Read more: http://naukri-recruitment-result.blogspot.com/#ixzz36cV9AUCl
सूबे में 72825 शिक्षकों की भर्ती का प्रस्ताव बेसिक शिक्षा निदेशालय ने शासन को भेज दिया है। इसके लिए उत्तर प्रदेश अध्यापक सेवा नियमावली के नियम 14 में शिक्षकों की सीधी भर्ती का प्रावधान किया गया है।
अब इसे कैबिनेट से मंजूरी के लिए भेजने की तैयारी है। राज्य सरकार चाहती है कि नियमावली को यथा शीघ्र संशोधित कर दिसंबर अंत तक प्रशिक्षु शिक्षकों की भर्ती शुरू कर दी जाए।
शिक्षा का अधिकार अधिनियम लागू होने के बाद राष्ट्रीय अध्यापक शिक्षा परिषद ने सभी राज्यों को टीईटी पास बीएड डिग्री धारकों को प्राइमरी स्कूलों में सीधे सहायक अध्यापक पद पर रखने की अनुमति दी थी। यूपी में 31 मार्च 2014 तक टीईटी पास डिग्री धारकों को प्राइमरी स्कूलों में सीधे सहायक अध्यापक के पद पर रखने जाने की योजना है।
गौरतलब है कि राज्य सरकार ने पूर्व में तय किया था कि टीईटी पास बीएड डिग्री धारकों छह माह का विशिष्ट बीटीसी की ट्रेनिंग देकर सहायक अध्यापक नियुक्ति किया जाएगा लेकिन एक नवंबर को बेसिक शिक्षा मंत्री रामगोबिंद चौधरी ने शिक्षा अधिकारियों की बैठक में यह तय किया था कि बीएड पास अभ्यर्थियों को विशिष्ट बीटीसी की ट्रेनिंग न देकर सीधे टीईटी पास बीएड डिग्री धारकों प्राइमरी स्कूलों में प्रशिक्षु शिक्षक के पद नियुक्ति दी जाएगी।
इसके आधार पर बेसिक शिक्षा निदेशालय से प्रस्ताव मांगा गया था। इसमें शिक्षकों का चयन जिलेवार मेरिट के आधार पर किया जाएगा। मेरिट हाई स्कूल, इंटर, स्नातक और बीएड के आधार पर बनाई जाएगी। आवेदन जिलेवार ऑनलाइन लिए जाएंगे।
आवेदन के लिए अभ्यर्थियों को ऐच्छिक छूट होगी। प्रशिक्षु शिक्षकों को सेवाकाल के दौरान छह महीने की ट्रेनिंग प्राप्त करनी होगी। इस अवधि में उन्हें 7300 रुपये निर्धारित मानदेय दिया जाएगा और ट्रेनिंग पूरी करने के बाद सहायक अध्यापक वेतनमान दिया जाएगा।
News Source : Amar Ujala (8.11.12)
*****************************************
If direct recruitment of teacher happens then it is good news for candidates, As I feel their seniority,increment etc. will be counted from date of direct recruitment.
However recruitment matter is still in court, And according to directions of court advertisement will come before next hearing of court i.e. 7th December 2012.
Purva me TET merit se bharti ka liya gayaa nirnaya ek varg vishesh ko labh dene ka agenda tha. Ab govt. Badal chuki hai....,
ReplyDeleteprathmiktayen badal chuki hain, agenda badal chuka hai..., isi tarah TET bharti ACEDEMIC me badal chuki hai ,samay parivartan sheel hai.
Tet merit walo k liye bura samay khatm hone ko samay parivartan sheel h or acadamic k khatm hone ka time aa gaya h court pe yakeen rakkhe justice milega dosto
ReplyDeleteTET EXAM. ME SC KO 50% ME PASS KI MERIT HONI CHAHIYE
ReplyDelete50% kyon? 10% hi bahut hain.
DeleteJo hona tha wo ho chuka hai ab is par bahas se koi fayda nahi.
