/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, May 12, 2012

RTET Rajasthan : No eligibility relaxation in teachers test, rules high court


No eligibility relaxation in teachers test, rules high court


B. Ed candidates after 1st Jan 2012 are not eligible for Primary Teacher jobs
Big Shock to B. Ed Candidates

RTET Rajasthan News
JAIPUR: The Rajasthan High Court on Friday declined to direct the National Council for Teacher Education (NCTE) to allow relaxation in the eligibility conditions to candidates aspiring to take the recruitment test for Grade-III teachers scheduled in June.

Nearly 1000 petitions were filed by thousands of aspiring candidates seeking the relaxation on the ground that the state government's delay in holding the recruitment test was responsible for their ineligibility. The state government would be holding a recruitment test to fill around 42,000 vacancies of teachers in rural areas through the zila parishad.

As per the NCTE notification of August 23, 2010, graduates with a BEd degree were eligible appear for the Rajasthan Teachers Eligibility Test ( RTET) level-I recruitment test only till January 1, 2012. After this cut off date, the candidates were required to have the Basic School Training Certificate (BSTC) or Senior Teaching Certificate (STC) to take the test. The petitioners argued that the government failed to hold the recruitment test before January 1, 2012 so the eligibility relaxation should be granted.

It was reasoned that Section 23 of the Right to Education (RTE) Act talked about giving five years relaxation to teachers who did not posses the required eligibility qualification. The single bench of Justice M N Bhandari, however, disposed of the bunch of petitions saying that the two conditions under which relaxation in eligibility could be provided under the law did not exist in the present case.

As per the law, relaxation could be granted if the number of eligible candidates was not equal to the number of advertised posts. The second condition under which relaxation could be granted was when there did not exist enough number of institutions to teach the large number of candidates who aspired to acquire the eligibility conditions.

News : Times of India (12.5.12)

108 comments:

  1. blog editor

    1 case btc
    1 case dist bed

    aur 8 case kis baat ki hai use bataye

    ReplyDelete

  2. In UP no. of eligible candidates -
    are more than no. of posts.

    May be a good chance to all UPTET candidates

    ReplyDelete
  3. means

    court see rule not other

    aur ab bed me admition mat lo

    hum to barbad ho gaye

    kya 14 ko cm se meeting ni hai ye cm bi chup hai

    sab in tet ke karan hoga

    ReplyDelete
  4. Blog Editor Ji,

    Can I have information about how many BTC candidates(having 2 years course in elementary education training) are there in UP. (Please try the best to get this info)

    If this number is less than 72825, then only it will be beneficial to all.

    ReplyDelete
  5. यु पी में पात्र (UPTET Qualifide) अध्यापकों की संख्या , यु पी में रिक्तिओं की संख्या से ज्यादा होने का कारण, उनके लीए अच्छा निर्णय हो सकता है
    और यु पी में बी. एड धारीयों ने १ जनवरी २०१२ से पहले प्राइमरी रिक्तिओं के लीए आवेदन किया था तो उनको एक मजबूत आधार मिलना तय है

    ReplyDelete
  6. mam ye to wahi huwa jiski sayad tet walo ko ummeed nahi thi,

    ReplyDelete
  7. sarker abi tak kuch ni boli
    june/july me vote hai

    kuch ni hoga
    ab naya tet to muskil ha koi bed usme ni hoga
    to ye tet cancle ni hoga par 27000 ko jaur bahar karo ni to ache log ni job payenge ye 120 se 125 ke bich vale hai

    ReplyDelete
  8. waiting for your reply... please

    Blog Editor Ji,

    Can I have information about how many BTC candidates(having 2 years course in elementary education training) are there in UP. (Please try the best to get this info)

    If this number is less than 72825, then only it will be beneficial to all.

    ReplyDelete
  9. Dosto 2013 me loksabha chunav hone wale hai isliye hume himmat nahi harni hai chahe h.c ka faisla kuch bhi ho yadi h.c ka faisla negative hota hai to hum s.c jayege yadi ncte jang adati hai to kendra sarkar ke khilaf bhi aandolan karenge .insha allah hume kamyabi milegi

    ReplyDelete
  10. Aap logo ko malum hona chahiye ki kuch comments - Train roko, todfod type aa rahee thee
    ------
    Isko rokne ke leeye mujhe abhee moderation filter lagana pada,

    to log kehte hain (Viseshkar Acad. merit ka samrthan karne vale) ki hamree vyaktigat aavaj ko aap daba rahee hain.

