/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, March 31, 2012

SEE - What Allahabad Highcourt Says - When it give Judgment in Favor of TET Merit based Selection

UPTET Breaking News : SEE - What Allahabad High court Says - When it give Judgment in Favor of TET Merit based Selection, And Dismissed Academic Merit Based Selection  






For the purpose of making selection and appointment as Assistant Teacher the said qualification cannot be made a basis/foundation particularly considering the process of the said test as it amounts to change of rules of the game when the game has already commenced and in support thereof placed reliance on judgements of this Court in K. Manjusree Vs. State of Andhra Pradesh and another (2008) 3 SCC 512 and Hemani Malhotra Vs. High Court of Delhi (2008) 7 SCC 11.



8. In Baloji Badhavath (supra), it was held that a procedure evolved for laying down mode and manner for consideration of a right to be considered for appointment can be interfered with only when it is arbitrary, discriminatory or wholly unfair, which learned counsel for petitioner failed to prove in the case in hand and, therefore, reliance placed thereon is totally misconceived.

9. So far as making of qualifying examination basis of selection is concerned, it is always permissible to the rules framing authority to determine the criteria for selection which may base on the merits of the candidate possessed in various academic qualifications or qualifying test or any other criteria which may otherwise be valid and once it is so determined, unless it can be said that the same amendment in the rule is contrary to any statutory provision or otherwise ultra vires or vitiated in law, the same cannot be interfered.
10. In the result, writ petition lacks merit. Dismissed.
Dt. 12.12.2011
PS

See source link -http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1582274



67 comments:

  1. @blog editor ji
    aap tet merit ke favour me mahaul bana rahi ho achhi baat hai

    lekin is decision se hi ye spast hai ki court ne sarkar ke selection ke niyam banane ke samvadhanik adhikar ke aadhar par case dismiss kiya tha aue phir yehi sarkar niyamawali me snsodhan karake
    acedemik merit ko phir se lane ja rahi hai jise court bhi samvidhanik
    aadhar par change nahi kar saati hai..

    philhal jo andruni khabarein aa rahi hain usme sarkar ka manana hai ki yadi tet merit ko rakha jata hai to tet me dhandhali ki sambhawanaye hamesah rahengi.


    but ek baat hai ki aap mehant achhi kar rahi ho...

    ReplyDelete
  2. mukhya samsya ye hai ki tet sanghars morcha ka uddeshya kaya hai..

    1...tet merit se selection karwana

    ya phir


    2...tet pass ka selection karwana

    kaya koi ise clear karega..

    ReplyDelete
  3. Pehli baat to ye ki tet mai dhandli nahi huee kal blog par khabar thi ki 11 lakh dekar bhi pass nahee hue .tet se achcha vikalp sarkar ke pas nahi hai

    ReplyDelete
  4. @Manoj Mishra
    aapke anusar to TET qualify karne me bhi dhandhli ho sakti hai.
    to govment ya NCTE ko chahiye ki TET hi na karaye..

    ReplyDelete
  5. DOSTO IS PRT KI JOB KE CHALTE MERI PRV.JOB CHALI GAI MUJE LAGA THA KI DEC.MAI JOB TO LAGI JAEGI AAJ TAK BEROJGAR HU 9000!PER MONTH KI NOUKARY 6MAHINE HOGAYE OUR 10000 FORM KA KHARCHA LAGBHSG 70000 HAJAR R.S. KA NUKSAN.HOCHUKA HAI IS SARKAR NE TO BHOKHO MARNE KE KAGAR PER KHARA KER DIYA HAI

    ReplyDelete
  6. @Manoj Mishra
    aur dusari baat, agar aapne b.ed entrance diya ho (perhaps) to us samay aapko college aapke test perfornence base par mila tha ya acadmic base par..

    ReplyDelete
  7. @ Manoj Mishra ji
    aap comment acchha karte ho !

