72825 TEACHER BHRTEE SE SAMANDHIT JAANKARIYAN
†**************†
Ganesh Dixit
saathiyon, aaj hum sabhi ke liye badi khuskhabri
he ki aaj scert director s.v. singh se varta hui
jisme unhhone 25 aug. se coun. suru karne ka
dawa karte hue aswast kiya he.....unhone suchit
kiya ki 16 ki morn. ko 100% data nic ko mil jayega
kal 15 ka holiday he so kaam band rahega.....nic 7
din ke baad data taiyar karke scert ko handover
ker dega....19 aug. ko humaari bharti ka schedule
jaari hoga......isse pahle mai nic per jayja lene
gaya vahan bhi humaari bharti ka kaam jordari se
suru ho gaya he,nic ne bataya ki agale 7 din me
data scert ko prepare karke de diya jayega.......
mitron,humari mehnat aur sangharsh ka pratifal
milne jaa raha he.....ab celebration ka time
aayega.......aap vijeta hien.....
aaj humare sahyogi s.k. pathak ne apni post ke
dwara apne ekagrta aur jujharupan ko dikhaya
he,aap sabhi ko unhi ki tarah sajag aur active
hona hoga jabtak ki hume salary nahi milti
he......aap sabhi ke prayash aur sangharsh ka
bhagwan sakshi he......aap saacche hien so aap
jeete.....kyonki saty aur nyay ki jeet atal
he.......sabhi log counceling ki taiyari karen.......nak
aratmk vicharon se door rahker satrk
rahien.......jai tet,jai hind
†**************************†
Rakesh Mani Tripathi >>
Tet sathiyo
Namaskar
(1)-SCERT k paas abhi bhi(14/08/2014 tk) sare zilo ka data nahi pamhucha .
(2)-ses bache (lagbhag 10 se 12 zile) zilo ka data 16 ya 17 August 2014 tk panhuch jayega (ummid aur SCERT k nidesak ka aswasan yahi hai)
(3)-counseling ki ghosana 19-22 august k beech sambhav hai.
(4)- counseling ki sambhavit date 25 se 28 August k beech ki ho sakti hai.
(5)-contempt pr nirnay 21-22 August k aas paas UPTET SANGHARSH MORCHA dwara sabhi ki aam/bahumat ki sahmati se liya jayega.
(6)-ses bache zilo ka visyrit byora 16 ki saam tk uplabddh kara diya jayega taaki sangathan astar se us pr dabav bana (zila aur lucknow dono astar pr) kr complete karaya ja saqe waise isaki naubat nahi aani chahiye.
(7)-kux swanyambhoo TET neta pure pradesh ki zimmedari dikhawati roop se apne kandho pr lekar din raat pareshan hai (dikhawati roop se kyonki unki dukan ab jo band honewali hai) jabki vo at least apne-2 home zanpad ki DIET aut data feeding pr yadi suruat se hi thoda sa bhi dhyan diye hote to nischit roop se swatantrata diwas ki sandhya tk sare zilo k data complete roop se feed hokar SCERT tk panhuch gaye hote.
(8)-ant tah UPTET SANGHARSH MORCHA ki aap sabhi se ye gujarish hai ki dhairay banaye rakhe Morcha ki karypranali ,pardarsita,lagan aur isake samarpan k prati apna purv ki bhanti visvas banaye rakhe.
ye baat nischay roop se kahi ja sakti hai ki hum sabhi k aanewale sunahale kal k liye kux log prachar se bahut door tamam bighan badhao aur aropo k bavjood raat din ek kar nih swarth bhav se lage huye hai .
nischay hi aise loge k prati hum aajeevan rini rahege.
(9)-sabhi ko 15 august aur janmastami ki hardik subhkamanaye.
