/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Monday, December 8, 2014

TET MORCHA ADHYAKSH KE ANUSAAR - SUPREME COURT KE LIYE KAPIL SIBBAL AUR PP RAO KO HIRE KIYA GAYA

UPTET SARKARI NAUKRI News
TET MORCHA ADHYAKSH KE ANUSAAR - SUPREME COURT KE LIYE KAPIL SIBBAL AUR PP RAO KO HIRE KIYA GAYA


GANESH DIXIT >>>
साथियों,
टी ई टी संघर्ष मोर्चा अपने कर्तव्य पथ पर अडिग और निरंतर गतिमान हे । आप सभी निर्द्वन्द होकर अपना सहयोग करें,मोर्चे की तरफ़ से वरिष्ट अधिवक्ता श्री पी.पी राव और श्री कपिल सिब्बल ही हमारा पक्ष रखेंगे,कूछ मित्रों ने फ़ेसबुक पर उड़ने वाली अफवाहों पर चिंता जताई हे,इस बारे में आप सभी से सदैव नकारात्मक और अफवाहों से दूरी रखने की सलाह ही दी जाती रही हे क्योंकि कोई भी काम वस्तुस्थान पर वास्तविकता में करने से होता ना की फ़ेसबुक की अफवाहों से ।
समर के निर्णायक दौर में विरोधी मिथ्या और अफवाहें फैला हमारे संगठन को कमजोर करके अपना काम बनाने की फिराक में लगा हे ।
कुछ विरोधी हमारे बिच में भी छद्म वेष में छिपे हें जो की हमें भ्रमित करने में लगे हें ।
आप सभी को ख़ुद आगे आना होगा,फ़ेसबुक या साक्षात में इनको मार भगाना होगा,
इस समय कोई भी व्यक्ति जो संगठन को कमज़ोर करने या अफवाह फैलाने का काम कर रहा हे फ़िर चाहे वो अपना हो या पराया टी ई टी मेरिट का विरोधी ही कहलायेगा,ऐसे लोगों को चिन्हित करके नेस्तनाबूत कर देना हे ।
कुछ लोग अपने निजी स्वार्थ के वशीभूत हो परिचित वकीलों को लाने की निरर्थक कोशिश में असफल होने पर अफवाह उड़ाने में लगे हें,ऐसे लोगों को मोर्चा चेतावनी देता हे की वो टीईटी मेरिट के खिलाफ भितरघात बँद कर दें वरना अंजाम अकल्पनीय होगा ।
हमे केवल 10 की अंतिम जीत चाहिए सो गत 7 दिनों में हर तरह से सोच समझ कर उपलब्ध वकीलों में से उपयुक्त दो का चयन किया हे जो की हमारे केस के अनुकूल सर्वश्रेष्ठ पेनल हे।
आप सभी से अपील हे की अफवाहों और नाकारात्मक विचारों से डटकर मुकाबला करें,एक साथ मिलकर इनको नेस्तनाबूत कर दें । सत्य और न्याय के पथ पर विरोधी चाहे जितना रोड़ा लगाये पर हम विजेता थे,विजेता हें और सदैव रहेंगे,क्योंकि -
सन्घेय शक्ति सर्वदा ।
जय हिन्द जय टी ई टी । ।





UPTET 72825 Latest Breaking News Appointment / Joining Letter | Join UPTET
Uptet | Uptet news | 72825  Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List
 

15 comments:

  1. Dear friends,we are all with tet morcha,all tet morcha pdadhikari are hard worker and reliable we support him with man power,opinion,money and support and in future will be.i have deposite money in a/c of anil kr bagpat yesterday and also deposite in a/c of avanish tomorrow.you struggle we will with you. vinod shiwang.Meerut

    ReplyDelete
  2. mujhe puri ummid h ki tet morcha duara neyukt vakil hmare hq ko home dilake rhenge aur vo ye sabit kr denge ki jeet sacchhdai ki hi hot I h.jay tet .AAj hmne tet morche ko sahyog krdiya aap log bhi Karen.

    ReplyDelete
  3. Bhaiyo bahno meri sbhi purab wasiyo se vinamra nivedan hai ki ap hm TET MORCHA ka sahyog kre hmr jada se jada Rasi ka sahyog krna ..Deviyo sajjno sirf 50 logo ka sahyog chahiye 50x1000 ka .. kak antim din hai..JO MAINE WADA KIYA HAI.
    UMESH KUMAR VISHWAKARMA
    A/C NO 380002010009267
    IFSC CODE UBIN0538001

    ReplyDelete
  4. Mere tet morcha k prt me couns.kra chuke AWADH PRANT kmitro bhaiyoavm bahno se binmr anurodh krna h.ki aap sabhi k pass apni prt bharti ko patari pe lane ka ek antim sahyog vankshneey h
    So aap sb apni echchha se ji bhi sahyog dena chahe de sakte h.
    Kl yani 9 dic. Antim din mukrrar kiya gya h.
    aapko koi pareshani ho to aap is acc.k madhym se bhi sahyog pahucha skte.
    Jo ki RAEBARELI se smbadh h.
    RAMESH KUMAR DWIVEDI
    ACC.0917010100014570
    IFSC--PUNB0091701

    VAISE aap sabhi bade bhai dwara diye gye--avinash hrdoi-- anil varma amngr--anil nagpt--- acc. Me hi sahyog kre to jyada behtar hoga.fir bhi kisi kard bs n kr pa rahe ho.to aap es ooper diye gye account ka pryog kr skte h.
    Sahyog ka swroop 3 trh k hote h.TN-MN-DHN
    AAJtk aap sabhiyo n tn-mn k sahyog se vigt 3 vrso se apna liha mnvate aaye
    h..pr aaj aapko apne triteey sahyog ki bari h.

