/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, March 23, 2012

UPTET : Some B. Ed Degree Holders oppose TET exam, and wants direct selection of B. Ed holders

शिक्षक नियुक्ति में समायोजित किए जाएं बीएड डिग्रीधारक
(UPTET : Some B. Ed Degree Holders oppose TET exam, and wants direct selection of B. Ed holders )

Some B. Ed Degree holders who are unable to clear TET exam OR gets less marks in TET exam wants cancellation of TET Exam.

If such candidates found their was some cheating then they should provide evidences OR provide their OMR copy (as a copy of the same given to candidates)

If a cheating happens in some exam then investigation is the best way. Otherwise see example -

A candidate found with cheating in Highschool -> Whole exam cancelled -> Dept. Responsible (Entire Dept. Cancelled ) -> State Govt. Cancelled -> Election Commission conductes election, therefore EC cancelled - > Central Govt. Responsible for it Cancelled -> Citizens who choose Govt., put in Jail

Do you felt, this is a solution ?

सैदपुर (गाजीपुर) : बीएड डिग्रीधारकों की बुधवार को संजय वन पार्क में हुई बैठक में प्रदेश के मुख्यमंत्री से प्रशिक्षित बीएड बेरोजगारों को बेसिक शिक्षा अन्तर्गत शिक्षकों की होने वाली नियुक्तियों में समायोजित करने की मांग की गयी। बैठक को संबोधित करते हुए प्रवीण कुमार यादव ने कहा कि पिछली सरकार ने बीएड उत्तीर्ण बेरोजगारों की अनदेखी कर टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के चयन की व्यवस्था की थी, जिसमें व्यापक पैमाने पर धांधली की गयी, जिसकी जांच चल रही है। इसके चलते सहायक शिक्षकों की भर्ती रोक दी गयी है। उन्होंने पिछली सरकार के टीईटी परीक्षा को निरस्त कर बीएड प्रशिक्षित बेरोजगारों की सीधी भर्ती शिक्षक पद करने की मांग की। बीएड बेरोजगारों द्वारा सीएम को पत्रक फैक्स किया गया। बैठक में हंसराज, मनोज, कुमार, अभिजीत कुशवाहा, कमलेश यादव, अमित श्रीवास्तव, अवनीश आदि शामिल रहे।

News : Jagran (21.3.12)

84 comments:

  1. Ab sab apani apani rotiya sekane lag gaye. Jab se ye sb kahan the. ROHIT SINGH

    ReplyDelete
  2. ADITYA FAIZABAD,ab bina tet ke primary me posting impossible hai.kyo ke ye congress ke chal hai rajya sarkaro ko manmane karne se rokne ke liye.kyo ke congress janti hai ke hindi bhasi rajyo me sikcha ka estar bahut kharab hai.es liye b.ed walo ke posting bina tet pass kiye ho he nahi sakti.jai hoooooooooooooooooooooooooo

    ReplyDelete
  3. Ghazipur to nakal ka hub hai. Highschool and inter me yahan bade star par nakal hoti hai. Aur bagal me sampoornanand. Bechare school wale yah dhandha chalakar apni aajivika chala rahe the. In sabon ko goli maar deni chahiye. Agar ye Lucknow gyapan dene aaye. Toh hume ekjut hokar inki ma ki beep inki bahan ki beep kar deni chahiye. Aao beepon Lucknow aao

    ReplyDelete
  4. इनका कुछ नही होने वाला

    ReplyDelete
  5. Akhilesh ji ko fax karo ab pcs ias me bhi bina exam ke selection hone chahiye.jab teacher jaisa important post ko log aise hi prapt karna chahte hai to ye teacher hi pcs ias doctor banate hai.

    ReplyDelete
  6. In logo ki galti nahi jab se sapa ne haram ka berojgari bhatta dene ki baat ki hai sare haramkhoro ka muh udhar hi hai.c.m.sab ko kathor nirnay lene honge varna unhe raj karna bhari padega.

