/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, March 31, 2012

UPTET : TET Candidates adamant for selection on TET Merit

मेरिट के आधार पर भर्ती की मांग पर अड़े टीईटी अभ्यर्थी
(UPTET : TET Candidates adamant for selection on TET Merit )

Demanded Selection on TET Merit - which is as per NCTE Guidelines and as per Government order.
Earlier Allahabad highcourt also gave some decisions in favour of TET Merit Holders / Selection through TET Merit. TET Candidate wants - only culprits  should be punished, NOT all candidates.







लखनऊ (ब्यूरो)। टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों का आंदोलन शुक्रवार को और भी उग्र हो गया। मेरिट के आधार पर भर्ती की मांग पर अड़े अभ्यर्थी विधानसभा के सामने स्थित दारूलशफा में अनशन पर बैठ गए है। अभ्यर्थी लगातार भर्ती प्रक्रिया को पूर्व में प्रकाशित विज्ञप्ति के अनुसार कराए जाने के संबंध में लिखित आश्वासन की मांग कर रहे हैं। जबकि, बेसिक शिक्षा सचिव इस संबंध में कोई भी निर्णय लेने में अपनी असमर्थता जताते हुए अभ्यर्थियों से 13 अप्रैल तक समय मांगा है

आश्वासन देकर अभ्यर्थियों का आंदोलन समाप्त कराने के लिए शुक्रवार को प्रशासन ने उनकी वार्ता बेसिक शिक्षा सचिव से कराई लेकिन वार्ता असफल रही। वार्ता में टीईटी उत्तीर्ण महासंघ के प्रदेश अध्यक्ष विवेक मिश्र ने सरकार से पूर्व प्रकाशित विज्ञप्ति के अनुसार भर्ती प्रक्रिया शुरू किए जाने की लिखित मांग है। ऐसे में सचिव ने अभ्यर्थियों से 13 अप्रैल तक लिखित कुछ भी दिए जाने के लिए समय देने को कहा है। इस पर भड़के अभ्यर्थियों ने आंदोलन तेज करते हुए अनशन पर बैठ गए हैं


News : Amar Ujala (31.3.12. )
*************************

 As per NCTE Guidelines B.Ed Degree Holders are eligible for PRT (Primary Teachers ) Jobs upto 1st Feb 2012.
Rajasthan Highcourt gave a interim order that TET (for Leverl I , Primary Teacher) can apply for PRT Jobs in  Grade III Teacher which is recently advertised i.e. after deadline of NCTE.
But now you can see CTET/TET (for PRT Level -I ) closes its door for B.Ed holders. And no court order / amendment in guidelines issued.
CTET close doors for B.Ed Degreee Holder to apply for CTET (Level-I , PRT ) already.

Therefore if  UPTET 2011 exam not cancelled then most of B. Ed holders can have a Government Job / Reputed Profession of Teacher.
As some of B. Ed holders can move Upper Primary Jobs / Higher Jobs. And in next 5 years is B.Ed holders are not eligible for TET (Level -I , PRT Job) , then UPTET 2011 passed candidates having a high chance to get PRT jobs.

~ If Any of you having better details then add it through your comments.




29 comments:

  1. Anshan par baithe dosto ham bhi lucknow aaj nikal rahe hai.

    ReplyDelete
  2. ''DO OR DIE''


    mitro Aag jal chuki hai lekin ye aag itni bari nahi hai ki isse kisi ko daaraya ja sake. Mitro aap sabhi ke sath ki jarurat hai, lucknow aaye aur apna yogdaan de.
    Mitro ye mat sochiye ki aap waha kyo jaaye bus ye sochiye ki aap waha kyo na jaye.
    Mitro agar aap naukari chahte hai to yaha lucknow me jaroor aaye nahi to naukri ke liye dawa mat karna.

