/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, April 13, 2012

UPTET 2011 : Committee meets to probe anomalies in Teachers Eligibility Test


UPTET 2011 : Committee meets to probe anomalies in Teachers Eligibility Test on Wednesday : 13-Apr-2012


LUCKNOW: Following chief minister Akhilesh Yadav's orders, the high-level committee appointed to investigate the anomalies in the Teachers Eligibility Test (TET)- 2011 met on WednesdayChaired by Uttar Pradesh chief secretary Jawed Usmani, the closed-door meeting was also attended by principal secretary, Home, Rajendra Mohan Srivastava, principal secretary, law, Zakiullah Khan, director general of police, AC Sharma, secretary, secondary education, Pankaj Kumar and secretary, department of primary education, Sunil Kumar.

The meeting, sources said, was convened to take stock of the teachers' recruitment racket that rocked the state in November 2011. The committee was also made responsible for recommending, within 3 weeks, ways to solve the issue of the TET controversy, and present its views on whether the 2011 exam should be cancelled as a result of the anomalies that were discovered.

After the TET results were declared on November 26, last year, the state government discovered that money was collected from several unemployed persons by assuring them they would clear the TET. During a probe by the Special Task Force (STF) the police named as co-accused, Sanjay Mohan, who was then director of Uttar Pradesh Board of Secondary Education.

Mohan was subsequently arrested, after his role, in allegedly collecting money from candidates who appeared in the 2011 Teacher Eligibility Test, was confirmed. The money, the police said, was taken to facilitate candidates' selection.

In the first week of April, the CM had appointed the committee, asking it to consider the possibility of cancelling the results of the TET 2011. Objections, however, were raised by many persons who qualified the test, saying the wrongdoings'' of a few candidates and officers could not be used as reason to punish others.

After agitating in Lucknow for many days, a delegation of successful candidates also met CM Akhilesh Yadav.

News : Times of India (13.4.12)

188 comments:

  1. kya koi bata sakta hai is tet me hue bhrastchar ki bat anna ji ke sadasyo se ki hai wo is per kyon
    chup hai kumar ji to ek shikhak
    bhi hai wo is bat ko media me kyon
    nahi utate. unke kahane per media me
    ye baten hightlight hogi .tahta sc me prashant bhushna ji ke samane ye
    baten rakhi jaye to acha hoga wo bhi to anna ji ki kameti ke sammanit sadasya ha

    ReplyDelete
  2. @ AMAR UCHALA , DAINIK JOKERAN


    NOw this known as ART OF NEWS, presenting the real situation from BOTH SIDES OF COIN.

    ReplyDelete
  3. AGR SARKAR TET KO CANCEL KRTI H TO HM AIIMS CASE M DIYE NIRNYA KO B APNA AADHAR BNA SKTE H. JISME KHA GYA H K KUCH LOGO K KARAN PURI PRIKSHA KO NIRSTA NHI KIYA JANA CHAHIYE.KYOK YE UN STUDENT K SATH ANYAY HOGA JO BEKSOOR H AUR MEHNAT KRKE EXAK PASS KRTE H.

    ReplyDelete
  4. PERFECT K CHAKKAR ME HUM LATE NA HO JAY,, JISKO BHEJNA H VO APNE VIVEK SE KUCH POINT ADD KAR KE BHEJ DE,

    "SC KITNI APPL KO ignor karega"

    ReplyDelete
  5. FRIENDS GOVERNMENT KE PASS TET KO CANCEL KARNE KE KOI THOS KARAN NAHI HAI JABKI WO PURI TARAH SE KOSHIS KAR RAHI HAI KI KISI BHI TARAH SE ISE CANCEL KIYA JAYE
    DOSTO HUMARE JIN SATHIYO KI HATYA IS GOVERNMENT NE KI HAI WO TO ARTICLE 21 KA (JO HUMARA MAULIK ADHIKAR HAI ) ULANGHAN KIYA HAI ,KYOKI IS ARTICLE KE ANUSAR SARKAR HAR TARAH KI PARISTHITI SE HUMARE PRANO KI RAKSHA KAREGI.

    PARANTU YAHA TO SARKAR NE HI AISI STHITI UTPANN KAR DI HAI KI TETIANS KE PRAN PAKHERU HO RAHE HAI
    ISKE KHILAF TO HUM SEEDHE SUPREME COURT JAA SAKTE HAI KYOKI YE HUMARE MAULIK ADHIKARO KA HANAN HAI

    ReplyDelete
  6. Today hearing of writ no. 76039/2011 kapildev as serial no. 123 on allahabad high court side.

    ReplyDelete
  7. AMAR UJALA OR DAINIK JAGRAN BHRASHT PATRKARITA KE PRATEEK HAIN...
    INKO TIMES OF INDIA SE SEEKHNA CHHIYE

    ReplyDelete
  8. FRIENDS GOVERNMENT KE PASS TET KO CANCEL KARNE KE KOI THOS KARAN NAHI HAI,

    JABKI WO PURI TARAH SE KOSHIS KAR RAHI HAI KI KISI BHI TARAH SE ISE CANCEL KIYA JAYE ,


    ///////ARTICLE 21////////

    DOSTO HUMARE JIN SATHIYO KI HATYA IS GOVERNMENT NE KI HAI WO TO ARTICLE 21 KA (JO HUMARA MAULIK ADHIKAR HAI ) ULANGHAN KIYA HAI ,KYOKI IS ARTICLE KE ANUSAR SARKAR HAR TARAH KI PARISTHITI SE HUMARE PRANO KI RAKSHA KAREGI.

    PARANTU YAHA TO SARKAR NE HI AISI STHITI UTPANN KAR DI HAI KI TETIANS KE PRAN PAKHERU HO RAHE HAI ,


    ISKE KHILAF TO HUM SEEDHE SUPREME COURT JAA SAKTE HAI KYOKI YE HUMARE MAULIK ADHIKARO KA HANAN HAI
    Friday, April 13, 2012 9:26:00 AM

    ReplyDelete
  9. DOSTO KIYA HUM TET CENCEL HONE SE PAHELEY SC MAI PIL KAISE DAL SAKTE HAI YETO WAHI BAT HAJAYEGI KI JURM HONE SE PAHLAY HI HONE WALEY MUJRIM KI SAJA KI MANG KARNA

    ReplyDelete
  10. @ DIGUBABA JI

    AAP BILKUL SAHI HAIN.
    HUMARI PROB HAI KI HUM EK JAGAH IKATTHE NHI HO PA RAHE HAIN JIS KI VAJAH SE THOS KADAM NHI UTHA PAA RAHE HAIN..
    ESLIYE HUM SABHI KO VYAKTIGAT / SAMUYHIK ROOP SE SC APPLICATION DALNI CHAHIYE,.,.MGR JALD SE JALD

    ReplyDelete
  11. @ RAKESH JI

    TET CANCLE HNE K VIRODH ME NHI, BHARTI PRAKRIYA JALD SE JALD SHURU HONE K LIYE BHEJNI HAI,,, UNDERSTAND?

