/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, June 8, 2012

UPTET : जंतर-मंतर पर धरना देंगे टीईटी अभ्यर्थी

UPTET : जंतर-मंतर पर धरना देंगे टीईटी अभ्यर्थी

बदायूं : यूपी टीईटी संघर्ष मोर्चा की बैठक में 12 जून को दिल्ली के जंतर-मंतर पर होने वाले धरना-प्रदर्शन की रणनीति बनाई गयी।


बाल निकेतन हायर सेकेंड्री स्कूल में हुई बैठक में प्रदेश अध्यक्ष राजेश प्रताप सिंह ने संगठन की मजबूती पर जोर देते हुए दिल्ली के आंदोलन को सफल बनाने का आह्वान किया। उन्होंने बताया कि 12 जून को मानव संसाधन विकास मंत्री कपिल सिब्बल से मुलाकात का समय मिल चुका है। धरने में 20 से 30 हजार तक अभ्यर्थियों के पहुंचने की उम्मीद है।


बरेली मण्डल के प्रभारी पवन सक्सेना ने कहा कि टीईटी चयन प्रक्रिया में भर्ती मेरिट के आधार पर कराने के हर संभव प्रयास किए जाएंगे। सरकार ने ऐसा नहीं किया तो उग्र आंदोलन छेड़ा जाएगा।


इस मौके पर पवन कुमार सिंह, विश्राम सिंह, हृदयेंद्र शर्मा, चक्रेश कुमार, मुन्ने खां, अवधेश कुमार, दर्पण यादव, विनीत सोलंकी, हरीश गंगवार, विनय चौहान, राहुल राठौर, सुशांत कुमार, छविनाथ शर्मा, शिखा ठाकुर, प्रियंका भाष्कर आदि मौजूद रहे


News Source : Jagran.com (8.6.12)

62 comments:

  1. Delhi chalo bhaiyon yeh dharna agar safal ho gaya to jindgi safal hai warna pade raho gharo main

    ReplyDelete
  2. shakeel bhai delhi jana to chahte hai magar paisa bhi to chahiye 1000 rupye kahan se laaye,

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dosto! Hum aswashth hone par doctor ke liye kese intjam kar lete he. Please think high and we should go to join jantar mantar dharna

      Delete
  3. Dosto! Hume yaha dharna akhiri dharna samajhkar adhik se adhik sankhya me pahunchna chahiye. Dosto cm ji ke pero ke niche ki mitti khisak jayegi chuki is jagah se hamari samasya atyadhik highlight hogi, aur hum safal honge

    ReplyDelete
  4. Yaar, up tet k pradesh adhyaks se hamara aagrh h ki,tet ki agami movment ki suchna her jile k tet prabhari ko avashya de, taki ham logo ka sanghars n dharna puri tarah se safal rahe. "Kyoki jagenge tabhi lagenge". ADITYA SIDDHARTH NAGAR.

    ReplyDelete
  5. sabhi tetians jantar mantar pahuchiye 12 june ko. specially girls. this is really going to be a vry big movement. comeon! get up!

    ReplyDelete
    Replies
    1. mai aunga aap kahti hai jarur aunga aap chal rahi hai na

      Delete
  6. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  7. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  8. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  9. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  10. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  11. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  12. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  13. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  14. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  15. stop sitting idly .if you want to achieve your desired goal .please move to delhi .we have to move to delhi to defend our right cause .we have fulfilled all the conditions laid down by the govt .so ,in order to have this recruitment process begun ,please don 't wait any more and move to delhi .TETIANS YOUR NAME WILL BE WRITTEN IN GOLDEN LETTERS FOR SUPPORTING THIS GOOD CAUSE .WE WILL DEFINITELY WIN N CRUSH BRITISH TREACHERY OF S P GOVT .WE 'LL TAKE REVENGE AGAINST BRUTAL LATHI CHARGE ON OUR TET BROTHERS .PLEASE DO COME TO DELHI .dhanyawad

