/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, January 20, 2013

UPTET : MERIT / COUNSELING LINK FOR TEACHER RECRUITMENT


UPTET : MERIT / COUNSELING LINK FOR TEACHER RECRUITMENT

As per information spread on Facebook, Following link can be for Counselling / Merit Details purpose -




********
You can also JOIN FACEBOOK GROUP 

(UPTET ALL IN ONE ) - 


(To Share Your Views/ Suggestion/Get Help from/to Others)

***********




27 comments:

  1. yeh kya ho raha hain kal main or mera ek dost (tet fail ) kahi ja rahe the ek or dost mila us tet fail ko kaha badhai ho bhai tumhare liye bharti khul gai hain uska gunak jada hain but tet fail hain , us bat per main bahut sarmida hua mere pass koi sabad nahi the apni davedari show karne ke , isi per hum dono ne 2-2 pag lagya us ne apni khusi ko manaya or maine apne dukh ko bhulaia ,

    ReplyDelete
  2. Supreme court ki sunbai kab hai please tell me...........................?

    ReplyDelete
  3. TET pass bhaio aur bahano se vinmra nivedan yah hai ki es highcort k nirnay ka jordar tareeke se vitrodh karei ki kahi tetpas (tet merit and tet academic) billiyo k ghagde mei tet fail chuhe bazee n mar lei.

    ReplyDelete
  4. o' God help us ! In this suffocative situation.

    ReplyDelete
  5. Replies
    1. YAAR BATAO KAB HAIN SC MAY CASE KI SUNWAE AUR CASE KYA HAIN KISS KAY SONDARBH MAY HAIN

      Delete
  6. all tet holders do`nt worry....
    NCTE ki guideline ke anusar------
    (1)dhara 23 ki updhara 1 me diya gaya hai ki yah state gov ko adhikar hai ki agar tet pass candidate post(padon)ke mutabik kam hai to vah bina tet pass balon ko bhi samil kar sakti hai. lekin joining/prathmikata/bariyata pahle tet pass balon ko hi dena padega(2)But ncte ke niyamo ke adhar par bhi up gov bina tet pass candidate ko samil nahi kar sakti ..kyoki-bina tet balo ko tab samil kiya ja sakta hai jab gov tet pass uplabdha na hon. isliye tet candidate sure ho jaye

    ReplyDelete
  7. Agr apke andar kabiliyat hai to apko kisi se takrane ki jarurat hi nai padegi

    ReplyDelete
  8. Ye bharti ho ya na ho par tet pass candidate hospital me jaroor bharti ho jayenge.

    ReplyDelete
  9. Right ab to sarkar lakho logo ko mar ke hi chan se baithegi....

    ReplyDelete
  10. silpa g chinta mat kro 22ko merit aayegi.

    ReplyDelete
  11. I hope ki a jaye list 22 ko warna patani kb tak khicega ye process ..sab logo ka career dau par laga hai....




    ReplyDelete
  12. Mangesh ji ap kaise keh skte hai surity se ki list 22 ko hi publish hogi ...

    ReplyDelete
  13. ab sabhi tet pass bhai aur bahan hospital me bharti ho jaao jaisa ki mai bharti ho gaya hoon.

    ReplyDelete
  14. aisi sarkar k hote kya ho sakta hai schl to mila ni hsptl hi sahi.aap lage aisi sarkar ko.

    ReplyDelete
  15. achhi baat hai ki sarkar hame hospital me bharti kar rahi hai varna wo to hame kuch samajhti hi qk kal jab ham dharne oer baithege to hamper laathiye padegi to ham ghayal honge jab ghayal honge to sarkar ki majboori hogi ki wo hame hospital me bharti kare thankyou akhileshyadav ji

    ReplyDelete
  16. shilpa g Ramgovind choudhary se aaj mene phone par bat ki to unhone bataya ki merit list 22ko hi declare hogi

    ReplyDelete
  17. Plz sabhi TET supporter is msg ko kisi prakar se kal Supreme court tak pahucha de to nishchit rup se hamari vijay hogi
    Que.1. If NET stands for NATIONAL ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in colleges.

    SET stands for STATE ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in STATE Colleges. And

    TET stands for TEACHER ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a Teacher in primary and secondary schools.
    Why the Governments and NCTE are trying to prove this
    TQT means TEACHERS QUALIFYING TEST.
    It is TET not TQT.
    If academic marks are not a base in NET & SET exams, why it should be a selection criteria in TET.
    Perhaps NCTE and the Governments don't know the meaning of Eligibility or they are trying to hide the facts deliberately.
    Que.2. Is there any other vacancy in India (left to the Primary Recruitment Teacher) which is filled on the behalf of Academic Merit.
    If peon to IAS are selected on the merit basis of written exam, why a teacher should be selected who is the Creator of all jobs.

    ReplyDelete
  18. Plz koi bhi TET supporter is msg ko kisi prakar se kal Supreme court tak pahucha de to nishchit rup se hamari vijay hogi
    Que.1. If NET stands for NATIONAL ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in colleges.

    SET stands for STATE ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a lecturer in STATE Colleges. And

    TET stands for TEACHER ELIGIBILITY TEST and this is for becoming a Teacher in primary and secondary schools.
    Why the Governments and NCTE are trying to prove this
    TQT means TEACHERS QUALIFYING TEST.
    It is TET not TQT.
    If academic marks are not a base in NET & SET exams, why it should be a selection criteria in TET.
    Perhaps NCTE and the Governments don't know the meaning of Eligibility or they are trying to hide the facts deliberately.
    Que.2. Is there any other vacancy in India (left to the Primary Recruitment Teacher) which is filled on the behalf of Academic Merit.
    If peon to IAS are selected on the merit basis of written exam, why a teacher should be selected who is the Creator of all jobs.

    ReplyDelete
  19. Aur Bhais charane Wale ko CM Banao. Sabhi ki FAAD diya , aur Lo Berojgaari bhatta.

    ReplyDelete
  20. Aur Berojgaari bhatta ka lalach karo , Aur bhains charane wale ko CM banao, Sabhi ki faad dega ye .

    ReplyDelete
  21. Dear TET frndz !
    This is Shadab from Kanpur !
    VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
    Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
    Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
    Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
    Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
    Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
    Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
    Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
    Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
    Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
    Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428

    ReplyDelete
  22. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।