/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, August 15, 2012

UP Madhymik Shiksha Sewa Aayog Display - List of LT Grade Female Teacher Selected in GGIC

UP Madhymik Shiksha Sewa Aayog Display - List of LT Grade Female Teacher Selected in GGIC

List of teacher is given on website, But it is not clear , If candidate not joined particular Mandal then they given chance to waiting list candidate or not.

Many times candidate wrongly applied OR not eligible for particular post.

And most of candidates applied for more than one Mandal  and if their name comes in Merit list of more than one Mandal and after that they opted one Mandal then Marit should be further dropped. 

See this ( http://upmsp.nic.in/List_of_selected_LT_teachers.pdf )  -


UP Madhymik Shiksha Board also displays list of its employees, and Hoghschool , Intermediate Marks sheet details on its website for verification / transparency -

See here -
http://upmspresults.up.nic.in/Default.aspx
http://upmsp.nic.in/emp_data.pdf

237 comments:

  1. hi rakesh ji how r u
    (G.C.BHARTI BULANDSHAHR)

    ReplyDelete
  2. Plz ye bataye ki court ka faisla kab ayenga?abhi filhaal kya chal raha hai aur kya faisla aane ki umeed hai?

    ReplyDelete
  3. भर्ती चाहे शैझिक हो या टेट मेरिट पर टेट मे धाधली तो हुयी है ये सभी जानते है चाहे माने या ना माने, 1 सप्ताह पूर्व आधार बदलना, संजय मोहन का जेल जाना, सेँटरो पर पैसे देकर साल्व लाना, प्रभा त्रिपाठी का भाग जाना, मानो या ना मानो धाधली तो है, हाई कमेटी कि रिपोर्ट धाधली कोर्ट मे स्पस्ट कर देगी, सपा ने इसे रद् न करके सही किया है सरकार को इसमे कोई भी परिवर्तन करने का अधिकार है, तभी तो कोर्ट ने सरकार का निर्णय मागा है ना कि खुद फैसला किया है, हा ये भी सत्य है कि इसमे कुछ आधिक उम्र वालो को नुकसान उठाना पड सकता है उन्हे अपनी बात कोर्ट मे जरुर रखना चाहिये । HAPPY INDIPENDENCE DAY ।

    ReplyDelete
    Replies
    1. Deepak ji..bilkul sahi kaha hai aapne .mein aap ki baat se sehmat hu per ...in gadho ko samjh nahi aayegi...i respect your coment...Jai Hind..

      Delete
  4. JAI SRI RAM

    DEAR ALL TET BHAI LOG JAB LAST TIME SBTC 28000 KI ADV AAYA THA TO US SAMAY GEN KA LOWEST MERIT 240 TAK GAYA THA .US HISAB SE AB 230 BHI JAYADA HAI KAYOKI 90% FARJI TET ME FAIL HAI AB TO LOWER MERIT 200,205,210,215 YA 220 TAK JAYEGI.KUCH HIGH MERIT WALE HAI JO 2 YA 4 % HAI. HUM SE JAYADA RISURCH KOI BHI NAHI KIYA HOGA JAI SRI RAM

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sahi kha hanuman ji merit kam jayegi kyu ki bahut se high merit wale tet Qulify nhi kr paye hai.

      Delete
    2. lekin in uncle logon ko koun samjhaye . in logon ko apne p yaqeen hi nahi h.

      Delete
    3. Aap bilkul sahi hai mere bhaiyo...JAI HANUMAN JI ..JAI SIYA RAM...

      Delete
  5. bed, vbtc7 v 8 and btc4 walo ki joining kya ek sath hogi jabki btc4 and vbtc walo ne to training b kar li h.

    ReplyDelete
  6. mere pyare dosto,mere cmnt ko dhyan se padhna.mayawati kya samvidhan nirmata thi jo usne niyamabali me itne sanshodhan kiye.chalo man lete h ki jab uske sanshodhan sahi the to usne ye bharti dec11 me hi kyo na kara di.btc4 walo k sath usne kitna bada anyay kiya h ye tum koi b btc4 wale se malum karke dekho.

    ReplyDelete
  7. Dr.Hargovind & Dr.K.P.Singh where are you?pls send new news if any.

    ReplyDelete
  8. acd merit
    gen 235
    obc 225
    sc 215
    acd tet merit
    gen 310
    obc 300
    sc 290

    ReplyDelete
  9. just wait n watch ye bharti tet merit se hogi .honourable judge sahab govt ke g o ko radd karke purwa g o par bharti ka adesh jaisa ki unhone 2001 ke b t c ke mamle mai kiya h .justice v k shukka g pahle (14aug )hi kah chuke h ki beech mai process nahi badla ja sakta .justice arun tondon g sarkar se aage ki bhartiyo ke liye n c t e guideline adharit rule banwane mai lage h .think a bit with cool mind you can know yourself what is going to happen .

    ReplyDelete
  10. Sanjeev ji ydi court ko purv vigypan par bharti krani hoti to 8 month na lagte aur na hi gov par nirbhar krti, aur v k shukla ji ne bhi tet merit par koi decision nhi liya hai.

    ReplyDelete
  11. vikram g n hanuman g you are really doing great job and unburdening govt work by declaring merit .please tell forecast my future .i am a general art candidate with academic 200and tet 100.seriously waiting for your reply .please don t ignore me.thanks .

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sorry frend Agar posts 1.5 lack hote to ape ke selection TET merit se ho sakte tha par Itne Kam posts me 100 marks me selection not possible , ape ke selection TET merit se Aur academic merit dono me se Kise se v Nahi so sakte ,par god chaia to sub possible hai

      Delete
  12. deepak g 8months se lagatar koi govt action mai nahi thi chuki tet ko lekar govt ka rukh court ko clear nahi tha isliye court koi bhi decision dene bachti rahi .ab chuki govt ne tet safe kar diya h to base change hone ka sawal hi nahi uttha ye mai nahi supreme court kahta h sir meri is bat ko dhyan mai rakhiyega bharti tet merit se hogi ya to tet radd hoga .for details please observe decisions given by others high courts of india or supreme courts regarding any recruitment .please go on i will subside your curiosity .

