/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, August 9, 2012

OTET : HC relief for aspiring pmy school teachers

OTET : HC relief for aspiring pmy school teachers

Cuttack, Aug 8 (PTI) Orissa High Court today directed the state to continue with the recruitment process of 'Sikhya Sahayaks' in primary schools as per an advertisement made in this effect in December last year. Justice Kumari Sanju Panda said the ongoing recruitment process will continue as per the December 2011 advertisement, where there was no mention of the Teachers Eligibility Test (TET).

The verdict, to bring relief to around 20,000 aspirants, made it clear if the state wished to conduct an eligibility test for these teachers, it could do so only after completion of the ongoing recruitment process. "The essential eligibility criterion for Sikhya Sahayaks shall be conducted for these teachers at later date," the judge said.         The state last year had invited applications from eligible persons for recruitment of Sikhya Sahayaks. 

Accordingly, over one lakh aspirants applied for the same and the respective district authorities prepared a merit list of the applicants on the basis of their career markings.         However in April this year, when the recruitment process had made significant progress, the state government decided to conduct TET for these aspirants stating that the test was essential for the primary school teachers as per the norms of National Council for Teachers’ Education.         This decision of the government was, however, challenged in the high court by several aspirants and accordingly, the court had earlier stayed the proposed TET that was scheduled for July 5 this year. At least a dozen petitions were filed in the HC stating that the government had arbitrarily taken a decision regarding the TET while there was no mention of the same in the advertisement.

 PTI COR SKN SUS

News Source : http://ibnlive.in.com/generalnewsfeed/news/hc-relief-for-aspiring-pmy-school-teachers/1038597.html / ibnlive (9.8.12)
****************************************
It is just like a similar case in UP, Process is going to change in middle of recruitment.
And UPTET matter is pending in Allahabad Highcourt.

A similar case happens in KVS recruitment, process change in middle and stay on recruitment was imposed.

Please suggest your views through comments - Is recruitment in UP happens with old advertisement or not ?

128 comments:

  1. if justice exists,the procedure will be started on previous basis.

    ReplyDelete
    Replies
    1. mr. Bol bachan ji,...... agar aapke paas paryapt samajh hai to aap swayam apna blog chalaiye. Kyo kisi bloger par comment karte hai .....?,.....dekh lijiyega aap bhi public opinion ke liye yahi karege...... dhanyad shriman.

      Delete
    2. rekha chammach giri mat karo isse kuch nahi hoga wahi hoga jo govt. Chahe gi zur editor tet holder ki mansikta ka faeda utha kar unhe non-violent movement karne ke liye provoke karti hai is per to rasuka ke tahet deshdroh ka mukadma chlana chahiya

      Delete
  2. Aur lado dosto S M ka secand session ke Btc training ka sasnades lagu
    is liya dosto apas me mat lado

    ReplyDelete
  3. kitna bhi karo ham aapas me ladte rhnge aur bharti b new tet ke baad hogi

    blog editor ji blog bnd kar de taki log afvah aur ashanti na failaye

    ReplyDelete
  4. SARKAR NE TET PAR KEECHAD UCHHAL KAR ACD MERIT KI ANUSHANSA KI HAI AUR HAM CHUP CHAP APNE GHAR PAR PADE RAHE EK VIRODH BHI NAHIN KIYA.

    ReplyDelete
  5. karte raho virodh sab thanda karne ko police aut tandan hai

    ReplyDelete
  6. @DILIP AND RAHUL

    AAP LOG KYA SAMJH RAHE HAIN HAM AAPAS ME NAHIN LAD RAHE HAIN HAMEN SAREAAM BEWKOOF BANAYA JA RAHA HAI TET MERIT SE BHARTI BILKUL SAHI HAI DHANDHLI KEWAL BAHANA HAI AUR BEECH ME PROSSESS CHANGE KARNA EK DAM GALAT HAI ISASE BEROJGARON KA NA KEWAL AARTHI BALKI MANSHIK AUR SARIRIK SHOSHAN BHI HOGA.

    ReplyDelete
  7. Judicially recruitment must be processed as per original ad. Though gov has right to change the process intimating hc with evidence about frogerry at large scale. In our case, gov has not provided enough evidences, it is not understood how hc favours change in running process.

    ReplyDelete
  8. Dosto yadi merit acd+tet100% se banti h ,to gen male sc & art ki merit kahan tak cutoff ho sakti h,plz koi bataye.

