/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, August 21, 2012

Reservation in Promotion


पदोन्नति में आरक्षण (Reservation in Promotion )

पदोन्नति में आरक्षण क्या देश हित में है |

आज एन डी टी वी न्यूज़ चेनल पर डिबेट देखी , उसमें ये टोपिक भी उठा कि किसी एक जाती के खिलाफ अधिकारी वर्ग कई बार ए सी आर अच्छी नहीं  लिखता और वे लोग प्रमोशन का लाभ नहीं ले पाते |
अगर ऐसा है  तो इसका सही हल ढूँढो जिससे ऐसे अधिकारी अपनी मनमानी नहीं कर पायें |
मल्टी लेवल परीक्षाएं आयोजित की जा सकती हैं , ग्राहकों से काम के निष्पादन का फीड बेक लिया जा सकता है , और सेल्फ अप्रेसल रिपोर्ट के मार्क्स बाहरी कमेटी द्वारा  दीए जा सकते हैं |
अगर इंटरविउ / ए सी आर पर से भरोसा उठ चुका हो तो डिपार्टमेंट के बहार के लोगों की कमेटी बना कर इंटरविउ कराया जा सकता है |
क्या ए सी आर उत्पीडन का प्रभाव जनरल वर्ग पर नहीं पड़ता |

जब कोई व्यक्ति आरक्षण का लाभ उठा कर सरकारी सेवा में आ जाता है तब लगभग आरक्षण का उद्देश्य तो वहीँ पूरा हो जाता है |
क्योकि अब वह समकक्ष कर्मचारियों की बराबरी पर है , सामान अवसर हैं , साधन सम्पन्नता में भी बराबरी पर है |
वास्तव में आरक्षण का हक़दार कमजोर वर्ग है , इस कमजोर वर्ग में भी काफी लोग आगे आ चुके  ( आरक्षण आदि का लाभ लेकर ) और अगर ये आगे आये लोग दोबारा आरक्षण का फायदा लेते हैं तो 
इन कमजोर वर्गों में जो पीछे रह गए हैं उनको न्याय नहीं मिल पायेगा |

आरक्षण जरूर होना चाहिए पर सही रूप में होना चाहिए , जिससे देश के सभी  नागरिकों का उत्त्थान हो सके 
गरीब सवर्ण व्यक्ति को भी उचित अवसर मिलना चाहिए , जिससे साधन आभाव में वह हताश न हो और देश की तरक्की में अपना योगदान दे सके |
अगर कोई गरीब सवर्ण व्यक्ति - कंप्यूटर , अच्छी शिक्षा आदि अपने बच्चों का न दे पाए तो उस बच्चे के क्या दोष ?

देश में भ्रष्टाचार , आबादी को नियंत्रित किया जाना बेहद जरूरी है |

आरक्षण इस तरह से दिया जाये कि - व्यक्ति कि क्षमता का विकास हो और वह खुद ही अपने दम पर आगे उठ सके 



क्या आरक्षित वर्ग के आई ए एस / पी सी एस अधिकारी अपनी जाती के किसी गरीब महिला / पुरुष से विवाह सम्बन्ध करते हैं |
वे लोग भी अपने बराबरी के धन संपत्ति / नोकरी वालों से ही रिश्ते जोड़ते हैं , जिससे असमानता की खाई कम होने की जगह बढती है और जो साधन संपन्न हो जाता है वह और आगे बढता चले जाता है |
जातिओं के अन्दर भी उप जातियां बनी हुई हैं और वे उप जातियां भी अपने समाज/उप जाती के भीतर ही विवाह सम्बन्ध बनाते हैं
अगर आरक्षण जाती के आधार पर भी देना हो तो उस जाती के बी .पी .एल परिवार को एक निश्चित सपोर्ट लेवल (पोसिटिव एफर्मेशन) की तर्ज पर दिया जाना चाहिए जिससे सभी देश के नागरिक
एक बराबरी के प्लेटफोर्म पर आ सकें |



