/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, May 15, 2012

UPTET : टीईटी अप-टू डेट: न्याय विभाग की राय पर होगा फैसला


UPTET : टीईटी अप-टू डेट: न्याय विभाग की राय पर होगा फैसला


सहारनपुर। टीईटी पर अंतिम फैसला अब न्याय विभाग की राय पर लिया जायेगा। कानूनी पेचीदगियों से बचने के लिए सरकार द्वारा मामले को न्याय विभाग में भेजा गया है। माना जा रहा है कि अगले दस दिन में सरकार अपना निर्णय सुना देगी।

अध्यापक पात्रता परीक्षा को उठा तूफान अब थमने की ओर बढ़ रहा है। इसी के साथ परीक्षा में उत्तीर्ण रहे अभ्यर्थियों की बैचेनी बढ़ने लगी है। मामले में अभी तक जो किरण दिखाई दे रही है उसमें टीईटी की मेरिट के आधार पर नियुक्ति ही अन्य सभी विकल्पों पर भारी पड़ रही है। ऐसा किए जाने की स्थिति में कानूनी पेचीदगियों से निजात मिलने की संभावना है। उच्च पदस्थ सूत्रों का कहना है कि मामले में सरकार की ओर से निर्णय 15 मई को घोषित किए जाने के संकेत थे। लेकिन सलाहकार बोर्ड के सुझाव के बाद मामले को अंतिम रूप से न्याय विभाग के पास भेजने का निर्णय लिया गया। लखनऊ में एक सरकारी प्रवक्ता ने इस बात की पुष्टि भी की है। कि अब न्याय विभाग की राय के बाद ही अगला निर्णय लिया जायेगा। माना जा रहा है कि इस प्रक्रिया में थोड़ी देरी जरूर होगी लेकिन सारी उलझनों का निपटारा पहले ही कर लिया जायेगा

सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े

News : Jagran (15.5.12)

39 comments:

  1. INSHA ALLAH yahi news k mutabik aage ki karvahi ho.

    ReplyDelete
  2. SP govt janti hai ki ye tet
    merit vale kiske sath the .
    Or nihone chunav me
    kya kar liye or age kya
    kar paye ge ..bharti to
    govt ke hisab se hogi
    jaise acd+tet
    Reply
    sonu80900 Tuesday,
    May 15, 2012 8:06:00 AM
    or ha kisi bhi rajya ne tet
    ko chayan ka athar nahi
    mana hai yaha tak ki
    uttarakhan me bhi tet ko
    matr bharank mana gaya
    hai .rahi baat maya govt
    ke banaye niyam ki to
    bahumat ki govt koi bhi
    niyam bana ya hata sakti
    hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sonu bhai bahumat hone per kya sarkar kya kuch bhi kar sakti hai kya wo aapki ya kisi ki ma bahen ko utha sakati hai saram karo yaar apne aap pe

      Delete
  3. SP govt janti hai ki ye tet
    merit vale kiske sath the .
    Or nihone chunav me
    kya kar liye or age kya
    kar paye ge ..bharti to
    govt ke hisab se hogi
    jaise acd+tet
    Reply
    sonu80900 Tuesday,
    May 15, 2012 8:06:00 AM
    or ha kisi bhi rajya ne tet
    ko chayan ka athar nahi
    mana hai yaha tak ki
    uttarakhan me bhi tet ko
    matr bharank mana gaya
    hai .rahi baat maya govt
    ke banaye niyam ki to
    bahumat ki govt koi bhi
    niyam bana ya hata sakti
    hai

    ReplyDelete
  4. INSHAALLAH AAJ HMARE LIYA GOOD NEWS AAYGI

    ReplyDelete
  5. INSHAALLAH AAJ HMARE LIYA GOOD NEWS AAYGI

    ReplyDelete
  6. UPtet:

    chayan prakriya sp govt shai kah rahi hai acadmic+TET

    or TET ke kuch % lelo like that 10 or 20 % jaise ki kvs hua hai abhi
    its perfect way for UPtet....

    ACadmic+TET(10 or 20% )

    yah niyam sahi hai ...............

    raj

    ReplyDelete
  7. JAI BAJRANG BALI

    @ AVDHESH JI

    U R 100% RIGHT

    ReplyDelete
  8. ab to confirm aaj b date hi milegi coz govt phle 15 tak apna faisla dene wali thi to court ne b date 15 ki....aur ab govt 10 din baad faisla degi to confirm hai k court b 10-15 din aage ki date degi......logic hai na,,, if u agree wid me so pls comment and pls DONT ABUSE.....

    ReplyDelete
    Replies
    1. U have a very good logic behind ur comment.Iam totally agree with u.

      Delete
  9. TET ke marks main se kuchh percent leker ACD ke sath merit honi chahiye...is se jyatar ko fayda hoga.

