/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, May 6, 2012

UPTET : टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने फूंका पुतला


UPTET : टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने फूंका पुतला













•राज्यपाल को भेजा फैक्स, आंदोलन तेज करने का दिया अल्टीमेटम

मऊ। शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया में रोड़े अटकाने से नाराज टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने शनिवार को कलेक्ट्रेट परिसर में बेसिक शिक्षा मंत्री का पुतला फूूंका। साथ ही जमकर नारेबाजी की। साथ ही उप्र के राज्यपाल, मानव विकास मंत्रालय, राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद को फैक्स भेजा

इस मौके पर वक्ताओं ने कहा कि सरकार के अव्यवहारिक रवैए के तहत टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को आर्थिक, मानसिक तथा सामाजिक शोषण का शिकार होना पड़ रहा है। टीईटी परीक्षा के जांच के नाम पर तरह-तरह से गुमराह किया जा रहा है। उन्होंने कहा कि परिषदीय विद्यालयों में टीईटी मेरिट के आधार पर सहायक अध्यापकों की भर्ती के मामले में अनावश्यक विलंब किया जा रहा है। सरकार टीईटी परीक्षा को रद्द कर अयोग्य अभ्यर्थियों को शिक्षक बनाने की मंशा नजर आ रही है। उन्होंने कहा कि टीईटी मेरिट के आधार पर शिक्षकों की भर्ती होने पर ही शिक्षा का स्तर ऊपर उठेगा। टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों की मांगों पर विचार नहीं किया गया तो आंदोलन तेज करने ही अंतिम विकल्प होगा। इस अवसर पर मुख्य रूप से संजय सिंह यादव, अशोक यादव, अमित कुशवाहा, रामअशीष प्रसाद, अखिलेश कुमार, हरिनाथ राम, रमेश राजभर, रामविलास, कृष्ण मुरारी शर्मा, चंद्रशेखर गोंड़, अमीचंद भारद्वाज, विलास कुमार, अमरजीत कुमार, संजय भारती, अरुण कुमार, विनोद कुमार, दीनदयाल यादव, सुनील गावस्कर, रणधीर सिंह, सुनील कुमार देववंशी, कुंज बिहारी गुप्ता, विजय सोनकर, संजय भारती, राजकुमार आदि शामिल रहे।


******************

UPTET : शिक्षा मंत्री का फूंका पुतला

लालबाग चौराहे पर शिक्षामंत्री का पुतला फूंकते टीईटी छात्र।


















सीतापुर। शनिवार को टीईटी संघर्ष मोर्चा के अभ्यार्थियों ने जुलूस निकाल लाल बाग चौराहे पर शिक्षा मंत्री राम गोविंद चौधरी का पुतला फूंका। जानकारी के अनुसार पिछले कई महीनों से प्राथमिक शिक्षक प्रक्रिया लम्बित होने के कारण टीईटी अभ्यर्थी मानसिक व शारीरिक रूप से काफी आहत है। जिसके चलते उन्होंने प्रदेश सरकार के द्वारा विज्ञापन बदलने पर रोष व्यक्त करते हुए विरोध प्रदर्शन कर शिक्षा मंत्री का पुतला फूंका।
टीईटी अभ्यर्थियों की मांग है कि पूर्व में प्रेषित विज्ञापन के आधार पर ही टीईटी की मैरिट बनाकर टीईटी पास अभ्यर्थियों का शिक्षक पद के लिए चयन किया जाय।


****************


संजय मोहन का करीबी 17 तक न्यायिक हिरासत में
लखनऊ (ब्यूरो)। पूर्व माध्यमिक शिक्षा निदेशक संजय मोहन के करीबी देव कुमार पांडेय को पुलिस ने शनिवार को 17 लाख रुपये के साथ अदालत में पेश किया। कोर्ट ने देवेंद्र को 17 मई तक के लिए न्यायिक अभिरक्षा में भेज दिया। कोर्ट ने रुपयों से भरी अटैची बिना सील किए पेश किए जाने पर नाराजगी भी जाहिर की। टीईटी घोटाले के मुख्य आरोपी पूर्व माध्यमिक शिक्षा निदेशक संजय मोहन के करीबी देव कुमार को पुलिस ने गुरुवार देर रात गिरफ्तार किया था।

*************

शिक्षा मंत्री का पुतला फूंका
रामनगर (बाराबंकी)। टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों ने नियुक्ति की मांग को लेकर शनिवार को यूनियन इंटर कालेज के सामने शिक्षा मंत्री का पुतला फूंककर प्रदर्शन किया।
टीईटी संघर्ष मोर्चा के जिलाध्यक्ष मुकेश सिंह ने कहा कि पूर्व में प्रक्रिया से छेड़छाड़ बरदाश्त नहीं किया जाएगा। यदि इसमें बदलाव किया गया तो संघर्ष मोर्चा आर-पार की लड़ाई लडे़गा। कहा कि उर्त्तीण अभ्यर्थियों का चयन मेरिट के आधार पर किया जाए यदि ऐसा नहीं हुआ तो अभ्यर्थी न्यायालय की शरण लेंगे। इस मौके पर संदीप मिश्रा, सुशील सिंह, मयंक शर्मा, अमित यादव, राजेश पांडेय, इरफान अहमद आदि मौजूद रहे।