अगर सभी देश वासी सिर्फ चुनावी राजनीती से ऊपर उठ कर सोचें तो देश, इस  अंतरराष्ट्रिय प्रतिस्पर्धा में  कहाँ से कहाँ पहुँच सकता हैं |

आप लोग अपने सुझाव कमेन्ट के माध्यम से  दे सकते हैं 

43 comments:

  1. Arakshan hona chaiye.phle ki prkriya bahal ho fir se. Jay hind.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Krisna ji lagta hai ap ek bar arkshan ka labh le kar dubara labh kamane ke chakkar me apane hi pichare bgaiyo ka hak marna chahte hai.ath ap tark heen bat mat kiya karen.

      Delete
    2. Krisna ji aisi tarkheen bate mat kiya karo

      Delete
  2. Kya SC/ST mein jo IAS / PCS adhkaree ban gaya, vo apnee hee jati ke kisee gareeb se vivah sambandh karte hai, Mene dekha vhe apnee barabree kee dhan sampatti valon se hee rista banate hain. Aur asmanata badtee jatee hai. Sabse sahee baat hai BPL aadi ko garebi ke aadi par aarakshan mile, warna Aarakshan kee koee jaroorat nahin.

    Agar Aarakshan deeya hee jaana hai Jati ko aadhaar banakar , tab in Jation se BPL logo ko hee chunna chahiye. Par jo neeti banate hain ve sirf apnaa hee sochte hain.

    ReplyDelete
  3. Me khud obc me aata hoon par aar. nahi hona chahiye.

    ReplyDelete
  4. Me khud obc me aata hoon par aar. nahi hona chahiye.

    ReplyDelete
  5. main khud obc me aata hoon qar aar. nahi hona chahiye

    ReplyDelete
  6. muskan acha sochti hun plz all tet pass walo ke lia bhi socho

    ReplyDelete
  7. It is the courage who fights on the borders not reservation,it is courage n stamina for what personal bodyguards r chosen not reservation.why i.a.s. Is called no1 class service?

    ReplyDelete
  8. SC/ST Aarakshan bahal hona chahiye KIYONKI AaRAKSHAN BAGER YE GARIB LOG AGE NAHI BADH PAYENGE .

    ReplyDelete
  9. hamare hisab se Aarakshan kisi vishes jati ke hisab se na karke pratyek jati ko dena chahiye. esake liye pratyek jati me gribi rekha ko ek saman nirdharit karate hue Aarakshan dena chahiye. Yadi sc/st me hi dekh le ek se ek bade bade log hai yadi Aarakshan ke adhar par uanake bachho ke liye scholarseep uatani hi di jayegi jitani ki uanake cast ke any bachho ko. kya yah sahi hai? Kadapi nahi. ese Sarkar ko thoda alag dangh se yani rajiti se hatkar sochana padega. tabhi sahi mayane me Aarakshan ka labh sahi logo ko mil payega. Garib har jati me hote hai.

    ReplyDelete
  10. Aj jati vywstha ke karan hee arkshan hai.arkshan ke karn hee Hinduo kee akta smapt ho chuki hai.sangthit na hone ke karn thode bhay se hee playan kar rahe hain, chahe vh pakistan ho chahe apna bhart.aj desh 16ve shtabdee me phuch gya hain.isliye arkshan nahee jati byvstha khatm kro arkshan kee jarurat hee nahee pdegee.

    ReplyDelete
  11. Aj jati vywstha ke karan hee arkshan hai.arkshan ke karn hee Hinduo kee akta smapt ho chuki hai.sangthit na hone ke karn thode bhay se hee playan kar rahe hain, chahe vh pakistan ho chahe apna bhart.aj desh 16ve shtabdee me phuch gya hain.isliye arkshan nahee jati byvstha khatm kro arkshan kee jarurat hee nahee pdegee.

    ReplyDelete
  12. Sidhi bat h koi bi high cast wala ni chahega ki arakshan lagu ho.or koi bhi low cast wala ni chaega ki arkshan khatm ho.thanks jay hind.