Sabhi ko
†*******************†
Uptetnews Saurabh
Rakesh Yadav
साथियो, शुभ सन्ध्या
आज हम लोगो की लखनऊ टीम (गणेश
दीक्षित्, अरुणेन्द्र प्रताप सिह्, रोहित
शुक्ला, रिषी देव्,डा राजीव शर्मा,
मो मोअज्जम आदी लोग )एस सी आर
टी डायरेक्टर श्री सर्वेन्द्र विक्रम जी से
मिली । डायरेक्टर ने स्पष्ट रूप से हम
लोगो को बताया की लगभग ४५
जिलो का डाटा १२ बजे तक हमारे पास आ
चुका है शाम तक ईमेल चेक करने के बाद
इसकी सख्या और बढ जायेगी । और जिन
जिलो के डाटा रह जायेगा वह कल अवकाश
होने के कारण १६ अगस्त तक हर हाल मे आ
जायेगा और १९ अगस्त को काउसिलिग
शेड्यूल जारी करा देगे जिसमे २५ अगस्त से
आपकी काउसिलिग हर हाल मे शुरू
हो जायेगी ।अत्: आप लोग अब डाइट पर
दबाव बढाने के बजाय अपनी काउसिलिग
की तैयारी कीजिये ।
दोस्तो ,२५ से काउसिलिग शुरू करने
का अश्वासन कल सचिव हीरा लाल ने
दिया था ।
दोस्तो, वह दिन जिसका हमे वर्षो से
इन्तजार था उसका स्वागत हम लोग
सम्मान पूर्वक खुशनुमा माहौल मे करे ।
साथियो, आज कुक्ष देर पहले जो एस के
पाठक जी की जो पोस्ट आयी है वह शायद
हम लोगो के बीच मे सवाद
हीनता का परिणाम है वरना पाठक
जी ऐसी निराशा जनक बाते शेयर करने के
आदी नही है ।
दोस्तो मैने खुद अनिल वर्मा अवनीश यादव
आदी लोगो से कन्टेम्प्ट के मामले को लेकर
आगामी जन्माष्टमी के बाद किसी भी दिन
लखनऊ मे एक प्रदेश स्तरीय मीटिग बुलाने
के लिये कहा है । क्यो कि सगठन
का उद्देश्य तब तक पूरा नही होता जब तक
की ७२८२५ सीटो मे अन्तिम
अभ्यर्थी नौकरी ज्वाइन नही कर लेता ।
"सभी को स्वतन्त्रता दिवस की हार्दिक
शुभ कामनाये"
Tet sathiyo
ReplyDeleteNamaskar
(1)-SCERT k paas abhi bhi(14/08/2014 tk) sare zilo ka data nahi pamhucha .
(2)-ses bache (lagbhag 10 se 12 zile) zilo ka data 16 ya 17 August 2014 tk panhuch jayega (ummid aur SCERT k nidesak ka aswasan yahi hai)
(3)-counseling ki ghosana 19-22 august k beech sambhav hai.
(4)- counseling ki sambhavit date 25 se 28 August k beech ki ho sakti hai.
(5)-contempt pr nirnay 21-22 August k aas paas UPTET SANGHARSH MORCHA dwara sabhi ki aam/bahumat ki sahmati se liya jayega.
(6)-ses bache zilo ka visyrit byora 16 ki saam tk uplabddh kara diya jayega taaki sangathan astar se us pr dabav bana (zila aur lucknow dono astar pr) kr complete karaya ja saqe waise isaki naubat nahi aani chahiye.
(7)-kux swanyambhoo TET neta pure pradesh ki zimmedari dikhawati roop se apne kandho pr lekar din raat pareshan hai (dikhawati roop se kyonki unki dukan ab jo band honewali hai) jabki vo at least apne-2 home zanpad ki DIET aut data feeding pr yadi suruat se hi thoda sa bhi dhyan diye hote to nischit roop se swatantrata diwas ki sandhya tk sare zilo k data complete roop se feed hokar SCERT tk panhuch gaye hote.
