/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, April 1, 2012

UPTET : Anshankari TET Candidates Health Condition Deteriorates


अनशनकारी टीईटी अभ्यर्थियों की तबीयत बिगड़
(UPTET : Anshankari TET Candidates Health Condition Deteriorates) 


सिविल अस्पताल में कराया गया भर्ती आमरण अनशन जारी जनरेटर व पानी का हुआ इंतजाम

लखनऊ (एसएनबी)। नियुक्ति सहित आठ सूत्री मांगों को लेकर शनिवार को यूपी टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के बैनर तले विधानभवन के सामने आमरण अनशन पर बैठे अभ्यर्थियों में दो की तबियत वालों में दो लोगों की तबीयत बिगड़ने पर प्रशासन ने सिविल अस्पताल में भर्ती कराया, जहां डाक्टरों ने बताया कि उनकी हालत नार्मल है। आमरण अनशन पर बैठे अश्वनी कुमार यादव व मो. गुलजार सैफी की तबीयत बिगड़ते ही प्रशासन में हडकम्प मच गया। मौके पर तत्काल डाक्टरों की टीम ने पहुंचकर अनशनकारियों की जांच की और दो लोगों को सिविल अस्पताल में भर्ती कराया। प्रदेश अध्यक्ष विवेकानन्द ने कहा कि टीइटी अभ्यर्थी की शारीरिक व मानसिक उत्पीड़न के शिकार हो रहे है। उन्होंने कहा कि जब तक सरकार से उन्हें न्याय नहीं मिलेगा उनके साथियों का आमरण अनशन जारी रहेगा। विधानभवन के सामने रात में जनरेटर से लाइट व पानी के लिए टैंकर रखवायें गये । मांगों को लेकर आमरण अनशन पर बैठने वालों में इमरान, नीतिन शुक्ल, सतेन्द्र शर्मा, सुधाकर सैनी, उमाशंकर मृत्युंजय सिंह, अमरेन्द्र, संजय कुमार, अशोक कुमार यादव, सतेन्द्र मिश्र आमरण अनशन पर बैठे हैं।

News : rashatriyasahara.samaylive.com (1.4.12)

88 comments:

  1. asal me ye ladai ab maya bnam mulayam bn gayi hai.or dono me pis raha hai tet.yadi tet pr merit na bni to samaj me kuch bate prchalan me aa jayegi jaise 270000< 800
    ek rajnetik parti ka ahankar > 270000 ka trained teachers ka future

    ReplyDelete
  2. asal me ye ladai ab maya bnam mulayam bn gayi hai.or dono me pis raha hai tet.yadi tet pr merit na bni to samaj me kuch bate prchalan me aa jayegi jaise 270000< 800
    ek rajnetik parti ka ahankar > 270000 ka trained teachers ka future

    ReplyDelete
  3. lage raho munna bhai.
    Zito ge aap..........zite ga tet.

    ReplyDelete
  4. Kya hoga koi khulkar samne nahi aa raha hai.

    ReplyDelete
  5. Lucknow me kya ho raha hai arif bhai aaj ki news hai.

    ReplyDelete
  6. sarkar se jyada gussa to is media par aa rha hai jo is news ko thik se highlight ni kar rhi hai...........kya ye hai loktantra ka chautha stambh ????????

    ReplyDelete
  7. Supreme court chalo yaha highcourt aur govt. Ke chakkar me hamare tet pass mtr mratyu ke kagar par hai.

    ReplyDelete
  8. it's really very painful that after 2 days the govt. is deaf

    ReplyDelete
  9. Koi itna nazarandaz kaise kr skta h jb hm vidhansabha k samne baithe h to b ye media hme space n de rhi h.. na hi koi aur political party hmare samarthan me ab tk khul kr aayi h.. sb saale paisa bnaane aur naam kamane me lge h bs..

    ReplyDelete
  10. Media isliye coverage nhi de raha kyoki media ko sansanikhej khabrein chahiye, jaise lathicharg. Dusra karan govt. Badalte hi media ki chal apne aap badal jati hai, kyoki sab kahi na kahi govt. Se jude hai, aur govt. K vigayapan bhi to chahiye.

    ReplyDelete
  11. Main khud Lucknow me hu.. I am from Firozabad. Yahan zaruri cheezon ki b kami h. marne k liye chhod diya gya h hme. koi aashwasan nhi.. na koi bt..