    ReplyDelete
  16. Mai bhi delhi arha hun...
    Kuch na socho bas sab delhi chalo...delhi ka matlab desh ko pata chalega ki hamari kya halat hai...dosto plz ab kuch sochne vicharne ko nahi bacha...delhi chalo...apne sabhi dosto ko lekar delhi Chalo...
    12June Delhi Chalo

    ReplyDelete
  17. Delhi me agar bheed dikh gayi toh fayede hi fayede hai...
    1)sarkar k upar jabardast dabawo

    2)agar high court kisi sajish ke tahat hamare sath kisi b tarah ka anyay karega toh hame hamari sankhya bal dekh k bade lawayr mil jayennge...shayad raam jeth malani, ravishankar prasad ya prashant bhushan jaise log hame support kar de

    3)hamare Andolan se SC ko pata chalega ki UP me RTE ki kya halat hai.

    4)hamare jo dost abhi tak lathi ke dar se ghar se bahar nahi nikle wo delhi aasakte hai.waha bas apna janadhar dikhana hai hame...aisi bheed ho jaye puri delhi kya pura desh dahal jaye...
    Dosto kuch nahi karna hai bas khud aawo aur apne dosto ko lawo...
    12june Delhi chalo

    ReplyDelete
  18. sathiyo ham pure dal-bal ke sath Delhi pahunch rahe hain

    ReplyDelete
  19. Kuch ni hoga tum nakalchiyon ka...jantar mantar par anna hjare jb kuch ni kar paye toh tum mutthi bhar swarthi log ka ukhad loge...hahahahapg

    ReplyDelete
  20. mujhe kuch sutro dwara pata chala hai k agr tet merit bnti hai to

    bareilly ki general merit-109

    budaun ki general merit --104

    tak ja skti hai

    ReplyDelete
  21. vinayak bhai... Ye sutra wali baat khatm kar de to jyada behtar...
    Kyoki ab tet merit sayad hi bane...

    ReplyDelete
  22. @anand tiwari ji
    sab khatam se apka kya tatparya hai and
    source of news kya hai ?

    ReplyDelete
  23. Kamlesh dps teri kyo fat rahi hai desi bevkoof tujhe jab itna nahi pata ki kaun nakalchi aur kaun akalchi to tu is dharne aadi ki bhasha kya samjhega. Ja kahi kisi bil me ghoos ja. Tum jaiso ke percent ne hi to indian curroption ko hava di hai. To 100% nakalchi hai. Only tet is supereme.

    ReplyDelete
  24. Sathiyo Delhi Me Kya-Kya Hoga. Please Tell me any Person.

    ReplyDelete
  25. Khuli sadak par poolice ke dande khana tatha berojgari ki bheed ke dhakke khane se behtar hai train se safar karte huve jantar mantar pahuncha jaya. Agar bat paison ki hai to bat hamari pratistha aur swabhiman ki bhi hai. Hamar hak koi nahi de raha hai us bat ke liye to hame minimum kharch karke jantar mantar pahunchna hoga. U.p. Ke har kone se easily se kam se kam kharch me train duara pahuncha ja sakta hai. Aap lögo ne hi to itna sangharsh karke tet ko is star tak laya hai ab ise iski manjil tak pahnuchne me bas do kadam baaki hain. Aur ye kadam aapko chalna hoga. Apne liye apne parivar ke liye apne samman ke liye. Aap longo se gujarish hai ki jantar mantar auashya aaye. Aur dharne ko safal banayen. Jai tet merit.

    ReplyDelete
  26. apne hak ke liye ladne ke liye jantar mantar chalo
    shiv maurya- raebareli

    ReplyDelete
  27. tiwari ji.....

    give me your cell no.

    i wanna talk wid u

    ReplyDelete
  28. ANAND G apne hamesha positive aur tet merit ke support main comment diye h.achanak kaun se musibat aa gayi.PLEASE EXPLAIN why are you saying so ?why are you thinking that everything is finished ?PLEASE GIVE REASONS .