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sanjeev ji Gov 6 month se action me hai, aur aap ne bhi vhi baat kah di ki Gov ka rukh ispast nhi tha, matlab court is mattar me decision k liye gov par nirbhar hai (matlab gov jo chahegi vhi hoga)

      Delete
    2. Chaliye Sanjeev ji maan lete hai ki bharti tet merit se hogi nahi to tet radd hoga LEKIN pahli baat tet me etani dhandhali nahi huyi hai ki esko radd kiya ja sake aur dusari ki yadi tet radd hota hai to new tet ek patrata exam hi rahega aur recruitment acd merit se hi kiya jayega 100% aur han i am not a tet supporter and also acd.THANKS

      Delete
  13. deepak g justice v k shukla g ne tetmerit bharti par koi decision isliye nahi liya kyoki justice arun tondon g ne is case ko tie up kar liya h atah tet ke sare mamle unhi ke court mai nispadit hoge .

    ReplyDelete
  14. agar tet per hui merit gen/obc/sc kitni jayegi .vikram tumahra acd /tet acd thumahare anumaan ki thoda hi upper niche jayegi

    ReplyDelete
  15. JAI SRI RAM


    GEN/MALE/215
    OBC/MALE/210
    SC/ST/MALE/200


    JAI SRI RAM

    ReplyDelete
  16. E bhaiya log

    are kahe ke bawal kart bali ja are jwan court & govt kart bane tawan thike hoei ta rauaa logan ladai ab band kari aur bhartiya ke chalu karai sab ehe sabke khatir theek rahee.

    ReplyDelete
  17. Blog editor ji maine ek news image ke rup me aapke email id par send ki hai plz use publish karen.THANKS

    ReplyDelete
  18. Jaldi se bhrti kare sarkar. Kaise bhi

    ReplyDelete
  19. Rajeev g ap face book pr judiye mujhse

    ReplyDelete
  20. Lekin yahan to 4 ya 5 din pehle hi hua h. Joki illigal hona chahiye

    ReplyDelete
  21. Ab to acadoc farjiwada easily pakda ja sakta h.up baoard ki website pr hs aur im ka verification kiya ja sakta h

    ReplyDelete
  22. Jiski sarkar wo raja. Kuch bhi kar sakta hai.

    ReplyDelete
  23. D.K.........
    bharti 2011 me mayawati isliye nahi kara saki kyonki tumhari sister ka husband aur mere bhai kapil dev yadav ne court me stay lagba di thi......

    ReplyDelete
  24. Aaj hamara pradesh cm less h,agar kisi pagal ko bhi cm bana dete to woh bhi apne vivek se up ko vartman se behtar bana deta. Ullu ka paththa.

    ReplyDelete
  25. Ajadi ke 66th divas par hardik badhai..
    Bharat ka vibhajan kab-kab hua..?

    1876--Afganistan.

    1904--Nepal.

    1906--Bhutan.

    1939--Srilanka.

    1947--Pakistan.

    1971--Bangladesh.

    Aur kitna tutega Bharat..?

    Aaiye Bharat ko jane..
    Bharat ko maane..
    Bharat ke bane..
    Bharat ko banaye..

    Be Indian
    By Indian.

    ReplyDelete
  26. Tet se bharti karane walo ko ho sakta hai cancer. Eska elaj hai acc ka support. Yah dva bahut kaam karegi

    ReplyDelete
  27. MERE VICHAR SE BHARTI KI PROCESS HONI CHAHIYE
    GRADUATION+B.ED.+TET. MERIT BASE.

    GCBHARTI BULANDSHAHR

    ReplyDelete
  28. v k yadav g n deepak g shayad apne justice arun tondon g ka 2001 ke b t c ke decision ko dekha hoga jisme court ne exam ko 2005 ke g o par karane ka aadesh diya h .aur supreme court ke us decision ke bare mai apki kya opinion h jisme court ne ye kaha h ki game ke rules game start hone ke bad change nahi kiye ja sakte .justice sudhir agrawal bhi apne decision mai supreme court ke reference ke sath is bat ko keh chuke h .justice v k shukla g ne bhi kal isi bat ko repeat kiya h .is adhar par maine kaha tha ki bharti ya to tet merit se hogi ya tet radd hoga .waise mai bhi tet cancel hone ke favour mai nahi hu .lekin tet radd hone ki wa punah tet hone ki isthit par bhi court purwa g o (tet merit )par hi bharti ka aadesh degi jaisa ki b t c 2001 ke matter par hua h .yadav g n deepak g please share your opinion .thanks .

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sanjeev ji muche 2005 k baare me koi jankari nhi hai us smay mai 11 class me tha, aur tandon ji koi tetians k hitaysi nhi hai bas date par date de rhe hai na ki decision...

      Delete
  29. HI ALI JI KHA HO KOI REPLY KRO PLEASE
    GCBHARTI

    ReplyDelete
  30. sc/st Wale sathio 27 agast ko cort or gov 50% walo ko samil nahi karti hai to suprim cort chalne ko tayar raho kyonki rajasthan or ksharkhand cort ne 50% walon ko pass kar diya hai R.P Singh 09878947213 .

    ReplyDelete
  31. Hi friends,
    Is blog par kai log kah rahe the ki ye sarkar olympic jaise khelo me arakshan kyo nahi de deti taki khel barbad ho jaye. mai aapko batana chahta hu ki jis M.C.MERICOM ne mukkebagi me desh aor mahilao ka naam roshan kiya hai wo manipur ki st samuday se hai jinhe janjati mantralay bhi sammanit karegi. Aor wah apni mehnat se olympic me pahuci hai na ki arakshan se .iske alava sushil kumar,vijay kumar ,bhi koi savarn nahi hai.yaha mai apko batana chahta hu ki sc, st,obc k log bahut hi mehnti hote hai.ve sadiyo se mehanat hi karte chale aa rahe hai.mehnat unke khoon me hai.sare kisan,majdur log,aor dusare mehnati kam me lage log yahi to hai.kisan na ho to desh bookho mar jaye,aou majdur na ho to desh k vikash ka pahia tham jaye,tab kya majdur ka kam karodpati karenge? indian army me arakshan na lagu hone k bawjood mostly inhi kisano majduro k hi bacche hai,ye aap bhi achhi tarah se jante honge.ap hi batayie ki gorkha sainiko me koun log hote hai.sabhi st log hi hote hai.aor ye bahut bahadur hote hai.so plz in logo ka majak udane ki mansikta apne dimag se nikal dejiye,ye log kisi se bhi kisi bhi mamle me kamjor nahi hote hai. Sadiyo se ye sosan ka shikaar huye hai jarorat to is baat ki hai ki unhe age badne k liye aor moke diye jaye aor arakshan ka dayra badhakar niji companiyo me bhi lagu kiya jaye jaisa ki america me har kshetra me me right to diversity lagu hai.

