/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, March 27, 2012

UPTET : New Date for hearing : 05 April 2012 regarding Stay on PRT Teachers Selection in UP

UPTET : New Date for hearing : 05 April 2012 (Likely ) regarding Stay on PRT Teachers Selection in UP

Pending
Writ - A : 76039 of 2011 [Varanasi]
Petitioner:
YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR
Respondent:
STATE OF U.P. & OTHERS
Counsel (Pet.):
ALOK KUMAR YADAV
Counsel (Res.):
C.S.C.
Category:
Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Appointment
Date of Filing:
21/12/2011
Last Listed on:
22/03/2012 in Court No. 33
Next Listing Date (Likely):
05/04/2012


Source : http://allahabadhighcourt.in/casestatus/caseDetailA.jsp?type=WRIA&num=76039&year=2011

For more details, confirm from relevant authority, authentic copy.

88 comments:

  1. MOST IMPORTANT INFORMATION BY NIRBHAYJI,,,,,"aaj meri nitin, pathak,ganesh, amit, arun, sarvesh in sabhi ki mulaqat AKHILESH YADAV JI SE HUI . UNKA YAHI KEHNA HAI KI AAP LOG TO SHAPATH GRAHAN ME BHI AYA THEY. 15 KA UN PER BAD IMPRESSION HAI. UNHONE YE BHI KAHA KI YADI HAMARI SARKAR NIRAST NAHI KAREGI TO COURT NIRAST KAREGA. TO PATHAK JI NE KAHA KI HUM ALREADY COURT JA CHUKE HAI. UNHONE HAMARE ANURODH PER PAHAK, MEHTA, AUR DIXIT JI LO PERSONALLY MILNE KA KISI DIN TIME DENGE."......:-) THANKS A LOT NIRBHAYJI!!!!!!!!!!!

    ReplyDelete
  2. Is sarkar se uvaao ko aur janta ko bahut ummide thi but.......

    ReplyDelete
  3. Kitni khushi thi jab 224 sits jeet kar s.p. ne itihaas racha tha kash aisa hi itihaas apne karyo se rachti but.....

    ReplyDelete
  4. dosto yuva takat dikhao ........................
    super fast jindagi mai.....aap log court aur sarakar ke bharose ho.....

    ReplyDelete
  5. Apne up ke logo par bhi bada garv hua ki unhome kitni ekta hai

    ReplyDelete
  6. Apne up ke logo par bhi bada garv hua ki unhome kitni ekta hai

    ReplyDelete
  7. Intajar mat karo samay ki kimat samajho........................

    Court aur sarakar ke chakker me sal bit jate....

    ReplyDelete
  8. Apne up ke logo par bhi bada garv hua ki unhome kitni ekta hai kiuki sabi ka ek hi mat tha but....

    ReplyDelete
  9. 30 lucknow ko jam kar do ..........

    dikhado yuva takat kya hoti hai.......

    ReplyDelete
  10. Hello! Friends
    Aaj phir hamare honourable high court ne STAY wali petition par agli tarikh de di hai, jabki iss case ki agli sunwayi ki tarikh 29-03-2012 nirdharit thi. Mujhe ye nahi samajh me aata hai ki hamare honourable high court ko kya ho gaya hai? Kahin ye "HORRORABLE HIGH COURT" toh nahi ho gaya hai, jo keval candidates ko roj darane ka kaam kar raha hai. High Court ko ye samajhna chahiye ki kis case ki kitni jyada importance hai. Iss case se lakhon candidates ka future juda hua hai isliye iss par jaldi se jaldi decision dena chahiye.
    God! Hamare honourable high court ke honourable judge saheb ko sadbhuddhi dijiye...

    ReplyDelete
  11. Good evening!
    Dear TET supporter hum sabhi ne sabse badi galti Samajwadi Party ko vote dekar ki hai. Apko malum hona chayiye ki KAPIL, BAHADUR, LAL ne Samajwadi Party ke karyakartao ke kahne par writ dayer ki thi. Mr. Akhilesh to cm banne se pahle hi ghoshna kar chuke the ki TET ko khatm kiya jayega. Tabhi to vo kah rahe hain ki agar meri govt. Tet ko nirast nahi karegi to HC kar degi.

    ReplyDelete
  12. C.m ki band bajani padegi,khud v farji degree le rakhi hai.sc se draft and form ka paisa recovery karakar is ko kangal bana padega

    ReplyDelete
  13. Sirf 100 devoted tet holder mera sath de, monday tak sc jane ka plan bana raha hu.is govt ki bhadd pit na gai to kahna.

