Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/#ixzz36cV9AUCl
यह आदेश न्यायमूर्ति अरुण टण्डन ने यादव कपिल देव सहित सैकड़ों लोगों की याचिकाओं की सुनवाई करते हुए दिया है। उल्लेखनीय है कि प्रदेश के प्राथमिक विद्यालयों में लगभग 72 हजार शिक्षकों की नियुक्ति प्रक्रिया के तहत टीईटी परीक्षा हुई। इसमें सफल अभ्यर्थियों को माध्यमिक शिक्षा परिषद उप्र ने सभी जिला बेसिक शिक्षा अधिकारियों की तरफ से नियुक्ति का विज्ञापन जारी किया। जिसकी वैधता को चुनौती दी गई है। याची का कहना है कि नियमानुसार बोर्ड को ऐसा विज्ञापन जारी करने का वैधानिक अधिकार नहीं है। ऐसा अधिकार बीएसए को ही है। अन्य याचिकाएं भी विभिन्न मांगों को लेकर दाखिल की गई हैं। न्यायालय ने विज्ञापन पर रोक लगा रखी
News Source : Jagran (6.8.2012)
*****************************
It appears UP Govt. is going to change Niyamavali for teachers selection, And therefore Allahabad Highcourt given a chance to government for amending it and may be due to this reason next hearing date is 27th August 2012.
Recently UP Govt. announced selection through academic merit. However after all this - Niyamavali change is not in news and may be UP Govt. will going to change it shortly.
Sirf tarikh milegi aur kuch nahi hoga
ReplyDeletehi
ReplyDelete27 ko final match hoga hc vs sp
ReplyDeletesab kuch hoga
ReplyDeletehelp God
ReplyDeleteI Love you God
ReplyDeletesab kuch hoga
ReplyDelete27 ag ko god ham sabhi ki help karega
ReplyDeleteTET morcha 2014 me SP & BSP K birudh loke sabha election k kiye taiyar ho gya hai. Sabhi tetian chunav ki taiyari me lg jaye qki naukri pane k liye ab system me hona jaruri ho gya hai. JAI TET MORCHA.
ReplyDeleteTET morcha 2014 me SP & BSP K birudh loke sabha election k kiye taiyar ho gya hai. TET morcha 2014 me SP & BSP K birudh loke sabha election k kiye taiyar ho gya hai Sabhi tetian chunav ki taiyari me lg jaye qki naukri pane k liye ab system me hona jaruri ho gya hai. JAI TET MORCHA.
ReplyDeleteArun tondon ji students ke favour me bharati shuru karane ki poori jugat me hai jabki saari heela hawali sarkar ki taraf se hai. Sarkari Mahadhiwakta bar-bar lamba time maang raha hai. Inki mansha judge sahab taad gaye hain. Gov agar chahe to vacancy ko 1 ya 2 year tak aur kheench sakta hai bar-bar bahana bana karke halanki arun tondon sir sarkar par apni taraf se bharpoor dabaav bana rahe hain. Hamara saubhagya hai ki hamare case me arun tondon ji jaise nyaypriy judge mile hain.
ReplyDeletetet
ReplyDeletetet
ReplyDeleteGhor andhakar, nirasha hi nirasha. Tarikh pe tarikh. Dukh hi dukh. Prabhu is desh mein janam kyon diya?
ReplyDeleteजय हो
ReplyDeletekya court ne aisa kaha hai ki bharti acedmic se hogi or tet ka waitege kitna dena hai yeh goverment ko tay karna hai or 27 aug se pahle sansodhan kar lena hai .............kisi ko kuch confirm ho to reply kare
ReplyDeleteto ye bharti kb tak hogi kya 27 hi last date hogi ya abi 1,2 saal aur lagenge.
ReplyDeleteAgr niymawali me tet ko Arun Tondan k anurup weightege mila to bharti tet+acc otherwise purane vizyapn se bharti hogi. It's clear from court.
