/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Wednesday, January 16, 2013

UPTET : शिक्ष्‍ाक भ्‍ार्ती ः घर पहुंचेगा पुराने आवेदकों का पैसा


UPTET : शिक्ष्‍ाक भ्‍ार्ती ः घर पहुंचेगा पुराने आवेदकों का पैसा

*************
To Join UPTET Facebook Group , Click Here ->>>> 

http://www.facebook.com/groups/uptetallinone/

**************

इलाहाबाद(ब्यूरो)। सहायक अध्यापक भर्ती 2011 विज्ञापन के आधार पर आवेदन करने वाले लाखों आवेदकों का फीस का पैसा जल्द ही उनके घर पहुंचेगा। सभी आवेदकों के शुल्क वापस करने की प्रक्रिया शुरू हो गई है। शुल्क की राशि चेक के माध्यम से उनके घरों तक पहुंचेगी।

शुल्क वापसी के लिए आवेदकों को उन सभी जिलों के डायट में आवेदन करना होगा, जहां उन्होंने मूल बैंक ड्राफ्ट लगाया है।

 ड्राफ्ट और आवेदनपत्र की फोटोकॉपी समेत डायट द्वारा मांगे गए दस्तावेजों को उपलब्ध कराना होगा। क्रॉस चेकिंग के बाद आवेदकों को उनके दिए गए पते पर चेक के माध्यम से राशि भेजी जाएगी।


News Source : Amar Ujala (16.1.13)

12 comments:

  1. Bharti supportar jayege court... Aj padegi writ... 1.Eaise logo jinhone nya form k sharto ko mana hai aur usi add me kami nikal kr bharti rukwane me lage hai, aur bar bar hc/db/sc me writ dal rhe hai.... 2. Tet netao k khilaf jo bar bar sabhi ko bharti rukwane k liye fb par uksa rhe hai... 3. Chane ka paisa lekar farzi rasid dekar thagne walo k khiaf 420 ka case.

    ReplyDelete
  2. IN CHAR JILO SE BHI SHULK WAPSI KI VIJAYAPTI JARI HUA HAI KI NHI.KYO KI MUGHE AAVEDAN KARNA HAI.

    AUR DUSRI BAT KI GENRAL KI LOWEST MERIT KAHA TAK JA SAKTI HAI.


    AAP KE BAHUMULYA SUGGHAW KA MUGHE INTJAR RHEGA.

    ReplyDelete
  3. SORRY JILO KE NAM YE HAI
    LAKHEEMPUR

    BAHRAICH

    KUSINAGAR

    SONBHDRA



    IN CHAR JILO SE BHI SHULK WAPSI KI VIJAYAPTI JARI HUA HAI KI NHI.KYO KI MUGHE AAVEDAN KARNA HAI.

    AUR DUSRI BAT KI GENRAL KI LOWEST MERIT KAHA TAK JA SAKTI HAI.


    AAP KE BAHUMULYA SUGGHAW KA MUGHE INTJAR RHEGA.

    ReplyDelete
  4. ab to aur bhi clear ho gaya hai na ?

    Bharti niyamo ke anusaar "soochna chhipa kar" TET pass karne wale abhyarthiyon ko baahar karne ki taiyari................DAINIK JAGARAN - KANPUR page No.- 11**************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428

    ReplyDelete
  5. Hi Tet frndz !

    FEMALE candidates ke liye abhi tak koi bhi utsaahjanak khabar nahi hai..... ye sach hai ke BTC me abhi tak Male , Female , Art Sci. ki merit list alag alag aati thi ...magar filhaal is aane wali pahli merit me Female cnddt ke liye aisa kuchh nahi hai.....filhaal to Female ke gudaank male cnddt ke gudaank se ausatan zyada hi hote hain ......**********
    lekin ye bhi sach hai K sabhi female cnddts Lakhimpur , Siddhhartha nagar aur aise hi doosre zile jahan beehad ilaake hain , jaana nahi chahtin.....phir bhi Sitapur me hi low merit wale sabhi log fight kar rahe hain ....lekin female cnddts ke liye pareshaani ki baat zaroor hai k unhe bhi is bheed me sabhi ke saath barabar se fight karni hogi ...... **************************************shad8762@gmail.com(FACEBOOK)........ cntct- 09307476428

    ReplyDelete
  6. Hi Frndz !.....
    Ab to kuchh samajhiye aap loggg****
    1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
    2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
    3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
    4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
    5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428

    ReplyDelete
  7. Hi Frndz !.....
    Ab to kuchh samajhiye aap loggg****
    1- 40+ age walon ko raahat ...unke aavedan maanya
    2- High Court ke aadesh par SCERT me puraane aavedan ki detail bhejne waalon ko bhi raahat ....unke aavedan bhi maanya
    3- AAJ 16.01.2013 KO HIGH COURT ME TET BHARTI SE RELATED BAAKI SABHI WRIT "KHAAAAARIJ" !!!!!!
    4- Jin sabhi ki writ khaarij hui hai ...unhe court ne Double Bench me appeal (yadi wo karna chaahen) to 30 din ka samay ........
    5- TET wtg se related koi case ab nahi bacha****************shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428

    ReplyDelete

  8. Koyi batayega plz ki DISTT. ETAH ki fees wapsi ki vigyapti jari huyi hai ya nahi.... ? Reply plz 9897377522

    ReplyDelete
  9. hi friends,mere pass form ki photo copy hai par demand draft ki photo copy nhi hai.kya mai apply kar sakhte ho fees return me

    ReplyDelete
  10. "Hindustan Paper ki news se aap log kyo pareshaan hain ? "..............
    Zara sochiye kya ye possible hai /.......aur apni akal lagaaiye !........ 2 dino me hi clear ho jaaega ke ye news kiske liye hai .....Hindustaan wale ne to sab ke dilo ki dhadkane badhaa di ....hahhahahaa.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK)....cntct- 9307476428

    ReplyDelete
  11. Hi TET Frndz !
    "EK BAR PHIR COURT NE BADLA PAALA"
    ****************************
    TWO OPPOSITE DECISION EK SAATH------ SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL*********
    Ab aap dekhiye ke High Court ne ye kya kiya***
    1- TET Anivaarya hoga (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
    2- B.T.C. kare ya Vishisht B.T.C. , Bina TET pass kare koi bhi teacher nahi ban sakta (Dainik Jagaran Kanpur - Front Page)
    3- High Court ne TET par lagaayi Muhar (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    4-Sabh B.Ed. degree dharak 72825 post par aavedan kar sakte hain (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    5- Govmnt. 15 dino ke andar sabhi B.Ed. dhaarako se aavedan maange (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    6- Ye B.Ed. dhaarako ko PRIMARY TEACHER banne ka aakhri mauka (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    7- Naye B.Ed. dhaarak PRIMARY TEACHER nahi ban sakenge (Dainik Jagaran Kanpur - Page No-11)
    TO AB SAB KUCHH ANISHCHIT----- SAB KUCHH DOUBTFUL..........AAGE AAGE DEKHIYE HOTA HAI KYA.......shad8762@gmail.com(FACEBOOK).......cntct- 9307476428

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।