*****************

टीईटी की जिला स्तरीय बैठक स्थगित
जौनपुर। टीईटी संघर्ष मोर्चा की छह मई को आयोजित जिला स्तरीय बैठक स्थगित कर दी गई है। शनिवार को टीडी कालेज स्थित मारुति मंदिर पर आयोजित बैठक में जिलाध्यक्ष अजीत कुमार ने कहा कि मोर्चा के सदस्य छह मई को लखनऊ में बैठक में हिस्सा लेंगे। इसके बाद जिला स्तरीय बैठक की जाएगी। बैठक में मृत्युंजय, अवनीश, रवींद्र, मनोज, अखिलेश, अरविंद, अनिल आदि मौजूद रहे।

*******************

भर्ती में देरी हुई तो करेंगे आंदोलन
नौतनवां। टीईटी उत्तीर्ण संघर्ष मोर्चा की आवश्यक बैठक शनिवार को नौतनवां के मां बनैलिया मंदिर परिसर में हुई। इसमें संगठन के प्रांतीय अध्यक्ष आशुतोष मिश्र एवं उपाध्यक्ष तुफैल अहमद मौजूद रहे। बैठक में तय किया गया कि टीईटी उत्तीर्ण शिक्षकों की भर्ती प्रक्रिया में यदि विलंब हुआ तो संगठन आंदोलन के लिए विवश होगा। बैठक की अध्यक्षता रमेश भारती एवं संचालन शक्तिनंदन मिश्र ने की।
इस अवसर पर संगठन के अनूप मद्धेशिया, मनोज कन्नौजिया, राघवेन्द्र मिश्र, सुरेन्द्र मौर्य, सतनाम सिंह, पवन कुमार श्रीवास्तव, रुद्रनारायण पाठक, रामनाथ, अवधेश मद्धेशिया, सुधीर कुमार, रामनाथ यादव और आनंद कुमार आदि उपस्थित रहे। (ब्यूरो)

*******************

टीईटी अभ्यर्थियों ने निकाला जुलूस, सभा की
आजमगढ़ (ब्यूरो)। टीईटी संघर्ष मोर्चा ने शनिवार को मालटारी बालिका इंटर कालेज के सामने नुक्कड़ सभा की। बाद में जुलूस निकाला। वक्ताआें ने शासन-प्रशासन को चेतावनी दी कि यदि टीईटी मेरिट के आधार पर चयन नहीं हुआ तो उग्र आंदोलन किया जाएगा। इस मौके पर रामकेवल, आजाद यादव, सूबेदार यादव, जनार्दन, तेज बहादुर, नरोत्तम, सुरेश, सरोज, अरविंद, रामकेवल, राजीव आदि मौजूद थे

****************

टीईटी मोर्चा की बैठक आज
महराजगंज। टीईटी उत्तीर्ण एकता मोर्चा की जिला स्तरीय बैठक रविवार को सुबह 11 बजे से सदर बीआरसी परिसर में होगी। यह जानकारी जिलाध्यक्ष महेन्द्र कुमार वर्मा ने दी।

**************

टीईटी मोर्चा की बैठक आज
तिलहर। टीईटी संघर्ष मोर्चा की बैठक छह मई को दोपहर बारह बजे जेडी सिंह उच्चतर माध्यमिक विद्यालय में होगी।

**********

News : Amar Ujala (6.5.12)

78 comments:

