/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, January 19, 2013

NCTE Notification and its Relaxation to UP Govt Important Info

NCTE Notification and its Relaxation to UP Govt

On My Facebook Group (UPTET ALL IN ONE) Mr Vicky Saluza Shared an Important Information regarding NCTE Notification and its Relaxation to UP Govt

However I don't know its source (If somebody have source link then please share)





You can also JOIN FACEBOOK GROUP (UPTET ALL IN ONE ) - http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/ 
(To Share Your Views/ Suggestion/Help from Others)




44 comments:

  1. Allahabad DB ka SLP 2366/2011 mamle me 16.01.2013 ka Nirnay, jisme kaksha 1-5 me Teacher ke taur pe niyukti ke liye non-TET and TET-fail BTC&SBTC ko anupyukt aur non-TET and TET-fail Graduate(50%)+B.Ed. Ko upyukt bataya gaya hai, jald hi raddi ki tokri me ja sakta hai. Supreme court me ise RADD kiye jane ki puri sambhavna hai, NCTE ne agar apne 23.08.2010 ke Gazzette Notification (samay-samay par sanshhodhano ke sath) ke anusar agar DB ke nirnay se sahmati Vyakt ki to uske is Notification me sanshodhan bhi ho sakta hai ya fir use bhi asamvaidhanik karaar diye jane ke pure asar hain. Mamla kewal bharti ka nahi, tarkikta, samvaidhanikta, RTE ke uddeshya, Bal-adhikar, Samanta ke adhikar aur yogya par ayogya ko vareeyata ka hai jise SC bahut gambeerta se lega, aisa kanun-visheshagyon ka kahna hai.

    Is mamle me uprokt vichar se sahmat vyakti yathasheeghra mujhe nimn dastavej uplabdh karaye taki vartman apatkaleen paristhiti me age kadam badhaya ja sake;
    1. Ek TET-fail Graduate BTC candidate ki Graduation Marksheet tatha BTC Certificate ki chhayapratiyan
    2. Ek non-TET Graduate BTC candidate ki Graduation Marksheet tatha BTC Certificate ki chhayapratiyan
    3. Ek TET-fail Graduate(50%)+ SBTC candidate ki Graduation Marksheet, B.Ed tatha SBTC Certificate ki chhayapratiyan
    4. Ek non-TET Graduate(50%)+ SBTC candidate ki Graduation Marksheet, B.Ed tatha SBTC Certificate ki chhayapratiyan
    5. Ek TET-fail Graduate(50%)+ B.Ed. candidate ki Graduation Marksheet tatha B.Ed. Certificate ki chhayapratiyan
    6. Ek non-TET Graduate(50%)+ B.Ed. candidate ki Graduation Marksheet tatha B.Ed. Certificate ki chhayapratiyan.

    Agar aap uprokt documents me se kuchh muhaiya kara sakte hain to kripya mere e-mail ID 'shyamdevmishra@gmail.com' par subject-line me ''FIGHT FOR TET'' likhkar bheje taki aisi mails ko asani se identify kar saku.

    Iske alawa bhi agar aap bata sakte hain ki kin rajyon me class 1-5 ke liye Graduate (50%)+B.Ed.+TET Candidates ko eligible mante hue kab-kab, kitne padon ke liye vigyana nikala aur bhartiya ki hai to yah bhi bahut upyogi hoga.

    Shayad 80 pages ke orders jald hi log bekar mankar raddi-walo ko taulaate nazar aye to ashcharya nahi.

    Ashok khare ji, jinhone TET ko paleeta lagakar Rashtreey star par prasiddhi pane wala karnama kisi tarah kar dikhaya hai, kyun chahenge ki koi unki is jeet ki hawa nikal de. Maujuda halat me DB ke Nirnay ke viruddh hone wali kisi kanuni karyawahi ko aise log sirf kamjor aur hatotsahit kar sakte hain, par samarthan nahi!

    Isliye apne hit ki sochiye, apne vivek ka prayog kare, kiraye ka gyan aur buddhi kabhi apni nahi ho sakti!

    ReplyDelete
  2. Are bhai koi writ mat dalna. Kisi ko to naukri mile. TET/ACD merit ko na sahi kisi ko to mile. HA HA HA.