    ReplyDelete
  7. sbhi tetians kl 24 march ko ambedkar park rampur m aamntrit hai jeha 4pm ko candelmarch nikal kr sarkar ko gyapan diya jayega

    ReplyDelete
  8. Sabhe tetians unity m rahe or kisi k behkave m n aaye kamyavi sunaschit so plz coming Rampur tomarrow

    ReplyDelete
  9. Sabhe tetians unity m rahe or kisi k behkave m n aaye kamyavi sunaschit so plz coming Rampur tomarrow

    ReplyDelete
  10. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  11. Saleem sir or Gurupal ji ki teraf s Apeal h k sabhi tetians or rampur k sbhe tet pass condidate 4pm Ambedkar park rampur jarore pehuche aapki unity he hamari skti hai

    ReplyDelete
  12. Abe salo tumhari maa ne tumhe kya sochkar paida kiya hoga sala ab to 3 group ban gaye.
    Group No.1-TET merit ke aadhar par selection ki baat karta hai.
    Group No.2-ACD merit ke aadhar par selection ki baat karta hai.
    Group No.3-"WITHOUT TET" but b.ed pass ............selection ki baat karta hai.esme se no.3 saale n to male hai aur n hi female...matlab to aap samajh hi gaye honge ki saale kya hai.

    ReplyDelete
  13. Saleem sir or Gurupal ji ki sbhe tetians s apeal h k aap log kl 4pm rampur jarore pehuche kya aapki ekta hamari skti hai or humari skti vevekanand ji ka hoslaafjai hai so plz coming rampur tomarrow

    ReplyDelete
  14. 29 march ko high court chalo
    Saare candidates

    ReplyDelete
  15. Highcourt hume Pareshan kar raha hai
    29 march ko faisla dena padega
    Court ko

    ReplyDelete
  16. india ke Highcourt me Sirf
    Taarikh pe Taarikh
    Milti hai

    ReplyDelete
  17. Lagta hai judge ne
    Taarikh pe Taarikh ka
    Chasma lagate hai

    ReplyDelete
  18. Ek baar sab log soche ki
    Humara sabse bada dushman
    Highcourt hai ya sarkar

    ReplyDelete
  19. Jis ttarah bina oxygen ke koi jinda nahi rah sakta usi tarah bina tet ke primary teacher banane ka sapna bool jaie.

    ReplyDelete
  20. Bhaiyo jaago
    sab ek saath Milke ladenge
    sabak sikha denge
    Highcourt ko
    29 ko Highcourt
    Mai Apne 25 dosto ke
    Saath jaa raha hoon

    ReplyDelete
  21. Ab Highcourt ko rok hatani padegi

    ReplyDelete
  22. kya humare vha jane se court jaldi faisla de de ga i dnt think so.....lets wait of 29th hearing,,n then vll decide dear

    ReplyDelete
  23. can some oone tell me ki is petition se kapil ji ko kya benifit h or kapil ka ststus kya ////vo kon h

    ReplyDelete
  24. अनपढ साले ,नौकरी चाहिए ,वो भी बिना TET PASS किए

    ReplyDelete
  25. please koi muze batao yadavkapil lal bhadur ka status or une petition se kya fayda mile ga

    ReplyDelete
  26. Ashish etawah mere uptet mai 92 no. Hai mai obc art male hu. Muskaan ji please inform me mera chance hai ki nahi mane 43 Jilo mai form daala hai

    ReplyDelete
  27. Ager bharti jaldi nahi hui to musibate aur bhi badati jayegi...

    ReplyDelete
  28. ADITYA FAIZABAD,BACHPAN ME EK KAHAWAT SUNI HOGE KE AGAR NAHI KHILAOGE TO KHEL BIGAD DENGE,WAHI KAM KAPIL DEV JI KAR RAHE HAI.

