/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, April 2, 2012

BETET / Bihar TET : Result of Teacher Eligibility Test and Madhymik Teacher Eligibility Test will declare on 30th April 2012

बिहार शिक्षक पात्रता परीक्षा एवं माध्यमिक शिक्षक पात्रता परीक्षा का रिजल्ट 
(BETET / Bihar TET : Result of Teacher Eligibility Test and Madhymik  Teacher Eligibility Test will declare on 30th April 2012 )

बिहार शिक्षक पात्रता परीक्षा एवं माध्यमिक शिक्षक पात्रता परीक्षा का रिजल्ट आगामी तीस अप्रैल तक आयेगा। । बिहार विद्यालय परीक्षा समिति के अध्यक्ष प्रो. राजमणि प्रसाद ने कहा कि शिक्षक पात्रता परीक्षा एवं माध्यमिक शिक्षक पात्रता परीक्षा के रिजल्ट की तैयारी जोरशोर से शुरू कर दी गयी है
बिहार विद्यालय परीक्षा समिति द्वारा आयोजित मैट्रिक परीक्षा का रिजल्ट 31 मई तक आने की उम्मीद है

18 comments:

  1. @BLOG EDITOR ji
    @ARPAN ji,
    and all friends...

    ~ Yadi hum sabhi TET PASS 1 din apne VILLAGE or CITY k PRIMARY SCHOOLs mein Bachhon ko padhayein to kesa rahega....

    ~ Aur ye ek saath poore U.P mein ho....

    ~ MEDIA isko first page par chaapega.....

    PLEASE REPLY...????

    TET PASS KARENGE SIKCHA DAAN.....

    ReplyDelete
  2. Ho sakta hai aapka concept achha ho,

    Mein soch rahee thee kee agar,

    Mehtvpoorn places par kalee patii bandhkar, va slogan kamar par baandhkar - Vidhansabha , Highcourt, City ke prime places par agar log thoda safai karen To ye safai ke leeya jagrookta abhiyan bhee hoga, Aur sabhee jaghe sandesh bhee jayega.

    Saath hee ek paper apne vicharon , maango va niymon ko chpvaaye va sabhee logon ko is safaee abheeyan ke doran baaten.

    Va is prkriya ko dohraee jaye, to ho sakta hai kee Logon / Media ka attention aapkee peedaa kee aur jaye.

    Ye mera sirf apna Vichar hai, Aap Log apne leaders ke maargdarshan / va apne intelligence se achhe kadam uthakar apnee baat prbhavee roop se rakh sakte hain.

    ReplyDelete
  3. MADAM ji....

    ~Hum teachers na bane to kya hum teacher ki yagyata nahi rakhte....?????

    ~SAFAYI karke kya humko safayi karamchaari banna hei ..???

    ~WE ALL ARE THE TEACHERs....

    ReplyDelete
  4. दोस्तो मै इस ब्लाग पर काफी दिनो से जुड़ा हूँ, और मै भी टीईटी प्रतिभागी हूँ ।
    मै अप्रत्यक्ष रुप से आप लोगो के आन्दोलन से जुड़ा हूँ ।
    मुझे आज जो खबर मिली है इसमे कितनी सच्चाई है, ये तो सामने आने पर ही पता चलेगा किन्तु सरकार ने न सिर्फ विज्ञप्ति बल्कि टीईटी परीक्षा को ही निरस्त कर दिया है ।
    बस कुछ औपचारिकताएँ है जिससे अभी तक ये बात मीडिया तक नही आई है ।
    जहाँ तक प्राथमिक शिक्षको की भर्ती का सवाल है तो सरकार इसके लिये वैकल्पिक व्यवस्था करने जा रही है ।
    मतलब शिक्षा मित्रो एंव सँविदा शिक्षको की पुन: भर्ती ।
    शायद हमलोगो के लिये अन्तिम विकल्प न्यायालय ही बचा है ।

    ReplyDelete
  5. @blog editor
    apka idea best hai, par hamare bhaiyo ko chota kam karne me sayad sarm aayegi,

    ReplyDelete
  6. BREAKING NEWS up me chal rahe anshan ko dekh dar gaye h bihar! 30 lakh BETET & 8 lakh STET ke candidate ko certificate batna bihar ke liye sabse bari chunauti h. DEKHTE JAAO AGE HOTA H KYA

    ReplyDelete
  7. Kaam Chota Ya Bada nahin Hota,

    Ye (SAFAI) ek samajik kaam hai,
    Achhe kary mein sharm kaisee.

    Kya ham apne gharon mein safai nahin karte , Sharm un logo ko aanee chahiye jo khud gandgee karte hain, samaj ko ganda karte hain.

    (Ye ek Jagrookta abeeyan kee tahre hai, Ralway Platform ko chunkar safai keejeeye, Kuch hee kshano mein dunia mein chhaa jayenge )


    Vaise ye aapke oopar hai, Aap koee Bhee Achha Kary Chune Va Dunia mein chha jayen , Log Aapke Achhe Kam Ko Yad Rakhe,

    Peedeeyan Yaad Rakhen, Kee Aapne Koee Hinsa Ka Rasta Ne Chunkar , Samaj Mein Achha Kary karte Hue Jeet Hasil karee.

    ReplyDelete
  8. @uptet ji koi bhi kam chota bada nahi hota, ye neta to charcha me bane rahne k liye kya nahi karte. Hum to apne haq ko pane k liye ye sab kar rahe hai, aur phir koi din bhar aap ko jhaadu lagana ya police nahi karna.

    ReplyDelete
  9. Kya safai karne se naukarhi mil jayegi akhlesh ko ham par raham aajayega

    ReplyDelete
  10. muskan didi ka idea bilkul "lage raho munna bhai" film wala h

    ReplyDelete
  11. bihar me bahut saare center par STET exam cancle ho gaya meri ek frand bhi ise nahi de pai h kya is bare board ne kuch nirnayai liye PLZ TELL ME MUSKAN DIDI.

    ReplyDelete
  12. Agar karna hai to jila star par ja kar bheekh mago es se 2 labh ho ek to sarkar par sandesh pahuchega or dusra es se hamara sangh majboot hoga

    ReplyDelete
  13. Agar karna hai to jila star par ja kar bheekh mago es se 2 labh ho ek to sarkar par sandesh pahuchega or dusra es se hamara sangh majboot hoga

    ReplyDelete
  14. hi frnds maine uptet me ache marks laye hai.mai up me he rahi hu hamesha se magar mera bihar me mera gao hai.maine gharwalo k kahne par bihar tet aur stet ka exam diya hai.pahli baar maine bihar me koi exam diya aur mai hairan rah gai.waha to log aaram se phone rakh k ans puch rahe the mil kar solve kar rahe the.pata chala paper leek hua tha but baat daba di gai.stet k exam me to pahle he paper bik gaye the.jaha par student ne hangama kiya kewal wahi exam cancil hua.mera to vishwas uth gaya hai ki mehnati student ka kya future hai.chahe up ho ya bihar sab loot rahe.

    ReplyDelete
    Replies
    1. dekhi h uptet ki question it is very simple. tum bihar &up dono ke saath cheat kar rahi ho ye thik nahi h

      Delete
  15. ab akhilesh yadav se justice ki ummid karna bekar hai.ab to court pe he sari ummide hai.bus bharti vigyapan radd hone se bach jay to he bhala ho sakta hai hum logo ka.

    ReplyDelete
  16. We are teachers not safai wala

    so pls give reasonable solutions

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।