    ReplyDelete
  12. @UPTET MORCHA
    REPLY MY QUESTION.. WHERE R U?

    ReplyDelete
  13. @ AMAR UCHALA , DAINIK JOKERAN, P420, ABHI TAK, SCAR NEWS, G NEWS

    Hamara kisi bhi SAMASYA ya GHATNA k prati pratham DRISHTIKON media(news channel, news paper) hi banate h.

    Aaj agar har gali(STREET), nukkad, mohalle pe ek MANGO MAN(aam aadmi) tet k cancle hone k prati apne vichaar rakhta h to isme media ka hi pramukh role h.

    MEDIA positive ko negative, VICE VERSA karne ki kabiliyat rakhti h, parantu use mostly TRP/PUBLICITY k liye h USE karti h.

    ReplyDelete
  14. @RAJEEV KUMAR
    U CAN CALL THEM AND ASK THEM WHAT U WANT TO KNOW ABOUT FURTHUR STEP IN THIS


    TET MORCHA SANGATHAN LEADERS


    1. S. k. Pathak 9415023170
    2. Sujit kumar 9453234149
    3. Nitin Mehta 9639885609
    4. VivekAnand 8081934675
    5. Rajesh Prtap 9720963143
    6 .Gulzar Saifi 9319304441


    DIGVIJAY SINGH --09716942720

    ReplyDelete
  15. DOSTO YE SARKAR YE PIRYAS NAHI KAR RAHI KI TET KO CENCEL NAHI KARNA HAI BALKI SARKAR YE KOSIS KER RAHI HAI KI TET KO KESE CENCEL KIYA JAI SARKAR KI SOCH NEGETIVE HAI

    ReplyDelete
  16. i always said that tet would be in prominent role.
    this would be-
    10+12+3+ b.ed+TET merit.
    this is final guys.
    dont mess one another !

    ReplyDelete
  17. जैसा अखबार,वैसी खबर
    दैनिक जागरण के शब्दोँ मेँ-टीईटी पर शासन की सधी चाल
    अमर उजाला के शब्दोँ मेँ-
    टीईटी निरस्त करने पर नहीँ बनी सहमति
    और अब टाइम्स आफ इण्डिया के शब्दोँ मेँ-
    टीईटी मेँ उत्पन्न समस्याओँ पर कमेटी की बैठक
    इसमेँ सबसे कमीना न्यूज पेपर अमर उजाला है जो साला सबसे पहले हमारी ह्वाट लगाना चाहता है।

    ReplyDelete
  18. @V.K.Yadav/Ghazipur
    i m agree with u yadav ji..iss media ne hi TET k liye -ve mahaul banaya...amar se bhi bada nalayak paper hindustan raha..usski news se to aisa lagta hai ki wo TET ko nirast karane mein kuch jayada hi dilchaspi leta hai..lagta hai usske apne fail ho gaye hain TET mein....

    ReplyDelete
  19. @ V.K YADAV G

    nice SCALE Of MEASUREMENT of lie in DIFFERENT NP(news papers)

    AU: ham to tet nirast karne k liye hi h bas sahmati ban jaye.


    DJ:ham ander hi ander khichadi paka rahe h, pakte hi aap ko parose ge.


    TOI: tet mein bahut samasyayein h dekho sarkar kya kare

    ReplyDelete
  20. media ko kahana chahiye......
    dhandhali hui hai to hone do kayonki
    agar 5-10 hazar ne ki hai to atleast
    60 hazar to begunah candidate bharti honge....

    ReplyDelete
  21. ab media to wahi kahegi jo chal raha hai ya jiska andaza aasani se lagaya ja sakata hai.....

    ab media agar ye kahe ki tet me lage dhandhali ke aropo ko darkinar karake cm ne bharti ka man banaya to iss khabal par kisi ko biswas nahi hoga.
    ..

    ReplyDelete
  22. Friends aap log media ko dosh kyo de rahe hai,jabki saari galati hamare system ki hai,
    media ne kuch bhi galat nahi kiya hai media ne Tet ko bhi usi tarah cover kiya jaise wo har news cover karti hai....media ki karyapranali ko samjhna hai to television par aane wale ek add se samajha ja sakta hai....

    Birla white wall care putti ke advt. ko dekhe "DANDRUFF WALA TOTA" jisme ant me tota hi bolta hai 'abe dhakkan upar dekh papadi hai papadi'....

    Tet par stay media ki khabro se nahi laga hai aur nahi govt.koi decision in khabro ke adhar par leti hai kyo aaj har koi media ki asliyat janta hai

    ReplyDelete
  23. @raj ji
    anna ki team uptet ke brastachar
    jaise mudde ki bajaye bhrastachar ki jad par war karane ki kosis kar rahi hai....aur phir jab iski janch chal rahi hai to mujhe nahi lagata hai ki use iss mudde par abhi kuch kahane ki aawashyakta hai.

    ReplyDelete
  24. एक तरफ अमर उजाला टीईटी निरस्त करने की खबरोँ पर जोर दे रहा है वहीँ 12-04-2012 के लखनऊ प्रकाशन मेँ लिखता है कि शासन ने 1,59000 नये शिक्षकोँ के 6 महीने के वेतनमान का प्रस्ताव मानव संसाधन विकास मंत्रालय को भेजा है।यार ये क्या माजरा है इसकी दोहरी चाल समझ से परे है।

    ReplyDelete
  25. kumar ji aap ke tet me kam no. Hai kya ? Jo aap baar acd. Ka hi support kar rahe hai. Kabhi to kaha hota ki dhandhali karne walo ko pakda jay. Kya tet nirast hone par aap khush hoge? Kya jamana aa gaya hai ? Bechare tet pass hone wale pareshan hai aur fail wale khush. Ise kahte hai kaliyug

    ReplyDelete
  26. shashan ne 1,59,000 naye shikashko ke wetan ke liye demand bheji hai aur
    hrd dawara ise manjoor kiye jane ki
    poori sambhawana hai....
    issse kam se kam ye to pata chalata hai ki sarkar naye teacher ki bharti jaroor karegi...

    hum iske liye up govt. ko badhai dete hain

    ReplyDelete
  27. Ranjeet Singh Yadav >
    Uptet
    Case mention ho gai hai
    Ashok Khare ji ne court ka
    dhyan akrist kara dia hai ,
    hearing aaj hi hogi ,
    division bench ke direction
    ke behalf me steyy vaiket
    hoga , by Ranjeet on facebook.