    ReplyDelete
  12. Media reporter bik jate hai.opposite party ko kahte hai ki tumhare khilap report hai aur bas kamai suru.media ab business hai kya unhe govt.ke khilap bolkar apna business nahi chalana.

    ReplyDelete
  13. main appeal krta hu aap sb se ki kam se kam ek din k liye hi sahi pr lucknow aakr hme apna samarthan de..

    ReplyDelete
  14. Maine khud apni ankhon se dekha hai ek bar lathicharg ho raha tha to media k log police ko uksa rahe the.isliye ye ladai hum khud ladni hogi media k sahare nahi, jb sankhya bal me hum log jyada honge to media bhi coverage dega. Isliye sabhi turant lucknow pahucho.

    ReplyDelete
  15. Maine khud apni ankhon se dekha hai ek bar lathicharg ho raha tha to media k log police ko uksa rahe the.isliye ye ladai hum khud ladni hogi media k sahare nahi, jb sankhya bal me hum log jyada honge to media bhi coverage dega. Isliye sabhi turant lucknow pahucho.

    ReplyDelete
  16. BYEEEE... In hope of success. Pray to Almighty God..

    ReplyDelete
  17. Apne haq ki khatir jiska khoon na khaula,
    Khoon nahi wah pani hai.
    Jo apna haq pane k liye kuch na kare,
    Wah bekar jawani hai.

    ReplyDelete
  18. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  19. unko tayyar kyu bitha rkha h.. abi nhi to kbi nhi..

    ReplyDelete
  20. media to sarkar ka paltu kutta hai loktantra ks choutha stambh nahi. Loktantra ka choutha stambh to yuba hote hain jo sarkar to kya dunia ko bhi apne samne jhuka sakte hain. To mere sabhi bhaiyo mere sath lucknow chalo aaj sham rampur se mere 17 sathion k saath. Hm ye jung jeetenge ya apna haq cheen lenge. Akhilesh ji humare sabr ka imtihan mat lo ye humari antim chetabni hai.

    ReplyDelete
  21. media to sarkar ka paltu kutta hai loktantra ks choutha stambh nahi. Loktantra ka choutha stambh to yuba hote hain jo sarkar to kya dunia ko bhi apne samne jhuka sakte hain. To mere sabhi bhaiyo mere sath lucknow chalo aaj sham rampur se mere 17 sathion k saath. Hm ye jung jeetenge ya apna haq cheen lenge. Akhilesh ji humare sabr ka imtihan mat lo ye humari antim chetabni hai.

    ReplyDelete
  22. media to sarkar ka paltu kutta hai loktantra ks choutha stambh nahi. Loktantra ka choutha stambh to yuba hote hain jo sarkar to kya dunia ko bhi apne samne jhuka sakte hain. To mere sabhi bhaiyo mere sath lucknow chalo aaj sham rampur se mere 17 sathion k saath. Hm ye jung jeetenge ya apna haq cheen lenge. Akhilesh ji humare sabr ka imtihan mat lo ye humari antim chetabni hai.

    ReplyDelete
  23. media to sarkar ka paltu kutta hai loktantra ks choutha stambh nahi. Loktantra ka choutha stambh to yuba hote hain jo sarkar to kya dunia ko bhi apne samne jhuka sakte hain. To mere sabhi bhaiyo mere sath lucknow chalo aaj sham rampur se mere 17 sathion k saath. Hm ye jung jeetenge ya apna haq cheen lenge. Akhilesh ji humare sabr ka imtihan mat lo ye humari antim chetabni hai.

    ReplyDelete
  24. media to sarkar ka paltu kutta hai loktantra ks choutha stambh nahi. Loktantra ka choutha stambh to yuba hote hain jo sarkar to kya dunia ko bhi apne samne jhuka sakte hain. To mere sabhi bhaiyo mere sath lucknow chalo aaj sham rampur se mere 17 sathion k saath. Hm ye jung jeetenge ya apna haq cheen lenge. Akhilesh ji humare sabr ka imtihan mat lo ye humari antim chetabni hai.