ReplyDeleterajesh ji you are right
ReplyDeletegaurav g court ne kaha hai ki 27 tak niyamavali me changes kr do but tet marks ko dhyan me rakhte hue.
ReplyDeleteacd+tet ya kewal tet iske alawa koi teesra option nai . Great
ReplyDeletesatyamev jayate
thanks frds.yr mai to kahta hu ki sabko profit ho to gov kuch aisa kare jisse sare bhaio ko job mil jaye..........
ReplyDeletecourt me aaj kya hua kisi ke pass yadi puri jankari ho to pls share kare.
ReplyDeleteSadanand mishra>
ReplyDeleteYe hota hai ek nyayadhis ka dimag.aj court ne sarkar ko is bat ke liye badhy kar diya ki ap jo bhi sansodhan karo tet ke anko ko dhyan me rakh ke karo.ab yadi sarkar ne tet ke 1%ank bhi sammilit kiya to tet sahi aur niyukti 100%tet merit pe honi pakki. Kyuki Jab tet ko 1%sahi mana jayega to dhandhli ka arop apneap khatm.jab tet sahi to prakriya me koi dos nahi aur koi bhi sansodhan bhotkalik prabhav nahi rakhta
(art.-13 bhartiya samvidhan)
C.M. Ko email kro on
ReplyDeleteyadavakhilesh@gmail.com
Cort ne tet ke no.ko wegtage dene ki bat kahi h ki nai? Koi bataye bhai ?
ReplyDeleteTet ke anko ke wtg ko dhyan me rakhte huye 27 aug tak niymawali me sansodhan krne ko kaha hai...uske baad parishthitio ko dekhte hue faisla hoga....
Deleteक्या हमेँ 21 दिसम्बर से पहले नौकरी मिल पायेगी ?
ReplyDeleteplz reply
i m waiting 4 u
क्या हमेँ 21 दिसम्बर से पहले नौकरी मिल पायेगी ?
ReplyDeleteplz reply
i m waiting 4 u
क्या हमेँ 21 दिसम्बर से पहले नौकरी मिल पायेगी ?
ReplyDeleteplz reply
i m waiting 4 u
v.k.yadav ji, kahan ho. Koi to news update kariye. Bed,btc and vbtc ki bharti prikriya kis tarah se hogi plz batao na.me keval aapki news hi padhta hu.aap bilkul satik news dete ho or aapki jankari ka source bilkul sachcha h.
ReplyDeleteJai maa vaishno.
NIYAMAWALI ME SANSHODHAN SE PAHLE EK FINAL ANDOLAN KI JAROORAT HAI UP TET MORCHA JALD NIRNAY LE.
ReplyDeleteC.M. SE MILNA HI HOGA LAST CHANCE!!!
how r u
ReplyDeletei m prashant
ReplyDeletesunena me ayay hai ke acd merit ka pattern change ho gaya hai
ReplyDelete2008 ke bharti ke cutt of abhi jari hain 2011 ke cutt of 2020 tak chlegi aap log thoda intjar karo sabka namber aayega
ReplyDeleteSunil g aapki baat bilkul sahi h.
ReplyDeleteniyamavali me sanshodhan tet ke marks ko dhyan me rakhakar karne ke liye court ne kaha hai iske liye 27 tak ka samay court ne diya hai ya sarkar ne manga hai
ReplyDeleteYr ab to sab tet ke paksh m bol rahe hain to ab andolan kisliye?
ReplyDelete
ReplyDeleteFrom Facebook -
Amitesh Pandey ::UPTET & Appointment as Primary Teachers :-
TET merit k liye aaj 1 aur writ dal di gayi. Ashok Khare is case me advocate hai. Kal 7 Aug ko Hon'ble J V.K. Shukla k court me hearing hogi.
sc male art ki cut off kitni ja sakti hai . mere sc cat male me 221.6% hai aur tet me 73.66% .so can anybody tell me what are my chances of getting job
ReplyDeleteaapka selection bhagwan bhi nahi rok sakta. Itne kyon laaye 50% hi kafi they.
