/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, February 2, 2012

UPTET : TET Exam Shall be Cancelled , IF SP Government comes in POWER in UP

सपा की सरकार बनी तो टीईटी होगा निरस्त: अखिलेश
(UPTET : TET Exam Shall be Cancelled , IF SP Government comes in POWER in UP)
 
कुशीनगर (ब्यूरो)। सपा के प्रदेश अध्यक्ष अखिलेश यादव बुधवार को कुशीनगर जिले के तूफानी दौरे पर थे। तमकुहीराज, फाजिलनगर, हाटा, रामकोला, पडरौना और कुशीनगर विधानसभा में उन्होंने चुनावी जनसभाआें को संबोधित किया। सपा अध्यक्ष ने कहा कि उनकी सरकार बनी तो टीईटी निरस्त कर दिया जाएगा। इसके साथ ही जिन 16 जातियों का बसपा ने अनुसूचित जाति का दर्जा समाप्त कर दिया था, उनको फिर अनुसूचित जाति में शामिल किया जाएगा। साइकिल का दाम घटाया जाएगा और 65 वर्ष से ऊपर के किसानों को पेंशन दी जाएगी।
बुधवार को जनसभाओं की शुरुआत अखिलेश यादव ने तमकुहीराज विधानसभा क्षेत्र से की। उन्होंने कहा कि सपा की सरकार बनने के बाद बीएड डिग्रीधारकों को अध्यापक बनने के लिए पुन: परीक्षा नहीं देनी पडे़गी। टीईटी समाप्त कर दिया जाएगा। उन्होंने कहा कि प्रदेश में साइकिल का एक भी कारखाना नहीं है। समाजवादी पार्टी चीनी मिलों की स्थापना के साथ साइकिल के कारखानों की भी स्थापना कराएगी। साइकिल के दाम कम होंगे। किसानों को बिजली और पानी मुफ्त मुहैया कराएंगे।
News : Amar Ujala (2.2.2012)

134 comments:

  1. iska malab ab anpadh hamesha haavi rahenge
    idiets sp

    ReplyDelete
  2. अरे यादव जी तब आप ख्वाब देखिये सपा की सरकार आने की और दूसरी बात है कि टी.ई.टी. परीक्षा को कराना या न कराना आपके दायरे की बात नही है ।
    आपको सपा की सरकार बनानी हो तो चुनाव निरस्त करके सीधे मुख्यमंत्री बन जाइये ।

    ReplyDelete
  3. beta akhilesh tum ko apana paab b.ed. wale hi mile hai ??? hume shiv-shankar k mindir ka ghanta bana diya hai jo v chahe hume hi tan tanate rahe ......

    ReplyDelete
  4. akhilesh ne bata diya ki wo aur unke candidets nakalchi hain aur nakalchi hi rahenge,inke $¥¶ me dam nahi hai tet pass karna

    ReplyDelete
  5. mayawati to tet rok nahi pain in €£¶¥on kh kya aukaat h

    ReplyDelete
  6. lagta hai in logo ko abhi niyam hi nahi pata. farzi degree walo ke akka bus ab jeet ke sapne kekhate raho

    ReplyDelete
  7. T.E.T. QUALIFIED STUDENS,

    AAJ KE AAJ HI NARAM THAA GARAM DONO ROOP SE SABHI ESKA VIRODH KARE OR APPNE-APPNE YAHA KI MEDIA ME ESE DARJ KARAYA......

    ReplyDelete
  8. S.P ne Dikha di apni aukat......

    S.P ko U.P me se ukhad phenko......

    GOVT.... BSP + LOKDAL + Congress ki banegi......

    dekh lena ......

    ReplyDelete
  9. koi janta hai bihar tet ke chute exam ko kab aur kis tarah dena hai

    ReplyDelete
  10. BSP + BJP ke kya chance hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. hathi+panja ka poora chance hai hathi+ phool me koai relation nahi ho sakata

      Delete
  11. mai khud sp ka candiet tha lakhimpur se but is nahi inko vote aur apne ghar,relative,friends sab se kahunga innhe vote na den
    idiet sp

    ReplyDelete
  12. SP ki sarkar aayi to Gunde aur Badmas teacher banege, Exam Pass karne wale nahi.

    ReplyDelete
  13. akhilesh tum to mulayam ka bhi baap nikale. Sp raj me acche ladko ka humesha nukshan hi hota raha hai.

    ReplyDelete
  14. SP ki sarkar banegi ko Gunde aur Badmas teacher banege, Exam Pass karne ki wale nahi. Iska Matlab SP ko Gunde, Badbas aur anpadh ke hi vote chahiye.

    ReplyDelete
  15. Ab ye clear ho gaya hai tet passed candidate ka sp sarkar me bhala nahi hone wala hai.

    ReplyDelete
  16. U.p.govt.ko spast karna chahiye ki NCTE ne kya kaha hai,aur ye bharti kab tak hogi,
    sirf apne chunavi fayde ke liye b.ed.berojgaro ko murkh banana kahan tak uchit hai,
    agar chunav yani 8 feb.ke pahle govt.ye clear nahi karti hai ki NCTE ne kya kaha hai to yahi samajhi ki ye bharti chunav bad bhi nahi hogi,kyoki tab tak aap apna vote de chuke honge aur govt.ke pas ek excuse hoga ki Ncte ne permission nahi diya.
    Ek aur baat Ncte koi u.p.govt.ka dept.nahi hai jo har din ek sansodhan karta rahega,aur usne permission nahi diya to samjh lijiye bharti had se jayada muskil hogi.

    ReplyDelete
  17. SP SARKAR BANI TO TET NIRAST
    KARENGE

    KUSHINAGAR!

