/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, March 16, 2012

Updates from Blog Visitors (Content received through Email on Blog Editor's Email )

Updates from Blog Visitors (Content received through Email  on Blog Editor Email ID - sarkaridamad007@gmail.com)

Gyapan (Memorandum ) content given by Mohd. Rashid

Other image content given by Rahat Khan, Ravi Kant Trivedi







Email received from Mr. Ravi Kant Trivedi to update on Blog is ( sent on blo editor email id sarkaridamad007@gmail.com)  -
---------------

maine ye mail cj ko bheja hai aap logo ko isi tarah ke mail cj ko bhejne ko kahe aur registerd post kare taki pta chal sake ki logo ka 


dukh kya hai kuch pane ke liye kuch khona padega aur ho sake to logo ko sc jane ke liye kahe aasam me teachers recruitment me hc ne 2 



saal latkaya tha wha phir sc me 15 dino me decision aa gya tha ab aisa hi kuch hoga tabhi kuch hoga nhi to tarikha pe tarikh milti 


rahegi agar ye accha lage to publish jarror kare waise ye ek suggestion hai mera aur bhi raste ho sakte hai aap  kafi accha kam kar 


rhi hai hum log bhi isme bhagidar bane 


---------- Forwarded message ----------
From: ravi kant trivedi <trivediravi12344@gmail.com>
Date: Fri, Mar 16, 2012 at 7:49 PM
Subject: regarding uptet Court No. - 39 Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011
To: cj@allahabadhighcourt.in




respected sir kya hum logo ke sath aise hi sab chalta rahega is desh me gareebo aur berojgaro pe court bhi julm dhayegi to kya haal 


hoga ye socha hai kabhi .
jab pada likhaaadmi apne hath jurm me dalta hai to log use bahut sahanbhuti dete hai par use aisa karne ke liye majboor kaun karta hai 


ye aap batayenge ya kapildev yadav jisne writ kar rakhi hai waise bhi is desh me youth ko thagna sabse badi aur purani aadat hai aap 


log kabhi kabhi bhut jyada nyayik sakriyta dikhate hai hai to kahbhi kabhi aise jaise ye to koi bat hi nhi jaha 72850 vacany ka case 


ho aur 272000 logo ka future ho aap kya soch rhe hai itne dino se kya is desh me kuch bhi nhi .


maine suna tha ki sarkar ke 3 ang hote hai 


1-vidhayika
2-karyapalika
3-nayypalika


jab aam aadmi sab se thakta hai to wo nyay pana chata hai aur nyay aisa jo ki ayay ho par waise bhi hamare desh 
ke likit samvidhan ne sab gadbad kar rakha hai uske bad aap log bhi aise hi treat karenge to mai kya samju rahi bat 
time ku lag rha hai kya hamare judge itne busy hai ya itna kam samay hai ki ek bhi din sunvayi nhi ho saki kuch mudde aise hote hai 


jinko prefrence di jati hai


maine apni bat aap tak pahucha di hai baki aap ka kya vichar hai aap jane 


desh ke bahut se logo ka future court aur sarkaro ke isi rawaie ke chalte hi adar me latka hai.

-----------------

If you people / Blog visitor have any article that you would like to share on BLOG, then you can send it to Blog Editor email - sarkaridamad007@gmail.com

And don't misinterpret sarkaridamad007@gmail.com  , This email helps to remember you easily.
Sarkari Naukri = Sarkari Damad (In India People says that)
And it is for my other blog - http://sarkari-damad.blogspot.com (Which gave Sarkari Jobs information)

28 comments:

  1. In India people say : Sarkari Naukri = Sarkari Damad
    This email id (sarkaridamad007@gmail.com) chosen for blog - http://sarkari-damad.blogspot.com
    ----------
    People have lot charm for sarkari damad OR sarkari naukri jobs

    ReplyDelete
  2. ~ Jab tak job na mile ya koi LIKHIT (Written) ashwasan na mile 20 MARCH se lagatar LUCKNOW mein dharna dena hei......

    ReplyDelete
  3. Moh. Rashid ji aapse request hai ki guapan ke background ka colour blue ke alawa red ya green ya koi anya colour rakhiye.varna es colour ka galat matlab jayenga.kyoki blue bsp. Ke party symbol ka colour hai.so please please chang it .

    ReplyDelete
  4. TO
    Rahul supp. Tet
    DOST YE TO FACEBOOK KA COLOUR HAI US PE BHI CM KO DIYA THA

    ReplyDelete
  5. Rashid ji apne yapan bahut accha banaya.please background ka colour blue ke alawa kuch bhi rakhiye.