  1. Dosto ye post mai hospital se kar rha hun...kal se mai admit hun...
    Dr ka kahana hai ki pressure aur mental stress ke karan mera BP low ho gaya hai...
    Pata nahi jinda bachunga ki nahi...sach bolu toh jine ka mann bhi nahi kar rha hai...
    Bas koi ye bataye ki meri galti kya hai ki mujhe ye din dekhna pad rha hai...sirf ek galti ki mai India jaise desh me paida hua...sharm aati hai khud ko india kahane me...aur wun khokhle jhuthe logo se b mera anurodh hai ki wo sach ko accept kare...sarkar aur nyaypalika dheere dheere ek ek kar ke ham sabhi ka jaan le rhi hai...AGAR MUJHE KUCH BHI HOTA HAI TOH ISKE JIMMEDAR SIRF YE AKHILESH YADAV KI SARKAR AUR HIGH COURT HOGA....
    Mai ek khush rahne wala dosto ke sath masti karne wala ladka tha...padhne me bhi thik hi tha...sab kuch achcha. Chal rha tha...mai ek job bhi kar rha tha...jaha achchi salory mil rahi thi...jab ye pata chala ki TET ke adhar par teacher bhart ki jayegi toh maine socha ki achche se mehnat kar ke achche marks lete aawu..maine job se resign kar diya..aur din raat padhai kar ke TET ka exam diya..bhagwan ki daya se 128marks bhi mujhe mile...ek midl class family ke liye isse badh kar kya khushi ho sakti thi ki wus ghar k ladke ko gov job milne jarhi hai...
    Fir sabhi bahut khush thhe...mehnat kar k pass hua tha khush hone par mera haq banta hai..jo log pass nahi ho paye jinke marks kam aye unhone ne kyu aisa kiya ki hamlogo ki khushiya marne par agaye...aur hamari adalat hamari sarkar bhi unhika galat ka sath kyu dene lagi...
    Baat ab sirf TET merit ya acdmic ka nahi hai baat ye hai ki hamlogo ne wusko dhyan me rakh k padhai ki sab kuch chhod ke TET pe dhyan dene lage...
    Mai puchna chahta hun ki mehnat kar ke achche marks laane ka kya yahi natija milega? Ki aj mujhe hospital me admit hona pada...aj mujhe kuch ho gaya toh kaun jimmedari lega mere ghar pariwar ki..mai apne ghar me sabse bada hun. 27yrs ki age me akar aisa din dekhna pad rha hai...
    Ap log yahi kahoge ki ek naukari nahi mili tohkya dusri milegi...mai puchhna chahta hun ye baat yaha kyu lagoo hogi...mai fail hua hota ya mujhse koi galti huyi hoti to ye baat kah k mai khud ko santvna de sakta hun...jab meri koi galti nahi hai toh hame kis baat ki saja mil rahi hai...
    Dosto mujhe kuch ho jaye toh meri lash ko CM ke ghar pe ya heigh court ke judge ke samne fek dena kah dena ki ye hai tum logo ka atyachar...pata nahi abhi kitne aur lashe dekhne ko milegi...
    Ye sab jo kuc ho rha hai jitna halke me liya jarha hai utna hai nahi...hamare jaise hazaro log bahut mushkil se ek ek din bita rahe hai...
    Mai puchhna chahta hun hamre tathakathit TET netawo se kya soch k wo aage aye thhe..usnhone jab bulaya tab mai lko gaya..laathi khayi danda khya...last time unhone lko bula ke ham logo ka majak bana diya...janta darbar me jana tha toh tabhi hamlogo ko bula liye hote..shayad janta darbar me 30000 ki bheed pahuchti toh ham jyda dabav bana sakte thhe..vastav me hamare TET netawo me durdarshita ki kami hai...2 3 din meeting kar k kya unhone janta darbar me jane ka faisla kiya tha?
    Agar wo thik se ran niti banaye toh hmare jaise bahut se student hai jo kuch b karne Ko tayar hai..jaise aj mai hospital me admit hun shayd kuch kar k marta toh hazaro logo ka bhal ho jata...
    Mujhe ab apni zindagi se koi pyar nahi rah gaya hai...sab kuch aisa lagta hai khatm ho gaya...sarkari vyavstha aur rajnitik dushmni sath me nyaypalika ka lachar nyay vyavstha inn sab ne mil kar hamre jaise pata nahi kitne logo ki zindagi barbad kar ke rakh di...
    Sirf ghar pe baithe rahne ke siwaye kuch nahi bacha hai...
    Good bye dosto pata nahi fir kabhi mai yaha blog pe kuch likhne k liye jinda b rahu ya na rahun...

    ReplyDelete
  2. tum to bahi bauth hi sentimemtal ho gayaee........hume dekho humne sarkar ki galti ke karan 1 saal ki b.ed ko 4 saal mein kiya...........tab hum ne bhi bauth aandolan kiye ....par mayawati ke samne ek na chali.....hua bahi jo sarkar ne chaha.......tab se soch liya ki sarkar jo chati hai wo kar hi leti hai .......
    moral...sarkar jo chahe karne do aur uska saath do tabi balahi hum sabi ki
    bakhi aap logo ki iccha........
    according to my opinon ....sarkar chati hai ki dubara TET karba kar 1lakh teachers ki bharti wo kudh kare aur is ka sara credit 2014 ke election mein wo le.........
    Jai Hind Jai Bhart

    ReplyDelete
  3. Himmat se kam lo mitra dhairya banaye rakho Ham har nahi manege dosto bhale hame apni jaan gawani pade

    ReplyDelete
  4. aaj kanpur me saket park me siksha mantri ka putla phooka gaya kafi log meeting me shamil the agla andolan jald hi lucknow me saare jila adhaksho se rai lekar date fix ki ja rahi hai (is baar andolan ugra hoga)so antim aur niryak aandolan ke liye kamar kas le

    ReplyDelete
  5. Muskan ji mere comnent publish ho jane ke baad bhi kyo delete ho ja rahe hai??

    ReplyDelete
  6. Muskan ji mere comnent publish ho jane ke baad bhi kyo delete ho ja rahe hai??

