/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, June 5, 2012

UPTET : टीईटी अभ्यर्थियों को मिलेगी राहत

UPTET : टीईटी अभ्यर्थियों को मिलेगी राहत

 समिति की रिपोर्ट को मुख्यमंत्री अखिलेश ने दी हरी झंडी


- मुख्यमंत्री ने कहा, टीईटी अभ्यर्थी आंदोलन न करें, हम उनकी मदद करने जा रहे

लखनऊ, जाब्यू : प्रदेश सरकार ने शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को राहत देने का मन बना लिया है। इस मामले में गठित समिति की रिपोर्ट को मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने भी हरी झंडी दे दी है। मंगलवार को कन्नौज में मुख्यमंत्री ने इसके स्पष्ट संकेत भी दिए। पत्नी डिंपल के नामांकन से पहले अपने संबोधन के दौरान उन्होंने युवाओं की ओर इशारा करते हुए कहा कि टीईटी अभ्यर्थी आंदोलन न करें। हम उनकी मदद करने जा रहे हैं

उल्लेखनीय है कि टीईटी के परिणाम में हेराफेरी का मामला प्रकाश में आने के बाद सरकार ने इस मामले के लिए एक समिति का गठन कर दिया था। तब से आशंका जाहिर की जा रही थी कि यह परीक्षा रद भी की जा सकती है जिसको लेकर टीईटी अभ्यर्थी आंदोलनरत थे। टीईटी अभ्यर्थियों ने लखनऊ में कई बार जोरदार प्रदर्शन किया। इससे पहले सरकार विधानसभा में भी कह चुकी है कि प्राथमिक शिक्षकों की नियुक्ति टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों से ही की जाएगी।

उधर शिक्षक पात्रता परीक्षा (टीईटी) को लेकर अनिर्णय की स्थिति पर मंगलवार को विधानमंडल के दोनों सदनों में चिंता जतायी गई। विधान सभा में भाजपा के श्यामदेव राय चौधरी की ओर से सवाल किया गया कि क्या सरकार टीईटी उत्तीर्ण अभ्यर्थियों को सेवायोजित करने पर विचार कर रही है? सवाल के जवाब में बेसिक शिक्षा राज्य मंत्री वसीम अहमद ने बताया कि यह मामला उच्च न्यायालय में विचाराधीन है। जब पूछा गया कि टीईटी के बारे में सरकार कब तक फैसला करेगी तो मंत्री ने कहा कि इस प्रकरण में सरकार को उच्च न्यायालय के फैसले का इंतजार है। शासन ने टीईटी के बारे में निर्णय किये जाने के लिए एक उच्च स्तरीय समिति भी गठित की है। कोर्ट का फैसला आने के बाद शासन इस मामले में उचित निर्णय करेगा

उधर विधान परिषद में भाजपा के डॉ.नैपाल सिंह, यज्ञदत्त शर्मा व अन्य सदस्यों ने टीईटी के उत्तीर्ण अभ्यर्थियों के बारे में सरकार की ओर से कोई फैसला न किये जाने की सूचना देते हुए कार्यस्थगन की पेशकश की। उनका कहना था कि सरकार की निष्क्रियता के कारण अभ्यर्थी आये दिन धरना-प्रदर्शन करने को मजबूर हो रहे हैं जिससे स्थिति बिगड़ भी सकती है। इस पर सदन में मौजूद राजस्व मंत्री अंबिका चौधरी ने बताया कि सरकार जल्दी से जल्दी शिक्षकों की नियुक्तियां करना चाहती है। यह मामला जटिल है। इसलिए सरकार इस प्रकरण के सभी पहलुओं पर गंभीरता से विचार कर रही है। शीघ्र ही सरकार इस मसले पर समुचित निर्णय करेगी। उन्होंने कहा कि सरकार अपने घोषणा पत्र में किये गए सभी वादों को तीन साल में पूरा करेगी। इस पर सभापति गणेश शंकर पांडेय ने कार्यस्थगन प्रस्ताव अस्वीकार कर कर शासन को आवश्यक कार्यवाही करने का निर्देश दिया

शिक्षक दल के जगवीर किशोर जैन, हेम सिंह पुंडीर, ध्रुव कुमार त्रिपाठी व अन्य ने गृह जिलों से दूरस्थ जिलों में सेवारत परिषदीय शिक्षकों को अपने गृह या समीप के जिले के स्कूलों में स्थानांतरित किये जाने के बारे में सूचना दी। राजस्व मंत्री अंबिका चौधरी ने सदन को बताया कि ऐच्छिक जिलों में तबादलों के लिए सरकार ने शिक्षकों से आवेदन मांगे थे। शिक्षकों ने बड़ी संख्या में आवेदन किया है। दिक्कत यह है कि ज्यादातर शिक्षक ऐसे जिलों में तबादला चाहते हैं जहां उतने पद ही नहीं सृजित हैं। सरकार यथाशीघ्र इस पर निर्णय करेगी। तबादलों में महिला शिक्षकों की समस्याओं के निराकरण को वरीयता दी जाएगी

News Source : Jagran (5.6,12)

47 comments:

  1. mujhe lagta h ki ye chuvawo stunt hai Manniye CM sb ka

    ReplyDelete
  2. Good news to hai per impliment kab tak hoga ye baaat important hain

    ReplyDelete
  3. Chunavee Vayde
    Pata nahin kab poore honge.