    ReplyDelete
  13. Ab sarkar ki manmani nhi chalegi.bar-bar date p date ab hume date ni hamara huk chaiye.27 ko hume nyay chaiye na ki fir ek or date.jay hind.

    ReplyDelete
  14. JATIGAT AARAKSHHAN EK DAM GALAT HAI YE SAMANTA KI BHAWNA K KHILAF HAI EK DIN YE DESH KO DOBARA BATWARE KI RAH PAR LE JAYEGA.

    ReplyDelete
  15. Jo log aarakshan ki vakalat kar rahe hai we garibi ko nahi dekh rahe hai balki we vote ko dekh rahe hai. Jab ek baar aarakshan dekar unhe barabar ka darza mil gaya to fir aarakshan dene ka koi matlab hi nahi hai. Aarakshan to sc/st ko diya ja raha haina ki garibo ko nahi. Kya gen. me garib nahi hai. Mai gen hu lekin aarakshan ke karan mera selection nahi ho paya and aaj mai mumbai me 6000 ki naukari kar raha hu. Saari padhai likai bekar. Then finali agar pramotion me aarakshan diya gaya to hum juloos nikalenge and dharne denge like as Gurjar.

    ReplyDelete
  16. Basis of providing reservasion was 2 upliftment of socially & economically backward class which has nothing 2 do with any particular CASTE.A person may B backward of any CASTE.Therefore reservation policy in itself is not bad but inveitable.But to whom it should be given is matter of scrutiny.

    ReplyDelete
  17. Isliye in arashkar walo doctor ko koi dikhata nahi hai

    ReplyDelete
  18. arakshan nahi desh ke bpl card holder ko hatane ki jarurat hai.

    desh ka dhan desh mein rahe tab desh aage bad sakta hai.

    hum log kai deshon ke pet pal rahe hai .

    kul utpadan ka 33% sahi store na hone ke karan sad jayega.

    milk (dugdh) utpadan ka 65 % milk powder bana kar export kiya jata.
    kya hamare desh mein bacche nahi hai.

    chaina phone , electronic devices ,plastic matter se hamre desh ka paisa chos raha hai.

    ReplyDelete
  19. KUCH LOLO KO CHODKAR SC/ST AAJ BHI GARIBI JHEL RAHE HAI, PURANE SAMAY SE HI SC/ST KA APMAN KIYA JA RAHA HAI YADI UNHE AAJ KOI CHOT DI JA RAHI HAI TO LOGO KA DIL DUKH RAHA HAI
    JO GENRAL HAI OBC HAI SARE KE SARE JO YAH MANTE HAI KI SC/ST AB HAMARE BARABAR AA GAYE HAI TO APNI LADKIYO KI SHADI SC/ST SE KARNA SHURU KAR DO ...YA UNKE MOOT MAI DOOB MARO

    ReplyDelete
  20. pahle sc/st ko sadak par chalna ben tha , padhna ben tha , yadi kisi dalit ne kisi savarn ko touch kar diya to havan karya jata tha ganga jal dala jata tha
    sare sc/st ko ek sath kyo nahi ganga snan kara dete fir to sabhi pavita ho jayenge fir antarjati vivah karne mai koi aapti nahi hono chahiye...
    aap logo ko bada dukh hai ki kuch sc/st job pa jate hai amare ladke rah jate hai
    mana ab har caste mai jarib hai par unko socho jo sadiyo se garib the aur hai yadi yahi rajneeti rahi to unko aur garib bana diya jayega

    ReplyDelete
  21. aarkshan ki wajah se he yha k minister foreign ja k treatment karwate hain cos aarkshan ka benifit le k non deserving log b doctor ban jate hain.india ka kuch ni ho sakta :(

    ReplyDelete
  22. भारत में जातियां तो थीं पर छुआ- छूत नहीं. स्वयं अंग्रेजों के द्वारा दिए आंकड़े इसके प्रमाण हैं.