    SP ke pradesh adhyaksh
    akhilesh singh yadav budhwar ko
    kushinagar ke tufani daure par the. Tamkuhiraj, fazilnagar, hata,
    ramkola, padrauna, kushinagar

    vidhansabha me chunavi
    jansabhavo ko sambhodhit karte
    hue
    unhone kaha ki sapa
    sarkar
    banegi to TET nirast kar denge
    aur aage se bhi yah test nahi
    hoga.

    (AMAR UJALA,VARANASI,PAGE
    NO.7,2/2/12)


    CHADH GUNDO KI CHATI PAR BATAN DABAO HATHI PAR

    ReplyDelete
  18. Kya khub kaha akhilesh ne!!! Nakalchiyon aur gundo ko teacher bnane ka unka mansuba pura nahi hone denge ham log.. Please don't vote for SP

    ReplyDelete
  19. a to hathi se v jahua nikala sala kala naag hai a

    ReplyDelete
  20. Manoj ji, Mukesh ji & Arun sharma ji,

    Aap log bilkul sahi kah rahe hai,

    Pls. iss t.e.t. virodhi bayan ke khilaf me students ko ekjut karke news paper ke medium se aaj virodh jarror darz kariye

    ReplyDelete
  21. Listen all uptet pass candidate

    paththar rakh lo chati par

    mohar lagao hathi par

    ReplyDelete
  22. bhai log koai v party hamari samsayo per dhyan nahi de rahi hai balki hamari samsye hi badhate hi jaa rahi hai! lagata hai ab baruta ko hi kuchh program banana padega aar-paar wala!

    ReplyDelete
  23. APPEAL

    Sabhi log MEDIA , NEW PAPERS ke madayam se is bayan per aapati darz karaye pure pradesh me (AGAR NAUKRI CHAIYE THOO)

    ReplyDelete
  24. sau sunar ki to ek luhar ki!!! bhaukane do kutto ko ek hi jhatake me hum teacher ban jayege jabardast andolan karange up hi nahi balki sara india k satha sath padosi desh v kaanp jayega o nazara bahut hi bhayavah hogi ki history likhane walo ki v kalam pakadate waqt haat kanpane langenge.....

    ReplyDelete
  25. sp ki soch 100 saal purani hai. Computer band kar diya jayega. Koi test nahi hoga bharti sirf riswat se hogi.
    bas aapka vote hi badlega tet ki takdeer

    ReplyDelete
  26. Dear S D

    Mana ki aap ki baat sahi hai kintu uska asar aapki language ne khatam kar diya. Yaar being an educated person u need not to take the help of vulgar words or language as they defeats the main object of real path. Hope u will take a note on this

    Thx

    ReplyDelete
  27. Chadh sapa ki chati par batan dabao hathi par

    hathi mere sathi
    le chal hme manzil tak
    chal yar dhakka mar
    band hai prt ke dwar

    ReplyDelete
  28. DEAR MR AKHILESH

    I THINK YOUR THINK WE ARE FOOL.
    WE DON'T HAVE A SENSE THAT WHAT WE HAVE TO DO,
    I M SUGGESSING U PLEASE DON'T INTERFARE ABOUT TET MATTER OTHERWISE YOUT VOTE WILL CUT OF SHORT


    PLEASE
    CONSIDER IT.......

    ReplyDelete
  29. ye akhilesh to abhi bhi gawar hai ye kya central me govt. bnane ja rha hai jo tet ki anivaryta khatm kar dega

    ReplyDelete
  30. Very good.Tum se isi ki ummid pura pradesh karta hai.Tum loggarib medhavi students ka haq mar kar 5-5 lakh rupaye lekar teacher & sipahi ki bharti karto ho. Chacha Shivpal ko bora lekar tainat kar diya kya note batorne ke liye ?

    ReplyDelete
  31. sp ne apni ander ki baat kah kar akhir hamare gyan chakshu khol hi diya. Akhilesh ji apki party se jiski ummeed thi wahi hua. Chaliye duvidha khatm ho gayi. kisi ko bhi vote de dege aap to ghanta hilayenge.

    ReplyDelete
  32. wah! akhilesh yadav aapne to gud gober ek sath rakhane ki kasam kha rakhi hai. academic ka favor karne walo ko tum andhe pahale hi rewadi bant chuke ho.quality education ko tumne majjk banker rakh diya hai. frinds aisi ghatiya soch walo ko ukhad phenko. apni ekta ki takat se inka up se safaya kar do.

    ReplyDelete
  33. wah! akhilesh yadav aapne to gud gober ek sath rakhane ki kasam kha rakhi hai. academic ka favor karne walo ko tum andhe pahale hi rewadi bant chuke ho.quality education ko tumne majjk banker rakh diya hai. frinds aisi ghatiya soch walo ko ukhad phenko. apni ekta ki takat se inka up se safaya kar do.

    ReplyDelete
  34. Kuch bhi kaho par akhilesh yadav bahut hi chalaak hai.
    Usne ek hi jhatke me 4.5 lakh(3.0 lakh tet fail+1.5 lakh tet low rankers) voter family ko apne favour me kar liya,yani 4.5*10=45 lakh vote SP ke confirm ho gaye.

    ReplyDelete
  35. vaise akhilesh tum RTE ke baap banke tet to rdd karwa doge lekin election commission ka baap banke chunaav radd karakar chiefminister kab banoge. Idiot

    ReplyDelete
  36. sabhi uptet pass holder chunav ka bahishkar karo. En chunavon ki vajah se hi hamari bgarti tali hai.

    ReplyDelete
  37. up main chunav apr main hona the par rahul gandhi ne bhartiyo ko dekhkar abi chunav karvaye hai taki bharti na ho paye. Or ab ncte se bayan dilwakar mahole bigad raha hai. Kal hi kyun ncte walo ne ye bayan diya jab court ka faisla ana tha.