    ReplyDelete
  9. kuchh logo ka kam hai frstte hona aur karna ye wo log bho sakte hai jinhone na to kabhi tet bachane ka prayas kiya na mtng attend ki na na kabhi court gaye na aandolan
    bas unka ek maksad ghar baithe blog par negative post karna bhaiyon ham jeet ke kareeb hai samjho is bat ko we positive

    ReplyDelete
  10. Adhyapkon ki bharti niyamavali me hone vale sansodhan ko diya gaya antim rup.....SORCE-HINDUSTAN

    ReplyDelete
  11. running process me change kerna itna asaan nhi h jitna aap samajh rahe ho,chunki gov. ne abhi likhit me niymawale me koi change nhi kiya h isiliye jaj sab ne kaha he ki pahle jo b jaise b sanshodhan kerna h kerke lao wo b rules ko dhyan me rakhte hue tab hum apna faisla sunayenge.
    rahi baat faisle ki to hc wahi faisla sunayegi jo orisa hc ne sunaya h . ki.. running process me change nhi ho sakta .selection adv. ke anusar hi hona chahiye
    thats all

    ReplyDelete
  12. Odish HC mein Arun Tandon nahi tha kya?

    ReplyDelete
  13. JAI BAJRANG BALI.

    WAHI HO RAHA HAI JO PARBHU JI SOCH RAHE HAI.


    JAI BAJRANG BALI.

    ReplyDelete
  14. New vigyapan me CTET walo ko faida pauchane ke bate ke pate chale hai ,

    ReplyDelete
  15. Govt age Aur board ko Aur CTET ke based bananet hua amendment ho sakte hai ,

    ReplyDelete
  16. Ab toh example bhi tayyar he judge sahab yeh fesla dekhkar shayad sarkar ke hosh thikane aa jayein

    ReplyDelete
  17. Govt merit kuch is prakar banayegi
    Highschool % ka 10%
    Inter % ka 20 %
    Graduation % ka 40%
    Bed thiory First 15 no
    Second 12
    Third 9
    Bed practical marks as same Bed thiory marks
    & tet % 80 - 100

    ReplyDelete
  18. orisa me isue hai ki adv. Ke baad un per tet thopa gaya aur up me issue hai ki yahan per paese de kar tet me number badhwae gae aue exam atart hone se teen din pehle mayawalti ne anan fanan me rupee kamane ke liya sansodhan kiya according to ncte tet ek patrta exam hai aur agar yahi issue hai to bharat ke rajpatr me likha hai ki 23 august 2010 se pehle wale btc tet ke under nahi aaege to un per kiu thopa gaya aur jab writ file hui to kucknow bench ne kaha ki yeh sarkar ka neetigat mamla hai is me court koi hastachep nahi karegi aue kharij kardi to aap soche govt. Ko rite hai ki woh bahrti me neeti anusar sansodhan kar sakti hai

    ReplyDelete
  19. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  20. Yeh kahan likha hai ki hg aur inter aadi ke marks jod kar teacher bharti karo. Tet ke no. Ka jikra to hai kam se ke. Acd supp. Yeh to batein.

    ReplyDelete
  21. Ab ncte ke niyamawali ki yaad nahi aayegi? Ek baat samajh lo ki prikriya mein 1% ka b change hua to yeh hc se lekar sc tak challenge hoga phir lete rahana tarik par tarik aur apni marksheet ki batti bana kar apni .....p

    ReplyDelete
    Replies
    1. hahaha sc me pehle except hogi writ tab na abhi to hc dekho

      Delete
    2. Abe kyo logo ko sc court me jaaunga ki rat lagakar dara raha hai.tera writ accept hoga bhi .jab selection jaise hona hai wo hoga kyo ungal baji kar raha hai..tere kahne se kuch ni hoga.sarkar jo chah rahi hai wo hoga .

      Delete
  22. ..india me ek hi kanoon hai..aaj orrisa high court ne ye clear kar diya hai k exam ke mamle me before exam jo advertisement hoti hai jiske base per exam hota hai result nikalta hai final selection usi ke adhar per hota hai..exam ke baad isme change nahi kiya ja sakta hai..jaisa k u.p. govt karna chahti hai judicial side me u.p.govt ke aane wale din bahut kharab hone wale hain ..base of exam can only b changed if it is prooved that it is arbitrary,descriminatory or wholly unfair, govt ko base change karne ke liye tet me pass 30% candidates ke khilaf proof lane padenge it means 90000/ candidates ke against proof....jo k asambhav hai..govt ko 50 candidates k against bhi ye karna kathin hai...tet exam was wholly fair and excellent...selection will on its merit ...chalo High Court/Supreme Court..we will win..sure

    ReplyDelete
  23. Fair wair kuch ni hai bas aage aage dekho kya hota .aise hi chalta rshega mere bhai ab to bas mayawati ki hi sarkar aayegi tab bharti maang lena usse maang kya lena kharid lena .jab uske raaj me tgt pgt ke interview ke liye paise chalte the .to aaj uska jamana khatm .ab to bas akhilesh ji ka raaj hai.selection hone do tum log .jo bhi faisla hai use accept karo .nahi to na ghar ke rah jaoge na ghat ke.
    Blog editor ji aapko kya hogaya pahle to aap kahti thi ki govt has right to take their employee on any basis .ab kya ho gaya phr se tet ka raag aalapne lagi .tet + acd best way of selection

    ReplyDelete
  24. jab se tet lagu hui hai tab se har state ka yahi haal hai .na ye tet hoti na sabka ye haal hota .ye banai hi gayi hai paise kamae ke liye isse to acd hi theek thi .aab hc ka jo bhi decision aaye us per bharti hone do .dhandli sabhi exam mai hoti hai chahe 4th grade ka ho ya 1st grade ka

    ReplyDelete
  25. Replies
    1. what happen bimari have u any problem go to hospital

      Delete
  26. cabinet ke faisle ke khilaf kaun si writ padi hai ? aur kisne dali? please reply.

