/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 8, 2012

UPTET Allahabad High Court : Challenging TET is Only Eligibility , NOT For Selection , Petition Dismissed

UPTET Allahabad High Court : Challenging TET is Only Eligibility , NOT For Selection , Petition Dismissed


HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD

?Court No. - 33

Case :- WRIT - A No. - 75474 of 2011

Petitioner :- Dr. Prashant Kumar Dubey
Respondent :- State Of U.P. & Others
Petitioner Counsel :- Alok Mishra
Respondent Counsel :- C.S.C.

Hon'ble Sudhir Agarwal,J.
1.��� Learned counsel for the petitioner tried to submit that Rule 14 (1) and (2) of U.P. Basic Education (Teachers) Service Rules, 1981 as amended by notification dated 9th November, 2011 making amendment in U.P. Basic Education (Teachers) Service Rules, 1981 i.e. 12th Amendment is illegal, inasmuch as, it makes the marks obtained in Teacher Eligibility Test (hereinafter referred to as "T.E.T.") as the basis for including a person in the list to be prepared by the appointing authority after advertisement issued for appointment which is to be submitted to the Selection Committee though T.E.T. is only eligibility qualification and cannot be a basis for making selection. 
2.��� The submission is thoroughly misconceived. The aforesaid amendment of the Rule by no stretch of imagination, can be construed as contrary to the guidelines issued by National Council for Teacher Education (hereinafter referred to as "NCTE") inasmuch as, NCTE provides T.E.T. qualification as a necessary qualification for appointment of Primary Teachers but simultaneously provides that it shall not guarantee appointment to any person merely on account of possession of such qualification. The Rules do not go contrary thereto but only provide that before a candidates is to be considered by Selection Committee, list of candidates, who have applied for appointment to the post of Assistant Teacher, shall be prepared and in that preparation of list, T.E.T. marks shall be the criteria.� It� is� like� a� guideline� for� ascertaining� zone� of
- 2 -
consideration and field of eligibility but by itself does not provide any guarantee for appointment. The Rules thus cannot be said to be contrary to NCTE guidelines. 
3.��� No interference therefore called for.
4.��� Dismissed. 
Order Date :- 2.1.2012
KA


Source : http://elegalix.allahabadhighcourt.in/elegalix/WebShowJudgment.do?judgmentID=1608010

72 comments:

  1. DOSTO,

    HAMARE SABHI POINT MAJBOOT HAIN KEWAL SARKAR KI MANSHA ME HI DOUBT HAI.

    KISI BHI ANGLE SE NAHIN LAGTA KI TET SELECTION ME KOI KAMI HAI LEKIN U.P. KI RAJNITI BAHUT HI GANDI HO GAYI HAI SARKAR KO EDUCATION KI CHINTA NAHIN HAI LAKHON TET HOLDERS KE FUTER KI CHINTA NAHIN HAI HAN AGAR CHINTA HAI TO APNE VOTE KI.

    NIYMAWALI ME CHANGEMENT SARKAR KI PEHLI PRATHMIKTA HAI.

    ACHCHA TO YE HOTA KI SATTA ME ATE HI VACANSI ME KUCHH PAD AUR BADHAKAR SARKAR APNE BEST HONE KA PARICHAY DETI YA BALKI WO TO USE LATKANE PAR TULI HAI.

    PHIR BHI HAMEN UMMID HAI KI GOD SARKAR KO SADBUDHDHI DEGA.

    AUR COURT SE BHI HAMEN NYAY MILEGA.

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  3. Very Well said sunil kumar ji...

    I am totally agree with you about political miss beheviour for TETains by Samajwadi Party.

    Ek acchi sarkar kabhi bhi apne citizens ka ahit nahi karti aur na hi political issues me kisi process ko latkane ka kaam karti hai jo ki Samajwadi Party UPTET ke case me kar rahi hai.
    1 month baad bhi Samajwadi Party ne UPTET ke case me apni mansa saaf nahi ki hai.