    ReplyDelete
  25. media to sarkar ka paltu kutta hai loktantra ks choutha stambh nahi. Loktantra ka choutha stambh to yuba hote hain jo sarkar to kya dunia ko bhi apne samne jhuka sakte hain. To mere sabhi bhaiyo mere sath lucknow chalo aaj sham rampur se mere 17 sathion k saath. Hm ye jung jeetenge ya apna haq cheen lenge. Akhilesh ji humare sabr ka imtihan mat lo ye humari antim chetabni hai.

    ReplyDelete
  26. media to sarkar ka paltu kutta hai loktantra ks choutha stambh nahi. Loktantra ka choutha stambh to yuba hote hain jo sarkar to kya dunia ko bhi apne samne jhuka sakte hain. To mere sabhi bhaiyo mere sath lucknow chalo aaj sham rampur se mere 17 sathion k saath. Hm ye jung jeetenge ya apna haq cheen lenge. Akhilesh ji humare sabr ka imtihan mat lo ye humari antim chetabni hai.

    ReplyDelete
  27. Jo log lucknow n aa skte kisi wajah wo plzzz God se dua karein... hrjayaz dua qubul zrur hoti h..

    ReplyDelete
  28. Jo log lucknow n aa skte kisi wajah wo plzzz God se dua karein... hr jayaz dua qubul zrur hoti h..

    ReplyDelete
  29. Hi
    hello tet kranti morch ke bhaiyo.
    Jo tumara hak hai wo tumse koi nai le sakta.
    Job enke pustaini khandan ki nai jo dene me sarm aa rahi hai gov ke hakimo ko.
    lekin bhai
    aise nai hoga
    3 lakh sankhya hai tumari....
    kam se kam 1 lakh to hone chaiye na waha per....
    50000 police bhi nahi hai lko me...
    Stop system till You win.
    Mai bi paresan apne hi parsani se... but abhi tumari bari hai.
    Gyanendra Shukla
    Research Scholar
    Deptt. of Physics
    IIT Delhi
    9310209056

    ReplyDelete
  30. Dear Blog Editor, If I wish to share an article about TET, how can I do it? As the article is in hindi and in PDF file, I am unble to post it here directly. But this will be really useful for TET aspirants.

    Shyam
    kanpur
    09235314279

    ReplyDelete
  31. @BLOG EDITOR JI amar ujala news paper me aaj diya hai ki supreme court u.p. me basic schöols ki sthiti ko dekhega .yadi tet pass log supreme court me pil dal de to kya inhe fayda ho sakta hai.

    ReplyDelete
  32. Mai muskan ji se request karoonga ki ess blog se judi sari jankari tatha video aajtak.in par mai reportor par bheje.kya pata in media walo ki ankhe khul jaye.

    ReplyDelete
  33. hume sc jana hoga nahi to tet ko radd kar diya jayega.

    ReplyDelete
  34. DOSTO

    HUMARI MEHNAT RANG LANE WALI HAI

    BUS THODA WAIT KARO AUR LUCKNOW PAHUNCHO.

    APNE APNE MOBILE PAR KAM SE KAM 10RUPAYE WALA SMS PACK DALWALO AUR LAGATAR APNE DOSTON KO LUCKNOW CHALNE KE LIYE AUR MSG FORWARD KARNE K LIYE KAHEN.

    JAISA KI MAIN KAR RAHA HOON KYONKI SABHI KE PAS COMPUTER NAHIN HAII.

    NEWS PAPER PAR BHAROSA CHHODO

    NARA DO-


    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR JAM
    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR JAM
    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR JAM"TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR JAM
    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR JAM
    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR JAM

    ReplyDelete
  35. muskan ji..muzhe ek baat samazh nahi aa rahi ki lkw mein itne bade aandolan ko media coverage kyu nahi mil rahi..yahan jaane kitno ki jaan daav par lagi hai..aur ye media wale(chahe wo print ho ya audio/video) puri tarah chup hai...aisa kyu???????

