/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Sunday, March 17, 2013

Bihar SSC : ये कैसी परीक्षाः नहीं हुआ कोई भी फेल, सबने पाई नौकरी

Bihar SSC : ये कैसी परीक्षाः नहीं हुआ कोई भी फेल, सबने पाई नौकरी

न्यूज़  साभार - अमर उजाला (17.3.13)


Lo UPTET kee Aniyamitta Se Milteee Jultee Ek  Good News
 (Supreme Court - Rajya Sarkar Kee Galtee Ke Chalte huee Aniyamittaa Main Candidates Ka Kya Dosh, Dobara Se Pariksha Karaya Jaana Sahee nahin Aur is Galtee se Bhrtee Hue Logo Ko Hatana/Dobara se Exam Karana Sahee Nahin Theraya. Lekin Aniyamitta kee Vajhe Se Galat Mulyankan Ke Karan Sahee Javab Dene Vale Aur Bhartee Se Bahar Hue Logo Ko Niyukt Karne Ka Nirdesh )

ये कैसी परीक्षाः नहीं हुआ कोई भी फेल, सबने पाई नौकरी

पीयूष पांडेय / नई दिल्ली| : सुप्रीम कोर्ट ने बिहार में सात वर्ष पहले आयोजित की गई राज्य कर्मचारी चयन आयोग (एसएससी) की परीक्षा में सही और गलत, दोनों जवाब देने वाले अभ्यर्थियों को नौकरी पर रखने का आदेश दिया है। सा‌थ ही नए सिरे से परीक्षा कराने के हाईकोर्ट के आदेश को रद्द भी कर दिया है। 

गौरतलब है कि अगस्त, 2006 बिहार में जूनियर इं‌जीनियर की 220 पोस्ट के लिए राज्य कर्मचारी चयन आयोग ने परीक्षा कराई थी। मूल्यांकन में हुई गड़‌बड़ी के कारण परीक्षा में गलत उत्‍तर देने वाले अभ्यर्थियों को नौकरी पर रख लिया गया और सही उत्‍तर देने वाले नौकरी से वंचित रह गए।
इस मामले में दाखिल एक या‌चिका में हाईकोर्ट ने राज्य सरकार को सभी पदों पर नए सिरे से परीक्षा कराने का आदेश दिया था। 
हालांकि, अब सर्वोच्च अदालत ने परीक्षा के बाद जूनियर इंजीनियर नियुक्त हुए गलत जवाब देने वालों को नौकरी से न हटाने का आदेश दिया है। साथ ही सही जवाब देने वालों को भी नियुक्ति करने का निर्देश दिया है। 
सर्वोच्च अदालत ने गलत जवाब देने के बावजूद नौकरी पाने वाले अभ्यर्थियों की ओर से दायर याचिकाओं को स्वीकार करते हुए कहा कि वैकल्पिक प्रश्नों के जवाब में तैयार की गई उत्तर पुस्तिका में सही के स्थान पर गलत उत्तर लिखे जाने की भूल के चलते यह परेशानी खड़ी हुई। 
इसमें गलत और सही जवाब देने वाले अभ्यर्थी पूरी तरह से निर्दोष हैं क्योंकि इस मामले में कोई भी अनियमितता या धोखाधड़ी नहीं की गई। लेकिन उत्तर-पुस्तिका में भूलवश गड़बड़ी होने से गलत जवाब देने वाले अभ्यर्थियों को नौकरी के लिए चुन लिया गया, जबकि सही जवाब देने वाले दुर्भाग्य से बाहर हो गए। 
जस्टिस टीएस ठाकुर की अध्यक्षता वाली पीठ ने बिहार में अगस्त 2006 में हुई राज्य कर्मचारी चयन आयोग की परीक्षा में पटना हाईकोर्ट की ओर से जारी आदेश को दरकिनार कर दिया है। 
हाईकोर्ट ने राज्य सरकार को सभी पदों पर नए सिरे से परीक्षा कराने का आदेश दिया था। 
पीठ ने कहा है कि सात साल पहले 220 पदों पर जूनियर इंजीनियर नियुक्त किए जा चुके परीक्षार्थियों को हटाया जाना उचित नहीं होगा। लेकिन सही जवाब देने वाले उन परीक्षार्थियों को भी नियुक्ति किया जाए जो उत्तर पुस्तिका की गलती की वजह से बाहर हो गए थे। 


News Source / Sabhaar : AMAR UJALA (  Last updated on: March 17, 2013 11:28 AM IST) / http://www.amarujala.com/news/samachar/national/patna-high-court-order-was-canceled-by-the-supreme-court/

32 comments:

  1. Rajesh Kumar
    Thodi der tet ki chinta se door

    -------------------------------------------------
    बड़ा भोला बड़ा सादा बड़ा सच्चा है
    तेरे शहर से तो मेरा गाँव अच्छा है
    वहां मैं मेरे बाप के नाम से जाना जाता हूँ
    और यहाँ मकान नंबर से पहचाना जाता हूँ
    वहां फटे कपड़ो में भी तन को ढापा जाता है
    यहाँ खुले बदन पे टैटू छापा जाता है ...
    यहाँ कोठी है बंगले है और कार है
    वहां परिवार है और संस्कार है
    यहाँ चीखो की आवाजे दीवारों से टकराती है
    वहां दूसरो की सिसकिया भी सुनी जाती है ... ...
    यहाँ शोर शराबे में मैं कही खो जाता हूँ
    वहां टूटी खटिया पर भी आराम से सो जाता हूँ
    यहाँ रात को बहार निकलने में दहशत है
    वहां रात में भी बाहर घुमने की आदत है
    मत समझो कम हमें की हम गाँव से आये है
    तेरे शहर के बाज़ार मेरे गाँव ने ही सजाये है
    वह इज्जत में सर सूरज की तरह ढलते है
    चल आज हम उसी गाँव में चलते है ............. उसी गाँव
    में चलते ह I