    ReplyDelete
  32. ALOK RANJAN BHAI MAI APKI BAT SE SAHMAT HOON
    ARAKSHAN JAROOR HONA CHAHIYE

    G.C.BHARTI 09779335957

    ReplyDelete
  33. 15 August ki Sabhi TETIANS ko hardik subh kamnayen.

    ReplyDelete
  34. umesh ji apko bhi 15 august ki bahut_2 subhkamna

    ReplyDelete
  35. Ye 50% wale to teacher banne layak he nahi hi ye apne jaise he students banayege court inko compensation lagakr. Bagha dega
    Are dosto itna easy paper to paas karr nahipaye. Agar sharm waki hi to. Kheti. Karo ya. Majdori tum. Log. Use ke layak ho
    Kahe bihar ki tarah paper aata. To ye quota wale. Kahte ki hum exam me appear hue the humko job do. Hammare pair. Chookr
    Jab tak aise log hi ho chuke is desh ki naiya paar

    ReplyDelete
  36. Ye asle bheekmane hi
    Inko lagta hi ki inhone ahsaan kar diya exam dekar

    ReplyDelete
  37. pehle govt ke pas b ed candidates ko bharti karne ke liye koi rule nahi tha .govt g o ke through academic par bharti karti thi .tet merit ko bharti aadhar dekar purwa govt ne niyamawali mai samil kiya tha .court ko kisi ke hito ka hanan na karte hue yahi decide karna h ki kya legally sa hi .time will decide the matter .

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sanjeev ji purv gov ne kewal paise kamane k liye niymawli me sansodhan kiya tha, ydi B.sp ko itni hi student ki chinta hoti to 1 hafe purv sansodhan na krti aur prt & upper prt k alg alg 500 na kmati, bharti smay rhte nikalti, ye aap bhi jante hai pr mante nhi.

      Delete
  38. my profile is acd-256.87 and tet 63 % male science and i am sc categari blong
    selection ki kya possibility hai please reply
    (G.c.bharti.09779335957)

    ReplyDelete
  39. sunil kumar tiwari aaptet merit k pachdhar h jo merit s sambandhit akda dete h vo kaha tak sahi h khi esa to nahi apne suarth k lie likhte ho. Please bura mat manna

    ReplyDelete
  40. sunil kumar tiwari aaptet merit k pachdhar h jo merit s sambandhit akda dete h vo kaha tak sahi h khi esa to nahi apne suarth k lie likhte ho. Please bura mat manna

    ReplyDelete
  41. Yeh jo Ram pal singh hai kapil dev ka dusra bhai hai jo Sc St walo ko bhadka kar SC jana chata hai aur case ko lamba karna chata hai

    ReplyDelete
  42. BHAGAT SINGH AP PR ROKA JAYE TO ROK LENA HUMKO HUM BHI COURT SE ORDER LEKAR HI RAHENGE OR APKO DIKHA DENGE HUM ME KITNA DAM HAI MY CHALANGE TO YOU.

    ReplyDelete
  43. Gyan chandra ji apka acd+ tet se aram se ho jayega.

    ReplyDelete
  44. 27Aug ko sarkar k mansa najar a jaegi kia chahti h next milti h to cort or gov dono mile h . To tet 2012 samil hone k bad bharti hogi gov k polici yahi h sure

    ReplyDelete
  45. G c bhartri ap doubtfull peson h jo enahi jante k apka hoga k nahi etna gatia sochte h

    ReplyDelete
  46. Bhagat shing ji,
    agar rajasthan hc ne sc/st ko 50% par pass karne ka nirnay liya hai to isme aapko kyo apatti hai.akhir ye nirnay hc k duara liya gaya hai.der saber is nirnay ka asar ald hc par bhi padega kyoki sabhi hc ek dusare ko follow karte hai.
    Bhagat singh ji savern aor sc/st me samajik aor arjthik point of view se bahut asamanta hoti hai.nadi k bahav ki disha me naav chalana bahut asaan hota hai bajay nadi k vipreet disha me naav chalane k.bachpan se jin kathinaio ka samna karke kisaano aor majduro ke bachhe tet me 50% number laye hai vo aapke 60% se kahi jyada numer k barabar hai. Theek vaise hi jaise up board ka 65%, cbse & icsc k 78% k barabar hai. jara sochie agar aapko koi suvidha na di gai hoti to aap kitne % number la pate.

    ReplyDelete
  47. Bharti hogi tou acadmic per hogi varna tet raddh...ish per koi ho tou mujse BET(shart) laga sakta hai...

    ReplyDelete
  48. Jo acadmic supporter hai..plz join me on facebook ..my email id is..nitin_mi20@yahoo.co.in....agar fb per hai tou send friend request..

    ReplyDelete
  49. Next date of hearing is first week of October month . Confirm 26 august ko aise he hone wale hai ,

    ReplyDelete
    Replies
    1. Tujhe pehle ye hi nahi pata ki next date kya hai..27 aug hai bavle...kya dimag se pedal hai...aage ki date pehle bata bevcof insan gadheee

      Delete
    2. Gadha tu aur tare bape aur tare ma gadhi , bawakuf tu naur tare ma aur tare bape , dimak se pagal tu aur tara bape aur tare maa ! Rite my stupid and cheap Frend nitin sing

      Delete
  50. Hanuman ji ki friend request ka tou intzar rahega kyonki ve acd supporter hai...Or hann uncle ki hi phat rahi hai jyada.jo over age hai acd se bharti per

    ReplyDelete
    Replies
    1. Gadha tu aur tare bape aur tare ma gadhi , bawakuf tu naur tare ma aur tare bape , dimak se pagal tu aur tara bape aur tare maa ! Rite my stupid and cheap Frend nitin sing

      Delete
    2. Jab tu 10th or 12th mein hoga tou jab tou apni aise tesi karata phirta hoga...tumhari phat rahi hai ..beta per bakre ki maa kab tak kher banayegi...ullu

      Delete
  51. Rite , Kahi ne Kahi Sc Aur st candidate ko Avhi v social discrimination ke samne karne pad raha hai isliy govt ko 50% Tak to passing karne he chaia