    balki print media k kuch bade news paper(hindustaan,amarujala etc) ne to had hi kar di..inke column ko padhne par lagta hai ki ye khud TET k against hain..inhone hi TET ko jayada badnaam kiya..jabki exam bilkul fair hua tha..haan baad mein sanjay mohan jaise logo ne gadbadi karne ki koshish ki..jo shayad kar bhi nahi paaye..lekin kar sakte the..usse pehle hi arrest ho gaye..bus issi baat ko ye media walon ne itni hawa di ki jaise aajtak isse bada koi bura kaam hua hi na ho iss UP mein..muzhe to lagta hai ki in reporters k apne bhi TET failure hain..tabhi to ye apni duty bhulkar kuch bhi likhne par aamada hain...
    mein in media walon se poochta hoon ki UP Board mein har saal khule-aam nakal hoti hai ..log theke par nakal karate hain..iss samay bhi joron par chal rahi...kya ye UP Board ke papers cancel ho jayenge...nahiiiiiii..kabhi nahi...bus TET ko cancel karna hai inhe.....chaahe kuch bhi likhna pade
    .....
    aur kya kahu iss media walon k baare mein..ye to bus bade-2 celebrity ko lekar baith jate hai..unki history batane lagte hai..kabhi sallu,kabhi katrina,kabhi saif..to kabhi karina...kab karenge shaadi????..bus issi mein lage rehte hai...inse ye poocho isse desh ka bhala hoga kya???????
    in nachaniyo ne hi to desh ka beda gark kiya hua hai.. new generation ki to aadhi jindagai inhe dekne aur sunne mein hi nikal jaati hai..

    kul milakar mein ye kehna chata hoon ki kya media apni duty sahi tarike se nibha raha hai....
    no doubt ki media ki wajah se bahut se acche kaam hue hain..lekin kaam acche hi hone chahiye..bura thoda bhi nahi karo..jayada acche karne ka matlab ye nahi ki thoda bura bhi kar sakte ho..ye galat hoga..aur jab galat hoga to ungli bhi uthegi.....

    ReplyDelete
    Replies
    1. Inhe darr hai ki inki dukaan na kahin bandh ho jaaye.

      Delete
  36. DOSTO

    APKA UTSAH WAKAI KABILE TARIF HAI.

    APNE DISTT. KI SOOCHNAYEN DETE RAHO

    JYADA SE JYDA LOGON KO IS BLOG K BARE ME BHI BATAO.

    THIS BLOG IS VERY GOOD PLETEFORM FOR TETIONS.

    TEST IS BEST TET IS BEST

    CHHOD DO SAB KAM LUCKNOW KAR DO JAM.

    ReplyDelete
  37. @ shaym dev

    dear mail your pdf/content

    Sarkari Damad , muskan24by7@gmail.com

    please mail with your points this will be pulished after some time

    ReplyDelete
  38. YE SAMAJH ME NAHIN AA RAHA HAI KI BASIK SIKSHHA VIBHAG ISME JYADA INTREST KYON LE RAHA HAI????????

    IS VIBHAG KE KHILAF OFFICE ME PRADARSHAN HONA CHAHIYE.

    ReplyDelete
  39. satendraverma biswan
    Akhi sarkar ko ghujna para

    ReplyDelete
  40. muskan ji..muzhe ek baat samazh nahi aa rahi ki lkw mein itne bade aandolan ko media coverage kyu nahi mil rahi..yahan jaane kitno ki jaan daav par lagi hai..aur ye media wale(chahe wo print ho ya audio/video) puri tarah chup hai...aisa kyu???????

    balki print media k kuch bade news paper(hindustaan,amarujala etc) ne to had hi kar di..inke column ko padhne par lagta hai ki ye khud TET k against hain..inhone hi TET ko jayada badnaam kiya..jabki exam bilkul fair hua tha..haan baad mein sanjay mohan jaise logo ne gadbadi karne ki koshish ki..jo shayad kar bhi nahi paaye..lekin kar sakte the..usse pehle hi arrest ho gaye..bus issi baat ko ye media walon ne itni hawa di ki jaise aajtak isse bada koi bura kaam hua hi na ho iss UP mein..muzhe to lagta hai ki in reporters k apne bhi TET failure hain..tabhi to ye apni duty bhulkar kuch bhi likhne par aamada hain...
    mein in media walon se poochta hoon ki UP Board mein har saal khule-aam nakal hoti hai ..log theke par nakal karate hain..iss samay bhi joron par chal rahi...kya ye UP Board ke papers cancel ho jayenge...nahiiiiiii..kabhi nahi...bus TET ko cancel karna hai inhe.....chaahe kuch bhi likhna pade
    .....
    aur kya kahu iss media walon k baare mein..ye to bus bade-2 celebrity ko lekar baith jate hai..unki history batane lagte hai..kabhi sallu,kabhi katrina,kabhi saif..to kabhi karina...kab karenge shaadi????..bus issi mein lage rehte hai...inse ye poocho isse desh ka bhala hoga kya???????
    in nachaniyo ne hi to desh ka beda gark kiya hua hai.. new generation ki to aadhi jindagai inhe dekne aur sunne mein hi nikal jaati hai..