    ReplyDelete
  10. Avdesh & Vinayak Ji, Logic Mind se Lagaya karo, HC 25 se Summer Vacation par close ho raha hai to 10-15 din ki date HC kaise de sakta hai. 2nd baat ye isliye di gayi thi ki BTC/SBTC par Govt ka Rukh Spasht kiya jaye aur vo ho chuka hai ki BTC/SBTC ki Posting alag se ki jayegi.

    ReplyDelete
  11. सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।


    dosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI

    ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
    ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI

    jai bajrang wali

    ReplyDelete
  12. सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।


    dosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI

    ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
    ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI

    jai bajrang wali

    ReplyDelete
  13. सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।


    dosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI

    ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
    ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI

    jai bajrang wali

    ReplyDelete
  14. सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।


    dosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI

    ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
    ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI

    jai bajrang wali

    ReplyDelete
  15. Manoj Sharma Ji. Vigyapan aane ke baad jis-jis ko problem the TET Merit se un sab ne HC me Aapatti ki thi aur un sab ko HC ne Clarification ke saath Order bhi de diya hai. ACD Merit ke baare main yaha bolne se kuchh nahi hoga aur court me bol nahi sakte kyonki is pahle ni Nirnay ho chuka hai ki TET IS BEST for PRT. to ye bak-bak to band kar do aur agar tet fail ho to NEXT TET ki taiyari karo aur Pass ho to kis Zile me Number aata hai uska wait karo.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Arun ji, I m already TET pass(118) but this is the demand of time not bak-bak.
      Kyun ki tet kewal patrata hai...phir bhi dekhte hai ACD se ho to bhi achha ya tet marit se ho to bhi achha kyun ki apni ACD bhi (250) hai.

      Delete
  16. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  17. ADACMIC WALO KO NYAY VIBHAT SE JAROOR NYAY MILEGA

    JAI HANUMAN

    ReplyDelete
  18. khisyani billi bilote to tet rankar wale bane huye hai

    jinke armaan par sp ke ate hi pani phir gaya

    bada varg acadmic + tet jindabad

    सूत्रों का कहना है कि सरकार मामले में राजनैतिक नफे नुकसान को भी ध्यान में रखकर चल रही है। वह ऐसा कोई निर्णय नही लेगी जिससे एक बड़े वर्ग की नाराजगी उसे झेलनी पड़े।


    dosto yadi sutro ka kahna ki bada barg kee narajgee ja jhelni pade to bada barg to ACADMIC WALO KA HI BANTA HAI

    ACADMIC WALO KO PURA SATH GOVT KA MILAGE
    ACADMIC + TET SE HI BHARTI HOGI

    jai bajrang wali

    ReplyDelete
  19. Tet bhaiyon kuch acd wale dhamki bhare phone calls kar rahen hai ladkiyon se galat sahi comment karake jab hum loge reply de dete hai to unke log dhamki bhare phone karte hai aap log batayen kya kiya jaye ayese longon ka

    ReplyDelete
  20. Acadmic valo suno yadi Up me v bihar ki tarah paper thoda kgthin aa jata to tum log sab gayab ho jate bas tet vale hi bachate or tum apna acadmic laker gana gate rahte vo to mayavti ne aasan paper dekar tum logo km pass kara diya TET ki baddua lagi or chali gaee or dusari bat ki tum sabhi TET ka sath do nahi to vigyapan nirust hone par TET v nirurst ho jayega or agli bar bihar ki tarah paper aayega or acadmic laker ghumate rahna or prt me bed ko mauka v nahi milega

    ReplyDelete
  21. HI,

    SUTRO KE ANUSHAR KISI KO NARAJ NAHI KARNE KE LIYE MERIT ACADEMIC+ TET KE BASIS PER BANAI JANI CHAHIYE JISHSHE KI SAHI LOGO KA CHYAN HO SAKE


    THANKS
    R.S.YADAV

    ReplyDelete
  22. merit acd+tet ki banani chahiye swatantra goswami tetmarks 105 and acd 235

