/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, January 20, 2013

UPTET : शिक्षकों की भर्ती ने भरी सरकार की तिजोरी


UPTET : शिक्षकों की भर्ती ने भरी सरकार की तिजोरी

345 करोड़ की भारी भरकम धनराशि प्रदेश सरकार के तिजोरी में पहुंची
भर्ती में शामिल होने जा रहे बेरोजगार बीएड इस खजाने को दोगुना कर देंगे
मेरिट के आधार पर भर्ती ना करने की याचिका सुप्रीम कोर्ट ने स्वीकार की


इलाहाबाद, आम तौर पर कर्मचारियों की नियुक्ति सरकार के लिए आर्थिक रूप से बोझ का सबब बनती है। शिक्षकों की भर्ती का मामला इससे एकदम अलग है। जनगणना से लेकर आर्थिक सर्वेक्षण तक हर काम में इस्तेमाल होने वाले बहुउद्देश्यीय प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती सोने का अंडा देने वाली मुर्गी साबित हो रही है। वर्तमान में चल रही भर्ती प्रक्रिया में अब तक करीब 345 करोड़ की भारी भरकम धनराशि प्रदेश सरकार के तिजोरी में पहुंच चुकी है। माना यह जा रहा है कि उच्च न्यायालय के निर्देश के बाद इस भर्ती प्रक्रिया में शामिल होने जा रहे बेरोजगार बीएड कुछ ही दिनों में इस खजाने को दोगुना कर देंगे

प्रदेश में प्राथमिक शिक्षकों की भर्ती की प्रक्रिया पिछले पांच वर्षो से अटकी पड़ी है। बसपा सरकार ने वर्ष 2011 में इस भर्ती को व्यापक पैमाने पर कराने की कोशिश की। इसमें हर जिले के लिए प्रत्येक अभ्यर्थी से 500-500 रुपये शुल्क मांगा गया था। बाद में उच्च न्यायालय ने हस्तक्षेप किया तो सरकार ने एक ही चालान के आधार पर पांच जिलों में आवेदन की छूट दे दी थी। यह भर्ती बाद में कानूनी समस्याओं में फंस गई और अंतत: निरस्त हो गई। इस दौरान अभ्यर्थियों द्वारा जमा पैसे करीब साल भर बाद अब वापस होने जा रहे हैं। 72825 पदों के लिए वर्तमान प्रदेश सरकार ने एक बार फिर विज्ञापन निकाला। इस बार अभ्यर्थियों की संख्या में कई गुना का इजाफा हो गया। प्रदेश सरकार ने इस भर्ती के आर्थिक फायदों का और बेहतर तरीके से दोहन करने के लिए जोरदार व्यवस्था की। एसबीआई के अधिकारियों की माने तो सात जनवरी को आवेदन की अंतिम तिथि समाप्त होने तक करीब 69 लाख चालान जमा हो चुके हैं। इन चालान के माध्यम से 345 करोड़ रुपये राज्य सरकार के खाते में आ चुके थे। सर्वोच्च न्यायालय पहुंची शिक्षक भर्ती की जंग :शिक्षकों की भर्ती का मामला उच्च न्यायालय से होते हुए सर्वोच्च न्यायालय तक पहुंच चुका है। धर्मेन्द्र कुमार सिंह व अन्य ने शिक्षकों की भर्ती मेरिट के आधार पर करने के निर्णय को चुनौती दी है। इनके द्वारा दायर जनहित याचिका (डब्ल्यूपीसी-30/2013) को सर्वोच्च न्यायालय ने स्वीकार कर लिया है।
(साभार-दैनिक जागरण)

9 comments:

  1. Please Koi to bataye ki nimn jaghon ki fee vapsi ke liye vigyapan kis date me nikle hain ya niklane wale hain:
    1.Bahraech
    2.Kushinagar
    3.Gonda
    4.Mahrajganj

    Contact: Ratan Madani
    Mob No:- 07428076840
    Call or Massage

    ReplyDelete
    Replies
    1. BEHRAICH KO CHHOD KAR SB K PAISA WAPSI KA ADD A CHUKE HAIN JO JANPAD APNE PUCHHE HAIN.

      Delete
  2. Hareram Sharma"Bhartia"
    Lagbhag Sabhi Jilo ki Sulk Vapsi ki Vigyaptia Nikal Chuki h, Sighra hi Speed Post s Jily ki Diet m Avedan,draft,Reg. Lifafa & Voter Id bhejy.

    ReplyDelete
  3. Supreme court ki sunbai kab hai please tell me...........................?

    ReplyDelete
  4. all tet holders do`nt worry....
    NCTE ki guideline ke anusar------
    (1)dhara 23 ki updhara 1 me diya gaya hai ki yah state gov ko adhikar hai ki agar tet pass candidate post(padon)ke mutabik kam hai to vah bina tet pass balon ko bhi samil kar sakti hai. lekin joining/prathmikata/bariyata pahle tet pass balon ko hi dena padega(2)But ncte ke niyamo ke adhar par bhi up gov bina tet pass candidate ko samil nahi kar sakti ..kyoki-bina tet balo ko tab samil kiya ja sakta hai jab gov tet pass uplabdha na hon. isliye tet candidate sure ho jaye

    ReplyDelete
  5. Supreeme Court m 21 Jan. Ko Sunvaye h.