    ReplyDelete
  6. Hum Gorakhpur wale 20 ko lucknow chalane ko taiyar hai aur tab tak nahi vapas honge jab tak bharti ka aswasan nahi mil jata. Ashutosh Mishra-9454055697/adhyaksh TET UTTIRN MORCHA GKP.Upadhyaksh--Anand-9695824500

    ReplyDelete
  7. allahabad k tet pas dosto 17 march ko subah 10 baje azad park pahuche..

    ReplyDelete
  8. dosto sapa sarkar ne apna chahara dikha dia h
    ai kya ab bhi aap shant baithenge TET KE LIYE
    AB TO HUM JAAN LADADENGE 20MARCH K
    O LUCKNOW CHALO

    ReplyDelete
  9. dosto...maine apne kch views facebook par uptet blog par likhe hai...plz ek baar use padhe....agar ap sehmat hai to mjhe apka sath chaiye...kyonki apke bina mai kch nahi kr skta...plz see on facebook...uptet....amit dwivedi...

    ReplyDelete
  10. kya tet ko bachane ke liye
    or HC me lambit teacher bharti ko suru karane ke liye
    SC me case nhi dala ja sakta ?
    ye kaam or Lucknow me 20 march se aandolan ek sath chalne chahiye

    ReplyDelete
  11. Dosto
    HC ki tarikh
    n
    SP ki durbhavna
    hume barbad karne pe tule h

    me-9927288554

    ReplyDelete
  12. ADITYA FAIZABAD,no doubt tet candidate done a great job to give memorandam.it may be benificial for tet candidate.but in my point of view if we meet samajwadi party vidhyak in our area in every distric and inform our problem,it may be benificial for us.and request the vedhayak to inform the cheif minister.but my request is that every thing should be happen in disiplenary way.jai hoooooooooooooooooooooooooooooooooo

    ReplyDelete
  13. allahabad k tet pass dosto 17 march ko 10 am pe azad park me pahuche..apne tet mitro ko phone k madhyam se suchna jarur de..hamari ekta hi hamari takat hai

    ReplyDelete
  14. Sabi log chahte hai ki naukari mil jaye lekin koi ye nahi chahta ki use kuch karna pare. Jilo me jo tet candidates ki meetings hoti hai usme sirf gine chune log hi aate hai aur baaki log ghar baith kar maja lete hai. Mera sabi candidates se nivedan hai ki wo bi bahar nikle aur apne-apne jile ke sanghthan ko majbooti de. ye naukri koi beekh nahi hai ki hum hamesa haath phaila kar girgirate rahe ye naukri hamara adhikaar hai kyoki hamne wo sabhi sarte poori ki jo naukari ke liye mangi gai. Jaroorat ab sarkar ko majboor karne ki hai to uske liye hum sabhi ko mil kar ek vishal pardrashan karna hoga. Mitro bahar niklo aawaj uthao kyoki agar chup rah gai to sirf pakshtawa milega.
    Mera sabhi se nivedan hai ki 20 march ko lucknow aaye, aap sabhi ka kuch paisa aur samaye jaroor kharch hoga lekin paisa un paise se bahut kam hoga jo aapne form bharne me kharch kiya hai. Agar aap ye sochte hai ki aapko naukri ki jaroorat nahi to please aap un logo ke liye hi chale aayeye jo sabke liye lagatar sangharsh kar rahe hai. 20 march ko sabhi aaye sabhi sath de.

    ReplyDelete
  15. Sabi log chahte hai ki naukari mil jaye lekin koi ye nahi chahta ki use kuch karna pare. Jilo me jo tet candidates ki meetings hoti hai usme sirf gine chune log hi aate hai aur baaki log ghar baith kar maja lete hai. Mera sabi candidates se nivedan hai ki wo bi bahar nikle aur apne-apne jile ke sanghthan ko majbooti de. ye naukri koi beekh nahi hai ki hum hamesa haath phaila kar girgirate rahe ye naukri hamara adhikaar hai kyoki hamne wo sabhi sarte poori ki jo naukari ke liye mangi gai. Jaroorat ab sarkar ko majboor karne ki hai to uske liye hum sabhi ko mil kar ek vishal pardrashan karna hoga. Mitro bahar niklo aawaj uthao kyoki agar chup rah gai to sirf pakshtawa milega.
    Mera sabhi se nivedan hai ki 20 march ko lucknow aaye, aap sabhi ka kuch paisa aur samaye jaroor kharch hoga lekin paisa un paise se bahut kam hoga jo aapne form bharne me kharch kiya hai. Agar aap ye sochte hai ki aapko naukri ki jaroorat nahi to please aap un logo ke liye hi chale aayeye jo sabke liye lagatar sangharsh kar rahe hai. 20 march ko sabhi aaye sabhi sath de.