    ReplyDelete
    Replies
    1. kuch nahi yaar ek baar niymawali me sansodhan hone do sari writ dissmiss ho jaege just wait and watch

      Delete
  27. jab tet ka % ya tet merit se bharti karana tha to javed usmani se report kyo mangi gayi.jab tet sudh nahi pai gai to ye nirnay kaise hoga?kya hoga javed usmani ke report ka?agar janch report ko andekha karna tha to janch ke naam par deri kyo ki gai?ye sab puchhe jayege gov.se.

    ReplyDelete
  28. Gustakhi maaf ho,
    mujhe to lagta he ki humare paksh k advocate bhi good perform nhi kar pa rhe he. apne paksh me kai solid point/matter hone k baad b use strongly nhi pesh kar rhe hai.

    ReplyDelete
  29. chalo kam se kam arun tondon ji ne ye kaam to kara hi dia ki gov. ki niyamawali mai TET ko judwa dia.ab yahan se acd+tet ka faisla sayad aayega.to vo double bench aur SC mai challenge hoga tatha bharti aakhir mai TET merit se hi hogi.moh.istyak rampur

    ReplyDelete
  30. dosto isi tarah ke kai example hain jinme court ne poorv vigyapan ko hi aadhar mante hue apna disision dia hai in sab proof ke sath double bench/SC mai writ dayar ki jayegi.ab hamari jeet ka silsila suru ho gaya hai.moh.istyak rampur

    ReplyDelete
  31. Hi frnds i m new on dis blog can u tel me wat would b da procedure of prt

    ReplyDelete
  32. lekin kisi bhi rajya ke tet par janch comdttee ki report nahi mangi gayi thi,hc ya sc jaroor nirnay degi lekin janch report ke anusar ki kisi ka jyada nuksaan na ho,Rtet ki tarh.

    ReplyDelete
  33. yadi gov. ko TET mai dhandhli dikhayi deti hai to ise running court mai proof rakhkar sabit kyon nahi karti.sahi baat to ye hai ki dhandhli TET mai nahi in logo ke dimag mai hai jo ye process change karke karna chahte hain.lekin ab ye eaisa nahi kar payenge total acd ka inka mansooba to fail ho hi gaya hai.jald hi ye tet merit par honge dekh lena.moh.istyak rampur

    ReplyDelete
  34. @ NITIN SAHAB,

    BADE AHSHAN FARAMOSH HAI AAP, AK TO AAPKO MUSKAN JI KA AABHARI HONA CHAHIYE JISKE KARAN HUM AK DUSRE SE INFORMATION SHARE KARTE HAI, AGAR AAPKO NEWS PASAND NAHI HAI TO AAP ISSE BEHTAR TARIKE SE APNI BAAT RAKH SAKTE THE,
    RAHI BAAT SP GOVT KI TO SABSE PAHLE USKE CM NE TET KO RADD KARNE KI BAAT KI THI USKA KYA HUAA KYA .

    ReplyDelete
    Replies
    1. Manoj ji...jab maya ter exam se 4din pehle niyamawali mein sanshodan kar k acadmic se tet k marks k aadhr per bharti karne k liye sansodhan kar sakti hai...Tou S.P sarkar bhi kar sakti hai..sarkar ko koi bhi rokne wala nahi hai or naa hi kisi k bas ki batt hai....Bharti tou hogi hi pakka hogi per only acadmic base per bas tet marks ja kuch % weightage diya jayega...ye hi party ka antim faisla hai

      Delete
  35. NITIN JI,
    SP GOVT APNE FAISLE BADALANE KI LIYE BADNAAM HO CHUKI HAI, APKO SHAYAD YAAD HOGA KI KUCH DIN PAHLE SIRF MERIT KA G.O. AAYA THA AAJ ACD + TET KI BAAT HO RAHI HAI. KAL NA JANE KYA HOGA...............??????????

    ReplyDelete
  36. NITIN JI,

    WAISE APKO 30% KI BAAT KAHA SE PATA CHALI........... YE NEWS PAPER SE........... YA GUPT SUTRO SE.........

