/* remove this */ Blogger Widgets /* remove this */

Saturday, December 6, 2014

UPTET - VINAY PANDEAN COMPANY - FEMALE RESERVATION KE KHILAAF LADNE KEE MOORKHTA KARTE HUE

UPTET - VINAY PANDEAN COMPANY - FEMALE RESERVATION KE KHILAAF LADNE KEE MOORKHTA KARTE HUE

Ab Old Advertisement Se Ched Chaad AbSambhav  Hai,

Khud Ka Selection Nahin Ho Raha To Dusron kee Bhrtee Mein Tang Adaane Mein lage Hue Hain

Bhale Hee Advertisement Cancel Ho Jaye, ( Vaise Ab Kuch Nahin Hogaa, Lekin Inkeee Gandee Soch Is Had Tak hai)
Supreme Court Ne Apne Haadesh Mein Vigyapan ko As it is (Jyon Ka Tyon) Bahaal Kiyaa Hai,

Aur Ye Apne Aap Ko International Court Ka Judge Samajh Rahe Hain


VINAY PANDEY -

3) dosto tet morcha me ku6 log apne mehraru (wife) ke liye paresan hai kahi wargikaran khatm huwa to unki wife na ludhak jaye jisme swayam s.k.pathak, nilesh purohit hai..ku6 any log jinki premika v hai unke liye apne bhaiyo ka gla katne ke liye tatpar hai par ham yakin dila rhe hai female araxan khatm hoga bas ladne ki jarurat hai..kyuki adhyapak seva niymawali me vargikaran nai hai..jo yogy hoga use job milegi..female kahi ki husn pari nai hai jinke liye ham apne active aur eligible member ka balidan kre..ham unhe out krne ke liye h.c se s.c tak pura jor lga dege,aur gaddar aur makkar neta bacha lena apni mehraru ko..

************************************
UPTET kee Ek Aur Copy paste khabar hai, Lekin ismen kuch baten logo ke man kee upaj lagtee hain
Aur Shayad Sahee Nahin Hai

तना ड्रामा और सस्पेन्स तो अब्बास मस्तान की फिल्मो में भी नहीं होता है इतनी हसी आ रही इस भर्ती का भुर्ता होते हुए देखने में ...
1. टेट नेता टेट मेरिट का पुराना विज्ञापन बचाने के लिए लगे हुए हैं ...
२. गुणांक नेता नया विज्ञापन बचने में लगे हैं ...
३. चंचला जी आर्ट साइंस को एक करने में लगी हुई हैं
४. सचिदानंद जी साइंस आर्ट को अलग करने के लिए लगे हुए हैं
५. राहुल भैया मेल फीमेल अलग करने के लिए अग्रसर हैं
६. नीलेश भैया वाइफ की खातिर फीमेल को bachaane में लगे हैं
7. सरिता शुक्ल शिक्षा मित्र की सीट के लिए लगी हुई हैं
8.हिमांशु भैया पारदर्शिता और टेट की सी.डी. ऑनलाइन करने के लिए लगे हुए हैं
९. और कुछ और टेट नेता कस्तूरबा के मेटर के लिए डबल बेंच में जा रहे हैं ...
 और सबसे ख़ास बात जिनको सहयोग करना है उनको पता ही नहीं चल प् रहा है की किसे सहयोग करे ...




UPTET 72825 Latest Breaking News Appointment / Joining Letter | Join UPTET
Uptet | Uptet news | 72825  Teacher Recruitment Uptet Latest News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Breaking News | 72825  Teacher Recruitment Uptet Fastest News | Uptet Result 2014 | Only4uptet | 72825  Teacher Recruitment  Uptet News Hindi | 72825  Teacher Recruitment  Uptet Merit cutoff/counseling Rank District-wise Final List

25 comments:

  1. Ankho pe kali patti bandhe he kya apke, jo kahte ho 2011 ad se chedchad asambhav he. 3 counc me kitne log ander he, jo vastav me vigyapan ke anusar bhar hone the. Sari chedchad to pahele hi ho chuki hai. Bas apne selection ki padi hai.

    ReplyDelete
  2. Wah ji wah, kamaal he apki soch. Ek taraf kahete ho ki 2011 ka vigyapan as it is lagu hoga. Lakin yah apko najar nahe ata ki merit itni high kyu hai. Yadi as it is lagu ho to merit low jayegi or log rit dalna band karege. 45-50 wale, 2012 wale, durasth wale, sabko ander kar liya to log bharti phasane ko kisi na kisi karan log court jayege he. Main mahila reservasation ka virodh nahe karta. Lakin 2011 vigyapan as it is lagu karo to kam se kam 15-20 hajar bahar hoge or eligible ander. Female gen merit 98, male 108 ja sakti hai. Pahele jo sahe niyam he wo lagu karao phir kaho ki court mat jao.

    ReplyDelete
  3. DOST VINAY PANDEY MUJHE SIRF YAHI KEHNA HAI KI AAP KA NAHI HO PA RAHA HAI ISLIYE AAP BHI LAGE HO,PAR AAP PICHLE 2 SSAL SE KYA KAR RAHE THE(AAGE BOLNE KO MAJBOOR MAT KARO)---------.

    ReplyDelete
  4. Ab jiski counc ho chuki use to sab saaf sudhra he lagaga.

    ReplyDelete
  5. dost aisi baat nahi hai,meri counselling ho chuki hai aur chahe naukri lage ya na lage ye baat alag hai par galat toh galat hi nhai na,

    ReplyDelete
  6. dost tum sirf aapne dil se poocho ki aaj tak up me sahi tarike se kitne logon ka hua hai.