    ReplyDelete
  7. Pura u.p ab jaaga hai
    Lucknow me aag lagegi

    ReplyDelete
  8. आज हमारे युवा हर पल हर जगह ठगे जा रहे है रक्षक भक्षक बन गये है भ्रष्टाचार आरजकता हमारे नेताऔ के खुन मे मिलकर रग रग मे दौड़ रही है ये नेता अपने कर्म और धर्म को भुल गये बस अपना स्वार्थ सिद्ध करने मे लगे है इन्हे अब भगवान से डर नही लगता कारण इनको पता है चाहे एक खुन हो या हजार सजा तो एक ही बार मिलनी है लेकिन पाप का घड़ा एक ना एक दिन जरुर फुटेगा

    ReplyDelete
  9. Mera bhai bed entrence ka farm bhar raha tha maine use mana kiya. Aur use farm bharne se rok liya aap log bhi agar koi aapka janne wala ho to usko privete college me bed me addmission lene se roke

    ReplyDelete
  10. Jitne bhee graduate berozgar hai unse kahe ki berozgari bhatta aapka haq hai uske liye aandolan kare

    ReplyDelete
  11. Jitne bhi students bed kar chuke hai ya bed kar rahe hai sab milkar ek aandolan kare ki hume inter college mai sidhi bharti di jaye .jab hum trained hai to sarkar ki zimmedari hai job dene ki nahi to bed course ko tab tak band kar de jab tak sabhi bed candidates ko job nahi mil jati hai

    ReplyDelete
  12. Yaar sarkar ne mazak bana rakha hai teaching ke alawa koi aisa department nahi hai jisme log trained hokar bhi khali phir rahe hai.aane wale time me tet ctet ke level ka ho jayega phir btc wale bhi khali phirege. abhi tak to btc karte hi job mil jati thi magar ab bahut mushkil hai

    ReplyDelete
  13. sab apne apne bare me soch rahe hai ............koi tet merit to koi acd merit .......... aise to kuch bhi nahi hoga ... kahna hai to ye kaho ki kai se bhi karo bas ek hi baat ki bharti ho ...tbhi kuch baat bane gi or sre tet pass ek sath aye ge ....

    ReplyDelete
  14. Chahe koi bhi merit lage par chayan hona chahiye......

    ReplyDelete
  15. @sonu80900 ji aap thik kah rahe hai lekin ye baate khud hamare neta log hi nahi manege to phir kya fayda.

    ReplyDelete
  16. 1 yr baad 62000 S.MITRA tayeer ho rahe hai PRT ke liye
    to ab tet/acd bhul kar bich ka rasta niklo
    ni to maya ne 2 saal akhilesh 1 saal

    ReplyDelete
  17. 1 yr baad 62000 S.MITRA tayeer ho rahe hai PRT ke liye
    to ab tet/acd bhul kar bich ka rasta niklo
    ni to maya ne 2 saal akhilesh 1 saal

    ReplyDelete
  18. All U.P. Zila Adhyaksh
    Aap kisi se baat kar sakte hai aur TET se related koi bhi information le sakta hai.

    Nitan Mehta Ghaziabad 9639885609
    Shiv Kumar Ghaziabad 9368735257
    Devendar Delhi/Prbd.N 09560705898
    Ajay Pandey Sant Kabir Nagar 8738069495
    Devesh Trivedi Lakhimpur 9839940748
    Kushveer Singh Hapur/Panch S N 9457287549
    Vishesh Sharma Hapur/Panch S N 9634502507
    Avnish Yadav Hardoi 9721612971
    Praveen Sachan Kanpur 9839379099
    Sarvesh Joshi Sitapur 9889174114
    Atul Kumar Tiwari Unnav 9451360651
    Anit Mishra Aurriya 9045028271
    Ajab Singh Badera Bijnaur 8430472461
    Sudansu Rai Gonda 9532191640
    Rajesh Kumar Rao Bahraich 8090150279
    Jitendra Verma Barabanki 9369206268
    Varun Sharma Meerut 9045512773
    Mahendra Kumar Verm Maharajganj 8874191926
    Aanand Pandey Rai Bareilly 9919211141
    Mod. Mobeen Siddiqui Kushinagar 9648631691
    Rajeev Kumar Bulandsahar 8781142611
    Bhupendra Kumar Rai Lucknow 9415783018
    Nirbhai Singh Lucknow 7499088470
    Satish Singh Shajahanpur 8004019835

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sir ji mere pass esse badi namelist hai lekin kya fayda ye phone uthayenge hi nahi.

      Delete
  19. Dear tet pass candidates please aaplog sarkar se kewal aur kewal bharti ki mang kare tabhi process aage badega nahi to phir mitti me hi hamari ummeed dafan ho jayegi.

    ReplyDelete
  20. asiash bhai

    aap haspital se hi itna bada lekh likh rahe hai

    aap logo ko ek garenti deta hu ki asiash bhai ki kai gf hogi

    imosonal attaychar

    ReplyDelete
  21. aap mahan aur darpok hai

    easie to acd wala 8 saal mehnat kiya hai

    ReplyDelete
  22. @s ji beech ka rasta acd me changing se hi nikala ja sakta hai yadi ham kuch weitage ki mang karenge to phir matter fansh jayega.

