/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, January 29, 2013

LT Grade Merit Cut-off List Gorakhpur Mandal

LT Grade Merit Cut-off List Gorakhpur Mandal

Male Teacher Government Inter College (GIC) L. T. Grade Cut-off List



For verification of detail , visit - gorakhpur.nic.in / Contact concerned authority.



35 comments:

  1. Are yar koi diet jakr pta kro kya aj cut off ayegi...

    ReplyDelete
    Replies
    1. sir ,there are thousand vacancies need but requitment notice only a few vacancies announced.
      Thanks sir

      Delete
    2. sir ,there are thousand vacancies need but requitment notice only a few vacancies announced.
      Thanks sir

      Delete
  2. are bhai mujhe to lagata h k ye bharti honi muskil h.

    ReplyDelete
  3. Kuch logo k life ka ye aim bn chuka hai k bharti latkna chahiye chahe tet merit wale ho, tet fail wale ho, over age underage wale ho, mai yaha acd ko dosh nahi duga quki ye process aj tak eaisi hi bhri jati thi... Ab ye uncle type k log bar bar court jane k liye logo ko uksate hai aur bewkof kahte hai hmara hit prabhawit ho rha hai, isme freshar condidate ki koi galti nahi hai, wo to bharti complite dekhna chahte hai, magar ye uncle type k log jo tet ko lekr neta bante hai.. Bar bar court k trough process par break lagna chahte hai. Khud to kuch kiya nahi aur dusro ko kuch krne nahi dena...

    ReplyDelete
  4. mera gurank 65.55 he mene 54 jilo me apply kia h mere jernal rank es prakar h kya chance he reply must I am so confused ;-AGRA 3622
    ALIGARH 4210
    ALLAHABAD 9841
    AMBEDKAR NAGAR 1527
    AMETHI 2939
    AZAMGARH 8703
    BALRAMPUR 7043
    BANDA 4960
    BARABANKI 2440
    BAREILLY 9232
    BEHRAICH 11430
    BIJNOR 2523
    BUDAUN 9096
    BULANDSHEHR 2665
    CHANDAULI 5420
    CHITRAKOOT 2393
    DEORIA 2332
    ETAH 5188
    ETAWAH 4585
    FARRUKHABAD 2738
    FIROZABAD 854
    GHAZIPUR 7851
    GONDA 12645
    GORAKHPUR 1989
    HARDOI 13983
    HATHRAS 3862
    JALAUN 3283
    JAUNPUR 7157
    KANNAUJ 3081
    KASGANJ 4800
    KAUSHAMBI 4366
    KUSHINAGAR 10328
    LAKHIMPUR 14677
    LALITPUR 3163
    MAHARAJGANJ 8171
    MAHOBA 3960
    MAINPURI 1934
    MATHURA 3208
    MIRZAPUR 8429
    MORADABAD 8166
    PILIBHIT 7055
    RAEBAREILLY 7227
    RAMPUR 4806
    SAHARANPUR 4492
    SAMBHAL 4908
    SANT KABEER NAGAR 3276
    SANTRAVI DAS NAGAR 4095
    SHAHJAHANPUR 12806
    SHRAVASTI 4553
    SIDDHARTHA NAGAR 7456
    SITAPUR 18357
    SONBHADRA 4741
    SULTANPUR 4373
    UNNAO 3240
    reply must mero dosto

    ReplyDelete
  5. Abhi tak kuch b clear nahi hai bhai k cutof kaise nikalege, agar seat k according yani 1 guna bulate hai to lamba waite agar 3 guna bulate hai to 2 list sure...

    ReplyDelete
  6. abhi kisi ko ye Nahi malum ki merit kanha Tak jayegi.ok
    so R.

    ReplyDelete
  7. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain amag unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete
  8. Gov ne kal hc me jawab de diya tha, k hmne merit bna li hai aur counsling k taiyare kr li hai aur isme koi cheng nahi hoga, isliye 30 ko cutoff aur 4 ko counsling hoga... 2. Agar gen 1 seat par bulate hai to seat bharne me bahut time lagega kyuki rank me alrady obc/sc top rank aa gye hai, gen rank commen hai... Unk rank me sc/obc aarkshn nhi le sakte isliye agar 1 guna bulate hai to 10 list me final gen k seat bharegi.