    ReplyDelete
  2. JAY SHRI RAAM JAY HANUMAAN TET SUPPORTERS KI JAY HO JAY HO TET KI.bhai Ramdev ji bahut intjaar kiya aapne Bhagwaan jarur sunega.aapko dhairya badhne ke liye ek kavita likh raha hu..har kar himmat na baitho-man me aas leke baitho-kya hai karta? Kab hai karta?hai jise kehte hai ham bhagwaan?tum bhi dekho-tataki hai sab lagaye-dekhte teri taraf hai-ham to hai majboor-kismat ke hai maare-dekhta hai -sochta kya? Kyo nahi karta tu kuchh BHAGWAAN?? kYO NAHI KARTA TU KUCHH BHAGWAAN?? Apna ye jab kaam hoga-khub tera naam hoga-ham sabhi denge duyaen-sun le saari prarthanayen!! Der mat kar-kuchh to kar-ham per kripa kar-satya ki ho jeet-sab mil ke kahe-HAI BADA MAHAAN TU BHAGWAAN-Pyare bhai chinta mat karo-Sab theek hoga-aapka veer yodha

    ReplyDelete
  3. Dosto aj ke nirasa fare mahol mai kuchh khusi ki kiranai lekar mai aaya hu.
    Jaisa ki ap jante hai ki kuchh asamajik tatwo ki wajah se ap bahut paresan rahe or apka arthik or mansik soshan bahut hua.but ab koe chinta ki bat nahi hai jisko apni dam ajmani thi wo ajma chuke hai chahe wo Tet merit saportor ho ya ACD saporte ya non tet wale ya fir non b.ed. Wale jisko jo karna tha wo apni dam dikha chuka hai ab unse kuchh fi hone wala nahi hai.
    Ab mamla large bench mai ja chuka hai or waha ka faisla anthim faisla hoga. Jo kafi fi aa sakta hai.or es faisle ke birudh SC mai fi writ nahi dali ja sakti hai kyno ki ye Sc ka hi rup mana jata hai.ab hamai jo faisla milega wo antim faisla hoga.
    Ab large bench final decison degi.large bench mai ab hearing nahi hogi jo vakilo ki jarurat pade so koe hamai date nahi mili hai.only for decison milega jo jald hi aa jaega.
    So dosto ab jo hoga wo achchha hoga or final hoga or jald hoga.
    So dosto don't worry.
    Bhagwan hamare sath ab achchh hi karega.

    ReplyDelete
  4. Dosto aj ke nirasa fare mahol mai kuchh khusi ki kiranai lekar mai aaya hu.
    Jaisa ki ap jante hai ki kuchh asamajik tatwo ki wajah se ap bahut paresan rahe or apka arthik or mansik soshan bahut hua.but ab koe chinta ki bat nahi hai jisko apni dam ajmani thi wo ajma chuke hai chahe wo Tet merit saportor ho ya ACD saporte ya non tet wale ya fir non b.ed. Wale jisko jo karna tha wo apni dam dikha chuka hai ab unse kuchh fi hone wala nahi hai.
    Ab mamla large bench mai ja chuka hai or waha ka faisla anthim faisla hoga. Jo kafi fi aa sakta hai.or es faisle ke birudh SC mai fi writ nahi dali ja sakti hai kyno ki ye Sc ka hi rup mana jata hai.ab hamai jo faisla milega wo antim faisla hoga.
    Ab large bench final decison degi.large bench mai ab hearing nahi hogi jo vakilo ki jarurat pade so koe hamai date nahi mili hai.only for decison milega jo jald hi aa jaega.
    So dosto ab jo hoga wo achchha hoga or final hoga or jald hoga.
    So dosto don't worry.
    Bhagwan hamare sath ab achchh hi karega.

    ReplyDelete
  5. Dileep Tiwari's wall



    Jin friends ko honourable justice harkauli ke na hone ki wajah se nyay ke prati sandeh utpanna ho raha hai wo please is tarah ka bharam na pale.Larger bench se koi aisa decision nahi ane ja raha hai jisse s c mai challenge karne ki jarurat pade pehle to non tet ka matter par decision hoga jinhe honourable shahi pehle hi bahar karne ki goshna kar chuke hai unhone d b ke dwra non tet ko samil karne ke order ko impuged (ncte ka virodhabhashi )bataya hai .dusari bat larger bench honourable harkauli ke refer kiye hue us order par decision degi jismai d b ke hon j ne single b ke hon tondon g ke decision ko impuged(fundamental right ka virodha bhashi ) bataya hai .Court old adv par ab tak hue sare orders ka adhyan karke hi final order degi .Impuged orders ka nyay ke matters mai koi mahatwa nahi hota .Samay lag sakta hai par final muhar tet merit par hogi. New adv ka ab bhagwan hi malik hai .S C ne kaha hai niyam mai badlav maulik adhikar ke samamta adhikar ke anuchhed 14wa16 ke virudh hai .Court stands for defending our fundamental rights and decision already given by s c is a landmark that change in process once formed will eliminate such candidates who were otherwise eligible to complete for the post .Don't worry tet merit is awaited but it is as sure as the constitution of india .

