/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, May 11, 2012

What Teachers Taught in primary School & Why Teachers Quality is Important

What Teachers Taught in primary School & Why Teachers Quality is Important
BETET / UPTET / TET
See this video (an eye opener shared on my facebook wall http://www.facebook.com/uptet.prt.9   - Uptet Prt ) - 


TET ( Teacher Eligibility Test ) is a good step taken by government to improve quality in education / quality of teachers.

18 comments:

  1. yakin maniye tet ko jo bharati hone wali hai kam se kam is type ke adhyapak nahi hai ..................
    up me pichhe jo bhi bharati huyi hai lagabhag isi type ke log hai
    shiksha mitro ka aur bhi bura hal hai
    ratnesh(sonebhadra)

    ReplyDelete
  2. AGAR AB BHI YE SP GOV. ACADEMIC BASE PAR BHARTI KARTI HAI TO UP KE PRIMARY SCHOOLS KA LEVEL BAHUT GIR JAYEGA, JISKA PARINAM YE HOGA KI KOI BHI SAJJAN APNE BACHCHO KO PRIMARY SCHOOLS ME SIKSHA NAHI DILAYEGE, SABHI APNE BACHCHO KO PRIVATE SCHOOLS ME PADAYEGE, PARINAMSWAROOP UP KE SABHI PRIMARY SCHOOL BAND HO JAYENGE FIR YE ACADEMIC TEACHERO KA KYA HOGA...???

    ReplyDelete
  3. Hello! Friends,

    Jis tarha se iss video ne bharat ke prathmik vidhyalayon ke shikshakon ki pol patti khol kar rakh di hai, usi tarha ka haal aane wale samay me Uttar Pradesh ke har ek prathmik vidhyalaya ka hoga. Yahi sahi samay hai ki SP govt primary teachers ki bharti ACD par na karke koi fresh and new exam karakar ya phir TET merit par kare, Varna Uttar Pradesh ke har prathmik vidhyalaya ki yahi tasveer aane wale samay me hogi...

    Friends, What you think? Plz...Comments. And thanks to Muskan Ji to bring to us such a good video.

    ReplyDelete
  4. Aaj cabinet meeting me tet par koi baat nahi hui hai.sarkar hume befkoof bana rahi hai.yeh pakki khabar.

    ReplyDelete
  5. friends dhyan de ,

    Aaj abhi muskan ji 1 vedio post kiya hai,
    Jo mahua news ka hai,

    Is vedio me 1 bihar ke primmary school me 1 teacher pada rahi hai-,
    Apil- apple ki spelling bata rahi hai,
    mng- mango ki spelling,
    Sanday- sunday ki spelling,
    Month name ka puchchiye hi mat,
    1 year me 360 days,
    Bharat ke pm ka name nahi pata,
    Bharat ki rajdhani patna,
    Aur bihar ki rajdhani delhi , bata rahi hai.

    To aise hoti hai bharat ke school me padai.

    Hamare teacher ke bare me aap log bhi jaan le.

    ReplyDelete
  6. @Amit
    Jabatak teacher khud yah mahshus nahi karega ki usako kis kaam ka paisa gov. deti hai aur iske badale me hamara kya farz hai tabatak system me sudhar nahi ho sakata .Sayad aap ko yaad hoga ki kuchh din pahale btc me selection test k through hota tha aur us samay k teacher aaj bhi hai aur unki haalat isse bhi badatar hai.Atah aap ka ye kahana ki yadi selection tet merit par ho to ye system sudhar jayega aisa kuch bhi nahi hai.log jabtak naukari nahi pate tabtak unke vichar bahut sundar rahate hai lekin naukari paane k baad............isliye mera kahana hai ki yadi badalana hai to logo ki manasikata badliye selection base badalane se kuchh nahi ho sakata

    ReplyDelete
  7. job mile to sahi up k school ko oxford university banaduga...