    ReplyDelete
  8. RAKESH ji i owned a successful institute since last 4 year,,,,in mid decmbr i sold it out coz me and my wife both qualified tet i got 112 n my wife 96 we hoped job in other dist so maine sell kr diya ,,,or kya bolu dono khali baithe h umeed mai and spending the earnd mony ,,,,,,rakesh ji ap khan se ho

    ReplyDelete
  9. hi to all
    and mr. abc jo bhi ho aap log hamesa se tet me dhandhli ki bat karte ho kabhi 10th 12th level pe nakal bat hi nhi karte aisa ku hai kya wha pe marks ko aanap snaap se nhi bata jata hai aur to aur 80% log private bed college se bed karte hai jo ki bahut hi jyada marks lene/dene ka prayas karte hai up me kai badnaam university aur private university hain aur to aur sanskrit urdu inke school/college/university se kuch bhi ho jaye inhe pta nhi rehta to kab tak ye kahoge ki TET MERIT HOGI TO BRASTACHAAR HOGA EXAM TO IAS/PCS/JEE/BED ENTRANCE /ENGG ENTRANCE/MEDICAL ENTRANCE KA BHI HOTA HAI KAHO TO WO BHI BAND KARWA DE ABHI BAT KAR LI JAYE MHRD ME SIBBAL JI SE

    AUR HA SYSTEM ME BELIFE AUR USE SAHI KARNE KI BAJAY HUM SALLO PEECHE JANA CHAHTE HAI KU KI NYAPAN KISI KO BARDAST NHI HAI AAP LOG ISE MERA KISI PAR COMMENT NA SAMJHE YE MERA COMMENT HAI SYSTEM ME BAITHE LOGO KE LIYE AUR HAMARE POLICY MAKER KE LIYE JINKI POLICY SIRF VOTE LENA HAI BAKI KUCH BHI NHI

    ReplyDelete
  10. @ BLOG editor


    are kuchh support academic walo ka bhi kar liya kare

    aap to one sided favour kar rahi hain

    kya kisi talented candidate ke TET ME KAM MARKS NAHI AA SAKTE
    FOR EXAMPLE MY ACADEMIC NO. ARE
    10TH 60.00% in 1998
    12TH 60.60 % in 2000
    b.sc.66.07 % in 2003
    mca 68.88 % in 2006
    bed 72.70 % in 2011

    TET SCORE
    IN 4 SECTION - 101
    IN ENGLISH - 5
    TOTAL - 106

    bY MISTAKE I WASTE 85 MINUTES IN SOLVING THE FOUR SECTION AND IN LAST 5 MINUTES I DARK ALL THE 30 CIRCLES OF ENGLISH PAPER WITHOUT READING QUESTION PAPER AND GOT ONLY 5 MARKS

    MERI DWARA 4 SECTION ME JADA TIME KHARCH KAR DENE KI WAJAH SE MERE ENGLISH ME KEWA 5 MARKS AAYE.

    ReplyDelete
    Replies
    1. kuch log 1 hi section me 90 minute kharch kar diye aur fail ho gaye.,to unko bhi acd k adhar par prt me niyukt kar dena chahiye..wah re tark

      Delete
  11. Pata nahi kya hoga samajh me nahi aa raha
    ye sp kahi dhoka to nahi de rahi

    ReplyDelete
  12. YE JO UPAR COMMENT LIKHE HAI AISI HI HALAT SAB KI HAI LAGBAGH KU KI SABHI LOWER MIDDLE CLASS SE HAI AUR JO UPAR HAI WO TO YAHI KEHTE HAI KI MAI TO ITNA KAMA HI LUNGA IS LIYE YE LADAI HAI SYSTEM SE KI JO HAQ HAI USE MAT CHEENO MAI KOI TET ASPIRANT NHI HU NA HI MATLAB HAI BUT KUCH LOG JINHE MAI JANTA HU UNHONE BADI MEHNAT SI TET PASS KIYA HAI AUR ACCHE MARKS LAYE HAI UNME SE BHI KUCH KE ACD ACCHI HAI PAR KUCH JO WAKAI TALLENT HAI AUR ACD NHI ACCHI HAI AGAR WO NAHUE AUR BEKAR HO GYE TO SOCHO KI TALENT KA KYA HOGA ???