    भारत को कमज़ोर बनाने की अनेक चालें चलने वाले अंग्रेजों ने आंकड़े जुटाने और हमारी कमजोरी व विशेषताओं को जानने के लिए सर्वे करवाए थे. उन सर्वेक्ष

    णों के तथ्यों और आज के झूठे इतिहास के कथनों में ज़मीन आस्मान का अंतर है.

    सन १८२० में एडम स्मिथ नामक अँगरेज़ ने एक सर्वेक्षण किया. एक सर्वेक्षण टी. बी. मैकाले ने १८३५ करवाया था. इन सर्वेक्षणों से ज्ञात और अनेक तथ्यों के इलावा ये पता चलता है कि तबतक भारत में अस्पृश्यता नाम की बीमारी नहीं थी.
    यह सर्वे बतलाता है कि—

    # तब भारत के विद्यालयों में औसतन २६% ऊंची जातियों के विद्यार्थी पढ़ते थे तथा ६४% छोटी जातियों के छात्र थे.

    # १००० शिक्षकों में २०० द्विज / ब्राह्मण और शेष डोम जाती तक के शिक्षक थे. स्वर्ण कहलाने वाली जातियों के छात्र भी उनसे बिना किसी भेद-भाव के पढ़ते थे.

    # मद्रास प्रेजीडेन्सी में तब १५०० ( ये भी अविश्वसनीय है न ) मेडिकल कालेज थे जिनमें एम्.एस. डिग्री के बराबर शिक्षा दी जाती थी. ( आज सारे भारत में इतने मेडिकल कालेज नहीं होंगे.)

    # दक्षिण भारत में २२०० ( कमाल है! ) इंजीनियरिंग कालेज थे जिनमें एम्.ई. स्तर की शीशा दी जाती थी.

    # मेडिकल कालेजों के अधिकांश सर्जन नाई जाती के थे और इंजीनियरिंग कालेज के अधिकाँश आचार्य पेरियार जाती के थे. स्मरणीय है कि आज छोटी जाती के समझे जाने वाले इन पेरियार वास्तुकारों ने ही मदुरई आदि दक्षिण भारत के अद्भुत वास्तु वाले मंदिर बनाए हैं.

    # तब के मद्रास के जिला कलेक्टर ए.ओ.ह्युम ( जी हाँ, वही कांग्रेस संस्थापक) ने लिखित आदेश निकालकर पेरियार वास्तुकारों पर रोक लगा दी थी कि वे मंदिर निर्माण नहीं कर सकते. इस आदेश को कानून बना दिया था.

    # ये नाई सर्जन या वैद्य कितने योग्य थे इसका अनुमान एक घटना से हो जाता है. सन १७८१ में कर्नल कूट ने हैदर अली पर आक्रमण किया और उससे हार गया . हैदर अली ने कर्नल कूट को मारने के बजाय उसकी नाक काट कर उसे भगा दिया. भागते, भटकते कूट बेलगाँव नामक स्थान पर पहुंचा तो एक नाई सर्जन को उसपर दया आगई. उसने कूट की नई नाक कुछ ही दिनों में बनादी. हैरान हुआ कर्नल कूट ब्रिटिश पार्लियामेंट में गया और उसने सबने अपनी नाक दिखा कर बताया कि मेरी कटी नाक किस प्रकार एक भारतीय सर्जन ने बनाई है. नाक कटने का कोई निशान तक नहीं बचा था. उस समय तक दुनिया को प्लास्टिक सर्जरी की कोई जानकारी नहीं थी. तब इंग्लॅण्ड के चकित्सक उसी भारतीय सर्जन के पास आये और उससे शल्य चिकित्सा, प्लास्टिक सर्जरी सीखी. उसके बाद उन अंग्रेजों के द्वारा यूरोप में यह प्लास्टिक सर्जरी पहुंची.

