/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, September 22, 2014

अभ्यर्थीयों की रेंक जिला एन आई सी वेबसाइट पर क्यूँ नहीं प्रदर्शित हो रही ??

72825 Teacher Recruitment :अभ्यर्थीयों की रेंक जिला एन आई सी वेबसाइट पर क्यूँ  नहीं प्रदर्शित हो रही ??

कमाल का बात है , इस बार अभ्यर्थीयों की जिले में रेंक जिला एन आई सी वेबसाइट पर प्रदर्शित ही नहीं हो रही ,
अगर अभ्यर्थीयों को रेंक शो की जाती तो इस से कैंडिडेट को कम से कम मेरिट में अपनी स्थिति समझ आ जाती और वह उपयुक्त जगह ही काउंसलिंग कराने जाता ।

इस बारे में किसी को बेहतर जानकारी हो तो बताये







UPTET 72825 Latest News In Hindi | Join UPTET
Uptet | Uptet news | 72825  Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling |



14 comments:

  1. Main ek duvidha mai hu.
    Male/gen./ Art
    Tet score- 120
    12 jilo name
    Sabhi jile bahut dur-2
    Kirpya uchit salaha de.

    ReplyDelete
  2. 2012 valo ko bhi shamil karne ki bat 18 sep. umar ujala m aai h agar vo sahi h to 12 valo ko kaise pata chalega k caunsilling un ki bhi ho rahi h ya nahi

    ReplyDelete
  3. Kya nyay sabke liye alag alag hota hai ki jo court jaye wahi jrt wale prt me cnsl me bhag le ye to dhadhe ki dukan hai jitana hai kama
    lo wah renyay.court ko adesh dena chahiye ki jrt ka joining kab milega jisase koi cnsidate paresan n hi

    ReplyDelete
  4. Next counselling hogi ya nhi...mere gen science me 115 h...koi chance h ya nhi next counselling ka...plz tell me..

    ReplyDelete
  5. Paglo jaise sawal puchkar log apni education ka bhi majak banate hai

    ReplyDelete
  6. मेरा टी इ टी साइंस ओबीसी 96 अंक है क्या मेरा होगा ।

    ReplyDelete
  7. bhai logo ye prtyaveden wala form ab kaha se milga

    ReplyDelete
  8. Pls un logo se request jo hc ja rhe hai prt me cnsl karwane ka order lene, judge saab se keh de ki bahut se berojgar aise hai jinke paas hc tak pahuchne ke bi paise nai hain to wo order kaise lenge.

    ReplyDelete
  9. Jrt ke sabhi logo ko andolen karna hoga agar vo log apne job ko paana chahte to .professional balo ke saja science math balo Kyo mil rahe hai.last 3 year se ha hamara sosan ho raha hai.chahe hame conditional joing later do but hume joing later do. Sikhs micro ka case bhi to hc mai hai unko bhi to joing letter diya hai.bed balo ke saath he kyo dhoka hota hai. Kya bed pass karna hamare galti thi. Jiske saza govt humko De rahe hai.aaj ka private teachers ko salary siirf 1500 se 2000 .usme se bhi hame court ka kharch. Govt chalane balo kabhi aap bhi very berojgaar rahe honge. Isliye Ek jhut hokar dharna dena hoga. Pls jald jaag jao vara time chala gya fir kuch haath nahi aayega.

    ReplyDelete
  10. Rajesh ji, tmntbn and all tet veer mujha kuch information mili h ke other state as rajasthan , bihar , & mp wala farji nivas praman pater banva kar cons m samil ho raha h in ko rokna jaruryh varna merit gen k 110 tak bhi nahi aayega

    ReplyDelete
  11. mera etah ki cut of merit mein hone par bhi counsling letter mein etah distic ka name nahi diya aur fir diet par ptyavedan dene gaya to diet ke main adhikari se mene aur aaye hue baki students ne pucha ki etah ki cut of mein hone par bhi ham sabhi ko kyun nahi bulaya to us diet ke adhikari ne kaha ki usne bataya aaye hue form jala diya gaye the fir sabhi k virodh karne par usne btaya ki hamse pehle wale adhikari ne unko jala diya tha aur wo yahan par nahi hai aur agar aap yahan counsling karwana chahte to iski koi gurranti nahi hai ki aapka ho jaye is par ham sabhi ko kya karna chaiye unke khilaf jisse hamen usi jile me seat mile please is smasya ka smadhan karen

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।