ReplyDeleteAtleast bharti prakriya to shuru ho aur sab kuch highcourt ki nigrani m ho raha hai to is bar kisi bhi point ko lekar koi bhi court nahi ja payega
highcourt pehle hi keh chuka hai ki ye state government ka adhikar h aur power hai ki wo kis base par bharti karna chahti h.
Ab is bar stay lene k liye kisi k pas koi point nahi bachega.
Happy Diwali
Jo hona tha wo ho chuka hai ab is par bahas se koi fayda nahi.
ReplyDeleteAtleast bharti prakriya to shuru ho aur sab kuch highcourt ki nigrani m ho raha hai to is bar kisi bhi point ko lekar koi bhi court nahi ja payega
highcourt pehle hi keh chuka hai ki ye state government ka adhikar h aur power hai ki wo kis base par bharti karna chahti h.
Ab is bar stay lene k liye kisi k pas koi point nahi bachega.
Happy Diwali
Tet merit kya uska .01% bhi winteng nahi diya ja sakta kyu ki ye ek patrta pariksha hai, ise chayn ka aadhar banana galt hai, jo tet pas hai wo pahle se hi telented hai, aur ab gunak merit k aadhar par prt me aur bhi yugy teacher mil jayege. Is prakar prt me selection k 2 exam ho gye, first- tet qulified second- gunak merit, lekin ye baat choti mansikta walo ko samjh nahi ayegi.
ReplyDeletehello
ReplyDeleteAb kuch log kahege bhala 83 aur 140 barabr kaise dusre exam gunak ki kya jrurt to bhaiya aap log IAS/PCS me bhi pre k adhar par chayn kra liya kro mains aur interview dene mat jaya kro. Isme pre ek patrta pariksha k rup me hai uska no. Add nahi hota hai.
ReplyDeleteBase of selection court ki nigrani me tay hoga dosto tet merit supportors afvaho pe dhyan n de hame justice milega v court se hi milega wait and watch court ne saaf kiya h ki purane condidates ka ahit nahi hoga so don't worry
ReplyDelete135-140 = 34
ReplyDelete130-134 = 168
127-130 = 342
125-127 = 1074
120-124 = 3750
115-119 = 5000
110-114 = 6240
105-109 = 7900
100-104 = 8800
95-99 = 22000
90-94 = 47500
83-89 =168850
total = 271658
83-89 ke bich wala hi merit ko competative bana rehai hai.
Jabkee ye tet qualifying ka toa phayda lai chucke hai dubara bhee pahayada lenge. it's not fare.
so still we have to fight on this
135-140 = 34
ReplyDelete130-134 = 168
127-130 = 342
125-127 = 1074
120-124 = 3750
115-119 = 5000
110-114 = 6240
105-109 = 7900
100-104 = 8800
95-99 = 22000
90-94 = 47500
83-89 =168850
total = 271658
83-89 ke bich wala hi merit ko competative bana rehai hai.
Jabkee ye tet qualifying ka toa phayda lai chucke hai dubara bhee pahayada lenge. it's not fare.
so still we have to fight on this
ReplyDeleteShare your view on this
135-140 = 34
130-134 = 168
127-130 = 342
125-127 = 1074
120-124 = 3750
115-119 = 5000
110-114 = 6240
105-109 = 7900
100-104 = 8800
95-99 = 22000
90-94 = 47500
83-89 =168850
total = 271658
83-89 ke bich wala hi merit ko competative bana rehai hai.
