/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, August 11, 2012

HTET : JBT teacher recruitment under HC scanner


HTET : JBT teacher recruitment under HC scanner


The recruitment of over 9,000 junior basic trained (JBT) teachers by the Haryana government has come under the Punjab and Haryana High Court scanner after a preliminary enquiry held that candidates impersonated, forged and cheated during the examinations, last year.

The enquiry was brought to the knowledge of the Court on Thursday during the resumed hearing of a petition filed by an unsuccessful candidate. The petitioner had alleged that signatures of candidates, obtained on the application form for the State Teacher Eligibility Test (STET), did not match with the signatures on the respective answer sheets.

Taking stock of the accusations, the High Court last year had ordered an enquiry, findings of which were submitted before the Court on Thursday. After perusing the report, the court ruled that a detailed probe needed to be held.

The teachers were selected and given postings by the Haryana government last year. The detailed probe will be held by the Education Board and Deputy Commissioner, Bhiwani


News Source : Indian Express (11.8.12)
************************************
Almost every state in India faces court cases during  teachers recruitment.
Now problem arises in Haryana teachers recruitment, and matter reaches to Punjab & Haryana Highcourt.

52 comments:

  1. Selection on acd+tet is the best way of selection.
    Jai sri ram

    ReplyDelete
  2. Only one NARA


    """BASE KUCH BHI HO BUS BHARTI SURU HO""""

    >>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>> JAI SRI RAM

    ReplyDelete
  3. TET IS THE BEST ACD. VERY BEST

    Hmare chane se kya hoga.hum aps me kyo lad rhe h.chalo ek kam krte h ki tet wale+acd.wale lkw chlo waha pr takt ajmate h.jo jitega wahi marit lag jaygi.

    ReplyDelete
  4. :-)ap logo ne ye kha ki jab bihar 162000 bhrti kr sakta h to up kyo nahi s.m ko to lga sakte h pr hme nahi kabhi kha h agr seats h to hme kyo nahi rakte.kabhi dharna me ashi radniti apnee h.
    BAS SAB EK DUSRE KI MAR RHE H.

    ReplyDelete
  5. Bharti to hum Karwa ke rahen ga
    10+12+grad.+B.ed +TET 5% =merit %
    TETmerit tha maya bahan ji k time me Ab Nahi hai TET merit ee SP govt hai , Koi andolan kam Nahi kara ga ,
    UP govt ke case handle karne wale attorney general advocate sahab se to SC ke judge v darte hai ,
    isliy ho ga uha Jo SP govt chaia ,samjha TET merit burbak , baklol ne bano aur over age to hone wale hoga kono ias pcs ke tayare karo tet merit wale to bahut intelegent hai

    ReplyDelete
  6. tet merit se bharti ki sambhawnaye ab bahut kam dikhai de rhi hai tet +acd ko accept kar lena chahiye lekin kuch sharton ke sath thanks

    ReplyDelete
  7. Raj Purohit > UPTET UNITED
    INTELLECTUALS
    mere pyare advocate sathiyo hm
    sb log bina law ki degree wale
    advocate hai jinhone kabhi bhi
    law ki padayi nhi ki par pichle ek
    saal se hm sb logo ki intermship
    chal rahi hai highcourt allahabad
    me...........agar aap sb logo ne basic
    shiksha niyamawali 1981 ko
    dhyan se pda hoga to usme likhi
    ek line bhi pdi hogi vo line hai "
    basic shiksha niyamawali me smy
    smy par sansodhan sarkar dwara
    kiya ja skte hai jo manya
    honge"..........................................jo mere
    bina law degree ke advocate sathi
    es line ko acche se smjte honge
    vo smj jayenge ki aane wale smy
    me kiya hoga aur kiya kra
    jayega.................fir bhi hm sb log
    aapas me lgatar bahas krke ek
    dusre ke dimag ka dahi krte rahte
    hai......................kuch to taras khao
    sathiyo , govt. ne dimag ki phle se
    hi hata rakhi hai km se km aap log
    to ye kaam na kre.........