    ReplyDelete
  14. DER MAT KARO ....****SUPRIM COURT CHALO**** BAS EK HI SAHARA.......

    ReplyDelete
  15. Kaya anshan se court pasich jayega?tumare upar tarash aa jayega judge ko? Nahi sathio esa kush nahi hoga.apne vivek se kam lo.HC ko under presure karna hai to SC main PIL dalni hi paregi kisi NGO ki madad se.detail ke liye sampark kare-9758869752

    ReplyDelete
  16. bhaiyo ab intejar ka waqt nahi hai hume dobara sagathit hona padega ..is bar 30 march ko lucknow me bade paimane par ugra pradarshan karna hoga.. sabhi log 30 march ko lucknow chalo.ab 30 march ko lucknow chalo30 march ko lucknow chalo

    ReplyDelete
  17. BAS EK HI NARA.....SUPRIME COURT......KA SAHARA......

    ReplyDelete
  18. Dosto agar Stay hat bhi jata hai to ye sab hum logo ke upper kalichiya bankar madrayege. so bharti ko kisi process se suru hogi to hum uska samman purvak palan karege.
    kuch kalichiya wala cases ye hai.
    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
    Case Status - Lucknow Bench

    Pending
    Misc. Single : 7497 of 2011 [Lucknow]
    Petitioner: AJAI TRIPATHI & ORS.
    Respondent: STATE OF U.P. THRU. SECY. DEPTT. BASIC EDUCATION & ORS.
    Counsel (Pet.): SAMEER KALIA
    Counsel (Res.): C.S.C.
    Category: Writ Petition In Education Matters-Basic Education-Miscellaneous
    Date of Filing: 08/12/2011
    Last Listed on: 12/12/2011 in Court No. 24
    Next Listing Date (Likely):

    This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).
    Back to Home

    ReplyDelete
  19. AASA KARAKE GHAR MAT RAHO......SUPRIME COURT ....CHALO.....LADAI ME SATH DO YAARO.. EK SATH HO JAO...YUVA POWER DIKHAO.......NAUKARI PAO...

    ReplyDelete
  20. Amitabh ji i am with you but 30 march ko dekh le.

    ReplyDelete
  21. aur jitao sp ko ab jelo five years tak

    ReplyDelete
  22. Pal Sir mai bhi Muskan Ji se kai comment ke madhyam se kah chuka hoo ki kisi NGO ke madhyam se PIL Supreme Court me hogi to usme S.C. ye nahi kar sakta hai ki aap apni naukari ki liye aur self ki 20000/-Rs. ke liye court aa rahe hai aur this time Right to Education Act 2009 Lagu ho chuka hai to Koi bhi others person or guardian bhi ya ek Jimmedar person ja sakta hai kyu ki Education ka Rule pass ho chuka hai sab ki behtar education mil tabhi sakti hai jab Teacher School me hoge. abhi tak to teacher Chunav me lage rehe aur jangarna me or Etc work me present me bahut se school me to 1 hi teacher se kam chal raha hai vo bhi shikshya mitra se (Untrained)
    Soche Zara-- kya kya ho sakta hai

    ReplyDelete
  23. ab sumpreme court chalo koi tez taraq advocate kar lo, kuch month mein insaaf dila dega

    ReplyDelete
  24. baruta ab tujhe hi kuchh karana hoga, sambhal le morcha kood pad 72000 logo k zindgiyo k liye....

    ReplyDelete
  25. Ye sapa hai dosto mai es sarkar ka kadapi vishwas nahi kar sakta kyoki subaha ko balatkariyo ko naukari dene ka elan sham ko mane nahi kaha

    ReplyDelete
  26. Highcourt ke decigion ke intjaar me mat raho.supream court chalo.supream court hi enko fatkar lagayegi aur hum sabhi ko naukari dilayengi. Supream court hi nispakch sansth hai highcourt ki tarah bikau nahi hai.esne to kendra sarkar ko bhi kai baar fatkaar lagayi hai to ess rajya sarkar ki kya aukat hai .supream court hamare hi pakch me nirday denga 100 parcents.