    ReplyDelete
  3. aap log vyarth hi pareshaan kyu
    ho rahe ho?ye jo 15 din mein
    notification nikal kar niyukti dene
    ki baat kahi gayi hai ye un logo k
    liye hai jo sbtc training kiye huye
    hain magar tet fail hain...aur tet
    passed sbtc training kar chuke
    logo ke liye nikale gaye vigyapan
    ke antargat jo apply nahi kar
    paaye the...HC ne tet ki anivaryata
    khatm nahi ki balki HC ne to TET
    ko ulta anivarya hi bataya
    hai...JARA DHYAN SE DEKHIYE-------
    केन्द्र सरकार के इस निर्देश के क्रम में
    राज्य
    सरकार ने पिछले दिनों घोषित 72 हजार
    रिक्तियों में सिर्फ टीईटी उत्तीर्ण
    को ही आवेदन करने की अनुमति दी थी।
    इसके
    खिलाफ अभ्यर्थियों ने उच्च न्यायालय में
    अपील की थी। इस अपील पर न्यायालय ने
    प्राथमिक शिक्षकों के लिए
    टीईटी की अनिवार्यता को समाप्त करने
    से इंकार
    कर दिया है। साथ ही इस बार केन्द्र
    सरकार
    द्वारा दी गई छूट के क्रम में बीएड
    डिग्री धारकों को बिना टीईटी के
    ही आवेदन करने की छूट दे दी है। इस आदेश से
    बीएड धारक लाखों छात्रों को प्राथमिक
    शिक्षक बनने का अंतिम मौका मिल
    गया है।

    ReplyDelete
    Replies
    1. ismein ye jo neeche ki
      panktiya hain,ve news paper
      walo ki mangadant hain,aisa
      kuchh nahi hai....ye bhi
      spasht hai ki sbtc training
      kiye huye tet failed logo ko
      HC ne isliye mauka diya hai
      kyuki jab un logo ke liye
      SBTC training ka jo vigyapan
      nikala gaya tha usmein TET
      naam ki koi cheez ki
      anivaryata nahi thi,kintu
      baad mein NCTE dvara TET
      anivarya kar diye jane se
      aise logo ko sarkar niyukti
      nahi de rahi thi.....ab aise
      logo ke liye HC ne 15 din k
      andar vigyapan nikalkar
      unko niyukt karne ke
      aadesh diye hain...jo legal
      hain.....ye to news papers ki
      dohari prakriti hai jo ek
      taraf ye fi dikha rahi hai ki
      HC ne TET ki anivaryata
      samapt karne se inkaar kar
      diya hai aur ye bhi dikha
      rahi hai ki TET ki anivaryata
      samapt...kitna hasyaspad
      hai !....1 hi column mein ye 2
      viradhabhaasi baaten
      hindustani media hi likh
      sakta hai.....

      Delete
    2. Thanx garud. U r very correct. Media walo ko ham apne se jyada intelligent samajhte hain lekin yeh career by choice nahi by chance hota hai. Adhiktar patrakar berojgari se mukti pane ke liye yeh job chunte hai. Gyan kam hone ke karan ve samachar ki aisi taisi kar dete hain.

      Delete
  4. sarkar ne tet paas abhyarthiyon k saath dhokha kiya hai, bhaiyon ab hame he kuch krna padega. Sarkar kuch nahi kregi q ki uske liye court ne 1000 c ka khjana khol diya hai form bhrne se sarkar k labh hoga. Vaise jaha tak maine analysis ki court ne decision thit diya hai. Dhokha to government ne hame diya hai. Are bhai esne jo vigyapan nikala usme tet ka koi mahattav he nhi diya. Agar esne tet ka 1% bhi weitage bhi de diya hota to aaj ye din na dekhne padte . Ab jab ki tet ka ko weitage nahi hai to ye vigyapan kewal vbtc traning k liye he to hua na. Traning k liye B.Ed paas hona jaruri na ki tet paas hona. Esliye court ne aisa direction diya hoga. Jaha tak upar likhi hui bate mere apne bichar hai . Please ponder upon it and take any inetiative immediately. Thanks