    ReplyDelete
  29. Bhaieyo ye Court wale bas date pe date dete rahenge, ek to judje aata nhi hai to sunwai kaise hogi aor doosri baat ki court is mamle ko itna asani se le rha h jaise isse koi matlab hi nhi h,hme chahiye ki roz date lage aur wo bhi 1-10 no ke beech mein tabhi kuch hoga,aur hme ye nhi samaj mein aa rha ki ye Kapil Yadav h kaun ,case kerke mar gaya kya isko to goli maar deni chahiye ,uska bhala to hua nhi doosro ka bhi bhala nhi hone de rha,bhaieyo isko banaras se khoj ke nikalo aur beech chaurahe pe tadpa tadpa ke maro taki ye saat zanam tak yaad rakhe maine ye galti kyu ki h,

    bhaieyo court hme sirf taal rha h 29 ke baad fir 9 tak talenge aur fir aage yahi kerte rahenge hme to aar paar ki ladai ladni padegi ,faisla on the spot hona chahiye nhi to aise intzaar kerte rahenge

    ReplyDelete
  30. give some authantic info his back ground .ststus ...vo single h ya group h any specil demand ,,,,,vigyapn sachiv nikale ya bsa use kya problm h ??? matter kuch or ho skta h lets know his ststus n intetion so try to know it n tell

    ReplyDelete
  31. bhaieyo hme TET cancell nhi hone dena h warna fir Mulayam uncle ghoose lenge kerwane ka jaise inhone Polish bharti mein liya pehle jab inki saarkar thi,ye isiliye cancel kerwana chah rhe h kyoki ye loot to paye nhi abb lotne ka tarika bana rhe h

    ReplyDelete
  32. ADITYA FAIZABAD, AAJ KE DATE ME 270000 LOG KAPIL DEV KO ROJ YAD KARTE HAI.

    ReplyDelete
  33. tum yad krte hoge hum to gaali dete hhhhhhhhhhhhhhhh now u tell the truth about u find his bkground

    ReplyDelete
  34. ADITYA FAIZABAD,BHAI BINA YAD KIYE GALI BHI NAHI DE SAKTE HO.

    ReplyDelete
  35. TET WEB ne 22 march ko kaha tha ki file no5 par aa gayi hai agar ye sahi hai to 29 ko decision jaroor aayega aur ek baat mai aaplogo se kahna chahta hun ki shayad esme dosh kapil bahadur ka nahi balki uska naam dekar koi aur yah ganda kaam kar raha hai friends kyoki kapil etana jankar nahi hoga ki "vigyapan kaun nikale" iska answer janta ho......... wah kahawat to aapne suni hi hogi ki"dusare ke kandhe par bandook rakhkar goli chalana" yaha par kapil kandha ka kaam kar raha hai aur goli koi aur chala raha hai .

    ReplyDelete
  36. Merit acedmic hi honi chahiye. Tabhi in nakalchiyo ke samagh me ayega ki galat kamo ka anjam kya hota. 150 mai se 135, 140, 138.. Vo bhi dedh ghante mai Abe salo jab tum itane hi hoshiyar the to yahan kya kr rahe ho? Kyu sathiyo maine sahi kaha na.

    ReplyDelete
  37. In zahilon ko koi samjhaye ye ncte ka rule he yahan dharna dene se kuchh nahi hoga

    ReplyDelete
  38. AGRA WALO CHALO SHAEED SMARAK PARK NEAR SPEED COLOUR LAB SANJAY PLACE AGRA ON 25/03/2012 AT 10 AM...
    CONTACT-8533930591

    ReplyDelete
  39. yah blog gande logo se bhar chuka h kisi ko knowledge to ratti bhar ki nahi bas utpatang comments karte h banne chale h teacher

    ReplyDelete
  40. AGRA WALO CHALO SHAEED SMARAK PARK NEAR SPEED COLOUR LAB SANJAY PLACE AGRA ON 25/03/2012 AT 10 AM...
    CONTACT-8533930591

    FIROZABAD,SIKHOABAD, MATHURA,ETAH, HATHRAS AUR AAS PASS KE JILE WALE B PAUCHE BHARI SANKHYA ME..

    ReplyDelete
  41. Ambedkar Park Rampur 3:30 p.m. Gyapan D.M. ko 4:00 p.m.