    ReplyDelete
  37. 2 hours ago · १५ अगस्त १९४७ में भारत का पानी चमक उठा
    व्यापक विप्लव मुख मुद्रा पर अनल यज्ञ
    सा दमक उठा
    जननी बोली पुत्रों जागों समय गया सब सोने
    में
    रवि दावानल सुलग गया भारत के कोने -कोने में
    कायर जीवन जीवन क्या है लगा भाल पर ले
    रोली
    सैनिक आगे बढ़कर कर दे इस जीवन की तू
    होली
    बंगाल जगा पंजाब उठा ,उठ सैनिक दल ललकार उठे
    भारत के विशुधर काले भर मस्ती में फुफकार
    उठे
    देश वही है ,गौरवशाली जिसमें नाहर बसते हैं
    फांसी पर चढ़ने से पहले एक बार जो हस्ते हों
    आज हो गया देश आजाद देकर खुशहाली हो चले गए
    इस खुशहाली को रखना है कायम
    चाहे फिर से एक बार होना पड़े न्योछावेर
    आओ आज करें एक प्रतिज्ञान
    देश के मान ओउर अभिमान की हम करेंगे
    सुरक्षा १५ आगस्त सैन्तालिश
    को जो तिरंगा लहराया है
    वही तिरंगा लाल किले पर

    ReplyDelete
  38. ye gov ka kuch pata nhi h ye thali ka baigan hai kabhi kuch khti h to fir uske baad bayan se palat jati h aap log dekhna TET ka 100% judega

    ReplyDelete
  39. sp m.l.a se meri bat hui hai vo khrahe the vigyapan nirasat nahi hoga ushame sansodhan kiya jaraha hai
    acd ke satha tet ka 100 PERCEN weighed jodane par kam chal raha hai

    ReplyDelete
  40. Dubey ji aap ka apna kya nazriya hai is poray prakaran pay.

    ReplyDelete
  41. @ NITIN JI ,

    MUSKAAN JI HAME NEWS DETI HAI, TO YAH BEHTAR HAI KI WAH DONO PAKSHO PAR BARABAR DHYAN DE,
    AUR JAHA TAK SARKAR KO ROKNE KI BAAT AATI HAI TO MUJHE KAPIL JI SE BADA KOI UDAHARAN SAMAJH ME NAHI AATA HAI, 8 MAHINE HONE KO HAI AUR BHARTI KA KOI PATA NAHI, AK CHOTE SE POINT KE LIYE JAB ITNA SAMAY LAG SAKTA HAI TO ............................

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kapil ji ne tou pehle hi sarkar k samne ghutne tek rakhe hai...unhone 5/6/12 ki tarikh per faisla sarkar per chorh diya tha..or next date 6/7/12 antim rup k dastaveg court mein pesh karne ko kaha tha..sarkar ne sabhi dastaveg pesh bhi kiye ki bharti ish parkar karayi jayegi.lekin unhone 6jul tak niyamawali mein sansodan nahi kiya ...ish liye court ne next date 26/6/12 tak sansodhan k sarkar ko time de diya hai....sarkar ki12 mein cabinet meeting hai us din sansodhan kar diya jayega or 26 mein sabhi dastaveg pesh kar diye jayenge...

      Delete
  42. MAIN GRAD+BED+TET KO SABSE BEHTAR MANTA HU, LEKIN YAH BHARTI TET MERIT SE HI HOGI, THODA SAMAY LAGEGA.

    ReplyDelete
  43. Dubey ji aap ka apna kya nazriya hai is poray prakaran pay.

    ReplyDelete
  44. tet merit par hi bharti hogi ise ise cm ka baap bhi rok nahi payega aur acd supporter tumhara haseen sapna beet chuka hai bagut jald tum sabko pata chal jayega ki desh ka ek kanoon hai aur koi usse upar nahi hai. khir tum sabko is baat ka shyad jyada gyan nahi hai nahi to is tarah ki baat hi na karte ki gov jo chahe kar sakti hai ise to hidustan mein koi murkh hi kahega. ek baat jan lo ho sakta hai 1 saal lage ya 4 saal lekin ab bharti agar hogi to keval tet merit se. khair tum sabke comment pad kar mujhe bahut taras a raha hai ki jis blog par tumhe tumhari baat kahne ka mouka diya tum use hi gali de rahe ho lekin tum sabko sharam nahi aayegi.aur tet merit supporter fikar not cabinet ka faisala hc mein challange ho chuka hai.