    ReplyDelete
  28. @pankaj ji
    hum dhandhali ki janch report ka hi wait kar rahe hain.....
    hame itni jaldi nahi hai ki bina janch ke hi sarkar par pressure bana de...

    mere 110 hain aur acd 250
    mujhe tet se ho acd se last me hi milne ki sambhawana hai....

    lekin yadi ramabainagar police ki
    jo janch chal rahi hai usme omr agency par chape me 4500 answer sheet par whitener lagakar marks badhaye gaye hain....
    iske alawa jab nideshkak hi pakada gaya hai to ye kaise nahi kaha ja sakata hai ki exam ke samay centre
    aadi par setting nahi ki gayi hogo..

    ab ye mat kahiyega ki iska koi sabut nahi hai....

    pahle ye batayie ki btc2001.police bharti me janch ki gayi thi aur dhandhali ujaga hui thi.....
    lekin pahale ye batayiye ki kitane candidates ko pakda gaya tha...

    tp phir mai ye kayo na manu ki hazaro candidate ne dhandhali ki hai...iss case se to meri tet se selection ki sambhawanao par asar padega.....so i m demanding acd base kayonki wo jinhone dhandhali
    ki hai kam se kam unhe no. badhwane ka fayada to nahi milega...


    aur phir dhandhali nahi hui hai to
    sarkar ko ye janch se pata chal hi jayega aur hum sabhi ko bhi.
    kam se kam janch ka wait to kariye.

    ReplyDelete
  29. abhi kam se kam court ke decision ka wait kariye....
    tab tak iss blog par tet-tet,
    acd-acd kheliye bahut maza aa raha hai....

    ReplyDelete
  30. DOSTO PIL ME IS BAAT PAR JOR DENA CHAHIYE KI UP KE SCHOOLS ME KITANE TEACHERS KI JARURAT HAI AUR JULY TAK KITANE TEACHER RETIRE HO JAYEGE YADI JULY TAK NAYE TEACHER NAHI MIL PAYE TO KITANE SCHOOL BAND HO JAYEGE AUR KITANE TEACHERS KI KAMI HO JAYEGI JISASE 6-14 SAAL KE IN SCHOOLS KE STUDENTS KI EDUCATION BADLY EFFECTED HOGI AUR UNAKE MOOL ADHIKARO (RTE) KA HANAN HOGA IN BUT GOV. APANE POLITICAL FAYADE KE LIYE BAR BAR NIYAMAVALI AUR PROCESS BADALANE KI TAIYARI KARATI HAI AUR CHAL RAHI SELECTION PROCESS KO CANCEL KARANE KI TAIYARI KAR RAHI HAI IN FACTS KO APAMNE SANGYAN ME LETE HUE MANNIYA SUPREME COURT IS PATRA KO PIL KE ROOP ME SWEEKAR KARE KYOKI YAH UN 6-14 YRS KE STUDENTS KE MOOL ADHIKARO KA HANAN HAI JO COURT KA DARWAJA KHATKANA TO DOOR APANE MOOL ADHIKARO SE HI THEEK SE PARICHIT NAHI HAI

    ReplyDelete
  31. @ SINGH G
    exactly thats i m saying

    1.EXTENSION/DISMISSION of DEADLINE of NCTE(i.e. 01.01.2012 B.ed as PRT)


    2. 386726(three lakh eighty six thousand seven hundred twenty six) teachers required for success of SSA/RTE(sarva shiksha abhiyan) in UTTAR PRADESH.


    3. 199571(one lakh ninety nine thousand five hundred seventy one) toal vacant posts of PRT vacant on 26.04.2011, still no major recruitment takes place.


    4. A huge amount of RETIREMEMT of teachers which resulted into closing of lots of schools

    ReplyDelete
  32. @pankaj
    maine aapke comment ka jawab diya hai lekin mujhe jaisa ki lagata hai mere
    jaydatar jawab spam me chale jatte hai(according to blog editor) to
    mai chahunga ki blog editor use check kar display kar de.

    ReplyDelete
  33. unknown ji r u sure news pakki h kya /???

    ReplyDelete
  34. आज कोई न्यूज क्यो नही आई है ?

    ReplyDelete
  35. Ranjit ji agar ye news confirm hai to PLEASE blog par bhi post kijiye.

    ReplyDelete
  36. @ KUMAR G and .SAID G

    maine aapke bahut se comments pare aur ye jana ki aapke comments TARKO(valid points) par adharit hote h phir bhi log aapka virodh karte h.

    BUT yahan media k issue par aapki yeh baat sahi h ki media jo hota h wahi batata h par HAMARA GLASS AADHA KHALI AUR AADHA BHARA HUA H, aur MEDIA SIRF AADHE KHALI GLASS K BARE MEIN HI BATA RAHA H AADHE BHARE HUYE GLASS K BARE MEIN BHI MEDIA KO BATANA CHAHIYE.

    ReplyDelete
  37. Dear Friends,

    Thanks a lot for your valuable comments, noted for implementation.

    Thanks & Regards,

    ReplyDelete
  38. Unknown ji, vaise to mujhe aapki baato par 100% vishwas hai lekin eski kya sachchai hai ye to bad me hi bata chalega.

    ReplyDelete
  39. court web sit pr to date 16 apr hi show ho ri h

    ReplyDelete
  40. Brother , TET ko radd karna itna asan nahi hai.kyoki hamare saath supreme court hai. jiska Logo hai ''SAU GUNEHAR BHALE HI BACH JAYE PAR EK BEGUNAH KO SAJA NAHI MILNA CHAHIYE.''

    SATYAMEV JAYTE

    THANKS ALOT.

    ReplyDelete
  41. ap sabhi log *uptet facebook* par ja kar dekhe.

    ReplyDelete
  42. Pahle MAYA Aunty ne hum logo ko torchur kiya aur ab akhilesh bhaiya ki fi niyat saaf nahi dikhayee de rahi hai.

    ReplyDelete
  43. Meri abhi court m upastith apne sathi s baat hui jo ki unknown ji ki news ko conferm krt hai ab kafi sambhavna bad gai hai k aaj he hearing ho jayegi or stay bhe ht jayega.so always think positive.