    ReplyDelete
  29. @ sanjeev,
    Bhai mai abhi bhi negative nahi hu aur chah raha hu, ki bharti sirf tet pe ho,,
    Lekin aaj kal jo news aa rahi hai,,, aur mujhe jo logo se gyat ho raha hai,,,
    Uske according mujhe ab nirasha hone lagi hai,,, mai ab toot raha hu,,,,
    Meri hiimmat kamjor pad rahi hai,,,,
    Humne itne aandolan kiye aur natija wahi ka wahi,,,

    ReplyDelete
  30. Hariye n himmat
    visariye n ram..
    Process koi b ho job sabhi tetians ko milega.

    ReplyDelete
  31. patience kab tak rakhenge hum.....
    kya kare tiwari hi aap bhi sahi kah rahe hai y sarkar aise nahi manegi

    ab to samuhik aatmdah hi ek tarika hai............is bahri (deaf) sarkar ko apni aawaz sunane ko

    ReplyDelete
  32. कन्नौज, जागरण संवाददाता।
    इत्र नगरी से सपा प्रत्याशी डिंपल यादव का निर्विरोध सांसद
    निर्वाचित होना तय है। समाजवादी चिंतक डा.राम मनोहर
    लोहिया की कर्मभूमि में उनके शिष्य व सपा प्रमुख
    मुलायम सिंह यादव की पुत्रवधू और
    मुख्यमंत्री अखिलेश यादव की पत्नी सपा प्रत्याशी डिंपल यादव शुक्रवार को सांसद बन गई, हालांकि इसकी अधिकारिक घोषणा नाम वापसी की समय सीमा नौ जून को दोपहर तीन बजे के बाद ही होगी। शुक्रवार को निर्दलीय
    उम्मीदवार संजू कटियार व संयुक्त समाजवादी दल के
    दशरथ शंखवार के नाम वापस लेने के बाद डिंपल के
    निर्विरोध निर्वाचन पर एक तरह से मोहर लग गई। गौरतलब है कि यहां से तीन बार सांसद रहे अखिलेश
    यादव ने मुख्यमंत्री बनने के बाद कन्नौज संसदीय
    क्षेत्र से इस्तीफा दे दिया था। उनके इस्तीफे के बाद
    रिक्त हुई सीट पर उपचुनाव में बसपा व कांग्रेस
    जैसी राष्ट्रीय पार्टियां प्रत्याशी खड़ा करने
    की हिम्मत नहीं जुटा सकी, तो भाजपा में अनिश्चितता की वजह से उनका प्रत्याशी देर से नामांकन कराने पहुंचा जिस वजह से वे नामांकन नहीं करा सकें। वहीं जिन लोगों ने नामांकन पत्र खरीदे थे, उन्होंने राष्ट्रीय पार्टियों से सबक लेते हुए नामांकन ही नहीं किया। अंत में नामांकन की समय सीमा समाप्त होने के बाद मैदान में तीन दावेदार सपा प्रत्याशी डिंपल यादव, संयुक्त समाजवादी दल के दशरथ शंखवार और
    निर्दल संजू कटियार ही बचे, इनमें संजू तो सपा के
    सक्रिय नेता है। गुरुवार को नामांकन पत्रों की जांच में
    तीनों ही प्रत्याशियों के पर्चे वैध पाए जाने के बाद
    शुक्रवार को संयुक्त समाजवादी दल के प्रत्याशी शंखवार व निर्दल संजू ने नाम वापस ले लिया। इन दोनों प्रत्याशियों के नाम वापस लेने के बाद सपा प्रत्याशी डिंपल यादव का निर्विरोध निर्वाचन तय हो गया। जिला निर्वाचन अधिकारी सेल्वा कुमारी जे ने कहा कि दो प्रत्याशियों के नाम वापस लेने के बाद सपा प्रत्याशी डिंपल यादव ही प्रत्याशी बची है।
    निर्वाचन आयोग के निर्देशों के अनुसार नाम वापसी की समय सीमा समाप्त होने के बाद ही चुनाव परिणाम की अधिकारिक घोषणा नौ जून को दोपहर

    ReplyDelete
  33. tet valo se nivedan hai ki jantar mantar par 12 june se hone vale dharane me sahyog de

    ReplyDelete
  34. important news- pls read my next comment

    ReplyDelete
  35. bhaio ye 12 ki news hame net se mili hai . ise print media ke madham se bhi dia jana chahiye jisse ye news adik se adik logo tak pahuch sake aur ve is aandolan me samil ho sake