    ReplyDelete
  16. Sabi log chahte hai ki naukari mil jaye lekin koi ye nahi chahta ki use kuch karna pare. Jilo me jo tet candidates ki meetings hoti hai usme sirf gine chune log hi aate hai aur baaki log ghar baith kar maja lete hai. Mera sabi candidates se nivedan hai ki wo bi bahar nikle aur apne-apne jile ke sanghthan ko majbooti de. ye naukri koi beekh nahi hai ki hum hamesa haath phaila kar girgirate rahe ye naukri hamara adhikaar hai kyoki hamne wo sabhi sarte poori ki jo naukari ke liye mangi gai. Jaroorat ab sarkar ko majboor karne ki hai to uske liye hum sabhi ko mil kar ek vishal pardrashan karna hoga. Mitro bahar niklo aawaj uthao kyoki agar chup rah gai to sirf pakshtawa milega.
    Mera sabhi se nivedan hai ki 20 march ko lucknow aaye, aap sabhi ka kuch paisa aur samaye jaroor kharch hoga lekin paisa un paise se bahut kam hoga jo aapne form bharne me kharch kiya hai. Agar aap ye sochte hai ki aapko naukri ki jaroorat nahi to please aap un logo ke liye hi chale aayeye jo sabke liye lagatar sangharsh kar rahe hai. 20 march ko sabhi aaye sabhi sath de.

    ReplyDelete
  17. Sabi log chahte hai ki naukari mil jaye lekin koi ye nahi chahta ki use kuch karna pare. Jilo me jo tet candidates ki meetings hoti hai usme sirf gine chune log hi aate hai aur baaki log ghar baith kar maja lete hai. Mera sabi candidates se nivedan hai ki wo bi bahar nikle aur apne-apne jile ke sanghthan ko majbooti de. ye naukri koi beekh nahi hai ki hum hamesa haath phaila kar girgirate rahe ye naukri hamara adhikaar hai kyoki hamne wo sabhi sarte poori ki jo naukari ke liye mangi gai. Jaroorat ab sarkar ko majboor karne ki hai to uske liye hum sabhi ko mil kar ek vishal pardrashan karna hoga. Mitro bahar niklo aawaj uthao kyoki agar chup rah gai to sirf pakshtawa milega.
    Mera sabhi se nivedan hai ki 20 march ko lucknow aaye, aap sabhi ka kuch paisa aur samaye jaroor kharch hoga lekin paisa un paise se bahut kam hoga jo aapne form bharne me kharch kiya hai. Agar aap ye sochte hai ki aapko naukri ki jaroorat nahi to please aap un logo ke liye hi chale aayeye jo sabke liye lagatar sangharsh kar rahe hai. 20 march ko sabhi aaye sabhi sath de.

    ReplyDelete
  18. Sabi log chahte hai ki naukari mil jaye lekin koi ye nahi chahta ki use kuch karna pare. Jilo me jo tet candidates ki meetings hoti hai usme sirf gine chune log hi aate hai aur baaki log ghar baith kar maja lete hai. Mera sabi candidates se nivedan hai ki wo bi bahar nikle aur apne-apne jile ke sanghthan ko majbooti de. ye naukri koi beekh nahi hai ki hum hamesa haath phaila kar girgirate rahe ye naukri hamara adhikaar hai kyoki hamne wo sabhi sarte poori ki jo naukari ke liye mangi gai. Jaroorat ab sarkar ko majboor karne ki hai to uske liye hum sabhi ko mil kar ek vishal pardrashan karna hoga. Mitro bahar niklo aawaj uthao kyoki agar chup rah gai to sirf pakshtawa milega.
    Mera sabhi se nivedan hai ki 20 march ko lucknow aaye, aap sabhi ka kuch paisa aur samaye jaroor kharch hoga lekin paisa un paise se bahut kam hoga jo aapne form bharne me kharch kiya hai. Agar aap ye sochte hai ki aapko naukri ki jaroorat nahi to please aap un logo ke liye hi chale aayeye jo sabke liye lagatar sangharsh kar rahe hai. 20 march ko sabhi aaye sabhi sath de.