    YE QUESTION HAI SYSTEM SE JAB HUM ADMISSION SE LEKAR PASS HONE TAK TEST LETE HAI TO NAUKRI TETS PE KU NHI YE BATAO AAP MUJHE

    ReplyDelete
  13. Sahi bat ye hai ki board me jo adhikari hai .......unake relative+friends ke friends....sabake ACD marks manmani badaye gaye hai...vo hamesa chahege ki selection tet merit per ho.....
    pahale up board me marks badana koi badi bat nahi nahi hai....pahale to aur bhi badi bat nahi thi....source aur paisa hoto..

    ReplyDelete
  14. @MEENU
    BILKUL AA SAKTE HAI HO SAKTA HAI AAP KE MARKS AAPKE OTHER FEATURE LIKE WRITNG PRESENTATION PE MILE HO JAISA KI HOTA HAI LEKIN AGAR ISI TET ME KAHI APTITUDE HOTA TAB AAP KI HALAT KYA HOTI AAP BHI JANTI MAI MNC ME KAM KARTA HU WHA JANE KE LIYE BHI TEST DIYA GD/PI DIYA TAB JA KE SELECTION HUA PRIVATE COMPANY AAP FREE ME NAUKRI LENA CHATI HAI ISSE ACCHA HAI TEACHERS KI BHATI ME EK AUR TEST HONA CHAHIYE WO BHI AISA JISKA LEVEL HO NAKI IS TET JAISA KI 3 LAKH PASS HO GYE

    ReplyDelete
  15. @Meenu ji
    2004 batch ka IAS topper Mr. Ajay Kumar Mishra ka acadmic record,
    H.Sc - 57%
    Inter- 55%
    Grd - 59%
    sochiye agar inka selection acadmic se hota to inka kya hota..

    ReplyDelete
  16. Mr. Gautam, Aap sahee keh rahe hain ,

    See this NEWS -
    गड़बड़ी करने वालों में से 86 अभ्यर्थी शिक्षा विभाग के ही अधिकारियों, कर्मचारियों की संतानें हैं। उनमें से 29 अभ्यर्थी ऐसे हैं जिनके अभिभावक यूपी बोर्ड दफ्तर, क्षेत्रीय कार्यालय या निदेशालय में तैनात हैं। अधिकारियों, कर्मचारियों ने अपने पाल्यों के चयन के लिए फर्जी मार्कशीट तैयार कराई।
    http://naukri-recruitment-result.blogspot.in/search/label/BTC

    ReplyDelete
  17. board ke babuo ke reletive ke marks hamesa jyada hote hai....kyu...???

    ReplyDelete
  18. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  19. @Manoj Mishra , Aapne theek se pada nahin,

    Usmein saaf saaf likha hai kee -
    Once a selection process detrmined it may not be change until it is wholly arbitrary, unfair etc. etc.

    ReplyDelete
  20. ARE BOARD KE BABUO KOCHODO YHA TO KOI BHI PA SAKTA HAI AGAR AAP KE PASS KOI BHI LINK HAI CHAHE AAP NETA/OFFICER/PAISA EK BHI HAI TO AAP KA KAM DONE ...

    ReplyDelete
  21. Is samay andolan stahal main hajaro candidate mojud hain.logon ka utsah dekte hi ban raha hai.teacher kinko kahte hain aur real teacher kese hote hain ye agar dekna hai to humare pass ao.
    Kaya jabradast mahole ban chuka hai.ise baneye rakne ke liye mere sabhi bhai aur behno ka dhanybad.

    ReplyDelete
  22. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  23. Hamara sirf ek hi bat kahana hai.........Tet merit se dar kyu.

    agar ap talented ho to....adc mai number la sakate ho to.....tet mai kyu nahi....

    ReplyDelete
  24. Ravi Kant ji apne sahi kha sbse best process hai ladai ko khatm krne ka ki TET pass candidate k beech 1 or test krwa liya jaye or test ka level aisa ho jaisa CTET me hota hai.