    ReplyDelete
  36. hame 12 ke aandolan ko saphal banane ke liye adik se adik logo tak is news ko pahuchana chahiye aur unne aane ke liye prerit karna chahiye

    ReplyDelete
  37. cm is now feared that,s why he requested tetions not to protest(andolen)

    ReplyDelete
  38. halla bol-12 june
    jantar mantar
    aao apne adikar ke liye imandari se aur jor sor se aavaj utaye
    hamari avaj ki guj lucknow se lekar dilhi tak sunayi deni chahiye

    ReplyDelete
  39. If we got abled to be collected on Jantar mantar, no doubt,it will be a great pressure and centrel govt would ask him why he is delaying in appointing teachers.

    ReplyDelete
  40. jatin bhai jsb tak pratakha apke samne nahi aa jata tab tak asanka bani rahati hai aur asanka ko pramad manker nahi chalna chahiye
    ham dudh ke jale hai chach bi phuk phuk ker piyege

    ReplyDelete
  41. Day by day news r coming from other states that process of appointing teachers has been started there.Now our turn has come but we need a strong effort with great momentum.So friends jantar mantar may be our last effort.Come on friends.

    ReplyDelete
  42. Some friends read this blog but donot publish there comments so, pls. who r going delhi, can publish I M ALSO COMING

    ReplyDelete
  43. Ganesh Dixit > UPTET QUALIFIED ACADEMIC MERIT GROUP on facebook
    IN THE CABINET MEETING PROTOCOL MINISTER
    ABHISHEK MISHRA SPEAKS THAT FOR PRIMARY
    TEACHER SELECTION TET BASE MERIT IS BEST. SOURCE
    REPORTER OF AMAR UJJALA.

    ReplyDelete
  44. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  45. Are nadano agar tet merit se bharti honi hoti toh kb k tum log teacher ban gye hote.......bhram se bahar nikalo dosto aur acd ka samrthan karo..aur prem se bolo acd ki jay ho.

    ReplyDelete
  46. @ANAND TIWARI JI

    AAJ K AMARUJALA KI KIS SANSKARAN (EPAPER OR GENARAL PAPER) PAR TET MERIT KI KHABAR HAI.

    TIWARI JI AAP APNA NO. BHI NAME K SATH DALEN.

    ReplyDelete
  47. VINAYAK MISRAJI apke dwara diya gaya samuhik atmdah ka sujhav mujhe thhik laga.HUM MEDIA KE JARIYE SARKAR KO SAMUHIK ATMDAH KI CHETAWANI DE SAKTE HAI.USKE BAD HALKA PHULKA TRY KARNE MAIN KYA HARZ HAI.

    ReplyDelete
  48. Hai friends, jitane bhi tet supporter hai wo sab Dehli jarur pahuche kyoki hamko ye dhikhana hai ki sach kya hai? Ek baar Dehli me bhi wahi beed kar do jo pahli baar Lucknow me hui thi. Aur dikha do ki TET IS BEST. Jitane bhi Acd suppporter hai unse bhi nivedan hai ki we bhi Dehli chale kyoki Tet to aap logo ne bhi pass kya hai arar tet pass na hote to sayad aap logo ka bhi sapana tut jata. EK BANO NEK BANO.