(8)-ant tah UPTET SANGHARSH MORCHA ki aap sabhi se ye gujarish hai ki dhairay banaye rakhe Morcha ki karypranali ,pardarsita,lagan aur isake samarpan k prati apna purv ki bhanti visvas banaye rakhe.
ye baat nischay roop se kahi ja sakti hai ki hum sabhi k aanewale sunahale kal k liye kux log prachar se bahut door tamam bighan badhao aur aropo k bavjood raat din ek kar nih swarth bhav se lage huye hai .
nischay hi aise loge k prati hum aajeevan rini rahege.
(9)-sabhi ko 15 august aur janmastami ki hardik subhkamanaye.
Sabhi ko
Jay TET
सहारनपुर डायट समाचार
ReplyDeleteAmit Kapil
मित्रो नमस्कार ***पूर्व निर्धारित कार्य क्र्म के अनुसार आज सहारनपुर के tetions ने डी ऍम से मुलाक़ात की ।कल डी ऍम को ज्ञापन के माद्यम से डाइट पर की जा रही हिल हवाली के बारे में सूचित किया गया था ।आज डी ऍम कार्यालय से डाइट प्राचार्य को फोन करके मामले की संवेदनशील ता को ध्यान में रखते हुवे तिन वेर्किंग डे (13 14 16)में कार्य को पूरा करने का आदेश दिया गया ।डी ऍम ऑफिस से बी एस अ ए को भी फोन करके कार्य को जल्द पूरा करने का आदेश दिया । उसके बाद हम लोग डाइट पर पहुचे जहा प्रिंसिपल महोदय आज पहली बार अपने काम पर मुस्तेइद मिले ।उनसे बात चीत में उन्होंने भरोसा दिलाया के 16की शाम तक कार्य को पूरा करके scertभेज दिया जायेगा ।आप लोग 17में डाइट पर आकर रिपोर्ट ले सकते हे ।फिर उन्होंने किये जा रहे कार्य का निरिक्षण कराया जिससे हम लोगो ने संतुष्टि महसूस की। जय टी ई टी।
अरुणेन्द्र सिंह जी के कलम से
ReplyDeletekal jab ham log scert office me the to ham logon ki mulakaat eta principal se ho gayee jisse feeding tay samay par poori na karane ke visay par hamare addyaksh mahoday se teekhee nok jhok bhee huee | jis par unhone karya kari egency se bhee baat karayee jisne karya 15 august tak kisee bhi halat me poora karane ko kaha |
DHANYAVAAD
72825 भर्ती
ReplyDeleteएस सी ई आर टी से मिली सूचना पर आधारित
19 या 20 अगस्त-- विस्तृत कार्यक्रम
22 अगस्त----- कट आफ
25/26/27----- काऊँसलिंग
ACOORDING TO INDIAN LAW
ReplyDelete1-JUNIOR BHARTI WITHOUT WEIGHTAGE POSSIBLE NAHI HAI
2-SIKSHA MITRA INKI BHARTI ILLEGAL HAI SUNVAI HONE PER 100% STAY LAG JAAYEGA
3-72825 PRT RECRUITMENT AUGUST MAIN EK COUNCEALLING AVSYA HOG
BIG NEWS FROM HIGH COURT>>>>
ReplyDeletejunior bharti me process par v rok..
Acording to high court wakil....
Aaj v.k shukla ki bench me 15 va sansodhan
radd hone ke wavjud jrt ki ho rahi bharti par
court ne lgaya rok..
Larger bench ke wetage dene ki aniwaryta ke
aadesh ke maddenajar judge v.k shukla ne lgayi
rok..
Next date par hoti rahegi bahas.. Filhal rok se
3rd counseling par sankat ke badal..
Suddh acd merit ka spna dekh rahe acdian
kapil& co. ko v lga 440 volt ka current..
Humaari DIET Patni k prachaary mahodaykitne seedhe....!!!!!
ReplyDelete.