    ReplyDelete
  6. thodi long analysis hai,, par now jo hai vahi sahi,, so read it,,

    Vrihad Peeth ke gathan me, kisi aur
    ki nahi, sirf aur sirf Hon'ble Chief
    Justice ki marji chalni thi aur wahi
    hua, is sandarbh me hame kisi
    prakar ki dushchinta palne ya nirash
    hone ke bajay aanewali paristhiti ka
    samna apni sarvottam taiyari aur
    prayas se karne ke liye ekjut aur
    sangthit ho jana chahiye.
    1. Writ (A) 12908/2013 ke
    tazatareen adesh me Justice A. P.
    Shahi ne Justice Abhinav Upadhyay
    aur Justice Arun Bhushan ki
    khandpeeth dwara Special Appleal
    No. 2366/2011 ke mamle me NCTE
    ki 23.08.2010 ki Adhisuchna ke
    aadhar par bina TET ke bhi 50%
    anko ke sath Snatak aur B.Ed.
    Arhatadhari abhyarthyon ko bhi
    class 1-5 ke adhyapak ke taur par
    niyukti ka patra mante hue unhe
    maujuda bharti prakriya me shamil
    karne ke nirdesh se na sirf
    asahamati jatai balki RTE Act, NCTE
    ki adhisuchna, guidelines aur
    tatsambandhi sabhi dastawejo ke
    pravdhano, nihitarthon ki unke unke
    uddeshyon aur samvaidhanik
    sandarbhon me spasht aur prabhavi
    vyakhya karte hue spasht roop se
    mamle ko Chief Justice ko is
    anurodh ke sath preshit kiya taki ek
    Brihad Peeth ke dwara khandpeeth
    ke vivadaspad nirnay ki sameeksha
    karte hue uske dwara nirnay liya ja
    sake.

    ReplyDelete
  7. 2. Justice Susheel Harkauli aur
    Justice Manoj Mishra ki khandpeeth
    ne Special Appeal No. 150/2013 aur
    anya sambandhit yachikaon ki
    sunwai karte hue 4 Feb. 2013 ke
    adesh me
    (a) 30.11.2011 ke vigyapan ko
    matra ''Asstt. Teacher'' ke sthan par
    ''Trainee Teacher'' shabd ke prayog
    ke karan kharij kiye jane ke ekal
    peeth ke adesh ko galat karaar diya.
    (b) Sarkaar dwara kisi chal rahi
    bharti prakriya me chayan ke
    aadhar, TET-Merit ko badalkar ACD-
    aadharit gunank kiye jane ke liye
    prakriya ko nirast kiye jane ke
    kadam ko manyata dene se nakaar
    diya.
    (c) Sarkar dwara TET me kathit
    dhandhli ke aropo ke aadhar par
    chayan-aadhar/puri prakriya ko
    radd kiye jane ko asweekarya batate
    hue paryapt sakshya paye jane ki
    sthiti me kewal doshi vyaktiyon ko
    prakriya se bahar kiye jane ka mat
    vyakt karte hue avashyak sakshya
    prastut karne ko kahaa.
    (d) Sarkari paksh dwara prastut
    Reports and sakshyon ko puntaya
    satahi mante hue khandpeeth ne use
    kisi prakaar ki karyavahi ki shuruat
    ke liye paryapt nahi mana aur aaj
    tak apne 4 Feb. Ke adesh me ullikhit
    uprokt nirnayon par kayam rahte
    hue sthaganadesh ko jaree rakhne
    ka adesh diya hai.
    3.Justice Harkauli evam Justice
    Mishra ki khandpeeth ne apne 12
    March ke aadesh me spasht kiya
    Non-TET mamle me DB ke adesh ko
    sameeksha hetu Brihat Peeth ko
    sandarbhit jane ke Justice Shahi ke
    adesh aur Brihat Peeth dwara Non-
    TET abhyarthyon ko bharti ke liye
    patra manker unhe shamil kiye jane
    ke nirnay ki sthiti me(vastvik nahi,
    par takneeki roop se jiski
    sambhavna se Brihat Peeth ka
    nirnay/adesh ane tak inkaar nahi
    kiya ja sakta) is peeth me aye
    yachiyo ke TET-score ke mukable
    rakhe jane wale pratispardhi anko ki
    gannaa nahi ho payegi.Is sthti me
    TET-merit se bharti karne ka adesh
    adesh/nirnay dene se purv do vikalp
    sujhate hue avashyak nirnay ke liye
    mamle ke sabhi dastavej Chief
    Justice ko preshit karne ka adesh
    diya:
    (a) Khandpeeth dwara mamle ka
    nirnay dene ke pahle uprokt
    sandarbh me Brihad Peeth ka nirnay
    aa jane diya jaye,
    Ya,
    (b) khandpeeth me vicharadheen
    mamle ko bhi Brihad Peeth dwara
    uprokt Non-TET Mamle ke sath
    sunkar nistarit kiya jaye.
    Sapsht hai ki yah nishchit hai ki,
    (1) Brihad Peeth ka gathan Justice
    A.P. Shahi ke anurodh par Non-TET
    mamle me DB ke adesh ki
    sameeksha/nistaran ke liye hua hai.
    (2) Brihad Peeth dwara TET-merit se
    bharti ke mamle ki sunwai kiye jane
    ya na kiye jane ka nirnay Chief
    Justice dwara liya jana baki hai aur
    spasht roop se unke dwara aisa na
    kiye jane ki sthiti me Justice
    Harkauli aur Justice Mishra ki
    Khandpeeth, Brihad Peeth dwara
    Non-TET mamle ke nirnay ke bad,
    sthiti ke anusar swayam nirnay
    sunayegi.

