभा चुनाव में प्रचार करने की घोषणा की। अभ्यर्थियों ने कहा कि यदि सरकार रुकी भर्ती प्रक्रिया जल्द ही नहीं शुरू करती हो लखनऊ कूच किया जाएगा और विधानसभा के सामने सामूहिक आत्मदाह किया जाएगा। अभ्यर्थियों ने सरकार की गलत नीतियों की आलोचना की। इस विषय पर आगे की रणनीति पर चर्चा के लिए अभ्यर्थियों ने सोमवार को चंद्रशेखर आजाद पार्क में एक बैठक आयोजित की। बैठक में प्रमुख रूप से विवेकानंद, सत्य प्रकाश पांडेय, सुरेशमणि त्रिपाठी, संजीव मिश्रा, अनिल पांडेय, अभिषेक, रामपूजन, फरहान, सुल्तान, संजय, दीनदयाल, प्रियंका, शिल्पी व आलोक पांडेय आदि मौजूद रहे।
News : Jagran (31.1.12)

36 comments:

  1. doston gov ne janbhujkar hamare bhavnoyon se apne profit ke liye khilwad kiya hai. humein insaaf milega hi chahe hamen iske liye koi bhi keemat ada karni pade.

    ReplyDelete
  2. hamein apne sangthan ko majboot banaana hoga iske liye atmdah ki nahi ekta ki awasakyta hai agar hum ek jagah par ikatha hi ho jayen to ye hi sarkar par dbav banane ke liye kafi hoga. humein lucknow mein ek badi sabha karne ki jaroot hai jisse ki bahri aur goongi sashan vyastha tak hamari baat pahunch sake.

    ReplyDelete
  3. agar gov chahti to in vaccancies ko pehle hi fill up kar sakti thi par usne janboojhkar inhe latkaye rakha.
    and in my opinion
    TET MERIT IS BEST

    ReplyDelete
  4. I AGREE WITH SANDEEP
    UNITY IS OUR STRENGTH

    ReplyDelete
  5. @MUSKAN ji,
    @SANJEEV ji,
    @NAVED ji,

    ~Firstly thanks to you for giving answers of CTET......

    ~Please post also HINDI 2nd answers of paper Ist soon as possible.......

    thanks again.....

    ~YE GOVT nahi jagegi isko sabak sikha do~

    ReplyDelete
  6. tet is best for education of child. Farji teachron ne chhote bachho ka bhavishya barbad kar diya hai. Ab hame unki galtiyon ko sudharne ka mouka milna chahiye.

    ReplyDelete
  7. kal aallahabad ki meeting me bachho ki sankhya ye batati hai ki ab hum log jagruk ho rahe hai aur koi bhi sarkar ya koi bewkoof aadmi humare bhvisya aur sapno ke saath khilwad nahi kar sakta aur yadi is baar bhi in bahro ko humari aawaj sunai nahi padi to is baar humara pradarshan lucknow me hoga aur is baar tet pass sabhi bachho ko ek saath lane ka humara prayas hoga aur in netao ke chunaav prachar me hum sabhi apna virodh jataenge aur 2lakh*4 =8laakh voto ke liye neta kuch bhi karne ko tayyar ho jayenge

    ReplyDelete
  8. sarkar chahti to bharti ho sakti thi.par sarkar khud hi nahi chah rahi hai. ek aam aadmi samajh jata hai ki kis base par bharti rukwayi ja sakti hai to kya wahan baithe i.a.s officer nahi jante they. sab jante the. sab Maya ki maya hai

    ReplyDelete
  9. Kal allahabad me hum logo ne apni takat dhikai thi yadi ab bhi prikriya shuro nahi ki gayi to agla dharna isse bhi bada aur Lucknow me hoga.