    ReplyDelete
  45. blog se mujhe koi aitaraj nahi
    blog band hone se koi vichar rakhane ka maoka nahi milata
    so de not blame to this blog

    ReplyDelete
  46. b.ped walo ki tarah en acd walo ko bhi jor ka jhatka lagega

    ReplyDelete
    Replies
    1. Jhatka tou beta tumhe lag chuka hai...ye jo bhi tet supporter hai inki umar niklne wali hai or ye baba aajam k jamane k phadhe hue hai tabhi tou inke acadmic mein no..kam hai....acadmic +tet bhi hua tou phir bhi hamari hi jit hai..mere acadmic mein245 n tet mein 67% hai ...or mere kya sabhi acadmic suppoter k aise hi hai...ish liye tum apni digree kamre mein divar per laga lo vo hi acha hai

      Delete
    2. Nitin ji me b apke fav m hun . Mera acd 275% aur tet smthng 68% h.

      Delete
  47. tet merit se bharti nahi ho sakati becaz court ka kam hai samidhan ka palan karana na ki kanoon banana
    knoon banana keval cabnit ka kam hai
    and court usko palan karegi
    aaj tet keval patrata hai

    ReplyDelete
  48. @ bol bachan naam to tera nakali hai hi aur hai b tu 1 no ka gadha tujhe apni baato ka khud hi matlab nahi pata tu saale pakka yadav kuldeep ka najayaj bhai hai lekin tujhe jald hi koi thela aadi lagana chalu kar de kyonki tet mein tere no hai nahi aud acd se bharti honi nahi hai

    ReplyDelete
  49. dear vikram pratap ji samvidhan aur kanoon do alag alag cheeje hain sarkar samvidhan ke antargat hi kanoon bana sakti hai aur court samvidhan ka palan karana sunischit karti hai aur samvidhan ke antargat kanoon ka nirman kiya jata hai. khair jis blog ke jis post par hum comment likh rahe hain yani odisa highcourt ka decision iska praman hai ki rajya sarkar ke galat nirnay ko court ne palat diya hai yadi up sarkar b apna haal yahi karana chahta hai to usko sabak milega

    ReplyDelete
  50. Adhyapkon ki bharti niyamavali me hone vale sansodhan ko diya gaya antim rup.....SORCE-HINDUSTAN

    where is link ajit ji.

    ReplyDelete
  51. vikram sahab aap khud hi confuse ho ek baat par to raho kabhi khte ho tet 80% kabhi 100% or kabhi khte ho acd par hogi yar aap khna kya chahte ho ya bus bhram paida krna hi apka uddeshya h

    ReplyDelete
  52. where is given this news pls publish link....

    ReplyDelete
  53. Pata nahi is tet k chakar hum sab kab tak piste rahenge....

    ReplyDelete
  54. @ NITIN JI,

    SORRY FIR BHI KAPIL NI 6 MAHINE TAK TO CASE KO LATKAYA WO BHI BADE HI MAMULI POINT PAR, TAB TO IN TET WALO KE PAAS TO BAHUT HI MAJBOOT AADHAR HAI, AUR YAHA TAK KI GOVT NE TET KO CANCEL NA KARKE TET KI MERIT KO AUR BHI MAJBOOTI PRADAN KI HAI...... MERA APNA PERSONAL MANANA HAI KI KAPIL KE CASE KO LATKANE KI WAJAH SE TET MERIT AUR BHI MAJBOOT HUI HAI..

    ReplyDelete
  55. Ab 27 ko decision aa jayge mughe to bada muskil lagata...

    ReplyDelete
  56. muskan ji please aap in logo ki baaton me mat aaiye.aap jo hame news deti hai wo hamaara sabse bada sahaara hai.27 august ko.jeet hamaari hi hogi aisa drin vishwaas hai.bhaiyo hamaare saamne jo samasya hai uska saamna kaayro ki tarah nahi balki VEER YODHA ki tarah karo.Jay Shri Raam Jay Bajrangbali.

    ReplyDelete
  57. Majboot hui h to jaldi se bharti karvao na...

    ReplyDelete
  58. SONA JI,

    SARKAR CHAHEGI TO 2 MAHINE ME SAB KO JOB MILEGI NAHI TO ABHI AUR SAMAY LAGEGA...... AUR SONA JI JAB IS PRADESH ME CM KI NAHI CHALTI TO MERI KOUN PUCHEGA..... AGAR CM KI CHALTI TO SAB KO 31/12/11 TAK JOB MIL CHUKI HOTI.......

    ReplyDelete
  59. kuch nahi ye sarkar or ye judge arun tandan hum sabka pagal bana raha h pata nahi kya hoga is desh ka....

    ReplyDelete
  60. sandip ji
    odisa court mai tet holdar ne sarkar ke against apeal ke thi
    tet holder ke paksh mai niranay nahi aaya becaz
    sarkar purane vigyapan ka support kar rahi thi and aakhirkar antim niranay gov ke pksh mai gya usi prakr up mai niranay gov ke paksh mai aayega

    ReplyDelete
  61. sandip ji
    odisa court mai tet holdar ne sarkar ke against apeal ke thi
    tet holder ke paksh mai niranay nahi aaya becaz
    sarkar purane vigyapan ka support kar rahi thi and aakhirkar antim niranay gov ke pksh mai gya usi prakr up mai niranay gov ke paksh mai aayega

    ReplyDelete
  62. up me teachers ki itni bhari kami hone k bad bhi or eligible candidates hone k bavjood bhi ye halat h ki ek akele kapil ne pure process ko rukva rakha h or 2 lakh se bhi jyada log chupchap dekh rahe h...

