/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, March 27, 2012

UPTET : TET Passed Oppose using Hunger Strike

उपवास रख टीईटी उत्तीर्ण ने जताया विरोध
(UPTET : TET Passed Oppose using Hunger Strike)
 
हरदोई, हमारे प्रतिनिधि : नियुक्ति की मांग कर रहे टीईटी उत्तीर्ण पर लखनऊ में किये गये लाठीचार्ज के विरोध में सोमवार को कलेक्ट्रेट परिसर में टीईटी उत्तीर्ण ने एक दिन का उपवास रखकर धरना दिया। सभी ने कहा कि जब तक नियुक्ति नहीं मिल जाती तब तक संघर्ष जारी रहेगा।
टीईटी संघर्ष मोर्चा के बैनर तले सोमवार को जिले के टीईटी उत्तीर्ण सोमवार को कलेक्ट्रेट में एकत्रित हुए। सभी ने धरने पर बैठे टीईटी उत्तीर्ण ने पूरे दिन उपवास रखा। टीईटी उत्तीर्ण की मांग थी कि पूर्व प्रदेश सरकार ने जिस प्रक्रिया के तहत नियुक्ति करने का प्रारूप तैयार किया था। उसी के अनुरूप नियुक्ति की जाये। उसमें कोई फेर बदल न किया जाये। विशिष्ट बीटीसी के तहत होने वाली नियुक्ति को शीघ्र शुरू किया जाये। सभी ने लखनऊ में नियुक्ति प्रक्रिया की मांग को लेकर शांति पूर्वक प्रदर्शन करने वाले टीईटी उत्तीर्ण पर पुलिस की ओर से की गई लाठीचार्ज की निंदा की और उपवास रखा।
उन्होंने कहा कि जब तक नियुक्ति प्रक्रिया शुरू नहीं होती है। उनका संघर्ष जारी रहेगा। उन्होंने कहा कि कुछ स्वार्थी लोगों ने प्रक्रिया के विरोध में न्यायालय में रिट दायर की है और वह प्रक्रिया को बदलवाना चाहते हैं। उनकी ओर ध्यान न देकर पुरानी प्रक्रिया से ही नियुक्ति की जाये। इस मौके पर ह्रदेश, देवेश कुमार सिंह, खुशबू श्रीवास्तव, अनिल कुमार, सविता और आकाश सहित कई टीईटी उत्तीर्ण मौजूद रहे।
News : Jagran (26.3.12)
 
 

252 comments:

  1. kaha k jagaran me nikala hai? font prob

    ReplyDelete
  2. koi mainpuri ki news bhi past kar diya kare,,......

    ReplyDelete
  3. Baruta bhai aaj subah subah comment ki shuruwat karke aapne mujhe khus kar diya.

    ReplyDelete
  4. 26-03-12 ko subah 10 baje bhari sankhya me Hardoi ke TET paas ladke aur ladkiyan Vikash Bhavan ke samne ek din ki sanketik bhoonkh-hadtal par bait gaye.aur ek mat se bhagwan se prarthna karte rahe ki bhagwan hamari nyay pane me madad kare aur hamare mukhy mantri ji jaldi se bharti prakriya shuru kara den.abhyarthiyon ne C.M ko sambodhit gyapan jila nyayadheesh ko diya.
    bhoonkh hadtal me baitha har student (ab shikshak bane ka patra) isi dard se dukhi tha ki uski Galti kya hai.usne kya pap kiya hai jo aajkal na so pata hai na jaag pata hai.
    BHAGWAN ALLAH GOD HAMEN NYAY DILAYEN.
    Ashutosh Shukla
    Hardoi

    ReplyDelete
  5. hum v dekhate hai aaj hamare duayo me kitana asar hai...

    ReplyDelete
  6. bharti jarur hogi yadi hum ekjut rahe to

    ReplyDelete
  7. पिछली सरकार ने समय से हम सभी अभ्यर्थियों की नियुक्ति प्रक्रिया को संपन्न करके हमारे साथ जो धोखा किया है वह यह सरकार नहीं करेगी, हमें इस सरकार से काफी उम्मीदें है कि हम सभी टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के हित और परिश्रम को ध्यान में रखते हुए जल्द से जल्द नियुक्ति प्रक्रिया प्रारंभ करेगी।
    आशुतोष शुक्ला,

    ReplyDelete
  8. Jay mata di sabi lo mata se dua karo

    ReplyDelete
    Replies
    1. yaha mata pita kuchch nahi kar sakte jo karna hai hame hi karna hai friends

      Delete
    2. dua patharo se nahi ek nirakar iswar se maango.
      Ye aadmi k banaye hue mata pita aur bhagwan aadmi kya de sakte hai?

      Delete
  9. ais maata k dunyo me kya rakhha hai??? dua to meri maa roj karati hai ek na ek din uska asar zaroor hoga...

    ReplyDelete
  10. लखनऊ में शांति मार्च कर रहे टीईटी अभ्यर्थियों पर लाठी चार्ज अलोकतांत्रिक था। इसके बाद भी अगर नियुक्ति नहीं हुई तो टीईटी अभ्यर्थी पूरे प्रदेश में शांति मार्च निकालेंगे। यह लड़ाई व्यर्थ नहीं जाने पाएगी।

    ReplyDelete
  11. sale pille sanjay mohan teri chamadi police chhilegi

    ReplyDelete
    Replies
    1. ji nahi baruta bhai aisa hota to abhi tak sanjay mohan ne sab kabul diya hota

      Delete
  12. Replies
    1. baruta us din ap lucknow me the ya nahi
      agar ap the to apne apni bhadas un lathicharge karne wale police pe kyo mahi utari

      Delete
  13. ye dunia , ye mehfil mere kam ki nahi- mere kam ki nahi,
    kisko sunau hal dile bekrar ka.
    Bujhta hua chirag hu apne majar ka.

