/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, October 7, 2012

UPTET : BTC / VBTC / BTC Urdu Recruitment Advertisement Merrut

UPTET : BTC / VBTC / BTC Urdu Recruitment Advertisement Merrut 


Mr Rahul Singh pasted information on Facebook wall -

Rahul Singh
नया टीईटी पास बीटीसी , वि.बीटीसी एवँ उर्दू बीटीसी वालोँ के लिए प्रथम आवेदन मेरठ से ....



As per advt., It is for those who already trained in BTC Course/VBTC Course etc. If any better interpretation you have, Please make it through comments.

Always confirm details from relevant authority/ department.

I have not seen ONLINE Advt. on website. So check and confirm details from news paper / website as well and contact to DIET Merrut.

19 comments:

  1. Lo bhai av maje karo btc n v.btc n b.ed. walo wait karo ..

    ReplyDelete
  2. kya ye log districtwise fees jama karayenge.

    ReplyDelete
  3. EK HAKIKAT!!!
    GUNANK SYSTEM SE CBSE BOARD WALON KO KOI FARK NAHIN PADTA BECAUSE YADI UNKE HIGH SCHOOL 80% INTER 70% BHI HOTE HAIN TAB BHI WE UP BOARD SE 2+2 YANI 4 POINT JYADA PATE HAIN AUR 4 POINT BAHUT JYADA IMPORTANCE RAKHTE HAIN GUNANK ME IS LIYE SARKAR KA GUNAK METHOD KEWAL UP BOARD WALON KO BEWKOOF BANANE KI CHAAL HAI

    DOSTO
    GUNANK AND FLATE DONO HI METHOD UP BOARD K LIYE TOTALY ANYAYPOORN HAIN.

    IS LIYE YADI SARKAR KO ACD BASE BHARTI KARNI HI HAI TO GRADUATION+B.ED+TET IS BEST OPTION HAI.

    PLZ RAY ZARUR DEN

    ReplyDelete
  4. WRIT DALNE WALON KO GALI DENE WALE YE BHI TO SOCHEN KI JAB KAPIL YADAV NE WRIT DALI THI TAB AAP KAHAN CHALE GAYE THE HAM SAB USIKA RESULT JHEL RAHE HAIN GALI DENA HI HAI TO KAPIL KO DO YA JIN LOGON NE AUR SARKAR NE ISKA FAYDA UTHAKAR MERIT BASE BADALNE KA DUSCHAKRA CHALAYA UNHEN DO SARKAR KEWAL LAST CHANCE HI DEGI TET WALON KO ISKE BAAD B.ED. WALE PRT BHOOL JAYE AUR YE VACANCY 2014 TAK HI FILL HO PYAEGI
    WAISE BHI ACADEMIC MERIT KEWL 1 CHANCE HI DETI HAI LIFE ME.

    ReplyDelete
  5. m ab kabhi blog ko nahi kholuga kio k m har gaya h ab tebcher banne k sapne chod do

    ReplyDelete
  6. Don't use A-MAR U-JALA as ur daily news paper.ye paper sala apne dhandhe ke liye ulti khabre chhapta hai.u know agar aaz amar ujala mein ye news nahi chhapti to isko kharidne walo ki itni badi sankhya kabhi na hoti.ise kahte hain ''BEROJGARO KI CHHATI PAR DAAL DALNA''.
    DON'T WORRY GUYS,AISA KUCHH NAHI HOGA.YE PROCESS PURA HOKAR HI RAHEGA.KEEP PATIENCE
    WISH U ALL THE BEST

    ReplyDelete
  7. ak han k entjar m rat yo h gujar jayegi ab to uljhaon h mere sath need kaha ayegi subhah k kiran na jane kon sa sandesh layegi rimjim si lahraygi ya payas andheri rah jayegi

    ReplyDelete
  8. Bhai logo notification kal Monday ko hi aa rela hai..kaahe ghabrate ho,ye bharti to hokeich rahegi

    ReplyDelete
  9. Don't wory ye amarujala ki news ko itna hartly lene ki koi jarurat nahi hai

    ReplyDelete
  10. derd me derd ki talash kab tk..
    jo nahi aye uska intejar kab tk.....
    khud ke yakeen per ab to shak ho chala hai...
    ek jhooti aas pe ye khwab kab tk........

    ReplyDelete
  11. यह सरकार ठीक नहीं कर रही है सरकार को हमारा भी विज्ञापन टी०इ०टी० की मेरिट पर निकाल देना चाहिए

    ReplyDelete
  12. DUNIYA ME HAKIKAT KA PATA KUCH BHI NAHI

    ILJAM HAJARO HAI KHATA KUCH BHI NAHI


    MERE DIL ME KYA HAI YE PADH NA SAKOGE

    SARE PANNE BHARE HAI AUR LIKHA KUCH BHI NAHI......

    ReplyDelete
  13. DUNIYA ME HAKIKAT KA PATA KUCH BHI NAHI

    ILJAM HAJARO HAI KHATA KUCH BHI NAHI


    MERE DIL ME KYA HAI YE PADH NA SAKOGE

    SARE PANNE BHARE HAI AUR LIKHA KUCH BHI NAHI......

    ReplyDelete
  14. DUNIYA ME HAKIKAT KA PATA KUCH BHI NAHI

    ILJAM HAJARO HAI KHATA KUCH BHI NAHI


    MERE DIL ME KYA HAI YE PADH NA SAKOGE

    SARE PANNE BHARE HAI AUR LIKHA KUCH BHI NAHI......

    ReplyDelete
  15. यह सरकार ठीक नहीं कर
    रही है सरकार
    को हमारा भी विज्ञापन
    टी०इ०टी० की मेरिट पर
    निकाल देना चाहिए

    ReplyDelete
  16. sarkar Bharti bare mai kucch soch hi nahi rahi.jabki tet se Bharti pahle honi chahiye thi.ye govt.karna kya chah rahi hai.jabki bina kishi bhedbhav ke vaccancy fill karni chahiye.or ye picchli dwara nikali vacancy hai isliye ye pachde paida kar rahi hai.ab to cort ne bhi kah diya ki govt.jaldi hi vacancy fil kare kyoki up mai shiksho ki bhut kami hai.govt purane niymao kea anushar hi bharti karne chaiya ye samasya khude govt.hi paida kar rahi kyoki govt ye bharti karna hi nahi chahti.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।