    ReplyDelete
  63. hindustan ki news ka link kaha h jisme nimavali k sanshodhan ki bat ki gai h manoj ji..

    ReplyDelete
  64. VIKRAM JI,

    COURT KE AADESH KI BHAWANAO KO SAMJHAIYE, KISKE AGAINST ME YA KISKE PAKSH ME HAI YE NAHI...... RUNNING PROCESS KO CHANGE NAHI KIYA JANA CHAHIYE YE COURT KA DECISION HAI.

    AUR YE DECISION SARKAR KE ADVT CHANGE KARNE KE AGAINST ME AAYA HAI.. SARKAR AGAR PICHALE ADVT KE PAKSH ME HOTI TO WAH NAYA ADVT KYO NIKALATI????

    ReplyDelete
  65. Manoj ji bsp sarkar ne exam ke 4 day pahale tet ko hi selection base bana diya tab kya process stop thi running nahi thi
    becoz hamlogo ne aavedan to ptrata ke liye dale the tet base ke liye nahi
    so do not learn of emotional lesson
    manoj
    and rahi bato odisa ke to vahan tet holder ka paksh gov se weak tha

    ReplyDelete
  66. vikram ji main aapko case exlplain karke bata de raha hu matter yah hai ki odisa sarkar ne jab teacher bharti ka exam karaya tha to tet qualify hone ki shart nahi rakhi thi lekin bharti prakriya ke beech mein kahne lagi ki tet qualify hona aniwarya hai eske kilaaf appeal mein court ne faisla diya ki sarkar bharti prakriya ke beech mein niymon mein sansodhan nahi kar sakti rule bharti prakriya sure hone ke pahale decide kiya ja chuka hai aur beech mein badla nahi ja sakti aur yahi baat up sarkar par bhi lagoo hogi prakriya ke beech mein niyam badle nahi ja sakte. Thanku

    ReplyDelete
  67. Jo ye jah rahe hai ki acd walo ke tet me marks aache ni hai .to mere vakeel bhai jo faisla judge ja hai wo tu hi suna deta hai aur court me latkane ki dhamki deta hai.to vakeel sale.mai mayank singh pratapgarh ka hu tet me 108 hai phr bhi mai tet +acd ka support karta hu.aur tune kah diya bharti tet se hogi to ho gaye samajh ghanta hilata rah jayega tu sc ka aur sabhi ka selection ho jayega.

    ReplyDelete
    Replies
    1. I m also sc candidate 109in tet and 140 score in acadmic ..but support acadmic+tet ..vese mayank ji aapke score kya hai acadmic mein

      Delete
    2. Sorry friend i am no sc candidate .i am general candidate .and i have done cbse board mere 10+12+15+b.ed milakar 290 hai.sc se mera supreme court tha bhai ji.aapko pata hai bhai ji yaha pratapgarh ke baniye nera dost hai uske sale ke 125 hai aur wo sala kisi layak ni hau mere se to form bhraya tha usne paise wala hai isliye kah rah hu kuch to gadbad tha usme .isliye bhai sabko nyay mile islye mai acd+tet support karta hu .yaha tak weightage bhi tet ka jyada diya jaye uske bhi suppoet me hu par ye kahne selectio ony tet base wo to galat hai na.

      Delete
  68. Manoj ji sayad aapne ak kahwat suni hogi...jiska danda ushi ki bhesh..ish parkar jiski sarkar uske hi niyam....or kisi bhi halath mein sarkar purane vigyapan per bharti nahi hone degi.kyonki sari bharti ka sray maya sarkar ko chala jayenga..or s.p kabhi aisa hone nahi degi..maya k kisi bhi kamm ko nahi hone degi..

    ReplyDelete
  69. agar aise baat hai to highschool ka exam dete waqt bhi to nahi pata tha ki iska no merit mein joda jayega phir kis base par aap tet exam ka form bharne se pahle pata na home ka excuse le sakte hain kam se kam aapko tet exam dene se pahle pata to tha ki iska no se merit banegi lekin highschool ka na form submit karne par aur na hi exam dene ke samay bataya gaya thi ki iska no teacher bharti mein joda jayega lekin tet exam dete samay to aapko pata tha phir b jinki porformence kharab rahi kya woh janboojh kar no nahi paye yeh sare kutark hain aur inse case ya uski majbooti par koi phark nahi padta. aur kam se ncte ki niymawali mein likha to hai ki tet ko wietage diya jaye lekin usme hg aur inter ka to jikra b nahi hai phir kis baat par highschool aur inter aadi ke no jodne ki baat ki ja rahi hai. only tet merit is accepted..........