    ReplyDelete
  49. Delhi chalo mitron ham ek aise tetian ki bat karte hain jo handicapt hai. Aur poore parivar ke mukhia hain fir bhee aaj tak sabhi lkn. Ke dharne par aaye aur logo ko laye bhi aur delhi jane ki tayari me hain. Ham logo ko pawan ji se seekh lena chahiye. Aaj hi pran le ki ham tet morcha ko safal banaye tet safalta ham sabki safalt hogi. Hamare parivar ki safalta hogi hamare aan maan samman ki racha hogi. Hame kisan union se sabak lena chaahiye jinhone delhi pahunchkar sadke jam kar dee thee aur ganne ka rate badvane me safal huve. Jo ki ham logo kee apecha kai guna har cheej me kamjor hain. Chahe paisa ho ya phir shicha ho ya phir delhi jane ka sadhan/rasta. Ham log unse har pach me kai guna aage hain yuva hai urjawan hain. Ham logo ko delhi chalna hoga aur dharne ko saamuhik roop se safal banana hoga. Ek kahani hai ki ek gava me ek mukhia ke duara ped lagaya gaya aur kaha gaya ki is ped ko har din bari-bari se ek-ek gaavvala pani dega. Agle din se pratek gavavasi yahi sochta ki kisi na kisi gaavvale ne to pani dal hi diya hoga. Sabhi gaavvale yahi sochte rahe aur ped me pani koi nahi dala ped sookh gaya. Ham logo ko bhi apne liye khud ko chalna hoga kisi ke sahare nahi rahna chaahiye. Tet is best way to good education system at basic lavel. Tet merit good merit.

    ReplyDelete
  50. Delhi chalo mitron ham ek aise tetian ki bat karte hain jo handicapt hai. Aur poore parivar ke mukhia hain fir bhee aaj tak sabhi lkn. Ke dharne par aaye aur logo ko laye bhi aur delhi jane ki tayari me hain. Ham logo ko pawan ji se seekh lena chahiye. Aaj hi pran le ki ham tet morcha ko safal banaye tet safalta ham sabki safalt hogi. Hamare parivar ki safalta hogi hamare aan maan samman ki racha hogi. Hame kisan union se sabak lena chaahiye jinhone delhi pahunchkar sadke jam kar dee thee aur ganne ka rate badvane me safal huve. Jo ki ham logo kee apecha kai guna har cheej me kamjor hain. Chahe paisa ho ya phir shicha ho ya phir delhi jane ka sadhan/rasta. Ham log unse har pach me kai guna aage hain yuva hai urjawan hain. Ham logo ko delhi chalna hoga aur dharne ko saamuhik roop se safal banana hoga. Ek kahani hai ki ek gava me ek mukhia ke duara ped lagaya gaya aur kaha gaya ki is ped ko har din bari-bari se ek-ek gaavvala pani dega. Agle din se pratek gavavasi yahi sochta ki kisi na kisi gaavvale ne to pani dal hi diya hoga. Sabhi gaavvale yahi sochte rahe aur ped me pani koi nahi dala ped sookh gaya. Ham logo ko bhi apne liye khud ko chalna hoga kisi ke sahare nahi rahna chaahiye. Tet is best way to good education system at basic lavel. Tet merit good merit.

    ReplyDelete
  51. Delhi chalo mitron ham ek aise tetian ki bat karte hain jo handicapt hai. Aur poore parivar ke mukhia hain fir bhee aaj tak sabhi lkn. Ke dharne par aaye aur logo ko laye bhi aur delhi jane ki tayari me hain. Ham logo ko pawan ji se seekh lena chahiye. Aaj hi pran le ki ham tet morcha ko safal banaye tet safalta ham sabki safalt hogi. Hamare parivar ki safalta hogi hamare aan maan samman ki racha hogi. Hame kisan union se sabak lena chaahiye jinhone delhi pahunchkar sadke jam kar dee thee aur ganne ka rate badvane me safal huve. Jo ki ham logo kee apecha kai guna har cheej me kamjor hain. Chahe paisa ho ya phir shicha ho ya phir delhi jane ka sadhan/rasta. Ham log unse har pach me kai guna aage hain yuva hai urjawan hain. Ham logo ko delhi chalna hoga aur dharne ko saamuhik roop se safal banana hoga. Ek kahani hai ki ek gava me ek mukhia ke duara ped lagaya gaya aur kaha gaya ki is ped ko har din bari-bari se ek-ek gaavvala pani dega. Agle din se pratek gavavasi yahi sochta ki kisi na kisi gaavvale ne to pani dal hi diya hoga. Sabhi gaavvale yahi sochte rahe aur ped me pani koi nahi dala ped sookh gaya. Ham logo ko bhi apne liye khud ko chalna hoga kisi ke sahare nahi rahna chaahiye. Tet is best way to good education system at basic lavel. Tet merit good merit.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।