/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, June 9, 2012

UP News : कन्नौज लोकसभा सीट से डिम्पल निर्विरोध निर्वाचित


UP News : कन्नौज लोकसभा सीट से डिम्पल निर्विरोध निर्वाचित 

कन्नौज: उत्तर प्रदेश के मुख्यमंत्री अखिलेश यादव की पत्नी डिम्पल यादव को कन्नौज लोकसभा सीट के उपचुनाव में निर्विरोध निर्वाचित घोषित कर दिया गया है

जिला निर्वाचन अधिकारी सेल्वा कुमारी जे ने बताया कि समाजवादी पार्टी प्रत्याशी डिम्पल के खिलाफ चुनाव लड़ने के लिए पर्चा दाखिल करने वाले संयुक्त समाजवादी दल के प्रत्याशी दशरथ शंखवार तथा निर्दलीय उम्मीदवार संजू कटियार द्वारा अपना नाम वापस ले लिए जाने के बाद शनिवार को उन्हें निर्विरोध निर्वाचित घोषित कर दिया गया।


यह सीट डिंपल के पति मुख्यमंत्री अखिलेश यादव के इस्तीफे के कारण रिक्त हुई है। इस पर 24 जून को चुनाव होना था।


समाजवादी पार्टी ने बताया कि डिम्पल यादव 12 जून को कन्नौज जाकर अपना निर्वाचन प्रमाण पत्र लेगी।


कन्नौज संसदीय सीट से डिम्पल दूसरी महिला सांसद होंगी। इससे पहले दिल्ली की मुख्यमंत्री शीला दीक्षित इस संसदीय क्षेत्र से सांसद रह चुकी

27 comments:

  1. Bhaiyo hmen isse koi lena dena nahi Bus sabhi tetians12 June ko delhi chalo

    ReplyDelete
  2. Dosto mujhe jantar mantar par pahuchne ka raasta bata do aur pahuchne ka time bhi bata dena.

    ReplyDelete
  3. kapil sibbal ji is a well learnt man . we should impress him by our logical demand.

    ReplyDelete
  4. Anoop ji jantar mantar bahut hi famous jagah hai aap delhi akar kisi se bhi punchh lena koi bhi bata dega pahunchne ka time 8 a.m. Hai

    ReplyDelete
  5. kya hame jantar mantar par anischit kalin dharne ke liye anumati nahi mil sakti ?

    ReplyDelete
  6. Anischit kalin chodo yaar wo baad ko socha jayega agar jarurat padi toh, filhaal ek divasiye anshan ko aisa bana do ki yahi anischit kalin se behtar kaam kar jaye

    ReplyDelete
  7. aaj meri up ke vitt vibhag ke 1 sachiv rank ke officer se batt hui,,, by travelling in train ,,, bcz i m going to delhi today,,,,,
    So friend he said ki is vacancy ko aap bhool jaye aur jab mayaji ayengi to punah bahal hoga uptet 2011,,,, but friend meri us se bahas hui ,,, aur aaj maine usko challenge kar diya ki jawo tumhare akhilesh me agar dum ho na ,,, vacancy rok ke dikha de 5saal aur maine usko ye bhi kaha ki,, hum noukri akhilesh ke sashan kaal me lenge,,, aur aap dekh lene,,,,
    Aur 1 good news bhi di usne 80,000 teacher ki job ka advt. Shayad july me aa jaye sab kuchch complete ho chuka hai.....
    maine usko apne delhi mission ko bataya to wo bola tum logo ka yadi sanghthan rahega to shayad mumkin ho sakta hai,,, bcz loksabha election ki taiyari sp govt.. Poore jor shor se kar rahi hai..... july me alag alag vibhag me lagbhag 4 lakh ke karib vacancy ane wali hai.....
    So friends maine jo chalenge usko diya hai mujhe poora yakin hai ki agar aap 12 june ko apni unity dikha de to mai wahi jeet jaunga ,,
    Ab aap log mere is soochna ko aap log sach sabit kar do mere tet lions....
    Aapke margdarshan ka abhilashi,,,
    Anand tiwari,,
    Jai hind ,
    jai bharat,
    Jai tet,
    Jai tet sangharsh morcha,
    Milte hai friends 12 june 2012 at 8.am ,,,place jantar mantar.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sir kya kapil sibbal se bbhe milege hum lig?
      Kya wakai apppointment mila hai unse bhe?
      Dekho wo bhe koi dharmatma to nahi hi as shown in baba ramdev issue but wo u.p. government ko gherne me to koi kasar nahi chodega to ham logo ko ye point he uthana chahiye

      1- jab tet passed candidates available hi to inter pass ya graduate wo bhe wwithout b.ed sikhsha-mitro ko appointt karna kaise hustifies hi.
      2-agar sikhsha-mitro ko he appoint karna tha to tet ki nautanki kyo
      3-kyo lakho b..ed walo ke samne unko bekar batate hue in sm ko niymit karne ke baat sarkar dwara pusti ki ja rahe hi

      Plz plz plz ye point bhe sibbal ke aage jaror rakhe

      Delete
  8. To,muskan mam jantar-mantar anumati ,wale post ko ap sab se upar rakhe taki sb ko pata chal paye ki mission BARAHA CHEYE BARAHA 12 6 12 ..... plz plz plz its request from all tetians

    ReplyDelete
  9. Desh ke sabhi raajyon se TETians aayenge to zyaada sankhyaabal dikhega, zyaada media coverage milegaa. Punjaab, rajasthaan, uttarakhand, haryana aadi mein bhi sarkar bewakoof banaa rahi hai. Sibbal to sabse badaa villain hai, 2 saal se KV ki vacancy nahin nikaali.