    ReplyDelete
  3. Varanasi se aj 200 log lko k liye nikal rahe hai...
    Dosto ab nahi toh kabhi nahi...sach kaha mere dost ne ki aag lag chuki hai agar ap bhaari sankhya me yaha nahi pahuche toh ye aag bujh jayegi...saare kaamchhor k yaaha lko pahuche...kuch nahi hoga aisa jo ap dar rahe hai..ab prashashan sirf hamari sankhya dekhna chahta hai...jaha ye sankhya badhi apne aap sarkar jhuk jayegi...lekin sankhya bal dikhane k liye apka pahuchna bahut jaruri hai apne sath apne dosto apne parents jo b aa sake lekar aayiye...ye sirf ek naukari ka sawal nahi hai..hamare jindagi ka sawal hai.....hamare aatmsamman ka sawal hai...samaj me harama majak ban gaya hai...uski ladayi hai...dosto agar ijjat se sar utha k jina chahte ho to sirf ek bar hamara sath dedo...vishwas dilata hun naukari jaruri milegi...ye soch k ghar pe na baithhe ki log toh gaye hai...agar aisa sabhi sochme lage toh kaun pahuchega.ye ap ke haq ki ladayi hai jisse apko aage akar ladna hoga...agar aj samjhauta kar k ghar baith gaye toh jiwan bhar baithe rah jayenge...
    Ye sarkar sirf hamari sankhya sadak pe dekhna chahti hai...
    Aiye ham sab lucknow chale....
    Kisi bhi halat me ye naukari ham lekar rahenge...jab hamari koi galti nahi toh saja kis baat ki???
    Ijjat ki puri jindagi jine ke liye apna ek din hame dedijiye..bhari sankhya me lucknow aaiye....
    Jai hind jai bharat

    ReplyDelete
  4. Dhokebaaj officers ne 13 april tak ka samay isliye manga hai, kyoki vo 12 april court hearing me vigyapan nirast karne k liye poora prayas karenge. Lekin humne andolan pehle hi shuru karke unke gande irada naakam kar diye hai.

    ReplyDelete
  5. Girls aap apne mother father husband jo bhe ho use lekar lkn pahucho.plz.

    ReplyDelete
  6. Ab agar govt. Court me apne stand se palti hai to vo benakab ho jayenge, ki vo bharti k liye serious nahi hain. Lekin hum apna haq lekar rehenge.

    ReplyDelete
  7. यानी कि सरकार पर धरने का कोई असर नही पड़ रहा है ।
    निश्चित रुप से उत्तर प्रदेश मेँ एक बहुत बड़ी क्रान्ति होने वाली है ।
    एक ऐसी क्रान्ति जिसमेँ सैकड़ो लोग मारे जाएँगे, हजारो घर बर्बाद होँगे, लाखो की सम्पत्ति नष्ट हो जाएगी और इन सब की जिम्मेदार होगी,
    समाजवादी पार्टी ।

    ReplyDelete
  8. Varanasi se aj 200 log lko k liye nikal rahe hai... Dosto ab nahi toh kabhi nahi...sach kaha mere dost ne ki aag lag chuki hai agar ap bhaari sankhya me yaha nahi pahuche toh ye aag bujh jayegi...saare kaamchhor k yaaha lko pahuche...kuch nahi hoga aisa jo ap dar rahe hai..ab prashashan sirf hamari sankhya dekhna chahta hai...jaha ye sankhya badhi apne aap sarkar jhuk jayegi...lekin sankhya bal dikhane k liye apka pahuchna bahut jaruri hai apne sath apne dosto apne parents jo b aa sake lekar aayiye...ye sirf ek naukari ka sawal nahi hai..hamare jindagi ka sawal hai.....hamare aatmsamman ka sawal hai...samaj me harama majak ban gaya hai...uski ladayi hai...dosto agar ijjat se sar utha k jina chahte ho to sirf ek bar hamara sath dedo...vishwas dilata hun naukari jaruri milegi...ye soch k ghar pe na baithhe ki log toh gaye hai...agar aisa sabhi sochme lage toh fir koi nahi pahuchega.jinhe apna samman chahiye ijjat chahiye wo pahuch rahe hai...
    Dosto bas itna kahunga agar ap aage badh k apna ek din dediye toh yakin maniye puri jindagi sukun se ijjat samman se sar utha k jiyenge...apko apne liye aana hai...kisi aur k liye nahi...ab ki bar ye nirnayak jang hai...agar iss bar sath nahi diye toh hamesha k liye haar jayenge...kuch bhi ho jaye kisi b halat me lko aajaiye...
    Bas ap lko aaiye aur kcuh nahi...bas akar hamara sath dijiye...