    ReplyDelete
  8. Insha Allah UP TET Merit say bharti hogi. becouse you r winner

    ReplyDelete
  9. dear unknown ji@amit ma tumari bat sa samat ho keparivartan tabhi hoga jab sakshak apni bhumika samjaga ya yu kaha ke vo sahai maina ma sikshak hoga
    lakin bhai bhitaja vad nakli marksheet dhandli aur galat accadamic record sa sikshak aata rahanga to halat bad sa aur badtar he honga ab jaha ak aachi suruvat huei hai ka tet ke dhandhali khulkar samna aai haito yadi kuda karkat ko chatkar aalag karna per qua aacha sikshak tet merit sa pript ni honga aap log gandgi ko qua saf khana ma phir milakar is pradash kojo rosani mil rahi hai usa khatam karna chata ho bhai manat karoga to teacher to ban he jaioga fir ya galat ka sath q. bhai agar bap ka pasa se iakthi digreeyo ka aadhar per bhasrti hogi to aayogiya sikshsk he to aainga aur koi bhi langra bhoat aadhik uncha ni kood sakta fir aayigiya chiya kitni bhi mahanat q na kar la qua wo ak yogya sikshak jasi techonology use kar sakta hai may be i m wrong plese iska khandan karo mujha khusi hogi ke mari galat dharna aapna sahai ke coment on my views please

    ReplyDelete

  10. I think - After recruitment of teachers, one more exam should also conduct to maintain quality and to eliminate cheaters/ incompetent candidates.

    ReplyDelete
  11. dikhaye gaye clip me sambhavatah shiksha mitra ji hi honge
    ratneshtripathi_rbj@sonebhadra

    ReplyDelete
  12. isprakar ke adhyapako tatkal hata diya jana chahiye

    ReplyDelete
  13. bloag editor ji agar 1 or test kar diya to qua phir dhandli ni hogi aur jo ya makan nikalkar aaya hai vo phir dhai ma ni mil jaiyaga mana ki inma 0.5 % galat abhirti bhi ho sakta hai jinona tet pas kiya ho but vo kaval makan ma matha ke tarha hai jo bhoot kam ha
    dowara test se in natio ko phir sa jab bharna ka muka mil jaiyaga jo uchit ni hoga thanks

    ReplyDelete
  14. Distance B.Ed. Listed on 15/05/2012 in CJ court
    CAUSE LIST ALLAHABAD

    Cause List
    15/05/2012

    High Court of Judicature at Allahabad
    C A U S E L I S T
    (Published under the authority of the Hon'ble The Chief Justice)
    F O R
    ********************************************************************************
    Tuesday May 15,2012
    ********************************************************************************
    AT 10.00 A.M.
    THE CHIEF JUSTICE'S COURT
    HON'BLE THE CHIEF JUSTICE
    HON'BLE MR. JUSTICE VIKRAM NATH
    Fresh,order,admission,hearing Special Appeals (other than education matters-Writ
    - C) and all fresh and listed Matters relatedto Tolls on River Bridges in U.P.,
    -Environment Matters and applications under Article 228 of the Constitution of I
    ndia; AND Listed Special Appeals (other than education matters-Writ C) from Janu
    -ary Ist 2010 onwards including Bunch Cases.
    -

    30. 2296/2011 MITHAI LAL AND OTHERS ABHISHEK SRIVASTAVA
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    R.A. AKHTAR
    AJEET KR. SINGH
    WITH SPLA- 2297/2011 KRISHNA KANT YADAV AND OTHERS ABHISHEK SRIVASTAVA
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    R.A.AKHTAR
    AJIT KR.SINGH
    WITH SPLA- 617/2012 ARVIND SINGH YADAV I.N. SINGH
    AJAY YADAV
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    AJIT KR. SINGH
    RIZWAN AKHTAR
    CHANDRA NARAYAN TRIPATHI
    WITH SPLA- 2383/2011 SANJAY MISHRA AND ANOTHER PANKAJ KUMAR OJHA
    VIVEK MISHRA
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    AJIT KR. SINGH
    R.A. AKHTAR
    WITH SPLAD-218/2012 SMT. SARITA VERMA AND ANOTHER KRIPA SHANKER SINGH
    Vs. STATE OF U.P. AND OTHERS C.S.C.
    R.A. AKHTAR

    ReplyDelete
  15. Distance B.Ed case to be taken up for final disposal in The Honourable CJ Court on 15th May 2012.

    HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
    Case Status - Allahabad

    Pending
    Special Appeal : 2296 of 2011 [Allahabad]
    Petitioner: MITHAI LAL AND OTHERS
    Respondent: STATE OF U.P. AND OTHERS
    Counsel (Pet.): ABHISHEK SRIVASTAVA
    Counsel (Res.): C.S.C.
    Category: Special Appeals Special Appeals-Against Final Order Of Single Judge In Writ Petition
    Date of Filing: 25/11/2011
    To Be Listed on: 15/05/2012 in CJ Court

    This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).
    Back

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।