/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, August 6, 2012

UPTET : टीईटी अभ्यर्थियों के भविष्य से खेल रही सरकार

UPTET : टीईटी अभ्यर्थियों के भविष्य से खेल रही सरकार



देवरिया: प्रदेश सरकार टीईटी अभ्यर्थियों के भविष्य के साथ खिलवाड़ कर रही है। यही कारण है कि पात्रता परीक्षा उत्तीर्ण करने के बाद भी सरकार अभ्यर्थियों को शिक्षक बनाने से कतरा रही है।


यह बातें टीईटी संघर्ष मोर्चा के प्रदेश संरक्षक गोरखनाथ सिंह ने कही। वह रविवार को मोर्चा की बैठक को संबोधित कर रहे थे। उन्होंने कहा कि यदि सरकार टीईटी को आधार पर बनाकर शिक्षकों की नियुक्ति नहीं करती है तो योग्य शिक्षकों के चयन का रास्ता बंद हो जाएगा।


बैठक में हरेन्द्र पुरी ने कहा कि राज्य सरकार सिर्फ बदले की भावना से कार्य रही है। यही कारण है कि बार-बार आश्वासन के बाद भी अभी तक शिक्षकों की नियुक्ति नहीं हुई। मीडिया प्रभारी विकास पांडेय व पुण्डरीकाक्ष शर्मा ने कहा कि टीईटी की मेरिट की मांग कर रहे अभ्यर्थियों की सारी उम्मीदें अब न्यायालय के फैसले पर टिकी है।


बैठक का संचालन अनुराग मल्ल ने किया। इस अवसर पर नूर आलम, शमशेद अहमद, वसीम अख्तर, अमितेश बर्नवाल, रत्नेश त्रिपाठी, बृजेश कुमार दूब आदि मौजूद थे


News Source :  Jagran (6.8.12)
**********************************

Today Allahabad High-court is going to decide UPTET 2011 matter.
Hopefully final decision may arrive today.

230 comments:

  1. @Muskan ji
    blog par post ke liye
    Thanks

    ReplyDelete
  2. i hope decision tet merit ke favour me ayega

    ReplyDelete
  3. kisi ke pass hicourt ki koi update hai to please share karen muskan mam thanks

    ReplyDelete
  4. muskan mem thanks a lot.
    Jai maa vaishno.

    ReplyDelete
  5. muskan mam is blog ko mai daily kholta tha lekin badi mayusi hath lagti thi jab koi update nhi mil pata tha aur coment bhi publish nhi ho pata tha bahut dhanywad

    ReplyDelete
  6. Dosto cort ke koi news hai

    ReplyDelete
  7. Decision kya aayega vo tou pehle hi saf hai ki

    ReplyDelete
  8. Dosto cort ke koi news hai

    ReplyDelete
  9. aaj dekhten hi ki sach ko aanch aati h ki nhi,judge saheb ishwar ke hisab se chalen to bahut achchha hoga

    ReplyDelete
  10. Court no. 53
    $ Aurn tandan $
    cause no. 14
    total bunch causes 12.

    ReplyDelete
  11. dear yha pr adhermi log rhte h.to nyay ki upaksha rakhni bekar h.

    ReplyDelete
  12. Apne case ka no kitne baje tak ayega...thanks muskan mam

    ReplyDelete
  13. hello dosto.... hallo muskan mam...

    ReplyDelete
  14. Aj pata chalega GOD nam ki koi chiz h bhi ya nahi...

    ReplyDelete
  15. mujhe bahut accha feel ho raha hai is blog ko active dekhker ..
    thanks muskan mam
    mai kafi upset tha lag raha tha ke blog ab band ho gaya hai

    ReplyDelete
  16. Seeing present condition i think that next hearing date is 31 dec 2015

    ReplyDelete
  17. court me yadi koi ho tho please update de

    ReplyDelete
  18. pradeep g
    b positive her raat ki subah hoti

    ReplyDelete
  19. Muskan ji kya sarkar ka dawav aap par bhi hawi ho gaya
    khair chodo..
    aap bhi acchi tarah janti hain k ham tetions sirf iss blog ke jariye hee ek dusre se jude huye hain
    hamare saath na toh print media he aur na hee TV WALE
    PLZ meri aapse binarma nivedan hai ki BLOG jab tak daily update karti rahein jab tak ki hamara pura matter solve nahi ho jata

    ReplyDelete
  20. VED JI,

    MAIN APSE SAHMAT HU, AAKHIR YE BLOG HAMARE ANDOLAN KI JANNI HAI, THANKS MUSKAN MADAM.