    ReplyDelete
  38. SP Govt. apne swarth ke liye - is tarhe ke gatia kaam karna chahtee hai.
    Janta ko Moorkh bana kar Unhe Barbad karna chahte hai.
    ------
    Cycle banta aur chunav chinh ka prachar karna , Cycle factory
    ----
    Jati, Dharm ise ke naam par Janta ko lootna chahtee hai.

    Sab partian apne Mansoobe ko hasil karne ke liye baimanee karne lagte hain.
    Par SP to sabse kharab niklee....

    ReplyDelete
  39. Har taraf baimanee loot kasot machi huee hai.
    Rajneeti picture se pata chalta hai, kee rajneeti kaisee hai.

    Annaji aap jaise logo ki desh mein sakht jaroorat hai.
    Aap desh ko bachao.

    ReplyDelete
  40. Pehle Congress kee Family Politics ka virodh karte the.
    Par ab khud hee Family Politics, Parivarvad karte ho.
    Family Business chal raha hai India mein

    ReplyDelete
  41. Ghar beth kar Berojgaree Bhattaa,
    Kya Idea hai, Jyada log isee main hai.
    Kuch log dukan karenge aur ghar beth berojagree bhatta.....
    Har kisee ko to Nokree milnee nahin..
    Exam mein Nakal ...

    Logo ke khoon paseene kee gadee kamai.., kya aise hee Jaygee..

    Becharee Janta...

    ReplyDelete
  42. Ham BSP ko bhi kyo vote kare...?aaj khud BSP ki sarkar hote huye bhi hame naukari nahi mili to ham ye kaise man le ki dubara jab BSP ki govt. banegi to hame naukari mil jayegi.

    ReplyDelete
  43. Meenuji,

    Jo kary Padmkripa jee ne kiye hain.

    Aap uske ratee bhar bhee nahin hai.

    Haan vo jo prachar kee baat karte hain vo nahin karna chaiye.
    Par aise halat vo jo bheee kar rahe hain to vo galat nahin hai.

    Har kisee ko abhivyakiti kee aazadee hai.
    Par apne jis bhasa ka prayog kiya, vo ek prkar ka personal attack hai. Aur aapko Shobha ahin deta.

    Blog Editor aap is par dhyan den.

    ReplyDelete
  44. Meenu madam
    truth is bitter

    sachchai hamesha karwi hoti hai
    hum logo ko ye naukri chahiye kisi bhi keemat par lagta hai apko khas jroort nahi hai

    ReplyDelete
  45. @said (dalit bhai)
    sab is blog par bahan ji ke supporter hain.
    naukri nahi mil rahi to kisi ke ghar me kaam kar lo

    ReplyDelete
  46. Madam meenu ji
    note it its 101% true

    up mai kewal do party hi sarkar bana sakti hai

    bsp and sp

    in do ke alawa kisi tesri party ki up mai sarkar nahi banne wali

    mu chupane se bat nahi banti
    jab bukh lagti hai to uska asar chehre pr dikhai deta hai

    ReplyDelete



  47. Chad chetak par talwar utha
    karta tha bhootal paani ko
    RANA PRATAP sir kaat kaat karta
    tha safal jawani ko

    ReplyDelete
  48. 9300 ka basic pay sacle
    hame to kahi se bhi bura nahi lagta

    agar aap ko bura lagta hai to

    ReplyDelete
  49. mere ye samajh me nahi aa raha ki sabhi log S.P ko hi dosh kyo de rahe hai, BSP jo lagbhag 17 mahino me bhi bharti nahi kar payi, kya wo dosi nahi hai jo chunavi laabh lena chahti thi.

    Aur rahi baat TET pass hosyar, akalmand,intelligent student ki to,kya up teacher hi un logo ke liye ek matra rasta hai, aur bhi teacher ki bhartiya hai aur graduate pass ki bhi bhut sari naukriya nikalti rahti hai, to ye TET pass usme try kyo nahi karte.

    Mujhe to laghta mai Ye sab TET pass mayavati ke chele hai, Aur paisa bhar kar hi TET pass kiye hai. tabhi to BSP ko kuch kahne ki bajay S.P ko hi sara dosh de rahi hai

    ReplyDelete
  50. @meenu

    koi hathi ko sup. kare ya sp ko aap ko takleef kisbat ki h

    yahan sab apna hak mang rahe hain bheekh nahi,agar aap ke paas koi kaam (vip) hota to aap yahan taali nahi bajate, kuch samjhe tali bajane ka matlab

    ReplyDelete
  51. @meenu

    koi hathi ko sup. kare ya sp ko aap ko takleef kisbat ki h

    yahan sab apna hak mang rahe hain bheekh nahi,agar aap ke paas koi kaam (vip) hota to aap yahan taali nahi bajate, kuch samjhe tali bajane ka matlab

    ReplyDelete
  52. @meenu

    koi hathi ko sup. kare ya sp ko aap ko takleef kisbat ki h

    yahan sab apna hak mang rahe hain bheekh nahi,agar aap ke paas koi kaam (vip) hota to aap yahan taali nahi bajate, kuch samjhe tali bajane ka matlab

    ReplyDelete
  53. @ arun sharma---

    sab apni baat kah rahe hain to galat nahi

    main apni baat kahun to galat

    kyonki main aapke group me nahi hoon

    ReplyDelete
    Replies
    1. @meenu

      maine ye nahi kaha ki aap galat h but yaha sabhi ke hak ki baat ho rahi h hak na mangne wale ko kya kahoge????