    ReplyDelete
  25. @ Singhania
    shayad aap bhi jaante honge
    IAS ka selection keval ek test lekar
    nahi hota
    pahle pre hota hai -- objective

    baad me mains - descriptive

    and then interview

    aur aapki jaankari ke liye bata doon jo pre hai wo keval qualifying hota hai , Final selection Mains + Interview ke nos. ke aadhar par hota hai

    TET ki aukat keval qualifying layak hai na ki selection , Tet ke paper ka standard to aapne dekha hi hoga -mujhe kuchh kahne ki jaroorat nahi hai

    ReplyDelete
  26. doato link facebook ki thi isliye mai paste kar rha hu


    dosto hamne din rat mehnat karke parisha ki taiyari ki .hame hamari mehnat ka phal hamare numbero ke rup me mila.phir itne paise hamare form pharne me kharch huye.farm ko jama karne me hame n jane kitni bar post office ke chakar lagane pade.kabhi tikat khatam to kabhi time khatam.ghar se ane jane me kitne paise kharch huye.phir phi hamne himat n hari.kabhi ncte ka 31 dec ko lekar boundation to kabhi court ko lekar hamari paresaniya.ye sab hamne sah liya.magar ye kaha ka insaf hai ki hame hamara mehanat ka phal diye jane ke badale hamare sath yesa bartav kiya ja raha jai jaise hamne tet pass karke koi gunah kar diya hai.aur is gunah ki hame yah saja di jane wali hai hi hamara bhavisya andakarmay kar diya jaye.agar sarkar ki niyat saf hai to usne abhi tak hamare liye kya kiya,kabhi sunne me aata hai ki tet rad kar diya jaye ,kabhi sunne me aata hai ki niyukti ki prakiya ko changa kar diya jaye.sarkar ki mansikta tet ke mahatwa ko kam karne ki hai,kya yesa karke wah un chote chote bacho ka bavisya chaupat nahi kar rahi hai jinka bhavisya ek yogaya teacher hi savar sakta hai ,tet iske liye sabse utam prakiya hai.ncte bhi is bat ko janti hai tabhi to usne teacher banne ki liye tet anivarya kar diya.central goverment ke naukari me ctet ko variyata diya jata hai ,kai rajyo jaisa punjab,hariyane .rajasthan aur andhrapradesh me tet ko variyata diya jata hai.phir hamare manniya mukhayamantriji jo khud ek higheducated vayakti hai aur ham yuwao ke sache pratinidhi phi.unse behatar to koi nahi samjhega ki chote chote bacho ka bhavisya sudharne ke liye yogya teacher ki jarurat hai,wo sirf tet ke madhayam se hi mil sakege.hamne to unhe apne jaisa yuva jankar apna pratinidhi chuna.kya we apni praja yani humlog ko yesa hi marne ke liye begano ki tarah chod denge.wo hamare raja hai ham unki praja.ek raja ke liye uski praja putra ke saman hoti hai.ham to apne raja ke darbar me yachak ke rup me khade hai.dekhate hai ki hame nayay dete hai ki nahi aur nayay yahi kahata hai ki jisne mehnat kiya hai usko uska hak diya jaye .kya hamare raja akhileshji hame hamara hak yani nayay denge.hamare man me akhileshji ki bahut achi chavi hai.we hamare sache pratinidhi hai.bhartiya kanoon bhi yahi kahta hai ki agar ek beksoor ko bachane ke liye 100 kasurwar ko chodna pade to kasoorwar ko chod do magar begunah ko saja n milne paye. yaha to begunah 2990000 hai aur kasurwar kewal 800.phir hamare sath kya akhileshji nayay karenge. mujhe to lagv raha hai hamare raja akhileshji hamare sath yani apni praja ke sath anyay nahi karenge.akhileshji apse nayay mang rahi hai.sacha nayay.kya hame milenga? ...apki praja(uptet candidates)

    ReplyDelete
  27. @ Singhania
    shayad aap bhi jaante honge
    IAS ka selection keval ek test lekar
    nahi hota
    pahle pre hota hai -- objective

    baad me mains - descriptive

    and then interview

    aur aapki jaankari ke liye bata doon jo pre hai wo keval qualifying hota hai , Final selection Mains + Interview ke nos. ke aadhar par hota hai