    ReplyDelete
  70. @ VIKRAM JI,
    SANDEEP JI NE APKO PURA CASE BATA DIYA, AUR SHAYAD 4 DIN PAHLE WALE MATTER PAR COURT KA DECISION AA CHUKA HAI.

    ReplyDelete
  71. Shashank bhai maine ek din dekga tha aap blog pe aaye the .mai aapko janta hu aap pratapgarh city ke ho na aap tet wale din mile the mai bhi wahi ka hu wahi patti tahsheel wala village .aapne comment kyo band kar diya agar aap mujhe padh rahe hai to reply jarror karna bhai ji.ha wahil daulat husain alahabad collge ke centre me mile the.

    ReplyDelete
  72. manoj
    4 day wala koi case file nahi hu hai abhi tak rahi bat s.c. to aapako ye subh avsar gov jaroor degi

    ReplyDelete
  73. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  74. sandeep
    agar highschool ko bech mai selection koi gov banaigi to uska bhi tet jaisa hal hoga

    ReplyDelete
  75. dear mayank, achhe bache gussa nahi hote. tameej ki kameej se bahar mat aao janto hi ho ki bina kapde ke aadmi ko kya kahte hain. baccha aage tumhari marji aur tum 108 no bahut garv se bata rahe ho vaise aise paper mein 108 no ko bahut hi kharab performence manta hoon padte rahooge to ho sakta kahin aur noukari lag jaye nahi to tumhar allah hi malik hai

    ReplyDelete
  76. mayank beta gussa nahi hote thoda common sense lagate hain. lekin tumhare pass.....................

    ReplyDelete
  77. sorry bacchan ji main aapke star tak nahi gir sakta isliye main aapki kisi baat ka jawab nahi doonga lekin ek baat to tay hai ki tu ghar par bhi apne baap ko gali dekar hi bulata hoga kyounki jab blog par tu apne baap ko aise bula sakta hai khar pata nahi tera asli baap hai b ki nahi blog par to najayaj baap ke sirname use kar raha hai

    ReplyDelete
  78. Beta ji meri chinta chod do mai to yaha delhi contract base pe laga hu pgt physics pe aapni to sahi chal rahi hai tu aapna dekh no tere khud ke ti hai ni pata ni kiske madhyam se tune badhwaya hai.marks to kam hai uski majboori ye hai ki wo mediator jise paisa dena hota hai wahi na mil paya.jab mere ctet me 109 hai to ye tuchha sa paper kya hai itni dhandhli ho gsye papwr se pahle hi pata chala paper leak man to oahle hi khrab ho gaya paper kya ghanta deta.

    ReplyDelete
  79. beta sujeet ladke hamesha baap ko sorry bolte hai so maene tujhe maaf kar diya lekin tu apni ma se ja kar pooch tu wakai kisi dalit ki najaez aulad hai kiu ki tu mera to ho hi nahi sakta

    ReplyDelete
  80. aur abe donkey sujeet agar tu itna hi intelligent hota to bed ke baad tgt pgt karta prt ke liye bheek na mangta govtb se

    ReplyDelete
  81. academic se sc art male ki marit kahan tak aa sakti hai. plz tell me anyone

    ReplyDelete
  82. inderjeet ji aapka aanklan 100% wrong he.

    ReplyDelete

  83. Please blog par jatigat tippaniyan na karen , Aur apnee pade likhe hone ka parichay den.

    Bhrtee chahe jis rule se ho, ham aur aap log sirf information share kar sakte hain.

    Recruitment matter is handle by Government (Central - NCTE, RTE Act, State - Govern by its rules, And for constitutional protection of rights - High Court , Supreme Court is there)

    So don't fight.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Blog editor ji aap sach sach batao ki kya agar govt kuch sansodhan karti hai to prakriya start ho gi .aur aap ko kya lagt hai 2015 tak bharti ho jayegi ya next uptet2012 ke according ho hogi bharti.gnt

      Delete
  84. Kisi bhi RESPECTED person ke bahkawe me na aaye. Aap log teacher banne ja rahe hai aur kisi dusre ki bato me aakar aap log aapas me matbhed kar rahe hai jo ki good bat nahi
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.

    ReplyDelete
  85. Kisi bhi RESPECTED person ke bahkawe me na aaye. Aap log teacher banne ja rahe hai aur kisi dusre ki bato me aakar aap log aapas me matbhed kar rahe hai jo ki good bat nahi
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.

    ReplyDelete
  86. aj ke hindustan edition lucknow me hai ki tet 2012 par faisla 10 day mein aur usse pahle 2011 ki tet process me chenge hoga.

    ReplyDelete
  87. aj ke hindustan edition lucknow me hai ki tet 2012 par faisla 10 day mein aur usse pahle 2011 ki tet process me chenge hoga.

