/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, August 23, 2012

RTET 2012 : 25 अगस्त तक जमा होंगे आरटेट के फॉर्म


RTET 2012 : 25 अगस्त तक जमा होंगे आरटेट के फॉर्म



आरटेट के फॉर्म अब 25 अगस्त तक जमा होंगे।  राजस्थान अध्यापक पात्रता परीक्षा के आवेदन पत्र जमा कराने कि अंतिम तिथि 22 से बढ़ा कर 25 अगस्त की गई है

For detail , see website/contact relevant authority.

23 comments:

  1. Koi btaye ki aj ki meting me kya hua. Tet ke bare m kya bat hui.

    ReplyDelete
  2. Hi frnds kahan ho aap sab. kya hua aj cabinet ki meeting ka

    ReplyDelete
  3. anand pandey(Bansi)siddharth nagar
    9616093160,9721682216
    27 aug ko 3 advocate rakhe gaye hai unki fees 99,000 rupees hai tatha ye adocate tet merit ke adhar par bharti ke bare me tondon jee co convence karenge tet merit chahne walo se nivedan hai app bhi apni iccha se kuch sahyog rasi de:-
    jis account me dhan jama karna hai unke naam and no diye gaye hai:_

    Rajesh Kumar Pandey
    31809606795
    branch code 00006
    allahabad
    dhan bhejne se pahle rajesh jee ke no par call karke ek baar puri jankari jaroor le. 09889294402

    ReplyDelete
  4. anand pandey(Bansi)siddharth nagar
    9616093160,9721682216
    27 aug ko 3 advocate rakhe gaye hai unki fees 99,000 rupees hai tatha ye adocate tet merit ke adhar par bharti ke bare me tondon jee co convence karenge tet merit chahne walo se nivedan hai app bhi apni iccha se kuch sahyog rasi de:-
    jis account me dhan jama karna hai unke naam and no diye gaye hai:_

    Rajesh Kumar Pandey
    31809606795
    branch code 00006
    allahabad
    dhan bhejne se pahle rajesh jee ke no par call karke ek baar puri jankari jaroor le. 09889294402

    ReplyDelete
  5. Sab kuch khatam hota sa lagne laga h... Koi bs itna bta de k hm logo ne kya galti ki hai...

    ReplyDelete
  6. Aj ki cabinet meting m kya hua.koi to btaye.

    ReplyDelete
  7. Cabinet ne aaj acd+tet weightege ka prestav pass kr diya hai or niyamawali mai sansodhan ka aadesh kr diya hai..8006828278

    ReplyDelete
  8. Acc+tet 10% waitage ki baat hui hai.

    ReplyDelete
  9. SARKAR NE JIS BASE PAR BASE CHANGE KIYA HAI USKA BASE HAI DHANDHLI, JISE WAH ABHI TAK SABIT NAHIN KAR PAI HAI AUR YADI COURT ACD+TET KARTI HAI TO BHI ISE COURT ME CHALANGE KIYA JA SAKTA HAI. MUDDA KEWAL VIGYAPAN KA THA BUT SARKAR NE KEWAL KAPIL K STAY KA FAYDA UTHAKAR BEECH ME PROCESS CHANGE KARNE KA KAM KIYA HAI ISKI JITNI NINDA KI JAYE KAM HAI YE 270000 TETIONS K HAJARON RUPYON KI NA SIRF BARBADI HAI BALKI UNKA MANSHIK SHOSAN BHI HAI.

    ReplyDelete
  10. SARKAR NE JIS BASE PAR BASE CHANGE KIYA HAI USKA BASE HAI DHANDHLI, JISE WAH ABHI TAK SABIT NAHIN KAR PAI HAI AUR YADI COURT ACD+TET KARTI HAI TO BHI ISE COURT ME CHALANGE KIYA JA SAKTA HAI. MUDDA KEWAL VIGYAPAN KA THA BUT SARKAR NE KEWAL KAPIL K STAY KA FAYDA UTHAKAR BEECH ME PROCESS CHANGE KARNE KA KAM KIYA HAI ISKI JITNI NINDA KI JAYE KAM HAI YE 270000 TETIONS K HAJARON RUPYON KI NA SIRF BARBADI HAI BALKI UNKA MANSHIK SHOSAN BHI HAI.

    ReplyDelete
  11. bahut se tetians ne khas ker acd supporters ne kaha h ki sarkasr jo ker rahi h use ho jane do nd gov. jo ker rahi h sahi ker rahi h nd gov. ke pas niyam kanoon ko taak me rakh ker kisi b tarah ka aadesh dene ki power hoti h etc.
    sp gov. k kai leaders k bayaan aap sun chuke ho
    Azam khan kahte h...kashmir bharat ka hissa nhi h,toh dilado kashmir pakistan ko
    Shiv pal yadav apne adhikariyon se kahte h ki tum chhoti moti chori ker sakte ho yani bharstachar ker sakte ho
    mein unhi tetians se puchhna chahta hu ki ager kal ko issi sp gov. ka koi neta tumari maa bahin ko utha ker le jaye aur kahe ye hamari rakhail banengi to tab bhi tumare vichar aise hi honge ki gov. jo bhi chahe use karne ka adhikar h isko bhi ho jane do

    ReplyDelete
  12. mohit ji apki news ka source kya hai

    ReplyDelete
  13. tej you are really tej
    it is safe grounded cover drive.
    you have paste a lock on the mouth of government support.
    really you pleased me.
    good job keep it on.

    ReplyDelete
  14. HELLO EVERY BODY
    GOOD EVENING
    HOW R U ALL FRNDS

    ReplyDelete
  15. tej ji ham aapki bhawanao ka kadra karte hai,lekin court ka faisla cabinet me pass karke tala ja raha hai to kya karege ham,sp gov ka raj hai hamare haath me mouka 5 saal me ek baar aata hai and ham apna chance kho diye hai 5 saal ke liye,kisi ko kuchh samjhane ki jaroorat nahi hai sabhi samajh dar hai,agar aap ko kuchh samajh me aa raha hai to kariye kisi ki asha na kare,
    Kapil se sikho rajnit ka khel

    ReplyDelete
  16. aaj ki cabinet meeting ki kisike pass koi detail hai to please reply.

    ReplyDelete
  17. Yaha pr koi bi sahi news ni de rha h.ki kal ki cabinet meting me kya hua.blog editor ji kaha so rhi h ap .

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।