DeleteCm sir ab ap job ki jagh mout de.do jisse apki bi tantion dur or hmari bi.u roj-roj marne se to acha h ki ek bar m sb khtum.
ReplyDeletemujhe to aisa lagta hai ki govt aur court dono hi mile hue hain . time pass karte ja rahe hain
ReplyDeleteDoston
ReplyDeleteShukr hai k Arun ji jaisa Judge mila warna yeh bharti 2014 tak jati.
Thanks 2 God
Sabka malik Ek hai. Kuchh galat nahin hoga
iss govt me job nahin milegi kewal berjgari bhatta jiske paksh me ye govt hai
ReplyDeleteYe arun tandan or cm milkar hum sb ka mansik soshan kr rhe h.jitna hum log job k liye tars rhe.usse kahi jyda tum jindgi ke liye trso ge.bhagwan enko kabi maf mat krna.
ReplyDeletecourt ka kaam----
ReplyDelete1- janhit
explanation - person v/s organization ke case mein faisla person ke hito ka dyan rakha jata hai.
2- circular( niymawali) verification --
sabhi government vibhag as , electricity , education ,health ,university apne circular bana kar court se verification karati hain .
circular banane ka adikar savidhan ke dwara sambandit vibhagon ke dwara cabinet ya rajyapal ke dwara santuti ki jatai hai .
------------------------------
court ke adhikar seemit hain niymawali cabinet ke adeen hai.
high court janhit ko dekte hue koi result nahi de sakta kyon ki ricruitment chahe tet se ho ya acd se .
circular banane ka kaam high court ka nahi hai . ye vibhag & rajya sarkar ke adheen hai.
rit dalne se high court ka antim nirnay yahi hoga ki ye rajya sarkar ka neetgat mamla hai.
----------------------------------
jab tet se ricruitment ka circular banya gaya tab acd walon ko yahi kaha gaya .
tet ki aniwaryta par bhi yahi
tet mein passing marks sc/st ke 50 % kiye jane par
aur kai case mein high court ne yahi kaha.
fir kis tarah ab court apne adikar kshetra se bahar aakar cabinet ke circular banane / change karne ke adhikar ko khatam karega .
i am not a tet or acd supporter .
plz editor ji aap apna vichar rakhie. Plz plz plz plz..
ReplyDeletedear friends the court wants govt to frame a rule considering tet marks for future recruitment .so far as present recruitment process is concerned court will vacate the stay approving tet merit as according to s c rules of the game can not be changed after the game has started .h c can not give any decision against s c order .if h c fails to give us justice we will certainly win the matter in s c .so friends be united n keep your ears and eyes open .if tet is safe ,tet merit is safe .
ReplyDeletemana ki sarkar ya cabinet decide krti h bharti ka aadhar. lekin wo aisa sirf process shuru hone se pahle ker sakti h baad me koi bhi change nhi ker sakti jab ki logon ka kafi paisa kharch kara chuki ho to mamla 420 ka banta h
ReplyDeleteacd walon se ek sawal................
ReplyDeleteaap kisi show room me jate h vahan aapko reboke k jute pasand aajate h uske malik ko reboke ke jute ke paise
adaa kedete ho fir show room ka malik
reboke ki jagah aapko aapki napasand ka koi dusra juta de to kya aap us dusre jute ko leloge?jabki aapne kimat reboke k jute ki adaa ki h
Tareekh per tareekh.....tareekh per tareekh....
ReplyDeleteHi
ReplyDeleteJab yeh judge sansodhan kara dega to phir bachega kya ?
ReplyDeleteyeh judge sarkar ke isare par chal raha h.
ReplyDeleteIse stay hatakar old vigyapan se bharti shuru karne ke nirdesh karne the.