    ReplyDelete
  5. sarkar ne tet paas abhyarthiyon k saath dhokha kiya hai, bhaiyon ab hame he kuch krna padega. Sarkar kuch nahi kregi q ki uske liye court ne 1000 c ka khjana khol diya hai form bhrne se sarkar k labh hoga. Vaise jaha tak maine analysis ki court ne decision thit diya hai. Dhokha to government ne hame diya hai. Are bhai esne jo vigyapan nikala usme tet ka koi mahattav he nhi diya. Agar esne tet ka 1% bhi weitage bhi de diya hota to aaj ye din na dekhne padte . Ab jab ki tet ka ko weitage nahi hai to ye vigyapan kewal vbtc traning k liye he to hua na. Traning k liye B.Ed paas hona jaruri na ki tet paas hona. Esliye court ne aisa direction diya hoga. Jaha tak upar likhi hui bate mere apne bichar hai . Please ponder upon it and take any inetiative immediately. Thanks N.Rai

    ReplyDelete
  6. bhaiyo iss gov ki taraf se koi statement aaya hai kya agar aaya hai to ple use bhi publish kare

    ReplyDelete
  7. such to ye hai ki ncte k is letter se bhi yahi spasht ho raha h ki..
    rajya sarkar usi dasha me teachers eligibility me chhut de skti h jb...us rajya me teachers ki jarurat jyada ho or..or teacher k liye nirdharit yogyta ki purti na ho pa rahi ho...(jisme TET pass must or sansodhit kiya ja chuka h..)agar ye uplabdh na ho to TET fail ...or ye bhi na ho to 1-5 graduate gvmt chahe to le .

    ReplyDelete
  8. Govt. ka statement ayega...???? uske to maze aa gaye . ab govt. fir se arbon rupye kamayegi...

    ReplyDelete
  9. ab sab kuch government pr nirbhar ye chahe to hame mouka de sakti hai.

    ReplyDelete
  10. क्या इतना भी नही जानते कि बी टी सी या वि बीटीसी के लिए टीईटी की अनिवार्यता नही है।
    टीईटी की अनिवार्यता तो प्राईमरी टीचर बनने के लिए है॥

    ReplyDelete
  11. Param aadrniya Akhilesh Singh Yadav ko manniy ucch nayayala ne diya 1000c ka sougat. unke pita PARAM PUJYA MULAYAM SINGH YADAV ko loksabha chunav ladne k kaam ayega. Aap sabhi tet uttirn berojgaro se apeet hai unhe apne bahumulya vote dekar PM ki ki kursi dilane me sahyog den. Phir dekhiye HINDUSTAN ko ve kaha se kaha pahucha dete hai

    ReplyDelete
  12. AAJ IS ISTHI KA SABSE BADA JIMMEDAR YADI KOEE HAI TO SIRF KAPIL YADAV JO S.P. KA AGENT HAI YADI USNE PAHLI WRIT NA LAGAEE HOTI TO YE BHARTI 2011 ME HI POORI HO JATI AUR HAM SABKO YE DIN NA DEKHNE PADTE KAPIL YADA SE LEKAR C.M. TAK KA PULA KAL SABHI TETIONS SADKON PAR FOONKNE KI TAIYARI HO RAHI HAI KAL SABHI TETIONS APNE APNE DISTRICT ME PUTLA DAHN KARENGE. JAY TET!!!!!!!

    ReplyDelete
  13. Ye vote ke liye kar rahi hai sarkar .lekin bad me sab ho jayega bekar .tet wale bevkuph nahi hai. election me unhe pata chalega.

    ReplyDelete
  14. BHARTPI HOGI TO ESI BASE PAR CHAHE KOE KUCH BHI KAR LE.TET WALE PURI LARAE LAREGE.CHAHE SC HI KYO N JANA PARE .JAY TET .