    ReplyDelete
    Replies
    1. Sorry..
      Avneesh yadav-hrdoi
      Anil-bagjapt
      Anil varma-am.nagr
      subhratri sasuswapn
      D
      B

      Delete
    2. Abhi bhi incorrect likha hai aapne..kindly check it!!

      Delete
    3. Are kuchh aap bhi to sahi kre.
      Vaise bhi hm pichhali pnkti k h.
      aur hmra to manna h.
      bhawnavo ko smjho sbdo me kya rkha h.
      subhratri sasuswapn all yf
      D
      B

      Delete
  5. Atah apne antim padav me antim astr ka pryog kr aane wali tareekho me fateh ka jhnda gad hi de.
    Aap sabhi se punh ek bar krbadh nivedn krta hu.
    Fir kahi aise n ho----
    Ter chhoti si ek bhool ne sara gulshn jla diya.
    So
    JAGO GRAHAL JAGO.
    AAPKE HI BEECH KA EK TET SATHI AVM
    ANUJ OF BIGB
    ....................
    D
    B

    ReplyDelete
  6. Tet morche ki jeet to. Pakki hai qki high court ki special5 judges ki bench ka faisla bewkufana nahi ho Santa AGR aisa hua to meri s.c. se appeal hai ki in judges ko tatkal sewa mukt kar diya jae soch samajhkar galat faisla karne me liye. Dusra ye ki jis din se candidate aavedan start karte hai prakriya prarambh maani jaati hai fr tet me adhaar pr aavedan ki to last date bhi close ho gai this. Teesra sarkar ke pas uchit sansodhan ka visheshadhikar hai pr iska MATLAB ye nahi ki rajnaitik dushmani ke chalte sarkar pura vigyapan nirast kara kar apni dhapli apna raag alapne large.

    ReplyDelete
  7. Waise dekha jae to sarkar ko 2011 , 2012 dono bhartiya karni chahiye qki do aavedan hue hai isse tet walo ko bhi nyay milega or sarkar ki bhi APNI bharti apne hisab se kar ke khhus ho legi

    ReplyDelete
  8. Jab u.p. me nai umra ke nae c.m. bane the aisa laga that ki ye nai soch ke sathh u.p. ko ek behtar progress denge jaatiwaad sampradaywad or vote bank se hatkar kuchh achchha karenge pr inhone ek bhrti ko lekar APNI sankirna mansikta ka khul kr parichay diya suna that ki videsh me padhe hai or sach me inki divide and rule policy ne ye proov b kar diya tet vs saikchhik gudank ki aisi policy kheli ki Sab APAs me hi kat mar gae or apne sasan me 3 saal yu hi bits diye ab bhi mansikta kuchh aisi hi dikhti hai ki sabhi bhartiya 2017 me puri ho taki vote ki rajniti ban sake dosto mujhe ye naukri mile ya NA mile pr2017 ka mera faisla surakshhit hai Jo mera adhikar hai

    ReplyDelete
  9. Tet morcha ke sabhi adhikariyo par hum sabko pura bharosa hai vo 10 ko jeet dila kar hi rahenge jai tet

    ReplyDelete
  10. Jab u.p. me nai umra ke nae c.m. bane the aisa laga that ki ye nai soch ke sathh u.p. ko ek behtar progress denge jaatiwaad sampradaywad or vote bank se hatkar kuchh achchha karenge pr inhone ek bhrti ko lekar APNI sankirna mansikta ka khul kr parichay diya suna that ki videsh me padhe hai or sach me inki divide and rule policy ne ye proov b kar diya tet vs saikchhik gudank ki aisi policy kheli ki Sab APAs me hi kat mar gae or apne sasan me 3 saal yu hi bits diye ab bhi mansikta kuchh aisi hi dikhti hai ki sabhi bhartiya 2017 me puri ho taki vote ki rajniti ban sake dosto mujhe ye naukri mile ya NA mile pr2017 ka mera faisla surakshhit hai Jo mera adhikar hai

    ReplyDelete
  11. Jab u.p. me nai umra ke nae c.m. bane the aisa laga that ki ye nai soch ke sathh u.p. ko ek behtar progress denge jaatiwaad sampradaywad or vote bank se hatkar kuchh achchha karenge pr inhone ek bhrti ko lekar APNI sankirna mansikta ka khul kr parichay diya suna that ki videsh me padhe hai or sach me inki divide and rule policy ne ye proov b kar diya tet vs saikchhik gudank ki aisi policy kheli ki Sab APAs me hi kat mar gae or apne sasan me 3 saal yu hi bits diye ab bhi mansikta kuchh aisi hi dikhti hai ki sabhi bhartiya 2017 me puri ho taki vote ki rajniti ban sake dosto mujhe ye naukri mile ya NA mile pr2017 ka mera faisla surakshhit hai Jo mera adhikar hai

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।