ReplyDeleteblog editor mam, plzzz... mention ur views against asst. teacher recruitment, bcoz i know u r secular among acc.merit, tet merit, h.court and leading government.
ReplyDeleteSarkar to aspast h hi lekin judge spast roop se nyaye nahi kar raha h.
ReplyDeletetet ki date 27 august hui
ReplyDeleteFaisla 27 aug ko b nai ayega gov ke halafname pr vichar karke stay hatane me abhi aur samay lag sakta hai
ReplyDeletejai shri ram
ReplyDeletejai shri ram
ReplyDeletekaha hai R.V.SINGH i'am waiting
ReplyDeleteCourt ki hearing ka haal jo ladko ne pesh kiya tatha news walo ne pesh kiya h 'dono me jameen -aasman ka fark h,ab mujhe sarkar se jyada judge par shak ho raha h.plz koi meri shanka door karo.
ReplyDeletehamari rai me TET ke aadhar par hi bharti karni chahiye.... Court se tareekh pe tareekh mil rahi hai .. pata nahi decision kab tak aayega?
ReplyDeleteHanuman Ji Akhilesh Yadav ko sadbudhi pradan kare ...
tet is the best
ReplyDelete..tet base supporter bhaiyon..this is 100% sure that all the NCTE guidelines in which tet exam has been conducted and old G.O.(base of tet exam in U.P.)are in support of tet base selection of candidates, and also writ petition no.75474/2011,1337/2012,71558/2011,all writ (A), and crl misc w.p.no. 18498/2011 and 18572/2011 order of D.B.have already clear that base of tet score is excellent,and according to law,..Hon'ble court has already dismissed the grievance of academic base, so how can the base can b changed, court has been also clarified that it can b changed if it is arbitrary,discriminatory or wholly unfair, and till today govt has not been prooved,.and what is the report of fairness committee.. sab golmal hai...b unite matter will b decide from Honble Supreme Court...
ReplyDeleteBhaiyo aur behno hume niyamawali change hone se pehle ek bade andoolan ki jarurat hai.isse gov. P pressure badhega aur vo tet base p niyamawali me change karenge. Jago sbi tetians aapas me mat lado ki tet ya acd. Merit. Angrejo ne bhi yai kia tha foot dalo raaj karo. Ye gov. Bhi apni baat manvaegi agar humne kuch nai kia to. Aap sb dekh hi rahe hai ki court ka bi pagal bana rakha hai. Gov. Ki mansha acd. Merit banane ki hai aur vo easily bna legi agar hum sb ek sath andolan me nai shamil hue. JARA SOCHO 2 LAKH KE AAS PAS TETIANS AGAR LUCKNOW ME ANDOLAN KARENGE to kya najara hoga . So plz BAS EK BADA ANDOOLAN ..
ReplyDeleteBhaiyo aur behno hume niyamawali change hone se pehle ek bade andoolan ki jarurat hai.isse gov. P pressure badhega aur vo tet base p niyamawali me change karenge. Jago sbi tetians aapas me mat lado ki tet ya acd. Merit. Angrejo ne bhi yai kia tha foot dalo raaj karo. Ye gov. Bhi apni baat manvaegi agar humne kuch nai kia to. Aap sb dekh hi rahe hai ki court ka bi pagal bana rakha hai. Gov. Ki mansha acd. Merit banane ki hai aur vo easily bna legi agar hum sb ek sath andolan me nai shamil hue. JARA SOCHO 2 LAKH KE AAS PAS TETIANS AGAR LUCKNOW ME ANDOLAN KARENGE to kya najara hoga . So plz BAS EK BADA ANDOOLAN ..
ReplyDeleteFriends mare wife ka acd 266 n tet mae 72% ha art group gen categry to joh ki kya sambhavna ha
ReplyDeletetell me plz
agar koi sawal ho to kallu is here
ReplyDelete