    ReplyDelete
  4. Primary Teacher ka job bahut se log IAS/PCS se bhee achha mante hain, esp. Girls.

    Na Transfer ka janjat, Aur agar posting Home Town miltee hai to sone pe suhaga.

    Timings itne kathin nahin hai.

    Salary approx. 21000 hai va leaves etc. ke benefits.

    Saath hee extra time mein apnee aage kee padai ko continue kar ke aur bhee kuch keeya ja sakta hai.

    Whole life no tension.
    -------
    Vaise sabhee ke leeya ek achhee job hai, agar miltee hai to.

    Insaan santust hona chahiye

    ReplyDelete
  5. Ab shayad sabhi tetians ko ummid ki ghari deekh rahi hai

    gov. Kya karti hai pata chale.

    ReplyDelete

  6. @Kumar Bhaiya ,

    Aap isko bhee dekhen " once it is so determined"

    Ab rule change hoga to kaise hoga.
    Rules of game set before start of game else it become unfair.

    Ye to sirf ek judgement hai, bahut saare judgment hain jismen TET Merit ko valid bataya hai.


    Agar aap neeche deeye gaye, Question ka answer de den, to mein aapke tarkon par doongee (Acad. based Selection )

    Achha ye batao TET sirf Eligibility hai to :
    1. NCTE ne kyon kaha kee dobara se TET exam de sakte hain marks increase karne ke leeye.

    2. NCTE ne TET marks ko Selection mein weightage dene ko kyon kaha

    3. KVS mein TET ko sirf eligibility na mante hue, kyon CTET marks cut off jaree kiya.

    SSA Chandigarh, Rajasthan Grade 3rd etc. teachers recruitment mein TET marks ko weightage dee gayee



    Acad. merit mein itnee saaree mange hain, Har candidate apne anusaar acad. merit chahta hai, apne anusaar weighatge chahta hai.

    Aap kon sa Acad. merit ka Formula De rahe Ho, Kahin Aaapke Bakee Acad. Merit ke saathion ko aapke formule se pareshaneee na ho.

    ReplyDelete
  7. doston koi mujhe ye btaye k-
    tet merit 109
    obc, science, ph quota, male me selctn chance kya h?

    ReplyDelete
  8. doston koi mujhe ye btaye k-
    tet merit 109
    obc, science, ph quota, male me selctn chance kya h?

    ReplyDelete
  9. doston koi mujhe ye btaye k-
    tet merit 109
    obc, science, ph quota, male me selection chance kya h?

    ReplyDelete
  10. @(SUNIL+AMIT)*KUMAR G /MUSKI DIDI

    Aap logo k tark(points) kuch had tak sahi h,

    ANS OF MUSKI DIDI

    1.NCTE ne kyon kaha kee dobara se TET exam de sakte hain marks increase karne ke leeye.

    ANS. your second Q is the ans of first Q itself, i.e for weightage

    2.NCTE ne TET marks ko Selection mein weightage dene ko kyon kaha

    ANS.MOney making policy, jisse candidate bar-bar exam de aur gov ka account bhari ho.


    3. KVS mein TET ko sirf eligibility na mante hue, kyon CTET marks cut off jaree kiya.

    ANS.It may be good for future but at that recruitment NOT fair bcoz "RULES ONCE DETERMINED CANNOT BE CHANGED"

    ReplyDelete
  11. Kya samajwadi parti se jo ummide thi wo un pr khara nhi utar pa rhi...

    Akhilesh G ko nirnay lena hoga qki tet qualified mansik roop se pichhad rhe hai......

    So jaisa b kre jaldi niyukti kre......!