Jabkee ye tet qualifying ka toa phayda lai chucke hai dubara bhee pahayada lenge. it's not fare.
so still we have to fight on this
Wait for next hearing
ReplyDeletechayan ka adhar tay karna sarkar ka kam hai cort chyan ka adhar tay nahi karti ap logo ko itna malum hona chahiyejab purana vigyapan hi nahi raha to tet ki merit ki kya bat merit new gunak sestam se hi banegi please afwa na failye
ReplyDeleteye jo tet meri akda hai bilkul galat hai 110 se upar lagbhag 80000 studend haiaur 27000 sanjay mohan ke damad hai to fir meri kha gai socho dimag se
ReplyDeletenewgunak sestam se merit kuch is traha hogi gen male art 60
ReplyDeletegen male sec 57
obc male art 56
obc male sec 53
sc male art 50
sc male sec 48
st male sec all
st male art all
Tet merit k bare me sochne ki jrurat hi nahi hai, wo ek qulifyed exam hai use chayn ka aadhar koi court nahi bana sakti hai, ha agar gov jahe to bana sakti hai, lekin gov ka eaisa koi mood nahi hai, so think abou gunak.
ReplyDeletekoi blog pe hai kya please apni ray de
ReplyDeletetet tet tet chila 50 bar chila ke mar jaoge are dosto s.d.m dalal is samy apni news publish nahi kar raha hai lagta hai uska bhand phut gya hai
ReplyDeleteHELLO.
ReplyDeleteMr. torab sir Good afternoon.
how r u sir.
Selection base taiyar karna seliction authority ka adhikar hai, ye court ko adhikar nahi hai,
ReplyDeleteI think about cut off Male
Gen Sci. 60.5
Gen Art. 60.0
Obc Sci. 58.0
Obc Art. 57.5
Sc Sci. 54.0
Sc Art. 53.5
St Sci& Art 50
because jiski theory 2nd thi un sabke 2 se 3 bade hai, or jinki 1st thi unke 1 se 4 tak kam hue hai.
@Amit verma said...
ReplyDeletepriyanshu ji court ka ye decision swagat yogya h aur un sabhi acd supporters ke gal pr karara tamacha b jo ayogya hote hue b naukeri pana chahte h aur sochte h ki sarkar jo chahe ker sakti h....jai tet..
Wednesday, November 07, 2012 3:44:00 PM
Amit ji ab bataiye tamacha kiske gaal par laga......? Dukh to nahi raha hai.....?
Court vahi karegi jo sarkar niyam banayegi. Court niyam nahi bana sakti sirf uska palan kar ya kara sakti hai..
Be happy.
acd qualified gadhon jab tum apni sarkar se itna ashwast ho to fir itna shor q macha rahe ho.Tum ye acchi tarah jante ho ki bharti court k according ho rahi h abhi usne tumhari nikammi sarkar ki antim samayseema tay ki h aur bahut jald hi chayan ka aadhar b tay kr degi .khair kutto ko bhaukne ki aadat hoti h so keep on..,..
ReplyDeleteChalo bhai yaha par kuchh ghode aa gaye hai jinhe hinhinane ki aadat hai. Unhe lagta hai ke acedemic wale gadhe hai aur har bar paisa dekar exam ko pass kiya hai. Are ghode sahab jo hs se lekar b.ed tak paisa de sakta hai to wo TET me bhi paisa de sakta hai to aap kaise kah sakte ho ke tet wale ghode hai aur acd wale gadhe ..
ReplyDeleteIs bar court me tandon ji ne shiksha mitro ke bare me jo tippadi ki h piyush bhai aap usse to jaroor avagat honge aur agar is remark ka nihitarth nikala jaye to yahi pata chalta h ki court acd merit k sakht khilaf h....
ReplyDeleteek chota sa exam jo ki bahut he easy ho or usme achche marks lana koi badi baat nhi hai.or jo digree (10 se lekar b.ed)tak jisne mehnat karke marks paaye hai usko ish bhrti se hataya nhi ja sakta hai.han itna jarur ho sakta hai ki tet ko thoda bahut waighage diya ja sake.or ek aur baat hai ki tet ek patrta exam hai na ki base ka adhar ishliye dosto tet ko merit ka adhar gov kbhi nhi banayegi.
ReplyDeletetet pass karne wale log sirf ish bharti k liye patra hai.
kisi ko mere vicharo se problum ho to sorry.
apke vicharon ka welcome hai.
thanx.