    ReplyDelete
  44. VINAY JI R U RIGHT?? PLZZ CONFIRM IT FROM OTHER SOURCES...........

    ReplyDelete
  45. Vinay Ji :

    good news

    thanks alot in advance

    ReplyDelete
  46. ADITYA FAIZABAD,BHAI log agar aaj sunvayee ho gayee to decisson jaroor aa jayega.

    ReplyDelete
  47. Ranjeet Singh Yadav >
    Uptet
    Special appeal hi adhar ban
    gai hai twarit sunwai ki
    90% hearing aaj hogi , in
    case koi dikkat hoti bhi hai
    to next cause list me case 1
    to 5 ke madhy unlisted kar
    Di jayegi ,

    ReplyDelete
  48. Aap log brhamak batan pr viswass kr krk saty ko bhe saty nh mante or rh confermation ki baat to lagbhag 27 jila adyaksh beha pr hai jinme s koi to apka bhe viswasniye hoga use call kre.understand my frnd

    ReplyDelete
  49. VINAY JI KIYA SUNWAI START HAI.?????????????

    ReplyDelete
  50. Happy baishaki to all.are bhai aaj to koi good news dedo.

    ReplyDelete
  51. Piyush Chaturvedi
    Court no 33 me 10 fresh 2
    unlisted aur after
    mentioning hmara case 13
    no pe hai . Abhi unlisted 1
    ki hearing ho rhi hai
    pichhle 1.30 hour se

    ReplyDelete
  52. Kya AAz High Court me Hearing Hai????? PlZ Koi Clear Kare...

    ReplyDelete
  53. Clear decision sayad 16 ko hi aayega.aaj ki hearing bhi agar, magar ,me hi fasti najar aa rahi hai.

    ReplyDelete
  54. Piyush Chaturvedi
    Frinds , pichhle 1.45 hour
    se 1 hi case ki hearinh chl
    rhi hai abhi kb tk chlegi pta
    nhi.
    Atha mitro jyada aasha n
    palen.

    ReplyDelete
  55. Dear Friends

    today I find out something so see everybody and comment on this





    PRIMARY RESULT

    Personal Details
    Roll No 13051487
    Barcode 1058835
    Name YADAV KAPIL DEV LAL BAHADUR
    Date of Birth 16/03/1985
    Father's name LAL BAHADUR YADAV
    Category OBC




    Result Details
    Marks 91
    Percentage 60.67
    Result PASS


    Search Another Roll No.


    With love and regards

    Puneet

    ReplyDelete
  56. Dosto pareshan na ho hearing 16 ko hi hogi.aaj bhi hamara case aane se pahle judge uth jayega.

    ReplyDelete
  57. Bhai logon upar wale se dua karo karo ki prt ki bharti jaldi ho ab sabra nahi hota..pareshani badhti hi jaa rahi hai.. Jai mata di

    ReplyDelete
  58. Ranjeet yadav bhi court main humare saath mojud hain.ek aur case main jayada time lag gaya hai so humare case ki sumvai ki sambhavana kam ho gai hai.wait and watch.duayen karo 4 baje tak humara no aa jaye.

    ReplyDelete
  59. @vinay kumar ji upar vale se nahi ab to niche vale (akhlesh ya judhe)se dua karo



    ha. ha.. ha...

    ReplyDelete
  60. dosto lagta hai ab kuch ho kAR HI RAHEGA JAISA KI AGAR AAJ COURT BHARTI SE ROK HATATI HAI TO BADA KADANM HOGA AUR COURT ME AGLA MAMALA RELATED TO TET MERIT BHI SULAJH JAYEGA TO HO SAKTA HAI AB ACCHE DIN AANE WALE HO

    ReplyDelete
  61. Very sad news.next hearing 30 april 2 baje ka samaye.lekin us din final decision ayega.

    ReplyDelete
  62. @ pal

    mr pal kha se pta chala hai abhi court me sunvayi ho rhi hai to koi nirnay nhi aa sakta hai waise bhi pehle se case 16 ko bhi listed hai aap galat sun liye hai kya

    ReplyDelete
  63. YAHA IS BLOG PER 1 MINUTE ME ACHI KHABAR AATI HA,DUSRE MINUTE ME USKI ULTI,,,,,DIL AUR DIMAG NE KAAM KARNA BAND KAR DIYA HA,KOI KAHTA HA KI AAJ CASE KI SUNWAI HA,DUSRA KEHTA HA KI BUS NUMBER AANE WALA HA,TABHI TESRA KAHTA HA KI NEXT HEARING 30TH APRIL KO HA////////

    ReplyDelete
  64. Log samajhte kyo nahi.court govt. Ke pure dabab me hai.18 ko mukhya sachiv jaisa nirnya dega court bhi usi ke anusar chalega.SUPREME COURT HI LAST CHANCE HAI.DOODH(TET)KI RAKHVALI BILL(H.COURT)SE KARVA RAHE HO.

    ReplyDelete
  65. 30 April ko UPTET case pe final decisoin diya jayega, aisa aj judge mahoday ne keh diya hai.

    ReplyDelete
  66. aisa ni ho skta ,,,agar date 30 apr mili h to pakka y sarkar ke chal h or vo pakka bharti cancle kregi ,,,, agr news confrm h to

    ReplyDelete
  67. Pal ji is tarah ka majak na kare.kisi ko heart attack bhi ho sakta hai.

    ReplyDelete
  68. bina kisi discission ke judg ne decide kr diya ki final decision 30 ko ayga ....matlab saaf h gov, jo chae vo hi hoga ,,,,,,,,,koi humari nhi soch ra

    ReplyDelete
  69. Jadge n faisla surchit rkhte hue double bench k aadhar ko case ka adhar benate hue 30 apr 2 pm next hearing mukrar ki hai.us din faisla humare pakch m aayega or ek baat jb tk case court m hai goverment koi bhe nischit faisla nh le skti.think always positive

    ReplyDelete
  70. Ye case supreme court jana hi hai.govt.ne next tet ki tayyari kar li hogi.ya chayan karke unka tet paise lekar baad me kara denge.

    ReplyDelete
  71. PRIMARY RESULT

    Personal Details

    Roll No 13051487
    Barcode 1058835
    Name YADAV KAPIL DEV LAL BAHADUR
    Date of Birth 16/03/1985
    Father's name LAL BAHADUR YADAV
    Category OBC



    Result Details

    Marks 91
    Percentage 60.67
    Result PASS

    Search Another Roll No.