    ReplyDelete
  23. hume bas apne netao se yahi kahna hai ki kal akhilesh ka 1 hapta pura ho raha hai to puche ki tet ka kya karenge

    bcz 14 ko aap javo aur vo bole ki court me hai 15 ko phir court 29 ko aur akhilesh aap ko phir 28 ko bulayr pair 1 saal tak yahi process

    to ya to netagiri chod do

    ReplyDelete
  24. Doosto isme sabse badi kami hamari hai log 15 -15 saal se bed kare baithe hai kabhi kisi ne ye maang nahi uthayi ki bed walo ko naukri do chup chap 3-3 hazar rupye me private school me naukri kar rahe hai BED karne ke baad 10 class tak padha sakta hai inter college mai 1500 rupye mai private teacher rakhe hai is jageh bed walo ko naukri milna chahiye bed walo ko bhi ek union banana chahiye aur apne haq ke liye abhi se ladna chahiye kyoki 2014 me election hai aur election ke time sarkar sab kuch karne ko taiyaar ho jati hai

    ReplyDelete
  25. Doosto isme sabse badi kami hamari hai log 15 -15 saal se bed kare baithe hai kabhi kisi ne ye maang nahi uthayi ki bed walo ko naukri do chup chap 3-3 hazar rupye me private school me naukri kar rahe hai BED karne ke baad 10 class tak padha sakta hai inter college mai 1500 rupye mai private teacher rakhe hai is jageh bed walo ko naukri milna chahiye bed walo ko bhi ek union banana chahiye aur apne haq ke liye abhi se ladna chahiye kyoki 2014 me election hai aur election ke time sarkar sab kuch karne ko taiyaar ho jati hai

    ReplyDelete
  26. Replies
    1. Mera tet n jodne ka matlab yah hai ki ye matter phir ulajh jayega ladke ye court me writ kar dege ki jab tet ko joda ja sakta hai to esko kewal chayan ka aadhar kyo nahi banaya ja sakta.

      Delete
  27. unknown bhai

    jaise maya ne kiya na ghar ke na ghat ke

    2014 ka koi matlab ni
    sarker ne prt ke liye paisa le liya hai

    ReplyDelete
  28. Dear friends gov. Ke samne ham kewal upboard ke highschool aur inter exam ke obtained marks ke percentage ko pichhle 10 years aur ab present time dikha sakte hai ki kis tarah marks dene ka tarika adopt kiya gaya hai.ham gov se 10 aur 12 ke marks ko hatane ki baat kar sakte hai jo ki jayaj hai aur merit graduation+bed ki mang kar sakte hai.

    ReplyDelete
  29. 27000 job junior me bhi to nikalne wali thi unka kya hua

    ReplyDelete
  30. Mai only bed walo ke liye keh raha hu tet walo ke liye nahi tet ka masla to inshaallah nipat hi jayega

    ReplyDelete
  31. bhiyo aab aas mat karo aab na tet par hoga na acd par kyonki jab tak h c ka result nahi aane dega jab tak next tet na ho jaye phir 1st tet ko cancel karke new tet se karega

    ReplyDelete
  32. zindgi main aisa break laga hai ne aage ja sakte na peche isse te to aacha hi ki raddh kar de phir aage ke bare main soche

    ReplyDelete
  33. aab cm ka dhayan shiksha mitro par hai 2 lakh s m ko job dega uske baad sochega

    ReplyDelete
  34. putle phukne se kuch nahi hota sab lko chalo job tak niyukti shuru ne ho tak tak wahi rahe nahi to sab bhul jao job milegi jaldi tet leader date bataye aur sab lok chale

    ReplyDelete
  35. V k yadav ji tet to bach hi chuka hai

    ReplyDelete
  36. V k yadav ji tet to bach hi chuka hai

    ReplyDelete
  37. Mai bhagat sing jinko apna aadarsh manta ho aap sabhe se kahta ho ki 15 may ko aar ya paar kar do nahi to ye naukri to hame kabhe nahe milne wale
    Aandolan ko ugr karo tabhe hamare netao ko yuva shakti ka aishash hoga
    My status
    Uptet primary-134
    Senior-121
    Acd-279
    Par in sab ka mai kya ghanta karo maaf karna I m nt abusing r using vulgar words par apnaa gussa blog par kaise dikhao
    Aaj bhe hum bus tabhe tak surakhit hi jab tak in sikhshamitra tet nahe paas kiya hi
    Naved bhai ne jo jawab ncte se mage hi unse bus inta bharosa hua hai
    Par ab apni ser se oopar nikalne laga hi hame aaswasan nahi job chahiye
    Plz support me

    ReplyDelete
  38. Unknown sir koi officialy announcement to hua nahi tet par to kaise maan liya jaay ki tet bach gaya hai.