    ReplyDelete
  7. Isliye vinay pande jo aaj kar rahen hain unko ye 3 saal pehle hi karna tha.(so his intentions r doubtful.)

    ReplyDelete
  8. Give me some perfect reason in your that can not be ignored in any way mr anil?

    ReplyDelete
  9. isliye hi up wale badnam h jalan to kuchh logo me kut kut k bhari h.are jiska hona h hone do women's reservation k peeche pada hai pagal ho gya h nhi hone k gum me. court k sare faisle padh lo sab women's k fervor me hue h paisa aur sab ka time barbad krega aur kuchh nhi.

    ReplyDelete
  10. Ramdev ji me kab mahila araksan ko galat bata raha hu. Yadi dekha jaye to ye araksan kaha hai ye to 50-50 hai. Mera virodh sirf is baat pe hai ki pahle kahte hai Sc ke order se bharti ho rahi hai, koi chedchad nahe hogi. Beech me koi niyah nahe badlega. Pher apni marji se bhed chaal se sabko counc ka moka de diya. Jo hakdar the vo bhar baithkar tamasa dekh rahe hai. Ab unme se hi koi na koi court chala jata he. 2011 ad ka koi niyam na badla jaye chahe kisi ka ho ya na ho.

    ReplyDelete
  11. dost aap sahi hain phir aapne itna time kyun laga diya,3 saal pehle hi aapko aapati karni thi.

    ReplyDelete
  12. Are bhai teen saal pahle kise pata tha counc is bhedchal se hogi.

    ReplyDelete
  13. ARE YAAR TOH FIR BHED CHAL KE KHILAF JAO.

    ReplyDelete
  14. Bhed chal ke khilaf bhe rit dali ja chuki hai. Yaha mamla sirf mahila araksan ka nahe hai. Bhut sari rit dali ja rahe jinka koi adhar nahe hai. Court ko sidha order karna chaye ki as it is 2011 rule lagu ho, ratti bher bhe badlav na ho. Baki koi rit accept nahe karni chiye.

    ReplyDelete
  15. General ka hona wase he is desh ka sabse bada apradh he uper se, is tharah ki karyapardali se bharti ho rahe hai. Koi kya kare....

    ReplyDelete
  16. AB SAYAD AAP MERI BAAT SE SAHMAT HAIN.

    ReplyDelete
  17. Yaar hum to phale bhe sehmat the aj bhe hai kal bhe rahege. Kyo ki yaar tum hamesa logical baat karte ho, or kabhe krodh nahe karte, sukriya dost.

    ReplyDelete
  18. DOST KABHI KABHI MUJHE BHI BURA LAGTA HAI AAKHIR HOON EK INSAN HI,MERI BHI UMIDDEN IS 72825 SE JUDI HAIN,PAR AB BAHUT HAD TAK MAINE APNE AAPKO KO MAJBOOT KAR LIYA HAI.

    ReplyDelete
  19. Dear anil agar ho sake toh morche ko samarthan do,ish tarah ki writ se ab kuch hoone wala nahi hai,agar karna hi hai toh fir jitendra singh sengar jaison ka samarthan karo.

    ReplyDelete
  20. Aur jo log ye attitude rakhe hain ki mera nahi toh fir kisi ka nahi unse door rahen,kyunki humare ya aapke chahne se kuch nahi hooga.

    ReplyDelete
  21. my dear brothers 72825 ki bharti hone do nayaa drama n Palo.pls support to tet morcha and coaprate with contribute.jay tet.

    ReplyDelete
  22. Vinay Pandey ji Manila aarakshan k khilaf hain?

    ReplyDelete
  23. yadi tet2011 ki mul cd nahi h, to tet se bharti nahi hogi ye kahne vale ye bataye k acad se bharti kaise ho sakti h..... or mul.cd k bina to 2013 btc wale teacher or , urdu bharti wale sb rduaee ho jayengee...

    Mul cd srkaar ki tension hee hmarii nhiii... bina uske tet marks varify hi na ho payenge... or phle wali sari bhartiyan jo bhii huii wo sb or ye dono prt or jrt sb rdd hongii

    ReplyDelete
  24. Dear friends,is bharti se phle bhi mahilao ko 50% seats dee gyi thi kya purane bharti record ko utha kr dekho yd pta n ho to pta kr lena hc v sc khud mmmmmmmahilao ko age lana chahta hai. is case me aap defeat hoge,case vaps le le to hi uchcha hai anyatha mahilao ke bure aur bn jaoge. vinod sh.Educationist M.Ed,NET.

    ReplyDelete
  25. Kr lo bahas bs blog pe.jra usase bhi ja k aap me se koi poochh skta h.ki
    Ki bhi tu bta tu kya krega.
    court jana h to jawo.koi rikega nhi.pr fayada pahle soch lo to h.
    Baki mrji aapki
    D
    B

    ReplyDelete

Please do not use abusive/gali comment to hurt anybody OR to any authority. You can use moderated way to express your openion/anger. Express your views Intelligenly, So that Other can take it Seriously.
कृपया ध्यान रखें: अपनी राय देते समय अभद्र शब्द या भाषा का प्रयोग न करें। अभद्र शब्दों या भाषा का इस्तेमाल आपको इस साइट पर राय देने से प्रतिबंधित किए जाने का कारण बन सकता है। टिप्पणी लेखक का व्यक्तिगत विचार है और इसका संपादकीय नीति से कोई संबंध नहीं है। प्रासंगिक टिप्पणियां प्रकाशित की जाएंगी।