    Print this page

    Ye hai kapi dev

    ReplyDelete
  72. BHAI LOG KAISE KAISE NEWS AA RAHI HAI.

    ReplyDelete
  73. PLS.KOI BHI AFWAH IS BLOG PER NA PHELAYA KARE,KISI KO HEART ATTACK BHI HO SAKTA HA,NA JANE KITNE LOGO KE EMOTION JUDE HA TET SE............

    ReplyDelete
  74. dheer ji sahi kah rahe hai kuchh log hame pahad par chadakar turant gira de rahe hai velog nahi jante hai ki kai candidates din rat tet ke hi baare me soch rahe hai.

    ReplyDelete
  75. PIL mein is baat ko kehna chahiye -

    Kee jab hamne niyukti prkriya kee saaree sharte poore kar dee to bhrtee prkriya kyon nahin shury ho rahee.

    RTE ka lagu hona janhit mein hai,
    NCTE kee guideline achhe shikshkon ko chunne ka aadhar janhit main hai
    To ab bhrtee prkriya mein deree kyon.

    Aur agar kahin koee gadbad / baimaneee huee hai to dosheeon ko saja mile.

    UP Sashan ko jald se jald apnee sthiti spast karte hue bhrtee prkriya shuru kee janee chahaiye.

    ReplyDelete
  76. JAB 16/04/12 KO CASE COURT ME LISTED THA TO PHIR 30/04/2012 KE DATE KAISE HO GAI..............................

    ReplyDelete
  77. YE COURT KAM AUR NATAK MANDALEE JYDA LAG RAHI HAI.SOCHEYE EK GAREEB AADMI KAISE ISKO JHEL PATA HOGA......

    ReplyDelete
  78. Pahle 300 ghotalebaj bataye fir 800 bataye ab 4500 bataye ja rahe hai.agar 30 date mili hai to govt.10000bata degi.fir 30ko vigyapan radd fir tet radd.govt.fir sabko mauka degi aisa lag raha hai.nyay bhi govt.ke isaro par naach raha hai.

    ReplyDelete
  79. @ Ranjeet yadav, unknown g
    aap court me hai
    latest info digeye pls

    ReplyDelete
  80. Special appieal 280 defective faild by Lalit Mohan& Ranjeet singh yadav ke direction ke behalf me 30 April ko sthagnadesh ko radd kar dia jeyega justice Arun Tandan

    ReplyDelete
  81. vikas ji kuch samaj ni aya plz dubara clear kro kya hua

    ReplyDelete
  82. sahi ewam sateek jankari hi de. pls
    afwah na failaye
    kyoki tet lakho logo k jeewan ka sawal hai

    ReplyDelete
  83. @progress plz dubara clear kro kya hua

    ReplyDelete
  84. kya koi bata sakta he ki agar case delay hua he to next hearing me confirm decision aa jayega? plzzzzzzzzzzzzzz koi ise confirm kark bataye mere liye yejob bahut jyada jaruri he isipe meri life depend karti he muje is job ki had se jyada jarurat he plzz case ki sunvai jo 30 ko hohi vo hamare liye +ve he ya -ve

    ReplyDelete
  85. Ravikant main khud courtroom main hoon.30 ko sunvai surely hogi.stay vacat hone ki puri umeed hai.bahas ka pura time mikega.

    ReplyDelete
  86. YE BLOG HAMNE APNI PARESHANIYO KO KAM KARNE KE LIYE CHUNA HA,HUM SABKA FARZ HA KI HUM EK DUSRE KI MADAD KARE NA KI KISI KO MISSGUIDE KARE-----

    ReplyDelete
  87. jitna delay hota ja raha he mera utana jyada nukshan ho raha he meri life is job pe depend karti hi zindgi me mene kise se kabhi na kuch manga na koi ummid ki lekin aaj meri jimmedariyo k chalte muje job jladi se jaldi chahiye kahi se kuch bhi +ve hota hua nahi dikhai deta i m so much upset frustet

    ReplyDelete
  88. kya judge kibaato se ya court ye feel ho raha he ki H.C.bhi goverment ke issare pe kaam kar rahi he?ya phir 30 ko court apna honest fesala kisi ke bhi dabav me aaye bina degi plzzzzz tell me some one plz

    ReplyDelete
  89. kya kre in dates ka??
    Hr bar ek new date..tng aa gye h is noutanki se..kyu in sb logo ko hmara dard nhi dikhai deta

    ReplyDelete
  90. SUpreem court ne thik hi kha hai "allahabad High Court sad (infected) chuka hai.

    ReplyDelete
  91. प्रिय मित्रोँ, कृपया मेरी इस बात का बुरा मत मानना-यदि हम 18 अप्रैल से पहले दिल्ली के जामा मस्जिद के बुखारी से मिले तो शायद कुछ अच्छा परिणाम देखने को मिले।

    ReplyDelete
  92. is there any one? i m waiting 4 answer from u friends.i m nt able 2 say my whole problem bt i hv great faith in god. each and every day i m praying 4 this job v will surely get this job bt its taking lot of time with our patience its crusial 4 me

    ReplyDelete
  93. प्रिय मित्रोँ, कृपया मेरी इस बात का बुरा मत मानना-यदि हम 18 अप्रैल से पहले दिल्ली के जामा मस्जिद के बुखारी से मिले तो शायद कुछ अच्छा परिणाम देखने को मिले।

    ReplyDelete
  94. frndz jaisa ki pata laga hai judge arun tandon ne khud kaha ki 30 ko date lelo us din ham 1 no par sunwahi karege .isase saaf jahir ho raha hai ki 26 tak power cmty kuchh gadbad karegi aur is case ka auchity hi samapt ho sakta hai .HC. govt ke ishare par kam kar raha hai got is 13 nov. ko hui exam ka kissa hi khatam karna chahti hai yahi lag raha hai

    ReplyDelete
  95. lekin isme hamara kya kasur he? humne kisi ka kya bigada he ?muje to laga tha k sayad aaj koi ya phir 16 ko koi fesala to aa hi jaayea lekin 30 tak to so k hi meri meri himmat hi tut gai he

    ReplyDelete
  96. hello brother kya news hai tet ki.
    pls all my tet brother join me in face book.
    jisse hum personal problem ko share kar sake or plan bana sake..
    sunnysep2010@gmail.com

    ReplyDelete
  97. me ye blogg daily read karti hu roj is wish k saaath k sayad aj koi good news a jayegi me gujrat me rehti hu means u.p. se bahut door to mere paas information ka loi source nahi tha ye blogg jis din se start hua me tab se read karti hu lekin kabhi comment nahi deti thi per aaj mear patience hi finish ho gaya

    ReplyDelete
  98. all my tet bother join me in face book..
    sunnysep2010@gmail.com

    ReplyDelete
  99. aur sayad me ab ye blogg read karna hi chod dungi kafi hadd tak me ab ise read kar k frustet ho gai hu i m persuing m. pharm in gujrat and i hv decided 2 foccus on it

    ReplyDelete
  100. pinky sister mai apka dard samjh sakta hu, but apse jyada hum pareshan hai, apko kya pata humare dil par kya gujar rha hau..