    ReplyDelete
  9. http://in.jagran.yahoo.com/epaper
    Ye hai basic shiksha Sachiv ka jhooth. Kya ye newspaper galat news dega? Bilkul nahi.
    March 31, Saturday , 2012

    कानपुर पृष्ठ : 11

    टीईटी प्रक्रिया रद करने का प्रस्तावलखनऊ, जागरण ब्यूरो : बेसिकशिक्षा परिषद के संचालित प्राथमिक स्कूलों में 72,825 शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया को निरस्त करनेके लिए बेसिक शिक्षा निदेशालय ने शासन को प्रस्ताव भेज दिया है। इसमें प्राथमिक स्कूलों में सहायक अध्यापकों की नियुक्ति के लिए जारी की गई विज्ञप्ति को रद करने की सिफारिश की गई है। यह भीकहा गया है कि शिक्षकों की भर्ती के लिए आवेदन करने वाले अभ्यर्थियों का आवेदन शुल्क उन्हें लौटाया जाएगा। अभ्यर्थियों को आवेदन शुल्क लौटाने की प्रक्रिया निर्धारित की जाएगी। गौरतलब है कि शिक्षक भर्ती के लिए सामान्य वर्ग के अभ्यर्थियों से 500 रुपये और आरक्षित से 200 रुपये आवेदन शुल्क लिया गया था। प्रस्ताव में शिक्षकों कीभर्ती के लिए अनिवार्य की गई अध्यापक पात्रता परीक्षा (टीईटी) की मेरिट को चयन का आधार बनाने के फैसले को निरस्त कर टीईटी को अर्हताकारी परीक्षा बनाने की भी सिफारिश की गई है। इसके लिए उप्र बेसिक शिक्षा (अध्यापक) सेवा नियमावली, 1981 में संशोधन करने की संस्तुति की गई है। राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद (एनसीटीई) नेअध्यापकों की नियुक्ति केलिए एनसीटीई को सिर्फ अर्हताकारी परीक्षा घोषित किया था लेकिन सरकार ने नियमावली में संशोधन कर टीईटी की मेरिट को ही शिक्षक चयन का आधार बना दिया था

    ReplyDelete
  10. 12 April se pehle hee TET rankers case file kar sakte hain- kee Jab unhone bhartee kee sabhee sharte pooree kee hain to unkee bhrtee kee prkriya kee jaye,

    Aur shyad fir, Court mein case jane ke baad Basic Shiksha Parishad , is TET EXAM / aur usse hone vale recruitment ko radd nahin kar saktee.

    Is beech Govt. officers se baatcheet kar matter solve kiya ja sakta hai, Aur iske solve hone par court se case withdraw bhee kiya ja sakta hai.

    ReplyDelete
  11. Doston ab to jago aao apana haq lene ke liye.
    Pahuncho Lucknow
    sunahri zindgi agar jeena chahte ho apane jeevan ko safal banana chahte ho to aao,aao apane liye aao apane ma-baap ke sapne ko poora karne ke liye.
    aao apani mehnat ka haq mangne ke liye.
    hamare 35 dost apani zindgi daun par lagakar aamran anshan par baithe hue hai.aao aapke aane se unko oorja milegi.
    Hum jaroor apana haq payenge...
    bas ab aa jao,aao jao doston

    ReplyDelete
  12. yeh aakhiri mauka hai aao jao sabhi aur sanwar lo apane future ko.
    aao aap apane liye aao.

    ReplyDelete
  13. DOSTO IS GOV.NE BEROJGARI BHATE KA MAJAK BANA DIYA HAI ISME ITNE NIYAM LAGU KER DIYE HAI KI LOG BHATA LE HI NA PAYEN

    ReplyDelete
  14. O,pri ji asi twada wait kariyan si .aaoge na itthe .dekho asi kal te khule asman de tale .apni ladai lad raye han.agar twade naal koi hor ni aariyan si.tusi ikale aa jao.jitho bi tusi jawange sade mitra baithe pawange.khov dil lag raya hai uthhe.

    ReplyDelete
  15. blog editor ji ....aap ye massage de sabhi tet pass logo ko...ki tet ko bachana pahla maksad hona chahiye iske baad jab bhi tet hoga to b.ed wale eligible nahi hai...agar hum apna tet bacha le jate hai to hum log 5 sal tak PRT teacher banne ke eligible ho jaynge ........ek baat aur dhyan de ki jitne bhi tet pass hai sabhi PRT vacancy me ho jaynge chahe jitna bhi ACD. ho .....kyaki vacancy jyada hai.... aur tet pass kam hai.....
    ......yeh pahla aur last tet hai jisme PRT TEACHER ME B.ED WALE HONGE......

    IS LIY SABSE PAHLE TET BACHAO.....

