/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Friday, February 15, 2013

UPTET 2011 : Scam (Dhandhlee in Exam Paper)

UPTET 2011 :  Scam (Dhandhlee in Exam Paper)

News Source : Hindustan Epaper Lucknow (15.2.13)

Wrong question paper matter was resolved by High court.

Due to wrong questions, many candidates can cross eligibility criteria also and can becomes eligible also.

At that time there was 3 copies of OMR sheet and looks exam was performed fairly as answer sheets of exam made available on website.

Some Candidates raises this point - It is surprising, Why and how some candidate performed poorly in exams while they got good marks in academic.

All this happenings played with candidate's life and create a mock on them. (What is the fault of honest and hardworking candidates).

**********
Faith of exam will be decided by government and court.
They are authorities about such matter. 

13 comments:

  1. court sabhi matters ko pahle hi hal kar chuki hai aise me "dhandhli" prakarn dobara se uthana sarkar ki sochi samjhi chal hai wah acd aur tet me foot dalwakar apna ulloo sidha karna chah rahi hai.

    ReplyDelete
  2. court sabhi matters ko pahle hi hal kar chuki hai aise me "dhandhli" prakarn dobara se uthana sarkar ki sochi samjhi chal hai wah acd aur tet me foot dalwakar apna ulloo sidha karna chah rahi hai.

    ReplyDelete
  3. court sabhi matters ko pahle hi hal kar chuki hai aise me "dhandhli" prakarn dobara se uthana sarkar ki sochi samjhi chal hai wah acd aur tet me foot dalwakar apna ulloo sidha karna chah rahi hai.

    ReplyDelete
  4. yadi tet pariksha me dhandali thi to ye sarkar kaise accd per bharti kara rahi thi aur chief secretary ne tet ko radh karne ka nirnay lena chaiye tha na ki options ka.is report me chief secretary ne likha hai .ki essa pratit hota hai ki tet me niyamo ka palan nahi hua. pratit hone se kuch nahi hota sabut hone chahiye .yadi tet me vastava me niyamo ka palan nahi hua to candidates ki kya galti unhone to pariksha fair tarike se di or number prapt kiye.isme to adhikari doshi hai unhe jail bheja jana chahiye tha.per hc ne bhi dhandli matter per tet ko sahi sabit kiya tha.isliye ya to chief sec ki report galat hai ya pariksha karne wale adhikari .students ka koi dosh nahi hai.isliye bharti tet merit per ki jaye or doshiyo ko jail bheja jaye.kya chief secretary ne doshyo ko saja dilai or bhahar ka rasta dikhaya.nahi//// isliye ye govt swarth bas is pariskha ko galat sidh karna chahati hai.usi tet ke adhar per is govt ne btc walo ko bharti kar liya or bed walo ko bhi bhar rahi thi parntu tet merit ka naam ate hi dhandli chilati hai .isme nakalmafiya is bharti ko tet merit se nahi hona dena chahate .aaj do saal bad dhandli dikh rahi hai is govt ko .ye sab dakosal or adharvihin hai.humare db ke imandar judges is sab ko samajh gaye hai atha bharti tet merit se hi hogi jaihind.

    ReplyDelete
  5. “NOW OR NEVER- HISTORICAL DAY 20 FEB 2013”
    U P KE TRAINEE TECHER CANDIDATES AB TO JAGO. AGAR 20 FEB 2013 KO HUM LOG ALLAHABAD HIGHCOURT NAHI PAHUCHE TO SARKAR , COURT KI HELP SE UPTET EXAM KO CANCEL KARWAKAR DOBARA UPTET EXAM KARWAKAR PAISA KAMANA CHAHTI HAI KYUNKI HUMARI BHARTI PROCESS SE TO KALI KAMAI NAHI KAR PAYI HAI AUR HUMARI BHARTI PROCESS ME TO SAB KUCH MERIT BASE PAR HONA HAI AGAR INTERWIEW HOTA TO YE KAMAI KAR LETE.
    AGAR UPTET CANCEL HOTA HAI TO SAKAR KO DOBARA TET KARAKAR MOTA PAISA KAMANE KA MAUKA MIL JAYEGA AUR SARKAR YAHI CHAHTI HAI .
    AGAR DHANDHALI HUI THI TO KUCH LOGON KI WAJAH SE ITNE LOGON KA FUTURE BARBAD NAHI KIYA JA SAKTA HAI. HUMRE DESH KA KANOON BHI KEHATA HAI KI CHAHE 100 GUNEHGAR CHUUT JAYEN LEKIN 1 BEGUNAH KO SAZA NAHI HONI CHAHIYE. ISLIYE KUCH LOGON KI WAJAH SE UPTET EXAM KO CANCEL KARKE 2.5 LAKH CANDIDATES K BHAVISHYA K SATH NA HI SARKAR AUR NA HI HIGHCOURT KOI KHILWAD KAR SAKTI HAI.
    “ HUME TARIKH PAR TARIKH NAHI CHAHIYE HUME DECISION CHAHIYE”
    20 FEB 2013 KO ALLAHABAD HIGH COURT KE AMNE ADHIK SE ADHIK SANKHYA M PAHUNCHKAR SHANTIPURWAK TARIKE SE PRADARHAN KARENGE AUR MAANG RAKHENGE KI HUME AB HEARING KI NEXT DATE NAHI CHAHIYE . 1 SAAL SE JYADA SAMAY SE HUME KEWAL “TARIKH” HI MIL RAHI HAI.
    JUDGE ITNE UDASEEN HAIN KI UNHE HUMARE FUTURE AUR HUMARI SITUATION SE KOI LENA DENA NAHI H. UNKE LIYE ISS CASE SE IMPORTANT AUR BHI CASE UNHE LAGTE HONGE KYUNKI UNKI PAYMENT TO MAHINE KI 1 TARIKH KO UNKE ACCOUNT ME AA JATI HOGI.
    HUME UNHE BATANA HOGA KI YE CASE HUMARE LIYE KITNA IMPORTANT HAI.
    CHAHEE PURE DIN HEARING KARIYE LEKIN HUME FINAL DECISION CHAHIYE.TAB TAK HUM WAHAN SE NAHI HATENGE.
    SHIV PRATAP SINGH

    ReplyDelete
  6. “NOW OR NEVER- HISTORICAL DAY 20 FEB 2013”

  7. rajya sarkar majak kar rahe hai is majak ka javab 2014 me milega. sala ab dhandlrr dikh rahe hai.

    ReplyDelete
  8. bhai ab bas karo yar ab to sab se bharos uth gaya hai. kya gov kya court

    ReplyDelete
  9. I m agree with sanjeev sir.
    Ye case(tet) sp sarkaar ko loksabha election m bohut loss dega. Aj ki date m na to ise accd wale vote denge nahi tet merit wale.

    ReplyDelete
  10. I also agree with TET Merit.Kyoki isme low record merit wale ko bhi chance milega,otherwise jiska rec. Merit low hogi wo kabhi B.Ed. Nahi Karega.

    ReplyDelete
  11. sanjeev lgta hai tere tet me ache marks hai tabhi bakws kar raha hai par dhandli to hui thi bhai isliye bharti acd ke base par honi chahiye yaar tera bhi number aa jayega do nottake tansion

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।