      Delete
  54. @ arun sharma

    taali bajane wale to tum lag rahe ho

    kyonki agar tum kuchh kar sakte hote

    to TET ke support me yahan blog par taali nahi bajate

    real me kuchh karte

    ReplyDelete
  55. @ mukesh

    tum hi koi dhanda kar lo kyonki main dekh rahi hoon ki naukri ke liye tum apne saath kuchh bhi karwa sakte ho

    ReplyDelete

  56. Chad chetak par talwar utha
    karta tha bhootal paani ko
    RANA PRATAP sir kaat kaat karta
    tha safal jawani ko

    ReplyDelete
  57. ab hathi ke sir per kamal khilao tabhi chance hai teacher banane kaDekho BJP ki govt jahan hai

    ReplyDelete
  58. @ arun sharma

    yahan hak maangne se kya hoga?

    koi gov. official is blog ko to watch kar nahi raha hai

    ReplyDelete
  59. @ kuldeep

    gud sir , aap hi is blog par hain jo anti BSP hain warna is blog par sab BSP ke supporter hain

    kuldeep bhai jindabad

    ReplyDelete

  60. Chad chetak par talwar utha
    karta tha bhootal paani ko
    RANA PRATAP sir kaat kaat karta
    tha safal jawani ko

    ReplyDelete

  61. Chad chetak par talwar utha
    karta tha bhootal paani ko
    RANA PRATAP sir kaat kaat karta
    tha safal jawani ko

    ReplyDelete
  62. Tilak Tarajoo aur Talwar

    jindabad ------jindabad

    ReplyDelete
  63. Neetu ji aapke mutabik naved ji, singhaniya ji, ashish srivastav ji ,muskanji avm anya sabhi yaha blog par taali baja rahe hain to aap kya baja rahi hain. Zaroor bataye.

    ReplyDelete
  64. @ mukesh----
    naved ji, singhaniya ji, ashish srivastav ji ,muskanji jab koi comment dete hain to wo useful hota hai.

    aap logo ki tarah wo BSP ka prachaar nahi kar rahe hain

    ReplyDelete
  65. na yaha murti(hathi) hai

    na yahan savari(cycle) hai

    ye hamara kamal hai

    ye hamara rastiya pahchan hai
    national flower

    BJP desh ki jaan hai

    ReplyDelete
  66. Meenu Ji
    Sabko ek thali mat mat rakho yaar

    ReplyDelete
  67. Akhilesh ji aap to bahut great-great baat karte ho kyo nahi bhai aap ek mahan leader ki kabil santan hai aapne sabit kar diya ki aap apne pita li asli awlaad hai. Aap kuch bi kar salte hai jab ek unqualified aadmi sarkar chalane ka dam rakh sakta hai to teacher banne ke liye qualification ki kya jaroorat. Waise bi agar aapki sarkar aa gayi to angootha tek adhilari honge aur para-likha pahiya ka pancher jorega. Waise jab aap cycle factry kholenge to pancher kaise banaya jay iske liye iti center bi khol diya jayega. Utter pradesh ki janta itni mahan hai ki usko isse koi matlab nahi ki sahi party aaye bus wo yah chahti hai ki uski caste ki paety aaye. Chaliye mere kahne se kuch nahi hoga janta wahi karegi jo wah sochegi. Mai bus itna kahna chahunga ki yogayata ko agar sahi disa nahi mili to wah apna galat disa khud door legi aur yah bi sabhi log jaan le ki agar yogye person sahi disha me door tak ja sakta hai to galat disa me bi door tak ja sakta hai. Examples ke taur par high profile wanted persons ko dekh sakte hai . political parties yah jaan le ki abhi ham bechare jaroor hai lekin majboor nahi................. So political parties be aware from us.

    ReplyDelete
  68. @ Harendra
    really batao kya main galat hoon ?

    ReplyDelete
  69. BSP supports se sawal hai
    Dum he sidha jawab de

    1- bsp ne 5 saal mein kitna paisa khaya

    2- dalito ke liye kitni naukri di

    3- dalito ki per capita income kitni badi hai

    4- amir aur officer dalit , garib dalito ka huk kha rahe hai , uska kya

    5- dalito ko educated kerne ki jagah gundo ke niche kyo dabaya

    6- hathi ka paisa dalito ki education aur employment mein kyo khach nahi kiya

    7- kya garibo ko arakshan nahi chiye, jo dalit paise wale hai , unki jagah garib dalito ko kyo arakshan nahi dete

    ReplyDelete
  70. ye khabar amar ujala ne hi failayi hai ki ncte ne samay badhane se mana kar diya hai jabki adhikarik taur pe abhi iski pushti nahi hui hai.
    waise western U.P. ke kisi bhi amar ujala ye kisi aur paper mein mein ye khabar nahi hai. lekin iss tarah se court me sunwayi ke liye samay aage badhana isi baat ki or sanket karta hai ki baat t.e.t. walon ke hathon se nikal rahi hai. aur sirf hamein behkaya ja raha hai. desh ki sabhi chhoti badi khabron ko ye electronic media wale turant pahuchate hain magar tet se related kisi bhi khabar ki ye parwah nahi karte.

    ReplyDelete
  71. Mau me akhilesh yadav aaye the to unhone sabhi B.ed walo ko naukari dene ka wada kya tha, mere anusar woh t.et. Pass hum sabhi ko naukri de de to isme kya bura hai

    ReplyDelete
  72. lagat hai meenu pagal ho chuki hai..ise kise pagalo k doctor ko dikhao varna ye aese hi bhaukti rahegi

    ReplyDelete
  73. AKHILESH HUA MURKH SP KI LUTIYA GAI DOOB. AKHILESH APNE DIMAG KA ILAZ KARO USKE BAD

    ReplyDelete
  74. Aap log kya samjhte hai koi aur party aayi to bharti me ruchi legi? Politics ka tamasa har 5 saal bad dekhne milta hai phir bi log partiyo se ummid karte hai ki chunao ke pahle kiye wade wo pura karegi are bhai aankhe kholo anya partiya to es sarkar ki kami nikalangi aur unko kya pari hai kisi doosre party dawar suru bharti ko poora kare aise me nuksan hum sabbi log ka hoga. Yah baat sahi hai ki naukari aur bi hai lekin bhaiyo bina paise ki naukari sirf yahi hai doosri naukario me bina mudra ke kuch nahi hoga.