    ### अब ज़रा सोचें कि भारत में आज से केवल १७५ साल पहले तक तो कोई जातिवाद याने छुआ-छूत नहीं थी. कार्य विभाजन, कला-कौशल की वृद्धी, समृद्धी के लिए जातियां तो ज़रूर थीं पर जातियों के नाम पर ये घृणा, विद्वेष, अमानवीय व्यवहार नहीं था. फिर ये कुरीति कब और किसके द्वारा और क्यों प्रचलित कीगई ? हज़ारों साल में जो नहीं था वह कैसे होगया? अपने देश-समाज की रक्षा व सम्मान के लिए इस पर खोज, शोध करने की ज़रूरत है. यह अमानवीय व्यवहार बंद होना ही चाहिए और इसे प्रचलित करने वालों के चेहरों से नकाब हमें हटनी चाहिए. साथ ही बंद होना चाहिए ये भारत को चुन-चुन कर लांछित करने के, हीनता बोध जगाने के सुनियोजित प्रयास. हमें अपनी कमियों के साथ-साथ गुणों का भी तो स्मरण करते रहना चाहिए जिससे समाज हीन ग्रंथी का शिकार न बन जाये. यही तो करना चाह रहे हैं हमारे चहने वाले, हमें कजोर बनाने वाले. उनकी चाल सफ़ल करने में‚ सहयोग करना है या उन्हें विफ़ल बनाना है? ये ध्यान रहे!

    ReplyDelete
  23. Ek aur baat main share karna chahta hoon, Aaj tak hum log wahi history padhte aa rahe hain jaisa ki Angrejon ne chaha.

    Kuchh tathya niman hain:-

    1. Sabse pehle angrejo ne hamin ye dikhane ki koshish ki hum bhi yahan ke mool niwasi na hoka
    r bahar se aaye hain. Aur ise proof karne ke liye AARYON ke bahri hone aur bahar se aane ki baat kahi gayee. AARYON evam DRAVINS ki baat kahi gayee.

    2. Par Human Genome ko Scientific roop se check karne ke baad maloom padha hai ki Samast Indians(Aaryans & Dravins) ka Human Genome ek hi hai.

    4. Ye baaten sirf humen baantane ke liye kahi gayee.

    5. Isi tarah Chhuwachhot, Unequality wagairah ki baat ko Angrejo dwara hi badhaya-chadhaya gaya.

    ReplyDelete
  24. main gen. mein aata hu

    sc/st reservation / reservation in promotion ke awsyaktaon ya anuupyuktta ka aadhar sc/st ki position dekh kar laga sakte hai.

    DATA HIGHLIGHTS: THE SCHEDULED CASTES
    Census of India 2001

    ---------
    Levels of Education --

    Literate
    without
    educational
    level 4.6 %

    ----
    Below
    primary 33.4 %

    ----

    Primary 27.1 %

    ----

    Middle 18.5 %

    ----
    Matric/Secondary/
    Higher
    Secondary/
    Intermediate etc. 13.3 %

    ----
    Technical
    & Nontechnical
    diploma
    etc. 0.1%

    --------------------------------
    Graduate
    and
    above 3.0 %
    ------------------------------

    ye data Census of India 2001 ka hai . ab tak unki position mein kya sudhar hua hoga 3.0 se 10% ya 20% ki sthiti sudhri hogi.

    ias class 1 ki naukari sirf saakh,rutbe,position mein hai agar sabhi ias oficcers 1 class hote to desh aaj 1 class hota.

    ReplyDelete
  25. @john.alag- Tumko sawarn ladkiyo se saadi karne ka bahut sauk hai.... Kisi tathyhin bat ko kahne se pahle socha karo.
    1. Kya tum apne se bahut gareeb pariwar me apni saadi karoge... Kabhi nahi.
    2. Kya koi bahut hi ameer sc (like as IAS) apni ladki ki saadi tumse karega ..... Kabhi nahi.
    To jab same cast me aisa ho raha hai to other cast me kyu....
    3. Ek IAS ladka/ladki dusri IAS ladka/ladki se aaram se saadi kar leta hai bhale wo sc/st kyu na ho. Iske bahut saare pramad hai.
    So please tarkheen baat na kiya karo.