    ReplyDelete
  14. ab kshatra sangh bahal ho gaya hai agar a bhartee kuchh dino me celer nahi hoti hai to chhatra sangh wale apana jalawa banane k liye bahut utapat macha denge

    ReplyDelete
  15. dont worry tiwari ji ab maine ek master plan banaya hai bhadas nikalane ki ab hum chhatra netayo ko use karenge yani tood faad o apane banner tale(chhatara sangh k banner) karenge aur gov. k uper davab banayenge

    ReplyDelete
  16. ye mere bharat tujhe ye kaisa jang lagta ja raha hai ajadi ke samay aj ki in gandi ratniti ke bare me hamare desh ke mahapurusho ne kabhi kalpana bhi nahi ki hogi

    ReplyDelete
  17. गुरुजी बनने को भूखे रहे अभ्यर्थी


    Story Update : Tuesday, March 27, 2012 12:03 AM



    हरदोई। शिक्षक बनने का सपना लेकर एक बार फिर से सोमवार को विकास भवन के प्रांगण में टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थी दिखाई दिए। अपनी मांगों की ओर ध्यान आकर्षित करवाने को सैकड़ों अभ्यर्थियों ने भूख हड़ताल रखी। इसके बाद सीएम को संबोधित ज्ञापन सिटी मजिस्ट्रेट को सौंपा।
    टीईटी उत्तीर्ण संघ मोर्चा के बैनर तले जुटे उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को संबोधित करते हुए जिलाध्यक्ष अवनीश यादव ने कहा कि मोर्चे द्वारा लंबित प्रशिक्षु शिक्षक चयन प्रक्रिया में जो आचार संहिता लागू होने से हाईकोर्ट के आदेशानुसार जो रोक लगा दी गई थी, उसे पुन: शुरू कराकर उत्तीर्ण अभ्यर्थी जो पात्र हैं, उनको शिक्षक बनने का अधिकार देने की मांग की जा रही है। उन्होंने कहा कि कुछ अराजकतत्व व अनुत्तीर्ण अभ्यर्थियों द्वारा द्वेष भावना ने प्रक्रिया को नुकसान पहुंचाया, इसलिए मोर्चे मांग करता है कि शासनादेशों की अवमानना करने वालों को दंडित किया जाए और इस प्रक्रिया में जो भी दोषी पाए जाएं उनको कठोर दंड दिया जाए। जिससे भविष्य में कोई भी अभ्यर्थी, अधिकारी व कर्मचारी ऐसी परीक्षाओं के साथ छेड़खानी करने की हिम्मत न कर सके। उपाध्यक्ष तारीक शफी खां ने कहा कि यदि किसी भी तरह से यह परीक्षा निरस्त की जाती है, तो दोषियों का हौसला और बढ़ जाएगा और सपने संजोए बैठे अभ्यर्थियों को मानसिक आघात पहुंचेगा। इसके बाद भूख हड़ताल में शामिल अभ्यर्थियों ने मुख्यमंत्री को संबोधित एक ज्ञापन सिटी मजिस्ट्रेट लालमणि मिश्रा को सौंपकर जल्द से जल्द भर्ती कराने की मांग की। ज्ञापन में शासनादेश में कोई भी परिवर्तन न करते हुए और जल्द विज्ञप्ति के अनुसार व एनसीटीई द्वारा दिए गए दो माह के समय के तहत चयन पूरा करने की मांग की गई। इस मौके पर आशुतोष शुक्ला,विपिन चंद्र , पिंकल यादव, कुलदीप कुमार शुक्ल, अरुण कुमार बाजपेई, हृदेश श्रीवास्तव, खुशबू श्रीवास्तव, देवेश सिंह, सविता, वीरभद्र, अनिल पांडे, प्रवीन सिंह आदि मौजूद थे।

    ReplyDelete
  18. kya 29 tareekh ke baad koi nayi date to nahi milne bali hai jo ab tak sarkar ki taraf se koi kuch nahi bola hai.

    ReplyDelete
  19. Mera desh mahan....kaise?
    bachchon ko padhane ke liye teacher nahi aur sarkar jise teacher lagane chahiye voh sikshak bharti par baat karne ko taiyar nahi...fir bhi bharat desh mahan.
    kaise bhai kaise kya bina padhe-likhe

    ReplyDelete
  20. Akhilesh yadav ne tet merit se bharti karne ka ashvasan de diya hai. stay hatate hi shasanadesh ho jayega.25 april tak 1st counselling ho jayegi.

    ReplyDelete
  21. Akhilesh yadav ne tet merit se bharti karne ka ashvasan de diya hai. stay hatate hi shasanadesh ho jayega.25 april tak 1st counselling ho jayegi.

    ReplyDelete
  22. ye sala desh hi bewkofo se bhara hai
    yaha itne ghotale hote toh bhi koi mantri jail nahi jata hai

    sale kutte kahi ke

    ReplyDelete
  23. Akhilesh yadav ne tet merit se bharti karne ka ashvasan de diya hai. stay hatate hi shasanadesh ho jayega.25 april tak 1st counselling ho jayegi.