    Aisa bilkul nahin hai, Sirf blog apnee samajik jimmedaree ko samjthe hue - Violance vale comments ko rokna chahta hai

    Fir bhee mene abhee filter hata deeya hai

    ReplyDelete
  11. yr jo log 14 ko cm se milne ja rahe vo saaf saaf cm se puche ki sir aap kya chate hai koi hume aur bi kam hai aur bi job ki tayeri karni hai plz aap bataye hum phir apna time kyo barbad kare
    agar aap ko bharti karni hai to mil ke rule tay kar lete hai court na jana pade

    aur agar job ni deni to bi saaf bol de aur paper me nikal de phir hum apna koi aur kam dekte hai

    6 month se hum apna time barbad kar rahe hai jo kisi bi tet valo ke liye thk ni hai aur jisne tet ni nikala hai vo apni aage ki tayeri kar raha hai hum piche ho rahe hai aur kitna hum apna time barbad kare

    aap ye baat saaf saaf cm se puche

    agar aap acd se bharti chate hai to hum upboard ke sath nayay kijeye bharti gradu+ bed ke adhar par kare

    gradu+bed thk rahega

    ni to aap apna rukh bataye

    hum aur apna time ni barbad karna chate

    muskan maim

    aap meri baat ko un natao ko bataye jo cm se milenge
    aur agar aap ko thk lage to ise main cover de

    ReplyDelete
  12. maim comment de kya socha hai mere bichar pe

    ReplyDelete
  13. BHAR MAI JAI PRT NOUKRY OUR CHOLEY MAI JAI AKHILESH OUR APNI JAY COURT SALO NE JEENA HARAM KAR DIYA HAI

    ReplyDelete
  14. As per NCTE, TET is mandatory qualification,

    At this time approx 3 lakh TET qualifide candidates available and more than no. of vacancies

    ReplyDelete
  15. **NOTIFICATION**

    sabhi ph tet pass student mere pass call kare
    9452061561 par


    सभी विकलागँ कोटे से टीईटी पास लड़के या लड़किया मेरे पास काल करे 9452061561 पर

    ReplyDelete

  16. In UP Candidates applied in time, Stay given by HC in last week of Dec. and it continues. Therefore both UP Govt. and B. Ed candidates have no fault

    ReplyDelete
  17. "S" Mujhe aapkee baat samjh nahin a rahee,

    Bhartee kee process mein koee change nahin hua hai, to CM se kya poochenge

    ReplyDelete
  18. Thanks muskan ji for giving this important information.

    ReplyDelete
  19. to kya rajasthan high court ke anusaar 2011 uptet pass aur age ke btc+tet pass aglee sabhee prt bhartiyon ke liye patra honge. kyon ki age bed pass tet kerne ke liye ayogya hain. muskan ji tell me as soon as possible & publish this . Mukhtar ahmad Ambedkarnagar.

    ReplyDelete
  20. DOSTO YE TO TEY HAI KI VIGYAPAN NIRAST HOGA ISE YA TO COURT NIRAST KAREGA COURT SE BACH GAYA TO SARKAR NIRAST KAR DEGI KIYO KI AKHILESH NE MAYA KI SARI YOJNAO KO NIRAST KER DIYA HAI OUR RAJ H C NE PRT MAI EK JANUARY KE BAD B ED WALO KO VELID NAHI MANA HAI YANI NOUKARY KE SARE RASTE BAND AB BAJAO JHNJHUNA

    ReplyDelete
  21. DOSTO KIYA AP MERI BAT SE SEHMAT HAI YADI NAHI TO KIYO

    ReplyDelete
  22. ****NOTIFICATION** **

    sabhi ph tet pass student mere pass call kare
    9452061561 par

    $$$$एक जरूरी सुचना$$$$


    सभी विकलागँ कोटे से टीईटी पास लड़के या लड़किया मेरे पास काल करे 9452061561 पर

    ReplyDelete
  23. muskan ji (blogeditor) please aap judgement ko sahi se samjhiye hc ne no of eligible candidates is not equal to no of vacancies me court ne btc/sbtc ko eligible mana hai primary ke liye if btc
    /sbtc tet qualified not available then tet bed qualified are eligible ..but it is not dangours for uptet candidates because there are only few candidates of sbtc/btc tet qualified ..please do not take otherwise ....thanks muskan ji for courage of tetian..

