/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, April 7, 2014

UPTET / 72825 Teacher Recruitment : टीईटी पास की जल्द होगी भर्ती

UPTET / 72825 Teacher Recruitment : टीईटी पास की जल्द होगी भर्ती

UPTET  / टीईटी / TET Teacher Eligibility Test Updates / Teacher Recruitment News


UPTET, 72825 Teacher Recruitment, Counseling of 72825 Teacher as per Supreme Court Order
UPTET PASS GIRL CANDIDATE can JOIN THIS GROUP : https://www.facebook.com/groups/uptetgirlsgroup/

UPTET PASS CANDIDATE can JOIN this GROUP :https://www.facebook.com/groups/uptetteachersgroup


72825 Teacher Recruitment, Counseling of 72825 Teacher as per Supreme Court Order,
 
टीईटी पास की जल्द होगी भर्ती

बदायूं : मुख्यमंत्री अखिलेश यादव ने कहा कि टीईटी पास आवेदकों की भर्ती प्रक्रिया शीघ्र शुरू कर दी जाएगी। सुप्रीम कोर्ट के आदेश का पूरी तरह पालन किया जाएगा।

दूनपुर में जनसभा को संबोधित करने आए मुख्यमंत्री ने हेलीपैड पर मीडिया के सवालों का जवाब दे रहे थे।


News Source / Sabhaar :Jagran (Sun, 06 Apr 2014 11:07 PM (IST))

11 comments:

  1. Chandra sain well said.and true. said

    ReplyDelete
  2. Mananeeya Mukhyamantri Ji!
    Sabhi vargon ke logon ne aap ke oopar vishwas kar aapko bahumat se Mukhyamantri ki kurshi par baithaya hai. B Ed and TET wale sabhi vargo ke log hain. Yathasheeghra samasya ka sarvamanya hal nikalen. TET meri avam Academics, dono pakshon se baat haren. Sabhi ko santusht karana aap ki jimmedari hai.

    ReplyDelete
  3. Galti ham logo ki h Jo in he chief minister banaya

    ReplyDelete
  4. yaar austreliya me jald ka kya MATLAB hota hai ?koi to pata karo ye jald kis bhasha ka shabd hai

    ReplyDelete
  5. Is nikamme k jald shabd ka mtlb koi to batao bhaiya .

    ReplyDelete
  6. Jald ka matlab yah hai jab high court ka faisla aaya tha to cm sahab ne bola supremcourt nahi jayenge Aur bharti suru karenge .inke bato ka Koi vajud nahi hai he paltua hai baki aap log samaghdar hai. is chunav me inhe dikha do sarkar janta se banti hai na ki janta sarkar se Inko vahi pahuncha do jaha se ye suruat kiya hai. Jai maa vindhyavasini, jai baba vishwanath sada sahay.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Akhilesh bhaiya 09-04-14 ko hi kuchh Tet walon ke liye kar deejiye, warna ye aapke takht ko takhte me badal denge aur shayad Dobra satta naseeb na hogi. Waise bhi aapka sanshodhan maanav ke samanta ke adhikaar ka hanan karta hai. Ab maan bhi jao aur baap(SUP.COURT) ke hukm ka paalan karo.

      Delete
  7. kitna azeeb desh hai bharat yahan shasan karne wale italy se aate hai aur vote dalnewale bangladesh se.

    ReplyDelete
  8. is bewkoof ko ko samjhata kyo nahi hai

    ReplyDelete
  9. lo,
    mai fir vishesh samay per aa gaya. suna hai ki laaton ke bhoot baaton se nahee mante.s c ke order se ye nirvivad rup se clear hai ki akal less sarkar ne bina vajah bharti ko latka kar tet berojgaron ka kitna jaan va maal ka nuksaan kiya hai. inhon ne pratyek berojgaron ka vetan ke roop me 3.5 laakh rs. saalaana yaani ab tak dhayee (2.5) saal se byaaj sahit 1000000 (das lakh) ka nuksaan kiya hai yaani 72825 sikshakon ka
    72825 into 1000000 =72825000000 (bahattar arab) rupee ka nuksaan, plus 350 karor yanee 3.5 arab rupees form bharne ke kul lagbhag 75 arab rupees ka nuksaan gareeb berojgaron ka kya hai.uprokt lagbhag 72 arab ka 65 percent kendra sarkaar deti jo ki sabhi teachers uttar pradesh me
    hee kharch karte .jisase apne pradesh ka vikaas hota aur bank maala maal rahte kintu ye akal less aur mulla yamraaj milkar uttar pradesh ke vikaas ko gart me kar diye jiska hame inka dugna nuksaan karke aur vote ka nuksaan karke pura karna hai vo kaise. 1. inke ghar ke bhai bhateeje larke patni bahu kul mila kar beeson log arabon rupaye sansad va vidhayak nidhi ke rup me dakar jate hain jo ki gareebon ki mehanat ke tax hain inko chunav me hara kar sabak sikhaana hai . 2.inke maai baap
    vote bank hain inhe inke vote bank per chot kar ke inka arbo rupye ka
    garit bigaar kar anya jeetane vale candidete ko vote de va apne gher ke kareeb 10 logon ke vote va sthiyon ke vote inke pratidvandiyon ko dilva ker inhen haryen. 3.har din ek vigyapti pratyek jile se ya samoohik rup me lucknow se pradershan kerke meadia ke samne poocchen ki sc.dvara diye gaye adesh ke anusaar aaz 70, 69, 68, 67, 65, aadi din shesh bache hain sarkar kab bharti shuru karegee. is prakar ki vigyapti sabhi akhbaar va shashan ko vitarit kare jisase sarkaar dabav me aaye tatha bharti ka shasnadesh jari kare aur samaaj va gadhank dhaariyon ko sachayee ka ahsaas ho aur inka gussa ubaal khaye tatha chunav me inko arthee ke liye 4 sansad se jyaada na naseeb hone paye . isliye aakhree dam tak sangharsh jaree rakhen soyen kadapi na. Mukhtar ambedkarnagar.

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।