    ReplyDelete
  39. Shiksha mitro ko job tab milega jab wo 2 yrs ki apni training puri kar lenge tab tak sarb siksha abhiyan ki...m....C.....jayegi

    ReplyDelete
  40. यूँ घुट घुट कर जीने से अच्छा है..नक्सलवाद से जुड़े...जिन्हें लोकतंत्र में आस्था नहीं है और उसके वावजूद जो भूलवश लोकतान्त्रिक तरीके से चुन लिए गए हैं उन समाजवादियों कों बन्दूक की भाषा ही अच्छे ढंग से समझ में आती है|वैसे भी..किसी की चार दिन की जिंदगी सौ काम करती है,किसी की सौ बरष की जिंदगी से कुछ नहीं होता|

    ReplyDelete
  41. @Arpan ji where are you sir???maine call kiya tha lekin koi response nahi mila why???thik hai kal phir try karunga.

    ReplyDelete
  42. are bhaiyo saari takleef sara dukh ham hi kyo sahe?? Sarkar ka bhi to kuchh hak banta hai na! Are sarkar ko bhi to kuchh do yaro! Sarkar ka karja nahi utaarna hai kya?? Dekho karj lekar wapas na karna apradh hai? Jara socho is per..

    ReplyDelete
  43. Sabse jyada chinta wali baat ye hai ki abhi tak JAVED USMANI apni report bhi CM ko nahi saupa newspaper me diya tha ki 2 ya 3 dino me report cm ko saup di jayegi .aakhir kya kar rahe hai Usmani ji kahi puri daal to kali nahi kar rahe hai???

    ReplyDelete
  44. manoj ji aapki bat bilkul sahi he naksalbadi ya atankwadi ainse hi paristhitiyo ka shikar log bante hai ye kaisa loktantra he humare do sathi mansik utpidan ki wajah se mar chuke hain ek sathi aashish hospital me zindagi aur maut k bich me latka hua he na kisi neta na kisi jearnalist na kisi samajsevi k
    o iski fikr nahi aur humare tet leader humara andolan kaun se tarike se chala rahe he meri samajh se bahar he warna ek media wala bhi ashish ji ka bayan lene nahi pahuncha ise kya kaha jaye dosto

    ReplyDelete
  45. dhamki dene se kuch nahi hone wala hai vastav me kuch karna hoga matlab jaise allahabad university ke students ne kiya tha usi prakar ka kuch karna hoga tabhi sarkar jagegi.sp me 95 percent chor aur daku hai aur hum un choro se imandari ki baat karte hai.akhilesh ne apne aap ko lokayukt ke dayre se bahar rakha hai agar socho agar yah itna imandar hota to yesa karta yah bhi bsp ki suprimo ki tarah chor hai .akhilesh badle ki rajniti kar raha hai aur usme janta pis rahi hai agar usme itna dum hai to bsp suprimo ki aay ki janch karye lekin aisa nahi kar sakta hai kyonki use malum hai ki 5 sal bad yadi bsp ki sarkar aati hai to akhilesh aur uske baap ki sari kali kamai ki pol khol degi isliye ye bsp suprimo ke aay ki janch nahi karva sakta hai.cho-chor mausere bhai isliye ek chor dusre chor ki janch nahi karva sakta hai.in choro ki aapsi ladai me janta pis rahi hai isliye mai aap logo se apeel karta hoon ki mcd ke chunav me sp ke bipreet vote kare jisse isko aaina dikh jaaye aur jo yah apne baap ko pm banane ki soch raha hai to vah keval uski soch hi rah jaye.

    ReplyDelete
  46. jiske hath me zara si taqat aa jati he wo apne apko malik manne lag jata he use ye

    yad nahi rehta k wo malik nahh sevak he
    sathiyo is vyavastha ko badalna hoga badle ki bhawna se kam karne wale logo ko sata se dur rjgn

    ReplyDelete
  47. Pritam ji aapki baat jayaj hai lekin yadi acd merit me 10 aur 10+2 ko hata diya jaay to 80% tet merit supporter maan jayenge.

    ReplyDelete
  48. Tet leader jald se jald aage ki rananity banaye. Tet candidate me gussa badhta ja raha hai. Agla anolan tab tak nahi rukna chahiye jabtak bharti na ho jaye.

    ReplyDelete
  49. REVIEW ALL STEP UPTO NOW AND ORGANISE RALLY AT PARLIAMENT STREET ,NEW DELHI 09891118661,9312055422,VARANASI-8808117633,SANJAY KUMAR PANDEY... THIS IS THE PROPOSAL ONLY CONTACT MR.NITIN MEHATA ONLY

    ReplyDelete
  50. SABSE BADI CHEEJ

    game asli mod to jab start hoga , jab ye advt. Cancel hoga, bcz ab naye satra ke anusar yani
    1 july 2012 tak age dekhi jayegi , to hamare pass candidate jo over age ho chuke hai,
    Wo court jayenge bcz ye vacany to wahi rahengi na,