    ReplyDelete
  42. yadav kapil
    Tet marks 91
    B.ed. Marks 81.9%
    Isiliye inhone stay lagwaya hai.

    ReplyDelete
  43. Neetu ji adhi vacancy par tumhari davedari he aur rampur me tet meeting me 00 shame yaar

    ReplyDelete
  44. AGRA WALO CHALO SHAEED SMARAK PARK NEAR SPEED COLOUR LAB SANJAY PLACE AGRA ON 25/03/2012 AT 10 AM...
    CONTACT-8533930591

    FIROZABAD,SIKHOABAD, MATHURA,ETAH, HATHRAS AUR AAS PASS KE JILE WALE B PAUCHE BHARI SANKHYA ME..

    ReplyDelete
  45. AGRA WALO CHALO SHAEED SMARAK PARK NEAR SPEED COLOUR LAB SANJAY PLACE AGRA ON 25/03/2012 AT 10 AM...
    CONTACT-8533930591

    FIROZABAD,SIKHOABAD, MATHURA,ETAH, HATHRAS AUR AAS PASS KE JILE WALE B PAUCHE BHARI SANKHYA ME..

    ReplyDelete
  46. 29 march ko hum maidan zarur maar lenge

    ReplyDelete
  47. Govt. Par dabav banaye rakhen hum zarur kamyab honge

    ReplyDelete
  48. UB Bord me nakal charam sima par hai.............yakin nahi aa raha hai to ap log apane aankho se dekh sakato ho es samay.....

    ReplyDelete
  49. mein AGRA aa raha hun ......25-03-12
    10 am ................................aap bhi chaloooooo.......

    ReplyDelete
  50. TET merit par hi bharti honi chahiye... varana pahale hi batana chahiye tha Govt. ko ham to vina pade hi pass ho jate tet me......kya jarurat thi mehanat karane ki...

    ReplyDelete
  51. AGAR 29 MARCH KO FAISLA APNE HUQ ME LENA CHATE HO TO 29 MARCH KO MORNING 10 SABHI TET PASS STUDENTS ALLHABAD COURT KE SAMNE MILO.,.,.,.,. JAB 10,000 SE 15000 LOG WAHA HONGE TO PURE ALLAHABAD ME PATA CHAL JAYGA KI AAJ COURT ME KIS CASE KI SUNWAI HAI.,. AUR JUJ KO BHI YE BHEED NAJAR AA JAYGI.,., AUR HUMHARA CASE JAROOR SUNEGA NAHI TO SAM TAK HUNGAMA KAR DALENGE .,.,.

    ReplyDelete
  52. TET Uttirna Sangarsh Morcha ki 25March 10AM.Sunday ko Vidya Deep Sansthan(old vidya takij)Ajitmal,District- Auraiya me meting h.aap logon s appeal h ki vahan adhik s adhik sankhya me pahuche.

    ReplyDelete
  53. TET Uttirna Sangarsh Morcha ki 25March 10AM.Sunday ko Vidya Deep Sansthan(old vidya takij)Ajitmal,District- Auraiya me meting h.aap logon s appeal h ki vahan adhik s adhik sankhya me pahuche.
    Ajit Rajput-7351641548,8439891562

    ReplyDelete
  54. Aap logo ko apne real name se aana chahiye

    ReplyDelete
  55. Shiksha vibhag apna paksh rakh raha he kya

    ReplyDelete
  56. TO
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  57. rashid ji main aapki baat se sehmat hu.

    ReplyDelete
  58. I am with you ,Rashid. Rashid ji main aapki baat
    se sehmat hu.

    ReplyDelete
  59. यह अत्यन्त हर्ष का विषय है अब हम
    लोगो कि नियुक्ति पक्की है।भगवान
    कि र्कपा बनी रहे।आज मुख्यमंत्री ने
    धरना स्थल झूलेलाल पार्क से हटा कर
    विधान सभा के सामने कर दिया है।यह
    खबर ई.टी. उ.प्र . कि है। kripa karke ise spast kare

    ReplyDelete
    Replies
    1. Pahli baat ki kya spast karna hai? dusari baat es news ka source kya hai?