    ReplyDelete
  24. Ye up news wale ku ph se call karne ke liye kah raha hai kya sirf ph ko hi yah naukri dilwaega

    ReplyDelete
  25. par maim
    utet me to bed allow hai jaha congress ki sarker hai

    utet aur rtet me kya anter hai clear kare

    utet bi uptet ki tarah pahele hi hua tah
    to job me bed allow hai to up me bi honge

    ReplyDelete
  26. pramod bhhi
    btc r 20000 but tet pass r 10000 but may passible again tet for btc boy
    so
    how many btc boy

    ReplyDelete
  27. promed bhai how many btc boy

    and s.mitra give also tet bcz they go to post for prt

    ReplyDelete
  28. maim mera ye kahna hai ki
    14 ko cm yahi kahenge ki court me hai
    aur 15 ko court nayi date

    ye kab tak hoga kya 6 month kam time hota hai
    is tarah to tet vale

    saaf saaf pucho cm se sir aap kya chate ho job dena ki nahi

    ReplyDelete
  29. DOSTO AB TO EK EK DIN EK SAL KE BARABER LAGRAHA HAI

    ReplyDelete
  30. koi maim agar cm ni chate to kapil phir sc chala jayega

    is hc aur sc me hum marjayenge aur vakil maja lenge
    overage wale to expire ho jayenge

    ReplyDelete

  31. @pramod pandey ji,

    B. Ed candidates before 1st jan 2012 are eligible for PRT jobs,
    And TET is mandatory qualification.

    Stay is given by HC,
    Qualifide candidates fulfill their responsibility in due time frame.

    Need not worried

    ReplyDelete

  32. B. Ed candidates already given recruitment cum eligibility test in due time frame.

    And it is a praise worthy decision taken by the UP Govt.

    ReplyDelete
  33. DOSTO 14 KO AKHILESH SE YAHI KAHNA HAI KI AP JAISE CHAHO BHARTI KER LO ECO.YA TET YA NAHI KARNI HAI TO VO BHI BATA DO AGER BHARTI KARNI HAI TO SAMAY SIMA BATA DO JO KI HAM SARKO PER JHAK NA MARE OUR SHANTI SE APNE KAMKAJ MAI LAG JAI

    ReplyDelete
  34. Insahallah 15 ko hamri jeet hogi.court ka session bhi khat hone wala h.dua karo humsab ko kamyabi mile..aamin

    ReplyDelete
  35. TET MERIT WALE COURT MAI VIG.BACHANE MAI KAMYAB HO BHI GAYE TO SARKAR SE KAISE BACHAOGE

    ReplyDelete
  36. Stay hat ta hai to bhrtee honee chahiye

    ReplyDelete
  37. TET Merit ke alawa bhrtee ka koee aur chance bhee nahin hai, Decision dhyan se pad lo

    ReplyDelete
  38. Are mere TET MERIT HOLDERS MITRO ,KAYO DIMAG SAHI JAGAH AA GAYA, AB SAMJH ME BHI AA JAYE GA,
    PAPER TO AAP LOGO NE PADA HOGA KI MAYA JI KI 25 YOJNAYE NIRAST HO GAYI HAI.
    AAGE AUR BHI HOGI.
    abhi samay hai samjh jao mere mitro ACD MERIT JINDABAD
    ACD MERIT JINDABAD

    ReplyDelete
  39. Are mere TET MERIT HOLDERS MITRO ,KAYO DIMAG SAHI JAGAH AA GAYA, AB SAMJH ME BHI AA JAYE GA,
    PAPER TO AAP LOGO NE PADA HOGA KI MAYA JI KI 25 YOJNAYE NIRAST HO GAYI HAI.
    AAGE AUR BHI HOGI.
    abhi samay hai samjh jao mere mitro ACD MERIT JINDABAD
    ACD MERIT JINDABADACD MERIT JINDABAD
    ACD MERIT JINDABADACD MERIT JINDABADACD MERIT JINDABAD
    ACD MERIT JINDABADACD MERIT JINDABAD

    ReplyDelete
  40. Muskan ji plz ye bataye kitne btc/vbtc/mualim/tet pass h..waiting

    ReplyDelete
  41. Blog pe jo information aa rahi hai us main koi dikkat nahi kyon ki uttaranchal main december main vaha bhee rok lag gayi thi 371 yachikao ke kharij hone ke baad 9 may se bharti chalu ho gayi vajah saaf thi kyon ki student ne 1 january se pahle avedan kiya and test bhi diya.court ki rok ka abhyarthi kya kar sakte. SO DONT WORRY

    ReplyDelete
  42. Jai bhai tumhari vaato se pakka hai ki tet merit se selection nahi hoga acedmic se hi chance hai.agar banna hai to un 30000 candidate jaisa bano jo tet and acc dono se ache hai.