    ReplyDelete
  10. yanha par good aur bhainyo likhane se kuchh nahi hoga utho , lado aur tab kaho it is ggggggooooodddd so friends be unite apni taquat dikha denge

    ReplyDelete
  11. yanha par good aur bhainyo likhane se kuchh nahi hoga utho , lado aur tab kaho it is ggggggooooodddd so friends be unite apni taquat dikha denge

    ReplyDelete
  12. SELECTION HAS TO BE ON T.E.T. BASED,

    WE HAVE SHOWN OUR STRENGTH IN ALLAHABAD NOW KEEP ON STRENGTHING OUR BASE,

    SABHI LOGO SE ANOOROD HAI KI SAB EK SAATH KHADE HO JIYE

    ReplyDelete
  13. Friends our first priority is to continue selection process

    i am connected with most of
    candidate who comment in this blog and visitors of this blog
    friends unity is our strength
    plz disply ph. No. so that we
    may connected with each other

    Friends net ek madhyam hai but our main fight will be on
    the ground
    we boys can talk to each other by call without any hesitation
    hum ladko ko aapas mai baat karne mai koi dikkat nahi honi chahiye
    vishwas aur sangthan ko shakti
    tabhi milegi jab hum ek dosre se baat karenge

    manoj kumar gupta
    02006310
    saharanpur
    9548938754

    ReplyDelete
  14. ashutosh tiwari. Lalitpur 118 gen art. 9044194294

    ReplyDelete
  15. aj ke amar ujala ne news di h ki muzaffar nagar nd prabudh nagar ke liye 75000 form jama hue h jinki feeding ho chuki h .

    ReplyDelete
  16. KANPUR NAGAR OBC KI CUT OFF KITNI JAEGI, BOSS?

    ReplyDelete
  17. KANPUR DEHAT OBC KI CUT OFF KITNI JAEGI, BOSS?

    ReplyDelete
  18. Azamgarh mandal ka tet result kab se milega

    ReplyDelete
  19. When TET Cetificates of AZAMGARH MANDAL will be distributed???? May anyone answer/inform!!

    ReplyDelete
  20. Uptet Test is best
    mr. Shakeel i think that you absolutely selected in prt of kanpur b'cose only 3500 candidate above you in up
    uptet is best for prt

    ReplyDelete
  21. kal court apna decision dega kya.mane suna h kal bar association ka chunav h.

    ReplyDelete
  22. Uptet Test is best
    mr. Shakeel i think that you absolutely selected in prt of kanpur b'cose only 3500 candidate above you in up
    uptet is best for prt

    ReplyDelete
  23. Is dhulmul nyaypalika se me tang aa chuka hun

    ReplyDelete
  24. SHUKRIYA SALEEM BHAI
    KANPUR ME 12 POST HAI.DEHAT ME 50
    WAISE HIGH COURT KO DESH OR CHATR HIT ME ROK HATA DENI CHAHIYE.

    ReplyDelete
  25. jin student ne tet me good marks laye h isme unke kya dos government ne tet exam hone se 2 month pehle he ye beta deya tha ke tet ke hi merit ke adhar per selection hoga.

    ReplyDelete
  26. Yar ye tet qualified ki vishes apeal kya he koi batao

    ReplyDelete
  27. Vaise hume mulayam ba maya par dabav banana chahiye ki unki tet ke bare me agli niti kya hogi spasht karein

    ReplyDelete
  28. Friends aapko jo bhi cutoff
    batayi ja rahi hai
    wo us diet ki seato par aaye total forms ke
    hisab se batayi ja rahi hai
    saharanpur mai 800 seats par 125000 form aaye hai
    jabki saharanpur mandal
    (saharanpur muzfrnagar
    prabudhnagar)
    mai kewal 8000 candidate pas hai
    125 gen cutoff batayi ja rhi hai

    iska matlab vastav mai cutoff
    105 bhi ja sakti hai

    bhagwan kre aapke dwara
    batayi ja rhi cutoff sahi ho

    ReplyDelete
  29. Hi friends!!!!!!!!!!!
    UPTET ka name GUINNESS BOOK OF WORLD RECORDS me hona chahiye..
    Kisi bhi exam me itne sanshodhan nahi hue hai.Selection TET based hi hona chahiye. Sahi ability to isi se nikli hai.

    ReplyDelete
  30. NCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema bahane se inkar kar dia hai:-(

    ReplyDelete
  31. NCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema badhane se inkar kar dia hai:-(

    ReplyDelete
  32. NCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema badhane se inkar kar dia hai:-(

    ReplyDelete
  33. NCERT ne B.Ed. degree dharako ki bharti ke liye samay seema bahane se inkar kar dia hai:-(

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।