/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Thursday, March 28, 2013

GIC LT Grade Male Teacher Recruitment, Next Hearing in Allahabad Highcourt on 3rd April 2012

GIC LT Grade Male Teacher Recruitment, Next Hearing in Allahabad Highcourt on 3rd April  2012



HIGH COURT OF JUDICATURE AT ALLAHABAD
Case Status - Allahabad

Pending
Writ - A : 6333 of 2013 [Banda]
Petitioner: RAVINDRA BABU SHRIWAS AND ORS.
Respondent: STATE OF U.P.THRU SECY & ORS.
Counsel (Pet.): RADHA KANT OJHA
Counsel (Res.): C.S.C.
Category: Service-Writ Petitions Relating To Primary Education (teaching Staff) (single Bench)-Miscellaneous
Date of Filing: 01/02/2013
Last Listed on: 22/03/2013 in Court No. 30
Next Listing Date (Likely): 03/04/2013

This is not an authentic/certified copy of the information regarding status of a case. Authentic/certified information may be obtained under Chapter VIII Rule 30 of Allahabad High Court Rules. Mistake, if any, may be brought to the notice of OSD (Computer).

7 comments:

  1. Snatak logon ka bhi prt banne ka sapna central govt ne poora ker hai lekin unko bhi prt se chchoot nahi mili yani ki ab prt me without tet job nahi paya ja sakta hai.
    Maya ne bhi yehi kiya tha ncte ko do baar letter likha chchoot ke liye lekin antatah unhebhi tet karana pada aur jab tet hi karana pada to usne sabko saman avsar yani acd hataker tet merit se chayan ka adhaar banaya to isme galat kya tha jo acd wale itne pareshaan hai. Ab acd aur gunandhariyon ki to band baj gayi snatakon ke shikashak banne wale order se.
    Ab to prt ki job chahe central govt 10 pass ker de ya 8th pass lekin wo bas ek cheej compulsary ker de ki ab tet merit se hi chayan ho jaisa maya ne kiya tha tab degree ki khareed farokht band ho jayegi aur bed maafiyaon ka hastakshep bhi katam ho jayega aur exam ke through yogya teacher bhi prt me milne lagenge!

    ReplyDelete
  2. Mere tet suporter sathiyo...new add me seetapur me kul 242000 form pade hai..chuki seetapur me har kisi ne form dala hoga so waha ki data teacher bharti me kafi mayne rakhti hai..ye sach hai ki new add 1 sal bad aane se lagbhag 40 hajar log badh gaye hai jisme 2012 k 36000 condidate to ku6 c.tet pas log jo b.t.c kar rahe the..old add bahal hone se ye condidate turant bahar ho jayege..seetapur k old add me kul 199000 yani kul lagbhag 2 lakh log the jabki new me 242000 log hai..old add me jaha lakimpur me sabse jyada 2lakh 4 hajar form pade the aur uski feeding gen 106 obc 103 aur sc 97 thi,5guna par..aur ye bhale hi ap sach na mane par ye diet se prapt jankari thi..new add me seetapur ku6 log gen 114 ,obc 111 aur sc 106 tak safe bta rahe hai..ye ekdam galat hai kyuki 36000 log jo b.ed 2012 me the unme jydatar log kisi tarah pas huye hai matlab 83 se 100 k bich jyada hai,ku6 2 se 4 hajar log 110 k upar hai..mere ek software engneer bhai durgesh tiwari ne jab seetapur ki data ko mere kahne par chek kiya to pta chala ki vastav jo data dikhayi de rahi wo galat hogi kyuki agar ap 110 number wale log kitne hai pta karege to nic softwere jitne v 110 hai sbko count kar saha hai chahe wo regirtation number me akhir me 110 hai ya rank me 110 hai matlab wo har number ki sankya me registation rank aur cotegary rank sab me us sankya ko jodkar dikha raha hai..ye sach hai agar old add ko bahal na kar old ke sare niyam aur chayan k mapdand new me shamil huye to merit 1ya 2 mark upar ja sakti hai magar jyada prabhav nahi padega kyuki 40000 badhe logo ka acd gud hai par tet me kam hai...apko agar ku6 puchhna ho to jarur puche kyuki hum 1 hour rahege apke sath..jai tet

    ReplyDelete
  3. priti G




    aap apni date of birth fir se bata do

    ReplyDelete
  4. Prafulla Narayan Tiwari.Dob 20-09-1982.Tet Rolno. 08015538

    ReplyDelete
  5. Dear sir thanks 4 yourgreat thought about tet merit. Sir merey tet mein 106 and gunnak 60.59 hai lekin tet merit per apney aap ko jada safe maan raha hun and old add. Mein 40 dist. Sey apply kiya hai and new add. Mein only 20 district

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।