    ReplyDelete
  15. gov ka koi statment aaya kya agar aaya ho to please use publish kare

    ReplyDelete
  16. ABHI BHI MAUKA HAI GUNANK AUR TET WALO EK HO JAO AUR NON TET KO BHAGAO IS POORI PROBLEM KA HAL YE HAI KI TET+GUNANK MERIT BANA DI JAYE FIR CHAHE NON TET AAYEN YA NON B.ED. SELECT KEWAL TET PASS HI HONGE

    ReplyDelete
  17. SARKAR YAHI CHAH HI RAHI THI USE PATA THA KI ESME YAHI HONE WALA HAI....KARAN SULTANPUR KE DAINIK JAGARAN KE ANK ME YAH BAT JUST BHARTI SE PAHALE AAYI THI......AUR TET TYE TYE....KAR RAHE THE NA SO AB BHARATI KARAVA LIJIYE......SARI DALIL FARJI HAI.....MAYAVATI KE TIME ME YAH GAUR KIYA GAYA THA TABHI TET MERIT BANAYI GAYI THI KARAN YAH SARKAR SIMPLE POLICY MATTER THA.....AUR BINA TET KE AAP PARKRIYA ME SAMIL NAHI HO SAKATE THE KARAN MERIT TET SE BANANA THA....AB SAB JAI HIND JAY BHARAT.....AUR AAPKO YAH BATA DETA HUN KI TANDON JO KHUD SIR PAR HATH RAKH LIYE HAI.....VO SAMAJH RAHE THE KI SAARKAR JO KAH RAHI HAI 1981 KI NIYAMVALI KI BAT VAH SAHI HAI LEKIN UNSE BHUL HUI KI UNHONE 1981 PAR TET KHARIJ TO KIYA LEKIN VACANCY RIGHT TO EDUCATION ACT KE TAHAT THI MANAK CHANGE HO CHUKA THA.....DICISION GALAT BAT AUR TATHYA PAR AA GAYA HAI

    ReplyDelete
  18. अरे हमारा नही तो किसी का तो भला होने दो के उपदेशको अब इसे अपने उपर लागू होने दो ।

    ReplyDelete
  19. ye jo ho raha hai wo sb sarkar ki sochi samjhi chal hai.looto aur looto akhir sarkar hi loteri hai.ye rajjaya to dhannaya ho gaya aisa CM pa kar.shame on u CM...

    ReplyDelete
  20. court ki baat main maan bhi lu per crt ka faisala abhi adhura hai yadi yeh bharti antim b.ed ki bharti hai to sabhi khali school seat kyo nahi bhartai up main abhi 3:56 seat khali hai sabhi b.ed degree sai bhar do chunavi factor court ki laaz ar b.ed walo ka bhavishya accha kya problem hai

    ReplyDelete
  21. court ki baat main maan bhi lu per crt ka faisala abhi adhura hai yadi yeh bharti antim b.ed ki bharti hai to sabhi khali school seat kyo nahi bhartai up main abhi 3:56 seat khali hai sabhi b.ed degree sai bhar do chunavi factor court ki laaz ar b.ed walo ka bhavishya accha kya problem hai

    ReplyDelete
  22. 83-90 Vale mater se dhayan hatane ke liye ye drama sarkar karva rahi ha

    ReplyDelete
  23. 1st decide merit in 2011 - TET Merit, 2nd decide merit in 2012 - Acd Merit, And now in 2013 - All B.Ed + TET Fail candidates are elligible. Wah bhai wah ye kaun si govt hai, Jawaab Kya Hai ? Options are-(1)E-Government (2) Idiot Government.

    Friends Reply Please...
    Thanks!

    ReplyDelete
  24. [BIG] HIGH SCHOOL SE TET TAK SABHI KA GUNANK JUDWAO WARNA SELECTION BHOOL JAO [/BIG]

    ReplyDelete
  25. 1st decide merit in 2011 - TET Merit, 2nd decide merit in 2012 - Acd Merit, And now in 2013 - All B.Ed + TET Fail candidates are elligible. Wah bhai wah ye kaun si govt hai, Jawaab Kya Hai ? Options are-(1)E-Government (2) Idiot Government.

    Friends Reply Please...
    Thanks!

    ReplyDelete
  26. putla funkne ya unke samne gidgidane se kaam nahi chalega . Jaisa enhone hamare sath kiya enhe usi bhasha men jabab do UTHO JAAGA AUR ROKA ENHE @

    ReplyDelete
  27. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  28. SKT SER KA NARA ACD+TET PAR HI HO BHARTI HAMARA .........

    ReplyDelete
  29. SKT SER KA NARA ACD+TET PAR HI HO BHARTI HAMARA .