    ReplyDelete
  101. Case Ki date 16/4/2011 ko Sr.No.31 per hai.

    16279/2011 (Kapil Dev Yadav & Others)

    Friends This is acctual date of hearing . you can check it.

    Kripya Afwaah Na failaye.

    Thanks Alot

    ReplyDelete
  102. sunil thnx for giving right information..

    ReplyDelete
  103. Some days ago a person mentioned this comment on our blog, which suits the current situation very well

    Rumours are carried by haters, spread by fools, and accepted by idiots


    IF ANYBODY WANTED TO KNOW ABOUT WHAT HAPPENING IN THE COURT THEN DON'T BELIEVE ON ANY RUMOUR JUST VISIT COURT VIEW TAG OF OFFICIAL WEBSITE OF ALLAHABAD HIGH COURT


    http://courtview.allahabadhighcourt.in/courtview/CourtViewAllahabad.do

    ReplyDelete
  104. muje bahut bura laga is dukhad incidence ko jan kar vo hamari is ladai k saput leader he hume unko alws yaad karna chahiye and salute thm

    ReplyDelete
  105. Sunil ji yah 16279/2011 hai aur vo wala case 76039/2011.please comment.

    ReplyDelete
  106. DATE AAJ HI THI, COURT NE DATE 30.04.2012 FIX KAR DI HAI...... JISE BHAROSA NA HO VO COURT NO. 33 ME RAKHI CAUSE LIST ME SL.NO. 123 PAR DEKH LE, WAHA PAR LIKHA HAI...... MAI KHUD COURT JAKAR DEKH AAYA HU...... JISE BHAROSA NA HO WO JAKAR DEKH AAYE......... ANOOP PANDEY, ALLAHABAD

    ReplyDelete
  107. Mr.Pandey Anoop ,

    Internet per 17/4/2012 se aage ki cause list nahi dikha raha hai . so i don't know ? Bhai sahab itna Gussa mat kariye.maine jo dekha wo comments diya.

    thanks.

    ReplyDelete
  108. Ranjeet yadav &lalit mohan case ko to dismiss kar diya tha dble bench ne.aur kapil yadav case ki sunvai 16 ko honi thi to aaj hearing kaun se case ki thi.kya aur koi naya case suru ho gaya hai.

    ReplyDelete
  109. EH BLOG TO PAGLO KA ADDA HO GYA HAI






    AUR MAI ESKO JOIN KARNE K BAD PAGAL HOOWA HOON
    @naved bhai
    @muskan g kuch to karo

    ReplyDelete
  110. As per NCT rules now B.ed. are not eligible from 2012
    So how new tet can organise for primary level

    So tet can't canceled

    ReplyDelete
  111. agar thodi der ke liye maan litain hai ki TET cancel ho gaya to bhi new canditates to apply nahi kar payainge
    kyounki NCT rule main nahi hai

    Dubara exam hoga bhi to hum purano ka hi hoga

    So, TET not cancel

    ReplyDelete
  112. Bharti ho kaise bhi.

    Itna jada post hai ki AVG boy/ girl ka ho hi jayega

    ReplyDelete
  113. Status to 16 ka hai

    TET rad ho gya,
    TET rad hogya

    do alag alag baat hai.

    So be positive

    TET rad karna aasan nahi hai.

    ReplyDelete
  114. @Tulsi ji nctc u.p.govt.ko relief bhi to de sakta hai teachers uplabd na hone ke karan .centre govt. Aur u.p. Govt.ka sahi tal mel chal raha hai.

    ReplyDelete
  115. VIPIN JI

    relive dega bhi to new candidates to new exam main apply nahi kar paainge.

    Dubara exam ka relife de sakta hai

    ReplyDelete
  116. AUR TET rad hone ka rumore bhi failaya ja raha hai.

    Jub tak last decision na aa jaye. Tab tak sab thik hai.

    Charcha to har pahulu ka hota hai +/-

    ReplyDelete
  117. hc me hearing date 30 april ho gayi h case 1 no par hear hoga

    ReplyDelete
  118. TET bach gaya to sab lagbag sabka ho gayega.

    Updated result ke baad lagvag 3 lakh tet pass hai.

    Usmain se B.Ped., D.ed., Not having 5 years domecile proof of up. They near about 80000 so

    TET bacho apni apni merit nahi (ACD/TET)

    ReplyDelete
  119. Kuch log rumor faila rahain hain ki
    VIGYAPTI rad to TET rad ye galat hai.

    ReplyDelete
  120. Court No. - 33

    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

    Hon'ble Arun Tandon,J.
    In view of the order of the Division Bench of this Court dated 06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading of case for hearing on 30th April, 2012.
    Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
    Order Date :- 13.4.2012
    Shekhar

    ReplyDelete
  121. anyone tell me the final date of hearing i.e 16/04/12 or 30/04/12 or any other date

    ReplyDelete
  122. PRIMARY RESULT

    Personal Details

    Roll No 13051487
    Barcode 1058835
    Name YADAV KAPIL DEV LAL BAHADUR
    Date of Birth 16/03/1985
    Father's name LAL BAHADUR YADAV
    Category OBC



    Result Details

    Marks 91
    Percentage 60.67
    Result PASS

    Search Another Roll No.

    Print this page

    ReplyDelete
  123. anyone tell me the date of final hearing

    ReplyDelete
  124. Is it correct that hearing will be on 30th april 2012

    ReplyDelete
  125. @Muskanji Court no33 is not in session kyo aa raha hai.jab aaj is court me hearing hui.agar nahi hui to next date aise hi mil gayi?plz.aap spast kare.

    ReplyDelete
  126. PRIMARY RESULT

    Personal Details

    Roll No 13051487
    Barcode 1058835
    Name YADAV KAPIL DEV LAL BAHADUR
    Date of Birth 16/03/1985
    Father's name LAL BAHADUR YADAV
    Category OBC



    Result Details

    Marks 91
    Percentage 60.67
    Result PASS

    Search Another Roll No.