Sdm sahab ne kaha......-
ReplyDeleteट्ण्डन जी के निर्देश की बात करेंतो उन्होने स्पष्ट रूप से कहा है कि पुराने विज्ञापन की तकनीकि कमी को दूर करके नया विज्ञापन ले आइये,,,,,,,,,,उ न्होने यह भी कहा कि आप जो भी ,,,जैसा भी,,,,,संशोधन करना चाहते हैं करिये ,,,,,लेकिन इसबात का अवश्य ध्यान रखें कि जिन अभ्यर्थियोंने पहले से आवेदन दे रखा है ,,,उनका किसी भी प्रकार से हित प्रभावित नहीं होना चाहिये,,,,,,,,, ,,,,,,,,, ............... ..,,,,,,,,,,,,, ,,हमारा हित कब प्रभावित होगा यह भी आप अच्छी तरह जानते हैं............ .....तो चिंता किस बात की,,,,,,,,,,,,, ,,यह सरकार को अंतिम चेतावनी है कि अब सुधर जाओ............ ..फिर भी अगर यह नहीं सुधरे तो टण्डन साहब 7 तारीख को इनके द्वारा जारी विज्ञापन को सुधार देंगे ,,,,,,,,,,,,,,इ सलिये चिंता नकरें,,,,यह नियुक्ति टी0ई0टी0 से ही होगी
.
.
.
Sdm sahabhit prabhavit na ho ka matlab tet merit se bharti ho jana nahi hota balki age and fees ki bat ki gai hai...
Par kya karoge business jo chalana hai to bewkoof to banana hi padega. Bhaiyo mera a/c no le lo paisa dalo mai tet se bharti karaunga par tet se bharti na hui to paisa vapas nahi hoga....
Ha ha ha ha ha..........
Arun tandon ji ne govt. se kaha h ki aap aisa ad laiye jisse purane avedko ka hit prabhavit na ho.Ab aap hi bataiye ki govt aisa kaun sa ad layegi jisse purane avedko ka hit prabhavit na ho....
ReplyDeleteAmit ji maine upar likha hai.
ReplyDelete1-Agar age ko 35 kiya gaya , jaisa vbtc and btc ke vigyapan me aaya hai to purane condidate ka jo 35 ke upar hai unka hit prabhavit hoga,
2- jilewar vigyapan me har jile me aavedan karne ki fees lagegi jisase sabka hit prabhavit hoga...
To tondon sahab ne en bato ko dhyan me rakhane ki bat ki hai naki tet merit ki , tet to matr ek patrta pariksha hai. Eske base par bharti hona namumkin hai.
Sorry frnds mai kisi par bhi tippadi nahi karna chahta par kya karu es bharti ne sabko mansik aur aarthik roop se to paresan kiya hi hai aur uspar kuchh log hai jo tet aur acd walo ke beech me sirf apne swarth ke liye diwar khadi kar diye hai , mujhe aise logo se nafrat hai. Jitne bhi tet pass hai sab es bharti ke hakdar hai chahe ve 83 no wale ho ya fir 140 wale . Kyunki bahut se achhe baccho ka bhi kisi wajah se tet me kam no aaya hai par bahut se kamjor bacche ka no jyada bhi hai aur bahuto ne no paisa dekar bhi badhaya hai to ham kisi bhi exam ko puri tarah se fress nahi kah sakte chahe wo acd ho ya tet. Aaps me ladna chod do sirf bharti puri karane ka prayas karo..
ReplyDeleteOk frnds 5 baje ke bad milta hu...
ReplyDeleteselection ka adhar
ReplyDelete1. kalyan method
Hs+Inter+Graduaion+B.ed
2.Bahin ji method
for:-tet merit
3 Bhaiya ji Method
Hs10%+Inter20%+Gra.40%+B.ed 12-6-3
4. flane singh method
Hs10%+Inter20%+Gra.40%+B.ed30%
5.
piyush bhai fees badhane ya ghatane se kisi ka hit prabhavit nahi hota .Hit to chayan ka aadhar badlne se prabhavit hota h aur hum logo ko court se apni baat kahni aati h....