    ReplyDelete
  16. blog editor ji ....aap ye massage de sabhi tet pass logo ko...ki tet ko bachana pahla maksad hona chahiye iske baad jab bhi tet hoga to b.ed wale eligible nahi hai...agar hum apna tet bacha le jate hai to hum log 5 sal tak PRT teacher banne ke eligible ho jaynge ........ek baat aur dhyan de ki jitne bhi tet pass hai sabhi PRT vacancy me ho jaynge chahe jitna bhi ACD. ho .....kyaki vacancy jyada hai.... aur tet pass kam hai.....
    ......yeh pahla aur last tet hai jisme PRT TEACHER ME B.ED WALE HONGE......

    IS LIY SABSE PAHLE TET BACHAO.....

    ReplyDelete
  17. blog editor ji ....aap ye massage de sabhi tet pass logo ko...ki tet ko bachana pahla maksad hona chahiye iske baad jab bhi tet hoga to b.ed wale eligible nahi hai...agar hum apna tet bacha le jate hai to hum log 5 sal tak PRT teacher banne ke eligible ho jaynge ........ek baat aur dhyan de ki jitne bhi tet pass hai sabhi PRT vacancy me ho jaynge chahe jitna bhi ACD. ho .....kyaki vacancy jyada hai.... aur tet pass kam hai.....
    ......yeh pahla aur last tet hai jisme PRT TEACHER ME B.ED WALE HONGE......

    IS LIY SABSE PAHLE TET BACHAO.....

    ReplyDelete
  18. blog editor ji ....aap ye massage de sabhi tet pass logo ko...ki tet ko bachana pahla maksad hona chahiye iske baad jab bhi tet hoga to b.ed wale eligible nahi hai...agar hum apna tet bacha le jate hai to hum log 5 sal tak PRT teacher banne ke eligible ho jaynge ........ek baat aur dhyan de ki jitne bhi tet pass hai sabhi PRT vacancy me ho jaynge chahe jitna bhi ACD. ho .....kyaki vacancy jyada hai.... aur tet pass kam hai.....
    ......yeh pahla aur last tet hai jisme PRT TEACHER ME B.ED WALE HONGE......

    IS LIY SABSE PAHLE TET BACHAO.....

    ReplyDelete
  19. .TO BLOG EDITOR ,.,.
    blog editor ji ....aap ye massage de sabhi tet pass logo ko...ki tet ko bachana pahla maksad hona chahiye iske baad jab bhi tet hoga to b.ed wale eligible nahi hai...agar hum apna tet bacha le jate hai to hum log 5 sal tak PRT teacher banne ke eligible ho jaynge ........ek baat aur dhyan de ki jitne bhi tet pass hai sabhi PRT vacancy me ho jaynge chahe jitna bhi ACD. ho .....kyaki vacancy jyada hai.... aur tet pass kam hai.....
    ......yeh pahla aur last tet hai jisme PRT TEACHER ME B.ED WALE HONGE......

    IS LIY SABSE PAHLE TET BACHAO.....

    ReplyDelete
  20. My Acadmic Merit is approx 425 (HS+Inter+B.Sc.+B.Ed +TET )

    TET Marks 125+
    -----
    I am having a good job already, But I felt if selection base is changed then recruitment may be postponed for indefinite period.
    -----
    And when rule is already defined then change of such rule is a cheating with lakhs of candidates.

    Court also favours - Natural Justice, Unbiased Selection (when it gives judgement in favour of TET Merit)

    ReplyDelete
  21. satendra biswan sitapur
    sarkar ki itni tet per kirkiri ho chuki fir sarkar ki aankhe band hai

    ReplyDelete
  22. dosto ab vo samay aa gaya hai jab sarkar kuch faisla lene per majboor hogi

    ReplyDelete
  23. sarkar ka karna chahti hai tet ka ye kisi ko nahi pata hai per ab sarkar ko ab ghukna parega jai tet

    ReplyDelete
  24. yadi tet exam kisi kam ka nahi to gov. Ko baki exam as.- mat, cat , net, khatm kar dene chahiye or bharti merit k adhar par shuru kar dena chahie.
    Cm. Ko apne sabhi adhikarion ki bharti band kar merit ke adhar par niyukti suru kar deni chahiye or dekhna chahiye ki kaise kaise bandar adhikari banenge.
    Mukhya mantri ji apne to koi compition cross kiya nahi to aap kya jane is comption ki mehnat k bare me or compiton k bad chayan prikriya badalne se hone bale mansik utpeedan k bare me.