    Print this page

    bhaio ek admi jo sari prakriya ko roke hue hi kyounki ise maloom hai ki eska hona hi hai aur kisi ka hone bhi nahi dega

    ReplyDelete
  127. sab k sab chor, bhirasht, dusroun ka khoon chusne wale parjevi h. Kya court, kya govt sb k sb apne hit sadhte h. Is mulq me imandari na k barabar h, jo imandar h wo pareshan h, jo beiman h nakalchi h ohdoun par h. Is desh ke rajyoun ki nyay viyawastha sadh chuki h. Supreme court par hi vishwas kya ja sakta h. Adalaten sirf pattharoun ki imaraten rah gayin h, unme insan or munsif (judge) ab nai basten. Shame, shame, shame shame, shame HC. Shame on u. U can never feel our pain coz u r no more a place of justice.

    Ek dukhi tetian

    ReplyDelete
  128. Ab hamari nyaye prakriya patri se utar kar politicians ki gulaam ho gayi hai. Allahabad Highcourt se nyaye ki ummeed ab bamani hai...

    ReplyDelete
  129. Vikas ji,
    Thanks for giving correct information. Cause will be listed on 30/4/2011 Sr.No.1 at 2 PM.


    Thanks.

    ReplyDelete
  130. Aaj koi date nahi mili khali afwah hai.16 ko hearing hai.afwaho se bacho.30 ki date ka link de yadi sach bol rahe hai.maine court me lawyer se baat ki hai.

    ReplyDelete
  131. Raju Ji,
    Aap High court ki website per jakar aaj dt.13/4/2012 ki judgement dt.dalkar court wise 33 no. per dekh sakte hai. and judgewise bhi cheque kar sakte hai.

    thanks

    ReplyDelete
  132. Bahut acche, nayi date confirm ho gayi lekin ye apne vayedo se mukarne wali sarkar uss hearing ki naubat hi nahi aane degi...Ab lagta hai TET SWAHAAA...

    ReplyDelete
  133. Raju Ji,
    You can cheque also.
    elegalixallahabadhighcourt.in/elegalix/startwebsearch.do

    thanks alot

    ReplyDelete
  134. Sunil Bhatt ji are you from Bareilly ?

    ReplyDelete
  135. Raju tum gadhe ho allb hc ki vbsit par date dekh lo 30-04-2012 hai

    ReplyDelete
  136. India is no more independent. Ab ye netaoun ka ghulam h. Janta kal b gulam thi or aj b h. Wo to kabi azad hi nai hue. Sochoun bhaiyoun, jb itne badhe case ke sath, jisme lakhoun naujawanoun ka bhavishy daoun par laga h, ye rawaiya apnaya ja raha h or date par date di ja rahin h, to aam admi k sath inka kya rawaya hoga. Meri to ruh kanp jati h soch kar. Ya Allah tu hi hame insaf dilwa sakta h, insanoun ki adalaten to paththar ho gayin h.

    ReplyDelete
  137. Ha bhai ham acd. Supp. Tumhe gadhe hi najar aate hai.tet radd hona hi hai.

    ReplyDelete
  138. Shiv Sir,
    please dont ask for my personal information. kyoki maine achche achche ko is blog per gali khate hue dekha hai. behave me lika a friend. or chota bhai.

    thanks alot.

    ReplyDelete
  139. Blog Editor mam please give your reappearence, jab se aapke comment aane band huye hal tabhi se sab ulta-pulta ho raha hai, please mam do'nt be rigid, I really appreciate your comments and your attitude regarding this T.E.T. matter...

    ReplyDelete
  140. Sunil ji how can you say that you are my 'chota bhai', you could be my elder brother ? aur haan mere bhai sabko ek hi tarajoo me taulna theek nahi hai...hai na ?

    ReplyDelete
  141. maine abhi abhi check kiya hai court ki site par cause list m 16 tarik hi lagi hai .file 64 number par hai

    ReplyDelete
  142. Court No. - 33

    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

    Hon'ble Arun Tandon,J.
    In view of the order of the Division Bench of this Court dated 06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading of case for hearing on 30th April, 2012.
    Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
    Order Date :- 13.4.2012
    Shekhar

    ReplyDelete
  143. https://www.facebook.com/scaa.india?ref=pysf&sk=wall

    ReplyDelete
  144. koi faida nai yahan bakchodi karne se, naukri chahiye hai to SUPREME COURT CHALO.
    Zubair ahmad (New Delhi)

    ReplyDelete
  145. me tan man dhan se ap sabi k sath hun. Apka bhai ZUBAIR AHMAD

    ReplyDelete
  146. Zubair bhai aapki baat me dam hai...

    ReplyDelete
  147. eLegalix - Allahabad High Court Judgment Information System (Judgment/Order in Text Format)

    This is an UNCERTIFIED copy for information/reference. For authentic copy please refer to certified copy only. In case of any mistake, please bring it to the notice of Deputy Registrar(Copying).

    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

    ?Court No. - 33

    Case :- WRIT - A No. - 76039 of 2011

    Petitioner :- Yadav Kapildev Lal Bahadur
    Respondent :- State Of U.P. & Others
    Petitioner Counsel :- Alok Kumar Yadav,Rajesh Yadav
    Respondent Counsel :- C.S.C.,K.S. Kushwaha

    Hon'ble Arun Tandon,J.
    In view of the order of the Division Bench of this Court dated 06.04.2012 passed in Appeal (Defective) No. 280 of 2012, let all these matters be listed as the first case at 2 PM under the heading of case for hearing on 30th April, 2012.
    Interim order, if any, to continue till the next date of listing.
    Order Date :- 13.4.2012
    Shekhar



    Visit http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/StartWebSearch.do for more Judgments/Orders delivered at Allahabad High Court and Its Bench at Lucknow. Disclaimer

    ReplyDelete
  148. ZUBAIR BHAI aap to New Delhi me hai please wahan supreme court me case file karne ka tareeka nikaliye, ham sab aapke saath hai...

    ReplyDelete
  149. Koi bataye court ka final decision kab ayega:

    ReplyDelete
  150. DOUBLE UNRELIABLE STANDARD OF COURT

    16.04.12 ko bhi listed h, par jab pata h 30.04.12 ka written confirmatin by judge listed h to conclusion ye nikla ki 16/30.04.12 ko bhi kuch nahi hona bcoz GOV WANTED TO EARN MONEY THROUGH UPTET-2012
    (b.ed for 6-8 i.e.
    272671x500(current pass)+ 250000x500(tet fail,new enrolled)+
    20000x1000(BTC 1-5,6-8)
    TILL INTERIUM ORDER IF ANY CONTINUE)

    ReplyDelete
  151. AGLI DATE KAB HAI KOI BATAYEGA AAJ TO KUCH HONA NAHI HAI.