    ReplyDelete
  24. Reena Yadav ji yeh NEWS aapko kahan se mili mujhe to aise sanket abhi kahi se dikhai nahi diye.plz rep...

    ReplyDelete
  25. reena ji is news ka srot kya hai? Please

    ReplyDelete
  26. kya yeh aapke apane vichar hain ya dream aaya tha.

    ReplyDelete
  27. aap log postcard bhejo abhiyan ko safal banaye aur ekjut rahen hume naukari 100% milegi
    thanks...............

    ReplyDelete
  28. Hamara samgathan dhire-2 majboot horaha hai hame thodi aur takat lagane ki jarurat hai meri samajh me ek baat nahi ati ki Akhilesh kyu nahi kuch bol raha? Leki mera viswas hai govt ki samajh me ayega ki hum sahi hai

    ReplyDelete
  29. reena ji ap kaunsa news channel dekhti ho madam

    ReplyDelete
  30. reen yadav akhilesk yadav ki mahila mitra hai ais liye yadav ji me ainhe personely bataya hai

    ReplyDelete
  31. sanjay mohan ki hearing ka kya hua koi bataye

    ReplyDelete
  32. HAR PAL PAR AAPKA HI NAAM HOGA.
    AAPKE HAR KADAM PAR DUNIYA KA SALAM HOGA.
    MUSKILON KA SAMNA HIMMAT SE KARNA.
    MERI DUA HAI KI EK DIN WAQT BHI AAPKA GULAM HOGA.
    Sabhi ko naukri jaroor milegi.
    JAI MATA KI

    ReplyDelete
  33. @baruta

    apko kaise pata ki reena akhilesh ki ki girl friend hai agar aisa hai toh thoda tet ke liye jor lagwao na yar

    ReplyDelete
  34. kapil yadav bhi akhilesh ka bhai hai tabhi to apne paise se stay dila rakha hai

    ReplyDelete
  35. @m tomar

    ji jo bhai is blog par akhilesh ji ke relative hai unse request kijiye ki tet ko cancel na kare

    ReplyDelete
  36. ha sale haram ka jo mila hai sanjay mohan tabhi toh koi kuch nahi bigad sakta

    ReplyDelete
  37. sp govt ka dhayan tet par nahi delhi par hai beta yaha lutega baap delhi ko

    ReplyDelete
  38. @sanjay mohan

    sale tuhjhe toh lko ki galiyo mai pagal kutto se katwaunga

    ReplyDelete
  39. reena ji naya news lene gayi hai dosto ab ye batayengi ki kal sabhi tet walo ki joining hai

    ReplyDelete
  40. @m tomar

    achi news di apne lagta hai hamara kaam ho jayega

    ReplyDelete
  41. kaam too hoga sandeep ji par in guptchroo se milna padega

    ReplyDelete
  42. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  43. kya ho raha hai bhaiyo saalaa apna to dimag kaam nahi kar raha hai mujhe lagta hai is samay sabhi tetians bahut sangharshn ke daur me hai aur kisi ka bhi man kisi kaam me nahi lag raha hai
    dosto aapas me kisi ka uphaas mat udao ham sabhi ek hi raste ke musaafir hai agar kuch majaak ka mood ho to achche jokes post kar do lekin ek dushare ko gaali mat do
    sangathan ko majboot banao ye keval tet ki hi problem nahi hai saala sabhi states me students ke saath dhokha ho raha hai
    hum sabko unite hokar ladne ki jaroorat hai pahale to apni apni ladai ko majboot karo jeeto aur fir dushare states ke apne dosto ki muhim me saath do poore desh ko lagna chahiye ki ab is desh ke yuva jaag gaye hai aur ab unko jyada der tak daba ke nahi rakha jaa sakta hai

    ReplyDelete
  44. Bahut se log aise hai jinke acd aur tet dono ke achche marks hai .kuch ke keval acd me achche hai aur kuch ke tet me achche hai bharti kise bhi aadhar par ho to un logo ka kuch nahi bigarne wala jinke dono me achche marks hai magar un logo ka nuksan ho sakta hai jinke keval ek hi me achche marks hai lekin agar imandari se bharti ki jaye to tet ke aadhar par honi chahiye kyoki purane logo ka acd record naye logo se kam hota hai aur phir up board ,cbse board,icsc board ect ka marks dene ka alag alag tarika hota hai.ye baat bhi chodo yadi ek hi copy ko alag alag teacher se chek karao to alag alag hi marks milage .phir har board ka alag alag syllabus hota hai to isme kitni imandari hai ye sabhi jante hai.jo log tet ka virodh kar rahe hai wo imandari ka virodh kar rahe hai.kuch logo ka kehna hai ke tet me gadbadi hoi hai to un logo ko pakadna chahiye jinke marks me gadbadi kari gai hai .jinlogo ki galat tarike se bharti hogi wo sanjay mohan jaise hi ban sakte hai.

    ReplyDelete
  45. Mujhe lagta hai ki ye Reena yadav naam se koi male hai jo hamara maja le raha hai sala hamlogo ki net use karte karte aankhe andhi ho gai aur ye mahanubhav pata nahi kaha se akhilesh ka paigam lekar aa gaye.

    ReplyDelete
  46. abey sale sanjay mohan tu hai kaha sale bas ek bar mil ja teri woh rail banunga ki yaad rakhega sale maa baap ki dua mai bahut asar hota hai

    ReplyDelete
  47. good v k yadav ji mai sandeep kal jo apse phone par baat ki thi

    ReplyDelete
  48. v k yadav ji ye sala sanjay mohan kaun hai?