    ReplyDelete
  21. yadi aaj bhi date milti hai to isse yahi prove hoga ki govt tet ko leker serious nahi hai

    ReplyDelete
  22. hello manoj ji
    sahi keh rahe hai per muskan mam ko bhi ye baat yaad rehe jahan itne din sath diya hai kuch din aur sath de nahi to sare blogger alag thlag ho jaige
    jaankari ki kami hai jo is blog se lekar santusti milti hai aur apne jaise sathiyon se baate sher kerke dil halka ho jata hai bus aur kya

    ReplyDelete
  23. Muskan ji jo bhi ho pls. is blog ko band mat karna kyunki hum sabhi tetions isi blog ke madhym se ek dusre se jude hai. Blog band ho gaya to hum ekjut hokar sarkar se lad nahi payenge. Thanks.......

    ReplyDelete
  24. Gov phale hi acd. ko kh chuki h.to court kya kr payga.central ne jab b.ed walo ki date badhi h to sab kuch clear h. ki acd. chati h gov.

    "jiski ladhi uski bhash"

    ReplyDelete
  25. lag raha hai kab k bichde hua hum aaj yaha aa k mile .....
    update de please kya hua sabko

    ReplyDelete
  26. Hi ! muskan ji thanx a lot .
    jis kiri k pas bhi koi news aaye plz usko share karde .

    ReplyDelete
  27. shishamiron ko permanent shikshak banane ke sambandh me koi RIT nahi daal raha hai kya serkaar sirf unpe he meharbaan hai jubki unse kabil log ghar per baithe hai

    ReplyDelete
  28. COURT NO. 53,
    CASE NO. 76039,
    SL. NO. 14.
    PRESENTLY COURT MAY SL. NO. 11 KI HEARING CHAL RAHI HAI. CASE NO. 76039 KI HEARING 2 PM TAK SHURU HOGI
    TNX MUSKAN

    ReplyDelete
  29. Sab log thik thak hai bhai blog jokhula thanks a lot of

    ReplyDelete
  30. HAPPY FRIENDSHIPDAY TO ALL BLOGGER .......

    ReplyDelete
  31. Kab tak sunwai ho sakti h hamare case ki koi batayega ?

    ReplyDelete
  32. For latest update of highcourt go to this link.
    courtview.allahabadhighcourt.in/courtview/CourtViewAllahabad.do

    ReplyDelete
  33. If we get job in it very important role of muskan ji there is min chance of dece but what can we do? So pray

    ReplyDelete
  34. Aj sunwayi na ho pygi kya frnds jb 11 no chal rha tb b case 2 ke bd lgega.why

    ReplyDelete
  35. Thanks Muskan ji for latest Updates.PLZ be continue ....

    Doston GOD is great ,SAB achha hoga.

    Daith on God.

    ReplyDelete
  36. govt. main bahut harami baithe hue hai wo abhi aur pareshan karenge tet walo ko.

    ReplyDelete
  37. Ved ji ''Is rat ki koi subah nahi'' h akhilesh is rat ka pura maja le raha h..ap samajh gaye honge.

    ReplyDelete
  38. 53 14 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  39. Shanu U can see on digital board of Alld Highcourt

    ReplyDelete
  40. Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani
    Jai baba barfani

    ReplyDelete
  41. dosto apne kase ki hearing shuru ho gayi hai apna case court may suna ja raha hai

    ReplyDelete
  42. please jo bhi court me ho right information de ........

    ReplyDelete
  43. Court no. 53 par to ye show kar raha h shanu ji.
    14 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.
    yahi detail h na hamare case ki .

    ReplyDelete
  44. High curta mein sunwai kab chalu hogi

    ReplyDelete
  45. god kuch achha karna ! taki hamara viswas aapke prati bana rahe hamari raksha karna.

    ReplyDelete
  46. Shiv ji Court may case ki hearing chal rahi hai

    ReplyDelete
  47. Old vigyapan radd ho gaya h naya vigyapan 8 aug ko ayega.