    ReplyDelete
  43. News is confirmed ACORDING TO GANESH DIXIT SIR GOV HAS FILLED AFIDAVIT IN FAVOR OF ADD THAT BTC AND SBTC CANDIDATE WILL BE ISOLATED FROM THE ADD NOW IT IS CONFIRMED THAT OUR ADD IS SAFE AND GOV HAS FILLED AFIDAVITE IN OUR FAVOUR

    ReplyDelete
  44. Sun me aya h ki govmnt ne counter file kar diya h court mai ki trained btc jo tet clear kar chuke hain unhe en 72825 pado se alag rakhte hue tainati di jayegi.

    ReplyDelete
  45. all tet pass condidate do'nt panic on any news,i assure 100 % after court decision vacancy fill up by TET MERIT ONLY AND ONLY and decision will be in positive ...
    i request to all don't take any step against the LAW.

    ReplyDelete
  46. i request to all don't call on phone all information update on blog i'm sorry i unable to attain all call please first watch blog...

    ReplyDelete
  47. kya mujhe koi bta skta hai k agr mttr solve ho gya to kisi b district me acd. merit lowest aur highest kitni jayegi.....for general

    ReplyDelete
  48. @ r@@j
    kya y news confirm hai....kya bakai govt ne aisa kiya hai .....kya bakai is bar decision aayega wo b fabour me

    ReplyDelete
  49. yr koi to btao ki acd merit kitni jayefi lowest aur highest...in any district.....for general....pls be serious n give me tha answer...dont ignore if you have any idea than pls tell me

    ReplyDelete
  50. Arpan bhai agar aisa hai to 15 may ko decision aa jana chahiye.

    ReplyDelete
  51. According to Ranjeet Singh Yadav
    ....
    Vighyapan prakran se related case BTC SBTC ke sambandh me sarkar ne apni taraf se positive affidavit file karne ki bat ko court me 2 may ko hi spastt kar di thi. gov CSC ka counter sivani ke advocate ko mil gaye hai aurunhone kaha hai ki ham gov ke clarification se satisfy hai aur ab ham rejoinder affidavit file nahi karenge that is the very marvelous for us .

    ReplyDelete
  52. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  53. Are VINAYAK BHAI ghbrao mat merit jitne pahle aap ke jila me jata hoga us se 10~15%low jayega.
    Kuch to dimag lagao bhai.
    ACD MERIT JINDABAD
    ACD MERIT JINDABAD

    ReplyDelete
  54. Pritemtet ji aap kaun se decision ki baat ker rahe hai.

    ReplyDelete
  55. Vinayak bhai aap kis jile se hai to bataya jaye ki merit kya rahegi.

    ReplyDelete
  56. Vinayak bhai mere 92no. Hai. Kya mera selection ho jayega. Mai obc art male hu.

    ReplyDelete
  57. Hc aur sp gov ke decision ki baat kar raha hu.Jab tak hc ka stay nahi hatta sp gov koi nirnay nahi le sakti.Mai usi ki baat kar raha hu.

    ReplyDelete
  58. Uptet bhai koshish hum sabki yah honi chahiye ki yah bharti ho jaye,anytha hum prt ke liye eligble hi nahi rahenge.Phir itna nuksan karke ghar me baith kar jhunjhuna bajana padega..

    ReplyDelete
  59. bhai 15 may ko decision ane ke 100% chance ban rahe hen

    ReplyDelete
  60. main to comment dena chod giya coment ka reply aisa milta hai ki maza aa jata hai bas chat box main comment seta hoon

    ReplyDelete
  61. Yahan par sabko BHARTII ki cinta nahi hai sabko apne apne merit ki chinta hai ACD/TET.