    ReplyDelete
  49. Aaj tak jo bhi ranneeti band kamre mai banayi gyi wo puri tarah se flop sabit ho chuki hai
    14500rs saharanpur se and 6000 rs shahjahanpur se nitin mehta ke hath mai gye hai
    ye to matr 2 jilo ki information hai

    ReplyDelete
  50. jinhone mehanat se 10--12---BA----MA-----BED----TET PASS KIYA VO AAJ APNE HUK KE LIYE LATHIYAAN KHA RAHE HAI AUR JO 10---12 ---MUSKIL SE PASS HAI VO HUKM BAJA RAHE HAI

    AGAR HUM AB BHI AISE HI LADTE RAHE TO PRESENT KA JO HAAL HAI WO TO AAP SABHI DEKH RAHE HAI LEKIN FUTURE KA HAAL ISSE BHI BURA HOGA JO SOCHA BHI NAHI JJAAA SAKTA HAI
    30 MARCH KO PAHLE SI BHI JYADA BADA DHARNA HUME DENA HOGA
    EK BAAT AUR YAHAAN MAI DEKH RAHA HOON KI AAP SABHI LEADER KO LEKAR BADE BHRAMIT HAI BHAIYO AAP SABHI ISS LADAI ME APNE LEADER HAI SAHI GALAT KA FAISLA AAP KHUD KAR SAKTE HAI
    SABHI JILOP ME APNE MORCHE HAI HAAN UNKO EKJUT HONE KE LIYE EK SAATH HONE KI JAROORAT HAI ISKE LIYE AAP SABHI PRAYAAS KARE JAB SAB EK MANCH PAR HONGE TO KOI BHI APNI BAAT RAKH SAKTA HAI AUR SARV SAHMATI SE AAGE KI RADNEET BAN JAAYEGI


    30 KO LACKNOW CHALNA HAI AAP BHOOLE NAHI

    ReplyDelete
  51. @neel mani

    dekhte raho saheb abhi age kya kya samne ata hai

    ReplyDelete
  52. @digubaba

    ap akele hi lko jaoge kya abhi kisi ne bataya hi nahi or ap pahle se hi 30 ka programme fix kar liya

    ReplyDelete
  53. 30 march ko lucknow abhi nahi jaana hai.,.,. ye date 1 se 6 april ke beec me rahegi....aapko bata diya jayga.,.,

    ReplyDelete
  54. jo log 29 march ko allahabad me ja sakte hai wo jay.,.,.,. lucknow ka program baad me hai.,.,

    ReplyDelete
  55. SABKI HALA T BILKUL IS JOKE KI TARAH HAI

    Think you are sitting in front of computer what computer will think? intel inside mental outside

    ReplyDelete
  56. plz aap log jo diolog yahan marte hai to ek nek kam kare abhi ke abhi 5 postcard pe ye likhkar bheje sriman c.m.sahab plz aap hamare pariwar aur is desh ki khatir aur primary school mai padhne wale student ki khatir tet ki bharti jald se jald kare aur u.p. ko great banaye apna naam aur address

    ReplyDelete
    Replies
    1. Bade bhai dr.amit agrahari ji ye postcard kya hai?kuchh nahi hai mere bhai jara meri bato par gaur kijiyega roj-roj newspaper me tet se related news aa rahi hai kya hua hamara?kuchh nahi ab to bas ek hi tarika hai lko me bidhansabha jaane ka.

      Delete
  57. Sandeep bhai please es sanjay mohan ke baare me pooche kyoki ye sab tet se related nahi hai.

    ReplyDelete
  58. Sandeep bhai please es sanjay mohan ke baare me mat pooche kyoki ye sab tet se related nahi hai.

    ReplyDelete
  59. arey yar yadav ji ye sala sanjay mohan koi bewkof hai jo blog par aakr maje le raha hai

    ReplyDelete
  60. baat paise ki nahi hai
    bat hai kaam hone ya na hone ki
    andar khane kya ho rha hai ye kawal nitin and pathak hi jante hai aur wo kisi se bat krna bi pasand nahi karte
    sach kadwa hota hai aur sach ye hai ki wo court mai abhi tk nakaam rhe hai
    wo to hearing bhi nahi karwa pa rhe hai
    kewal apne man ki kr rhe hai
    are bhai kisi se rai lene mai sharm kaisi

    ReplyDelete
  61. right v k yadav ji or ap chalna toh mujhe bhi bata dena dono bhai ghazipur se saath hi nikal lenge

    ReplyDelete
  62. reena bole meena bazar chali gayi


    ha


    hu



    he




    hurr






    hi



    hi




    bole to haso




    khush raho
















    dil






    ke






    arma






    ansuo







    me






    bah






    gaye






    hum






    wafa






    karke






    bhi






    tanha







    rah






    gaye

    ReplyDelete
  63. anand tiwari is blog par maje le rahe ho kya itni serious problem hai or tumhe majak sujh raha hai

    ReplyDelete
  64. Dear sandeep bhai etana gussa aap mat kare es gusse ko bachakar rakhe ye hame lko me kaam aayega aur rahi baat maja lene ki to sanjay mohan profile ko chhodiye sala maja to gov. le rahi hai hamara vote lekar sandeep bhai kabhi kabhi to khud se sharm aati hai ki sala tet kyo pass ho gaye hamse to achchhe tet fail wale hai jo fail hone ke bavjud bhi josh me hai aur tet radd karane ko aatur hai sala hamlog soch rahe hai ki kab prakiya start hogi aur ve soch rahe hai ki kab tet cancel hoga.