    ReplyDelete
  4. chalo kuchh to bole c m saab,kal ek roti jyada khalenge iss khushi me

    ReplyDelete
  5. muskaan JI ps. Akhileshji ka statement publish kijiye.

    ReplyDelete
  6. Cm ko pata chal gaya hai ki tetian supreme court jane wale hai to supreme court se rte ko implement karane ko lekar latad bhi kha sakta hai aur nikay chunaav ka mausam bhi hai. Yahi mauka hai isase likhit jawab maanga jay. Nahi to chunaav bitane ke baad 2014 election tak ashwashan hi deta rahega.

    ReplyDelete
  7. Hame iss jhoothe cm ke bahkawe me nahi aana chahiye balki supreme court me jald se jald rte ko lekar pil dal deni chahiye. Ye sab neta hain kahte hain bahut karna hai kuchh nahi. Jab tak yah hum logon ko uljhayega tab tak hame supreme court se nyay mil jayega. Laptop, tablets aur berojgari bhatta ka example aapke samne hai.

    ReplyDelete
  8. Mata dimpal he akiri rasta dikh rha h ab? Unki sharan me jana padega..

    ReplyDelete
  9. andolan me iss c m ne ek shabd b nhi bola or chunavi sabha me kah raha h hum madad karne ja rahe h isko kya samjha jay

    ReplyDelete
  10. YADI COURT NE 3JULY KO BHI DESISION NAHI DIYA TO YE ANDOLAN AB TAK KA SABSE BADA ANDOLAN BANEGA LUCKNOW ME

    ReplyDelete
  11. Yaha CM sahab ne kis samiti ki baat ki hai yah spasht nahi hai.Usmani ki adhyakshta wali janch samiti ya nyay vibhag ki report ko hari jhandi diya jayega ???

    ReplyDelete
  12. bhai yakeen nahi hota sahi hai ya sirf chunavi stunt

    ReplyDelete
  13. doston ye sirf or sirf dilaasa he hai bas mujhe poora poora yakeen hai ye ek baar phir dhoka diya ja raha hai. agar wakai nirnay lena hai to likhit mein do..............! sath sath inhone ye bhi keh diya k saare waade 3 saal mein poora karenge............! bahut bade khiladi hai yuva hote hue ise yuva ka koi bhi dard mehsus kar sakte hai

    ReplyDelete
  14. Akhilesh hame tumhari jhoothi madad aur ashwashan nahi chahiye. Supreme court se hame nyay mil jayega. Tumhara chunaavi stunt sun kar kafi achha laga.

    ReplyDelete
  15. Kya yaar akhilesh
    saaf saaf bolo jalebi ki trah ghuma kar kyun bolte ho

    ReplyDelete
  16. Akhilesh ji main point type of merit hai acd par to tum pehle se chahte ho

    ReplyDelete
  17. Mujhe lagta hai k ye 29 k andolan ka hi natiza hai hume andolan banaye rakhna chahiye

    ReplyDelete
  18. June ki holidays me andolan me big crowd ho sakta hai

    ReplyDelete
  19. kal main kannauj upchunav ki live sabha dekh raha tha.....to usme akhilesh yadav ji speech de rahe the ki......hmne budget me apne sare vade poors kiye hain.....hum rojgar ko badhava de rahe hain...aur unhone bola ki.."tet walon! Aap log aandolan mat kijiye..main aap logon ki madad karne waala hoon".

    ReplyDelete
  20. kal main kannauj upchunav ki live sabha dekh raha tha.....to usme akhilesh yadav ji speech de rahe the ki......hmne budget me apne sare vade poors kiye hain.....hum rojgar ko badhava de rahe hain...aur unhone bola ki.."tet walon! Aap log aandolan mat kijiye..main aap logon ki madad karne waala hoon".

    ReplyDelete
  21. kal main kannauj upchunav ki live sabha dekh raha tha.....to usme akhilesh yadav ji speech de rahe the ki......hmne budget me apne sare vade poors kiye hain.....hum rojgar ko badhava de rahe hain...aur unhone bola ki.."tet walon! Aap log aandolan mat kijiye..main aap logon ki madad karne waala hoon".