    ReplyDelete
  75. Are bhai iss SP ko aukat batado ske khilaf vote krke

    ReplyDelete
  76. humein is rajneeti mein nahin padna chahiye aur har situation ke liye khud ko taiyaar rakhna chaiyen.jahan tak teacher recruitment ka sawal hai iske liye rajasthan aur gujarat mein apnai gayi prakriya kaafi had tak sahi hai.yahan uptet mein jo gadbadi saamne aayi thi usne is par sawaal khade kiye hai lekin jin candidates ki appointment hoti unki omrsheet internet par dalne ka vikalp rakhkar is prakriya ko paar darshi banaya jaa sakta hai Is pariksha ko nirast karna samaadhan nahi hain

    ReplyDelete
  77. Dosto maine yaha sabhi ke comment dekha...
    Sabse badi baat ye ki akhilesh yadav ke bayan ko bahut gambhirta se lene ki jarurat nahi hai.kyuki TET radda karna ya TET exam na karana kisi rajya sarkar ke bas me nahi hai..agar aisa kuch hota toh aj ham yaha ye bahas na kar rahe hote.kyuki mayawati ji ne apni taraf se puri koshish kiya tha ki TET na ho.ye mayawati ji ki hi sarkar thi jisne BTC me acadamic merit ke adhar pe bharti karayi.sach toh ye hai SP aur BSP dono hi education ke sath majak kar rahe hai.ha mayawati ji ki sarkar banegi toh ye ummid hai ki ye faisla shayd na taale aur bharti ho jaye.lekin ye pakka nahi ki aisa hoga hi.hamari job rajniti me fas gayi hai ye sabse bada sach hai.aur ish daldal se sirf supream court hi hame nikal sakta hai.wastav me hamare paradesh ki rajniti bahut gandi ho chuki hai.bas hamara sangathan hi unko kuch sochne pe majbur kar sakta hai.hamara sangathan jitna bada aur majbut banega utanahi ham inn rajnitik dalo ko apne liye kaam karane ko majbur kar sakenge.ham apaa me ladna jhagadna chhor de bas...
    Ek naara ham sab mil ke lagaye
    SANGATHAN ME SHAKTI HAI
    SANGATHAN HI SHAKTI HAI
    Jis din 50000 log sadak pe agaye aur amaran anashan ke liye baith gaye toh kya BSP kya SP sabhi ko hamari mange manan padega.ham sirfapna haq mang rahe hai.kisi ki bhikh nahi...
    Bas dosto lakshya banao ki hamlog 50000 logo ke sath lucknow me amaran anshan karenge...maine varanasi me apna group banana shuru kar diya hai...

    ReplyDelete
  78. Manoj ji ap jo ye list banaye hai ek kaam kijiye isko dist wise alag kariye..har ek dist ki list hamlog tayar karenge..
    Varanasi ke sabhi log mere sath aur mayank ji ke sath jaye..waise yaha varanasi se mayank ji hi hamlogo ko lead karenge...

    ReplyDelete
  79. Akhilesh cycle ka factory kholenge usme sabhi Tet pass puncher jodne ke vishes training lenge Akhilesh Yadav k sath kyonki inko raajneeti virasat me mili hai, koi mehnat to karni nahi padi.

    ReplyDelete
  80. T.E.T UTTERIN EKTA SANGRASH MORCHA :-

    Vivekanand km.:- 8081934675- Allahabad
    Rajesh singh :- 8423487344-Allahabad
    Mayank kumar:- 9807122569- varansi
    Devender km.:- 9560705898- delhi
    Dharmendar panwar:-9458778278-meerut
    Shiv kumar:- 9368735257- Modinagar
    Nitin Mehta:- 9639885609-Ghaziabad
    Rajeev km.:- 8791142611-Bulendsahar
    Varun sharma:-9045512773-Mawana

    ReplyDelete
  81. Ghosna-
    American republican party- satta me aye to 2020 tak chand par basti basa dege.
    Samajwadi party- satta me aaye to computer band karke pure india ko cycle par bitha denge.
    Bahujan samaj party- satta me aaye to sadko par pedo ki tarah murtiya laga dege.

    ReplyDelete
  82. Ghosna-
    American republican party- satta me aye to 2020 tak chand par basti basa dege.
    Samajwadi party- satta me aaye to computer band karke pure india ko cycle par bitha denge.
    Bahujan samaj party- satta me aaye to sadko par pedo ki tarah murtiya laga dege.
    ml9639683680@gmail.com

    ReplyDelete
  83. अखिलेश भईया जी अच्छा है आप आगे बगैर टीईटी के नौकरी देगेँ पर भइया जी जो टी ई टी पास है उनको आरक्षण जरूर दिजियेगा plz

    ReplyDelete
  84. आगरा, जागरण संवाददाता: बेसिक स्कूलों में शिक्षक बनने की उम्मीद धूमिल होने से बीएड डिग्रीधारकों ने आंदोलन की तैयारी शुरू कर दी है। बुधवार को जीआइसी में टीईटी प्रमाणपत्र लेने आए युवाओं ने मतदान बहिष्कार की चेतावनी दी है। शासन की ओर से शिक्षकों की भर्ती की समय सीमा 31 जनवरी करने के प्रस्ताव को राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) ने खारिज कर दिया है, जबकि टीईटी का रिजल्ट अब आया है। यही नहीं प्राइमरी स्कूलों में भर्ती की प्रक्रिया भी आगे बढ़ गयी है, जिससे बीएड वाले इसमें शिक्षक नहीं बन सकेंगे। बुधवार को जीआइसी में शिक्षक पात्रता परीक्षा के प्रमाणपत्र लेने आए अभ्यर्थी यह जानकारी मिलने के बाद भड़क उठे। उन्होंने सवाल उठाया कि अब इस प्रमाणपत्र की क्या उपयोगिता है। अभ्यर्थी उदयवीर ने कहा कि शासन ने लापरवाही दिखाते हुए तय समयसीमा में शिक्षक भर्ती प्रक्रिया ही शुरू नहीं की। अभ्यर्थियों ने एक स्वर में मतदान के बहिष्कार की भी घोषणा की। साथ ही शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में शामिल न किए जाने पर आंदोलन की चेतावनी दी। वहां मौजूद सुरेश ने मामले में कोर्ट की शरण लेने की भी बात कही।