    ReplyDelete
  65. Aaj ke hindustan newspaper me c.m.akhilesh ji ka bayan hai ki jin pariyojnao me 80%kam ho gaya hai unhe sabse pahle pura kiya jaye.hamare tet me to 90%kam pura ho chuka hai.hamri niyukti kab karoge.

    ReplyDelete
  66. bhai sandeep ji aur kya karu is blog pe ab aise hi chalega
    jab sab maje le rahe hai to mai kyo pichche rahu
    sab logo ko samjha ke thak chuka hu

    mujhe b.ed ki training me ye sikhay gaya hai ki kuchch balko ki dharna hoti hai ki wo chillaye
    aur teacher ka ye farz banta hai ki unko chillane ka mahole de

    ish liye prayer ke bad jor jor se nara lagwaya jata hai
    aur padhate samay unko ginti ya pahada jor se bolne
    ko kaha jata hai.

    ReplyDelete
  67. apne sahi kaha yadav ji par insaan bada nahi hota hai uske upar bhi bhgawan hai usne hamari mehnat dekhi hai woh jo insaaf karnege wahi hoga waise bhi meri jindgi dukho mai hi gujri hai father hai nahi mai or mero mother hi hai isliye koi baat nahi jivan mai or dukh sahi lagta hai sukh ab meri zindagi mai hai hi naih

    ReplyDelete
  68. Aaj tak jo bhi ranneeti band
    kamre mai banayi gyi wo puri
    tarah se flop sabit ho chuki hai
    14500rs saharanpur se and 6000
    rs shahjahanpur se nitin mehta
    ke hath mai gye hai ye to matr 2 jilo ki information
    hai

    ReplyDelete
  69. sahi hai anand tiwari ji life hi majak ban gaye hai

    ReplyDelete
  70. vipin bhai hindustan me hi nahi balki sabhi news paper me akhilesh ka ye bayan hai ki jin yojna me 80 percent kam ho chuka hai unhe nahi roka jayega aur jinme 10 percent hua hai unki samiksha kar age badaya jayega

    ReplyDelete
  71. kuch log academic merit ki baat karte hai toh woh bhi sun le agar bharti academic par bhi hogi toh 90% tet topper ka hi selection hoga kyoki unke tet mai achr no. hai toh unke academic mai bhi ache no. hai isliye academic marrit hone par bhi tet topper wale usme fit ho jayenge or tum log mooh banate rah jaoge

    ReplyDelete
  72. bus yahi bat mai sab logo ko samjhane ki koshish karta hu ap log 1 dusre ka majak ya apshabd mat bolo

    kyoki hamari jindagi ko to bhagwan bhi majak bana raha
    hai

    ReplyDelete
  73. ARE O REENA.......AA GAYA TERA DEWANA...........KAHA HA TU .........BATA NA.............TU KISI SE NA GHABRANA.........PLS. BATAO KAISE KHULEGA HUM SAB KI KISMAT KA KHAJANA....PLS.JARA JALDI SE BLOG PER AANA.....VERNA HUM CHALE JAYENGE KHANE KHANA............

    ReplyDelete
  74. Ye reena yadav ko sharm ani chahiye ghuthi afavahe failane ke liye. Ab kahan gayi hai. Reena tumhe pata hai is exam se atleast 3 lakha logo ko ummide hai. Tumhe pata hai ki tumane 3 lakha logo ki bhavanao ka majak banaya hai. GOD tumhe kabhi maf nahi karega. Humari need aur chain sab chale gaye aur tumhe majak sugh raha hai. ROHIT SINGH

    ReplyDelete
  75. Are yar koi kapil ke lawyer ko janta ho to use hi samjhao ke ham kitne pareshan hai.sala vigyapan radd ho jata to ab tak naye vigyapan se form dalkar chayan prakirya suru ho jati.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Vipin bhai kis kis ko samajhaye ham etana jan jayiye vipin ji ki agar vigyapan radd hota hai to niyamawali me sansodhan hoga aur prakiya change hogi kyoki ab ye naya vigyapan hoga tab matter phir court me jaayega aur court hamare favour me dec. nahi dega phir kise samajhayenge vipin ji agar hamare samjhane se log samajh jaate to up etana pichhe nahi hota aur ham 3 mahine training ka luft uthate aur sath me pagar ka.

      Delete
  76. I have more & more girlfriends but reena yadav......i don't know about her

    ReplyDelete
  77. Sabhi TET Sangharsh Morcha k District k jila adhyakcho se anurodh hai ki deenak 29/03/2012 ko 10 AM par High court Allahabad Phuchane ka kast kre...

    Nirbhay Jila adhyaksh Lucknow-7499088470
    Awadesh Nandan-9956864635

    ReplyDelete
  78. akhilesh yadav ne c.m banne ke bad ek bar bhi tet ko lekar koi adhikarik bayan kyo nahi dia?

    ReplyDelete
  79. 30/03/12 ka kya program hai...koi clear kare...............?

    ReplyDelete
  80. kal kuch tet ke student C.M akhiles yadav ji se janta ki adalat main mile C.M ne court se stay hatne ke baad prikriya poorn karane ka aasvasan dia hai tet merit ke dwra . news confirm hai 100 pecent .