Jo bhi inhe kaha gya, haan me haan milaate rhe. Poochhne par btaya ki ye parso tak feeding ka kaam nipta lenge lekin jab inhe btaya gya ki yehan to maatr 42000 k lagbhag hi feeding hui hai to feeding prabhaari (office me hi baithe the) ne btaya ki feeding ka kaam 17 tak poora karke 18 tak data S.C.E.R.T ko uplabdh kra diya jaayega.
.
.
Lga hi nhi ki inhe humaari bharti ki jaldi hai, S.C k order ki fiqra hai.
.
Inki susti ko dekhkar kaha bhi ki hum feeding me sahyog karne ke liye taiyaar hain lekin ye aur feeding prabhaari kahne lge ki iski koi zroorat nhi hai.
.
.
Mayawati ji jaisa koi kadak C.M hota to ye hi wo adhikaari hote jo iss naatak ko kbhi ka khatm kar dete.
साथियो, शुभ सन्ध्या
ReplyDeleteआज हम लोगो की लखनऊ टीम (गणेश दीक्षित्, अरुणेन्द्र प्रताप सिह्, रोहित शुक्ला, रिषी देव्,डा राजीव शर्मा, मो मोअज्जम आदी लोग )एस सी आर टी डायरेक्टर श्री सर्वेन्द्र विक्रम जी से मिली । डायरेक्टर ने स्पष्ट रूप से हम लोगो को बताया की लगभग ४५ जिलो का डाटा १२ बजे तक हमारे पास आ चुका है शाम तक ईमेल चेक करने के बाद इसकी सख्या और बढ जायेगी । और जिन जिलो के डाटा रह जायेगा वह कल अवकाश होने के कारण १६ अगस्त तक हर हाल मे आ जायेगा और १९ अगस्त को काउसिलिग शेड्यूल जारी करा देगे जिसमे २५ अगस्त से आपकी काउसिलिग हर हाल मे शुरू हो जायेगी ।अत्: आप लोग अब डाइट पर दबाव बढाने के बजाय अपनी काउसिलिग की तैयारी कीजिये ।
दोस्तो ,२५ से काउसिलिग शुरू करने का अश्वासन कल सचिव हीरा लाल ने दिया था ।
दोस्तो, वह दिन जिसका हमे वर्षो से इन्तजार था उसका स्वागत हम लोग सम्मान पूर्वक खुशनुमा माहौल मे करे ।
साथियो, आज कुक्ष देर पहले जो एस के पाठक जी की जो पोस्ट आयी है वह शायद हम लोगो के बीच मे सवाद हीनता का परिणाम है वरना पाठक जी ऐसी निराशा जनक बाते शेयर करने के आदी नही है ।
दोस्तो मैने खुद अनिल वर्मा अवनीश यादव आदी लोगो से कन्टेम्प्ट के मामले को लेकर आगामी जन्माष्टमी के बाद किसी भी दिन लखनऊ मे एक प्रदेश स्तरीय मीटिग बुलाने के लिये कहा है । क्यो कि सगठन का उद्देश्य तब तक पूरा नही होता जब तक की ७२८२५ सीटो मे अन्तिम अभ्यर्थी नौकरी ज्वाइन नही कर लेता ।
"सभी को स्वतन्त्रता दिवस की हार्दिक शुभ कामनाये"
धन्यवाद, जै हिन्द जै टी ई टी
योगेश कुमार शर्मा की याचिका पर डिवीजन बेंच ने जूनियर भर्ती पर एक और स्टे ठोंका ....
ReplyDelete!
!
!
!
hum lekhpal wali news par hain
Shakul Gupta
ReplyDeleteआज भी शिक्षा मित्र मामले में कोर्ट में सुनवाई नहीं हुयी .........आगे की कहानी आप जानते हैं ....................वैसे अगर अंशुल मिश्र जी ने राष्ट्रपति महोदय को अपनी दर्द भरी दास्ता से अवगत न कराया होता तो ७२८२५ का भी यही हाल सरकार सोंच बैठी थी .......
Crt ke aaj ke news se 110 science se jyada wale .. Hi khushi mana rahe hai..