    ReplyDelete
  8. (3) Brihad peeth dwara CJ ke
    nirdeshanur TET-Merit-mamle ki
    sunwai ki sthiti me bhi punah sire
    se sunwai ke badle, is mamle me
    Justice Harkauli ke abtak ke adesho
    me, jinme 4 Feb ka adesh bhi shamil
    hai, me sirf Non-TET abhyarthiyo ko
    patra manne ki sthiti me hi
    hastakshep/pariwartan karegi, jiske
    na hone ko lekar hum-aap nahi,
    swayam Justice Shahi jaise kanuni-
    pandit bhi ashwast hain, aur sabse
    ashwast karne wali bat hai ki wah ek
    prabhavi sthiti me Brihad Peeth me
    rahkar is bat ko sunishchit bhi
    karne wale hain!
    (4) TET-Merit ka mamla Brihad
    Peeth ko sandarbhit na kiye jane ki
    sthiti me hum jahaan Justice A.P.
    Shahi ki upasthiti se ashwast rah
    sakte hain wahin mamla sandarbhit
    kiye jane ki sthiti me humare wakeel
    apne mamle aur Non-TET mamle,
    dono me apne ko majbut karnewali
    aur apni vijay sunishchit karne wali
    daleele rakhne ko maujud rahne
    wale hain.
    Kripya is mahatvpurn kshan me
    satark aur savdhan to rahen, par
    Purn sakaratmakta ke sath..rihad Peeth ke gathan me, kisi aur
    ki nahi, sirf aur sirf Hon'ble Chief
    Justice ki marji chalni thi aur wahi
    hua, is sandarbh me hame kisi
    prakar ki dushchinta palne ya nirash
    hone ke bajay aanewali paristhiti ka
    samna apni sarvottam taiyari aur
    prayas se karne ke liye ekjut aur
    sangthit ho jana chahiye.
    1. Writ (A) 12908/2013 ke
    tazatareen adesh me Justice A. P.
    Shahi ne Justice Abhinav Upadhyay
    aur Justice Arun Bhushan ki
    khandpeeth dwara Special Appleal
    No. 2366/2011 ke mamle me NCTE
    ki 23.08.2010 ki Adhisuchna ke
    aadhar par bina TET ke bhi 50%
    anko ke sath Snatak aur B.Ed.
    Arhatadhari abhyarthyon ko bhi
    class 1-5 ke adhyapak ke taur par
    niyukti ka patra mante hue unhe
    maujuda bharti prakriya me shamil
    karne ke nirdesh se na sirf
    asahamati jatai balki RTE Act, NCTE
    ki adhisuchna, guidelines aur
    tatsambandhi sabhi dastawejo ke
    pravdhano, nihitarthon ki unke unke
    uddeshyon aur samvaidhanik
    sandarbhon me spasht aur prabhavi
    vyakhya karte hue spasht roop se
    mamle ko Chief Justice ko is
    anurodh ke sath preshit kiya taki ek
    Brihad Peeth ke dwara khandpeeth
    ke vivadaspad nirnay ki sameeksha
    karte hue uske dwara nirnay liya ja
    sake.
    2. Justice Susheel Harkauli aur
    Justice Manoj Mishra ki khandpeeth
    ne Special Appeal No. 150/2013 aur
    anya sambandhit yachikaon ki
    sunwai karte hue 4 Feb. 2013 ke
    adesh me
    (a) 30.11.2011 ke vigyapan ko
    matra ''Asstt. Teacher'' ke sthan par
    ''Trainee Teacher'' shabd ke prayog
    ke karan kharij kiye jane ke ekal
    peeth ke adesh ko galat karaar diya.
    (b) Sarkaar dwara kisi chal rahi
    bharti prakriya me chayan ke
    aadhar, TET-Merit ko badalkar ACD-
    aadharit gunank kiye jane ke liye
    prakriya ko nirast kiye jane ke
    kadam ko manyata dene se nakaar
    diya.
    (c) Sarkar dwara TET me kathit
    dhandhli ke aropo ke aadhar par
    chayan-aadhar/puri prakriya ko
    radd kiye jane ko asweekarya batate
    hue paryapt sakshya paye jane ki
    sthiti me kewal doshi vyaktiyon ko
    prakriya se bahar kiye jane ka mat
    vyakt karte hue avashyak sakshya
    prastut karne ko kahaa.
    (d) Sarkari paksh dwara prastut
    Reports and sakshyon ko puntaya
    satahi mante hue khandpeeth ne use
    kisi prakaar ki karyavahi ki shuruat
    ke liye paryapt nahi mana aur aaj
    tak apne 4 Feb. Ke adesh me ullikhit
    uprokt nirnayon par kayam rahte
    hue sthaganadesh ko jaree rakhne
    ka adesh diya hai.
    3.Justice Harkauli evam Justice
    Mishra ki khandpeeth ne apne 12
    March ke aadesh me spasht kiya
    Non-TET mamle me DB ke adesh ko
    sameeksha hetu Brihat Peeth ko
    sandarbhit jane ke Justice Shahi ke
    adesh aur Brihat Peeth dwara Non-
    TET abhyarthyon ko bharti ke liye
    patra manker unhe shamil kiye jane
    ke nirnay ki sthiti me(vastvik nahi,
    par takneeki roop se jiski
    sambhavna se Brihat Peeth ka
    nirnay/adesh ane tak inkaar nahi
    kiya ja sakta) is peeth me aye
    yachiyo ke TET-score ke mukable
    rakhe jane wale pratispardhi anko ki
    gannaa nahi ho payegi.Is sthti me
    TET-merit se bharti karne ka adesh
    adesh/nirnay dene se purv do vikalp
    sujhate hue avashyak nirnay ke liye
    mamle ke sabhi dastavej Chief
    Justice ko preshit karne ka adesh
    diya:

    ReplyDelete
  9. (a) Khandpeeth dwara mamle ka
    nirnay dene ke pahle uprokt
    sandarbh me Brihad Peeth ka nirnay
    aa jane diya jaye,
    Ya,
    (b) khandpeeth me vicharadheen
    mamle ko bhi Brihad Peeth dwara
    uprokt Non-TET Mamle ke sath
    sunkar nistarit kiya jaye.
    Sapsht hai ki yah nishchit hai ki,
    (1) Brihad Peeth ka gathan Justice
    A.P. Shahi ke anurodh par Non-TET
    mamle me DB ke adesh ki
    sameeksha/nistaran ke liye hua hai.
    (2) Brihad Peeth dwara TET-merit se
    bharti ke mamle ki sunwai kiye jane
    ya na kiye jane ka nirnay Chief
    Justice dwara liya jana baki hai aur
    spasht roop se unke dwara aisa na
    kiye jane ki sthiti me Justice
    Harkauli aur Justice Mishra ki
    Khandpeeth, Brihad Peeth dwara
    Non-TET mamle ke nirnay ke bad,
    sthiti ke anusar swayam nirnay
    sunayegi.
    (3) Brihad peeth dwara CJ ke
    nirdeshanur TET-Merit-mamle ki
    sunwai ki sthiti me bhi punah sire
    se sunwai ke badle, is mamle me
    Justice Harkauli ke abtak ke adesho
    me, jinme 4 Feb ka adesh bhi shamil
    hai, me sirf Non-TET abhyarthiyo ko
    patra manne ki sthiti me hi
    hastakshep/pariwartan karegi, jiske
    na hone ko lekar hum-aap nahi,
    swayam Justice Shahi jaise kanuni-
    pandit bhi ashwast hain, aur sabse
    ashwast karne wali bat hai ki wah ek
    prabhavi sthiti me Brihad Peeth me
    rahkar is bat ko sunishchit bhi
    karne wale hain!
    (4) TET-Merit ka mamla Brihad
    Peeth ko sandarbhit na kiye jane ki
    sthiti me hum jahaan Justice A.P.
    Shahi ki upasthiti se ashwast rah
    sakte hain wahin mamla sandarbhit
    kiye jane ki sthiti me humare wakeel
    apne mamle aur Non-TET mamle,
    dono me apne ko majbut karnewali
    aur apni vijay sunishchit karne wali
    daleele rakhne ko maujud rahne
    wale hain.

    ReplyDelete
  10. VINAY PANDEY'S WALL NEWS



    .court me date k din navneet jaha court room se hame s.m.s se suchit karte hai vahi arun g bahar ki gati vidhiyo ki suchana dete hai..to dosto humne jo thathy colect kiya hai unme 1)hanorable sunil amwani jo ki harkoli k bad dusare sabse senior judge hai 61 year old..inke bare me ku6 negative sunane me ata hai magar hum tappani nahi karege..kyuki judge par tippani karna ek apradh hai,2) a.p. Sahi jinka pura name amresh pratap sahi hai uttar pradesh se hi belong karte hai.30 year ki age me l.l.b karne k bad judge sahab lucknow bench me 15 year as a lowyer kam karne k bad rastrapati ki anusansa par 2001 me judge bankar alahabad high court aaye hai ye ek kushal judge mane jate hai jo ki tet k hi ek matter jisme mritak asrit ek vyakti ko t.et me chhut dene se mana kar diya aur tet ko sabhi k liye teacher bnane ka ek green card mana aur triple bench k liye prastav bheja..vahi 3) pradip singh baghel jo ki gujrat se belong karte hai aur is samay alahabad high court k 5 sadasiy sambidhan peet k adhyaksh v hai..sambithan k kisi artical par agar prashn chinh lagne lagta hai to uski nyayik sameeksha k liye 5 sadasyo wala sambidhan peeth hota hai..ab ap sayad pradip singh baghel k bare me jarur anuman laga sakte hai ki judge sahab nischit hi ek jane mane sambidhan vicharak hai wo kisi v asambaidhanik cheej ko katai bardast nahi karege aur hamari jeet tay hai..kyuki p.s.baghel nishchit hi harkoli se v kushal judge mane jate hai..aap ko agar man me ku6 sanka ho to samadhan kare avi..jai tet