    kul milakar mein ye kehna chata hoon ki kya media apni duty sahi tarike se nibha raha hai....
    no doubt ki media ki wajah se bahut se acche kaam hue hain..lekin kaam acche hi hone chahiye..bura thoda bhi nahi karo..jayada acche karne ka matlab ye nahi ki thoda bura bhi kar sakte ho..ye galat hoga..aur jab galat hoga to ungli bhi uthegi.....

    ReplyDelete
  41. akhlesh ji ko ye bhool gaye hai ki 2 saal baad bualic ke beech jaana perega

    ReplyDelete
  42. Mein kaee baar apnee Email check nahin kartee hoon,

    Par aap comment denge to jaroor check karoongee.

    ReplyDelete
  43. YE SAMAJH ME NAHIN AA RAHA HAI KI BASIK SIKSHHA VIBHAG ISME JYADA INTREST KYON LE RAHA HAI????????

    IS VIBHAG KE KHILAF OFFICE ME PRADARSHAN HONA CHAHIYE.

    ReplyDelete
  44. लखनऊ (एसएनबी)। नियुक्ति सहित आठ सूत्री मांगों को लेकर शनिवार को यूपी टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा के बैनर तले विधानभवन के सामने आमरण अनशन पर बैठे अभ्यर्थियों में दो की तबियत वालों में दो लोगों की तबीयत बिगड़ने पर प्रशासन ने सिविल अस्पताल में भर्ती कराया, जहां डाक्टरों ने बताया कि उनकी हालत नार्मल है। आमरण अनशन पर बैठे अश्वनी कुमार यादव व मो. गुलजार सैफी की तबीयत बिगड़ते ही प्रशासन में हडकम्प मच गया। मौके पर तत्काल डाक्टरों की टीम ने पहुंचकर अनशनकारियों की जांच की और दो लोगों को सिविल अस्पताल में भर्ती कराया। प्रदेश अध्यक्ष विवेकानन्द ने कहा कि टीइटी अभ्यर्थी की शारीरिक व मानसिक उत्पीड़न के शिकार हो रहे है। उन्होंने कहा कि जब तक सरकार से उन्हें न्याय नहीं मिलेगा उनके साथियों का आमरण अनशन जारी रहेगा। विधानभवन के सामने रात में जनरेटर से लाइट व पानी के लिए टैंकर रखवायें गये । मांगों को लेकर आमरण अनशन पर बैठने वालों में इमरान, नीतिन शुक्ल, सतेन्द्र शर्मा, सुधाकर सैनी, उमाशंकर मृत्युंजय सिंह, अमरेन्द्र, संजय कुमार, अशोक कुमार यादव, सतेन्द्र मिश्र आमरण अनशन पर बैठे हैं।

    ReplyDelete
  45. Lucknow kee Chakumaar Gang kee Khabar National TV par Aa rahee hain,

    Par aap logon ke andolan kee khbren nahin aa rahee. (Kya aapne koee kanoon toda hai, jayaj maang karna gunah hai kya )

    Par galat salat khbren chapna aata hai - TET Sirf Eligibility Hai, Par Chyan ka aadhar nahin (Aisee Khbre chapte hue inhe sharm nahin aatee)

    Na to inhone NCTE Guidelines dekhee, Par chatpati khbren chapne jarooree hai.

    TRP rating / Viewers badane hain

    ReplyDelete
  46. Aap BLOG par jaroor comments de deeya kareeye kee aapne koee mail bheja hai to,

    Kyonkee muje logout karke email ID check karnee padtee hai.

    ReplyDelete
  47. Media ne aaj tak ye nahin BOLA, kee Highcourt ne TET ke paksh mein koee judgement deeya hai.

    Media + Politics = Gr8 Indian Politics.