    TET ki aukat keval qualifying layak hai na ki selection , Tet ke paper ka standard to aapne dekha hi hoga -mujhe kuchh kahne ki jaroorat nahi hai

    ReplyDelete
  28. Meenu ji acd par to bharti tab karaogi jab tet bach paye sarkar tet ko hi radd karne ke pichhe pari hai or yadi duvara tet karaya or es tet ko radd kiya to koi garanti nahi ki aap aage 106 bhi la pao kahi esa na ho jaye ki 89 hi raha jaye
    jara sochiye thanks

    ReplyDelete
  29. mr manoj mishra kewal apane swarth ko hata kar dekho ye ladake medhawi hai ya nakalachi khud samajh me aa jayega aur isake bad bhi bhukh hadatal karani pade kitani sarm ki bat hai is up gov ke liye ho sakata hai kal aap ke ladake ke sath bhi kucch aisa hi ho to kya karoge jo aaj bhukhe khule aasaman ke niche pradarshan kar rahe hai we bhi aap ke hi bhai hai

    ReplyDelete
  30. @ meenu

    AAP BAT KO SAMAJ KU NHI PATI HAI MAINS WAHI DETA HAI JO PRE PASS HOTA HAI JISKA NAAM CSAT HOTA HAI MATLAB HOTA HAI CIVIL SERVICES APTITUDE TEST

    APPTITUDE ME BAHUT KUCH AATA HAI SATH ME GS BHI SOCHO AGAR WAISA TEST DENA PADE TO KYA HOGA RAM JANE .........

    ReplyDelete
  31. MEAT YOU AFTER HALF AN HOUR GOIN FOR DINNER

    ReplyDelete
  32. @ravi kant
    CSAT standard ka exam agar hota to keval mere liye nahi hota , sabhi ke liye hota

    ReplyDelete
  33. humako lagata hai ki ab court hi chalana chahiye kyoki jab sabhi kewal apne bare me soch rahe hai to fi hamesa ke liye latak jayegi..

    ReplyDelete
  34. ye to maine nhi ki aap ke liye hota hai maine to sab ke liye bola jo mere kamjor dost hai bahut hi lamjor aisa college me mere sir bolte the ki kamjoor sathiyo ko hamesa sath lekar chalo...is liye aap bhi sath me chale sab ke

    ReplyDelete
  35. @singhania ji
    maine b. ed. me entrance base par admission liya tha shayad aap ko pata ho ki b. ed.2010 me parcha leak hone
    par pahali bar entrance test ko cance kar diya gaya tha aur use dubara liya gaya tha jisme koi dhandhali ki baat ujagar nahi hui
    thi...
    b ed me entrance test hoga ye baat pahle se hi clear thi ..so maine usi ke anusar taiyari ki thi..

    esi prakar BTC me selection acedemik base hota hai aur koi use chalnge nahi karata hai aur usi ke anusar form bharata hai..

    tet me dhandhali ho sakati hai
    mudda ye nahi hai..
    bulki dhandhali pakadi ja chuki hai
    mudda ye hai ....

    agar b ed entrance ka parcha out jane ke baad sarkar ye nahi pakad saki ki parcha kiske kiske pass pahuncha tha ,bulki usne kewal parcha out karane wale ko pakada tha aur exam hi cancel kar diya tha

    usi prakar ye baat clear ho jane ke baad ki dhandhali kisne ki hai
    to kaya sarkar tet ko nirast karane par vichar kayo na kare jabaki abhi
    iske base par koi niyukti nahi hui hai..

    isliye mujhe lagat hai ki hame sarkar se tet bachane ke liye koi
    bich ka rasta nikalna chahiye..
    taki tet uttirne ke saath koi anyay na ho...

    media me jo khabare aa rahi hain usse to lagata hai ki sarkar is bharti ko nirast karane ki soch rahi hai.....

    naukari ke liye sabko saman awasar milane chahiye ........
    dhandhali ujagar hone ke baad kya aap ko lagata hai ki tet merit se selection hone par un logo ko awasar milega jinko dhandlebajo ke wajah se apni seat gawani padegi...
    yadi nahi to phir tet merit se selection jaroor hona chahiye.