    ReplyDelete
  27. Hello! Friends

    Aapko yaad toh hoga hi 13 November, 2011 ko U.P. ki har city ki sadak ka kya najara tha jab UPTET-2011 ka exam tha. Doston! Kuch isi tarha ka ki picture 30 March ko Lucknow ki sadak-sadak par honi chahiye. Sabhi ekjut ho jayo aur Lucknow chalo...
    Dikha do apni shakti...

    ReplyDelete
  28. bhaiyo ab intejar ka waqt nahi hai hume dobara sagathit hona padega ..is bar 30 march ko lucknow me bade paimane par ugra pradarshan karna hoga.. sabhi log 30 march ko lucknow chalo.ab 30 march ko lucknow chalo30 march ko lucknow chalo

    ReplyDelete
  29. bhaiyo ab intejar ka waqt nahi hai hume dobara sagathit hona padega ..is bar 30 march ko lucknow me bade paimane par ugra pradarshan karna hoga.. sabhi log 30 march ko lucknow chalo.ab 30 march ko lucknow chalo30 march ko lucknow chalo

    ReplyDelete
  30. Supreamcourt chalo . supreamcourt chalo. supreamcourt chalo. supreamcourt chalo. sabhi delhi chalo.

    ReplyDelete
  31. bhaiyo ab intejar ka waqt nahi hai hume dobara sagathit hona padega ..is bar 30 march ko lucknow me bade paimane par ugra pradarshan karna hoga.. sabhi log 30 march ko lucknow chalo.ab 30 march ko lucknow chalo30 march ko lucknow chalo

    ReplyDelete
  32. KAPIL, BAHADUR, LAL, YADAV ye sabhi Samajwadi party ke pakke samrthak aur TET failure hain. Agar govt. Chahe to in haramjado par dabav dekar writ wapas li ja sakti hai. Lekin govt. aisa kyon karegi kara dhara to sab usi ka hai. Vo khud nahi chahti ki PRT ki bharti ho. Govt. Naye sire se dubara vigyapan nikalkar apne hisab se bharti karegi.

    ReplyDelete
  33. Baruta Sir, Good Evening.
    Kuch kare sir hum log bahut paresan hai aasha ki kiran kahi se nazar nahi aa rahi hai.

    ReplyDelete
  34. Lucknow ko 30 ko jaam kar do mitro tabhi (cm)aur (hc)dimag ki battiiiii jalegi

    ReplyDelete
  35. ab ek hi rasta hai pehle vidhansabha k samne bhook hartaal karo marte dum tak nahi to supreme court chalo bina samay gawaye,ab to ek ek minute nahi jee paa rahe hai hum log

    ReplyDelete
  36. Dosto- Mujhe lagta hai ki kapil yadav lal bahadur ki problem aur hai agar advertisement radd ho jayege to usko faida kaha se hoga. aur vo tet pass hai to socho-socho socho sochosochosochosochosochosochosocho- Mujhe to samaj nahi aa raha hai aap me se koi batai bhai.

    ReplyDelete
  37. Are yaar s.court bhi chalenge.agar lucknow me 50000log pahuche to sab10 rs.dena bas itne rupyo se hi s.c. Me pil dal jayegi.khule manch se kisi ko bhi ye jimmedari dena.chori chhupe koi paisa nahi lenge.

    ReplyDelete
  38. Breaking news: vakeelo ke liye khushkhabri

    jo bhi lawyer hamara case jeetega saharanpur and meerut mandal use 5000rs fees ke atirikt 5 lakh ka nakad inam dega

    ReplyDelete
  39. Breaking news: vakeelo ke liye khushkhabri

    jo bhi lawyer hamara case jeetega saharanpur and meerut mandal use 5000rs fees ke atirikt 5 lakh ka nakad inam dega

    ReplyDelete
  40. baidhnath ji u r right usi se koi clue mil sakta matr solve hone ka koi banaras vala bhai pta kro ek bar us se mila jay meeting kro use patao ,lalach do ki case vaps le le

    ReplyDelete
  41. Plz.PLZ.plz.dosto 30KO LUCKNOW jo GIRLS JA RAHI HAI UNKo raste me koi dikkat na ho sath hi lucknow me unke baithne ke liye pahle hi alag intjam kar de.

    ReplyDelete
  42. kuchh karo bhaiyo hum tumhare sath hai.