    ReplyDelete
  52. Acd. Walo ki har ka dar ka andaz unke cment s pata chalta h ye log dusro ki thali s hi khana jante h bhaunke hi ja rhe h jyada ho to gali dene lagege dekhna abhi koi bhaunkega....common yaro tm isi layak ho

    ReplyDelete
  53. PRT Chayan ki Sthithi Per Ek Drishtipaat
    Haalaat ye hain ki sarkaar ki mansikta TET aur vigyapti, dono ke pratikool hai, vigyapit chayan aadhaar ke to serwadhik. ata: wah kathit dhandhali tatha NCTE ke niyamon ke kathit ullanghan ke hawaale chayan aadhaar badal ker naye sire se bharti chahti hai aur is nimitt court me prayaasrat hai.
    waadi khush hai ki uske paksha/hit ki wakaalat ab pratiwaadi (sarkaar) khud ker raha hai. prabhavit paksh ka ek warg bhee khush hai jiska chayan, aadhaar badalne se pakka hota hai. aadhaar badalne ki sarkaari kawaayed se naakhush prabhavit paksh ka wah warg hai, jiska chayan vigyapit aadhaar per to ho sakta hai, lekin aadhaar badle jaane per sambhawana kam/nahin hai. yeh warg court me vigyapit aadhaar per bharti ki ladaai lad raha hai.
    court me is maamle ko kareeb 8 mah ho gaye hain. jinhe lagta hai ki bharti me bahut vilamb ho gaya, unhe is sacchaai ko awashy swikaarna chahiye ki- agar ye bharti vigyapit prakriya aur aadhaar per sampann nahi hoti hai to ye 8 mahine to kuch nahi, 8 saal bhi lag sakte hain. kyunki jo vigyapit aadhaar per chayan ki ladaai lad rahen hain, unka paksh vaidhanik roop se sahee hai. koi bhi vyakti kisi bhi vidhigya se is bare me paraamarsh ker sakta hai, jawaab use yahee milega.

    ReplyDelete
  54. . inke paksh ke majboot aadhaar ye hain ki--
    1-vigyapti ki truti abhyarthiyon ki galti nahi hai. na hi we iske jimmedaar hain. vigyapti sarkaari aadesh ke tahat prakashit hui. aavedan sarkari sansthaanon (Pradesh ke sabhi DIET) me mangaaye ja chuke hain. aavedan shulk bhi sarkaar ke paas hain. abhyarthiyon ne vigyapti ke prawdhaane ke anusaar nirdharit arhataa dharit kerte hue, nirdharit shulk sahit darjanon zilon me aavedan kiya hai. Pradesh ke her DIET me 1-2 lakh aavedan kiye gaye hain.is bharti se prabhavit abhyarthiyon ki sankhya laakhon me hai. ath: matra vigyapti prakashan pradhikaar ki truti ke chalte vigyapti ka radd hona nyayochit nahi ho sakta.
    2-bharti prakriya shuru ho jaane ke baad, iske prawdhaanon me parivartan vaidhanik roop se sahi nahi hai. purv me court bhi ye nirnay de chukka hai tatha desh ke anya nyayalayon me bhi aise faisle diye gaye hain. jinka sandharbh liya ja sakta hai.
    3-TET ke praptankon ki merit banaya jana NCTE ke niyamon ke pratikool/virodhi nahi hai. purv me hi court ye nirnay de chukka hai. NCTE ke sambandhit niyam me chayan hetu TET ke praptankon ko adhibhaar dene ki sarkaaron ko salaah hai. kitna adhibhaar diya jana chahiye nahi bataaya gaya hai. adhibhaar ki matra ke liye nyuntam-adhiktam seema ka zikra bhi nahi hai. chayan kis aadhaar per hoga ye bhi nahi bataya gaya hai. ye sab tay kerna sarkaaron ke vivek per hai. ata: sarkaaren kisi bhi nyaysangat aadhaar per chayan kerne , TET ke praptankon ka 10% ya 100% adhibhaar dene, adhibhaar dene ya na dene ke liye swatantra hain. lekin chayan hetu prawdhaanon ko tay kerke , prawdhaanon aur riktiyon ki vigyapti nikaal ker lakhon abhyarthiyon se sashulk aavedan manga lene ke bad, prakriya ke antim charan me, prawdhaanon me parivartan kerne ki unko swatantrata nahi ho sakti, jabki isse hazaaron abhyarthiyon ka chayan hona prabhavit hota hai.
    4-kewal dhandhali ki baat kehne se dhandhali siddh nahi hoti, pramaan aawashyak hai, jise sarkaar ne diya nahi hai. number bhadhane ke aarop me kuch logon ki giraftaari, pramaan nahi ho sakti. pareekshneey hai ki in logon ne paisa leker kya ank bhi bhadhaye hai ya nahi?, agar ank bhadhaye to kinke, kitne logon ke?. pareekshneey ye bhi hai ki kya wo sankhya itni prayapt hai ki pareeksha ya prakriya radd/parivartit ki ja sakti hai?. pareekshneey ye bhi hai ki kya wo dhandhali, jo pramaanit hoti hai, use door kerne ka koi vikalp hai ya nahi?. yahan OMR utter-patra ki corban copy ke roop me vikalp bhi maujood hai, jo sarkaar aur abhyarthiyon, dono ke paas hai.

