/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, February 5, 2012

Civil Service Examination (CSE) 2012 UPSC Last Date : 05-03-2012


Sarkari Naukri Damad India. Latest Upadted Indian Govenment Jobs - http://sarkari-damad.blogspot.com/
UNION PUBLIC SERVICE COMMISSION (UPSC) Dholpur House, Shahjahan road, New Delhi - 110069

Civil Service Examination 2012
For IAS, IPS, IFS services etc.
Last Date : 05-03-2012
The Union Public Service Commission (UPSC) will hold the Civil Services (Preliminary) Examination, 2012 on 20/05/2012 for recruitment of various posts of Indian Administrative Service (IAS), Indian Foreign Service (IFS), Indian Police Service (IPS) and certain other Group 'A' and Group 'B' Central Services / Posts.
 
Eligibility:
  • Age : Not less than 21 years and not more than 30 years as on 01/08/2012. The upper age is relaxable for SC/ST/OBC and certain other categories of candidates to the extent specified in the Notice.
  • Educational Qualification: Degree of a recognised university or an equivalent qualification.
  • Physical Standards: Candidates must be physically fit according to the Regulations given in notice.
  • Number of Attempts: The maximum number of attempts permissible to different categories of aspirants, who are otherwise eligible will be as follows:
    • General Category : Four
    • Physical Handicapped : Seven
    • OBC : Seven
    • SC / ST : No Limit
Online Application Submission : Candidates must apply Online also at http://upsconline.nic.in/mainmenu2.php upto 05/03/2012.
Fee: Deposit Rs.50/- (No fee for Female/ SC/ST/PH candidates) either by remitting the money in any Branch of SBI by Cash, or by using net banking facility of State Bank of India/ State Bank of Bikaner & Jaipur/ Sate Bank of Hyderabad/ State Bank of Mysore/ State Bank of Patiala /State Bank of Travancore or by using Visa/ Master Credit/ Debit Card.
Candidates can obtain details of the examination, venues of the examination and syllabus etc. at http://upsc.gov.in/exams/notifications/2012/csp/upsc%20civil%20services%202012.pmd.pdf.

26 comments:

  1. @ Mr .Said

    Hume pata hai ki tum bhi yahi soch rahe ho ki NEXT GOVT......
    hi bharti kare....
    Kyun ki tumare TET mein 100 k about hein......

    Tum soch rahe ho ACD MERIT ban jayegi....

    But ye BHARTI hogi aur TET MERIT se hogi......

    Aur ise COURT karayega .....

    NCTE isko manayta degi.......

    Thanks.......

    ReplyDelete
  2. @sachin sharma
    isse kya fark padta hai ki mai kya sochta hu,ya isse kya fark padta hai ki mere marks 100 hai ya 90...
    Mujhe jo lag raha hai use maine share kiya,ye sari ghosnaye sirf chunavi stunt hai,
    Sarva siksha abhiyan ke liye u.p.me jitne teachers ki aavsyakta hai uski list Ncte ke pas 5 salo se padi hai,uski website par bhi hai,fir bhi Ncte b.ed.ko prt se bahar kar deti hai,jabki wo janti hai ki itne teacher u.p.me btc se aa hi nahi sakte,fir chunav ke 3 din pahle hrd dept.ek ghosna kar deta hai ki b.ed. Prt ke liye patra hai,jab ye karna hi tha to rok kyo lagai thi.


    Ek janab ne to ye bhi kaha mai comment bhi copy paste karta hu,ye bhi to ho sakta hai unhone jo comment padhe ho wo yahi se copy kiye gaye ho.

    ReplyDelete
  3. Kya koi upper ka hindi first ka answer jaarai kr skta h

    ReplyDelete
  4. @sachin sharma
    ek aur bat kahunga aap log apne sath logo ko jodiye na ki unhe alag kijiye kyo pahle hi aap logon ki sankhya bahot kam hai,aur aapke virodhio ki jayada
    aap ke sath kewal 110+/115+pane wale hi hai jo musakil se ek lakh hai,jabki aapke virodhi ka bahot jayada hai,3 lakh tet fail+2 lakh tet low rankers+1 lakh b.p.ed.+20 hajar btc=6 lakh 20 hajar

    har political party janti hai aap kam hai aur wo kam ko nahi jayada ko apne favour me karna chahti hai..
    Aap ise mane ya na mane ab ye bharti nayi govt.hi karegi,aur nai govt.ka faisla bas do din bad yani 8 feb.se suru ho jayega

    ReplyDelete
  5. Kya koi ye batayega ki faizabad mandal ki tet marksheet kab se milegi

    ReplyDelete
  6. muskan ji
    agar apke pass ctet II paper set R ke ansewers ho to please published kare.
    thank you.

    ReplyDelete
  7. sachin sharma ji,

    aap apne blog me ahchhi-ahchhi jankariyan dete hai uske liye tahans but please apse sath hi aur bhi logon se nivedan hai ki please aap log apai apni merit ka bakhan na karen yadi ye vacancy fill ho gaye to main ye yakin dilata hoon ki isse sabhi ka bhala hoga.

    aap log apni sakti ko sangthan ko majboot karne me lagayen.

    ReplyDelete
  8. LUCKNOW me kal se tet ke markseet jublee inter college me melege koe eske location bta skta hi

    ReplyDelete
  9. s.p. ki sarkar mem
    balatkar sabse badi yogyta hogi rojgar men.

    ReplyDelete
  10. T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-

    Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
    Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
    Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
    Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
    Varun sharma:-9045512773-Mawana
    Vivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
    Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
    Mayank kumar:- 9807122569- varansi
    Devender km.:- 9560705898- delhi

    ReplyDelete
  11. s.p. ki sarkar men
    balatkar sabse badi yogyta hogi rojgar men.