    ReplyDelete
  85. आगरा, जागरण संवाददाता: बेसिक स्कूलों में शिक्षक बनने की उम्मीद धूमिल होने से बीएड डिग्रीधारकों ने आंदोलन की तैयारी शुरू कर दी है। बुधवार को जीआइसी में टीईटी प्रमाणपत्र लेने आए युवाओं ने मतदान बहिष्कार की चेतावनी दी है। शासन की ओर से शिक्षकों की भर्ती की समय सीमा 31 जनवरी करने के प्रस्ताव को राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) ने खारिज कर दिया है, जबकि टीईटी का रिजल्ट अब आया है। यही नहीं प्राइमरी स्कूलों में भर्ती की प्रक्रिया भी आगे बढ़ गयी है, जिससे बीएड वाले इसमें शिक्षक नहीं बन सकेंगे। बुधवार को जीआइसी में शिक्षक पात्रता परीक्षा के प्रमाणपत्र लेने आए अभ्यर्थी यह जानकारी मिलने के बाद भड़क उठे। उन्होंने सवाल उठाया कि अब इस प्रमाणपत्र की क्या उपयोगिता है। अभ्यर्थी उदयवीर ने कहा कि शासन ने लापरवाही दिखाते हुए तय समयसीमा में शिक्षक भर्ती प्रक्रिया ही शुरू नहीं की। अभ्यर्थियों ने एक स्वर में मतदान के बहिष्कार की भी घोषणा की। साथ ही शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में शामिल न किए जाने पर आंदोलन की चेतावनी दी। वहां मौजूद सुरेश ने मामले में कोर्ट की शरण लेने की भी बात कही।

    ReplyDelete
  86. Baap aur beta dono nakal maar ke pass hue hain. Agli bar akhilesh ye bhi kah sakta hai-hamari sarkar bani to court ko band karwa denge. Court ki jagah hum nyay karenge.

    ReplyDelete
  87. Meenu Ji

    Aap ek jaghe galat hai ki aap sabko kah rahi hai ki sab ek ke hi pichee lage hai jabki esa nahi hai

    ReplyDelete
  88. First of all many many thanx 2 RAJESH ROW (ALLD.) ji, 4 providing us info about exact thing that happened in d court. Meanwhile d copy of judgements available on high court's site:




    EXEMPTION OF TET 4 BTC/SBTC

    Case :- SPECIAL APPEAL No. - 2366 of 2011

    Petitioner :- Prabhakar Singh And Others
    Respondent :- State Of U.P. And Others
    Petitioner Counsel :- Siddharth Khare,Ashok Khare
    Respondent Counsel :- C.S.C.,R.A. Akhtar


    Hon'ble Syed Rafat Alam,Chief Justice
    Hon'ble Ran Vijai Singh,J.
    Counter affidavit filed today on behalf of N.C.T.E, is taken on record.
    Sri Kushwaha, learned Standing Counsel appearing on behalf of the State respondents states that counter affidavit has been filed in Special Appeal No. 2366 of 2011 and the same would be relied upon in other connected appeals also. He threfore undertakes to provide copy of the counter affidavit to the counsel appearing in the other appeals within two days. Rejoinder affidavit, if any, may be filed within one week thereafter.
    The matter shall appear on 14th February, 2012 as part heard.
    Order Date :- 1.2.2012



    http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1663727





    RAJESH ROW (Alld.) ji already informed us about this case and SAPNA SINGH ji already provided copy in previous blog's comment

    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

    Hon'ble Sudhir Agarwal,J.
    Counter affidavit filed by learned Standing Counsel today in the Court is taken on record.
    As prayed, list on 10.02.2012.
    In the meantime, petitioner may file rejoinder affidavit.
    Interim order, already granted, shall continue till then.
    Order Date :- 1.2.2012



    http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1663652

    ReplyDelete
  89. Inse Baat kare:-
    Dr. S. K. Chauhan
    Under Secretary/Research Officer011-23370151
    po@ncte-india.org

    ReplyDelete
  90. dosto vote hamara hathiyar h.isko use kro iska bahiskar mat karo.akhilesh jaiso ko sabak sikhana h fir se bsp ko lana h

    ReplyDelete
  91. RAJESH JI, NAVED JI,MUSKAN JI thanx for giving us valuable information. ASHISH JI,I agree with u. thanx friends u r trying best.everyone of us should keep in mind as ASHISH JI said that should be full strength from each district.i m from saharanpur i will try my best to deal all my friends. bolo sachhe,mehanti aur kushal mitro ki jay. hamari kamyabi ko koi rok nahi sakta.