    ReplyDelete
  43. Dosto- maine abhi-abhi Advocate se salah liya hai aur unhone hame bataya hai ki "JAB TAK GOV. NAHI CHAHEGI TAB TAK STAY NAHI HAT SAKTA HAI AUR ARTICLE 14 ME JO RULE HAI USME TO YE SAF-SAF LIKHA HAI KI APPOINTING AUTHORITY DISTRICT LEVEL PAR APPOINT AND ADVERTISEMENT DE SAKTA HAI AUR GOV. CHAHE TO CABNET BAITHA KAR RULE ME THODA CORRECTION KAR KE STAY HATAYA JA SAKTA HAI"
    isliye to Manniya Akhilesh ji ne kah diya hai ki court se stay hate he bharti karege (KAHE 9 MAN TEL HOGA KAHE RADHA NACHEGE) HIGH COURT ADVOCATE- MR. R.K. SINGH- ADVOCATE HIGH COURT ALLAHABAD (OPENION)

    ReplyDelete
  44. Lkw me sab 100-100 R.S. jama karna kes ke liye hume pata bhi rahega kitna paisa jama hua ok

    ReplyDelete
  45. PLZ.PLZ.PLZ. Sathiyo jo GIRLS 30 KO DHARNE ME JA RAHI HAI UNKI SURAKSHA AUR SAHYOG KI JIMMEDARI HAM SABHI KI HAI.TRAINS ME UNHE SEATS DILAYE AUR DHARNA STHAL PAR UNKO ALAG BAITHNE KA STHAN DE.

    ReplyDelete
  46. sab se pahale DJ ki vaystha honi chahiye bada - bada sounde system honi chahiye jis se poora lucknow hil jaye aur cm k kaano me avaj jaye...

    ReplyDelete
  47. advocate ke liye add nikal do
    kesh jitne par 1000000 ka inaam

    ReplyDelete
  48. iska mtlab hmari puch cm ke haat mai h or vo hume nachayega ,,,do smthin ,,,,,agitation se uski public me chavi bigd jaygi ....270000 or humari faimly or neighbour, or socity ...mtlb media tk pauchna hoga ,,,,,ise ek bda public issue banana hoga ,,,tabi kuch hoga fir cm humare khilaf jakr kise fayada dega socho....n

    ReplyDelete
  49. advocate ki beti ki...sala kuchh v to faisala do + or -

    ReplyDelete
  50. 1000000 Rupay to uhi jama ho jayenge yadi hum chahe tab

    ReplyDelete
  51. DOSTO court se hame nirasa hi hath milege because court law and order falloo karti hai. aur law and order me mohara hame banaya gaya hai aur 1 Rasta PIL ka tab ban sakta hai jab ye Writ Allow ho jayege tab hum sab PIL kar sakte hai because No rule fallaw as court in service matter.
    Hame Gov. ne Dhoka diya tha aur uske sikar ham hue the agar niymawali me thoda sa sansodhan kar diya jai to hum sab ki naiya paar ho sakti hai.

    ReplyDelete
  52. ek aur pil dhoko bhai ki ais se madharchod kapila ko kya labha hoga ya fir gov. ko kya hani hogi ?

    ReplyDelete
  53. agar mera economy stronge hota to mai v apane dum per case thokata lekin mai apane naste me kautati kar k net pack dalavata hoo ta ki hum sab se jude rah sake aur hamari unity bani rahe

    ReplyDelete
  54. lucknow chalo bhai 222222222222222222222222222222222222222 30ko........

    ReplyDelete
  55. yaar ek ke kapil ke naam ka bhi kar do HC me sale ko bahut shauk hai kes ladne ka ladta rahega...

    ReplyDelete
  56. humare leader bhai kya advis de re h vo khan unse pta kro

    ReplyDelete
  57. Kapil yadav par kes karne ka rasta nikalo dosto

    ReplyDelete
  58. Bahut achchae Hardoi ke doston ji-jaan se aise hi lagan se lage rahiye.bhagwan to hai hi fir nyay to hoga hi.
    Ashutosh

    ReplyDelete
  59. Sab Kuch Government par depend hai
    This is true koi bhi private advocate hame nahi jita sakta hai so sabse pahle hame government per dabav banakar hi ye naukari hasil ki ja sakti hai.