    To friend ab aage aage dekho kya hota hai,

    Just chill

    ReplyDelete
  51. anya jillo se koi sug bugahat sunai nahi de raha hai tet merit bhaiyo se nivedan hai ki wo uthe aur pradarshan apane jilla leval par kare agar ham gharo me du bake rahenge to pichhe chhut jayenge
    ratnesh_rbj.sonebhadra@9889337997

    ReplyDelete
  52. V k yadav ji agar tet cancil hona hota to ab tak ho gaya hota jab tet ko cancil karne ki koi report hi nahi bani hai to kaise cancil hoga javed usmani ne bhi tet ko lekar kuch nahi kaha keval vigyapan ko cancil karne ko kaha tha ab hume usko bachana hai

    ReplyDelete
  53. ratnesh_rbj.sonebhadra@9889337997
    jitana bhari bhid ke sath andolan karenge safalata utana hi gyade hogi.
    gharo me se ab nikale nahi sarakar gafalat karake shiksha mitro ko regular kar degi????? ncte ko gol mol padha kar ki bharati court me fashi hai .............

    ReplyDelete
  54. 9 may ko sab log apne apne zile me ek ek bus ko aag lagaye

    ReplyDelete
  55. jaha tak sun-ne me aa raha hai ki sarkaar 100000 padon par bharti karne waali hai aur tet ko patrata maan kar bharti ki jayegi. sarkaar aur court ki milibhagat saaf dikh rahi hai. 20 may ko court ke holiday start ho rahe hain aur date 15 may ki lagi hai! government 20 ke pahle koi nirnay nahi legi. uske baad court band. apeal kar nahi paayenge aur sarkaar apni manmaani karegi. ye hai raajneeti. maine to result niklne ke saath hi apne saathiyon se kaha tha ki bharti itni asaan nahi hai. aur wahi hua. haalaanki mere 129 marks the fir bhi mujhe laga tha ki bharti aur DON ek dusre ke paryaywaachi hain. DON ko pakdna aur bharti ka hona mushkil hi nahi naamumkin bhi hai. meri acd to itni hai ki selection behad mushkil hai. lekin na to meri tabiyat kharaab hui na main is condition me pahucha ki mujhe hospital le laya jaye. usi tarah hu jaisa tet exam ke pahle tha. zindagi se lad nahi sakte to marna hi theek hai.

    ReplyDelete
  56. Dosto hame tet merit se kam kuch bhe manjur nahi hi agar hum sarkar ke kisi bhi sansodhan ko mante hai ex ba plus bed to sarkar apne khel me kamyab ho gayagi aur hame hi aapas me ladakar hamari unity ko tnde degi

    ReplyDelete
  57. jara koi RTI (right to information act) ke maadhyam se ye pataa lagaaye ki etaawa me akhilesh yadaw ke chaacha aur mulayam singh ke bhaai shivpaal singh yadaw ka B.Ed. college chal raha hai aur in logon ko ye dar to nahee hai ki TET kee merit se bhari karne par log TET ke dar ke mare B.Ed. me admission nahee lenge aur unke college kee seete khaali rah jayengi jisase inhe karoro ka nuksaan hoga iss liye ye sab shaikshik (nakal walee) merit ke dvaara adhyaapko ki bharti karna chahte hain.ye saraasar brustachar ka mamla bantaa hai ,iskee lokayukt ke yahaa bhi sikaayat darj karanee chaahiye .isaseto nakal mafiyaa ko bhee saran dee jaa rahee hai. M.Ahmad AMBEDKARNAGAR.

    ReplyDelete
  58. DOSTO
    AAJ 6.5.12 LUCKNOW ME TET KI MEETING JIS ME YEH FAISLA KIYA GAYA KI AB AANDOLAN BAHUT GARAM TARAHA SE KIYA JAYEGA JIS ME KI 9.5.12 KO APNE JILE ME CHAKKA JAM, 13.5.12 KO APNE MANDAL ME RAIL ROKO ANDOLAN OR FIR AAKHIR ME 19.5.12 KO CHALO LUCKNOW WO BHI TAB TAK JAB TAK KI HUM JOB NA PAA LE....
    TO GHABRANA NAHI JEET K AANA HAI IS BAR.......
    RAJESH PANDEY
    09889294402
    ALLAHABAD

    ReplyDelete
  59. selection by TET merit
    jis shart aur niyam per aavedan manga gaya tha primary teachers kee bharty usee shart va niyam se ho kyonki niyam khel ke pahle banaye jate hain khel shuru hone ke baad nahee.yahee nyaisargik (prakritik)nyay ka vasool hai yaha to khel katam ho chuka tha keval niyukti patra dena tha aur ab niyam banana chahte hai ye to saraaser beimaani hai. brustachar karne ka rasta dhunda ja raha hai. Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar mo.-08004057486

    ReplyDelete
  60. merit....merit....merit....merit....merit....merit....merit....merit....