    ReplyDelete
  48. Sachin / Salmaan ke Oopar , Sekdon baaar aur abhee bhee TV Par dsikha rahe hain.

    Salmaan khan commenting on Sachin (Aaj Tak TV , Time 13:19)

    ReplyDelete
  49. abhi 1 baje star news pe sachin ke samaan me party isne ye kha usne ye kha salman ne ye hritik ne wo ka super hero sab chor media wale bas yahi karte hai ha mai manta hu universal celebrity hai aur news aani chahiye lekin aisa bhi nhi ki jo wakai janta ke samne mudde sahi aur prabahvi dang se rakhne chahiye aur sirf satya batana chahiye par media kya hai kuch samaj nhi aata

    hindustan==congress
    aur congress ko samarthan chaiye mulayam singh ka

    amar ujala /sahara ==sp ke hai hi

    dainik ==bjp

    to sab ki ek hi policy hai apna uulu seedha karna baki janta /rastra hit se kisi ka matlab hi nhi hai

    ek aur bat hum bhi bahut jimmedar hai iske liye agar humne rastra hit hi socha hota to SP jaisi bsp jaisi parties aati hi nhi kabhi up me lekin hume free me 10000 bhhatta chahiye ,laptop ,cycle to khoob lo free ka mall aur baitho ab hakikat pta chali sab ki jab age 35 ho gyi aur keval bpl ho gye aage aage kya hoga sab jan jaoge ye to triler hai picture abhi baki hai mere yarooo....


    cm ki khabhar ko media aise chapti

    cm ne ki sampati ki ghosda ye nhi bataya ki sab chupaya aur .01% dikhaya

    cm ne hospital band kar diya aur doctor ab logo ki seva karenge are jab bimar honege to 1000 doc aa jayega sala lko koi london me thode hi hai

    cm ke kafile me 4-8 gadiya are to ka hazar le chaloge


    ha ye sab is liye ki logo me +ve effect jaye chalo theek lein positive ko negative jaise sabhi tet wale no chura laye hai aisa media ku kar rhi hai ab is desh ka kya hoga jaha sab ek hi thiali ke chatte batte hai
    lekin ye bat ekdam sahi hai


    satya pareshan ho sakta hai par parajit nahi ho sakta

    ReplyDelete
  50. DOSTO

    HUMARI MEHNAT RANG LANE WALI HAI

    BUS THODA WAIT KARO AUR LUCKNOW PAHUNCHO.

    APNE APNE MOBILE PAR KAM SE KAM 10RUPAYE WALA SMS PACK DALWALO AUR LAGATAR APNE DOSTON KO LUCKNOW CHALNE KE LIYE AUR MSG FORWARD KARNE K LIYE KAHEN.

    JAISA KI MAIN KAR RAHA HOON KYONKI SABHI KE PAS COMPUTER NAHIN HAII.

    NEWS PAPER PAR BHAROSA CHHODO

    NARA DO-
    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR DO JAM
    "TEST IS BEST TET IS BEST"

    CHHOD DO SAB KAM

    LUCKNOW KAR DO JAM

    ReplyDelete
  51. BHATTA LELO! BHATTA!!BHATTA LELO! BHATTA!!

    AB CHALA PATA

    JAB JAB CAT GAYA PATTA!!!!!!!!!!!!

    ReplyDelete
  52. कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।

    ReplyDelete
  53. asal me ye ladai ab maya bnam mulayam bn gayi hai.or dono me pis raha hai tet.yadi tet pr merit na bni to samaj me kuch bate prchalan me aa jayegi jaise 270000< 800
    ek rajnetik parti ka ahankar > 270000 ka trained teachers ka future

    ReplyDelete
  54. sarkar se jyada gussa to is media par aa rha hai jo is news ko thik se highlight ni kar rhi hai...........kya ye hai loktantra ka chautha stambh ????????