    ReplyDelete
  81. kal kuch tet ke student C.M akhiles yadav ji se janta ki adalat main mile C.M ne court se stay hatne ke baad prikriya poorn karane ka aasvasan dia hai tet merit ke dwra . news confirm hai 100 pecent .

    ReplyDelete
  82. kal kuch tet ke student C.M akhiles yadav ji se janta ki adalat main mile C.M ne court se stay hatne ke baad prikriya poorn karane ka aasvasan dia hai tet merit ke dwra . news confirm hai 100 pecent .

    ReplyDelete
  83. KAL CM SE VARTA THI KYA KOI VARTA HO PAI YA TET/ACD MAIN HI ULAJH KAR RAH GAYE HUMARE "NETA"

    ReplyDelete
  84. kal kuch tet ke student C.M akhiles yadav ji se janta ki adalat main mile C.M ne court se stay hatne ke baad prikriya poorn karane ka aasvasan dia hai tet merit ke dwra . news confirm hai 100 pecent .

    ReplyDelete
  85. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  86. Jo log Nokri ke liye 1 Jan 2012 se pehle apply kiye hain aur Merit mein hain, ve sabhee niymanusar bhartee / job ke hakdar hain.

    Ab tak to logon ko 3 mahine kee salary mil chukee hotee, aur probation bhee khatm hone vala hota.

    Agar is ko life se calculate kiya jaye - To Aapka Promotion, Next increment aadi sab par prbhav padta hai

    ReplyDelete
  87. C.M akilesha ji adikarik biyan court ke nirnay se pahale nahin de sakte.lekin wo tet ke pakch & tet marit ke pakch main hain unhone ye baat kahi hai.

    ReplyDelete
  88. reena aapne yeh news apne usme se nikali hai kya

    ReplyDelete
  89. 29 ko allahabad me kya keval jilaadhyaksho ki meeting hai.ya allahabad ke nikat ke janpado se bhi log pahuch rahe hai.

    ReplyDelete
  90. Naukri na milne ka mukhey karan hum hi hai

    ReplyDelete
  91. Kyuki hum apne gharo se hi nahi nikalte

    ReplyDelete
  92. Sale ek ladki ke liye to maa baap ghar baar sub kuchh chhod denge

    ReplyDelete
  93. Ladki par hajaro rupay luta denge par naukri ke liye bas bate banana jante hai

    ReplyDelete
  94. Socho jara agar 200000 tet pass lucknow pahuch jaye to kya hoga media vale hume live dikhayange sab ki najre hum par hi hongi

    ReplyDelete
  95. Shiv mbd sahi kah rahe ho .us din lucknow jane me bhi sabka dam nikal raha tha.ghar ke sher hai.

    ReplyDelete
  96. Aur wo 200000 tet pass lkw me hi 100-100 R.S. chanda jama kare to kitne rupay jama honge

    ReplyDelete
  97. 20000000 Rupay jama honge sala itne rupay me to kapil ka jaj bhi kes 1 minat me har jayega

    ReplyDelete
  98. Par ye sab hum nahi karenge bus badi badi bate karenge

    ReplyDelete
  99. Ladki kahengi safar me ladke pareshan karenge.jab yaro ke sath maje leti ho to bura nahi lagta .lucknow ke aas pass kam se kam 5000ladki höngi magar dharne par nahi jayengi.kya naukri karte vakt gents ke beech nahi rahogi.shiksha mtr ke dharno me itni girls jati hai magar tet me nahi.fir keval judge ko hi dosh kyo dete ho.

    ReplyDelete
  100. Ab sub log lkw me 100-100 rupay jama karna yd paisa sabki najro me hoga is pai ko kes me lagaynge

    ReplyDelete
  101. Job lagegi tab bhi to niklogi ki nahi

    ReplyDelete
  102. Agar tum 10 chalogi to ladke 1000 chaleynge

    ReplyDelete
  103. Meri baat girls ko kadvi lagegi magar socho us din lucknow me hamare saath kuchh hi ladkiya thi kash ye sankhya 1000 hi hoti to parinam alag hota.media ne itni kam ladkiyo ka mudda khoob uthaya ki mahilaye pareshan hai.girls ek bar sab milkar ghar se niklo to sahi.

    ReplyDelete
  104. Ek kahawat hai unchi dukan fika pakwan
    jitna bada lawyer utne dhille kam
    rn singh ke naam pr paisa liya
    vk singh ko case diya
    agr nitin mehta 9639885609 kisi se ph pr bat krta ho to use akal de do ki koi chota lawyer kr lo kam se kam wo dil se to hamara case ladega

    ReplyDelete
  105. Saurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh Sharma GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS

    ReplyDelete
  106. Saurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh SharmaSaurabh Sharma GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS GIVE THE FULL DETAIL OF THE NEWS

    ReplyDelete
  107. mai abhi akhilesh yadav se mila kal se counseling shuru

    ReplyDelete
  108. i think ab is blog pr sab maja le rhe h job kisi ko nhi chaiye ,,,, i m quitting band krta hu jo serious h vo ghar se bhar niklo blog pr kuch ni hoga

    ReplyDelete
  109. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  110. sab log apne document taiyar kar lo
    1 affidavit
    niwas praman patr
    aur sabhi educational certificate
    2file cover tag ke sath
    aj hi taiyar kara lo kal to counselling hai

    merit list
    110 gen
    86 sc
    95 obc
    100 ph

    ReplyDelete
  111. mera to selection akhilesh ke villg. Me ho gaya hai mai to ja raha hu