      Delete
  60. Tet merit is for selection of Prt. Teachers not only in u.p but also through out india,because it is a common examination through which any candidate can show their intelligence.

    ReplyDelete
  61. kaani ke vivah ka nau sau jokhim...
    abhi isme jitna samay lagega utna hi sangthan aur banega..
    .. b.ped.......
    .b.ed 2011-12 .......
    .. tet fail...
    aur ye sabhi isi bharti me shamil hona chahenge...

    ReplyDelete
  62. me bhi teacher bananaa chahta hu

    ReplyDelete
  63. Kya court ka decision apne against gane ka koi chance hai.jo kahe ki viqapan distric label par nikala jana cahiye tha na ki state label.can it happen please rajesh rao allahabad ji tell me.

    ReplyDelete
  64. hame b Prt me samayojit kiya jay.
    c. m. ko gyaapan dene jayege
    high school pass

    ReplyDelete
  65. Mera sabhi tet fail walo se anurod hai ki unko bhi naukari milegi kyoki 80000 new vacancy ayegi .so prepare for uptet 2012.

    ReplyDelete
  66. Yaar ye u.p. Board wale ess baar to etni jyada nakal kara rahe hai ki maine pahle kabhi nahi suna.kya akhilesh ji ko en sab ki jankari nahi hai.

    ReplyDelete
  67. mulayam singh yadav zindabad akhilesh singh yadav zindabad aap ham tet pass walo ka kalyan kare aur hmai apna member banaye wada hai har bar apki parti ko hi ham vote denge dr.amit agrahari nautanwa maharajganj

    ReplyDelete
  68. TO
    vivekanad,rajesh raw alld.,nitin mehta,devendra singh,shiv kumar pathak,rejesh pandy AND
    ALL UPTET SATHIYO
    NAVRATRO KI SHUBHKAMNAYE......
    JAISA KI 20-3-2012 K LUCKNOW PARDARSHAN ME KAMIYABI K BAD.
    MERE KHAYAL SE HUME AGLE PARDARSHAN ME EK DIN KA SHANTI PURVAK AANSHAN RAKHE SUBHA SE SHAM TAK OR WAISE BHI NAVRATRE CHAL RAHE HAI
    JO VIRAT HUM GHAR ME BAITH K RAKHTE HAI WO HUM WAHA LUCKNOW ME AANSHAN K RUP ME RAKH SAKTE HAI WO BHI SARKAR SE PERMISSION K SATH FIR JIS POLICE NE LATHI CHARGE KIYA THA WO HI HUMAHARI RAKSHA KAREGI...
    VIRAT SE BHAGWAN PUNIYA K SATH NUAKRI BHI DEGA
    FIR DEKHTE HAI SARKAR KAISE NAHI JHUKTI
    USE JHUK NA HI PADEGA.....

    AUR AGAR FIR BHI NAHI SARKAR JHUKI TO -JAIL BHARO AADOLAN- KARENGE WO BHI SHANTI PURVAK.....
    DEKHTE HAI KITNE GHANTE OR KITNI JAIL ME HUME RAKHENGE HUM EK NAHI AANEK HAI......

    OR SATHIYO IS BAR SAB SHANTI KA RANG -SAFAID WHITE- SHIRT YA KURTE
    ME AYENGE OR SATH HI EK I-CARD(BILA) JIS KA EK HI FORMAT HOGA
    JIS ME SARI AP KI JANKARI HO
    JISE DEKH K SARI DUNIYA KAHE YE HI AADOLAN ..........
    DOSTO MERE VIEWS PE VICHAR OR CHARCHA KARE
    PLZ REPLY.......................

    ReplyDelete
  69. Sabhi tet saporters se anurod hai ki Acd. saporters ki pole kholane ke liye newspaper main se nakal karne balo ke picture kat kar apne C.M. ko bhaije. Vinod

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।