/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 22, 2012

Comments of BLOG VISITORS Regarding UPTET Candidates Meeting

Comments of BLOG VISITORS Regarding UPTET Candidates Meeting

Kl western up k sabhi jiladyaksho ki behut jrori meating moradabad m hai.plz sbhi jiladyaksh jrore pehuch.venue k liye contact me.7500581360
By Vinay on UPTET : A Small Article on 4/21/12
Moradabad meating samvandhi kisi bhi jankari k liye call kre-vinay-7500581360,Gurupal-9758869752
By Vinay on UPTET : A Small Article on 4/21/12
Up west ke sabhi jilaadhyaskyo ki meeting 22 april sunday ko 11 am par moradabad main hogi.isme 30 april ke court niranaye ke plus ya minus ane par age ki ranniti banai jayegi.plz sabhi jilaadhysk apni upasthti darj karyen.call on these no- 9720963143 9837037272 9758869752



mainpuri ke sabhi TET uttarin chatro 24/04/12 ko tikoniya park me DM office ke pass sabhi ekjut ho....jis se hum aage ki ranneeti bana sake.....aur mainpuri ki kameti ne ye nirnaya liya hai ki 24/04/12 ko ek divasiya bhook hadtaal karege.....adhik jankari ke liye aap sampark kare.....govind,jitendra,yogendra,devendra, aur anil chauhan..se ....contact numbers hai....9410043245 govind,9410807267 jitendra, 9808760336


AGRA ME TET SANAGRSH MORCHA KI MEETING 22/04/2012 KO SUBAH 10 BAJE SHAEED SMARAK SANJAY PLACE ME HOGI...SABHI LOG TIME PAR PAUCHE AUR AGAR KAL NA AA SAKE TO YE BHI HO SAKTA HAI YE AAKHIRI MEETING HO..
By TET WEB on UPTET : A Small Article on 4/21/12


Karmsil apna Bhagya khud likhsyr hsi. Come to Rajebabu Park on Sunday April 20, 2012 at 10:00AM Meeting. TET MORCHA BULANDSHAHR
By Puneet on UPTET : A Small Article on 4/21/12



Meri sabhi tetians se vintee h k mamle ki gambhirta ko dekhte hue hame atishighr hi koi qadam uthana padhega. Me apne istar se jo b kar sakta hun use karne ko taiyar hun. Me Delhi me rehata hun or 2-4 log agar yahan akar SC k wakeel se milna or PIL dakhil karna chahte h to ap mere yahan a jaeyen, me b apke sath chalunga or har qadam par apka sath dene ko taiyar hun. Zubair (Delhi). 09990832796
By zubair on UPTET : A Small Article on 4/21/12


5 comments:

  1. zubair wait for akhilesh yadav's official anouncement for the cancellation of advertisement,and high court decision of 30 april,fir chalte hain supreme court.

    ReplyDelete
  2. Ek 5200-20200 grade pay 1900(Peon jise ab Multi Tasking Staff Kaha Jata hai)) ke liye to SSC ka all India Level Exam exam pass karna patda hai wahi 9300-34800-grade Pay -4200(PRT)ki bharti academeic merit se.This is sheer bulshit.It can happen in UP only.The govt is just playing with the immotions of lakhs of tetians.It was the youth who gave SP mandate pehle berozgari bhatta or ab TET nirast ki tayari.Yuva apne aap ko thaga mehsoos kar rahe hain.

    ReplyDelete
  3. special advice- aise condidates ki list banaye jo ki mayavati sarkar ke vigyapan ka form bharte samay age limit me the aur ab 6 month bad naye vigyapan ke liye over age ho jayenge. iss se coart casse me sahayta mil sakt hai.

    ReplyDelete
  4. bhaiyo hum sab jante hai ki kuch bhi ho last decision coart ka hi hoga isliye highcoart ka decision ane se pahle hi apne ko supreme coart ke liye taiyar ho jana chahiye....
    aur kuch bahut hi acche aur important
    proof against tet cancilation ekathe kar lene chahiye jisse hum SC me strong situation me pahuch sake....
    jaise kuch logo ki age limit khatam ho rahi hai....

    ReplyDelete
  5. Bhayion aur bahno ab chup baithne ka samay chala gaya hai .
    agar ab kuch nahi kiya to bus hamesa ke liye jeevan andhkar me chala jayaga to apne haq ke liye udo aur lado

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।