    ReplyDelete

  26. census 2001 ke anusar doctor ya professional couse karne walon ki sankhya 0.1 % thi.

    man lo aab .5 % ya 1% ho gayi hogi agar 50% bhi ho tab bhi jin ministers ko treatment ki jarurat ho other non reservation prapt doctors ke pass ja sakte hai . sabhi reservation se nahi aate hai jo videsh bhag jaya jai.

    maine dekha hai villages mein jahan se building suru hue wahan ham log aur jahan chappar ,ghopdi wahan gareeb sc.

    dekhna hai to gaon mein jaa kar dekho.

    ReplyDelete
  27. Arakshan hona hi chahiy kyo ki abhi- bhi ase sc/st log h jo samaj me bahiskrit kiy ja rahe h......

    ReplyDelete
  28. blog editor ji,good evening
    sab logo ko is blog par kyo ladaya ja raha hai.aap reservation k pechhe hath dhokar kyopadi hai.sarkari sector to keval20% hi hai.baki 80%par privete sector ka raj hai.jaha kisi prakar ka koi reservayion nahi hai.aap privete sector me arthik aadhar par reservation ki bat kyo nahi karti hai.pls aap is par bhi logo k comments ki maang kar sakti hai.

    ReplyDelete

  29. Alok Ranjan ji,

    Its a debate, aap news chennel par to dekhte hee honge, par usmen chuninda logo ko bulakar unke views le leeye jaate hain.
    to usmein participate kar nahin paate.

    Isleeye is topic ko yahan uthaya


    Par aaj gareeb sawarn kahan jaye, uska kya dosh.

    Aur kya Reservation sahee logo ko mil raha hai, kee jo samaj mein aage aa gaya vo hee baar baar reservation ka benefit lete chale jaa rahe hain.

    kya IAS officer jo reservation se bana uske bachhon ko education , nokri mein aarakshan milnaa chaiye, aur fir promotion mein bhee, Kya isse inke poore samaj ka bhala ho jayegaa.

    Kya IAS officer apne samaj ke gareeb/dabe hue vargon (aajkal jati mein bhee upjati banee huee hain) mein merriage aadi karte hain.
    *********
    Sirf Reservation hona chahiye ya Unko is layak banaya jaye kee Reservation ke jaroorat na ho.
    ***********
    Sab logo ko apnaa swarth chodna hoga aur desh ke leeye sochna hoga.

    India kee 2 aur problem - Corruption, Population
    theek se handle hon to desh apnee unnati kee aur tejee se badegaa
    *********
    Samaan Nagrik Aachar Sahinta , JanlokPal, Black Money

    par dhyan denaa padegaa







    ReplyDelete
  30. blog editor ji,good evenning,
    aap ne pucha ki, jo sc st ias ban jate hai kya vo garib sc st se sadi karega.lekin mai aap se puchna chahta hu ki jo high caste ka ladka ias ban jata hai kya vo gareeb ghar me saadi karega?agar high caste ka ladka gareeb ghar me saadi nahi kar sakta to fir aap sc st ladke se ias ban jane k baad aaisi ummeed kyo lagae hai.vo karega vahi jo jo samaj me baki log kar rahe hote hai.