    Abhi tak ye writ allow ho gayi hoti par bahut se students ki mehnat ka natiza hai jo abhi tak tika hua hai (court bhi ye dekhana chahti hai ki court me standing counsel ki kya statement hota hai bas gov. choti se caibinet ki meetng karke badlav kiya ja sakta hai) Ab sarkar ki ichashakti par hi hai so friends hame kya karna hogo......... hame gambhirta se sochana hoga (ye mere openion hai kisi ko bura lage to galat na samjhe)

    ReplyDelete
  60. Mardo ya mar jao par har nahi manege waise bhi jindgi bojh ban gai hai

    ReplyDelete
  61. yadi wastav me nitin, nirbhai, pathak adi ka mulakat c.m. Se hui hai to we khud suchana de anyatha kuswaha afwah mat failao.

    ReplyDelete
  62. Baruta Sir. Aap ki jaise halat meri bhe hai mere father to labour hai jo din bhar mitti dho kar hame education diya aur bed karne me mere upar bahut karza ho gaya hai. aur jab se maine tet ki taiyari se aur ab tak bahut mansik aur aarthik sosan saha hoo.

    ReplyDelete
  63. Yadi Mr. Akhilesh cabinet ki sahmati se niyamawali me thoda change kar de to HC stay hat sakti hai. Ham logo ko Mr. Akhilesh se clear baat karni hogi. Vaise maine apne area ke Samajwadi Party ke MLA se baat ki to unhone bataya ki " hamari sarkar khud nahi chahti ki ye bharti puri ho, sarkar chahti hai ki naye sire se bharti ho."

    ReplyDelete
  64. nitin, nirbhai, pathak adi ka mulakat hui hogi to kuch logo ke wajah se ye baat kah diya hoge because C.M. ji ko hamari strength ka ahsas karana hoga

    ReplyDelete
  65. Baidhynath ji ki baat sahi hai.agar dosto govt.par dabab banana hai to lucknow jana hi hoga.varna puri jindgi un schoole me padhana padega jahan jindgi jail si lagti hai.

    ReplyDelete
  66. bhai logo ye gov. cradit lena chati h sayad ...i feel so bharti krke direct mayaeti credi na chala jay ,,,,,to ye apni valu bna kr ise nye sire se krna chati h pe aise to bad mai b prob ho jaygi

    ReplyDelete
  67. ek bat ye bhi ho skti h ki cm ne election se phele tet ka radh krne ka vada kiya tha ...sayad apni baat se mukrna ni chata hoga

    ReplyDelete
  68. Dosto jab Court us time ye order de diya hai to phir 22/03/12 or 29/03/12 ko lagne ka adhar hi khatam ho jata hai isliya mughe Mr. R.K. Singh Advocate ne bataya hai ki 9 april wala week me case lag sakta hai.
    Case States Order
    Court No. - 39

    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

    Hon'ble Dilip Gupta,J.
    List this petition in the week commencing 9th April, 2012. Interim order shall continue till the next date of listing.
    Order Date :- 16.3.2012
    SK



    Visit http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/StartWebSearch.do for more Judgments/Orders delivered at Allahabad High Court and Its Bench at Lucknow. Disclaimer

    ReplyDelete
  69. jab bhi aap log lkw aaye to sab k sab safaid white shirt ya kurte me aye or ek i-card ka format banaye or wo laga k aye kis pe tet or ap ki sari jaankari ho jise dekh k sare up ko pata chal jaye ki aap sab kaha ja rahe ho... ye mera suchav hai.....

    ReplyDelete
  70. MOHD. RASHID AZAD Bhai Aap ke vichar bahut he creative hote hai aur aap to bahut se friendo ko motivate apne comment se karte hai. aap ke coch ko salam

    ReplyDelete
  71. 29 ko high court gher lo ya phir suppreme court chalo aur 30 ko lko jaam kar do bahut kam time bacha hai hamare paas kal ko sabhi jilo ko jaam kar do rozana yahi karo nahi to time nikal jayega sp to sirf nakalchiyo ko naukri degi

    ReplyDelete
  72. Kal ko jaam kar do up akhikesh ke putle phook do ye naukri nahi dega ye rajneeti kar raha hai

    ReplyDelete
  73. Rohit Sir, Aap sahi kar rahe hai hame court ko 1-1 gulab judge mahodya ji ko bhet karna hoga.
    Ye hai Address
    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
    Name Hon’ble Mr. Justice Arun Tandon
    Administrative Judge for the District: Azamgarh, Basti
    Source Bar

    Hon’ble Mr. Justice Arun Tandon
    Date of Birth 30/12/1955
    Initial Joining 07/01/2004
    Joining at Allahabad 07/01/2004
    Date of Retirement 29/12/2017

    * Graduated in Science in the year 1977 and Law in the year1980 from Allahabad University.
    * Enrolled as an Advocate 06/08/1980.
    * Practised in Service, Excise, Tax and Educational matters at Allahabad High Court.
    * Elevated as Additional Judge on 07/01/2004. Took oath as Permanent Judge on 18/08/2005.