    ReplyDelete
  6. aur lad lo accd aur tet ab na to maya mili na ram

    ReplyDelete
  7. Dear TET frndz !
    This is Shadab from Kanpur !
    VERY VERY IMPORTANT Information regarding Councelling****************
    Humare TET frndz ke councelling se related kuchh important sawal …..aur Basic shiksha sachiv Sh. Sanjay Sinha ji ke jawaab*************************
    Ques-1 - Kya abhyarthi ek se adhik zilon me councelling me hissa le sakta hai ?
    Ans :- NO , Ek zile me councelling me bhaag lene ke baad abhyarthi ko basic shiksha parishad ki or se jaari rank se BAAHAR kar diya jaaega. Isliye abhyarthi apni rank aur zile me khali seats aur cut off ke aadhar par decide karen k kis zile me councelling me bhag lena hai.*************************************************
    Ques-2- Yadi kisi abhyarthi ko lagta hai k uske anko ke anusaar usko rank nahi mili hai to wo kya kare ?
    Ans :- Agar kisi abhyarthi ko lagta hai ke uske saath nyaay nahi hua hai to wo apni samasya ko lekar COUNCELLING SE PAHLE “BSA” ki or se gathit councelling commeti ke saamne apni baat rakh sakta hai**********************************************************************
    Ques- 3 :- Abhyarthi ke apne zile me achchhi rank nahi mili hai aur doosre zile me achchhi rank mili hai to wo kahan councelling karaaye ?
    Ans:- Zile me khaali seats , Zilewaar jaari cut off aur apni rank ke aadhar par abhyarthi zile ka chunao Karen . EK BAAR COUNCELLING ME BHAAG LENE KE BAAD DOOSRE ZILE ME MAUKA NAHI MILEGA ********************************************************************************
    Ques- 4 – PAHLE DAUR KI COUNCELLING ME RANK AANE KE BAAD BHI USME SHAAMIL NAHI HONE PAR KYA DOOSRE CHARAN ME AVSAR MILEGA ???????????
    Ans :- “Yadi abhyarthi ka naam councelling ki shreni me aata hai aur wo usme shaamil nahi hota to US ZILE ME USE DOBARA MAUKA NAHI MILEGA****************************
    Basic Shiksha sachiv Shri SANJAY SINHA ne Allahabad k ek famous newspaper me TET abhyarthiyon ke sawaalon ke jawaab me ye sab kaha hai …………….. agar aap sab ko meri baato pe vishwaas na ho to bilkul bhi VISHWAS na kariye …….. Sach ka pata khud lagaiye….. THANX…………shad8762@gmail.com(FACEBOOK)…….cntct:- 9307476428

    ReplyDelete
  8. Hi TET Frndz ! ………
    Aap sab kaise hain ? ….. Sabse pahle mai ye kahna chaahoonga ke mere sabhi Tet frndz ko agar meri koi baat buri lagi ho ya mere behaviour aur baton se takleef hui ho to I M EXTREMELY SORRY ! mujhe maaf kar dijiyega ! *****************************
    AB KUCHH ZAROORI BAATEN:-*******************
    1-High court ne over age walo ko 31 Jan tak aavedan karne ka aadesh de diya hai .. Clear hai ke ab to CUT OFF 30 Jan ko aana sambhav nahi. Ab dekhiye ke kya hota hai ! ******************
    2- Mere kuchh frndz ne bina naye NIVAS pramad patra ke hi aavedan kar diya . Ab ve sab pareshan hai ke kya Karen !. Actually sabhi ko pata hai ke NIVAS pramad patra aavedan ki tithi se pahle ka hona chahiye tha aur 6 mahine se adhik purana nahi hona chahiye….magar aise logo ne bhi aavedan kar diye jinke pass NIVAS pramad patra 1 ya 2 saal puraane hain. ….Isliye ab DIET jaakar zaroor pata kariye ke 6 mahine se zyada purana NIVAS chalega ya nahi.! ****************************
    3-Jin logo ne aavedan karne me galtiyan kar di thi unse PRATYAVEDAN ke liye kaha gaya hai , magar ab ve sab pareshan hain ke PRATYAVEDAN KAHAN KAREN AUR KAISE KAREN !waise pratyavedan kaise karna hai ye mai yahan batana sahi nahi samjhta kyu ke aap sab ko to pata hi hoga ! Iske liye bhi sahi jankari zaroori hai q k mauka baar baar nahi milega ! *****************************
    4- Councelling me GEN walo ke liye keval 36000 seats hain magar ve sab nuksan me hain q k GEN walo ki list me OBC aur SC \ST ke Toppers bhi aa jaayenge jabki unhe apni category me to sthan milna hi hai . yahi wajah hai ke sabhi zilo me GEN walo ko 1 pad par 1 , OBC aur Anya ko 1 pad par 3-3 log bulaae jaaenge . ****************************
    5- MERIT HUMARI UMMIDO SE HI BAHOT HIGH HO CHUKI HAI. Sabse mushkil me GEN wale hain . Pahli cnllng ke baad hi pata chalega ke GEN me 63 gudaank tak merit giregi bhi ya nahi . isi tarah OBC me 58 tak jana bhi mushkil hota dikh raha hai. *************************************
    6- Aap sab ne jinhe councllng me jana hai ab tak to bataye gaye praoop ke anusar 10-10 rs. Ke stamp paper pe halafnaama to banwa hi liya hoga. ***********************************
    7- humne 4 zilon me anumaanit CUT OFF aap ogo ko bata hi diye the(SITAPUR, KUSH NAGAR , GONDA & BEHRAAICH [sabhi 67.8(approx)] aur baaki zilo ke CUT OFF bhi humne calculate kar liye hain magar unhe abhi batana JALDBAAZI hogi………………. *********************************
    Aapka TET frnd …….SHADAB (KANPUR)……….shad8762@gmail.com(FACEBOOK)……….cntct-9307476428 (plz plz don’t call….agar aap kuchh kahna ya poochhna chahte hain then send only SMS with ur name & Distt.)

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।