    ReplyDelete
  88. aj ke hindustan edition lucknow me hai ki tet 2012 par faisla 10 day mein aur usse pahle 2011 ki tet process me chenge hoga.

    ReplyDelete
  89. MAYANK,SUJEET-SANDEEP AUR BOL-BACCHAN KE COMMENTS DEKHKAR AISA LAGTA HAI I IN LOGO NE PAHLE DIN HI gangs of wasseypur-2 BHI DEKH LI HAI.

    A request-
    Some people refer this BLOG for reliable and substantive INFORMATION. So PLEASE PLEASE PLEASSE don't post such ridiculous comments.

    Yah Kam Hanuman Ji Properly Karte Rahte Hai, so don't subro gate his shoes.

    ReplyDelete
  90. Muskan ji aap ko orrisa highcourt ka verdict arbitrary nahi lagte ki pahle purane adv. par recruitment poora karo aur baad me tet exam ki vyawastha karo. Jab ye vigapan july 2010 ke bad ka hai to without tet kaise recuitment ho sakti hai bhale hi state ne adv. me tet ka jikra n karke galti ki ho.

    ReplyDelete
  91. Lijiye HANUMAN JI ka naam liya aur vo avtrit bhi ho gaye.
    "JAI SRI RAM"

    ReplyDelete
  92. 2 MUKESH-
    Yes obviously Oddisha H.C. ka verdict na keval arbitrary balki RTE-2006 ke khilaf bhi hai.

    ReplyDelete
  93. Mere payare dosto

    aap log aapas me mat lade.
    jo bhi nirnay court & govt ka aaye use sabko swekar karna chahiye.
    aap log kisi ke bhkawe me mat jaye wah person hum logo ka bhala nahi chahta hai. ek nara BHARTI SURU HO BASE KUCH BHEE HO. JAI SRI RAM

    ReplyDelete
  94. Ji hanuman ji bharti shuru ho base kuch bhi par kuch judge hai is blog pe ji hc ka faisla aane se pahle hi ligo ko bahka raha hai.

    Jai sri ram

    ReplyDelete
  95. Shashank bhai mai delhi me hu ssa ke through jo vacancy nikli thi msi yaha kidwai nagar hu kiraye pe .aap bhi guest teacher hai waha please reply.kis school me hai aap .mujhe kuch kam tha aapse .please reply

    ReplyDelete
  96. Kisi bhi RESPECTED person ke bahkawe me na aaye. Aap log teacher banne ja rahe hai aur kisi dusre ki bato me aakar aap log aapas me matbhed kar rahe hai jo ki good bat nahi

    ReplyDelete
  97. Ok dosto bhagwan sabki manokamna puri kare .jo jo chahe use wo mil jaye jai hind jai bharat .jai sri ram .gnt to all

    ReplyDelete
  98. Only one NARA


    """BASE KUCH BHI HO BUS BHARTI SURU HO""""

    >>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>> BE WARE OF RESPECTED PEOPLE JAI SRI RAM

    ReplyDelete
  99. kash hanuman ji ke sabhi bhakt hote to tet+acd par selection ho jata
    bolo hanuman ji ki jay.

    ReplyDelete
  100. frnds mere 231 acd. me hai aur mai male o.b.c. science me hu. plz batae kya chance h? plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
    bhot tensn h

    ReplyDelete
  101. frnds mere 231 acd. me hai aur mai male o.b.c. science me hu. plz batae kya chance h? plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
    bhot tensn h

    ReplyDelete
  102. frnds mere 231 acd. me hai aur mai male o.b.c. science me hu. plz batae kya chance h? plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
    bhot tensn h

    ReplyDelete
  103. As the Orisa high court has passed right verdict in case of recruitment of Shiksha Sahayaks, similar comment was given by Allahabad high court while hearing the petition regarding recruitment of primary teachers in UP on the basis of UPtet2011-as it’s not fair to change the rules of game once game has already started, this was an indication to the state Govt to accept and continue with the teachers selection process, which was set by earlier govt , but the story seems to be bit different in Uttar Pradesh. Present govt is determined to change the teacher's recruitment process. In the recent cabinet meeting govt has already decided to cancel the present recruitment process, irrespective of the decision of the Allahabad high court. It's ironic that the govt which was to defend the teacher’s selection process in the high court against the writ filed by someone, now itself wants to cancel the process. reasons may be anything but this may further escalate the situation in teachers recruitment because the honestly passed high TET merit candidates would not accept this change. The would be force to move to HC/SC in want of Justice. Govt should have taken a wise decision by continuing the present recruitment process as it is for72825 vacancies on TET merit basis and by changing the rule for 80000 vacancies on acd basis. this could have satisfied both the sections of aspirants TET as well as Acd lovers, and could have fetch UP govt a wide range of popularity.
    -Arvind Kumar Sharma

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।