    Posting Allahabad
    Address 3, PATRIKA MARG, ALLAHABAD
    E-mail Id atandon@allahabadhighcourt.in

    ReplyDelete
  74. Ye kam Hame aau Pahle karna tha ki Rose bheth karte to kuch prabhav jaroor padta-
    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
    Name Hon’ble Mr. Justice Sudhir Agarwal
    Administrative Judge for the District: Farrukhabad
    Source Bar

    Hon’ble Mr. Justice Sudhir Agarwal
    Date of Birth 24/04/1958
    Initial Joining 05/10/2005
    Joining at Allahabad 05/10/2005
    Date of Retirement 23/04/2020

    * Graduated in Science from Agra University, Agra in the Year 1977 and Law from Meerut University, Meerut in the year 1980.
    * Enrolled as an advocate on Oct 05, 1980.
    * Practised tax matters, but gradually shifted to service side and specialised in this branch of law at Allahabad High Court since 1980.
    * Worked as Standing Counsel for U.P. Power Corporation, U.P. Rajkiya Nirman Nigam, U.P.P.C.L. and Allahabad University. On Sep 19, 2003, he was appointed Additional Advocate General from 2003 of U.P. at High Court till elevation.
    * Designated as Senior Advocate from Apr 10, 2004.
    * Elevated as Additional Judge on Oct 05, 2005. Took oath as permanent Judge on Aug 10, 2007.

    Posting Allahabad
    Address 57 B, Beli Road, Allahabad
    E-mail Id sagarwal@allahabadhighcourt.in

    ReplyDelete
  75. ye sab news farzi hai
    kisiki CM se mulakaat nahi ho payi hai..
    Jab cm se mil hi nahi paye hai to nirast hone ki koi baat kaise ho gayi hai...
    Sab lucknw chalo main bhi 29 ki raat me nikal raha hu..
    Gud nite
    jai hind jai bharat

    ReplyDelete
  76. टीईटी मेरिट पर नहीं होगी शिक्षकों की भर्ती
    लखनऊ। यूपी में बेसिक शिक्षा परिषद के स्कूलों में शिक्षकों की भर्ती के लिए मायावती सरकार द्वारा किए गए एक और महत्वपूर्ण निर्णय को पलटने की तैयारी है। परिषदीय स्कूलों में शिक्षकों की भर्ती शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) मेरिट के आधार पर न करके शैक्षणिक मेरिट के आधार पर पूर्व की तरह ही किया जाएगा। इसके लिए उत्तर प्रदेश बेसिक शिक्षा अध्यापक सेवा नियमावली को संशोधित किया जाएगा। सचिव बेसिक शिक्षा सुशील कुमार ने मंगलवार को विभागीय अधिकारियों के साथ पहली बैठक में इस संबंध में स्पष्ट निर्देश दे दिए हैं।
    राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) ने शिक्षकों की भर्ती के लिए टीईटी अनिवार्य किया है। एनसीटीई की 23 अगस्त 2010 को जारी अधिसूचना में स्पष्ट कहा गया है कि यह पात्रता परीक्षा होगी। इसे पास करने वाला ही शिक्षक भर्ती प्रक्रिया में शामिल हो सकता है।

    ReplyDelete
  77. mere vichar se kahin aisa na ho ki jo log tet nahi chaahte wo bhid me shamil hokar kuch galat kare aur poora mahol bigad jaye..kya iske liye kuch ho sakta hai?

    ReplyDelete
  78. tum sabhi ko tet aur acad. me batane me sapa safal ho jayegi jisaka uddeshya tet ko court dwara radd karakar punah karane ki hai jisme qualify karane me paise chalenge vacancy se kam log pass honge low uet rankar sare fail ho jayenge.GHANTA HILANA SABHI LOG. I AM NOT UPTET

    ReplyDelete
  79. dharno se kuch nahi hone wala . agar kuch kiya ja sakta hai to kewal high court k dwara. agar ye gov. high k juj ko khareed leti hai. to bhi supreem court students k hak me hi faisla dega. so lado but by court lado.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।