ReplyDeletekam wale meri tarah to yahi dua kr rahe the ki jrt ho jae aur low merit walo ko fayda mile..
bt sb bhagwan ke bhaiya hai..
pata hai s.m. Ko appntmnt kyu mila.. Kyuki vo ek jut the.. Hamari tarah tet aur acd. Me nai bate the.. Aur ab to jrt, prt old add. Prt new add, aur tet morche me b 365 neta ban gae hai..
hamne choti class me padha tha..
sangathan me shakti hai..
Jo aaj b satya hai..
abi tak to vahi hua h jo gov. Chahti
AAJ JUNIOR PAR STAY SE KUCH BATEN SPAST HUI HAI, JAISE- 1. 15 v 16 ve Sansodhan se hone wali sabhi bhartiyo par sankat ke badal madrane lage hai. 2. Junior ab 99% TET merrit se hogi, ya sarkar is puri prakriya ko nirast karke punah naye sire se shuru karegi. 3. Yadi Urdu wale teachers ke khilaf kisi ne writ dali to urdu wale bhi swaha ho sakte hai..................... SM ke case ki sunwai aaj muskil hai, lekin jab bhi hoti hai ,sure hi sm ka carrier bhi swaha hi hona hai.
ReplyDeleteअब देखना है कि सरकार जबाव क्या लगाती है 15वे संशोधन पर
ReplyDeleteअगली डेट- 1 सितंबर
तब तक जय गुणांक जय गुणांक जपते रहो
S.k. Pathak
ReplyDeletePriy mitron namaskar
aaj ki post ka adhyayan aap log gambheerta
poorvak kariyega aur post ke lendriy bhaw ko
samajhne ki koshish kariyega, aaj mai
mukhya roop se teen muddon par bat
karunga.
1).contempt of court
2).vibhageey karyawahi ki gati
3).8 august ki supreme court ka order
contempt of court ke sandarbh me sirf itna
kahna hai ki kamar kas leejiye ,fund ki
vyawastha kariye. Sheeghra hi lucknow me
pradesh stareey meeting bulayi jayegi
doosri mahatwapoorna bat feeding se
sambandhit vibhageey karyawahi ke sandarbh
me kahna hai mananeey uchhatam nyayalay
ka aadesh aaye lagbhag 6 mah hone ja raha
hai aur abhi tak tathakathit feeding ka kam
sampanna nahi ho paya hai. Pratyavedan ki
samay seema badhaye jane ke bad pahla
shashnadesh jisme bharti ka schedule tha jo
ki contempt of court ki reminder notice
sanjay sinha aur Heeralal Gupta ko dene ke
theek agle din jari ho chuka tha ab
nishprabhavi ho chuka hai aur abhi tak
counseling aur schedule se sambandhit
doosra koi shashnadesh jari nahi hua
hai .aisi sthiti me mai ya koi bhi yah kahe ki
counseling 25 august se hogi to yah
asambhaw aur afsosjanak hai. shpasht hai
ki sarkar aur sarkari machinery ki mansha
dooshit hai. Suniyojit agende ke anusar karya
chal raha hai. Na chahte huye bhi yah kahna
pad raha hai ki SCERT, NIC ya sachiwalay ki
har parikrama ka parinam ek nayi post ho
sakti hai bharti prakriya ki shuruat nahi is
sachhai ko samay rahte sanajhna hi
buddhimani hogi
EESRI AUR SARVADHIK MAHATWAPOORNA
ReplyDeleteBAT - kal sham V.K.SINGH ADVOCATE HC
(here in after referd as VK BHAIYA) ka phone
aaya tha aur unhone bataya ki kal academic
team 8 august ka sc ka order lekar aayi thi
aur unhone sri Rakesh Dwiwedi ji
(snr.advocate sc) se mere pas phone bhi
karaya tha. VK BHAIYA ne bataya ki ladke kah
rahe the good part aur bad part ko alag
karne ke liye writ kar deejiye iske liye VK
BHAIYA ko hire karna chah rahe the is par
VK BHAIYA ne kaha ki ham tet merit walon ki
taraf se pahle se hi hire hain: Shpasht hai ki
academic team nayi writ dakhil karne ke liye
gambheerta poorvak prayasrat hai.