    ReplyDelete
  55. लोक सेवा आयोग के माध्यम से की जाने वाली भर्ती और न्यायालय के आदेशों के अनुपालन में की जाने वाली नियुक्तियों को छोड़कर प्रदेश में सभी तरह की नियुक्तियों पर प्रतिबंध लगा दिया गया है। सरकार के इस निर्णय से सरकारी विभागों में नियुक्ति पाने वाले उम्मीदवारों को जोरदार झटका लगा है। इतना ही नहीं, महीनों से प्रदेश में 72 हजार से ज्यादा पदों पर टीचर बनने का सपना संजोए लाखों टीईटी अभ्यर्थियों के अरमानों पर भी पानी फिर गया है।
    उत्तर प्रदेश शासन में प्रमुख सचिव राजीव कुमार की ओर से इस बारे में शासनादेश जारी किया गया है। जनपद में कार्मिक विभाग और कोषागार कार्यालय को शासनादेश शनिवार को पहुंच गया। यहां यह मंडलायुक्त कार्यालय के माध्यम से भेजा गया।
    कोषागार कार्यालय के सूत्रों की मानें तो इस समय राज्य सरकार के विभागों में ही जनपद में कम से कम 10 हजार रिक्तियां हैं। इसके अलावा शिक्षक पात्रता परीक्षा पास करने के बाद टीचर बनने का सपना देख रहे जिले के 21 हजार से ज्यादा अभ्यर्थियों के अरमानों पर भी पानी फिर गया है। अभी तक ऐसे अभ्यर्थी पुरानी मेरिट व्यवस्था के तहत टीचर बनने का सपना देख रहे थे।
    मंडलायुक्त सुरेश चंद्रा ने बताया कि फिलहाल सरकारी नियुक्तियों पर रोक लग गई है। यह कब तक रहेगी, इस बारे में कहना मुश्किल है। अपर आयुक्त के माध्यम से इस आदेश के बारे में विभागों को अवगत करा दिया गया है।

    ReplyDelete
  56. @ RAVI KANT JI & MUSKAN JI,

    MAINE "muskan24by7@gmail.com" PAR MAIL KIYA HAI.

    UPTET तथा शिक्षक भर्ती प्रक्रिया के निरस्त
    होने की चर्चाओं और प्रशासन के द्वारा भी अनिश्चय की स्थिति को बनाये रखने के रवैये को देखते हुए इस सरे प्रकरण के क़ानूनी व अन्य पहलुओं की विवेचना करता मेरा पहला लेख निम्नलिखित लिंक पर भी उपलब्ध है.
    http://www.scribd.com/doc/87523103/Present-Scenario-of-Uptet-and-Recruitment-of-Primary-Teachers-and-Potential-Solutions

    ReplyDelete
  57. aaj bundekhand tet shangharsh morcha ki taraf se 40 logo ka dusara batch lucknow rawana ho gaya hai.aap kya soch rahe hai aapki bhi ladai hai self motivate rahiye aur apne bhaiyon ka samarthan kijiye agar sacche hindustani hai to aapko aapke watan ki kasam locknow pahuchiye jai hind.

    ReplyDelete
  58. kya ye ladai aapki nahin hai sif unki hai jo bhooke hai jinkoaapka samarthan nahin hai likin wo aapke liye bhookhe hai.please please luchnow chalo

    ReplyDelete
  59. kya ye ladai aapki nahin hai sif unki hai jo bhooke hai jinkoaapka samarthan nahin hai likin wo aapke liye bhookhe hai.please please luchnow chalo

    ReplyDelete
  60. aaj bundekhand tet shangharsh morcha ki taraf se 40 logo ka dusara batch lucknow rawana ho gaya hai.aap kya soch rahe hai aapki bhi ladai hai self motivate rahiye aur apne bhaiyon ka samarthan kijiye agar sacche hindustani hai to aapko aapke watan ki kasam locknow pahuchiye jai hind.

    ReplyDelete
  61. aaj bundekhand tet shangharsh morcha ki taraf se 40 logo ka dusara batch lucknow rawana ho gaya hai.aap kya soch rahe hai aapki bhi ladai hai self motivate rahiye aur apne bhaiyon ka samarthan kijiye agar sacche hindustani hai to aapko aapke watan ki kasam locknow pahuchiye jai hind.

    ReplyDelete
  62. aaj bundekhand tet shangharsh morcha ki taraf se 40 logo ka dusara batch lucknow rawana ho gaya hai.aap kya soch rahe hai aapki bhi ladai hai self motivate rahiye aur apne bhaiyon ka samarthan kijiye agar sacche hindustani hai to aapko aapke watan ki kasam locknow pahuchiye jai hind.