    ReplyDelete
  12. s.p. ki sarkar men
    balatkar sabse badi yogyta hogi rojgar men.

    ReplyDelete
  13. hu tet ki taiyari karte rahe bekar men
    s.p. ki sarkar men
    balatkar sabse badi yogyta hogi rojgar men.

    ReplyDelete
  14. hum tet ki taiyari karte rahe bekar men
    s.p. ki sarkar men
    balatkar sabse badi yogyta hogi rojgar men.

    ReplyDelete
  15. sunil kumar ji itne depressive mat hoie kyoki next gov bsp ki hogi

    ReplyDelete
  16. Bramha prakash unnao JUBLIEE INTER COLLEGE NEAR CITY STATION .
    Charbag station se thoda aage jane par kaisar ganj k liye tempo me baithe. Phir waha se dusri tempo jublie inter college se thoda pehle hi apko utar dega.
    Kya aap apna number display karenge.

    ReplyDelete
  17. ~~ To make no mistakes is not in the power of man,
    but from their errors and mistakes the wise and good learn wisdom for the future.~~

    MEANS-

    ~~ कोई गलती न करना मनुष्य के बूते की बात नहीं है, लेकिन अपनी त्रुटियों और गलतियों से समझदार व्यक्ति भविष्य के लिए बुद्धिमत्ता अवश्य सीख लेते हैं।~~

    ReplyDelete
  18. @Mr .said

    ~~ Jab COURT ka Danda chalta hai....to 6 LAKH fail hon ya 10 LAKH fail.....ya fir MAYA ho MULAYAM sab ki bolti band ho jaati hai.....

    ~~ Ye BHARTI hokar rahegi....

    ~~ Aaj tak k INDIA k kisi bhi state mein aisa nahi hua jahaan itni badi sankhya mein BHARTI cancel hui hon.....

    ~~ 5 Years pahle MAYA ne MULAYAM k raaj ki POLICE BHARTI rokhi theen.....

    ~~ Candidates COURT.. gaye aur COURT ne danda ghumaya ....

    ~~ 2G ghotale mein 122 companies ka SPECTROM .....Hon..SUPREME COURT ne ek jhatke me Uda diye...

    ~~ A. RAJA, SURESH KALMADI ko jail me tumne bhaja hei kya ?

    ~~ ABHI HUMARI NYAYIK VYASTHA BHAROSEMAND HEIN.....

    ~~ 3 LAKH Candidates k khilaf duniya mein koi faisla nahi de sakta.....

    UNDERSTAND.....

    GOD GIVE YOU SOME INTELIGENCE......

    ReplyDelete
  19. Friends
    aaj saharanpur jd office mai
    tet candidate ki
    maha meeting hui
    hamari ummeed se jyada
    sankhya thi

    amarujala and dainik jagran ke reporters ko bhi bulaya gya tha
    agli meeting bahut vishal hogi

    next meeting 7 feb

    agenda of todays meeting

    " court dwara ye order pass
    karwana ki state gov
    councelling jald shuru kre "

    maine saharanpur walo ko
    nitin mehta 9639885609
    rajesh row 8423487344
    mayank varansi 9807122569
    nirbhai lko 9026792588
    devender delhi 09560705898
    ke contact no. diye hai

    aap sabi se nivedan hai ki agar saharanpur wale aap ko phone kre to aap unse pyar se baat kijiyega

    ReplyDelete
  20. PLEASE READ THIS...


    ~~Pahle sab ne bola tha ki time limit 31 DEC 2011 tak hai....

    ~~ BUT Meine bola tha ye CERTIFICATE 5 YEARs tak valid hai....aur NCTE time badha degi......

    ~~ Abhi dekhna meri kitni aur baaten sach hongi.....

    ~~ JAI SHANI DEV ~~

    ReplyDelete
  21. Succes is century make it , problem is yorker face it, failure is bouncer leave it ,luck is fulltoss use it, but opportunity is free hit never miss it.

    ReplyDelete
  22. Muskan ji

    jyotibafule nagar mai 50 uptet candidates ne milkar
    akhilesh yadav ka putla funka
    jp nagar ke paper mai colour photo nikala hai media ne

    muskan ji plz paper ki photo ko blog pr upload krne ki kosis kre

    vipin kumar sharma
    jp nagar
    9719920672

    ReplyDelete
  23. Dear Frndz,
    Kal U.P. m bahut jagah pr tet regarding meetings huyi h. Aur mene NoorPur wali meeting m participate kiya tha. Lekin muje ye dekhkr bahut Dukh aur Hairani hoti h ki PRT Job m 50%girls reservation bhi h, kyoki ab tak kisi bhi meetings m Single girls bhi shamil hoti nhi dikhi....
    Dear Frndz, aap log muje ye btaiye ki kya Girls ki responsibility nhi h ki wo bhi meetings m shamil hokar Sanghatan ko majboot kre. Kya unhe job ki jarurat nhi h!!! Nhi...., Aisa nhi h. I think wo hi sabse phle aur sabse aage job wali line m apna Haq lene ko dikhegi. To yaha kyo nhi....??? Mene Bijnor m dekha ki muskil se 30-40 male candidate hi present the. M sochta hu ki agr itni hi girls candididate bhi humare saath hoti to hamari Ladayi aur aasan hoti aur girls k saath hone se humari baat gov.k samne rakhne pr is pr dikhne wale asar ka kuch aur hi Parinam rahta.....

    Kal raat Ms.SIMA ne ek saath kai baar comment diya ki COURT JAO JALDI.... M unse Sirf..... itna puchna chahta hu WO khud kyo Court nhi Ja sakti? Kyad unhe job nhi chahiye....

    Finally, requested to All Girls to participate with all activities related TET morcha....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।