    ReplyDelete
  36. @RAJNANDANI FM MBD bhai
    maine apni baat muskan didi se kahi hai aur tmko bura laga lagta h tm 3rd div wale ho..
    Pehle padayi nahi karte aur kehte hai ki tet se chyan kar.
    aur jo acd me 260 se upar hai unko bina tet ke bhi le sakte hai..
    Last cutoff ke hisab se merit 250 se upar jayegi kyoki pichle selection ke baad do aur naye batch a chuke hai...jinme sabhi acd me acche hai aur wo quality education dete.

    ReplyDelete
  37. heheh sab free ke marks hai man kare to aamna -samna ho jaye kisi se bhi dekh lete hai mr BARUTA

    ReplyDelete
  38. kaise no mile hai sab ko pta hai mai bahut se no lane walo se mila hu aur roj yhi ka kam bhi hai logo se milna aur unhe samajna ...

    ReplyDelete
  39. @Meenu,
    aapke anusar TET ka standard bahut lower tha matlab aapko easy questions kam samajh me aate hai.
    matlab aapko agar koi baat aasani se samjhayi jaye to aap kam samajhti hai.
    isi liye aap TET me kam score kar payi.
    Am I right meenu ji ?

    ReplyDelete
  40. meri yek advocate se bat hui hai jo bata rahe the ki agar ye ladake sc chale jaye to 100% faisala tet merit ke paksh me hi aayega aur akhilesh ki kya aukat hai koi bhi ise radd nahi kar payega aur sc ke age ncte bhi jhuk jayegi jo bhi samay lage bharti ho jayegi .agar koi accha advocate mil jaye to faisala 2 weaks me ho jayega but hc me to muskil hai kyoki judge niyam ke aadhar par faisala dega aur sarakar apane vigyapan ko galat man bhilegi.lekin kyoki hc janati hai abhi yek rasta sc ka hai so cchod degi jabaki sc strict hokar sabake hit ko dekhegi so please sc chalane ki taiyari karani chahiye.

    ReplyDelete
  41. acd wale har bat ko thoda der se samajhate hai aur tet me time thoda kam mila sayad isiliye kam ank aaye honge koi bat nahi ab akhilesh se kah kar pura time le lena mptet ki tarah aukat samajh me aa jayegi aur akhilesh ko bhi pariksha me baithana chahiye mehanati ladako ki bat asani se samajh me aa jayegi.

    ReplyDelete
  42. @Manoj Mishra
    TET me na to paper leak hua hai aur na hi koi student nakal karte hue ya paisa dete hue pakada gaya hai.
    rahi baat adhikariyo ke jalsaji ki to unhone ye kaam exam ke bad kiya hai jiski inquairy honi chahiye na ki dosi ko chhod kar nirdosh ko saja de.
    agar govrmnt itni pak-saf hai to fir se 2.7 lacks students ka re-exam karaye na ki base change kare..

    ReplyDelete
  43. bhaiyo mujhe sabase jyada kast ab ho raha hai jabaki medhawiyo ko is pradesh me pahale lathi khani padati hai fir bhuk hadatal jabaki chori nkhud sarakar ne hi kiya hai .in kamine makkaro ka ant bhi aayega ye upar wale ko kya jabab denge ki maine jindagi bhar logo ko luta hai ya fir waha bhi rajaneet karke bach jayenge.inko saja upar wala hi dega yaha lagata hai koi dharmadhikari nahi hai .

    ReplyDelete
  44. I think ...
    10th (10%)
    +12th (20%)
    +Gredu(40%)
    +B.ed ((30%theory+20% practicals)
    +Tet (100%)
    ----------------
    Selection Merit
    ----------------
    Jo nakal se rahega vo to tet pass nahi kar sakata.............
    es tarar aap fair selection le sakate hai....dono ki bat rah jayegi......varna log suru se hi tet ki taiyari me lag jayege ACD ka koi matalab nahi rah jayega...keval pass ke liye padege log....jo up sarakar up board mei nakal nahi rok sakati vo kya rokegi up tet mai dhadhali.......