    THANKS

    Kisi ko bura lage to SORRY

    ReplyDelete
  62. Dharmchand bhai ummid to yahi ki jani chahiye ki 15 ko decision aa jaye.Anytha hamare liye 6 mahine se kuch achchha nahi hua hai.

    ReplyDelete
  63. sahi kaha,ye log sirf tet merit ki baat kar rahe hai jo sayad ab posible nai hai. wase bi koi rajya tet merit pe bharti nai le raha kewal waitage hi diya ja raha hai.jo 10% se 50% tak hai,hum bahen ji k galat nirnay ki saza bugat rahe hai,agar up me bi tet mark k % ka waitage diya hota to sayad hum join kar cuke hote.

    ReplyDelete
  64. KISI NE B MERI PROBLEM KA SOLVE NI DIYA MAINE PUCHA KI AGR ACD MARIT BNI TO LOWEST AUR HIGHEST KITNI JA SKTI HAI KISI B DIST ME ......FOR GENERAL

    ReplyDelete
  65. Prakash ji ager ye stey khatm ho jaye to kya bharti isi mahine me chalu ho jayegi.

    ReplyDelete
  66. merit to tet se i banegi...jo log kah rahe hain ki acd banegi kaya wo bata sakate hain ki kisne kaha hai i merit acd se banegi....

    afwaho per dhyan na de

    ReplyDelete
  67. fir date milegi confirm hai aur rajasthan k faisle se khush mt ho y u p hai sare hc apne faisle swatantra roop se lete hai y jruri ni hai k allahabad hc b rajasthan hc k faisle ki tarj pr apna faisla de

    ReplyDelete
  68. rok sako to roko JAB TAK btc walo ko direct job nahi milegi ye bharti nahi ho sakti kisi hall me bhi ham ye bharti nahi hone denge chahe hc ke bad sc jana pade. sc coutr me ham bhi to ja sakte

    ReplyDelete
  69. mere bhaio hm log aaj saifai main cm sir se mile jaankr aap logl ko bhi khushi hogi unko bhi aasha ni thi ki tet samarthak unk ghar pr b hoge
    unhone hum logo ko 6-7 mint die aur hamaari poori baat suni...........
    LEKIN UNKE DILOGE WOHI PURANE RAHE UNHONE KAHA KI,
    'AAP LOGO KA PRATINIDHI MANDAL HUM SE MIL CHUKA H AAP LOG CHINTA NA KARE AAP LOGO K SAATH KOI ANNYYAE NI HOGA THODA DHHERYE RAKHE KUCH B GALAT NI HOGA............
    mujhe maaloom aap logo k comment wohi hoge jo shayad main b deta ki is trah k gyapan se kuch ni hoga lekin baad me sochta hoo ki abhi kuch ni se to kuch thodi 2 abaj hi uthate chale
    hum log 1.30 pr mile the cm sir se
    JAI TET
    JAI HIND
    JAI TETIAN

    ReplyDelete
  70. bed madhymik school ke liye he ye primary me kiya lete hain hamari seate lene ke liye niyaye mang rahe hain

    ReplyDelete
  71. koun hai jo kah raha hai ki acd merit banegi,

    Are bhai jab court me advt. Ko lekar panga hai,
    To acd. Wa tet ki bat kaha se a rahi hai,
    Aur aap logo ka to jawab nahi hai,
    Jhuthi news par aise vishwash ker lete ho ki ,
    Jaise akhilesh ke pa ne khabar di ho,

    Are bhai yaha hamara lakshy sirf advt. Bachana hai,
    Aur ye chirkut s kya kah raha hai ki agar advt. Court se bach bhi gaya to akhilesh se nahi bachega ,
    Aap log itna to soch hi sakte ho ki,
    Agar court se bahal hua to usme akhilesh koi bhumika nahi hogi, aur process change sirf advt. Cancel hone pe hi hoga, other wise no chance to anybody like pm or cm.
    So first save advt. Than every thing clear in a moment.
    So aap log bhramak khabro pe dhyan na de,
    Aur wo bhi aisa vyakti jo apne name se comment karne me bhi sharma raha hai,
    Ye kaisa name hai S ye sirf fake id log hai,
    Jo hame gumrah kar rahe hai.
    Aap sirf official news pe dhyan de.
    Thanks.