ab post ke teeno vinduon ko correlate kariye
shpasht hai ki kisi khas bat ka intezar kiya ja
raha hai aur janboojhkar time pas kiya ja
raha hai.
nishkarshtah yah kahna hai ki paristhiti ki
gambheerta ko samjhne wala vyakti hi apne
lakshhya ko prapt karne wala hota hai aur tet
shangharsh morcha ka lakshhya 72825
niyukti hai n ki kuchh aur .
yah post Tet shangharsh morcha ke aam
logon ke sath sath vishesh roop se kuchh
khas logon . Jo poore shangharsh ke dauran
mera dahina hath rahe hain ke liye vishesh
shandesh hai ..
aasha hai ki vo bina mere nam liye hai ise
samajh lenge ..iske aage ki sthiti par charcha
bad me hogi.
sadhanyawad
aapka sk pathak
Anand Abhishek Srivastava ke anusar
ReplyDeletejunior bharti pe antim faisla kewal sc se hoga. lag sakta hai 1 sal se jyada time
एन.सी.टी.ई ने बीएड २०१५ -२०१६ का स्तर शून्य कर दिया है उसके बाद से बीएड दो साल का हो जाएगा
ReplyDeleteजब कोई काम न्याय और नियम के विपरीत किया जाता है
ReplyDeleteतो उसका परिणाम खौफनाक होता है
जनियर कानून के विपरीत
sm कानून के विपरीत
अब खेलो
कोर्ट कोर्ट
डेट डेट
जूनियर पर तो पूरे 29000स्टे लगने जा रहै
और अभी नकल माफियाओ के दुश्मन पाठक कि रिट तो बाकी है
जय उत्तर प्रदेश सरकार
GANESH DIXIT KO HEERA LAL PER BHAROSA KYU HAI SAMAJH SE PARE HAI.
ReplyDelete1-contempt file kare morcha jald
2-feeding karana scert ka kaam hai morcha ka nahi.
3-sc me etha diet ka data pesh karo kaise bebkoof bana rahe hai ye kameene
4-fund ikkata kare jald
5-sc ko pratyabedan ki copy bhi dikahao jisme 3 format hai
6-scert ka adesh dikhao jisme kast karne ko kaha gaya hai.
7- sc ko bhi ghumrah karne ka aarop lagao.
phir dekho kya maja aata hai .karna end me bhi yahi hai isliye pahle hi kar lo.yadi govt ka itna bharosa hai to pair pakad
आज जूनियर पर एक और स्टे लग गया । लेकिन गुणांकधारियो को अभी भी समझ नही आया कि ये भरती अब नाम माञ के लिये ही बची है और प्राईमरी मे सरकार की नौटकीं जारी है । प्राईमरी तो सरकार को मजबूरी मे ही सही या कन्टेम्प्ट के बाद करना पडे,करना ही पडेगी लेकिन जूनियर अब निरस्त होना तय है क्योकि सरकार के पास न्यायालय के किसी प्रश्न का उत्तर नही है
ReplyDelete>Feeding me deri HONA.
ReplyDelete>good part/bad part.
>2011 tet me hc ka 82 marks wala order.
>online counsiling ka aadesh na hona.
>SCERT DWARA NEW COUNSILING SCHEDULE JAARI NA KARNA.
Agar 72825 me aur der hui to kahin BAHUT der na ho jaye..!
Plz
SARKAR KI MANSHA SAMJHO!!
Bdhaai ho....!!!!!
ReplyDelete.
.
Vry-vry breaking news,
.
.
.
.