    ReplyDelete
  55. Aaj jis prakaar naukariyan durlabh hain, inki khareed-farokht ki ja rahi hai, gareeb abhyarthiyon ke liye naukri haansil kerna swapn ho gaya hai. to is mamle ke we abhyarthi, jinka chayan purv vigyapit aadhaar per hi ho sakta hai, aadhaar badalne se jinke chune jaane ki sambhawana samapt ho jayegi, jinke haath me aayee naukri unse chheeni ja rahi hai—kya we apne majboot paksh ke hawaale, antim awasar ko drishtigat rakhte hue, jahan lakhon me naukri milti hai, wahan nishchit naukri ke liye kuch hazaar lagaa ke nyay ki ladaai nahi ladenge ?—awashy ladenge, bhale he kuch waqt lag jaye, inke jeetne ki sambhawna bhi prabal hai. kyunki inka aagrah satya hai.
    aise haalaat me agar hum sheeghra bharti ki kaamnaa kerte hain to hume ye kaamna bhi kerni chaahiye ki ye bharti aien waise he sampann ho, jaise vigyapit thi tatha court dwara iska nyaysangat hal ho. anyatha is bharti ke sheeghra sampann hone ki aasha vyarth hai.
    Ant me
    • yadi vyaapak star per dhandhali sapramaan saabit hoti hai tatha ise door kerne ka koi vikalp kaargar nahi hota hai (sambhawana atyalp hai), to vaidhanik drishti se prakriya me badlaao ke bajaay pun: pariksha sambhav hai, tathapi iske baad purv nirdharit prakriya aur aadhaar per hi chayan hoga.
    • yadi vigyapti ki truti gambheer saabit hoti hai tatha is aadhaar per radd hoti hai (sambhawana atyalp hai), to nyay ke anusaran me, sambandhit sanshodhan ke pashchaat purv nirdharit prakriya aur aadhaar per hi chayan ka anudeshan karegi tatha purv me aamantrit aavedan tab bhi many rahenge.
    • uprokt dono binduon ke liye shart ye hai ki court nyay ka prabal samarthan kerte hue aisa aadesh kare aur ye sab uske prekshan me ho. yahan extreem condition me aisa ho sakta hai, maamla pehle se hi court me suvigya justice ke vicharadheen hai.
    • rajya ka samvidhaan/kanoon hi sarwopari hai. vyakti, sanstha aur sarkaar sab iske adheen hain.halaanki sarkaar ke paas kuch visheshadhikaar hain, tathapi wah vaidhanik pareekshan ke adheen hain tatha anyay, pakshpaat,purwagrah ki bhawna se rahit hone per hi swikaarya ho sakte hain. is maamle ka antatah hal wahi hoga, jo vithaan-sangat hoga.

    ReplyDelete
  56. Bharti jab bhi hogi, tet merit se hogi .INSHA ALLAHA.

    ReplyDelete
  57. Usmani jinda wapas na aye america se.sara kara dhara iska hi h , isne hi cm ko bahkaya h .shaitan murdabad.sachchayi zindabad.

    ReplyDelete
  58. Sp sarkar-garibo ka hak chheene wali sarkar.ise lakho ma- bapo ki baddua lagengi.iska namonishan bhi baki na rahega.mulayam -musalmano ka pakka dushman.

    ReplyDelete
  59. bhiyo agar tet merit se court ko bharti karni hoti decision de deti sarkar ke upper nahi choadti sarkar aur court milkar sabko bevkoof bana rahi hai jaisa wo chahege vaisa hi hoga court to bikaw hota hai

    ReplyDelete
  60. sp or bsp dono bharst hai jab tet hua ti maya ko kya zarurat thi tet merit banane ki wo bhi exam sekuch din pahale game ke rule bahut pahle banaye jate hai fame shuru se hone per nahi jo inteligent hai unka kisi ek me tukka nahi hai unka tet /acd dono theek hai agar sarkar sahi teacher select karna chahti hai to ye perkirya sabse best hogi kyonki koi dhandli ek me kra sakta hai dono me nahi

    ReplyDelete
  61. friend ek din amar ujala me news aayi thi ki sikshako ke 78325 pad bhare jayenge, ye news daily news activist newspaper me bhi
    usi din aayi thi esse etana to clear hai ki amar ujala wali news galat nahi thi.THANKS

    ReplyDelete
  62. Court par vishwas rkhne walo k liye: Court bhi tetians ka hit nahi chahti hai, kyuki yaha tetians faisle k liye ek ek din gin rhe hai aur arun tandon ji bas date par date wo bhi lambi lambi, aakhir jo kam 1 hafte me ho sakta tha uske liye 3 hafte kyu.

    ReplyDelete
  63. Blog editor khud ni chahta ki ye bharti start ho.ye chata h ki sbi apes me ldte rhe.agar bharti start karni h.to blog editor ko esa karna chaiye ki kisi ka apas me contact na rhe.mera mtlub ap blog pr news to de.pr kisi ka diya hua comment show na ho. Jisse sbko news bi milege or ldai bi ni hogi. Or sbi mansik stress se bche rhega.

    ReplyDelete
  64. Mujhe dar hai ki kahi 27aug ke baad 1-2 date aur mil sakti hai kyoki 14aug ki 2 writs ko Justice Arun Tandon ke sath connect kar diya gaya hai kyoki tet ka pratek matter enke sath tied up hai esliye tet candidates jitni writ dalenge utani date milegi 100%.

    ReplyDelete
  65. Kamino ab mat dalo writ . Bharti hone do

    ReplyDelete
  66. Ab dates ki chinta nahi , hamara maksad sirf ek-satya ki jeet.

    ReplyDelete
  67. 27 aug k baad next date 10 sep ho sakti hai, kyu ki sayad v.k shukla ji ne gov se aadhar badlne k liye likhit halfnama dene k liye 10 sep tak ka waqt diya hai. Par eaisa kuch ho na to hi aacha hai.

    ReplyDelete
  68. Yadav ji date to aur bhi milegi writ to bahut log dalege sabne kasam kha li hai ki bharti nahi hone dege sab apne ko hi vakeel samajne lage hai jitna late hoga sarkar ko fayeda hoga

    ReplyDelete
  69. Ye saale tet ke neta log tet walo ke paisa kha rhe hain. Madharchod jab nyay dilana hai to apna paisa lgao bhikh kyo mag rhe ho. Sale adha paisa khud kha jate hain.

    ReplyDelete
  70. @Sanjeev ji yadi aapko 2001 v 2005 ka matter pata hai to btc 2004 ka bhi pata hi hoga kyoki 2004 ,2001 v 2005 ke under me hi aata hai aage Justice V.K.Shukla ne aisa kuchh nahi kaha hai jaisa ki aap kah rahe hai yadi aisa kaha hai to writ 39664/2012 v 39674/2012 ka order suna/dikha dijiye.aap dated 14aug ka koi bhi order es writ ke sambandh me nahi achieve kar payenge kyoki ye matter kewal given ho gaya hai Justice Arun Tandon ko n ki kuchh kaha gaya hai.khair mai ek tet candidates hun jyada to nahi kahunga lekin etana jarur kahunga ki ham without degree ke law dete hai aur jo actual me degree le rakha hai vah to justice de hi raha hai so wait and watch till 27 august.THANKS

    ReplyDelete
  71. netagiri ki shuruwat kar rahe tetian neta

    ReplyDelete
  72. Ye V.K.Yadav ka dawa hai ki court yadi es matter ko october tak khichata hai to ye bharti 100% tet 2012 ke baad hi hogi.