    ReplyDelete
  31. blog editor ji,
    i realy respected to you,but i am not agree with your view.
    ye bat aapki balkul sahi ki ias ban jane par sc,st ya obc ladka gareeb ghar me sadi nahi karta hai.lekin saveran ias ladka bhi to yahi karta hai,sc sc log koi mahapurush to nahi hote hai,jo samaj ki leek se hatkar kam kare ,vo karega vahi jo samaj me baki lag kar rahe honge.iske liye samaj me chal rahi dahej pratha jimmedar hai.
    rahi baat ias k bachho ko reservation ki to nischit roop se unhe ye nahi milna chahiye kyoki vo saadhan sampann ho chuke hai.
    maidam aapne kabhi manu smriti padi hai.ye aaj se lagbhag 2000 saal pahle likhi gayi thi.usme sudro(aj kal k sc/sc,obc) par atyachar k bare me kanoon banaye gaye hai jinka palan ajadi k samay tak hota raha.usme saaf saaf likha hua hai ki stri aor sudra ko siksha nahi di jani chahiye.sudro ki parchhahi bi padne se savarn apavitra ho jata.sudro ko savarno ki jindgi bhar bina paise k seva karni chahiya.aur agar use paise mil bhi jaye to use pandit ko dan kar dena chahiye.maidam puri kitab in sab bato se bhari padi hai.plz aap ise jaroor padiyaga maire paas rakhi hui hai.
    bharat k sambidaan nirmata ne to is manusmirit ki to sarvjanik roop se hohli bhi jallayi thi.
    agar jati k aadhar par samaj ne inka hajro salo tak sooshan kiya hai to reservation bhi jati k adhaar par hi milna chahiye.aaj bhi inke saath sudro jaisa bartv hota hai.aaj bhi sc/st pade likhe ladke ko sahar me kisi savear k ghar me kamra nahi milta hai.use apnne ko savern jati ka batana padta hai, jab ki samvidhan ko lagu huye 63 saal ho gaye hai.

    ReplyDelete

  32. Mein ye keh rahee hoon ki - Samaj mein arakshan kya sahee vyakti tak pahunch paa raha hai,

    discuss a case :
    ek ladka aarakshan (education, nokri aadi mein) pa kar IAS bana
    aur ek ladkee bhee (education , nokri etc.) IAS ya class 1 officer bantee hai,
    Aur hota kya hai samaj mein barabaree aadi dekh kar asie logo kee marriage ho jati hai,

    Ab unkee doosree peedi bhee aarakshan ka labh uthane ke leeye aage aa jati hai (Chunki ye log sadhan sampann ho gaye, apne bachhon ko achhe coaching, mehnge schools dene mein saksham hain)
    Ab yahee log baar baar aarakshan ka labh uthayen, to isse kya poore samaj ka bhala ho jayegaa
    ********
    Ab inhee jation mein jo log gareeb hain, vo pichad jaate hain.

    Aur Hindustan kee Polictics banto aur raj karo par chaltee rehtee hain jo kabhee nahin sochtee -

    1. Corruption ko Mitane mein,
    2. Population par rok lagate hue Saman nagrik Aachar sahinta banae mein
    3. Resrvetaion is prkar kee ek poora samaj aatm nirbhar, va barabaree par aa sake.


    ReplyDelete

  33. Alok Ranjan ji,
    Mein ye batana chah rajee hoon ki jin jation ko aarakshan mila, kya un jation mein creamy layer nahin honee chahiye.

    Un jation mein jo log pichad rahe hain , Aur Aarkshan ka fayda sahee logo tak pahunch raha hai kee nahin.
    ************
    Mein puranee vyavstah Panditvaad ko bhee gala mantee hoon, Aur ab jo jation ke naam par bantakar desh chala rahe hain unko bhee galat mantee hoon.

    Aarakshan kee paribhasha ko samay samay par mulyanakan karke denaa chahiye, jisse vastvik vyakti labh utha payen aur Desh bhee kamjor na ban paye.

    Aaj sirf - Vikas /Science kee baat honee chaiye,
    Sabhee dharm manav nirmit hain, hamen kisne bataya ki Bhagwaan hain, insaan ne, na ki Bhagwaan ne aa kar bataya.

    Kisee ek shakti (sansaar ka nirmaan kan=rne vale ke prati )log apna visvash rakhen achee baat hai.

    Har jaghe ek jaise insaan nahin hote, kuch jaghe mandir mein aagr rok (halanki mujhe pata nahin) hai, to ve insaan pagal hain.
    Aur ve samaj ke dusman hain, parantu jitne bhee mandir mene dekhe , unmein aisee koee rok nahin hai.

    mein khud hee andh bhakti/ mandir aadi mein pooja pagal pana ko achha nahin mantee. Bas apne dil mein vishvas banaye rakho aur socho kee ki vidhata aapke achhe karmon ke saath hai, yahee pooja hai.