    ReplyDelete
  152. DOSTO,

    AB DHAIRYA KA BANDH TOOT RAHA HAI.

    HAMEN TET MORCHA KE PADADHIKARIYNO SE BAT KAR KE 18 APRIL KO VIDHAN SABHA K GHERAW PAR CHARCHA KARNI CHAHIYE.

    ReplyDelete
  153. AB TO SHAM KE 5:52 HO RAHE HAI AB BHI KOI DECEISION NAHI AAYA KYA.KUCH TO DECEISION DO JISHSE B.ED KA EXAM DENE WALE 23-04-12 KA ENTRANCE EXAM NA DE AB BHAI B.ED TO BEKAAR HO GAYI AUR BTC MAIN MERIT ITNI HIGH HAI NAHI TO AB TO GHAR GHAR JAKAR PADHANA PADEGA

    ReplyDelete
  154. MULAYAM KA BACHCHA APNE CHACHA KE SATH MILKAR JANTA KO KHUB ULLU BANA RAHA HAI WO TO KEWAL NAKAL KARAKAR APNE ETAWAH WALE GUNDE BHARTI KAREGA USHE KYA KARNA MASTER KI BHARTI SE AB KAUN HILAYEGA 5 SAAL USKI KURSI.

    ReplyDelete
  155. Sp ki sarkar risvat khoro ki hai
    us kapil dev ko bhi 1-2 lakh rs de do vo bhi apne ghar baith jayega

    ReplyDelete
  156. Brijmohan ji aapki ek baat to bilkul sahi hai ki ye sarkar satta ke nashe me andhi ho gayi hai...

    ReplyDelete
  157. URDU TEACHER BHARTI HONGE BAS AB MULAYAM KA ORDER HAI JANTA URDU MAIN CASE LIKHWANA CHAHTI HAI TO HAR POLICE STATION MAIN UNHE URDU MUNSI CHAHIYE.AUR BACHCHO KO URDU SHIKHNI HAI AUR YAHA RESERVATION KA BHI JHANJHAT NAHI SAB URDU WALE AAPAS MAIN SHIKO SHIKAO AUR GOVT. SE PAISE LE JAO SO ALAG KISI KO PATA NAHI CHALEGA KON PADHANA JANTA HAI AUR KON NAHI.

    ReplyDelete
  158. GATBANDHAN SARKAR HOTI AKHILESH THODA DARTA PAR JANTA NE KHUB VOTE DIYE AB DARNE KI BAARI JANTA KI HAI

    ReplyDelete
  159. SP KI galti nahi hai hame to BSP majhdhar me chhor kar chali gai

    ReplyDelete
  160. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  161. BEROJGARI BHATTAA SE MAR LI SATTA

    JISNE DIYE VOTE UNHEN CHLEGA PATTA

    LAPTOP KA LOLIPAP

    NAKL KARO KHOOB AP

    BETA VAISA

    JAISA BAP

    ReplyDelete
  162. AB NA BEROJGARI BHATTA NA TEACHER JOB SAB TARAF SE TETianS KA MARNA HAI .JISKE PASS BPL CARD HAI USHE HI BEROJGARI BHATTA MILEGA.

    ReplyDelete
  163. BEROJGARI BHATTAA SE MAR LI SATTA

    JISNE DIYE VOTE UNHEN CHALEGA PATTA

    LAPTOP KA LOLIPOP

    NAKL KARO KHOOB AP

    BETA VAISA

    JAISA BAP

    ReplyDelete
  164. this is all due to tet merit base selection.

    ReplyDelete
  165. mai to sabhi tet pass logo se yahi kh raha hu ki sabhi log 18 april ya usse pahle lakhnow ma sari jila ke log ek sath ekathe ho kar jor dar pradarsan kare ki sarkar hil jai

    ReplyDelete
  166. Jashi karni vasi bharnh
    jab aap logo ko pahale hi pata tha ki Sp ki sarkar me loot,chori,dakaiti,bhirstachar hota hai
    jahilo ka bol bala or vidhvano ka hanan hota hai to phir bhi lalach me aaye or sp ko vote diye
    samajvadi parti jindabad..

    ReplyDelete
  167. sari galti sp ke nahi hai



    ye to maya ka jaal hai

    jisko bhedne ke liye

    sp ko naye tarike se nyay dilana hoga

    aur koi tarika nahi bacha hai

    yadi naukri chahiye to

    sarkar ko apne hisab se karne doo

    nahi to latake raheoge

    tet ko kewal qualifining he rahne do

    iske marsk acad mai jodne par bal diya yai to

    naukri mil jayegee

    nahi to bhool jao

    ReplyDelete
  168. sarkar ke hisab se chalo bhai

    nai phir kahta hoon


    maya sarkar ne apne


    chali sp apne

    ReplyDelete
  169. BHAI LOG ABHI BAHUT DHAIRYA RAKHO,YE TO TAI HAI KE ISSME THODA SAMAY LAGEGA.

    ReplyDelete
  170. @o pagal boy friend apni bahan ko ham sab blogar ka lamba sa pyara sa strict sa tel laga kar salam dena.

    ReplyDelete
  171. AFTER 200 comments

    PLZ COMMENT on the blog below this blog

    ReplyDelete
  172. 200 comments k baad comment show nhi hote h,


    HOTE hain par news link par click karne se, so avoid extra burden

    ReplyDelete
  173. AAJ KAL HAR AADMEE ISS SYSTEM SE ETNA PARESAN HAI KE WO KYA KARE USSE KUTCH SAMAJH ME NAHI AATA..

    ReplyDelete
  174. koi muje ACD suppoter kahta hai

    MAin bata chata honn

    Main keval Bharti ka suppoter hoon

    Bharti chahe kaise bhi ho

    ReplyDelete
  175. I will check and will give u updated details in a hour,

    Its bad that date is furthur extended on 30th April

    Really Bad, and joke on candidates

    ReplyDelete
  176. DOSTO,

    TET RADD HONE KA MATLAB HAI 300000 NEW CANDIDATES KI ENTRY.

    TET KO PATRTA PARIXA BANANE KA MATLAB HAI 500000 LAKH TET PASS

    ACC MERIT KA MATLAB HOGA

    270 GEN MINMUM

    260 OBC

    245 SC.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।