    ReplyDelete
  92. Friends hamari is halat ke jimmedar hum log khud hi hai
    sarita shukla, bahadur, kapil, anil sant kisi ki koi galti nahi hai
    hum logo ki itni himmat bhi nahi ki hum log court mai el pil hi dal de
    hum log chori pahankr baithe hai aaram se ghar mai
    kapil court mai vacancy radh karane k lye ni gya
    wo to isko delay karwane k liye gya hai
    aur wo apne maksad mai kamyab ho rha hai

    pahle 11 jan ka intzar
    fir 1 feb ka intzar
    fir 10 feb ka intzar

    ReplyDelete
  93. अखिलेश बाबू फिर ख्वाब मत देखना माध्यमिक शिक्षा परिषद से आकड़े उठा लो पता कर लो कितने टीईटी के अभ्यर्थी है और क्यो पिता जी के सपने पर क्योँ पानी फेर रहे है आप , औकात पता चल जायेगी । मित्रोँ मतदान के दिन याद रखना अखिलेश की बातोँ का और अब लोगोँ को भी आगाह कर दीजिए ।

    ReplyDelete
  94. @Meenuji,
    It is Very Bad to Make Personal Comment on Somebody.
    Do u know Harijan Act , even though you should not make insulting comment on anybody.
    I found Many of Blog visitors support some party, But as per freedom of Speech / व्यक्तिगत अभिव्यक्ति , I am not stoping them.


    There are many comments, which are lawfully not correct, But your some comment - "I don't want to write here" can create a big prob. thats why I moved it from here."


    If We Indians Are Not United then Again We became Slave.

    People have some differences and it can be expresses in such a way,
    Review for Reservation should be done by Govt.
    You are well educated.

    If somebody well educated, Is it mean he should do Work according to you.
    For Your Information, I am from General category.
    And I felt Mr. padmaKripa77 Manoj kumar gupta, not taken your comments seriously and not replied
    in a rough language.

    Baba Ramdevji supporting BJP then it means he should NOT do that.
    I mself also felt BJP is a good party ( not satisfied completely),
    but I am not stoping to somebody to Support other party.

    ReplyDelete
  95. @Meenuji,
    We Indians should think ABOVE from Caste System.

    Otherwise Foreign Powers again make India, a slave country.

    United - means Power & Win
    Divided - means a looser

    ReplyDelete
  96. Many allegations on BJP also faces - Karnataka Yedurappa case for Corruption,
    Give tickets to Expelled BSP ministers Babu Singh Kushwaha and Badhshah Singh ,

    ReplyDelete
  97. are yar koi ye batao k ye gadha AKHILESH YADAV hai kaun..ye pada likha b hai k nahi..kya ye nahi janta k TET iske DADA ji Kapil Sibbal ki den hai aur iski itni aukaat nahi k ye TET khatam karva sake..ise dhang se bolna to aata nahi hai gawar ko..B.Ed walo ko pagal samajh rakha hai jo tukde faikega aur hum kha lenge...ise aur iske Mausi(Sonia Gandhi) aur iske Bhai (Rahul) ko aesa sabak sikhana chaiye k in logo k jamanat hi japat ho jaye...Jaise BIHAR se nikala gaya tha Rahul Gandi ko nanga karke...

    ReplyDelete
  98. Everybody plz attention here

    Friends
    hamari is halat ke jimmedar
    hum log khud hi hai

    sarita shukla, bahadur, kapil,
    anil sant
    kisi ki koi galti nahi hai

    hum logo ki itni himmat bhi nahi
    ki hum log court mai ek PIL hi dal de

    hum log chori pahankr baithe hai aaram se ghar mai

    kapil court mai vacancy radh
    karane ke liye nahi gya

    wo to isko delay karwane k liye hi gya hai

    aur wo apne maksad mai
    kamyab ho rha hai

    pahle 11 jan ka intzar
    fir 1 feb ka intzar
    fir 10 feb ka intzar

    aur fir ek din khabar aayegi ki vacancy postponed

    plz jo log iske liye lad rhe hai unka sath do

    satyprakash ji ald k top layar Anand ji ko maidan mai utar ne ja rhe hai
    satyaprakash 9453231638
    upadhyaksh
    tet uttirn morcha
    allahabad

    dosto agar hm ab bhi nahi jage aur 100 rs ka lalach kiya to itihas hme kabhi maf nahi karega

    plz satyprakash ji se bat kro they need ur support

    ab to jago yaro bahut ho gya

    ReplyDelete
  99. Manoj kr gupta ji mai apke sath hun...uptet uttirna sangharsh morcha ko ham mil kar bahut bada banayenge.mujhe pata hai ab ladai ladni hogi..

    ReplyDelete
  100. Ab yaha ham sirf ranniti ki baat karenge faltu ki bakwas kar ke ham apni energy nahi khatm karenge.dosto ab ek jut ho jao..abhi nahi toh kkabhi nahi..
    Hamare paas 2option hai ek toh ham chup chap baith ke apne khilaf ho rahe anyay aur shadyantra ko bardash kare,sab kuch apni aankh ke samne khote huye dekhte rahe aur 2nd option hai ham thodi si himmat kare..aur aage aaye.ye sirf ek naukari ka sawal nahi hai.hamare sath bahut badi cheating ho rahi hai.agar aj chup rahe toh ye chup rahane ki adat pad jayegi hame.hamne apni mehnat se exam pass kiya kisi ki aukat nahi ki wo hamare haq ko hamase chhin le.hamare ijjat ki jindagi ko hamse chhin le.mujhe pata hai bahut se log ye bakwas karenge ki kya PRT hi jindagi hai.ham agar itne hi kabil hai toh koi bhi naukari kar sakte hai.mera unse sawal hai kyu?kyu ham koi dusri naukari kare?ye 73000 naukari ham unke liye chhor de jo ghus de kar ayenge join karne.baat sirf naukari ki nahi hai baat hai khule aam itne logo ko cheat karne ki.jab hamne koi galti nahi ki toh ham chup nahi baithenge..hame ek aam adami ko bhi ijjat ki jindagi jine ka haq hai..
    Dosto hame jyda kuch nahi karna hai sirf apne apne dist me nikal ke apna group banana hai.iska sabse achchha tarika hai ki har ek student apne college ke paas logo se contact kare.
    Aur ham iase logo se bhi contac kare jo pahele se b.ed kiye hai..
    Har ek dist se 1000 ka group banana hai hame..aur har ek dist ka ek adyaksh banega pure 70 se jyda jilo ke adyaksh ko ek sath mil ke meating karni hogi.
    Fir toh duniya ki koi takat hame nahi rok payegi.duniya me pahali baar50000 log ek sath amaran anshan pe baithenge.ek anna anshan pe baith ke sansad ko hila sakte hai toh kya ham 50000 log ek sath anshan kar ke apna haq nahi le sakte.yakin kariye dosto har ek political party hame hatho hath legi.bas 2 din me hame naukari mil jayegi.saari ki saari rajniti dhwast ho jayegi..SP ho ya BSP hame hamara haq thaali me saja ke degi..bas ekjut hona hai hame..iske siway koi dusra rasta nahi hai
    Dosto sangathan me shakti hai, sangathan hi shakti hai
    Jo bhi mera ye post padhe plz active ho jaye apne jilo me..aur ek log aage akar apne jilo ki jimmedari le.har ek jile ka ek student aage akar lead kare aur apna name bataye jile ke name ke sath.ham ek ranniti bana ke chalenge...
    Mai ashish srivastava aur mayank ji varanasi ko lead kar rahe hai..