    Lekin kisee kee karnee ka dand kisee aur ko deeya jaye, ye kahan ka nyay hai. Aarakshan BPL / Kamjor logo ke leeye hee hona chahiye.
    Jo ek bar fayda le chuka, usko hata kar dusre vyakti ko moka deeya jana chahiye etc. etc.

    Warna asmanta ke kahyee kabhee kahtam nahin hogee.

    Aarakshit varg mein ek varg aage hee nikalta chala jayega.

    ReplyDelete
  34. Alok Ranjan ji,

    manu smrati ko pad kar itna vichlit kyon ho rahe ho.

    har darm mein ek varg hota hai jo dharm ke gyan ki siksha logon tak pahuchata hai.
    dharm ke niyam banana aur use palan karwana uska dharm hota hai.ye har dharm mein hota hai

    1- HINDU priest , PANDIT
    2- ISLAM maulavi , mulla
    3- ISAI FATHER, PADARI,PRIEST
    4- BAUDDHA BHANTE
    5- SIKH JATHEDAR ,THAKHI

    IN SABKO BHAUTIK (PHYSICAL) SANSADHANO KE LIYE DUSARO PAR NIRBHAR RAHNA HOTA HAI.

    MANU SMRATI ME EK PRIEST NE ANYA KE LIYE NIRDESH LIKHE HAI.
    KYON KI WO KHUD BRAHMIN THEY TO UNHONE ANYA VARGO KE LIYE DHARMIK SIKSHA KO VARJIT RAKHNE KI BAAT KAHI.

    PRIEST (PANDIT ) KA ARTH BARHMIN NAHI HOTA HAI.VO KISI BHI JATI KA HO SAKTA THA PAR MANU NE ISKA VIRODH KIYA.

    ---------
    CHUA CHUT KOI SAMAJIK BURAI NAHI HAI .

    PURVA KAL NE BRAHMIN ,KSHTRIYA
    VAISYA ,SUDRA

    SAKAHARI LOG JAISE BRAHMIN MANSAHAR KARNE WALE LOGO KE YAHAN KANA NAHI KHATE THE.
    ISME GALAT KYA THA.

    BRAHMIN ME KAI JATIYAN HOTI HAI UNME BHI KAI LOG EK DUSRE KE GHAR KHANA PANI NAHI KARTE HAI.

    CHUA CHUT KA MUKHYA KARAN SHAKAHAR / MANSAHAR THA.

    ----------------------------------




    ReplyDelete
  35. CENSUS 2011 MEIN JATI AUR ARTHIK STHITI ( ECONOMICAL POSITION ) KE AADHAR PAR LOGON KA DATA LIYA JA RAHA HAI.

    ISKE ANTRGAT --

    1- JATI

    2- GHAR

    3-KHETI YOGYA JAMEEN

    4- ROJGAR (GOV/PRIVATE)

    5- TOTAL INCOME

    6- GAREEBI REKHA

    YE DATA GOVERNMENT KE PASS UPLABDH RAHEGA.
    BHAVISYA MEIN SABHI YOJNAO KE LIYE SARKAR ISI DATA KO AADHAR MANEGI.

    ISSE WO LOG JO GAREEB HAIN PRATHMIKTA KE AADHAR PAR LABHANVIT HONGE.

    ReplyDelete
  36. Gabbar Singh ji,

    Aaj ke aadhunik sansaar mein puranee pagal pane kee baten sab galat hain.

    Science ne bahut kuch prove kar deeya hai.

    Only - Humanity should be religion



    ReplyDelete
  37. To-
    Alok Ranjan Kanpur,
    1-Debate is point par tha ki RSVN paddonati me hona chahiye ya nahi
    2-Year-2012 me Manu Smrity ka adhyayan kyu kar rahe hai bhai??

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।