    ReplyDelete
    Replies
    1. har sal high school aur intermediate me 50 lakh se adhik bachche exam de rahe hai kya ve keval prt k liye hi padhai kar rahe hai kya?

      Delete
  45. jo ACD mai real mai mehanat kiye hoge ..... unaka kya hoga???

    Kyo ki jara sochiye.. -ve marking nahi hai tet mai... thida sa to luck jaru hoga...kisi ka jyada kisi ka kam...

    ReplyDelete
  46. ye sahi samay samay hai sanghash ka ab selection tet merit se ho

    ReplyDelete
  47. 5 steps ka process bana dene par...
    selection best ka hoga...I am sure..

    Jo tet mai better hai unaka ACD bhi approx.. better hai....

    ReplyDelete
  48. Sarkar keh rahi hai tet rahega to dhandhli hogi. Humne chunav me dekha kitni black money pakdi gayi, to ye political party chunav khatam karne k liye koi prayas kyu nahi karti. Tum kyu kursi par baiththe ho jb ek exam bhi theek se nahi karwa sakte. Bekar ka bahana bana rahi hai govt. Sirf political dusmani nikal rahi hai.

    ReplyDelete
  49. @blog editor ji
    maine dhayan se padha hai aap bhi dhayan se line no. 8 dekhiye usme hi highcourt ne spast kaha hai ki appintment me interfere tabhi kiya ja sakata hai ki jab wo एकपक्षीय,विभेदकारी ya अनुचित ho,

    kaya aapko nahi lagata hai ki dhandhali ujagar hone ke baad un ladako ke saath bhed bhaw nahi hoga jo dhandale bajo ki wajah se apni
    seat gawan denge..

    is decision se hi spast hai ki dhandli sabit hui to prakriya
    interefere ho sakati hai...

    mai is tarah ke comment nahi dena chahata hoon kayonki mujhe malum hai ki issse un logo ko dukh pahunchata hai jihone tet apne mehnat se uttirn kiya hai aur acedemik me no kam hone ki wajah se ye unke pass akhiri chance hai.

    mai aab koi comment nahi dunga..

    mai chahunga ki sanjay mohan bedag bari ho jaye taki is prakriya ko koi nuksan pahucnane ka bahana sarkar ko na mile.

    good bye.........

    ReplyDelete
  50. chalo mana ki 800 log hi galat tarike se jade marks gain kiye hai.lekin yadi inke omr maintain kiye ja chuke ho to aap un 800 logo k sath kaise insaf karege.mai kuch logo ko janata hu jink marks 121-126 tak hai aur unnhone omr HB pencil se black kiye the jo copy cheak karane wali agency se he maintain kare gaye the.is karan ham log ye janate hai ki tet merit ki baat kewal wo log he kar rahe hai jo paise se marks paye hai.is problem ka kewal ek hi solution hai wo hai process badalana. rahi baat court to process kabhi bhi cahnge ho sakata hai example k liye btc2004, kvs samane hai kewal sahi karan hona chahiye jo ki gov. ke paas hai.

    ReplyDelete
  51. @Arpan
    u r right.....


    ye to jo bachche 1 to 5 mei hai....unake bare mai bhi nahi soch rahe hai....ki unaki aage ki padai kaisi ho... bina teacher ke hi 1 to 5 tak rahege..... aaj kal primari mai teachero kitani kami hai...

    ReplyDelete
  52. Rule of Game should NOT be Changed.
    Otherwise it become ARBITRARY , BIASED. (Court)
    -----
    Vaise Govt. rule change bhee nahin kar saktee par koee bahan lagakar karne kee koshish karegi.

    Jisse Mamla court mein jaye whan lataka rahe, Loksabha election kee tayaaree bhee to karnee hai.

    Govt. ko apna stand clear karna chahiye, kyonkee court mein vigyapan ka mamla hai.