ReplyDeleteya its true merit will TET merit
ReplyDeleteSuresh Kushwaha
Jo sabse jayada patra ha use waitage kyo nahi milana chahiye
ReplyDeletePiyush sigh je enke bare mai ap kya vichar hai jo pase de kar farji markseet laga kar naukari pa gye aj pakde ja rhe gajipur mai 150
ReplyDeletevanarsh mai 140 log.
jo log acd aur gunak ki ab baat ker rahay hai main unsey poochna chahta hoon jab mayawati ne tet ko chyan ka aadhar mana tha tb kisi ne is baat pe kyo writ nahi dali / tab badi tezi se form bharna suruoo ker dia tha / problem tab nahi thi aaj prob ho rahi hai
ReplyDeleteHame na tab problem thi na ab problem hai, hamne tab form bhara, ab bharti s.p kr rahi hai to tumhe kya problem ho rahi hai, tum bhi form bharo, bewkof kahi k..
ReplyDeletetab ek hitlar sasika thi aur usnai niyamawali main privartan kra lia tha aur gov.kai hath main hi base of selc. hota hai
ReplyDeleteacd ki writ lagi thi cancel ho gayi thi
tab ek hitlar sasika thi aur usnai niyamawali main privartan kra lia tha aur gov.kai hath main hi base of selc. hota hai
ReplyDeleteacd ki writ lagi thi cancel ho gayi thi
tab ek hitlar sasika thi aur usnai niyamawali main privartan kra lia tha aur gov.kai hath main hi base of selc. hota hai
ReplyDeleteacd ki writ lagi thi cancel ho gayi thi
pyare tet bandhuo in acd walo ko b thoda chilla lene do suruat tet se hui thi ant b tet se hi hoga ye acd wale to beech k h aur aap to jante hi h ki beech walo ka kya hal hota h.jai tet.....
ReplyDeleteaur ab ek nikammi sarkar h jo decision hi nahi le pa rahi h.court hi sab kuch kr raha h aur wahi ab decision b le raha h ki bharti kab tak karni h aur kaise karni h.samjhe saurabh bhai ab bolo jai tet ....
ReplyDeleteab tet ko koi weightage dene ki jaroorat nahi h pucho q wo isliye bandhu kyoki court ab tet walo ko 100% weightage dene ja rahi h.
ReplyDeletesaurabh yar tum teacher banna chahte ho mujhe aashcharya ho raha h abhi to apko ABCD...padhane ki jarurat h apni comment kisi tet pass se padhwao wo tumhe english b padha dega aur hindi b...
ReplyDeleteHi friends
ReplyDeleteI thinks that's all academic supporter not a cheater students
& not all of tet supporter brillient.
because selection process change before 4 days of exam. so many students not getting his 100% performance due to time limit of exam.
isliye aapas mein ladna chhodo ki tet achha hain ki acd .
isliye gov ko bharti suru karne do.nahi to 6 mahine ke baad teacher banane ka sapna chhod dena.
abhi to kuchh chance ban bhi sakta hai.............
ReplyDeleteThanks.
jai ho academic
ReplyDeletebhaiyo jo hota hai ache k liye hota hai.jo ho raha hai sahi hai aur jo nahi ho raha woh aur sahi hai...sab nasib ka khel hai
ReplyDeleteAcademic supporter agar aap Etna he brilliant ho to TET Merit sa aap ko Kay problem h.
ReplyDeleteHam log sanjay mohan k damad nahi hai.ha ha ha
Deleteverma&gopal
ReplyDeletetet main jo mati police kai pass 27000+ student kai no. galat hai unsai aap ko itni humdardi kyo
-------------------kya aap unmai sai ek hai
shree radhai
Hame koi problem nahi, gov ko problem hai, aur ham sirf bharti chahte hai wo bhi jaldi, ab ap ko gunak kam hai to ham kya kre.