    ReplyDelete
  19. Vivek Singh
    20 MARCH KO LUCKNOW CHALO
    tet holder kare pukar,teacher banna hai adhikar.
    TET radd hone ka arth hai ki CORRUPTION ki jeet,
    aur HUM corruption ko jeetane nahi dege & tet ko BACHAYE ge
    ... DO or DIE ka sawal hai, ye ANDOLAN AITIHASHIK hoga
    ...
    forward to all DISTRICTS through MOB. SMS

    ReplyDelete
  20. Kya kuch fayada hoga I am so frustrating ye sunkare aaj kya hoga cancel hogi ya new date milegi.................Kya hoga

    ReplyDelete
  21. Bina fight kiye haar maan lena sabse bari kayarata hai. So prepare yourself for 'DO AND DIE'.

    ReplyDelete
  22. hum kanpur wale 20 march ko kucknow ja rahe hai .,. ,.,,.asha karte hai ki aur jile ke sabhi log waha pahuche yeh ek ki ladai nahai hai sabhi ki hai...,

    ReplyDelete
  23. kanpur sangharsh morch .,.,,cont no.sanjay soni....9839245512

    ReplyDelete
  24. Sabhi girls cadidates
    larkiya larko se kam nahi hoti
    aapko chahiye 50% ki bhaghdari magar aap 30% lucknow pahuch kar to dikha de 20march ko
    tet sangh jindabad...

    ReplyDelete
  25. Aisi baat nahi abki bar girls bhi Lucknow jayengi.

    ReplyDelete
  26. UPTET ... HAMARA SANGHARSH SANGH ..
    .......KANPUR.........
    .
    20 march ko lucknow me shanti march aur vidhan sabha gerao hai... sabhi tet student waha 10 baje tak pahuche .,.,.,. pure up se tet pass student waha aa rahe hai ,.,.,.,.,. kisi ko koi problem ho ya kuch bhi puchna ho to is no. par cont. kare..

    SANJAY SONI 9839245512
    PRADEEP SINGH 9936156272
    RAVI SINGH 8756011833
    ASHISH TRIPATHI 7379604379
    TAPAN 9935104580
    .,,.,.,yeh sabhi kanpur se hai.....

    ReplyDelete
  27. koi fayda to h nahi is sab se..

    ReplyDelete
  28. muskan ji..muzhe ek baat samazh nahi aa rahi ki lkw mein itne bade aandolan ko media coverage kyu nahi mil rahi..yahan jaane kitno ki jaan daav par lagi hai..aur ye media wale(chahe wo print ho ya audio/video) puri tarah chup hai...aisa kyu???????

    balki print media k kuch bade news paper(hindustaan,amarujala etc) ne to had hi kar di..inke column ko padhne par lagta hai ki ye khud TET k against hain..inhone hi TET ko jayada badnaam kiya..jabki exam bilkul fair hua tha..haan baad mein sanjay mohan jaise logo ne gadbadi karne ki koshish ki..jo shayad kar bhi nahi paaye..lekin kar sakte the..usse pehle hi arrest ho gaye..bus issi baat ko ye media walon ne itni hawa di ki jaise aajtak isse bada koi bura kaam hua hi na ho iss UP mein..muzhe to lagta hai ki in reporters k apne bhi TET failure hain..tabhi to ye apni duty bhulkar kuch bhi likhne par aamada hain...
    mein in media walon se poochta hoon ki UP Board mein har saal khule-aam nakal hoti hai ..log theke par nakal karate hain..iss samay bhi joron par chal rahi...kya ye UP Board ke papers cancel ho jayenge...nahiiiiiii..kabhi nahi...bus TET ko cancel karna hai inhe.....chaahe kuch bhi likhna pade
    .....
    aur kya kahu iss media walon k baare mein..ye to bus bade-2 celebrity ko lekar baith jate hai..unki history batane lagte hai..kabhi sallu,kabhi katrina,kabhi saif..to kabhi karina...kab karenge shaadi????..bus issi mein lage rehte hai...inse ye poocho isse desh ka bhala hoga kya???????
    in nachaniyo ne hi to desh ka beda gark kiya hua hai.. new generation ki to aadhi jindagai inhe dekne aur sunne mein hi nikal jaati hai..

    kul milakar mein ye kehna chata hoon ki kya media apni duty sahi tarike se nibha raha hai....
    no doubt ki media ki wajah se bahut se acche kaam hue hain..lekin kaam acche hi hone chahiye..bura thoda bhi nahi karo..jayada acche karne ka matlab ye nahi ki thoda bura bhi kar sakte ho..ye galat hoga..aur jab galat hoga to ungli bhi uthegi.....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।