Kuchh der pahle S.C.E.R.T director S.V. Singh ji se Ganesh bhaai aadi ne mulakat ki to unhone 19 Aug ko humara schedule jaari karne aur 25 se counselling shuru hone ka poora-poora aashwasan diya.
Good Evening Friends...... कोर्ट के दावं पेंच और मार झेल रही गणित विज्ञानं की भर्ती के लिए एक खुशखबरी। श्री हीरा लाल गुप्ता जी ने तीसरी counslling के आदेश जारी कर दिए है। ये counslling 19 & 20 अगस्त को होगी। खास बात पत्र में ये है कि कितने गुना condidate बुलाने है, इसका जिक्र पत्र में नही है। जैसा कि पूर्व से ही आप परिचित है कि खामियाँ करने की पुरानी परम्परा है। पत्र में अवगत कराया है कि प्रथम और द्वितया counslling में कुल 9500 पद भरे है। इसी क्रम में लगभग 19800पदों पर counslling की जाएगी।
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
Deleteये बात झूठी है या सच इस की प्रमाणिकता के लिये इनतजार करना होगा।
DeleteMitron Diet Par Kewal TeT ka roll no.hi feed kya ja rha hai....Marks Update hone ka coloumn nahi hai.....aur na hi....sansodhan kiya ja rha hai....Counselling kaise hogi marks to purane Feed the computer par.
ReplyDeleteTet sathiyo namaskar
ReplyDeletemil rahi jankari k anusar counceling 25 august se hogi.. But ye bharti kya 31 august tak puri ho payegi? Ek bat clear hai bina contempt ke ye bharti puri nh hogi tet morche ko jald hi nirnay le lena chahiye warna bharti ek sapna hi rahega...
Saharnpur me 17 tak puri hogi feeding.
ReplyDelete@..Khushkhabri..@
ReplyDelete--Aaj 3 baje Sachiv H.L. Gupta ne BTC 15000 bharti k Prastaw par kiye Signature.
Dosto- Good After Noon..................Bhai yah vo caveat hai jo ham sabke dwara Kapil ke khilaf 12 August ko hi dakhil kar di gayi thi . Atah ab is Kapil ke khilaf ham do do haath karne ko taiyar hai . @ Bhai Bhadohi distt ka pura ho gaya hai aur data aaj evening tak SCERT bhej diya jayega. @Bhai एटा से प्राप्त सूचना के अनुसार Eta ke kaam ne रावलपिण्डी एक्सप्रेस ki raftar le li hai aur aaj raat me hi kaam pura ho jayega , saath hi कासगंज ka kaam teebra gati se suru ho gaya hai jo 16 tak sure pura ho jayega @Bhai kal hamne Farrukhabad ke kaam ka jayja liya to paya ki kal tak kaam pura ho jayega .@ Bhai hame viswas hai ki17 August tak sab jagah ka data pura ho jayega @Bhai agar 24 August tak hamara cut off /rank jari nahi hoti to 25 August se कन्टेम्प्ट ki karvahi shuru kar di jayegi. JAI TET MERIT JAI TET MORCHA
ReplyDeleteउ0प्रा0 में इतनी शिक्षको की भर्ती हुई की सारा उ0प्रा0 बेहाल हो गया
ReplyDeleteशिक्षको ने इतने फारम भरा की विभाग मालामाल हो गया
Atal satya
ReplyDeleteGov ne apni kutilta dikhakr 72825 ko roka lekin.....
72825 ne sarkaar dwara ki gyi aur age b ki jaane wali sari bhartiyo ka satayanaash kr diya ....