    ReplyDelete
  48. kya sab der ker gher me baithe hai koi court me nahi hai kya .....

    ReplyDelete
  49. alook
    aap kaha per ho ...kya pakki news hai

    ReplyDelete
  50. Alok ji kisne kaga k nya vigyapan 8 ko aayega . plz fake news share na kare.

    ReplyDelete
  51. 53 14 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  52. Alok bhai mazak mat kro .saci btao kyo hua. Sunwai kb hogi.plz

    ReplyDelete
  53. Alok apni baato mai gambhirta layan.

    ReplyDelete
  54. V.K.Yadav. Ji thanx for giving latest infomation, is anybody from court

    ReplyDelete
  55. KOI NAI DATE MILI HAI........... DATE IS NOT CONFIRM. WAITING FOR UPDATE.........

    ReplyDelete
  56. Abhi koi faisla ni aaya h ?
    plz wait kare . be
    +te

    ReplyDelete
  57. 53 14 Daily Cause List Case Details - WRIA /76039/2011
    Title :YADAV KAPILDEV LAL BAHADUR Vs. STATE OF U.P. & OT-
    HER
    Petitioner's Counsels -ALOK KUMAR YADAV
    Respondent's Counsel -C.S.C.

    ReplyDelete
  58. allahabad wale bhiyon aap me se koi court nahi gaya share information

    ReplyDelete
  59. Ap sbko sharm ni ati h. Fake news dena bnd kro.ok

    ReplyDelete
  60. Date 27 aug ko padi hai. J ne
    kahaki us din aar ya par kar
    denge.

    ReplyDelete
  61. V.K. yadav ji plz aap news update de.

    ReplyDelete
  62. ATUL TIWARI
    "AJ KI HEARING TET KE FAVOUR ME HO RAHI THI, COURT NE SARKAR KO JABARDAST FATKAR LAGAYI. 27 AUG KO FINAL DECISION.................

    WAITING FOR CONFIRMATION ................

    ReplyDelete
  63. Bhaiyon for uptet latest news see this blog uptetbreakingnews.blogspot.com
    this blog is very fast.

    ReplyDelete
  64. Dosto abhi hearing chal rahi hai so be positive

    ReplyDelete
  65. Abhi case chal raha hai ...
    Afwahe na failaye

    ReplyDelete
  66. abe gadho(murkjano)govt. ka kuch nahi hone wala,court bas rules release kar sakti hai man na ya amal main lana govt. par nirbhar karta hai kya judge bharti karega.

    ReplyDelete
  67. govt. main ne bhi bahut harami hire kar rakhe hai.jo tet walo ko 1 saal tak tehla laye,aange bhi chutiya bante rahoge,jao court kacheri retirement to 60 par nischit hai ,short job and half pension and low fund.

    ReplyDelete
  68. tet merit bane ya tet radd ho dubara tet itani kadhin ho ki ye nakalchi paas na ho paye

    ReplyDelete
  69. Kya ho raha hai ye tarikh pe tarikh

    ReplyDelete
  70. tarikh pe tarikh
    tarikh pe tarikh
    tarikh pe tarikh

    isse to acha poision de do...

    ReplyDelete
  71. Koi bhai batayega court mai kya hua

    ReplyDelete
  72. Koi bhai allahabad se hai kya confirm news de

    ReplyDelete
  73. Kya chal rha h cort m koi btaiye.plz

    ReplyDelete
  74. क्या टेट की अनियमितता को दूर नहीं किया जा सकता है एकेडेमिक की भरती से टेट RANKERS को नुकसान होगा एकेडेमिक पैर भरती होगी तो टेट का WEITAGE कितना होगा जैसे मुद्दों पैर कोर्ट सर्कार को लताड़ लगाई ऐसा न्यूज़ कोर्ट से बी फ़ोन मिला

    ReplyDelete
  75. Jaldi bharti suru ho.
    Lataka bahut liya

    ReplyDelete
  76. Yaha is blok pr kisi ke pas koi confarm news ni h.sab sale ek dusre se time pas kr rhe h.yaha koi bi tet lekar gambhir ni h. Ab kal news paper s hi clear hoga ki cort m kya hua.thanks frandz. Take c.