    ReplyDelete
    Replies
    1. sirf 40 log a rahe hai.
      merit acd ki hi ban sakti hai par sabki first div. Se kam na ho

      Delete
  63. JAB YE PATA CHAL GAYA 800 LOG GADBAD HAIN.

    TO KYA Y PATA NAHIN CHAL SAKTA KI YE KAUB KAUN HAIN.

    MUJHE TO 800 LOGON WALI KHABHAR BILKUL GALAT LAG RAHI HAI.

    ReplyDelete
  64. YAD RAKHIY YADI YUWA 75 SE 224KAR SAKTE HAI TO WE 224 SE 000 BHI KAR SAKTE HAIN.

    ReplyDelete
  65. Aj dainic jagaran ke sampadkiye main jaisa news diya gaya hai isase ye spast hota hai ki media sach ka saath na dekar desh ke yuvao ko dhoka dene ka kam kar rahi hai. Ye bar-bar tet main bharstachar ka arop lagati hai, agar dum hai to usko ujagar karke dikhaye.

    ReplyDelete
  66. BASIK SIKSHHA K ADHIKARIYON KO YE KATHIT DHHANDHLI ABHI KYON DIKH RAHI HAI ISSE PEHLE KYON NAHIN?

    KYA BASIK SIKSHHA VIBHAG WALE C.B.I. SE BHI JYADA TAILENTED HAI.

    ReplyDelete
  67. ab to tet morcha ko her shahar me media ke khilaaf b naare lagane chahiye media murda baad

    ReplyDelete
  68. lagta he ye sarkar 2-4 bali lekar hi maaanegi lage raho bhaiyo me b aa rha hu.mar gye to shhid kahlayenge jeet gaye to vijeta mar mar ke jeene se achcha he ladkar shahid ho jaaye

    ReplyDelete
  69. Mujhe gussa aa raha hai is jaahil govt par. Galti hamari hai jab apni sarkar chunane ki baari aati hai to jaati-dharm ke naam par votd dete hain. Naukari ki baat aati hai to muh uthakar delhi, kolkata aur bombay bhagte hain main bas ye kahna chahta hoon ki hamare mudde sirf employment, infrastructure etc hona chahiye,

    ReplyDelete
    Replies
    1. mujhe v gussa a raha hai agar main lucknw a jaun to aag laga dete.
      Aur waha sab maje me hai

      Delete
  70. Agar aap logo ko Mishra jee ka article chaiye,

    To Apnee email ID, Blog par paste karen.

    Article forward kar deeya jayega.

    Thanks.

    ReplyDelete
  71. baruta ye majak ka waqt nahi he tu is blog pe mat ayaker dimag kharab ker deta he

    ReplyDelete
  72. my mail id
    pandyemahendra1@gmail.com

    PLEASE SEND ME ARTICAL OF MISHRA JI

    ReplyDelete
  73. my mail id
    pandyemahendra1@gmail.com

    PLEASE SEND ME ARTICAL OF MISHRA JI

    ReplyDelete
  74. agar acd par bharti hoti hai to general 240-250 obc235-240 sc225-235 st 215-225 tak jayegi.


    KUCH BHI HO BUS AB YE TET ko bachao ye radh na ho bus


    chahe BHARTI TET SE HO YA ACD se honi chaiye



    ye socho agar cancle hua to
    5 lakh ye tet fail+5 lakh tetpass

    B.ED appering wale+ B.T.C wale

    bhi ho jayenge or tb bhi to merit acd ki hi bangi na

    to plzzzzzzzzzzzzzzzz dosto ab to HUM TET pass wale h unki ACD merit jayada na jayegi jiska bhi ho bhala to ho subka socho khali apna apna nahi .

    ReplyDelete
  75. Sikhchak bharti prakria per lagi rok leker kuch khash prayash ki aawashaikta hai , Ranjeet Singh Yadav Allahabad Uttarpradesh ,

    ReplyDelete
  76. Sikhchak bharti prakria per lagi rok leker kuch khash prayash ki aawashaikta hai , Ranjeet Singh Yadav Allahabad Uttarpradesh ,

    ReplyDelete
  77. Sikhchak bharti prakria per lagi rok leker kuch khash prayash ki aawashaikta hai , Ranjeet Singh Yadav Allahabad Uttarpradesh ,

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।