    ReplyDelete
  112. merit list
    Ibn8
    aur
    P8news
    par uplabdh hai

    ReplyDelete
  113. sab so gaye kya bhai itni good news maine ap logo ko di hai
    ye sone ka time nahi hai jawo aur apne kagaj durust karo nahi to mujhe dosh mat dena

    ReplyDelete
  114. Dosto meri abhi abhi akhilesh yadav ji se bat hui hai. Unhone 100 percent is bharti karane ke liye kaha hai. Sath hi kaha hai ki chayan ka adhar tet aur acedmic dono rahega. Unhone kaha hai ki isase do groupo tet base merit aur acedmic base merit dono ki mang karne valo ki samsya ka nidan hoga. Bharti prakriya mai kuch khamiya hai use dur karne ke bad ise april mai shuru kr diya jayega asa cm ne apne bayan mai kaha hai. So dosto chearup hum jeet gaye.

    ReplyDelete
  115. u f,,,, loosers ,,,,,,or male or female prostitutr.....

    ReplyDelete
  116. bhai unknown apne to phone pe bat ki hai aur mai to mil ke a raha hu
    aur maine ap logo ko cutoff bhi bata di hai to acd aur tet kaha se ban raha hai
    strot* kaltak news

    ReplyDelete
  117. yha kya maje le re ho hkai road pr khde ho jao lipstic laga ke koi le jayga or khub maje dega,,,,,

    ReplyDelete
  118. c.m ke pass b maje lene gaye hoge tum dono ,,,,,kitna liya .....jo ab cntrol ni ho ra

    ReplyDelete
    Replies
    1. bhai ap ki to jindagi me hi dash ghus gaya hai to ap to maje lene se rahe

      Delete
  119. anand tiwari tune hi special news kal tak par dekhi hai sab log itne dukhi hai or ye sale maje le rahe hai

    ReplyDelete
  120. bhai kya hua jalan ho rahi hai kya ye to hamari kismat hai ki hum logo ne c.m. Se maje liye

    ab ap jale to jale

    ReplyDelete
  121. First we need to wait till court verdict. Once this stay on PRT abolished, everything will get smooth. As of now, ball is in court post. We need to make pressure on court for early verdict and than we will make stratesy for further fight against government.

    ReplyDelete
  122. First we need to wait till court verdict. Once this stay on PRT abolished, everything will get smooth. As of now, ball is in court post. We need to make pressure on court for early verdict and than we will make stratesy for further fight against government. 9654604253

    ReplyDelete
  123. jitne gadhe majak kar rahe hain yeh sab fail baithe hain karen kya hamen paresan dekhkar bakbaas hi kar rahe hain.karo karte raho.
    hamari mehnat me sachchai hogi to ronk bhi hat jayegi jaldi hi bharti bhi ho jayegi.

    ReplyDelete
  124. ya good speech dear ,,,,defintly this ll work wonder ...i m sooo glad to read u ,,,,,,

    ReplyDelete
  125. abey jalan nahi ho rahi tujh par taras aa raha hai anand tiwariki tere jaise jis din is desh ke teacher ban gaye us din ye desh gulam ban jayega tab tum cm se nahi white house mai barak obama se mil kar apni speech dena

    ReplyDelete
    Replies
    1. for ur kind informatiom mai abi delhi me as a guest teacher hu aur rahi bat fail ya pass ki
      to mere
      108 marks hai
      my roll no.08001734
      u can check out

      Delete
  126. inki to beep ki beep bj gai tet exam mai ,,,,they r loosers,,,,,ass hole h y

    ReplyDelete
  127. jai ho yogi baba
    ap serious kyo ho rahe hai
    kal ki taiyari karo counselling hai
    bhai

    ReplyDelete
  128. Dosto mai mansik santulan kho chuka hoon.good night

    ReplyDelete
  129. sach dost ham aaj pareshan hain jaldi hi hamare liye roshni ki kiran phootegi aur hame naukri milegi

    ReplyDelete
  130. tu phele cm se apni counselling kra fir hum teri selai krege

    ReplyDelete
  131. Sabhi TET Sangharsh Morcha k District k jila adhyakcho se anurodh hai ki deenak 29/03/2012 ko 10 AM par High court Allahabad Phuchane ka kast kre...

    Nirbhay Jila adhyaksh Lucknow-7499088470
    Awadesh Nandan-9956864635

    ReplyDelete
  132. kal kuch balia ke tet student akilesh (c.m) se mile unhoine court ke faisle ke aane ke baad prikriya karane ke liye kaha hai .adikarik bayan court ke faisle ke baad hi diya jayega. newsr pakki hai jisko duobt hai.bo baliya sampark kar sakta hai.

    ReplyDelete
  133. Agar bhagwaan hai to hum jarur jitenge

    ReplyDelete
  134. anand tiwari itna padadne ke baad 108 no. hai mai toh bina pade hi gaya tha mere 114 marks hai toh fir tu student ko kya padata hai yar 110 se kam marks tujh jaise roj padne wale ke liye fail jaise hi hai

    ReplyDelete
  135. Anand tiwari aap kahin PIIT se to nahin ho ?

    ReplyDelete
  136. ye news 100 percent pakki hai.confuse mat hoiye main majak nahin kar raha hoon. main bubdelkhand tet shangharsh morcha ka sadasya hoon koi afwaha nahin faila raha hoon.aap log ek saath rahiye merit ke visaya main confuse mat hoiye.tet merit ke aadha per sabko naukari milegi .80 hajar vacancy july main aarahi hai saal ke end tak unko bhi liya jayege sirf tet qulified hona chaiye.isliye aap logo se anurod hai ekta banaye rakiye.koi update milega to mere bloge ke madhayam se yak aaplogo ko mil jayegi.