    ReplyDelete
  11. Dileep Tiwari



    hamare kuchh bhai honourable harkoli g ka larger bench mai na hone ka gum mana rahe hai .mai apse ye puchhta ki akhir hon harkauli g kaun the .hamare desh ke sawidhan ke rakshak aise kai hon harkauli court mai maujud antar bus itna hai ki kuchh unse jyada kadak hai kuch unse thoda naram hon tondon ke order ke detail se unko case samajhne mai jyada samay nahi laga .apko kya lagta hai single bench wa d b ke ab tak ke order read karne ke bad bhi larger bench hamare prati hue annya ko nahi samajhegi .court janhit dekhta govt tet merit ki sarto par hamare avedan le chuki bus itna hi kafi hai is govt ka band bajane ke liye ab dekhte hai band h c bajata hai ya s c

    ReplyDelete
  12. Uptet Tet-Base Raj
    हम चले तो आंधियां-तूफ़ान खुद ही चल पड़ेंगे
    .
    सागर की तो क्या बात करें, पर्वत भी ढल पड़ेंगे
    .
    ये सारी दिशाएं क्या पथ हमारा रोक लेंगी?
    .
    हम चले तो दीप क्या, सूरज भी हजारों जल पड़ेंगे.........

    ReplyDelete
  13. अनुदेशक मामले में फैसला आज
    जागरण ब्यूरो, इलाहाबाद : प्रदेश के जूनियर हाईस्कूलों में अनुदेशकों की नियुक्ति को लेकर उठे विवादों पर हाईकोर्ट अपना फैसला सोमवार को सुनाएगा। फैसला न्यायमूर्ति एपी साही द्वारा रणविजय यादव की याचिका पर दिया जाएगा। याचिका में अनुदेशकों की नियुक्ति की सरकार द्वारा अधिकतम आयु सीमा 35 वर्ष तय करने व जिले के भीतरके ही अभ्यर्थियों को मौका देनेकी सरकारी फैसले की वैधता को चुनौती दी गयी है।

    ReplyDelete
  14. jaisa ki aapki jankari mein aa chuka hai ki triple bench ka gathan ho chuka hai aur usme jujge jo ki nominate hain woh shahi bhagel aur ambwani ji hain ab kuch log is bat se khus hain ki isme harkouli nahi hain aur chuch log is bat se duki --------- yeh sarasar murkhata wali bat hai ki isse hamare mamle mein koi phark padega bas t b se ek bat tay ho gayi ki jo b hoga woh wahi hoga jo hamari samvidhan ke anusar sahi hai kyounki ab is bat ki koi sambhavna nahi hai koi b judge is mamle mein apni niji raie k anusar decison dega kyounki tb ka gathan mamuli bat nahi hai aur uske decison ka kayede se postmartom hoga aur koi b judge apne par batta nahi lagne dega ek ek point ka gahan vislesad hoga bilkul dudh aur pani ka pani hoga jo jante hain ki ham sahi hain unko dar nahi lag raha hai aur jinko apne sahi hone ka viswas nahi unko jaroor dar lag raha hai.,,,,,,,,,,,,, keval ek bat jo ki hamare paksh mein shayad na ho ki harkouli ji yeh samajh rahe the ki yeh mamla jaldi niptane yogya hain isse lakhon log prabhavit hain lekin shayad sahi ji apne order mein t b ki jald gathan ki awsyakta bata chuke hain to shyad woh b jald nirnay par pahuchey khair is mamle ki gambheerta aur jald decison ki jaroot hamare wakeel bench ko samjha sakte hain