    ReplyDelete
  73. Aur yadi tet2012 held ho gaya to general v obc ,250 ke neeche wale job pana bhul hi jaaye mai majak nahi kar raha hun balki haqiqat bayan kar raha hun kyoki SP gov lakh koshish kar le tet 2012 me etani dhandhali hogi ki tet 2012 results 80-90 percent banega.

    ReplyDelete
    Replies
    1. yadav ji aap sahi kah rahe hai

      in logo ka kahna hai ki hum nahi to koi nahi.

      Delete
  74. Is blog per upesthit sabhi angrejo se nivedan hai ki apne rai apne pass rakhiye kyoke na to tum jaj ho na he sarkar main ho ye bharti tet merit per hi hogi or na hi tet radd hoga or na he vigyapan sarkar ye janti hai isliye he wo accd ka rag alap rahi hai jisse bharti latak jaye to chup raho or jyada bhav na lo ok

    ReplyDelete
  75. Right yadav ji tet merit sansodhan ke baad badal gayi hai ab gen 110 obc 108 sc 95 se niche nahi aayegi aur jitni late hogi naye tetian add hoge aur merit isse 10 marks upper jayegi

    ReplyDelete
  76. v.k.yadav ji yadi chayan tet2011 se acd. base per hota hai to bhi gen260&obc250 ke neeche merit nahi ayegi...

    ReplyDelete
    Replies
    1. Amit g present m jiyo 2007-08 wali kahani beet chuki h kyonki us time tet ki boundation nahi thi joki aj h.

      Delete
    2. @AMIT JI, kyo candidates ko gumrah kar rahe hai?etani jyada merit to 15-20 dis ko chhodkar kahi ki nahi jayegi aur ye dis wahi honge jahan seato ki sankhya lagbhag 200-300 tak hogi yahan ki merit jitni aapne batayi hai utani ja sakti hai.THANKS

      Delete
  77. tet merit se hi selection ho sakta hai. accd GEN.250 se niche nahi ja sakti. aur tet 2012 ho gayi to pata nahi kahan jai.

    ReplyDelete
  78. yadi hum log court me apni ladai jari ra se hi.itkhege to tet merit se bharti hogi .time lag sakta par hogi tet mer

    ReplyDelete
  79. TET MERIT ONLY TET MERIT ISSE KAM KUCHH NAHI. CHAHE BHARTI HO YA NA HO.

    ReplyDelete
  80. Amit bhai merit chahe acd bane ya tet par merit to high jayegi hi, akhir 2 lakh 90 hzar me se kewal 72825 ko hi job milegi baki 2 lakh 10 hzar ko nirasa.

    ReplyDelete
  81. v k yadav g please update court decision of justice v k shukla if you find it .thanks .

    ReplyDelete
    Replies
    1. @Are bhai Sanjeev ji mai aapse puchha raha hun aur aap mujhse!dost ye kya majra hai???

      Delete
  82. 10th % ka 1/10 point
    12 % ka 1/20 point
    Gred% ka 1/30 point
    B.ed. :
    Theory-
    1st ke 12 point
    2nd ke 6 point
    3rd ke 3 point
    Practical-
    1st ke 12 point
    2nd ke 6 point
    3rd ke 3 point
    Tet ke100% point

    ReplyDelete
  83. Humare vichar se humlogo ko 27 august k faisle ko court me baithkar live sunna,aur vastavik sthiti se avagat hona chahiye.
    Mr. VK yadv ji andar entry milegi ki nahi ?
    hamare sath 3 tetian aur chalne ko taiyar he.

    ReplyDelete
    Replies
    1. @RS Tiwari ji andar entry jarur milegi bas ek pass banwana padta hai.

      Delete
  84. Mera manna hai ki Acd merit 2007-2008 se kam hi rahegi. Kyun ki pahle jab tet ki badhyta nahi thi to lagbgag 4.25 lack logo ne aavedan kiya tha jisme gadhe-ghode sab the,tab GEN.art ki merit 240 tak gayi thi lekin ab lagbhag 2.5 lacs logo ko aavedan karna hai(jo ki kam bhi ho sakte hai) aur vacency bhi pahle se jyada hai.
    TET jyadatar un logo ne pass kiya hai jo 3-4 saal se padha rahe hai aur unhone 2000 ke aas pass hs, inter pass kiya tab marks kam hi milte the aur un logo ki merit kam hi hai.
    Kam se kam 10 logo ko to main janta hoon ki jinke tet main 120 se jyada number hai lekin Acd 200 ke karib hai.
    Maine 1999 main highshool kiya. Meri ACD 230, TET 104 HAI, art,gen,male.

    ReplyDelete
  85. JO TETIONS IS BHRM ME JI RAHE HAIN KI ACD MERIT LOW JAYEGI UNKO EK AAINA DIKHANA CHAHTA HUN-:

    MERI MERI 240.4 HAI 2007 ME JAB MAIN APNE DOSTON SE MILTA THA YA TO MUJHE 240 WALE 10 ME 1-2 HI MILTE THE FIR BHI MERA 2007-08 SBTC ME NAHIN HO PAYA AAJ MAIN JAB MAIN APNE TETION SE MILTA HUN TO 10 ME SE 5-6 250 SE UPAR WALE MILTE HAIN AISE ME SAMJHA JA SKTA HAI KI WASTWIK STHITI KYA HAI

    ReplyDelete
    Replies
    1. To aap uncal log ho
      tabhi pareshan ho
      vaise meri uncal ki beti ka 237.39 tha aur vo sitapur diss. Me job kr rahi hai vo bhi vbtc 2007-8 me hui hai vo janral cat. ki hai

      Delete
  86. Ek kaam kro aap log sabhi log alag alag cort me rit dalo acdm vs tet ka
    faisla ek hafte me aajaiga
    to bharti jaldi suru ho jaygi

    ReplyDelete
  87. G.m.
    Apna sapna money money
    hey nirhu rauaa khwa gini

    ReplyDelete
  88. ham jee k kya karenge jab dil hi tut gya
    Ye dogali sarkar aur ye faltu ka merit ko le ke chillane walo se

    ReplyDelete
  89. kyu is bharti k sb log mil k maa behan kr rahe ho

    ReplyDelete
  90. Koi muje batayga ki janral art fmail ki acm. merit kitni jaygi

    ReplyDelete
  91. kya ritu bar bar hi hi kr rahi ho khusi me kr rahi ho ya fir kuch gadbad hai

    ReplyDelete
  92. agar high court single bench ka hamae(tet merit ) favour mai decision nahi aaya to mai is ladai ko supreme court tak lekar jaunga ye mera wada hai ap sab se. yadi supreme court ka judge keh dega ki sarkar sahi h aur hum galat to ye bharti academic se kara lena mai kuchh nahi kahuga .waise bhi hum vipreet paristhit mai high court double bench (lucknow )mai advocate p k mishra ke through writ dalne ki tayari kar hai .don't worry time lag sakta par hoga wahi jo legally sahi h dhanyawad .