    ReplyDelete
  72. According to Ranjeet Singh Yadav
    ....
    Vighyapan prakran se related case BTC SBTC ke sambandh me sarkar ne apni taraf se positive affidavit file karne ki bat ko court me 2 may ko hi spastt kar di thi. gov CSC ka counter sivani ke advocate ko mil gaye hai aurunhone kaha hai ki ham gov ke clarification se satisfy hai aur ab ham rejoinder affidavit file nahi karenge that is the very marvelous for us .

    ReplyDelete
  73. baat law point ke hai HC &SC Lawyar said law point support rightnow...
    Mr. Mishra ACD lower merit will be 262(Sc.)$ 257(Art)

    ReplyDelete
  74. Sabko pata h ki badli hui sarkar apni hi chalati hai fir sp kyo na chalaye .akilesh ne maya ke sab yojnao par pani fer diya to kya tet ka nirnya wo man lege kabhi nhi kyo ye ek dusre ke dusman h. Aur ek to tet me dhandhli ho gai h ab to sarkar nirnay badlegi hi...kyoki sp ko mauka mil gaya h.aur ek baat agar akilesh ko tet ki merit hi banani thi to wo acd merit ka jikr kyo karte jara dimag lagao mere bhaiyo isliye hi ye faisla itna lamba chal raha hai. Sab mile hue hai .. Final me jo cm kahege wo hi hoga. Aur sab ko pata h wo kya chahte h..jai mata di

    ReplyDelete
  75. Happy Singh > Uptet
    mere bhaio hm log aaj
    saifai main cm sir se mile
    jaankr aap logl ko bhi
    khushi hogi unko bhi aasha
    ni thi ki tet samarthak unk
    ghar pr b hoge
    unhone hum logo ko 6-7
    mint die aur hamaari poori
    baat suni...........
    LEKIN UNKE DILOGE WOHI
    PURANE RAHE UNHONE
    KAHA KI,
    'AAP LOGO KA PRATINIDHI
    MANDAL HUM SE MIL CHUKA
    H AAP LOG CHINTA NA KARE
    AAP LOGO K SAATH KOI
    ANNYYAE NI HOGA THODA
    DHHERYE RAKHE KUCH B
    GALAT NI HOGA............
    mujhe maaloom aap logo k
    comment wohi hoge jo
    shayad main b deta ki is
    trah k gyapan se kuch ni
    hoga lekin baad me sochta
    hoo ki abhi kuch ni se to
    kuch thodi 2 abaj hi uthate
    chale
    hum log 1.30 pr mile the
    cm sir se
    JAI TET
    JAI HIND
    JAI TETIAN
    from- parvej alam etawah

    ReplyDelete
  76. Happy Singh > Uptet
    mere bhaio hm log aaj
    saifai main cm sir se mile
    jaankr aap logl ko bhi
    khushi hogi unko bhi aasha
    ni thi ki tet samarthak unk
    ghar pr b hoge
    unhone hum logo ko 6-7
    mint die aur hamaari poori
    baat suni...........
    LEKIN UNKE DILOGE WOHI
    PURANE RAHE UNHONE
    KAHA KI,
    'AAP LOGO KA PRATINIDHI
    MANDAL HUM SE MIL CHUKA
    H AAP LOG CHINTA NA KARE
    AAP LOGO K SAATH KOI
    ANNYYAE NI HOGA THODA
    DHHERYE RAKHE KUCH B
    GALAT NI HOGA............
    mujhe maaloom aap logo k
    comment wohi hoge jo
    shayad main b deta ki is
    trah k gyapan se kuch ni
    hoga lekin baad me sochta
    hoo ki abhi kuch ni se to
    kuch thodi 2 abaj hi uthate
    chale
    hum log 1.30 pr mile the
    cm sir se
    JAI TET
    JAI HIND
    JAI TETIAN
    from- parvej alam etawah