ReplyDeleteamit verma
ReplyDeleteyeh janab itnai int. hai ki ab hum acd supp. ko insai padhana padega ek exam tum decide kar lo aur bata do no. hi uska jabab hoga
mob.-9997940744
Gen Male Sci 59.6 m academic and tet donoo m hu.
ReplyDeletePIYUSH SINGH AAP SHI KH RHE HAI TET MARIT HI BNEGI
ReplyDeleteKKK
ReplyDeleteHello! Muskan Ji,
ReplyDeleteAapse anurodh hai ki ab jab ki uttar pradesh me prt teachers ke recruitment ki bharti shuru hone ki kuch sambhavnaye ban rahi hain aur jo ki 99.99% ab letest gunank merit (high school 10%, Intermediate 20%, graduation 40% aur B.Ed 30%) par hi hone ki puri sambhavnaye hain, isliye ab aap new gunank system par based poll shuru karen jis par har koi blog visitor apne gunank ke anusar vote kare...
Thanks!
Rana kaha ho....? Pramod ki koi news...?
ReplyDeleteRana kaha ho....? Pramod ki koi news...?
ReplyDeleteGøod evening
ReplyDeleteYadi tet patrata exam ha to jo sabse jayada patra ha yani jiska sabse jayada number ha vo sabse jayada para ha to jo sabse jyada patra ha usko sabse pahale naukri kyo nahi milani chahiye jabab do
ReplyDeleteaashish bhai jo tet qualified h aap kah rahe h ki wo sanjay mohan ke damad h aur aap acd supporters unke sale ho.jai tet
ReplyDeleteverma
ReplyDeleteyar tum contact to karo no. mainai publish bhi kar diya hai
fir sahi baat ho ek msg. hi bheg kr no. confirm do!
nikammo ko nikammi sarkar se badi ummeed h lekin court ne in dono ki ummeedo pr pani fer diya...now tet is the only way which can get u a job in prt.
ReplyDeleteverma
ReplyDeletehretyghy and bounsary
HAM TET KO MATR PATRTA PARIXA NAHIN BANANE DIYA JAYEGA CHAHE HAM HIGH COURT JAYEN SA SUPREEM COURT.
ReplyDeleteN.C.T.E. KE RULE ME TET KA RE EXAMINATION DEKAR NO. ME INCREASING KE LIYE KYON KAHA GAYA HAI. KISI BHI PARIXA KA IMPORTANCE USKE COMPETATIV HONE SE HOTA HAI YANI YADI USASE YOGYATA BHI SABIT HOTI HAI.
court ka decision aane ke bad acd bandhu ye gana gayenge ..
ReplyDeleteHazaro khahishen aisi ki har khahish pe dam nikle bahut nikle mere arma magar phir b kam nikle
Nikalna khuld se aadam ka sunte aaye h lekin bade be aabru hoker tere kooche se ham nikle.jai tet
verma
ReplyDeletetet 112 but acd supp.
shuklaji take it easy yar .we are not fighting just sharing our views.so do'nt feel offended.
ReplyDeleteacd new gudank-65.739 & tet 131 .neither acd nor tet supporter but supporter of a good system & that's possible when tet is the base of selection.
ReplyDeletejin acd bandhuo ko abhi b bharam h wo isi page pr amar ujala news k neeche blog editer ki rai padhe ki mamla abhi court me h aur naya add court ke nirdeshanusar aayega...
ReplyDeleteSC/ST 50% WALE SATHIYO CHINTA KI KOI BAT NAHI H HAMARA PREYAS JARI H OR JARI RAHEGA,VESE TO HAMARA METAR 30NOV.TAK SULAJH JAYEGA. BAKI AAP SABHI TET WALON KO MERI HARDIK SHUBH KAMNAYAIN FROM....R.P.SINGH
ReplyDelete