    ReplyDelete
  15. Ashutosh Mishra'S NEWS
    anyay to usi din shuru ho gaya jab ek samanya se kapil ke matter par crt ne stay de diya aur sarkar ne use hatvane ka prayas tak nhi kiya. nyi sarkar cm ne to cm pad k garima ko tar tar karte hue har tisre din hume jhuth bol kar sharmnak ashwasan diya. us din to loktantra ki mere samne hatya kar di gayi jab apne adhikaro ke shanti purvak mang karne par hum logo ko lkw railway station me niruddha kar diya gaya, vidhansabha ke samne dauda kar pita gaya, humare pratinidhi vidhansabha ki khidkiyo se rahasyamayi najaro se avlokan kar rhe the. batane par aisa vyavhar kar rhe the ki is samasya ke visay me abhi unhe jankari nhi hai.media ne bhi jamkar humare manobal ko toda. jab barlintan chourahe ke jam ke samay humare kuch dayalu sathi briddho aur mahilaon ki sahayata kar rhe the to media ne aisa dikhaya ki ve pareshan ya chedkhani kar rhe the. loktantra ke charo stambho ne hi loktantra ka balatkar kia hai aisa hum logo ne apne matter me bhalibhati dekh lia hai. lekin itihas to yahi batata hai ki akhir me jeet usi ki huyi hai jo satya ke sath rahta hai. anyay nhi to aur kya hai ki 2g spectrum ghotala,cw games ghotale aadi ke aropi punah loktantra ko apni seva de rhe hai aur ek ias ko dhokhadhadi ke arop me sandeh ke aadhar par gangester kewal islie laga diya gaya ki uski jamanat na hone paye. yah anyay nhi to aur kya hai ki jis rte act ke antaergat tet anivarya hai usi vibhag ka shikchamantri mahaj 8vi pas hai.nyayik sakriytavad ka anupalan supreme crtkyu nhi kar rhi hai kya humare judge akhabar nhi padhte. 403 vidhayako me se2-3 ke atirikt kisi ne bhi is jwalant mudde ko nhi tavajjo di. agrwal aur tondon ne to date ka record tod dia,kai log kal kalvit hogaye.. such bat to yah hai ki sarkar ke tino ang kewal samay bitan chahte hai, nyay anyay me me inhe koi dilchaspi nhi hai. hum apas me lad rhe hai yah inhi logo ki chal thi aur ye kamyab bhi ho gaye. mujhe kanun ki samajh nhi hai lekin sabhi paridrishyo ko dekhte hue yahi samajh pa rha hu ki sarkar hi nhi chahti ki bharti ho. nyayalaya prakritik nyay ki avhelna nhi kar sakti, der saver hi sahi satya ko jyada der tak andhere menhi chupaya ja sakta. bat tet ya acd ki nhi bat to satya kewal itni hi hai ki old vigyapan me form bharne valo ke dwara tatkalin sharte puri ki gayi thi. un abhyarthiyon ke dwara koi bhi aisa kritya nhi karit kiya gaya tha jo avaidhanik thi. vigyapan me kisi bhi tarah ki avaidhanikta ka abhav tha jise aasani se sudhara nhi ja sakta tha. tet merit se chayan antim roop se chayan nhi hua to apradh bhav se jivan bhar grast rahege loktantra aur loktantra ke do stambha nyaypalika aur mediya. baki ke do stambha vidhaika aur karyapalika par koi prabhav nhi padega kyoki inki haya mar chuki hai. satya ki jeet to hoti hai lekin vartman parivesh me har hal me satya ko jitna hoga. kyiki ab hume kewal tet merit hi nhi bachana hai ab hume loktantra ki laaj bhi bachani hai. SATYAMEV JAYTE.

    ReplyDelete

  16. Dost paresan mat hoae.ab final dission ane vala hai.vo bhi acd merid valo ke pacha me.

    ReplyDelete
  17. Saurabh ji samajhdaar esi bachkana harkat nahin karte.

    ReplyDelete
  18. Saurabh ji samajhdaar esi bachkana harkat nahin karte.

    ReplyDelete
  19. aap log jara in bhayiyon ke spelling.........................................

    ReplyDelete
  20. Shalabh Tiwari


    मुझे नहीं लगता कि अब हरकौली साहब के पास मामला वापस भेजे जाने की कोई जरूरत पड़ेगी,,,,हरकौली साहब ने तो स्टे लगाने के साथ ही अपना निष्कर्ष भी दे दिया था,,उसके बाद हुयी सुनवाइयों में तो मात्र यह साबित कर रहे थे कि सरकार ने बिना किसी प्रमाण के धांधली का ढिंढोरा पीटा,,कोर्ट ने उस्मानी कमेटी की जांच को दुर्भावनापूर्ण साबित किया,,,अब हमें इस बात से मतलब है कि पूर्व विज्ञापन बहाल हो या इस बात से कि हरकौली उसे बहाल करें,,,फुल बेंच अगर ऐसा करती है तो ज्यादा बेहतर रहेगा,,,हमारे मूलभूत तर्कों पर छः जजों की सहमति की मुहर होगी,,अगर सरकार उसके खिलाफ सर्वोच्च न्यायालय गई तो वहां बेइज्जती के सिवाय कुछ हासिल नहीं होने वाला ,,,,,,

    ReplyDelete
  21. Sujeet Singh's wall news






    L.B. me hearing ki date 3 april tay
    hai..notificati­on 31 march tak aayega....kuchh
    bato ko lekar confusion bana hai usme se
    kuchh ka jabab is prakar hai.... L.B.bench ka
    gathan HON. C.J.SIR ke dwara SPECIAL ISSUES
    ko decide karne ke liye kiya jata hai aur is bar
    ke L.B. ke gathan ka uddesy sambhawatah
    kewal yah decide karna hai ki NON TET B.ED
    kya ongoing process me samil ho sakte hai ya
    nahi ??? ...smbhawatah isliye ki HON C.J.SIR ne
    kis issue ko leker L.B.ka gathan kiya hai ye
    abhi spast nahi hai jaise hi pata chalata hai
    update kar diya jayega...lekin apne case ko
    writ(jiske liye L.B.ka gathan kiya gaya hai) ke
    sath connect kar diya gaya hai...it means MAIN
    ISSUE ko decide hone ke bad ham apne case
    ko apne REGULAR BENCH (HON.HARKAULI SIR ki
    bench) me vapas lane ka sambhav prayas kar
    sakte hai aur karenge...L.B.k­e judge ko lekar
    bhi confusion hai us visay me...judge koi bhi
    ho hame apana pachchh unke samachchh
    rakhana hai aur ham rakhenge....jud­ges ke
    visay me kisi prakar ki tippri anuchit hi hoga
    atah n facebook par aur n hi phone par
    kuchh bata sakte hai...lekin kisi prakar ki kisi
    samasya ko dhyan me rakhakar nirnay liya
    jayega...pichhe­ kya hua kis advo. ne kya kiya ?
    achchhi bahas ki ya galat kiya ? is visay
    me......koi bhi advo. case harne ke liye nahi
    khara hota hai aur jab itna bara issue ho ki
    usaka pura carrier barbad ho jaye galat nahi
    karega ...aur n hi apna koi advo. bika hai aur n
    hi beimaan hai...isliye pichhe ko pichhe
    chorate hua age dekhate hai...ham jeet ke
    bahut hi karib hai atah vivad nahi khusi se
    holi manate hai ses agali post me .....GOOD
    LUCK..