    ReplyDelete
  77. Sarkar ne sanshodhan ka hawala dekar tet ka WEIGHTEGE dene ki baat kahi hai. Judge ne sarkar se 27 aug tak sanshodhan karke details dene ko kaha hai.

    ReplyDelete
  78. Sarkar ne sanshodhan ka hawala dekar tet ka WEIGHTEGE dene ki baat kahi hai. Judge ne sarkar se 27 aug tak sanshodhan karke details dene ko kaha hai.

    ReplyDelete
  79. dosto ye nikammi sarkar lok sabha chunao tak bharti latkana chahti h use ye to pata h ki ye bharti jab bhi hogi sirf or sirf tet merit se hi karni hogi

    ReplyDelete
  80. Muskan mam plz blog mat band karna.thanks

    ReplyDelete
  81. JUDGE KI MA KI CHOT SALE KO सफाईकर्मी HONA THA.

    ReplyDelete
  82. @ RAJU JI,

    AAP JAISO KE KARAN HI YAH BLOG UNACTIVE RAHTA HAI, AGAR APKO JUDGE KO GALI DENI HAI TO UNKE OFFICE KE BAHAR DE, YAHA PAR GALI DEKAR AAP SHER NAHI BAN SAKTE HAI...

    ReplyDelete
  83. Raju g pls don't use such abusive comment

    ReplyDelete
  84. etv par khabar dikha rahe hai ki niymawali me ammendment karne ka order court ne diya kaisa sansodhan plz explain if any have some information

    ReplyDelete
  85. Tet ko patrta ka darza court ne de diya hai breaking news

    ReplyDelete
  86. Ab bharti ka rasta clear ho gaya hai accd pe hogi court ne order de diya hai

    ReplyDelete
  87. Court ne gov.se niyamavali sansodhit karne ko kaha hai

    ReplyDelete
  88. Court ki sunwai khatm ho gai hai...

    ReplyDelete
  89. Yadi court ko sanshodhan karwana hota to aaz vigyapti khariz aur stay vacate ho jata. Sarkar ke karyo(decision) ka uphaas kiya gaya hai. Stay has been extended till next date. No order.

    ReplyDelete
  90. court ne 27 aug ko date kyon de hai jo jyada detail janta ho bataye please share news koi court me ho to update de vistar se sunvayi k bare me betaye

    ReplyDelete
  91. BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.
    BOLO
    HANUMAN JI
    KI
    JAI.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Kha se prkt ho gye . Police lanka jlane k jurm me tumhe khoj rhi hai . Acced se bharti k chkkr me bhar mt niklo Verna ajivan karavas ho jayega aur tet se naukri bhi chali jayeg.

      Delete
  92. Court ne acd ke sath 100% tet wtz dene ko kaha h.

    ReplyDelete
  93. RANJEET SINGH YADAV
    AAJ SARKAR NE SIKSHAK BHARTI SE SAMBANDHIT CABINET KE FAISHALE AUR TET KO PATRATA PARIKHSHA BNAYE JANE WALE G.O. AVM NIYAMAWALI ME SANSODHAN KI BAT COURT KE SAMKCH RAKHKHI LEKIN TET BASE MERIT BACHAO KE ADVOCATE KO SUNNE KE BAD COURT ME JUSTICE TANDAN SAHAB NE SPAST KIA HAI KI SARKAR TET ME PRAPT ANKO KO DHYAN ME RAKHATE HUE ADHYAPAK SEWA NIYAMAVALI ME SANSODHAN KARE AUR 27 AUG KO SIKSHAK BHARTI SE SAMBANDHIT MAMLE ME ANTIM RUP SE COURT ME UPASHIT HO AUR TAB KI PARISHTHITIYON ME JO BEHTAR HOGA WO NIRNAY LIA JAYEGA. LEKIN AK BAT SPASTT HAI KI VIGYAPAN KO COURT AAJ BHI NIYAMANUSAR MANKAR CHAL RAHI HAI. BAHAS DONO TARAF SE HUE KUCH MAMLO KO LEKAR COURT BHI CONFUSE THI LEKIN SARKAR KI APNI BAAT MANWA LENE KE DAWE KAMJOR PAD RAHE HA. AB NIYAMAWALI ME PARIWARTAN KA WAIT KARE........ 27 KE PAHLE...