    ReplyDelete
  12. DOSTO MUJHE YE SAMAJH MAI NAHI ARA HAI KI AKHILESH NE JANCH KAMETI KIYO NIUKT KI HAI JO TEEN HAFTO MAI APNI JANCH REPORT DENO KO KAHA HAI ISKI KIYA JARURAT PAR GAI JABKI RAMABAI POLICE NE APNI REPORT DE DI HAI

    ReplyDelete
  13. @blog editor
    aap jin rules ki baat kar rahi hai wo tab tak hi sahi mane ja sakte the jab tak tet me dhandali/aniyamitta na hui hoti,ab prt selection me dhandali ko adhar banakar govt.koi bhi change kar sakti hai aur cour bhi use galat nahi kah sakta kyoki koi bhi court ye nahi kahega ki jis exam ki suchita/viswasniyata khatm ho gayi ho use hi selection ka adhar banaya jaye
    aur agar govt.kewal tet ke base par bhi selection karna chahti hai to bhi selection suru hone se pahle hi uspar phir se stay lag jayega tet dhandali ko adhar banakar
    isliye ab ye lag raha hai ki ye recruitment agle 3 se 4 sal tak court me hi chalega

    ReplyDelete
  14. @ TRIPATHI G

    SP hi kya BSP bhi ummido par khari nhi utri, ye sab ek hi thali k h.

    BSP ko end time par jyada se jyada paisa kamana tha, so usne 12va sansodhan kiya na ki chhatra-hit k liye.

    SP bhi TET-2012 mein bhari matra mein paisa kamana chahti isliye process delay kar rhi h.

    Hum logo k aakramak hote hi hame ek naya lolipop de diya jata h.

    Us par se ye newspaper wale recruitment ko apne ghar ki kheti samajhte h. Ye aur inke visvasniye sutro to bas kya kahe ab.

    ReplyDelete
  15. DOSTO MUJHE TO AISA LAGTA HAI KI AKHILESH IS JANCH REPORT KI AAR MAI KAHI PROSES CHENG TO NAHI KARNA CHAHTA

    ReplyDelete
  16. @ RAKESH G

    aapka anuman lagbhag sahi h

    ReplyDelete
  17. rakesh ji dont worry,,,,,

    think positive,,,,,

    salection hoga to sirf or sirf tet valo ka varna kisi ka b ni hoga

    or aap well wisher ki bato mai mt ao
    inka to y hi ni pta ki kiske well wisher h y

    hv faith in god n time all will b well soon

    ReplyDelete
  18. 1.
    hum kisi class me admission nahin le rahe hain jo acc merit ko hi sab kuchh man bathen.
    2.
    b.ed. me test hota hai tab bhi acc se merit bana kar admission kyon nahin karwate.
    3.
    tgt pgt me bhi test hota hai to fir usme bhi acc karwao.
    4.
    2001 tak b.t.c. bhi exam se hota tha.
    5.
    aakhir acc se hi sarkar ko itna lagaw kyon ho raha hai.

    patrata k nam par to tet khilwad hi ban jayega 2-3 years me sabhi tet holdar ho jayenge.

    fir waise hi b.ed. berojga sadkon par ghoomte najar aayenge.

    low acc merit wale kuntha se grast rahenge.

    adi acc selection itna hi achchha hai to-

    acc se hi b.ed. ho acc se tgt ho acc se pgt ho aur acc prt uprt vacancy fill ho.

    ReplyDelete
  19. @ SACHIN BALIYAN G
    mayawati G bhi isi FEEL GOOD(be positive) factor k karan hi hari.

    Hum logo ko reality mein jeena h naki +ve ya -ve kbare mein soch kar

    ReplyDelete
  20. 1.
    hum kisi class me admission nahin le rahe hain jo acc merit ko hi sab kuchh man bathen.
    2.
    b.ed. me test hota hai tab bhi acc se merit bana kar admission kyon nahin karwate.
    3.
    tgt pgt me bhi test hota hai to fir usme bhi acc karwao.
    4.
    2001 tak b.t.c. bhi exam se hota tha.
    5.
    aakhir acc se hi sarkar ko itna lagaw kyon ho raha hai.

    patrata k nam par to tet khilwad hi ban jayega 2-3 years me sabhi tet holdar ho jayenge.

    fir waise hi b.ed. berojgar sadkon par ghoomte najar aayenge.

    low acc merit wale kuntha se grast rahenge.

    yadi acc selection itna hi achchha hai to-

    acc se hi b.ed. ho acc se tgt ho acc se pgt ho aur acc prt uprt vacancy fill ho.