    ReplyDelete
  137. koun hai be gadhe ullu ke kachre jo mera manshik santulan galat bata raha hai
    bhai sharma kal se counselling hai

    ReplyDelete
  138. kal se counselling hai ranchi ke pagal khane mai chale jana annad tiwari or apne se do char gadho ko bhi le jana

    ReplyDelete
  139. UPTET holders 30 MARCH ko LUCKNOW chalo
    30 March ko Subah 10 Baje Lucknow Vidhan Bhawan Ke Samne All TET holders Bhari Se Bhari Sankhya Mein Pahunch Kar anshan me bhag len aur andolan ko safal banayen. Please yeh message apne aas-paas ke sabhi zilon ke TET holders ko farward Karen. Yeh aap sabhi TET holders ke liye aakhiri aur nirnayak ladai saabit hogi. Kyunki C.M. Akhilesh Yadav se mulaqaat hui aur unhonen kaha ki-
    “Yadi ham TET merit par kar bhi dete hain toh, court ise nirast kar degi, Kyunki iske khilaph bahut si yachikayen padi hui hain.”
    Isliye doston hamen apne aandolan ko tez kar dena hai nahi to TET ek rajnitik mudda ban kar rah jayegi -GHAZIPUR TET MORCHA

    ReplyDelete
  140. sale mai agar nichta pe utar gaya na sab ki

    ReplyDelete
  141. tu nich hai hi nichta par isse jyada kya utrega galiya dega isse jyada tere bas mai kuch hai bhi nahi

    ReplyDelete
  142. dum hai toh lko ja waha par police ke dande kha tab hme pata chalega ki tu kitna bad bahadur hai bhai

    ReplyDelete
  143. bhai ab lkw kya karne ja rahe ho
    kal se to counseling hai
    ap ka lkw me selection ho gaya kya

    ReplyDelete
  144. mai toh kha kar aya hoo ab tak mere shoulder dard ho rahe hai

    ReplyDelete
  145. Replies
    1. pagal to tera pura parivar hai
      mere
      108 marks hai
      roll no. Hai
      08001734
      m.no.
      09013345756

      Delete
  146. Saurabh sharma ji apana mo.no. Publish kare

    ReplyDelete
  147. anand ji mujhe kal kaha join karna hai pls bataye na

    ReplyDelete
  148. anand ji ap tension mai pagal ho gye hai or mai apki baat sunkar isliye batayie na kal mujhe kaha jion karna hai

    ReplyDelete
  149. सरकार मेरिट के आधार पर नियुक्ति की प्रक्रिया शुरू करे
    प्रदेश के सभी टीईटी पास लोग संगठित हों और जब तक मांगे पूरी न हो तब तक संघर्ष जारी रखे

    ReplyDelete
  150. aapas me mat lado dost bahut log mujhe v gaali dete hai per no problem jab mai sahi hoo to kya fark padata hai

    ReplyDelete
  151. ha or tere pariwar ka mansik santulan theek hai jo tujh jaise paida ho gaye

    ReplyDelete
  152. or mobile no. dekar tu kya apni virta dikha raha hai kya

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sandeep jee, PIIT stands for Prince Institute of Innovative Technology based in greater noida at knowledge park. Where a guy named Anand Tiwari was my batch mate while b-ed last year. I think this guy is the same.

      Delete
  153. Nirbhai Singh >
    aaj meri nitin, pathak,ganesh, amit, arun, sarvesh in sabhiki mulaqat AKHILESH YADAV JI SE HUI . UNKAYAHI KEHNA HAI KI AAPLOG TO SHAPATH GRAHAN ME BHI AYA THEY. 15 KA UN PER BAD IMPRESSION HAI. UNHONE YE BHI KAHA KI YADI HAMARI SARKAR NIRAST NAHI KAREGI TO COURT NIRAST KAREGA. TO PATHAK JI NE KAHA KI HUM ALREADY COURT JA CHUKE HAI. UNHONEHAMARE ANURODH PERPAHAK, MEHTA, AUR DIXIT JI LO PERSONALLY MILNE KA KISI DIN TIME DENGE.

    ReplyDelete
  154. mat lado bhai apana hi nukasan hai dimag ko mat pakao injoy karo

    ReplyDelete
  155. "Hamari sarkar nahi to court tet nirast kar degi"-akilesh yadav

    ye ek CM ka bayan hai...isliye mamle ki gambhirta ko samajhiye aur sara dhyan court par dijiye

    ReplyDelete
  156. @saurabh bhai saram karo tiwari pagal ho gaya hai to use pareshan mat karo.

    ReplyDelete
  157. sharma tere ko kya bolu tere me himmat hai to bhi apna profile display kar

    ReplyDelete
  158. mai ja raha hu aj ke bad is blog pe nahi ana hai
    yaha sab nich hai
    bewkoof hai
    apas me ladte rahte hai

    ReplyDelete
  159. kaha ja rahe ho anand tiwari join karne kaha join karoge lko mai ya kahi or

    ReplyDelete
  160. sry yar anand ap majak lagatar kar rahe they isliye mujhe gussa aa gaya tha i m very sry dost blog par hi raho kam se kam hm log ek doosere se baat karke information toh le lete hai na

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।