    ReplyDelete
  22. kal main kannauj upchunav ki live sabha dekh raha tha.....to usme akhilesh yadav ji speech de rahe the ki......hmne budget me apne sare vade poors kiye hain.....hum rojgar ko badhava de rahe hain...aur unhone bola ki.."tet walon! Aap log aandolan mat kijiye..main aap logon ki madad karne waala hoon".

    ReplyDelete
  23. Par court apna faisla kab sunayegi, wo chahti hai ki pahle goverment kuch kare aur government chahti hai ki pahle court ka result aa jaye, in dono ke bich ham tetians piss kar rah jaayenge......ab god ka hi sahara hai.......shayad wo court ke judge aur government ko sadbuddhi de jisse u.p. Me berozgaro ki sankhya kuch kam ho aur kuch parivaro ko thodi kushi aur mahangayi se ladne ki kshamta mile....

    ReplyDelete
  24. Laptop, tablet aur berojgari bhatta ka hashra poore up ne dekh liya. Jab poore prdesh ki karodo janta ko bewkoof bana sakta hai to hum log to sirf 2-3 lakh ki sankhya me hain.

    ReplyDelete
  25. Jo bhi hai pakad lo. kuch na milne se to badia hi hai ye jhunjhuna. kyonki blog par paglane wale jameen par aate nahi. to andonlan kya karoge. ulta jo prayasrat hai unke bhi danda kie rehte hai. 6 mahine intejaar kia 2 mahine aur kar lo. Baat bilkul sahi hai hum jeetne ja rahe hai sabra rakho thoda intejaar aur sahi. Hum sc ki taiyari lagbhag poori kar chuke hai. 15 se pahle case dayar ho jaega. Ek aur baat kal akhilesh yadav ji ne kewal itna kha ki " tet walo andolan mat karna hum tumhari madad karne ja rhe hai." baki baate amar ujala aur dainik ki apni hai. Please kannauj ke bhaiyon se appeal hai ki aisi koi harkat na karen jisse humara paksha kamjor ho. Hume sp ke khilaf chunaav prachar nahi. karna.

    ReplyDelete
    Replies
    1. aap kannauj walo ki taraf se befikr rhe wo esa koi bhi kaam nhi krenge jisse akhilesh ka wirodh ho, jab zroorat hogi tab dekhenge filhaal esi koi bhi radneeti nhi h

      Delete
  26. bhai kya koi spasht kar sakta hai ki, koun si samiti ki report ko hari jhandi mili hai....
    Mujhe to samajh me nahi aa raha hai,,,
    Sayad usmani ki samiti ki baat ki ja rahi hai....
    jisme acd. Ki baat ki gayi hai...
    Good morning,
    Jai hind ,
    Jai maa,
    Jai tet,

    ReplyDelete
  27. mainaey bhi din may 2 baatain sune
    1-akhelash ka statement tet se sumbundhit
    2-vidansabha me neta vipukhsha dwara uthay gai tet sambandhi prashna k baaray me sikha mantri ney koi satisfactory jawaab nahi diya jisay vidaan bhawan ke karyawaahi badit hue
    in dono bataon mai kya kaoun se baat spasta hoti hay ke serkaar k kathne aur kerni me aunter hai is liye jub tuk likhit ashwasan na mil jaye tub tuk kisi bhi baat per itnay khush mut ho ye rajneeti hai rajneeti

    ReplyDelete
  28. kul news me 2 batoin se supasta hai ke ek taraf cunaav railly thi dusare taraf sadan ki karyawaahi ager c.m. such mai kuch tet k sumbundh me kehna cahtay hai to vidhan sabha mai kahe hame phir say moorkh bena rahe hai

    ReplyDelete
  29. Akhilesh g apna statement likhit m dete huye apko sharm aati h kya????????

    ReplyDelete
  30. In tetians ko kuchh nahi ho sakta dosto yah naukari koi bhekh nahi hai jo Dimple ke charno me girkar bhikh mange. Yah hamara haq hai aur ham seene pe chad ke lege.
    Yadi Akilesh Dimple jaise logo ke pair chhuke Dimple ko ma banakar naukari milti hai to nahi karni hai naukari.
    Kya bhul gaye hamare sathiyo pe ladhiya bhanji gayi ye lathiya tumhari mata ke pati ne hi chabae the.
    AKHILESH kabayan tetians ke sangharsh ka parinam hai.


