/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Tuesday, June 11, 2013

UPTET : Recruitment Process and Your Views


UPTET : Recruitment Process and Your Views

Aagamee Bhrteeeyan Agar - TET 50% weightage + Gunank 50% weightage ko lekar hotee hain, to kya aap log isko sahee manenge.
Ye baat aagamee bhrtee ko lekar hai na ki 72825 ko lekar



16 comments:

  1. language test ke against main writ kar raha hu.please guide me.i want to maintain the quality of education.this government is spoiling entire education system.

    ReplyDelete
  2. Aby khuzali k bharti suru kara

    fir quality education dena

    ReplyDelete
  3. tet 2013 me lanweg urdu, english, sanskirthe but hindi ko lawege nahi mana kaya ye to raj bhasa &raj bhasa he , urdu ko to lagwes bana diya magaer hindi ko nahi .kaya hinid sbjectko urdu wale padhayeg.



    ReplyDelete
  4. Go ahead Rajiv kumar & Shiv kumar.You r doing the right thing .Go ahead.we r with u.

    ReplyDelete
  5. is method se aane wali bharti ki baat ho rhi jabki 72825ki bharti latki hui hai. Pahle ye to clear ho.

    ReplyDelete
  6. chahe jaise v ho bharti shuru to ho hadd ho gaya h


    ReplyDelete
  7. इस बार जिसको नाम लिखने नही आता;up board मे७०% से उपर marks hai.

    ReplyDelete
  8. @sweta wishwkarma ji

    kya "beauty base merit" bane tab bhi?

    tab to sabhi girls ka frist list me aur boys ka last list me bhi nahin hoga.

    ReplyDelete
  9. AGAR 50-50% TET AUR ACDMC KAR DIYA JAYE TO BAAT BAN SAKTI HAI. NAHI TO SARKAR TO HAM BEROJGARO PAR DAAV KHEL HI RAHI HAI AUR HAM BHI KAHI N KAHI SE USE CHANCE DE RHE HAI. AB BAHUT HO GAYA AB TO MAAN JAO. BEROJGARO PAR DHYAN DO.

    ReplyDelete
  10. shivandra upadhya ji lagta hai aapne up board se hi highschool aur intermediate ppas kiya hai. aur aapke number bhahut kam jai jiske karan aap up board walo ko admires nahi ker sakte to. agar aapko apana naam likhana aata hai to phir se high school ka exams do aur 80% number aur phir bhi dil na bhare to cbsce se 94% number la sakte ho.

    ReplyDelete
  11. Jo log acad se selection ki maang kar rahe hain ve log nakal ya jugad se achhe number laaye hain. jab pehle se pata tha ki TET se merit banegee to fir TET exam mein inki patloon kyun geelee ho gayee. Jo log common exam mein achha nahin kar sakte unki halat ka andaja aap laga sakte hain

    Reply Delete


    TB ne apna aisa aadesh diua hai ki acad merit vaalon ke hosle past ho chuke hain. Ab TB ke aadesh ko Supreme court hee rok sakta hai par vo bhee TET ka hee fsvour karegaa . Shiksha mittron ko vo pehle se bakwaas bata chuka hai

    ReplyDelete
  12. Vaise bhee different boards, unversities ka samaan mulynkan sambhav nahin. Aur isee prkaar alag alag TET Exam ka comparison theek nahin hai. TB NE APNE AADESH MEIN SAAF KAHA HAI KI - SAMAAN MULYNKAN ACHEE SHIKSHA VYAVSTHA KE LIYE JAROOREE HAI. 72825 MEIN SAMAAAN MULYANKAN UPTET 2011 KE JARIYE HUA. MOORKH ACAD SUPPORTER KO TB KA ORDER PADSYA JAANA CHAHIYE. PAR KYS KAREN INKO ENGLISH BHEE TO NAHIN AATEE

    ReplyDelete
  13. In moorkh acad supporter se kehna chahiye ki - sabhee bhrteeyon mein exam band kara do aur acad merit se bhrtee karao. Kyonki jinke dimag mein bhoosa bhara hai unko samjhana vyatth hai. Jab TET merit se bhrtee hogee tab becharon ko pata lagegaa ki inke dimag mein vastav mein bhoosa bhara hua thaa.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।