    ReplyDelete
  21. @ SUNIL KUMAR G

    sarkar ko acd se nahi balki apne vote-bank se lagao h

    ReplyDelete
  22. @Sunil jee,

    In Acad. supporter se formula poocho kee kon see acad. merit chahte hain.

    In logon mein hee koee sehmati nahin ban payegee.

    Koee kehta hai kee :
    10th+12th+Grad+ B. Ed+ TET
    Koee Grad+ B. Ed+ TET
    Koee B. Ed+ TET
    Kehta hai, koee kuch aur.
    ------------

    Sabse badee baat equal platform hai :

    UP Board vale CBSE se pichdte hain
    Govt. University vale Sampoornanad Univ. jaison se pichadte hain

    Simple Grad. vale , Vyavsaik Grad. se pichdte hain

    --------
    Centra Govt. ke DST (Dept. of Science and Tech. ) ne scaling process banayee,

    Us tarj par kuch weightage 25-30% ho sakta tha (Par ye process decide karne se pehle hona chahiye)
    Na kee baad mein.

    ReplyDelete
  23. kisiko jyada gadbadi lag rahi hai to ek baar aur OMR copy check karalo.Jiske jyada number badhe ho unhe alag kar de.dudh ka dudh aur paani ka paani ho jayega.

    ReplyDelete
  24. Vaise Multi Level Exam is a Good Process for Selection.

    ReplyDelete
  25. c.m. ka 3 weeks ka time mangna mujhe to hajam nahi ho raha hai.

    ReplyDelete
  26. @ MUSKI DIDI

    "10th+12th+Grad+ B. Ed+ TET
    Grad+ B. Ed+ TET
    B. Ed+ TET"

    ye sab newspaper walo ki karistani h,

    ek TET-Aspirant sirf recruitment chahta h, chahe base kuch bhi ho

    ReplyDelete
  27. 1.
    hum kisi class me admission nahin le rahe hain jo acc merit ko hi sab kuchh man bathen.
    2.
    b.ed. me test hota hai tab bhi acc se merit bana kar admission kyon nahin karwate.
    3.
    tgt pgt me bhi test hota hai to fir usme bhi acc karwao.
    4.
    2001 tak b.t.c. bhi exam se hota tha.
    5.
    aakhir acc se hi sarkar ko itna lagaw kyon ho raha hai.

    patrata k nam par to tet khilwad hi ban jayega 2-3 years me sabhi tet holdar ho jayenge.

    fir waise hi b.ed. berojgar sadkon par ghoomte najar aayenge.

    low acc merit wale kuntha se grast rahenge.

    yadi acc selection itna hi achchha hai to-

    acc se hi b.ed. ho acc se tgt ho acc se pgt ho aur acc prt uprt vacancy fill ho.

    b.ed me test k bad acc merit kaisi bhi vacancy me hona tarkpoorn nahin hai.

    ReplyDelete
  28. b.ed ke bad sarkar chahe to 5 test lele but acc merit ka koi tuk hi nahin banta hai.

    ReplyDelete
  29. brij mohan ji
    hamare man ki bat khe diye ho,,,,,,,ka baat h ,,,,,

    agar gadbad wali bat kre to hum y hi bat rakhenge

    bhai hum bilkul tyar h

    ReplyDelete
  30. bhaio in acd valo ke comment pr koi comment na kre ...or apni age ki planning kre ,,,,,h,c ka wait kre ki sc chale abhi ,,,,humare leader kuch suggest kre plz

    ReplyDelete
  31. mujhe samjh hi nhi aa rha h ki ane wale samay me kya hoga.
    mai to bs yhi chahta hu ki state govrnmnt jald se jald selectn process shuru kre jisse k jitne b b.ed wale tet qualified h un sbka selctn ho jaye. kyuki 72845 k baad 80000 prt post aur 100% ane wali h.
    jisme lagbhag almost bahut se logo ka selctn ho jaye phir chahe merit tet ki ho ya acd ki.
    pr bharti prakriya jaldi suru ho.