    JAY TET , JAY TETIANS ,JAY HIND

    ReplyDelete
  31. Manniya akhilesh yadav ji ne Javed Usmaani ki report par lagayi mohar

    Acd Meritians Jeet Mubaarak

    ReplyDelete
  32. WARNING : WARNING: WARNING :

    Agar sarkar committee ke report ko hari Jhandi dene ja rahi hai too WO TET KE ADHAR PER BHARTI KE VIROODH HOGA KYONKI HI-POWER COMMITEE NE TET PER BHARTI NA KARNE KI APPEAL KI THI AND TET KO KEWAL PATERTA MANNE KI SALAH DE GAYI THEE,

    HER DISTRICT ME AANDOLAN KE LIYE TAYAAR RAHE,

    ReplyDelete
  33. madad ka matalab agar ye hai ki tet cancel nahi hogi, to cm hamari koi madad nahi kar rahe hai. kyo ki tet waise bhi cancel nahi ho sakata. wajah ye hai ki dhandhali utna jyada nahi hua hai.

    cm agar sach me hamari madad karana chahate hai to isi tet ke merit pe turant job de.

    ReplyDelete
  34. bibi ko jitwane ka timtima h ,,cm nhi chahte ki tet wale kuchh aisa kr de ki dimple ji haar jaye......chunav se pehle nirnay ni aaya to harne ke liye taiyar rhe dimple ji........

    ReplyDelete
  35. Yadi dimpal yadav chunav mai har jaye to tetians ka kuchh ho sakata hai or yadi jeet gai to tum sab rote raho ge

    ReplyDelete
  36. भाइयो,
    डिम्पल भाभी के खिलाफ न तो बी जे पी,काग्रेस और न ही बी एस पी उम्मीदवारों को उतर रही है अतः उनकी जीत लगभग पक्की है

    ReplyDelete
  37. jai dimple mai jai dimple mai

    tere pati ke karan hum latke bhai
    jai dimple mai contineu

    ReplyDelete
  38. 1..agar cm ka irrada nake hai to nyay bibhag ki rai manega.bharti latkwne ka irrada hai to usmani ki baat manega.abhi tak sare raste talasne ke baad koi vikalp nahi mila hai isliye nyay vibhag ki rai manne ka chance jyada hai. 2....nakari agar dimpal ke pair chhune se mil jaye to mai 2.7 lacs tetians ke liye 2.7 lacs pair chhune ke liye taiyar hoon.admi ko ghamand nahi karna chahiye.aj pair chhune ke liye taiyar hai kal koi chehra dekhne wala nahi milega. 3...koi apna pratyasi nahi utar raha hai kyoki issejeet jane par kisi party ko koi phayada nahi hoga 2014 me chunaw hona hai.itne dino me jo sansad hoga uski image kharab hogi 2014 me haar jayega.ab dimple ka chunav ladna jeetna aur 2014 me harna majburi hai. hai re akhilesh ...andhe ke haath bater lag gayi hai...jiyegi ya maregi?

    ReplyDelete
  39. ye saari ghosnaye sirf chunavi bigul hai aur kuch nahi.

    ReplyDelete
  40. UP TET KA JAYDA PECHIDA MAMLA NAHI HAI JO SP GOVT. KAH RAHI HAI KI ISKO GAMBHIRTA SE VICHAR KIYA JA RAHA HAI.
    SUJAV No-1 SABHI KE UPTET KE MARKS PAHLE SANSHODHAN SE SHURU KARE AUR FIR USMEIN NAYE SIRE SE SANSHODHANO KE MARKS KO ADD KARTE RAHE JIS PRAKAR SE SANSHODHAN HUE HAI. JAYAD MARKS SANSHODHANO MAI NAHI BADE HAI BAS 1-5 MARKS TAK KA ANTAR AAYA HAI.JINKE MARKS MAI JAYADA ANTER MILTA HAI UNKO HIGHLIGHT KIYA JAYE AUR BAHAR KIYA JAYE.
    SUJHAV NO-2 270 CANDIDAE KO JINKA GHOOS DEKAR NUMBER BADHYAE GAYE HAI UNKO BAHAR KARO.
    SUJHAV NO-3 ALLAHABAD HIGHT COURT KA MAMLA VIDYAPTI KO LEKAR HAI US VIDYAPTI KO SP GOVT. CANCEL KARE NAYE SERE SE VIGAYAPTI NIKALE AUR SARE UP TET CANDIDATE KI ONLINE COUNCILING KARAYI JAYE MANDAL WISE UPTET KI MARIT KE ANUSAR UNKO HOME DISTRICT MAI YA NEAR BY DISTRICT MAI CHOISE KE ANUSAR APPOINMENT DE DUYA JAYE.
    SUJHAV NO-4 RAHI NCERT KE DATE KA PROBLUM JO JANJUARY 2012 TAK THI. USKO UPA SARKAR JAROOR BADHAYEGI QKI SP BHI UPA YANI CENTRAL KI SARKAR KO CHALA RAHI HAI.
    HARIRAJ SINGH
    +919891360890

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।