/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, March 12, 2012

युवा मुख्यमंत्री से टीईटी उत्तीर्ण को उम्मीद

युवा मुख्यमंत्री से टीईटी उत्तीर्ण को उम्मीद 

चित्रकूट। टीईटी उत्तीर्ण एकता मंच ने रविवार को कचहरी परिसर में बैठक कर अखिलेश यादव को मुख्यमंत्री बनाए जाने पर खुशी जताई। इनको उम्मीद है कि युवा नेतृत्व वाली यह सरकार उनको वाजिब हक दिलाकर न्याय करने में सक्षम होगी। साथ ही आशा जताई कि परीक्षा में हुई धांधली और भ्रष्टाचार की जांच कराकर दोषियाें के खिलाफ सख्त कार्रवाई होगी। 
जिलाध्यक्ष श्यामलाल ने कहा कि टीईटी की मेरिट नीति में कोई कमी नहीं है लेकिन उसको लागू करने वालों की नीयत में ही खोट था। इसी वजह से यह परीक्षा दागदार हो गई, जिसका खामियाजा बसपा सरकार को भुगतना पड़ा। उपाध्यक्ष चंद्रभूषण ने टीईटी की मेरिट के बजाय शिक्षकों की नियुक्ति गुणांक प्रतिशत के आधार पर करने की मांग की। सदस्यों ने टीईटी परीक्षा की सार्थकता को सही ठहराते हुए कहा कि इससे लोगों के बीच हाईस्कूल, इंटर और स्नातक स्तर पर नंबर बढ़वाने की कवायद पर रोक लगती। इस परीक्षा में शुरू से ही भ्रष्टाचार के छींटे पड़ने लगे, जिससे इस परीक्षा पर ही सवालिया निशान लग गए। बैठक में संगठन सचिव प्रदीप तिवारी, आलोक पांडे, शिव प्रताप, मदनमोहन, प्रभुदयाल, नरेंद्र पांडे, चंद्रभूषण सिंह भी मौजूद रहे।

News : Amar Ujala (12.3.12)

5 comments:

  1. Acording to some sources this vacancy will be cancelled and new TET may be held in JUNE.
    So only court can fillup this vacancy.

    ReplyDelete
  2. Aaj 12-03-2012 ko doosre din bhi TET Sangharsh Morcha Hardoi ki taraf se baithak ka aawahan kiya gaya parinaam swaroop bahut badi sankhya me TET paas pahunche,
    sabhi ne apane vicharon ko rakha aur sabhi TET paas students ne jiladhikari mahoday ke madhyam se mahamhim Rajpal mahody ko gyapan diya.
    seva me,
    mahamahim Rajypal
    u.p sashan Lucknow
    dwara
    sriman jiladhikari mahody
    Hardoi
    Subject:shasnadesh ke anusar jari vigyapti ko lagu karne aur lamvit prsikshu ki prkriya ko jald se jald poora karne ke sambandh me.
    -----------------------------------
    Mahody
    Hum TET paas students aapse anurodh karte hain ki lamvit sikshak chayan prkriya me jo ki aadarsh chunav aachar sanghita ke lagu hone ke karan manneey uchch nyayalaya ke aadesanushar ronk di gai thi.punh prarambh karakar uttirna students jo shasnadesh ke anusar paatra hain,labhanvit ho saken.
    kucha arajak tatvon va anuttirna students ki dweshbhavna ne nyaylay me atarkik yachikaon se is prakriya ko nuksan pahunchaya hai.Hum sabhi ek mat se apane adhikaron ko pane ke patra hain.
    aapse anurodh hai ki jo bhi shasnadesh ki avmanna karta hai use dandit kiya jaye jo is prkriya me doshi paye jayen unhen kaTHOR SE KATHOR DAND DIYA JAYE.jisse bhavisya me koi Student Adhikari Karmchari is prakar ke Exaims ke sath chendkhani karne ka dussahash na kar sake.yadi kisi bhi tarah se yeh pareeksha nirast ki jati hai to dosiyon ka hausla aur badh jayega.aur hum sabhi ko mansik aaghat pahunchega.yeh hamare sath anyay hoga jo ki asahneey hoga.
    atah hamara aapse anurodh hai ki shasnadesh me koi parivartan na ho aur jald se jald vigyapti ke anusar,NCTE ke dwara diye gaye do maheene(2 maheene)ke antargat chayan poora kiya jaye jisse arajakta va dweshbhavna niraash ho aur paatron ko unka adhikar mile.isme chayan ka aadhar sansodhit shiksha niymavali ko hi mana jaye v shashan prshashan se anurodh hai ki kisi bhi tarah ki badle ki bhavna hum shikshakon ke sath na ki jaye anytha hamen vinamrtapoorvak AANDOLAN ke liya vivash hona padega.
    Avneesh kumar yadav(jila Adhyaksha-09721612971)
    Devesh kumar singh
    Ashutosh Shukla (Amit)07607430982

    ReplyDelete
  3. Aaj 12-03-2012 ko doosre din bhi TET Sangharsh Morcha Hardoi ki taraf se baithak ka aawahan kiya gaya parinaam swaroop bahut badi sankhya me TET paas pahunche,

  4. Priye mitra bandhu bharti me chayan gudank ya acadmic base par hona chahiye eske liye hame ek jut hokar rehna chahiye or esme 220000 logo ka samarthan bhi hai hame ek jut hokar rehna jaruri hai ! Lokendra singh yadav gundela hamirpur

    ReplyDelete
  5. GORAKHPUR TET UTTIRN MORCHA ne lagbhag 500 ki sankhya me shanti march nikalate hue commissoner ko gyapan diya.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।