    ReplyDelete
  9. mere pyare doston cut off ki cd kal sham tak aa chuki hai. update ka karyachal raha hai, Aaj sham tak jari ho jayega..2012 wale pareshan na ho ve sabhi in hai. Aaj high court ne bahar karne ki apil kharij kar di.

    ReplyDelete
  10. SUNIL TIWARI JI THANK YOU TO SUPPORT TET MERIT AND CHALLENGE TO THE SUPREME COURT
    I AM AKHILESH PANDEY (I SUPPORT YOU ALWAYS)

    ReplyDelete
  11. SUNIL TIWARI JI THANK YOU TO SUPPORT TET MERIT AND CHALLENGE TO THE SUPREME COURT
    I AM AKHILESH PANDEY (I SUPPORT YOU ALWAYS)

    ReplyDelete
  12. dheeraj bhai sunvai to kaal hai writ aaj kharij kaisai ho gayi tell me

    ReplyDelete
  13. Bhai
    mere samjh me ye nahi aa reha ye log form kaise bhrenge kyoki teen din mai reg and fees and form process kaise popri ho jayegi aur doosri baat form ka option to khula he nahi web par plz tell me

    ReplyDelete
  14. nic ki website bhi nahi chal rahi update ka kam chal raha h i think sham tak cut off ka pata chal jayega...

    ReplyDelete
  15. Sabhi berojgaraon se nivedan hai. Ki we dhareye rakhe. Sarkar (SP) unko niraash nahin karegee,

    ReplyDelete
  16. @MUSKAN DIDI

    MAM PLZ MUJHE CHAT BOX SE UNBANED KAR DIJIYE. PLZ PLZ PLZ PLZ PLZ.

    ReplyDelete
  17. kushinagar ki cutt off aa gayi hai jinme 1800 gen main 400 wrong hain

    ReplyDelete
  18. HA HA HA HA HA HA HA

    TETIONS HAR KAR BHI JEET GAYE

    AUR ACADEMIC SUPPORTER JEET KAR BHI HAR GAYE.

    BECAUSE IS BHARTI ME JIS TARAH MERIT KA RUJHAN AYA HAI USASE SAF LAF RAHA HAI KI GEN 63 OBC 61 AUR SE 58 SE NEECHE NAHINAAYEGI.

    AUR ITNI MERIT WALE JYADATAR CBSE B.TECH. B.C.A. JUGAD WALE YA OTHE STATE KE HAIN AUR INHE AB SELECT HONE SE KOEE NAHI ROK SAKTA.

    MAIN YE BAAT SUROO SE JAN RAHA THA BUT KUCHH SWARTHIYON NE AUR SARKAR KE PITHTHUON NE KEWAL MANMANI HI KEE HAI JISKI SAJA 180000 SE JYADA YOGYA TEACHER BHUGTENGE WE AB AAJIWAN PRT TEACHER NAHIN BAN SAKENGE!!!

    DOSTO TET KO KOEE IMPORTANCE NA MILNA UPTET KE ITIHAS KA BADNUMA DAAG HAI JO KABHI NAHIN CHOOTEGA.

    ReplyDelete
  19. KUSHINAGAR KI LIST ME KOEE ASCHARYA KI BAAT NAHIN HAI LAKHON AWEAKON ME SE KUCHH GALAT ENTRY BHI KAR SAKTE HAIN BUT MERIT WILL BE VERY HIGH.

    ReplyDelete
  20. non tet bale bed degree dhark jada se jada senkhya me anischit kaleen ansan par lucknow vidhanshawha pauchey.29/01/13 se anischit kaleen tak.9005804979, 9758196483,9838334274,9758146725,9919373756

    ReplyDelete
  21. over age ke samband mai sarkar court ka order na maan kar sarkar ne ghamandi,dhokebaaj,student birodhi,kamini,hathdharmi,tanasahi,hitlarsahi,ka Pareche diya hai sabhi overage wale ishwar ki kasam khayen ki jeevan ma kabhi bhi eshi buri sarkar ko vote na den.auro se bhi kahen ki eshi nikammi sarkar ko vote na kare jo court ka order bhi nahi maanti.jay hind jay bharat.9837120282

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।