    ReplyDelete
  23. muskan jee blog update kariye swatantra goswami

    ReplyDelete
  24. Pramod Pandey > UPTET &
    Appointment as Primary
    Teachers
    MITRON SADAR NAMASKAR..
    AAJ MAI TET KE MATTER KO
    LEKAR SC
    KI LEGAL ADVISARY
    COMMETTE KE
    PASS GAYA MERI SARI BATE
    SUNANE
    KE BAD COMMETTEE MEMBER
    SURPRISED THE KI KIS LEGAL
    POINT KE
    ADHAR PAR JUDGE
    MAHODAY NE ISS
    PAR ROK LAGA RAKHI HAI
    UNHONE
    MUJHE WAKALT NAMA
    APPLICATION
    FORM DIYA OUR KAHA KI
    AAP ISSE
    COMPLETE KARKE JITNI JALDI
    HO SAKE
    SC ME FILE KAREN...ISS
    BHARTI PAR
    LAGI ROK PAHLI YA DOOSARI
    SUNWAI
    ME HI HAT JAYEGI OUR
    MERIT KO
    CHANGE KARANA ASANBHAV
    BATAYA ...AAJ MUJHE AISA
    LAGA JAISE
    SC ISS DHARTI PAR
    BHAGWAN KA
    DOOSARA ROOP HAI ...ISS
    SABKE LIYE
    MAI GANESH DIXIT SIR ,AJAY
    SIR.TATHA
    MANOJ KUMAR GUPTA
    SAHARAN PUR.
    KA HARDIK DHANAY BAD
    KARANA
    CHAHTA HUN IN MITRON KE
    MOTIVATION SE HI WAHA
    TAK
    PAHUNCH PAYA ....WAHA
    JANE KE BAD
    MUJHE ISS SACCHAI KA PATA
    LAGA KI
    KOI BHI CASE KAHI CHAL
    RAHA HO
    USKE AGAINST SC ME APIL KI
    JA
    SAKTI ...JAY HIND JAY
    BHARAT..

    ReplyDelete
  25. bhartee tet kee merit par hee hogee isme shanshodhan karna asambhav hai kyon ki niyam khel ke pahle banaye jaate hain khel shooru hone ke baad nahee yahhee naisargik (prakritik) nyaay hai isme court bhee sanshodhan nahee kar saktee kyonki nyay hone ke saath hee nyaay hona prateet bhee hona chahiye nahee to logon ka vishvaas nyaay se utha jaayega aur nyaay paane ke liye log naksaliyon aur atankiyon ke tarah galat aur gairkanooni tareeka istemaal karne lagenge jisase arajakta hee phailegee jo ki koyee bhee sarkaar nahee chahegee. Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486 muskaan jee please publish this blog on website.

    ReplyDelete
  26. yadi sarkaar sahee tareeke se imaandaari se bhartee karna chahtee hai to sabhee tet pass abhyarthiyon ka 72825 tak kaa merit banaa le fir chaahe tet kee merit se bhartee kare ya acadmic kee ya dono ko mila kar isase samjwadee partee ka ghosna patra bhee lagoo ho jayega court bhee sahmat ho jayegee aur bachhe bhee khush ho jayenge.is sanshodhan ke liye court ka aadesh ke mohar hone par koi ise chailenge nahee karega aur saanp beee mar jayega lathee bhee nahee tootegee aur jo anda chaat valon ko tet ke baare me jaankaaree ho gayee hai vo bhee khush ho jayenge . Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486

    ReplyDelete
  27. bhartee t.e.t. kee merit se hee hogee kyonki niyam khel ke pahle banaye jate hain khel shuroo hone ke baad nahee yahee naisargik (prakritik)nyaay hai isme cour bhee koi shanshodhan nahee kar saktee kyonki nyaay hone ke saath saath nyaay hona prateet bhee hona chahiye nahee to janta ka vishvaas court se uth jayega tab log nyaay paane ke liye naksaliyon aur atankiyon kee tarah galat aur gairkanoonee tareeke se nyaay pane ka rasta akhtiyaar kar lenge jisae chaaro taraf araajakta hee failegee jise koi bhee sarkar nahee chahegee. Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486.

    ReplyDelete
  28. bhartee t.e.t. kee merit se hee hogee kyonki niyam khel ke pahle banaye jate hain khel shuroo hone ke baad nahee yahee naisargik (prakritik)nyaay hai isme cour bhee koi shanshodhan nahee kar saktee kyonki nyaay hone ke saath saath nyaay hona prateet bhee hona chahiye nahee to janta ka vishvaas court se uth jayega tab log nyaay paane ke liye naksaliyon aur atankiyon kee tarah galat aur gairkanoonee tareeke se nyaay pane ka rasta akhtiyaar kar lenge jisae chaaro taraf araajakta hee failegee jise koi bhee sarkar nahee chahegee. Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486.

    ReplyDelete
  29. bhartee t.e.t. kee merit se hee hogee kyonki niyam khel ke pahle banaye jate hain khel shuroo hone ke baad nahee yahee naisargik (prakritik)nyaay hai isme cour bhee koi shanshodhan nahee kar saktee kyonki nyaay hone ke saath saath nyaay hona prateet bhee hona chahiye nahee to janta ka vishvaas court se uth jayega tab log nyaay paane ke liye naksaliyon aur atankiyon kee tarah galat aur gairkanoonee tareeke se nyaay pane ka rasta akhtiyaar kar lenge jisae chaaro taraf araajakta hee failegee jise koi bhee sarkar nahee chahegee. Mukhtar Ahmad Ambedkarnagar 08004057486.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।