    ReplyDelete
  30. TET ANIBARYA KARNE KO GYAPAN:19.01.2013
    Tet pass students ne fax ke jariye CM ke nam gyapan bheja hai isme shikshak bharti ke liye tet & b.ed holder ko hi patra ghosit karne ki mang ki hai. chhatron ka tark hai ki shikshak banane ke liye tet ko khatma karna tet pass balon ke liye dhokha hoga. esase students andolan karne ko badhya honge gyapan dene balon me Ram ji lal suman' Krishna kumar Singh' Dinesh Kumar' Sunil kumar Navin Kumar & anya samil the.

    ReplyDelete
  31. all tet holders do`nt worry....
    NCTE ki guideline ke anusar------
    (1)dhara 23 ki updhara 1 me diya gaya hai ki yah state gov ko adhikar hai ki agar tet pass candidate post(padon)ke mutabik kam hai to vah bina tet pass balon ko bhi samil kar sakti hai. lekin joining/prathmikata/bariyata pahle tet pass balon ko hi dena padega(2)But ncte ke niyamo ke adhar par bhi up gov bina tet pass candidate ko samil nahi kar sakti ..kyoki-bina tet balo ko tab samil kiya ja sakta hai jab gov tet pass uplabdha na hon. isliye tet candidate sure ho jaye

    ReplyDelete
  32. AAP SABHI IS BAAT KE CHINTA NA KARE KYONKI 13 SEP. 2012 KE APPROVAL ME TET KO ANEEVARIYE KER DIYA THA JO SAARE PACHO(5) APPOINTMENT NIYEMO PER LAAGO HOGA

    ReplyDelete
  33. Kyo thaak rahe ho jo hona hai wahi hoga. Don't worry

    ReplyDelete
  34. Hi TET frndz !
    Arre aap sab log itne kyu pareshan hain ............... mai apne un sabhi frndz se request karoonga ke wo na to daren aur na hi doosron ko darayen............. Zara aap log khud sochiye ke kewal Rank pata chal jaane se koi kaise bata sakta hai ke kiska kahan hoga ...aur kahan nahi........ Sitapur ke peechhe sab log pade hain ...hum usi ka example dete hai .....poore UP me 72825 seats hain...aur sitapur me 6400 ...iska matlab 72825-6400= 66425 seats to baaki zilon ki hai na..... to sitapur se in 66425 aavedako ko hata dijiye ..........phir apni rank ko read kijiye ...........doosri baat ...kisi ko nahi pata ke kitne aavedan farzi hain ...kisne kahan kahan se apply kiya hai ..... kaun first councelling me kahan jaaega ........ is liye doosro se poochhna band kijiye ....aur 2 ya 3 din intezar kijiye ......cut off merit aane ke baad hum sabhi dekh sakenge k kaun kahan stand kar raha hai............. iske alawa jaise jaise top gudaank wale apni seats lock karte jaaenge waise hi anya zilo se unke aavedan khud hi nirast hote jaaenge aur meirt neeche aati jaaegi ........ GEN me 60 tak rank wale ...OBC me 55 tak Rank wale Ummid mat Chhoden aur kisi ke kahne me na aayen ........ shad8762@gmail.com (FACEBOOK) ............ CNTCT- 9307476428

    ReplyDelete
  35. My Calculation for ....Kushinagar , Behraaich , Gonda , and Sitapur*********
    ***********************************************************
    My cousin's gudaank is 67.94 (GENERAL)..and HE IS SAFE IN THESE FOUR DISTT.
    67.94 (GENERAL)
    Rank in KUSHINAGARr - 2911/4000 .... It means Cutt off= 67.0 approx
    Rank in BEHRAAICH - 3226/4000 .... It means Cutt off= 67.6 approx
    Rank in GONDA - 3702/4000 .... It means Cutt off= 67.8 approx
    Rank in SITAPUR - 6176/6400 .... It means Cutt off= 67.9 approx
    *******************************************************
    NOW ITS CLEAR THAT THE CUT OFF (GENERAL) OF
    KUSHINAGAR=67.0 (GENERAL)approx
    BEHRAAICH = 67.6 (GENERAL)approx
    GONDA = 67.8 (GENERAL)approx
    SITAPUR = 67.9 (GENERAL)approx ***************************************************************shad8762@gmail.com (FACEBOOK)......cntct- 9307476428

    ReplyDelete
  36. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।