    ReplyDelete
  32. ek tarika aur bhi ho sakta hai(main galat bhi ho sakta hoon)

    sabhi tetions ki tet merit banakar counselling karalen(unse janch ka sapth patr le len ) fir unke tet certificate ki omr ki janch kara len
    yadi koi pakda jaye to usse kam merit wale ka selection kar len.

    ReplyDelete
  33. is vacancy se ye bhi sabit hoga ki akhilesh maya se behtar hain ya badtar.

    yani ye c.m. superiority test bhi hai.

    ReplyDelete
  34. @hame acd. Valo ki taraf dhyan na dekar apni tet merit ke selection par dhyan dena hai. Aisa dekha ja raha hai tetfailure bhi acd. Ka support kar rahe hai taki case ulajh jaye aur agla tet ho jaye.aur ye tet radd kar diya jaye.magar hamari ekta hi shakti hai.jo real acd.holder hai vo tet merit ke virodh me nahi becoz ve jaldi se bharti chahte hai.fail aur tet me under90hi iske virodh me hai.

    ReplyDelete
  35. bhaunk lo salo kutto aisiliye to baruta bhai ne a blog hi chhod diya, o janate hai ki merit acad. hi banegi bahut goddhariya(yadav bhai ki tel lagayebge to) karange to yadav bhai acad+tet kar denge lekin only tet wale sapana dekhana chhod do....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Abe tu bhatkti aatma he kya... Jo tet walo ko dara raha he...

      Delete
  36. Neta jan ki netagiri ma ... Humre dimaag ki khisak gai... Nyaydhishan ke sar me ghadhawwa chillave to ceepo ceepon... Netajan ki netagiri jaisen kukur bilar ki yaari... E tet ke chakkar me bhayya .. Hmari to khisak gai...

    ReplyDelete
  37. approx 100000 (83-90)marks hain

    325000 fail hain

    150000 new b.ed. holder

    20000 b.t.c. etc

    kul milakar aprox 800000 log is tet ko nirast hote dekhna chahte hain.

    acc merit chahne wale itne hi hosiyar hain to apni hosiyari kisi other vacancy me kyon nahin dikhate.

    ReplyDelete
  38. Kya kabhi tet exam ki karban copy ki avsyakta par sakti hai.meri to tet exam ki karban kopy gum ho gaye hai.plz tell me any one.

    ReplyDelete
  39. @baruta ki atma,

    ap apni bat salinta se kahenge tabh sabhi ko samajh me ayegi ap achchhe blog writer rahe hain.

    tarkpoorn blog ko sabhi samjhte hain

    thanx

    ReplyDelete
  40. Mai ek uptet pass gadha hu, jisne acd va tet dono me khub nakal ki he...

    ReplyDelete
  41. Mere jaise gadho ki parjati uttar pardesh ke jungle raj me paai jaati .. Yaha ek se ek bade bade gadhe paae jaate he..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Uttar pradesh ke jungle raaj ki saari ghaanse maya naam ki moti bhains char gai he... Ab saare gadhe bade dukhi he... Akhilesh naan ka ek bachda gadho ke beech phans gaya he...

      Delete
  42. sabse badi bhoomika akhilesh ko ray dene walon ki hogi aur ray dene walon ki mansa saf-saf samajh me a rahi hai.

    ReplyDelete
  43. hi to every body in evening session...


    bhai mere kusch dosto ne mujhse sikayat ki ha ki mai kewl acc ke hi paksh me bol raha hoon.

    isliye ab mai merit ke paks me kuch fact bolunga.......

    mere dono hain isliye i have no objection if selection done on tet merit base....

    ReplyDelete
  44. jo kuchh bhi information milta hai to pliz use hindi mai translate kare.....