    ReplyDelete
  8. Ek Aur bat , shiksha mitrawa ko TET ke dayre me kahi nahi le ane ke liya bolte ho , eha to RTI nimayale me nahi hai , fir sm ko tech. Kahi banane de rahe ho , sm ko court me le kar jao Yaha Kuch possible hai ,

    ReplyDelete
  9. vk ji
    you are right
    ye sab gov ke hath me hai
    but ye process start hone ke pahle allow hai

    ReplyDelete
  10. Constitution me amendment ho jate hai to ya to Ek chota se RTI act hai isme to amendment karne govt ke chaparise he kar de ga. ,

    ReplyDelete
  11. v k yadav ji apko kya lagta hai bharti kis par lagegi.

    ReplyDelete
  12. mere .acc 250 sci gen md hai tet 95 . Koi chance hain. Mene 45 jilo se form dale hain.

    ReplyDelete
  13. @Sharma ji,mai merit ke baare me to filhal kuchh nahi bata sakta lekin etana jarur bata sakta hun ki yadi bharti me tet weitage ki baat aati hai to yah weitage 100% matlab full marks attained in tet aur nahi to 1% bhi nahi.

    ReplyDelete
  14. v.k.yadav ji u r right bharti to acedmic merit per hi hoga per n jane kyu log faltu ka case krk time waste krwa rahe hai sarkar b yahi chahti hai ki babu aap log case karo taki time bite bad me sarkar kahegi ki ham to bharti krna chahte hi the ham apna wada to pura krna hi chahte the lekin logo ne case kr kr k bharti n hone diya to isme sarkar ki kya galti isse sarkar bharti b n karegi aur apne aapko saf pak bhi kahegi jisse sap bhi mar jayega aur lathi bhi nhi tutegi

    ReplyDelete
  15. kuch log sochte honge ki mera tet merit kam hai aur acd. Jyada hai is liye acd. Kh rha hu jbki aisa nhi jo sach hai mai to wohi kh rha hu mera tet me 108 aur acd. 258 hai obc scienc

    ReplyDelete
  16. aaj ETV UP/UK me phir ram govind chaudhary ka bayan aa raha tha ki juld hi shiksak bharti Ki jaigi per unka juld kub ayega

    ReplyDelete
  17. me dist jalaun se belong karta hu. Humare side me v btc ki sci. Ki merit 240 gayi ti.

    ReplyDelete
  18. KUCH DINO PEHLE KISI NE IS BLOG PER COMMENT KIYA THA KI BRAHMAN KO APNA PURANA KARYA BHIKSAHTAN KERNA CAHIYE UN MAHASAY SE MAI KEHNA CAHTA HU K BRAHMAN KA KAYRA PRAMUK ROOP SE SIKHA DENA HE THA AUR BHIKSATAN TO UNKA SISHYON KA DAINIK KARYA THA SIKSHA GRAHAN KERTA SAMAY ATHA KISI BHI CASTE PER COMMENT KERNE SE PEHLE THODA SOCH KER COMMENT KIYA KARE IS SE YE BHI PROVE HOTA HAI K b.ed BHI APNE SAHI SE NAHI PADHA THA SHIKSA KA VIKAS PAPER

    ReplyDelete
  19. rajeev ji agar tet merit banti hai to 25% chance hai aur agar acd. Banta hai to 100%

    ReplyDelete
  20. mera to tet 95 hai fir bhi me ,åcc ka support nhi kar rha. Me to tet+acc ki kah rha hu.

    ReplyDelete
  21. mat kah mere bhai ye bhi tumko khatre me dalega 50-50 per latega tu

    ReplyDelete
  22. sale ab jo writ dal rhe hain kya unko .ab unki chinta nhi hai jo over age ho qhe hain.