    ReplyDelete
  94. Kumar Neeraj 3:04pm Aug 6
    Judg sab ne kaha ki,yadi mai aaj stay vacate kar deta hu to,sarkar fir dhulmul ravaya apnaygi,bharti fir fasegi,jab govt ne kaha hum niyamavali sansodhit karenge,to judg sab ne kaha kar k laiye,tabhi hum dekhenge kya karna h,lekin niyamavli sansodhit karte samy tet k praptanko ka dhyan rakha jaye,tab govt ne kaha ki uska weightage diya jayga,uske bad 27 ko court dekhegi kya karna h,sab kuch TANDON sahb k vivek par nirbhar karta h,itna to tay h ki,Tet merrit nhi to acd and tet ka judna tay h,yani adhi ladai hum jeet chuke h,mai court me nhi tha,telephonic discussion k adhar par meri post h,judg sab ne bar bar kaha ki,asa mat bolo hum karenge,apke karan hi case latka hua h,Tandon ji k sangyan me pura case h,or mulayam sarkar ko ek jhatka pahle bhi de chuke h vo kisi case me,so hum nyay ki ummid kar sakte h,nhi hua sab kuch govt k accdng,bahut daat padi govt k pratinidhiyo ko.

    ReplyDelete
  95. kya gud news h pradeep je....

    ReplyDelete
  96. YANI SABSE BEHTAR VIKALAP GRAD.+BED+TET PAR KAAM HO RAHA HAI. MERE VICHAR SE IS PAR KISI KO PROBLEM NAHI HOGI

    ReplyDelete
  97. Bharti only accd par hi hogi tet merit walo jhooti tasalli hi le lo kuch din ke liye jao or kuch kam kyo nahi karte medhak ki tarah uchhal rahe ho

    ReplyDelete
  98. suraj ji kya % hai aap ke acc me ?

    jo is trah se baat ker rahe hai

    jara mai bhi dekho app ko.........

    ReplyDelete
  99. Aaj sarkar ne sikchak bharti se
    sambandhit cabinet ke faishle aur tet ko
    patrata parikhcha bnaye Jane wale go
    avm niyamavali me sansodhan ki bat
    court ke samkchh rkhi lekin tet base merit abhyarthiyon ki taraf se bachav
    pakchh ke advocate ko sunne ke bad
    court me justice Tandan sahab ne spastt
    kia hai ki sarkar TET me prapt anko ko
    dhyan me rkhte hue Adhyapak sewa
    Niyamavali me sansodhan kare aur 27 august ko sikchak bharti se sambandhit
    mamle me antim rop se court me
    upasthit ho aur tab ki parishthitiyan me
    Jo behtar hoga wo nirnay lia jayega lekin
    ek bat spastt hai ki vighyapan ko court
    aaj bhi niyamanusar mankar chal rhi hai bahash dono taraf se hui kuch mamlo ko
    lekar court bhi confuse thi lekin sarkar ke
    lie apni bat ashani se manva lene ke
    dawe ab kamjor pd rhen hai ho skta hai
    sarkar aur court dono ki parshpar shmati
    se tet ke anko ko bhi merit me jod dia jay ab dekhiye niyamavali me kya
    amendment hota hai vilamb se post
    karne ka karan net ki link fail thi

    ReplyDelete
  100. Kyo sarkar se takkar le rahe ho tet merit walo jab sarkar hi tumhe job nhi dena chahti to dusro ko kyu nahi lene de rahe ho

    ReplyDelete
  101. Ranjeet Singh Yadav
    Aaj sarkar ne sikchak bharti se sambandhit cabinet ke faishle aur tet ko patrata parikhcha bnaye Jane wale go avm niyamavali me sansodhan ki bat court ke samkchh rkhi lekin tet base merit abhyarthiyon ki taraf se bachav pakchh ke advocate ko sunne ke bad court me justice Tandan sahab ne spastt kia hai ki sarkar TET me prapt anko ko dhyan me rkhte hue Adhyapak sewa Niyamavali me
    sansodhan kare aur 27 august ko sikchak bharti se sambandhit mamle me antim rop se court me upasthit ho aur tab ki parishthitiyan me Jo behtar hoga wo nirnay lia jayega lekin ek bat spastt hai ki vighyapan ko court aaj bhi niyamanusar mankar chal rhi hai bahash dono taraf se hui kuch mamlo ko lekar court bhi confuse thi lekin sarkar ke lie apni bat ashani se manva lene ke dawe ab kamjor pd rhen hai ho skta hai sarkar aur court dono ki parshpar shmati se tet ke anko ko bhi merit me jod dia jay ab dekhiye niyamavali me kya amendment hota hai vilamb se post karne ka karan net ki link fail thi .