    ReplyDelete
  93. JAI SRI RAM



    DEAR ALL TET BHAI LOG

    Sayad aap logo ko pata hai ki tet me 600000 student baithe thi exa kewal 300000 logo ne pass kiya hai.
    en 300000 me BTC,VBTC,B.PED,CPED,DPED,SM,CURRENT YEAR KE TEACHER AUR CURRENT YEAR KE B.ED KE STUDENT BHI BAITHE HAI AUR JAYADA SANKHYA ME PASS BHI HAI.Sari parkiriya me ab kewal fresh b.ed wale he samil hai jo tet pass hai aur unki sankhaya uper ke sare degari ko nikal kar near about 150000 hai jo awedan kiye hai.
    AB AAP LOG SAWAM SAMJHDAR HAI KI ACD KI MERIT KAHA JAYEGI.TO fir ye dharna,writ aakhir kayo ?
    kaya aap khud nahi soch paa rahe hai jo kisi dusre ke UNGLI pakadkar chal rahe hai ? are aap khud sochiye...........? Agar hum aisa karte hai to hum log BHED BAKARIYO ki tarh hai na ki ek TEACHER ki tarh.
    are humko DESH KE BHAYG KA NIRMATA kaha jata hai aur hum DUSRE ke bharose hai ?
    KAYA YAH UCHIT HAI..............JARA SAWAM SOCHIYE ?
    JAI SRI RAM

    ReplyDelete
  94. JAI SRI RAM

    DEAR ALL TET BHAI LOG JAB LAST TIME SBTC 28000 KI ADV AAYA THA TO US SAMAY GEN KA LOWEST MERIT 240 TAK GAYA THA .US HISAB SE AB 230 BHI JAYADA HAI KAYOKI 90% FARJI TET ME FAIL HAI AB TO LOWER MERIT 200,205,210,215 YA 220 TAK JAYEGI.KUCH HIGH MERIT WALE HAI JO 2 YA 4 % HAI. HUM SE JAYADA RISURCH KOI BHI NAHI KIYA HOGA JAI SRI RAM

    ReplyDelete
  95. lekin sarkar aur court kab tak bebkoof banayenge jeet satya ki hi hogi.....
    agar esa nahi ho pata hai to meri un sabhi tet bhai/bahino se request hai ki aap is sarkar ko bhi utna hi dukh pahuchaye jitna apko is naukari ke n milpane se apki jindgi me hoga......

    ReplyDelete
  96. Dosto
    aap kudh he samjhdar hai.
    jab 2008 me 28000 ki add par 425000 awedan gir sakta hai aur gen ki lower merit near 240 tak ja sakti hai.
    TO AJJ KE DATE ME 78325 KI ADD PAR MATR 150000 AWEDAN GIRE HAI AUR GEN KI MERIT KAHA TAK JAYEGI AAP KUDH HE SAMJHDAR HAI ......
    JAI SRI RAM

    ReplyDelete
  97. sabhi gyani logo ko pranam aur lucknow ke bachcho ko pyar.

    ReplyDelete
  98. writ dalne walo per lage 10 lakh ka penalty itne hoshiyaar hote to dono tet/acd me sahi hote

    ReplyDelete
  99. dear sanjeev,
    dont worry i am with you

    ReplyDelete
  100. hunmaan ji aap to bagwan hai apki baat sach hai

    ReplyDelete
  101. hello ashok kya haal hai delhi ke job kart raho ye log 2015 tak bharti nahi hone denge

    ReplyDelete
  102. hc ke result ke baad 20 din ke aander ho jayegi bharti 10 di me avedan aur uske 5din baad counsling wo bhi online or sabhi diet ke badle jayenge principle taki dhandli na hone paye ..............amar ujala yesterday mbd

    ReplyDelete
  103. HI,

    HANUMAN JI ,
    WHERE ARE U TELL US HOW HIGH MERIT WILL GO.

    JAI HANUMAN ,JAI SELECTION
    JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION JAI HANUMAN ,JAI SELECTION

    ReplyDelete
  104. TOMAR JI,
    KYA APKO BHI AISA LAGTA HAI, KYA AB KOI KAPIL NAHI HOGA BHANJI MARNE KE LIYE.........

    YE UP HAI MERI JAAN.......

    ReplyDelete
  105. kisi ko female ki merit ka idea ho to bataye kitni low ja sakti hai...?

    ReplyDelete
  106. Haathi chala jaa rhaa tha .......
    Aur ........................peecche kuchh jalansheel jeevo ki awaz aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa rahi thi............

    ReplyDelete
  107. kitni bar koi btayega yar 220 ke aass pass tmhara chance hai

    ReplyDelete
  108. HI,

    I UNDER STAND THAT THE ACADEMIC PRACTICAL NUMBER & TET NUMBER SHOULD NOT ADDED IN MERIT BECAUSE SOME PERSON HAS SPEND MONEY AND THEY FOUND MORE NUMBER.IF PRACTICAL NO & TET NUMBER WILL ADDED THEN NO BODY CAN STOP THE FRAUDS. SO THEORETICAL NO IS THE BEST WAY FOR SELECTION ITS ALL IS WELL.I HAVE SEEN THAT THE SOME OF THE POWERFUL & RICH CANDIDATES HAS FOUND IN THEORETICAL NUMBER 50 % AND IN PRACTICAL NUMBER THEY HAVE FOUND 80 TO 95 % SO THE PERCENTAGE OF THEORETICAL NUMBER IS THE BEST WAY.IN THE SAME WAY IN UP TET NUMBER SHOULD ALSO NOT ADDED BECAUSE UP TET HAS FOUND A LOT OF IRREGULARITIES & FRAUDS. SO THE ACADEMIC THEORETICAL NO SELECTION IS THE BEST WAY FOR EVERY BODY.