    ReplyDelete
  10. Bhaio maine kahatha kisi Tetian 2011 ko naukari nahi milegi aur iska ek ans. Aap ko Anand tiwari ji ki baat se mil hi gaya hoga yadi ab bhi yakin na ho to kuchh samay aur dekh lo.
    Lalchi prabtti ke logo ke karan hi sp ki sarkar bani.

    Gulamo bali mansikta ke logo se mera kahna hai apni mata ke jaykare lagao aur sarkar ko dhanybad karo tetians ko naukari na deke sarkar ne apni vastvik chhavi banaye rakhi. Aap ka danyabad mere sathio ke pith pe ladiya bhajnvane ka aur maro ye to pagal hai

    ReplyDelete
  11. Mai toh acd merit ka samrthak hun...par paristhiyon ko dekhkar mai mahsoos kar rha hun.ki gov hmme foot dalkar shikshamitron ko smayojit karne ja rhi hai.jo ki sarasr anyay hai..in padon par sirf aur tet uttirn shikshkon ka hak hai...mai anurodh karta hu sbi tet pass logo se ki ap sbi 12 jun ko dilhi chalo aur sarkar ko dikha do ki ham apna hak chhinana b jante hai..dosto merit kisi b adhar par bne agr hm sbi sagathit hokar apne hak ki ladai ladenge toh ham sbi logon k sath nyay hoga..nhi toh yah jurmi ...jati dharm par rajniti karne vali sarkar hmare sapno k niw par shikshamitro k najayad magon ki mahal khada kar degi.....
    Apka kamlesh dubey dps

    ReplyDelete
  12. Mai toh acd merit ka samrthak hun...par paristhiyon ko dekhkar mai mahsoos kar rha hun.ki gov hmme foot dalkar shikshamitron ko smayojit karne ja rhi hai.jo ki sarasr anyay hai..in padon par sirf aur tet uttirn shikshkon ka hak hai...mai anurodh karta hu sbi tet pass logo se ki ap sbi 12 jun ko dilhi chalo aur sarkar ko dikha do ki ham apna hak chhinana b jante hai..dosto merit kisi b adhar par bne agr hm sbi sagathit hokar apne hak ki ladai ladenge toh ham sbi logon k sath nyay hoga..nhi toh yah jurmi ...jati dharm par rajniti karne vali sarkar hmare sapno k niw par shikshamitro k najayad magon ki mahal khada kar degi.....
    Apka kamlesh dubey dps

    ReplyDelete
  13. Dostön mai delhi aa rha hun aur apse vada karta hun ki dharnapradashan itna joradar hoga ki sarkar ki neew hil jayegi...ab tak toh hm gov se yachana prathna kar rhe the par...ab hame apne swabhiman ki ladai ladani hai..aur iss abhimaani sarkar ko mahsus krna hai ki...takht badal dege taaj badal denge..sp tera raj badal denge...aiye hm sbi sapath len ki kisi b keemat par hm apna hak le ke rhenge.

    ReplyDelete
  14. Akilesh se milkar tetian ko naukari dene ke saath teacher ke pado ki braddi ki mang bhi kare taki sabhi ka bhala ho .

    ReplyDelete
  15. kamlesh bhai pahli bar aapne kuchh sahi comment diya hai lekin ap tet merit ko lekar itna nirash kyo hai. KYA AAP APNA TET AUR ACADEMIC SCORE BATA SAKTE HAI.THANX.

    ReplyDelete
  16. KAMLEH DUBEY bhai pahli bar aapne kuchh sahi comment diya hai lekin ap tet merit ko lekar itna nirash kyo hai. KYA AAP APNA TET AUR ACADEMIC SCORE BATA SAKTE HAI.THANX..

    ReplyDelete
  17. ANAND G please ap ye bataye ki july me jo 80000 anya pad aa rahe h we inhi tet pass se bhara jayega ya anya tet exam hoga .ek suchna ke tahat 1jan2012ke bad b ed pass tet primary ke liye yogya nahi hai. yadi aane wale 80000pad in tet pass walo se bhare ja sakte hai to wartman ke 72825 pad kyo nahi.

    ReplyDelete
  18. KAMLESH G chahe bharti tet se ho ya academic se aapka dono tarah se hoga.lekin chahe academic ho ya tet aapka number bad main hi aayega. kamleshji nirash hone ki bilkul awashyakta nahi h. aapka chayan awashya hoga.

    ReplyDelete
  19. KAMLESH G academic 245 aur tet 100 tak antim list main jayegi.academic isse low nahi ho sakti kyoki 2007 aur 2008 main 60000+30000=90000 ki bharti hone par bhi kahi gen 241 se nahi gayi ha art ki tet 97 tak kyoki maine kuchh diet par malum kiya to pata art stream main kam qualify hue h wa unaka score bhi aapekshakrat kam h.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।