    ReplyDelete
  25. kisi ko koee pareshani ho to bolo main dua karunga ki merit acadmic ki bane ya chahe to puri merit acdmic kyoki 60 percent se kam no. wala teacher nahi ban sakta

    ReplyDelete
  26. doston acd general ki merit art ya sci 265 se kam nahi rahegi. aur 10 aur 12 ke no jodkar 2007 mein bhi purane stu ke sath anaya kiya ja chuka hai. acd ko tabhi sweekar hai jab 10 aur 12 ke no na jode jayen aut jo kahte hain ki merit kam rahegi 1 no ke gadhe hai 2007 mein 70000 post par pure up mein 245 se kam merit kahin nahi thi aur aaj 5 saal baad 205 naye bed college affiliated ho chuke hain jo ki 90 percent no dene ka wada kar addmission lete hain. aur up board exam mein 96 mein gic gonda mein 200 student mein 21 first division 118 second aur baki third aaye the aaj 21 ko chodkar baki sabke 65 percet above no rahte hain to kya aaj ke ladke jyada talente hain to phir 200 btc ke stu tet ka 5 std ka paper aur only 36 pass. yeh sarasar anaya hai aur teacher hi jab gadhe select honge to woh bacchon ko kya khack padayenge. sabhi ke liye ek common chaya pariksha ho. gov kahti hai ki dhandli ho jayegi to kya sarkar jhan.. nochane ko banai hai. ek fair exam conduct nahi kara sakte.sharm karo sharm karo sharm karo

    ReplyDelete
  27. muskan ji..muzhe ek baat samazh nahi aa rahi ki lkw mein itne bade aandolan ko media coverage kyu nahi mil rahi..yahan jaane kitno ki jaan daav par lagi hai..aur ye media wale(chahe wo print ho ya audio/video) puri tarah chup hai...aisa kyu???????

    balki print media k kuch bade news paper(hindustaan,amarujala etc) ne to had hi kar di..inke column ko padhne par lagta hai ki ye khud TET k against hain..inhone hi TET ko jayada badnaam kiya..jabki exam bilkul fair hua tha..haan baad mein sanjay mohan jaise logo ne gadbadi karne ki koshish ki..jo shayad kar bhi nahi paaye..lekin kar sakte the..usse pehle hi arrest ho gaye..bus issi baat ko ye media walon ne itni hawa di ki jaise aajtak isse bada koi bura kaam hua hi na ho iss UP mein..muzhe to lagta hai ki in reporters k apne bhi TET failure hain..tabhi to ye apni duty bhulkar kuch bhi likhne par aamada hain...
    mein in media walon se poochta hoon ki UP Board mein har saal khule-aam nakal hoti hai ..log theke par nakal karate hain..iss samay bhi joron par chal rahi...kya ye UP Board ke papers cancel ho jayenge...nahiiiiiii..kabhi nahi...bus TET ko cancel karna hai inhe.....chaahe kuch bhi likhna pade
    .....
    aur kya kahu iss media walon k baare mein..ye to bus bade-2 celebrity ko lekar baith jate hai..unki history batane lagte hai..kabhi sallu,kabhi katrina,kabhi saif..to kabhi karina...kab karenge shaadi????..bus issi mein lage rehte hai...inse ye poocho isse desh ka bhala hoga kya???????
    in nachaniyo ne hi to desh ka beda gark kiya hua hai.. new generation ki to aadhi jindagai inhe dekne aur sunne mein hi nikal jaati hai..

    kul milakar mein ye kehna chata hoon ki kya media apni duty sahi tarike se nibha raha hai....
    no doubt ki media ki wajah se bahut se acche kaam hue hain..lekin kaam acche hi hone chahiye..bura thoda bhi nahi karo..jayada acche karne ka matlab ye nahi ki thoda bura bhi kar sakte ho..ye galat hoga..aur jab galat hoga to ungli bhi uthegi.....

    ReplyDelete
  28. @Raju and Others,

    Media isliye interst nahin le raha kyonkee, isse UNKO nuksaan hai.

    Ye log fail , aur nayee B.Ed appearing ko naraj nahin karna chahte.

    Media bahut chalak hai, Sachin / Bollywood jarooree hain (Inko apne Viewers / TRP rating se matlab hota hai)

    Choti choti khabren aatee rehtee hain, par inko apna faya dekhna hota hai.

    Aaap logon ko apne leeye khud ladna hai.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।