    ReplyDelete
  22. Vinay Pandey' wall news



    Mere tet suporter sathiyo...aaj lagbhag 1 bajkar 30 mint par hamare sangharsh morcha k vidhi prakost k adhyaksh s.k pathak dwara hamare wakil ashok khare se bat chit huyi to khare g ne kaha ki 3 april date lagne par teeno judgo ki sahmati ban chuki hai..unhone kaha ki humara d.b me nontet k case se d.b ko awagat karane ka main uddeshy tha ki hamari triple bench me upasthiti ho taki gov. Jan bujhkar agar pax kamjor rakhe to hum vaha sthiti sambhal le aur hum triple bench me non tet ki vaidhata khatm hote hi 3no judge se phir d.b me bhejne ka agrah karege kyuki hum 3pal bench ko yah btayege ki d.b me har point par pahle bahas ho chuki hai aur triple bench me naye sire se sunvai hone par kafi time lagega..khare ne kaha ki hame pura bharosha hai hi nontet mudda khatam hote hi judge log hamara anurodh swikar kar lege..hum fir court no.33 me harkoli aur mishra k bench me hoge..aur next date par faishla aa jayega..aap logo ko mai btana chahta hu ashok khare g alahabad high court k sabse achchhe wakil hai..aur purva chief justice of india(supreme court) V.N. Khare k ladke hai..isliye sabhi judge unka samman v karte hai..ku6 log kahte hai unhe lucknow bench me judge bnane ki bat gov. Dwara chal rahi thi par unhone mana kar diya..kyuki unki 1 case ki fee 1 lakh hai to wo judge k 1 lakh monthly vetan se kai guna kamate hai apni vakalat se..wo vastav me ek best lawyer hai kyuki unki chal se c.b.yadav g v d.b me charo khane chitt ho gaye..jai tet


    isliye ab khachchron se hume jald hi mukti milne waali hai

    a

    ReplyDelete
  23. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  24. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  25. This comment has been removed by the author.

    ReplyDelete
  26. Dileep Tiwariposted toUPTET & Appointment as Primary Teachers
    kuchh logo ka to vastav mai i q check karaya jana chahiye ki unki ab tak ki degree(ya)unki kabliyat ki dam par hai ya .....ek impugned order(aswaidhanik adesh)ko sawidhan ke scale par taula nahi ja sakta .hon j tondon ne swikar kiya ki amendment prospective lagu hota hai to naye niyam ko old adv wa vacancies par kaise thopa ja sakta .ab d b ne single bench ke order ko impugned kyo kaha ye bhi samajna jaruri hai .govt ne adv cancel kiya. adv cancellation ko challenge kiye jane par court ko govt se pehle counter lena tha yadi technical fault thi to wo amended adv nikalwa kar same term and condition par avedan lene ka order de sakte the(aisa nahi hua ) lekin hakikat mai adv mai itni badi fault nahi thi ki govt ko usse cancel karne ki anumati di jati itna hi nahi hon j ameneded rule par rte ke nam par ek naya adv bhi jari karwa diya. d b ki dono bench(hon bhushan and hon harkauli) ki bench ne adv mai prashikshu sabd par ko koi mahatva nahi diya hon harkauli g ne dono isthitiyo mai result same bataya. new adv to posts wa ncte ke anumati ke abhav mai dead hone ja raha hai



    new adv to posts wa ncte ke anumati ke abhav mai dead hone ja raha hai

    ur kyonki abhi tak govt. ne new add se stay hataane ke liye koi bhi step nahi uthaaya hai


    isliye gunaank waalon ko govt. ne jaanbujhkar.............

    .s c says it is settled law of country that change in rule will eliminate such candidates who were otherwise eligible to compete for the post .supreme court ne ye bhi kaha hai ki kisi bhi adv ka chayan process nahi badla ja sakta qki yeh fundamental right ke samanta ke adhikar ke article 14 wa 16 ke virudh hai .jo log bina sar pair ki bat karte hai wo thoda indian constitution ka bhi adhyan kare .barti tet merit se hi hogi bus abhi govt court -court khelne ke mood mai hai .dear tet supporter be fearless n ready to watch govt 's crocodile tears for academic supporters

    ReplyDelete
  27. @uma dev ji,

    aap bahut achchhe comments likhte hain aur aap ek dam sahi kah rahe the ki sex age 16 bilkul galat hai aur sarkar ko thodi der se sahi sadbudhi aa hi gaee.

    kuchh log kewal aalochna hi jante hain ve tarkpoorn baaten na to rakhte hain aur na hi doosron ki baaton ka samman karte hain but aapne last comment me un logon ko aaina dikha diya hai.

    jay tet test is best.

    ReplyDelete
  28. आज कल हर शख़्श हमे
    ज़िंदगी कैसे जिए ये सीखा जाता है,
    उन्हे कौन समझाए कुछ ख्वाब अधूरे है हमारे,
    वरना हमसे बेहतर जीना किसे आता है.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।