    ReplyDelete
  77. are sanjay bhai kis duniya se aaye ho

    acd lower r 210 gen/sci/gonda

    aur 27000 tet bahar hone se aur low hogi

    yr galat mat batao tet valo

    ha tet me jaur 210 hai

    ReplyDelete
  78. are sanjay bhai kis duniya se aaye ho

    acd lower r 210 gen/sci/gonda

    aur 27000 tet bahar hone se aur low hogi

    yr galat mat batao tet valo

    ha tet me jaur 210 hai

    ReplyDelete
  79. yr cm sir ne ek line yaad kar liya hai

    bas aap ke sath galat ni hoga

    par udhar usmain ko laga diya hai

    aur high cometty me sab head hi hai

    ReplyDelete
  80. Devendra Kumar > Uptet
    aaj ham mainpuri wale
    taha etwaha wale cm se
    milne seifai gaye the badi
    jado jahat ke bad daak
    bangla sthit wha par hum
    sampark karne me safal
    huye....bheed bahut jada
    thi....hamare tet sathi daak
    bangla ke har gate har
    raste par maujood the....jab
    bo lunch karke daak bangla
    se nikle tab hamare kuch
    sathyo ne varta ki ...hamara
    tet banner dekkar wo bole
    ye tet wale yaha bhi aa
    gaye.....WAHA PAR UNHO NE
    WAHI APNI PURINI NEETI
    APNI......AAP KA KAHI SE KOI
    AHIT NAHI HONE DIYA
    JAYEGA.....ETC...HAMARE
    KUCH SATHIYO NE
    UNKI...CAR KI HEAD LIGHT
    TOD DI......ANT ME VE GUSSA
    HO KAR CHLE GAYE..........

    ReplyDelete
  81. jis tarah
    cm ne 10 bar ye kaha ki cm to neta ji hi banenge

    par hua kya

    to tet valo samaj javo

    ReplyDelete
  82. Devendra Kumar > Uptet
    aaj ham mainpuri wale
    taha etwaha wale cm se
    milne seifai gaye the badi
    jado jahat ke bad daak
    bangla sthit wha par hum
    sampark karne me safal
    huye....bheed bahut jada
    thi....hamare tet sathi daak
    bangla ke har gate har
    raste par maujood the....jab
    bo lunch karke daak bangla
    se nikle tab hamare kuch
    sathyo ne varta ki ...hamara
    tet banner dekkar wo bole
    ye tet wale yaha bhi aa
    gaye.....WAHA PAR UNHO NE
    WAHI APNI PURINI NEETI
    APNI......AAP KA KAHI SE KOI
    AHIT NAHI HONE DIYA
    JAYEGA.....ETC...HAMARE
    KUCH SATHIYO NE
    UNKI...CAR KI HEAD LIGHT
    TOD DI......ANT ME VE GUSSA
    HO KAR CHLE GAYE..........

    ReplyDelete
    Replies
    1. devendra ji, kyo rumers failaate ho, agar akhilesh bhai ki gaadi ki headlight ladko ne todi hoti to jitne bhi log wha gye the sbki achchi tareeke se toot jaati. Smjhe

      Delete
  83. u r right s bhai

    yehi hoga 14 ko bi

    aur overage walo ghar batho

    acd jindabad

    ReplyDelete
  84. u r right s bhai

    yehi hoga 14 ko bi

    aur overage walo ghar batho

    acd jindabad

    ReplyDelete
  85. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  86. From:9452061561
    Date: 11 May 2012 17:57:06 +0000 (UTC)
    Subject: TET SUPPORTER
    Hum logo k liye ek achhi KHABAR hai
    "Shasan ne un logo ko notice bhejna shuroo kar diya hai jo DHANDHLI me
    pakde gaye hai YA
    JIN PAR SHAQ HAI
    aise logo ko kaha gya hai ki wo apna answer ki original copy lekar
    aaye aur apna paksha rakhe.

    ye un logo ko bhegi gaye hai jinpar 20-30 numbers ka DHANDHLI ki hai
    ya karaaee hai YA aarop hai

    esse sabit hota hai ki "TET RADD TO NAHI HOGI"
    AUR AB TO COURT K ORDER KA HI BESBRI se entjar hai.bas court STAY HATA LE.
    MERI JANKARI ME AISE 3 PERSONS HAI JINKO YE NOTICE MILI HAI

    ReplyDelete
  87. @up news india agar ho sake to wo notice blog par dale, aap us person ka naam kat kar notice blog par dal de

    ReplyDelete
  88. NEWS NEWS NEWS
    TET ADHIKAR YATRA

    20 may 2012 ko varansi se delhi tak tet pass student ki pad yatra ho rahi hai jitne bhi tet supporter hai wo adhik se adhik sankhya mai is pad yatra mai shamil hoke apne haq ki mang kare

    ReplyDelete
  89. hi parvez bhai,
    Kya aaj aap cm se mile the bcz ye khabar aa rahi ki kisi ne unki head light tod di.