    ReplyDelete
  23. jao salo de aao tet neta adyaksho ko paisa wo to yhi chahte hain.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Han tet neta dharne aur case k naam pr lakhon rs collect kar lenge. Aur tetian bechare hahahaha. So pls accept the d dec. Of court aur bharti shuru hone do

      Delete
  24. jane do yar koi kisi ka bhla n chah rha hai aur jha tak write ki bat hai ye wohi log dal rahe hai jo overage hone wale hai wo darasal pta n kitne salo se try kr rahe hai aur aaj tak acd. Hi merit bna hai to wo jante hai ki aaj tak unka ni hua to ab kya ghanta hoga isliye wo write dal rahe kyu k ab wo galti se tet me jyada no. Pa gye hai aur tet tet chilla rahe hai wo jante hai ki is bar n ho paye to kbi n honge isliye wo chahte hai ki n wo honge aur n kisi ka hone denge
    Hmare yha badi purani khawat hai

    Khelab n khele deb khelwa bigad deb

    ReplyDelete
  25. @ RAJEEV JI,
    AAPKI SHADI HO GAYI??????? SALE SABD KA BAAR - BAAR PRAYOG KARTE HAI. IS LOKTANTRA ME SABKO APNI NAUKRI PAANE KA HAQ HAI. DEKHIYE AAP BHI SIRF APNA PAKSH DEKH RAHE HAI. JINHE LAGTA HAI YACHIKA DALNE SE UNHE NAUKRI MIL JAYEGI UNHE YACHIKA DALNE DIJIYE. ISSE OVER AGE WALI PROBLEM KAHA SE AATI HAI.

    ReplyDelete
  26. @ ARUN JI,
    CHALIYE AAP NE MANA KI TET MERIT KI MANG KARNE WALO KE GALTI SE JYADA MARK AA GAYE HAI, OTHERWISE SAB DHANDHLI KO JIMMEDAR MAAN RAHE THE. JAHA TAK MUJHE PATA HAI TET WALO NE ABHI TAK KOI WRIT NAHI DALA HAI, JO BHI WRIT DALE GAYE HAI WO ACD SUPPORTER KE WRIT HAI. AAPKI KAHAWAT ACD WALO PAR BAHUT SUITE KAR RAHI HAI.

    ReplyDelete
  27. VED JI,
    SAB THIK HAI, APNA BATAIYE,
    LEAVE PAR HU IS LIYE TIME PASS KAR RAHA HU.

    ReplyDelete
  28. are yar hamko koi fark nhi padta ki kis base pe bharti hoga ham to chahte hai bas bharti suru ho that's it waise aapka tet aur acd. Kitna hai manoj ji

    ReplyDelete
  29. Sabko apni bat rakhne ka haq hai per maryadit dhang se is blog ko ek baar to almost band kara chuke the ab dobara vahi sthiti lana cahte hai
    yadi koi important information hai to share kare bekar ke bato ko likh ker blog ko ganda na kare ek comment 50-50 bar dene ka kya mutlub hai
    thanks

    ReplyDelete
  30. ARUN JI
    MERA KITNA HAI ISSE KOI FARK NAHI PADTA MERA KISI BHI BASE SE HO JAYEGA.
    MAIN SIRF USKA SAATH DE RAHA HU JO MUJHE SAHI LAGTA HAI. TET MERIT WALO KE SAATH ANYAY HO RAHA HAI. YE KUCH AISA HO RAHA KI KISI KO KHANA DEKAR USSE THALI CHIN LI JAYE. KYA YAH SAHI HAI.

    ReplyDelete
  31. MANOJ JI
    SAHI HAI BILKUL PAR BUS MAI AB KAAM SE NIKELNE WALA HU AAP K COMMENT ACCHE HAI
    OK BYE

    ReplyDelete
  32. koi bat n jaisi aapki ichcha kro suport mai to sbke pakch me hu

    ReplyDelete
  33. AURN JI
    PAHLE JO JALDI BHARTI KI BAAT KARTE THE WO TET MERIT WALE THE, AAJ JO JALDI BHARTI KI MANG KARTE HAI WO ACD MERIT WALE HOTE HAI.

    ReplyDelete
  34. I m gen.science candidate. My accd. Is 222 n tet is 126. Pls mayank ji tell me that in which method I will get job by accd. Accd.+tet or only tet. I m waiting 4 ur answer.

    ReplyDelete
  35. kaya obc sci male. Tet _102 and acd_223. Koi chanc hai ya nhe

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ravi bhai apke dono taraf se full chance h, pakka.

      Delete
  36. MERE SC SCIENCE MALE ACD-256.87 AND TET 63% KYA KOI CHANCE HAI PLEASE REPLY.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Gydn ji ap to khud gyaani ho. Apko to i think acd ko support karna chahiye

      Delete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।