    ReplyDelete
  45. kumar ji,
    aap k dono me kitne h.
    ya yu hi bhoomika bana rhe ho.

    ReplyDelete
  46. all tet supporter dhayan de
    ki
    1. vigyapan ki sharto ke anusar
    selection tet merit se hoga
    abhi na to vigyapan nirast hua hai na sarkar ne hi kuch sansodhan kiya hai.

    2. sitaram ke case me court ne acd ko kzariz karate hue selection ke niyam ka adhikar sarkar ko diya hai.aur sarkar ne niyamawali ke anusar hi vigyapan nikala hai atah
    tet merit selection galat nahi hai.

    3.media ki khabare viswasniya nahi hain atah us par jayada dhyan na de
    nahi to jore ka jhataka bahut jore se lagega....accd kewal sapana hi rah jayega.

    4.sabhi tet merit spporter ko kewal
    kapil ke case ka intezar karana chahiye .in besir pair ki baato par nahi ki ye hone wala hai wo hone wala hai.philhaal vigyapan prabhawi hai aur usi par selection hoga.

    ReplyDelete
  47. mere tet/acc me 110/250 hain
    sci and obc group

    ReplyDelete
  48. ok kumar ji,
    mere b 109/266.74 h.
    obc, science, ph qota, male.

    ReplyDelete
  49. ok kumar ji,
    mere b 109/266.74 h.
    obc, science, ph qota, male.

    ReplyDelete
  50. @p.c. ji
    ye bharti vivad ka wastawik asar ham jaise logo par hi wastav me pad raha hain
    kayonki atleast hamara selection to
    kisi bhi tarah se hoga..
    mai chahata hoon ki selection jaise bhi ho government ko shuru karana chahiye.

    ReplyDelete
  51. Bhaiyo aap yuva hai agar ekjut ho jay to jeet aapki nischit hai.

    ReplyDelete
  52. kumar ji,
    aap sahi keh rhe hai.
    mai b bs yhi chahta hu ki state govrnmnt jald se selectn proces sure kre.
    selection base chahe jo b ho- pr bharti jaldi ho...

    ReplyDelete
  53. muskan ki bachhi mera comment del mar rahi hai, a sachhai ko del karane se koai fark nahi padega aap sab kaan khol kar sun lo mere vidhayak chacha ne kaha hai ki 11 ko niyamavali k sanshodhan per mohar/thhappa/ lag jayegi, purane tarike se hi bhartii hogi jaise mulayam chacha k shashan kaal me ho rahi thi

    ReplyDelete
  54. @ baruta ka atma ji
    pahle niyamawali me sansodhan to karwayiye phir sina taniyega..
    abhi to tet merit ka hi scene hai.

    ReplyDelete
  55. 105 markr hai obc ka condidate hu kya hoga

    ReplyDelete
  56. Mene Face Book par pada kee kisee ne mere wall par likha hai :

    "Deepti Trivedi
    मैने पुरानी पोस्ट पढ कर यह निस्कर्ष निकाला है कि निर्भय नितिन शिव कुमर पाठक ने पूरे प्रदेश के तीस पैतीस लाख रुपये डकार लिये है और अवन्तिका जी को उनका हिस्सा नही मिला तभी मतभेद हो गया है!!!!!निर्भय ने साफ़ २ लिखा है कि १५०००+७५०० रुपये मेरे पास है भला यह कोइ मानने की बत है आर.एन सिंह का बेटा ५००० वाला वकील है बाकी पैसे कहा है माननीय कर्मठ नेताओं? असली यू.पी टी.ई.टी. घोटाला तो यहि है जिसकी अभी तक किसी समाचार पत्र में कोई चर्चा नही है।"

    Mera javab hai :