    ReplyDelete
  101. A ali ji ap apna name aur city dono likhe..aur plz daily blog par aye..ham sabhi ko unity bana ke rahena hoga...

    ReplyDelete
  102. bjp k supprt kre tbhi kuch h skta h sp bsp congress sb chor h....aur hmara bhala h n ho pradesh k bhala to hoga jaago naujawano jaago

    ReplyDelete
  103. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  104. Sabhi saathio se annurod hai ki pls. apne-2 her ek blog me apna contact no. jaroor ,

    so we can contact each other also

    ReplyDelete
  105. aap sbhi logo s ek rqst h dosto aap sbhi pdhe likhe h apne vote dalne jrur jaye aur us party k vote de jise aap desh k liye thk smjgta h....think deeply

    ReplyDelete
  106. iske alava tum logo se umeed bhi kya kar sakta hai.

    ReplyDelete
  107. hum log aapas me hi rajneeti karne lage kise vote de ya kise na de. hum log choro me se chor chunege accha chor jo desh ko aage le jaaye kyoki iske alava humare pass vikalp hi nahi hai.

    ReplyDelete
  108. all the political parties are just playing GAME with the B.ed holders. They dont think about the little kids whose future are being ruined by them.

    ReplyDelete
  109. all the political parties are just playing GAME with the B.ed holders. They dont think about the little kids whose future are being ruined by them.

    ReplyDelete
  110. Har shaak pe UULLLOOOO betha hai anzaame Gulistan kya hoga...!

    ReplyDelete
  111. Everybody plz attention here

    Friends
    hamari is halat ke jimmedar
    hum log khud hi hai

    sarita shukla, bahadur, kapil,
    anil sant
    kisi ki koi galti nahi hai

    hum logo ki itni himmat bhi nahi
    ki hum log court mai ek PIL hi
    dal de
    hum log chori pahankr baithehai aaram se ghar mai

    kapil court mai vacancy radh
    karane ke liye nahi gya wo to isko delay karwane k liye
    hi gya hai

    aur wo apne maksad mai
    kamyab ho rha hai

    pahle 11 jan ka intzar
    fir 1 feb ka intzar
    fir 10 feb ka intzar

    aur fir ek din khabar aayegi ki vacancy postponed

    plz jo log iske liye lad rhe hai unka sath do

    satyprakash ji ald k top layar
    Anand ji ko maidan mai utarne ja rhe hai

    satyaprakash 9453231638
    upadhyaksh
    tet uttirn morcha allahabad

    dosto agar hum ab bhi nahi jage
    aur 100 rs ka lalach kiya to
    itihas hme kabhi maf nahi
    karega

    plz satyprakash ji se bat kro they need ur support

    ab to jago yaro bahut ho gya

    ReplyDelete
  112. 127 comments sab bakvas.yahi hal raha to blog padhana log chhod denge.Hamari samsyayen 1-NCTE dwara time limit na badhana 2-sarkar & sarkari officers dwara moorkh banana. 3-Sarkar dwara 1 arab se jyada dhan thaga jana. 4-high court ke judge dwara 1 person ka pachh lena & lagatar jan virodhi verdict dena.Kripa karke iska koi tod khoja jay. Is blog ko blog rahne de BAKAVAS NA BANAYE.

    ReplyDelete
  113. muskan if the TET UTEERAN MORCHA ki bat sahi hai so plz update as blog edit

    ReplyDelete
  114. Ravikantji & All,
    I posted earlier -
    आप सभी टी ई टी पास लोग अपने विचार मिल कर रखें और एक राय / सहमति वाले विचार को नोट कर , एक पेपर पर सब लोग हस्ताक्षर करें और एक प्रतिनिधि / ग्रुप द्वारा उपर्युक्त रूप से आगे की दिशा में प्रयास करें पर कोई भी कार्य आम जन को बिना कोई हानि पहुंचाए व् देश के कानून को ध्यान में रख कर करना चाहिए | किसी भी तरह की अशोभनीय टिप्पणी से बचें , अन्यथा आप अपनी क्षति करेंगे
    ----------------------
    Do your effort Unitedly, And I felt Court is the Best Option.
    Political parties think for their objectives / vested interests.

    PIL can be a good Option, Ppl can put up -

    When Candidates qualify TET Test accoding to State / NCTE guidlines and eligible for appointment then time limit should be extended for TET passed B. Ed Candidates and counselling should start , and it is Not their fault.

    ReplyDelete
  115. @Ravikantji, Ye TET Uttarn Morcha ne kon see baat kahee hai, kripya batain.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।