    ReplyDelete
  109. hi all tetien,
    ek andar ki baat -uptet ki jach k liye NCTE se kal ek 5 sadssiy team lucknow aayi thi.jisne UPTET k adhar par bharti ko clean chit de di hai.lekin is haramkhor sp gov. ne ye baat media tak nahi aane di.

    ReplyDelete
  110. U can join me on facebook.......〔mohdnadeem2025.mn@gmail.com〕

    ReplyDelete
  111. ALOK JI,

    AGAR YE BAAT MEDIA ME AAYI HOTI TO BHI WO PUBLISH KARTE ISME SAQ HAI. KYOKI USE TO KEWAL TET CANCEL KARWANA THA.

    ReplyDelete
  112. TET Merit is the Best base of selection

    ReplyDelete
  113. Mera manna hai ki acd 250,aur tet 114 gen ki jayegi jaha seats 3000 se kam hai but ye Mera manna hai aakde 2-4 marks aage piche ja sakte hai ki.

    ReplyDelete
  114. HI,

    I UNDER STAND THAT THE ACADEMIC PRACTICAL NUMBER & TET NUMBER SHOULD NOT ADDED IN MERIT BECAUSE SOME PERSON HAS SPEND MONEY AND THEY FOUND MORE NUMBER.IF PRACTICAL NO & TET NUMBER WILL ADDED THEN NO BODY CAN STOP THE FRAUDS. SO THEORETICAL NO IS THE BEST WAY FOR SELECTION ITS ALL IS WELL.I HAVE SEEN THAT THE SOME OF THE POWERFUL & RICH CANDIDATES HAS FOUND IN THEORETICAL NUMBER 50 % AND IN PRACTICAL NUMBER THEY HAVE FOUND 80 TO 95 % SO THE PERCENTAGE OF THEORETICAL NUMBER IS THE BEST WAY.IN THE SAME WAY IN UP TET NUMBER SHOULD ALSO NOT ADDED BECAUSE UP TET HAS FOUND A LOT OF IRREGULARITIES & FRAUDS. SO THE ACADEMIC THEORETICAL NO SELECTION IS THE BEST WAY FOR EVERY BODY

    ReplyDelete
  115. R S YADAV JI,
    PRACTICAL TO SAMAJH ME AAYA LEKIN TET KA SAMAJH ME NAHI AAYA, AGAR PAISE DEKAR HI BADHANE HAI TO GRADUATION ME BED THEORY ME BHI MARKS BADH SAKTE HAI.

    ReplyDelete
  116. dosto jyada againest na aao ye bharti suru hone do

    ReplyDelete
  117. kal amarujala barelly ke kis page per uptet se related news hai

    ReplyDelete
  118. HI,

    DUBEY G,

    U ARE RIGHT BUT I THING IN GRADUATION STUDENT WERE NOT MORE AWARE FOR NUMBER. THEY WANTS HOW WE CAN PASS.I AM SAYING THAT THE EXCLUDE ALL ACADEMIC PRACTICAL NUMBER NOT ONLY B-ED PRACTICAL. AND MERIT SHOULD BE ON ACADEMIC THEORETICAL NUMBER AND OTHER SIDE IN TET SOME PERSON HAVE SO FRAUD SO I THING THE PRACTICAL & TET NUMBER SHOULD NOT INCLUDE IN MERIT

    ReplyDelete
  119. LEKIN ANYA PRADESHO NE TET KO KUCH WEIGHTAGE DIYA HAI KYA WE GALAT HAI.... FROUD TO KISI BHI EXAM ME HO SAKTA HAI TO COMPETITION EXAM KE SYSTEM KO HI HATA DE....

    ReplyDelete
  120. HI,

    ITS A ELIGIBILITY TEST NOT FINAL SELECTION BECAUSE ITS A PATRATA test ITS QUALIFYING IS MUST SO NO BODY CAN CHALLANGE FOR JOB.SO ITS DOESN'T MEANS TO INCLUDE IN MERIT.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Yadac jee tet merit se hi final selaection hoga ye nischit hai

      Delete
  121. please declare merit list district wise thanks .

    ReplyDelete
  122. dosto v k shukla ji ne saaf saaf kaha hai ki running process mai chang niyam virudh hai aur yadi dhandhli hai to use acording to rules sabit karke exam ko hi radd kiya ja sakta hai na ki base of selection.yadi kisi ko v k shukla ji ke is aadesh ko dekhna ho to sambandhit writ ki recorded karyvahi mai padh sakta hai.moh.istyak rampur

    ReplyDelete
  123. r s g demand for another another exam for selection .why on academic merit .you have passed all the academic exams by your hard work .then why are sacred of another competition exam .it will show your true capablity .

    ReplyDelete
    Replies
    1. Dekho sanjeev jee ye sahi hai na tet na accd only one more exam to jobs but ye future main hona chahiye na ke running prosses main

      Delete
  124. r s g demand for another another exam for selection .why on academic merit .you have passed all the academic exams by your hard work .then why are sacred of another competition exam .it will show your true capablity .

    ReplyDelete
  125. r s g demand for another another exam for selection .why on academic merit .you have passed all the academic exams by your hard work .then why are sacred of another competition exam .it will show your true capablity .

    ReplyDelete
  126. Ye bharti to dosto tet merit se hi hogi or ager accd valo ko prob.hain to wo join na karein wo baad main accd lagnein ka intizar kar lein

    ReplyDelete
  127. Dosto bharat ka rastrya geet ke starting ke words koi bataega plz

    ReplyDelete
  128. alok ranjan g give the news source and news in detail .thanks .

    ReplyDelete
  129. alok ranjan g give the news source and news in detail .thanks .

    ReplyDelete
  130. kahe ko roye,chahe jo hoye.. safal hogi teri aaradhna safal hogi teri aaradhna..satish kumar dehli

    ReplyDelete
  131. Amar ujjala bareli ki kya news hai ki

    ReplyDelete
  132. R S YADAV JI,

    ANYA RAJYA TO TET KO WEIGHTAGE TO DE RAHE HAI KYA UNHONE RTE ACT THEEK SE NAHI PADHA HAI....

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।