/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, September 7, 2012

UPTET News

21 comments:

  1. UPTET2012 IMAANDARI SE CLEAR KARNE KA JISME HAI DUM WOH KAHLAYEGA SINGHAM. ACD ka raag alaapne walon ke tote ud jaayenge question paper dekhkar. Result aayega 5%. UPTET2011 hoga cancel.

    ReplyDelete
  2. Good morning editor ji
    aap se kahena hai ki www.only4uptet.wapka.mobi par TEACHER'S HELPDESK colom me news hai ki bed wale prt me uptet12 me baith sakte he. yah scan news zoom nhi ho pa rhi he yani padha nhi ja rhi he plz apne blog par visible set kare. thanks

    ReplyDelete
  3. yaar ab pata nhi ke hum logo ka adv tet2012 ke bad niklega ya pehle

    ReplyDelete
  4. hi frnd's hamme abki bar inhe batana hai ki vote ki keemat kya hoti hai.saalo sar ke bal,naak ragdate raho itne tetians ki bad blessings leke PM banane ka khvaab dekhne wale kutton tumhe to tetians hi sabak sikhanege. Ab bhee waqt hai kuch acche kaam karo to shayad .......Congress ...satta jaane ke GAM m paagal kutte ho gaye hai.Mayawati -pagal Hathini-satta jaane k gam m -AARASKSHAN ka jinn phir nikaal ke phir janta ko Bewkoof bana rahi.Akhilesh-Mulayam laga tha ki kuch naya karega per satta me aatte hi pagal ho gaye.

    ReplyDelete
  5. hi frnd's hamme abki bar inhe batana hai ki vote ki keemat kya hoti hai.saalo sar ke bal,naak ragdate raho itne tetians ki bad blessings leke PM banane ka khvaab dekhne wale kutton tumhe to tetians hi sabak sikhanege. Ab bhee waqt hai kuch acche kaam karo to shayad .......Congress ...satta jaane ke GAM m paagal kutte ho gaye hai.Mayawati -pagal Hathini-satta jaane k gam m -AARASKSHAN ka jinn phir nikaal ke phir janta ko Bewkoof bana rahi.Akhilesh-Mulayam laga tha ki kuch naya karega per satta me aatte hi pagal ho gaye.

    ReplyDelete
  6. hi frnd's hamme abki bar inhe batana hai ki vote ki keemat kya hoti hai.saalo sar ke bal,naak ragdate raho itne tetians ki bad blessings leke PM banane ka khvaab dekhne wale kutton tumhe to tetians hi sabak sikhanege. Ab bhee waqt hai kuch acche kaam karo to shayad .......Congress ...satta jaane ke GAM m paagal kutte ho gaye hai.Mayawati -pagal Hathini-satta jaane k gam m -AARASKSHAN ka jinn phir nikaal ke phir janta ko Bewkoof bana rahi.Akhilesh-Mulayam laga tha ki kuch naya karega per satta me aatte hi pagal ho gaye.

    ReplyDelete
  7. hi frnd's hamme abki bar inhe batana hai ki vote ki keemat kya hoti hai.saalo sar ke bal,naak ragdate raho itne tetians ki bad blessings leke PM banane ka khvaab dekhne wale kutton tumhe to tetians hi sabak sikhanege. Ab bhee waqt hai kuch acche kaam karo to shayad .......Congress ...satta jaane ke GAM m paagal kutte ho gaye hai.Mayawati -pagal Hathini-satta jaane k gam m -AARASKSHAN ka jinn phir nikaal ke phir janta ko Bewkoof bana rahi.Akhilesh-Mulayam laga tha ki kuch naya karega per satta me aatte hi pagal ho gaye.

    ReplyDelete
  8. uptet 2011 ka kuch hua nahi or 2012 ki tayari or cm de sakta hai bed walo ko prt me apply karne ka moka kyonki vote bank ka chakar hai ,abhi court ki date or badti rahegi jab tet2012 ka result nahi ayega ,tet 2012 ka jimma aisi sanstha ko diya jo sp ke issare par kaam karegi or aur jo paisa dega wo tet pass karega abhi tet merit wale bahar hue hai ab acd wale bahar honge kyonki tet 2012 wale banage teacher

    ReplyDelete
  9. Ramanand dubey said-
    academic merrit 200 se adhik jayegi kyoki tet2012 hone ja rahi hai.

    ReplyDelete
  10. Ramanand dubey said
    acedemic 200 se adhik jayegi kyoki tet2012 hone ja raha hai.

    ReplyDelete
  11. B.ED. WAALE BAN SAKENGE PRATHAMIK SHIKSHAK
    : Kendra ne up sarkaar ko b.ed. holders ko primary teacher appoint karne ki anumati de di hai.kaanoon mantralaya se hari jhandi milne ke baad iss sandarbh me rajya sarkaar ko aadesh jaari kr diya gya hai.
    aadesh me kaha gya hai k up sarkaar 31 march 2014 tk b.ed holders ko prathmik shikshak niyukt kr sakti hai. TET SANGHARSH MORCHA HAPUR

    ReplyDelete
  12. 2011 walon ka toh ab tk faisla kr nhi kr paye 2012 ki taiyari shuru kr di....

    ReplyDelete
  13. C.M. JI EMPLOYMENT KAE BARE MEY KUCH NAHI DEKH RAHE HAI. LOGO KA DHYAN HAWAI MAHAL KEE TRAF LAGA DIYE HAI. NAKAL KARO HIGH MERIT LAO LAPTOP LOO. NKAL KROO HIGH MERIT LAO MERIT SEY TEACHER BNO. NKAL KRO HIGH MERIT LAO KISHE COMPETION MEY BAR BAR FAIL HO JOO AUR KAHO PAPER KATHIN THAA. NKAL KRO HIGH MERIT LAO ALLAHABAD JAO 10 YEARS COMPETION KEE TEYARE KARO FAIL HO KAR GHAR AOO TRACTOR CHALOO. NAKAL KARO BAAP KO BARBAD KAR DOO.

    ReplyDelete
  14. Those TET SUPPORTER FRIENDS who wants to contact me pls email me on

    ReplyDelete
  15. Sab kuch planing se ho raha hai.ab to lagta hai 2012 tet result ke bad hi vacency fil hogi. kuc karo

    ReplyDelete
  16. kya bed walo ko tet2012 me mauka nahi milega

    ReplyDelete
  17. sagar ji jha tak mera manna h to central se anumati mil gai h or gov.jald se jald adv. kalna chati h. kyoki court full stay nahi hataygi mp court ki trh.court khud apne ander me adv.kalwayga quki agr stay hta liya to gov.ka pta nahi kab adv. kalagi.
    court janta h ki bharti uski vajah se ruki h to wo vigyapan niklne tak stay rakhga or anumati bhi dega.taki sarjar koi chalaki na dekhay.

    ye mp gov.pr court ne kiya h.wha pr bhi adv.me sansodhan hua h.

    ReplyDelete
  18. UPTET2012 clear karein. UPTET2011 ke bharose na rahen yeh jaroor cancel hogi. Mayawati ne kamaya ab Akhilesh kyon chchode?

    ReplyDelete
  19. uptet2011 ka faisla to ho gaya h ki tet manya h radd nahi h

    ReplyDelete
  20. Hame behad afsosn hai ki tet merit chahne walon ki Sankhya bahut kam hai.
    Hame yakin hi nahi hota ki hum kuch kar bhi Sakegein.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।