    ReplyDelete
  61. Dear tet qualified freinds

    tet ka form bharne tak ham sabhee ek the sabhee bade khush the lakin

    maya wati ke chamcho ne hmai ek ese more par khada kar diya
    jaha ham ek dusre ke jaan ke dusman ban gaye

    ek dusre par arop lagane lage
    yadi niyam sahi bane hote to ajj ye naubat nahi aati

    ham sabhee mante hai ki 10th & 12th mai nakal hoti hai

    tet mai gadbadi hui hai

    to aap sabhee kewal apne swarth ko chodkar sabhee ko sath lekar chalo

    jinke acad good hai
    jinke tet good hai

    dono ko jadkar good banwao

    sabka hit ise mai hai
    acad+tet jodkar banaya jai

    mera app sabhee se yahi nivadan hai

    aage aap logo ke marzi

    good + good jodo
    double good banwao

    ReplyDelete
  62. Dear tet qualified freinds

    tet ka form bharne tak ham sabhee ek the sabhee bade khush the lakin

    maya wati ke chamcho ne hmai ek ese more par khada kar diya
    jaha ham ek dusre ke jaan ke dusman ban gaye

    ek dusre par arop lagane lage
    yadi niyam sahi bane hote to ajj ye naubat nahi aati

    ham sabhee mante hai ki 10th & 12th mai nakal hoti hai

    tet mai gadbadi hui hai

    to aap sabhee kewal apne swarth ko chodkar sabhee ko sath lekar chalo

    jinke acad good hai
    jinke tet good hai

    dono ko jadkar good banwao

    sabka hit ise mai hai
    acad+tet jodkar banaya jai

    mera app sabhee se yahi nivadan hai

    aage aap logo ke marzi

    good + good jodo
    double good banwao

    ReplyDelete
  63. sabhee tetiance lucknow me dharna pradarshan karne se pahle kuchh is prakaar taiyyari kar len jisase unko safalta mile. 1-kam se kam 5 din kee taiyyaree ke sath ayen. 2-garmee ko dekhte huye 2 leatre ki paani kee botal sath layen 3-khane ke liye ek din ka khaana jaise rotee aur sukhee sabjee ya anchaar tatha agle chaar din ke liye dry food ke taur par one kg. bhuna chanaa aur saath me anchaar yaa cheeni bhee rakhe 4-ek joraa kapraa aur under vear va baniyaan atirikt rakhe 5-latrin ke liye charbaag stetion ke train ke sabhi dibbe aur plaitform tatha sarkon kaa jam kar istemaal karen yaheen se hame kamyaabee milegi. 6-jahaan bhee rahen saamuhik roop se sangathan bana kar rahen. 7-varta ke liye sabhee jilon ke pratinidhi ek saath jayen aur apnee jayaj tet kee merit se jald bhartee kee mang ka likhit anumodan karayen isase kam per na maane aur mang na manne per vahee se dharna pradarshan tab tak kare jab tak mang pooree na ho jay. Mukhtar Ambedkarnagar

    ReplyDelete
  64. sunane me aa rahaa hai ki sabhi b. ed. colleges aur nakal maafiyaa ka dabaav C.M. ke oopar hai ki bhartee nakal vaalee acadmic kee merit se ho aur unka paise ka bhrustachaar vaala khel chaltaa rahe. ye khabar akhbaaron me bhee hai.

    ReplyDelete
  65. aakhir C.M.ko t.e.t.merit per apatti kyon hai jabki abhyarthio kee satyata ki janch unko diye gaye corben anser sheet se ho saktee hai.aur dhadhalee karne vaale pakare bhee ja sakte hain. ye jid samajh me nahee aate ki unhe kyaa laabh hai siva bhrustachaar ke barhawa dene ke. Mukhtar Ambedkarnagar

    ReplyDelete
  66. kitnaa achha hota ki 72825 prt shikshakon ki bhartee jald ho jaate aur iske baad aur bhartiyon ke liye kendra sarkar se sanstuti prapt kee jaatee jisase prt bachhon ka bhavishya sudharta aur jyaada se jyaada 65 parcent rupayaa kendra sarkaar se milte jo apne pradesh me hee prt teacher karch karte aur unkee kray shakti barhatee tatha pradesh kee aay barhne se pradesh khushahaal hotaa. Mukhtar Ambedkarnagar.

    ReplyDelete
  67. pataa nahee C.M.jab jante hain ki T.E.T. merit ka mudda high court pahle hee sarita shukla ke case ko bhaaree jurmaane ke saath khaarij kar ke suljha chuki hai tab kyon acadmic merit se bhartee ka raag alaap kar court kee awamaanana kar rahe hain.

    ReplyDelete
  68. court ka adesh paksha me aane ke saath hee bharti prakriya shuru karne ka adesh court use degee jise bhartee prakriya ko rokne ke liye kahaa gayaa tha arthaat U.P. besik shiksha sachiv ke antargat besic siksha adhikaaree va diet vo bhee usee poorva niyam se .aur aisa na karna court kee avamaananaa hogee jab tak shashan gair jarooree hastakshep na kare. Mukhtar Ambedkarnagar

    ReplyDelete
  69. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।