Ab aap sm ki baat krenge to maje lene do unko b aaj nhi to kl unka b haal.....aap jante ho
Ab 72825 itihaas likh chuki hai acd yug ant ho chuka hai
Aaj gov soch rhi hogi kaash is bharti ko pahle kr diya hota....
stay on jrt
ReplyDeleteye mamoli stay nahi promotion vale case jaisa
15 sanshidhan hi asamvaidhanik bataya gaya hai
आदरणीय श्री अखिलेश यादव जी आपने तो अपनी समझ में उत्तर प्रदेश के शिक्षामित्रों को सहायक अध्यापक बना दिया परन्तु उत्तर प्रदेश की जनता अब आपको अगली बार मुख्यमंत्री नहीं बनायेगी।
ReplyDeleteआपने प्राथमिक विद्यालय को अराजकताओं का स्थाई अड्डा बना दिया है।
पूर्व शिक्षामित्रों का नेता काजी हमाम काला खुलेआम धमकी दे रहा है कि प्राइमरी में आने वाले संभावित तीन महीने के प्रशिक्षितों को बर्बाद कर दूंगा।
क्या यही शिक्षकों की पहचान है ?
RTE लागू था बिना टीईटी के इन सबको नियुक्त करके उत्तर प्रदेश में शिक्षा का माखौल उड़ाया जा रहा है।
यह मामला तो सुप्रीम कोर्ट से ही निर्णित होगा।
अखिलेश भाई शिक्षा में सुधार का प्रयास कीजिये।
काजी हमाम काला तुम्हारा दिल कितना काला है यह स्पष्ट हो गया ,
सुनवाई न होना तुम अपने संगठन की कामयाबी बता रहे हो तो सुनवाई तो होगी ही परन्तु ऐसा कहकर किसी न्यायमूर्ति के दामन को कलंकित न करो।
बाकी मुझे भी पता है कि उत्तर प्रदेश में कानून की क्या दशा है!
इसी के साथ जो तुम धमकी दे रहे हो कि तुम हमारे भाईयों व बहनों को प्रशिक्षण नहीं लेने दोगे तो तुम्हारी भूल है।
हमारे भाई-बहन नियुक्ति प्राप्त करके प्रशिक्षण लेने जायेंगे
Good news >>>
ReplyDeleteGanesh Dixit bhai g ki wall
se.....
saathiyon,
aaj hum sabhi ke liye badi
khuskhabri he ki aaj scert
director s.v. singh se varta
hui jisme unhhone 25 aug. se
coun. suru karne ka dawa
karte hue aswast kiya
he.....unhone suchit kiya ki 16
ki morn. ko 100% data nic ko
mil jayega kal 15 ka holiday
he so kaam band
rahega.....nic 7 din ke baad
data taiyar karke scert ko
handover ker dega....19 aug.
ko humaari bharti ka
schedule jaari hoga......isse
pahle mai nic per jayja lene
gaya vahan bhi humaari
bharti ka kaam jordari se
suru ho gaya he,nic ne
bataya ki agale 7 din me
data scert ko prepare karke
de diya jayega.......
mitron,humari mehnat aur
sangharsh ka pratifal milne
jaa raha he.....ab celebration
ka time aayega.......aap vijeta
hien.....
aaj humare sahyogi s.k.
pathak ne apni post ke
dwara apne ekagrta aur
jujharupan ko dikhaya
he,
This comment has been removed by the author.
ReplyDeletePrt 110 gen sic any chance dosto
ReplyDeleteTet sayhio plz sarkar ki mansa smjho aur cotempt k liye bharpur tayari kr lo kyoki fr lolipop dene ki kosis ki ja rhi h....be aware friends ...jai tet
ReplyDeleteHamare desh ke sabhi bhaieyo and bahno aapko aaj ki ish pawan parv jo independence day ke roop me manate hai ush per hamara taraf se aapko koti koti naman 15 august 2014.Uptet2011 ke sabhi candidate sathiyo jo aapko aapki manjil se dur kar rahe hai wo aapse jayda apni nuksan karenge.Aap aapni josh aaur junun kam mat karna aaur apni education,energy dono ka sath lekar aage badho hum bhi aapke sath hai.Sarkar badlti rahti hai per per janta wahi rahti hai jo takhte per pahuchati hai so good works chahe jo bhi pass kare use pura karana hi samay ki mang hoti hai......Jitendra Mishra
ReplyDelete