    ReplyDelete
  102. abhi meri neeraj bhai se bt hui hai n unhone vahi likha hai jo court me hua hai...
    Judge sahab humare favour me h,govt ko lagai latad jab usne ise patrta mante hue apna favour rakha,ncte k niymavli ko dikhaya judg ne puchha ki yadi ye patrta h to kyo likha h ki apne marks badhane k liy de sakte h tet exam bar bar,khare sab ne kaha ki stay hatakar bharti suru karaye,to judg ne kha ki mai stay nhi hataunga,kyoki stay hatne par bhi govt acdmc se bharti karegi or case fir se court me fasega,ab mai bharti karaunga or uski akhiri date h 27 aug,isme mai aar ya paar kar dunga.

    ReplyDelete
  103. KOI VYAKTI AAPSI NOK JHOK ME NA PADE
    acd+tet % may be better.

    ReplyDelete
  104. Academic based selection is not a right method for recruitment.

    ReplyDelete
  105. To suraj ji aap kyu tention le rhe h.
    Bharti chahe jaise b ho aako koi ni rok skta h.

    ReplyDelete
  106. @ SURAJ JI,

    YADI YAHI BAAT RAHI HOTI TO KISI KAPIL NE KOI MUKDAMA NAHI KIYA HOTA, NA KOI STAY HOTA AUR AB TAK TET WALE FULL PAY SCALE ME AA CHUKE HOTE, SURAJ JI KUCH JANKARI RAKH KAR BLOG PAR LIKHA KARE........

    ReplyDelete
  107. JUDGE SAHAB NE TATKAL STAY VACANT NA KARKE THIK HI KIYA TAKI 27 K ANDAR HI GOVT KA RUKH SPAST HO JAYEGA.

    ReplyDelete
  108. Government ka najaria tabhi spast honga jab ho pachapat tarike se aur badale ke bhawana se sochana band kare aur sahi aur sabko nyay dilane wali ho

    ReplyDelete
  109. M. A. KHAN KOUSHAMBI U.P. AAP LOGO KO SAYAD MALUM NAHI HIGH COURT KE JUDGE SAHAB BADAL GAY HE FAISLA KARNE WALE JUDGE MANNIYA AKHILESH YADAV JI HE OR ARUN TANDAN JI TO MANNIYA JUDGE AKHILESH YADAV JI KE SPEAKER HE JO MANNIY JUDGE YADAV JI FAISLA LIKHEGE US FAISLE KO ARUN TANDAN JI KO SIRF PAD KAR SUNANA HE MATLAB HIGH COURT KA ASLI JUDGE MANNIY AKHILESH YADAV JI HE 6 AUGUST KO ARUNDADAN JI JAUDGE MANNIY AKHLESH YADAV KE FAISLA KO HI PAD KAR SUNAGE KI POORE BINDUON PAR GAMBHIRTA SE CHARCHA K BAD COURT IS NATIJE PAR PAHUCHI HE KI SHIKSHK CHAYAN PRAKRIYA ACD K ADHAR PAR HOGI

    ReplyDelete
  110. tab to ye bahot galat bat hongi kya humare desh kay nyay vyavastha bhi ....

    ReplyDelete
  111. Jarurat padi to ek aur aandolan kyoki Mulayam ji k state ki samiksha baithak se sarkar par dabav badha he aur hum logon k next andolan k ailan se jald faisla legi.

    ReplyDelete
  112. andolan me TET ke pacha me suchanayo se bhara ek brochure hona chahiye jo media karmiyo ko diya jaya aur jaroorat padane par supreme court jana chahiye waha se hum nyay ki umeed kar sakate hai

    ReplyDelete
  113. sarkar ko 6 tarik last date mili thi,fir b sarkar ne nayi date le li...mamla latkta rahega.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।