    ReplyDelete
  90. uptet news ji kya aapki khabar sahi hai.

    ReplyDelete
  91. abe* UP TET NEWS INDIA* kyo khud ko dhokha de raha hai,afwahe faila raha hai. Merit to acad. Hi banegi, Dekh lena.

    ReplyDelete
  92. Nitish kya kar rahe.juthi new jayda aa rahi h.acd.jindabad ke nara lagane wale.tet me fail h.jhuti afwah se bacho,.

    ReplyDelete
  93. devendr/unknown bhai.........
    badi sharm aati h jab aap logo jese jimmeddar log ulti baat karte h aap budhjibi log ho kya aap bilkul bisbaas se keh sakte ho headlight todi gai thi'aur agar todi b gai thi to wo tetian ne todi ,agar light todi jati to peechhe itne bent padte ki tet kya tattttt........... karne k layak b ni rehte
    sach baat to ye h ki hmne bahan behad anusasan rkha
    hm log pade likhe samjhdar log h gabaaro baali harkate hum logo k lie ni h
    rahi baat cm k gussa hone ki to wo hmare damad to hni ki muh fula lege
    itna anusasan hum logo se tuta to shayad hamari b toot jaati
    IS LIE TETIAN SE YE GALTI NI HUI H BAHAN HAJARO KI BHEED THI SHISA GALTI SE CRECK HUA THA BO B UNKI GAADI NI THI
    OOLTI BAAT KARNE SE PEHLE KUCH AUTHENTIC PTA KR LIA KARO

    ReplyDelete
  94. Distance B.Ed. Listed on 15/05/2012 in CJ court
    CAUSE LIST ALLAHABAD

    Cause List
    15/05/2012

    High Court of Judicature at Allahabad
    C A U S E L I S T
    (Published under the authority of the Hon'ble The Chief Justice)
    F O R
    ********************************************************************************
    Tuesday May 15,2012
    ********************************************************************************
    AT 10.00 A.M.
    THE CHIEF JUSTICE'S COURT
    HON'BLE THE CHIEF JUSTICE
    HON'BLE MR. JUSTICE VIKRAM NATH
    Fresh,order,admission,hearing Special Appeals (other than education matters-Writ
    - C) and all fresh and listed Matters relatedto Tolls on River Bridges in U.P.,
    -Environment Matters and applications under Article 228 of the Constitution of I
    ndia; AND Listed Special Appeals (other than education matters-Writ C) from Janu
    -ary Ist 2010 onwards including Bunch Cases.
    -

    30. 2296/2011 MITHAI LAL AND OTHERS ABHISHEK SRIVASTAVA
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    R.A. AKHTAR
    AJEET KR. SINGH
    WITH SPLA- 2297/2011 KRISHNA KANT YADAV AND OTHERS ABHISHEK SRIVASTAVA
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    R.A.AKHTAR
    AJIT KR.SINGH
    WITH SPLA- 617/2012 ARVIND SINGH YADAV I.N. SINGH
    AJAY YADAV
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    AJIT KR. SINGH
    RIZWAN AKHTAR
    CHANDRA NARAYAN TRIPATHI
    WITH SPLA- 2383/2011 SANJAY MISHRA AND ANOTHER PANKAJ KUMAR OJHA
    VIVEK MISHRA
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    AJIT KR. SINGH
    R.A. AKHTAR
    WITH SPLAD-218/2012 SMT. SARITA VERMA AND ANOTHER KRIPA SHANKER SINGH
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    R.A. AKHTAR

    ReplyDelete
  95. Distance B.Ed case to be taken up for final disposal in The Honourable CJ Court on 15th May 2012.

    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
    Case Status - Allahabad

    Pending
    Special Appeal : 2296 of 2011 [Allahabad]
    Petitioner: MITHAI LAL AND OTHERS
    Respondent: STATE OF U.P. AND OTHERS
    Counsel (Pet.): ABHISHEK SRIVASTAVA
    Counsel (Res.): C.S.C.
    Category: Special Appeals Special Appeals-Against Final Order Of Single Judge In Writ Petition
    Date of Filing: 25/11/2011
    To Be Listed on: 15/05/2012 in CJ Court

    This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).
    Back

    ReplyDelete
  96. thanks parvez bhai,

    Ye sale kutte ki dum hai kabhi seedhe nahi ho sakte,

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।