    In sabhee cheejon ke leeyen - Mene har baar BLOG par likha kee ek sehmati patr / Agenda bana kar, sabhee logon ko hastakshar karke kary karna chahiye. Rupay / Paise ka poorn hisab kitab rakha jana chahiye.
    --
    Abhee mene PIL ke baare mein likha jismein aap sadharan patr / letter Chief Justice of India ko likhkar apnee samsyayen avgat kara sakte hain. Ismein ek paisa nahin lagna
    --
    Aap RTI ke madhyam se matr 10 Rs. mein apnee tamam jaankaare maang sakte hain
    ---
    Ye bhee maang sakte hain kee Basic Shiksha Vibhag ne koee Draft / masoda niyam badlne ke leeye tayaar to nahin keeya (RTI ke madhyam se). Agar koe mamla Life / Death se juda hai to 48 hours mein RTI ke madhyam se jaankaaree maang sakte hain
    --

    ReplyDelete
  57. sathiyo tention mat lo.akhilesh yadav ki puri teem mathapachi kar rahi hai.wo v nahi chahte ki un par ye dag lage ki wo b.s.p. ke reaction me kam kar rahe hain.bharti jaroor hogi our tet merit se hi hogi.
    Be positive
    Good night.

    ReplyDelete
  58. Aaap ke kitne Leaders ne Ek bhee Jaankaree RTI ke madhyam se aap logo ke leeye muhyaya karayee hai.
    -----

    ReplyDelete
  59. @satendra ji
    105 obc me sambhawana rahegi lekin last tak kayonki 30% se jayada ne 100
    se adhik marks paye hai arthat
    atleast 250000 ka 30 % hua 75000
    phir usme ladkiya ladko se kam hain
    science aur art ka bhi fark padega
    so its depend on your luck..

    ReplyDelete
  60. Sab maya he .. Maya ka khel he... Maya hi jhamel he... Maya ke liye teacher borawe.. Maya ke liye judgo goonga ban jaave... Maya ke liye acd-tet-tet chillave...

    ReplyDelete
  61. Sab maya he .. Maya ka khel he... Maya hi jhamel he... Maya ke liye teacher borawe.. Maya ke liye judgo goonga ban jaave... Maya ke liye saare gadhe acd-n tet-tet chillave...

    ReplyDelete
  62. kumar ji,
    obc, science, ph qota, male me tet merit 109 se selectn k kitne chance h mere.?

    ReplyDelete
  63. kumar ji,
    tet 109 OBC, SCIENCE, PH QUOTA, MALE me selectn chance kya hai...

    ReplyDelete
  64. kumar ji,
    tet 109 OBC, SCIENCE, PH QUOTA, MALE me selectn chance kya hai...

    ReplyDelete
  65. Tet acadmc gadha dono khade kake laagu pair... Balihari e kalyug ki gadhen ka teacher diho banae...

    ReplyDelete
  66. Mujhe lagta hai kee ye information aapsa mein foot dalne ke leete bhee dee ja saktee hai -
    -----
    "Deepti Trivedi
    मैने पुरानी पोस्ट पढ कर यह निस्कर्ष निकाला है कि निर्भय नितिन शिव कुमर पाठक ने पूरे प्रदेश के तीस पैतीस लाख रुपये डकार लिये है और अवन्तिका जी को उनका हिस्सा नही मिला तभी मतभेद हो गया है!!!!!निर्भय ने साफ़ २ लिखा है कि १५०००+७५०० रुपये मेरे पास है भला यह कोइ मानने की बत है आर.एन सिंह का बेटा ५००० वाला वकील है बाकी पैसे कहा है माननीय कर्मठ नेताओं? असली यू.पी टी.ई.टी. घोटाला तो यहि है जिसकी अभी तक किसी समाचार पत्र में कोई चर्चा नही है।"
    -----
    Bahut se log TET Merit virodhee hain, aur ve nahin chahte ke log miljulkar aavaj uthayen

    ---------
    May be I am correct OR may be I am Wrong

    ReplyDelete
  67. chillayo koodo mere vidhayak chacha ne kaha hai a add court se radd hogi nahi huai to v gov radd karegi aur b.p.ed./d.p.ed. etc sab ko samil kiya jayega ais liye new add nikaligi, aur sab log form apply karenge leki joining tabhi milegi jab tet qualift honge

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।