    TET mein dhandlee kee jaanch va TET merit se bhartee (Jisse logon mein Govt. ke prati vishvaas paida ho)

    ReplyDelete
  53. @Ravi Kant ji,
    Well Said -
    " IAS/PCS/JEE/BED ENTRANCE /ENGG ENTRANCE/MEDICAL ENTRANCE KA BHI HOTA HAI KAHO TO WO BHI BAND KARWA DE ABHI BAT KAR LI JAYE MHRD ME SIBBAL JI SE "

    Are sab logon ko Nokri se Nikal Do, jin IAS, PCS, Minister ka Acadmic. marks kam hain, ya kabhee koee insaan chori karte pakada gaya hai.

    Kyonkee dhandhlee huee, Pure UP Edu. Dept. ko bhee saaf kar den chahiye, kyonkee DHANDHLEE Huee,

    Vo Log Dobara se kar sakte hain.
    -----

    ReplyDelete
  54. Govt. ko apna stand clear karna chahiye.........................

    main point is here....

    agar sakar ke mann mai chor nahi hai to.........koi time limil kyo nahi deti.....270000 logo ko tention dena kaha ka nyay hai....... ***selection process should be clear and fairness***

    ReplyDelete
  55. @Meenu,

    Kya kisee talanted person ke Civil Service Exam mein kam marks nahin Aa sakte hain.

    Kya koee talented IIT mein fail nahin Ho sakta hai.
    -----
    Isleeye jab exam ho raha thaa tab kya aap so rahe the.

    ReplyDelete
  56. sarkar ko tet dhandhali ki janch karwani chahi aur uske parinam ke
    aadhar par hi decision lena chahiye.
    yadi dhandhali nahi hui hai to phir
    tet merit par hi selection hona chahiye....

    r i m right....

    ReplyDelete
  57. @Meenu ji,

    Agar aapko koee Highschool mein fail sirf islleye kar de, kyonkee kisee aur ne cheating karee thee.

    To Aapko kaisa lagega.


    Leking rajneetik sajis ka hissa banne ja raha hai.

    Doshheeon kee Janch CBI se honee Chahiye.

    Kyonkee Lakhon Candidates ke FUTURE ka sawaal hai.

    ReplyDelete
  58. tet merit se hi selection hona chahiye chahe dubara hi tet kayo na
    karwana pade..

    lucknow chalo....
    waise bhi ghar baithkar karane ko kuch nahi hai

    ReplyDelete
  59. we demanding for cbi janch
    taki doshiyo ko kadi se kadi saja
    di ja sake......

    ReplyDelete
  60. Govt.ki chaal-acd. Vale ab anshan me sath nahi de rahe. Fir mamla shant ho jayega to govt. Kahegi ke tet me itni dhandhli hui hai.ise patrta exam bhi mat rakho. Us samay tet merit vale sochenge ki job inko milni hai to ham kyo jaye. Is tarah last me tet radd.

    ReplyDelete
  61. Govt.ki chaal-acd. Vale ab anshan me sath nahi de rahe. Fir mamla shant ho jayega to govt. Kahegi ke tet me itni dhandhli hui hai.ise patrta exam bhi mat rakho. Us samay tet merit vale sochenge ki job inko milni hai to ham kyo jaye. Is tarah last me tet radd.

    ReplyDelete
  62. @sweta mam
    sarkar ke kah dene bhar se kuch nahi hoga jab tak ye baat sabit
    nahi ho jati uski aukat nahi hai ki
    prakriya change kar de..
    hm aisa hone denge kabhi nahi........

    ReplyDelete
  63. Govt.ki chaal-acd. Vale ab anshan me sath nahi de rahe. Fir mamla shant ho jayega to govt. Kahegi ke tet me itni dhandhli hui hai.ise patrta exam bhi mat rakho. Us samay tet merit vale sochenge ki job inko milni hai to ham kyo jaye. Is tarah last me tet radd.

    ReplyDelete
  64. Sweta tum kuch jyada nahi bolati ho. Thoda kam bola karo samaghi.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।